#shayri
Explore tagged Tumblr posts
refat-ahmed · 3 days ago
Text
Tumblr media
Aasmaan Par Nazar Hai Logon Ki,
Chand Inka Wahin Pe Rehta Hai.
Main Magar Aasmaan Pe Kya Dhoondu,
Chand Mera Zameen Pe Rehta Hai.
—Attaullah Khan Saab
26 notes · View notes
thatanonymousgirl · 10 months ago
Text
Tumblr media
461 notes · View notes
stickyblazecreator · 11 months ago
Text
Tumblr media
"Milne ki ummed to nhi tujhse
per kaise keh dun ki intezar nhi tera"
354 notes · View notes
komal01 · 1 year ago
Text
Har raat meri aankhein inhi sochon mein ghum ho jaati hain;
Ke mera maqsad-e-hayaat kya tha,
Aur mujhe thaka kin kaamon ne diya!
692 notes · View notes
khankidairy · 11 months ago
Text
Dil na umeed to nahi na-kaam hi to hai, lambi hai gham ki sham mgr sham hi to hai
--faiz ahmed faiz
Tumblr media
159 notes · View notes
jaiyexh · 19 days ago
Text
Tumblr media
Ab main samjha tere rukhsaar pe til ka matlab
Daulat-e-husn pe darbaan bitha rakha hai
30 notes · View notes
persecutorr · 21 days ago
Text
Kisses were invented to let people know you're interested without having to say a word.
42 notes · View notes
nabihahahahahaha · 7 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
( chand nagar by ibn e insha )
Here's some favourite lines from this poetry
sham samay aaik oonchi
seehriyon walay ghar kay
angan mein
chand ko utaray daikha
hum nay, chand bhi
kaysa ? poora chand
chand
chand kissi ka ho nahi
sakta, chand kissi ka hota
hai ?
chand ke khatir zid nahi
kartay, aye mairay achay
( whole poetry is 10/10)
youtube
64 notes · View notes
whysooinsane · 6 days ago
Text
Tumblr media
27 notes · View notes
chthonic-empyrean · 9 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media
أنت تستحق أن تكون محبوبا دون الاضطرار إلى إخفاء الأجزاء التي تعتقد أنها غير محبوبة في نفسك
you deserve to be loved without having to hide the parts of yourself that you think are unlovable
80 notes · View notes
messedquest · 12 days ago
Text
"Usay meri baatein ab samajh nahi aati, Kabhi jo meri khamoshi ki tafseer likha karta tha."
19 notes · View notes
refat-ahmed · 2 months ago
Text
Tumblr media
—Allama Iqbal
Zindagi Ho Meri Parwane Ki Surat Ya RAB
Ilm Ki Shamma Se Ho Mujh ko Mohabbat Ya RAB!
May My Life Like That Of  The Moth Be O LORD
May I Love The Lamp Of  Knowledge O LORD!
55 notes · View notes
thatanonymousgirl · 10 months ago
Text
Aye gardish e aayam mujhe ranj bohot hai
Kuch khwab the aise jo bikharne ke nahi the..
Tumblr media
158 notes · View notes
stickyblazecreator · 8 months ago
Text
Tumblr media
In English we call it "Depression" But in Urdu Aladdin said:
Is gamgeen shaam me khudara koi gazab na ho, Dil-o-dimag par jis baat ki aziyat ho rhi hai, Darta hun ke ye meri maut ka sabab na ho.
107 notes · View notes
dilseghazal · 5 months ago
Text
Tumblr media
30 notes · View notes
jaiyexh · 17 days ago
Text
" tere bad kisi ko chahne ka mann nahi kara, kisi aur se dil lagane ka mann nahi kara,
tujhe dekhne ko aankhe bohot tarasti thi, par teri gali me aane ka mann nahi kara,
jitne haseen pal humne sath me bitaye the, kisi aur ke sath bitane ka mann nahi kara,
jo geet tere sath mil kar gungunaye the, tere baad gungunane ka mann nahi kara,
khuda diye tohfe jaldi wapas leta hai isliye, hath dua me uthane ka mann nahi kara,
ek udasi mere chehre par achi lagne lagi, fir kabhi muskurane ka mann nahi kara.."
-102
22 notes · View notes