#urdu sad poetry
Explore tagged Tumblr posts
om-is-ok · 6 months ago
Text
Pov: Now you're on your own so you don't care about anything or anyone because you're tired of life.
Mujhe ab dar nahi lagta —Mohsin Naqvi
kisi ke dur jaane se, taalluq tut jaane se
kisi ke maan jaane se, kisi ke rooth jaane se
mujhe ab dar nahi lagta
kisi ko azmane se, kisi ke azmane se
kisi ko yaad rakhne se, kisi ko bhuul jaane se
mujhe ab dar nahi lagta...
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
kisi ko chhod dene se, kisi ke chhod jaane se
na shamaa ko jalane se, na shamaa ko bujhane se
mujhe ab dar nahi lagta
akele muskurane se, kabhi aansu bahane se
na is saare zamane se, haqiqat se fasane se
mujhe ab dar nahi lagta...
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
kisi ki na-rasai se, kisi ki parsai se
kisi ki bevafai se, kisi dukh intihai se
mujhe ab dar nahi lagta
na to is paar rahne se, na to us paar rahne se
na apni zindagani se, na ik din maut aane se
mujhe ab dar nahi lagta... —Mohsin Naqvi
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
199 notes · View notes
maihonhassan · 6 months ago
Text
when Fehmi Badayuni said:
“pooch lete woh bas mizaaj mera, kitna aasaan tha ilaaj mera”
damn i felt this.
122 notes · View notes
letsswaytogether · 8 months ago
Text
ما أجمل أن تجد قلبًا يحبك، دون أن يطلب منك شيئًا، سوى أن تكون بخير.
“How beautiful to find a heart that loves you, without asking you for anything, but to be okay.”
— Khalil Gibran
140 notes · View notes
blogbyher · 1 year ago
Text
"Wo log kis dard se guzre honge, jinke hamdard apne waado se mukre honge."
-Aarz-e-ishq
220 notes · View notes
nemralam · 3 months ago
Text
Tumblr media
I fear the desire I hold for you may wither and die,
For it has been so long since my soul has felt the weight of sorrow
Tumblr media
Though it was but a fleeting thought, the memory of you,
That fleeting thought would leave me in tears for hours on end
Nasir Kazmi // Paiman-e-Ghazal // 1976
17 notes · View notes
abdulkealfaaz · 1 year ago
Text
“Ab nahi karni hume bayaan halaat-e-dil kisiko,
Bayaan karne ka nateeja ye halaat hain hamari”
-a.a.k.
74 notes · View notes
faheemkhan882 · 7 months ago
Text
Tumblr media
26 notes · View notes
feistyfaerie · 7 months ago
Text
Allah ke siwa har muhabbat ko zawaal hai.
Kyunke har muhabbat ki ibtidah Allah se hai. Tumhein muhabbat ke laiq bhi usi ne banaya. Tumhein muhabbat karna bhi usi ne sikhaya.
To jisne tumhein muhabbat se bnaya aur phir tumhein usi sift se nawaza, uski jagah tum kisi aur ko kaisey de saktey ho?
Insan ho na, ghalti ka putla bhi usi ne banaya, Jab vo tumse tumhari pasandeeda cheez leleta hai to vo tumhein majbur kardeta hai ke tum sirf usi ki muhabbat ke kail hojao.
Aur phir kehta hai,
Ae Ibn Adam, bol. Tera mere siwa koi hai?
14 notes · View notes
tinysoultimetravel · 2 years ago
Text
When Bonnie Tyler said, “once upon a time I was falling in love, now I’m only falling apart”
When Munir Niazi said, “mohabbat ab aur nahi hogi”
When Paloma Faith said, “only love can hurt like this”
When Jaun Elia said, “sau baar dil ko kaha chal bhul jaa usko”
And finally when Rahat Indori said, “tumse rishta ab kuch aisa hai, na nafrat hai na ishq pehle jaisa hai” and you felt nothing.
122 notes · View notes
shayriara · 1 year ago
Text
#Dildaar
जो आँखों का पानी समझे वो यार कहाँ मिलता है
रूह को वारने वाला ऐसा दिलदार कहाँ मिलता है
हमने तो वहशते,दहशते,हवस की चादर ही देखी है
किताबो वाला इश्क़ इस बाजार में कहाँ मिलता है
Jo aankho ka paani smjhe vo yaar kaha milta hai
Rooh ko vaarne wala esa dildaar kaha milta hai
Hamne to vahshte, dahshte, hawas ki chaadar hi dekhi hai
Kitaabo wala ishq is baazaar me kaha milta hai...
- Krishna sharma (कृष्णा शर्मा )
19 notes · View notes
maihonhassan · 4 months ago
Text
I may not show it but;
“kisi ko kho diya muskura kar, kisi ke wastay rooye bohat hain.”
54 notes · View notes
letsswaytogether · 8 months ago
Text
هناك بعض الأشخاص لم ننساهم، لكننا لم نعد نبتسم عندما نذكرهم.
“There are some people that we didn't forget, but we don't smile any more when they're mentioned.”
— Nizar Qabbani
32 notes · View notes
urduquotesblog · 9 months ago
Text
9 notes · View notes
underrated-poets-society · 8 months ago
Text
Hum ghãm jadah hãin laayein kanha se Khushi ke geēt
Denge wahi jo paãyenge is jindagi sē hum
- Sahir ludhiyanvi
9 notes · View notes
aashufta-sar · 1 year ago
Text
How broken was Bahadur Shah Zafar when he said "Kitna hai badnaseeb Zafar dafan ke liye, do ghaz zameen bhi na mili kooye yaar mein"
20 notes · View notes
nemralam · 1 year ago
Text
عشق میں عین ممکن ہے سب کچھ
یہ بھی ممکن ہے کہ مُجھے تیری تمنا نہ رہے
In the realm of love, all things are wonderfully conceivable,
It's also possible that I no longer yearn for you.
56 notes · View notes