#hindi urdu shayari
Explore tagged Tumblr posts
shayriara · 1 year ago
Text
#Ittefaq
है भगवान! ये कैसा इत्तेफ़ाक़ किया तूने
मेरी नज़र में उस शख्श क्यूं खास किया तूने
भुगतान कर रही हूँ मैं तेरे इत्तेफ़ाको का
ये बता,आखिर ये कैसा मज़ाक किया तूने..
He bhagvan! Ye kaisa ittefaq kiya tune
Meri nazar me us shakhsh ko kyu khaas kiya tune
Bhugtaan kar rahi hun mai tere ittefaqo ka
Ye bata, aakhir ye kaisa mazaak kiya tune....
- कृष्णा शर्मा (krishna sharma)
28 notes · View notes
maihonhassan · 2 months ago
Text
Parveen Shakir is the finest poetess in the history of urdu literature:
“ye dukh nahi ke andheron se sulah ki humne, malal yeh hai ke ab subha ki talab bhi nahi.”
248 notes · View notes
peaceishim · 10 months ago
Text
Tumblr media
I found this on twitter.
(Not mine)
724 notes · View notes
his-heart-hymns · 11 months ago
Text
I wish we were pressed flowers on the same page.
-Unknown
Tumblr media Tumblr media
Ab ke ham bichhde to shayad kabhi khvabo me mile
jis tarah sukhe hue phuul kitabo me mile.
-Ahmed Faraz
Tumblr media Tumblr media
578 notes · View notes
Text
My favourite Urdu word is 'Shayad'.
Filled with hope and hopelessness in equal measure
2K notes · View notes
komal01 · 10 months ago
Text
Mil jaye sab kuch zindagi mein, toh fariyaad kiski karoge;
Mulaqaat hone lage jo roz, toh yaad kisse karoge!
380 notes · View notes
stickyblazecreator · 11 months ago
Text
Tumblr media
"Milne ki ummed to nhi tujhse
per kaise keh dun ki intezar nhi tera"
346 notes · View notes
qalbofnight · 1 year ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
479 notes · View notes
om-is-ok · 8 months ago
Text
Pov: Now you're on your own so you don't care about anything or anyone because you're tired of life.
Mujhe ab dar nahi lagta —Mohsin Naqvi
kisi ke dur jaane se, taalluq tut jaane se
kisi ke maan jaane se, kisi ke rooth jaane se
mujhe ab dar nahi lagta
kisi ko azmane se, kisi ke azmane se
kisi ko yaad rakhne se, kisi ko bhuul jaane se
mujhe ab dar nahi lagta...
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
kisi ko chhod dene se, kisi ke chhod jaane se
na shamaa ko jalane se, na shamaa ko bujhane se
mujhe ab dar nahi lagta
akele muskurane se, kabhi aansu bahane se
na is saare zamane se, haqiqat se fasane se
mujhe ab dar nahi lagta...
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
kisi ki na-rasai se, kisi ki parsai se
kisi ki bevafai se, kisi dukh intihai se
mujhe ab dar nahi lagta
na to is paar rahne se, na to us paar rahne se
na apni zindagani se, na ik din maut aane se
mujhe ab dar nahi lagta... —Mohsin Naqvi
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
212 notes · View notes
crookedneighbour20 · 6 days ago
Text
zindagi se yahi gila hai mujhe tu bohot der se mila hai mujhe. humsafar chahiye, hujoom nahi ik musafir hi qaafilaa hai mujhe. tu mohabbat se koyi chaal toh chal haar jaane ka hausla hai mujhe.
71 notes · View notes
shayriara · 1 year ago
Text
#Uperwale
पता नहीं ऊपर वाले के मन में क्या आया है
आखिर क्या सोच कर उसने मुझे बनाया है
ना हुस्न दिया ना चालाकी से नावाजा मुझे
पता नहीं किसका इश्क़ मेरे हिस्से आया है..
Pta nhi Uperwale ke mann me kya aaya hai
Aakhir kya soch kr usne mujhe bnaya hai
Na husn diya na chaalaaki se navaaza mujhe
Pta nhi kiska ishq mere hisse aaya hai..
- Krishna Sharma ( कृष्णा शर्मा )
30 notes · View notes
maihonhassan · 2 months ago
Text
"mai nahi chahta wo mere bulane se aaye,mai chahta hoon woh reh na paaye aur bahane se aaye"
"I don't want them to come just because I call them; I want them to feel they can't stay away and come with their own reasons."
209 notes · View notes
maintohoonpagal · 1 month ago
Text
रील पर अर्धनग्न नृत्य करती हुई लड़कियों मे,
वो साहित्य प्रेमी लड़कियाँ कहीं खो सी गई है ll
Tumblr media
93 notes · View notes
hereisnxbiya · 8 months ago
Text
When Shafin Khan wrote
Rote hue insaan ke pass ek kahani hoti hai, Or muskurate hue insaan ke pass uss kahani ko chupane ka ek andaaz.
I really felt that.!
183 notes · View notes
not-a-nice-man-to-know · 9 months ago
Text
Ishq ki talaash mein kyun nikalte ho tum
Ishq khud talaash leta hain jise barbaad karna hota hain
- Gulzar
185 notes · View notes
komal01 · 10 months ago
Text
Phool dena mohabbat nahi hai;
Phoolon ki tarah rakhna mohabbat hai
332 notes · View notes