#urdu shairi
Explore tagged Tumblr posts
dastur-e-ishq · 3 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media
“Ishq naazuq mizaaj hai bay hadd // aqal ka boj utha nahi sakta”
love is so incredibly fragile, it cannot bear the weight of intellect.
- Akbar Allahabadi
434 notes · View notes
maihonhassan · 3 months ago
Text
Parveen Shakir is the finest poetess in the history of urdu literature:
“ye dukh nahi ke andheron se sulah ki humne, malal yeh hai ke ab subha ki talab bhi nahi.”
321 notes · View notes
komal01 · 4 months ago
Text
Rote huwe insaan ke paas ek kahani hoti hai;
Aur
Muskurate huwe insaan ke paas uss kahani ko chupane ka ek andaaz
82 notes · View notes
blogbyher · 8 months ago
Text
When Ghalib said Ek judai ka wo lamha ke Jo marta hi nhi, log kehte the sabhi waqt guzar jaate hain.
When Kafka said The separation into two people is unbearable.
And When Faiz said Phir dekhe hain wo hijr ke tapte hue din bhi jab dil o jaan mei fagaa'n bhool gyi hai
A memory of someone who's gone echoes.
102 notes · View notes
her-om · 27 days ago
Text
Chand-sitare, phool-parinde, sham-sawera ek taraf, Saari duniya, uska charba, uska chehra ek taraf
Wo lad kar bhi so jaye to uska matha chumu me, usse mohabbat ek taraf hai, usse jhaghda ek taraf
Tumblr media Tumblr media
Jis shay par vo ungli rakhde, usko wo dilwani hai, uski khushiya sabse awwal sasta mehnga ek taraf
Saari duniya jo bhi bole sab shor-sharaba hai, sabka kehna ek taraf hai uska kehna ek taraf
Tumblr media Tumblr media
zakhmon par marham lagvau lekin uske hathon se chara-sazi ek taraf hai us ka chhuna ek taraf
usne saari duniya mangi maine usko manga hai uske sapne ek taraf hai mera sapna ek taraf
-Varun Anand
Tumblr media Tumblr media
44 notes · View notes
thedelusionalselenophile · 10 months ago
Text
Tumblr media
وعدوں کی طرح، عشق بھی آدھا ہی رہا
ملاقاتیں کم رہی، انتظار زیادہ رہا ~
Waadon ki tarah, ishq bhi aadha rha
Mulaqatain kam rhi, intezar zyada rha ~
*Credits go to rightful owners
120 notes · View notes
thetuneofpoetry · 2 months ago
Text
Tumblr media
Log sabhi ache hoty hain,
bus khuda wo bura waqt na laye
~Anonymous
32 notes · View notes
falcon943 · 2 months ago
Text
Vo aksar dhunda karti thi apna jahan kitabo me
Use pasand thi duniya jo likhi hui thi kitabo me
From gazal "kitaabo me"
30 notes · View notes
shahsalim · 2 months ago
Text
Woh kehte hain ke apna din bayaan karein,
Ae dost, deewar ko kya khabar ke saaye kidhar dhale.
Waqt bas daur raha hai khala ke darmiyan,
Rait-e-abad uski muthi se girti rahe.
Guzar jata hai har lamha un zarron ki tarhan,
Mujhe kya khabar kis simt yeh umr-e-hayaat bahe.
26 notes · View notes
chthonic-empyrean · 2 years ago
Text
Tumblr media Tumblr media
عندما تحب شخصاً ما ، يصبح اسمه بحد ذاته عاطفة
When you love someone, their name itself becomes an emotion.
356 notes · View notes
dastur-e-ishq · 1 month ago
Text
اصل وفا تو محبوب کی غیر موجودگی میں ہی ظاہر ہوتی ہے۔
true loyalty is only revealed in beloved’s absence.
172 notes · View notes
maihonhassan · 3 months ago
Text
Mohsin Naqvi was surely homesick when he said;
"Tum kahan jaogey socho Mohsin, log thak haar ke ghar jaate hain."
120 notes · View notes
komal01 · 10 months ago
Text
Main tumse ab kuch maangta nahi aye Khuda;
Teri dekar cheen lene ki aadat mujhe manzoor nahi
94 notes · View notes
thee-wild-child · 3 months ago
Text
Tumblr media
ایک امید سے دل بہلتا رہا،
اک تمنا ستاتی رہی رات بھر
Aik umeed say dil behalta raha,
Aik tamanna stati rahi raat bhar
- Faiz Ahmed Faiz
29 notes · View notes
her-om · 12 days ago
Text
Apne ehsaas se chhu kar mujhe sandal kar do, Main ki sadiyon se adhura hu mukammal kar do
Na tumhein hosh rahe aur na mujhe hosh rahe Is qadar tut ke chaho mujhe pagal kar do
Tum hatheli ko mere pyaar ki mehndi se rango Apni ankhon me mere naam ka kajal kar do
Iske saaye me mere khwab dahak utthenge Mere chehre pe chamakta hua aanchal kar do
Dhup hi dhup hu main tut ke barso mujh par Is qadar barso meri rooh me jal-thal kar do
Jaise sahraon me har shaam hawa chalti hai Is tarah mujhme chalo aur mujhe jal-thal kar do
Tum chhupa lo mera dil ot me apne dil ki Aur mujhe meri nigahon se bhi ojhal kar do
Masala hu to nigahein na churao mujhse Apni chahat se tavajjoh se mujhe hal kar do
Apne gham se kaho har waqt mere saath rahe Ek ehsaan karo is ko musalsal kar do
Mujhpe chha jaao kisi aag ki surat janan Aur meri zaat ko sukha hua jangal kar do
-Wasi Shah
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
26 notes · View notes
perksofbeingaqib · 11 months ago
Text
Tumblr media
In English we say :
“Out of all people you misunderstood me”
But in urdu we say :
“usey meri baatein ab samjh nahi aati, kabhi jo meri khamoshi ki tafseer likha karta tha.”
78 notes · View notes