#hindi urdu poetry
Explore tagged Tumblr posts
divshit11 · 26 days ago
Text
In english we say,
You are the soul of my poetry,
If asked of my love, the answer is you.
If I am the keeper, the secret is you,
I long to see you,
If ever I pray, it’s all for you,
My every wish begins with you.
But in Urdu we say,
Humare jaan-e-ghazal to aap hain
Koi sawal krta hai ki ishq kis se hai
Toh jawab bhi aap hai
Agar hum hamraaz hai toh
Humara Raaz bhi aap hain
Hasrat-e-deed karte hai apka
Dua mangte hai toh
Dua me bhi aap hai.
4 notes · View notes
shayriara · 2 years ago
Text
#FAQAT
तेरे इश्क़ ने फ़क़त कोरा कागज़ ही रखा मुझको
कलम भी टूट गयी और स्याही भी नहीं गिरी...
Tere ishq ne faqat kora kaagaz hi rakha mujhko
Kalam bhi tut gyi or syaahi bhi nhi giri..
- Krishna sharam (कृष्णा शर्मा )
29 notes · View notes
maihonhassan · 2 months ago
Text
Parveen Shakir is the finest poetess in the history of urdu literature:
“ye dukh nahi ke andheron se sulah ki humne, malal yeh hai ke ab subha ki talab bhi nahi.”
254 notes · View notes
peaceishim · 10 months ago
Text
Tumblr media
I found this on twitter.
(Not mine)
732 notes · View notes
his-heart-hymns · 11 months ago
Text
I wish we were pressed flowers on the same page.
-Unknown
Tumblr media Tumblr media
Ab ke ham bichhde to shayad kabhi khvabo me mile
jis tarah sukhe hue phuul kitabo me mile.
-Ahmed Faraz
Tumblr media Tumblr media
580 notes · View notes
Text
My favourite Urdu word is 'Shayad'.
Filled with hope and hopelessness in equal measure
2K notes · View notes
komal01 · 10 months ago
Text
Mil jaye sab kuch zindagi mein, toh fariyaad kiski karoge;
Mulaqaat hone lage jo roz, toh yaad kisse karoge!
382 notes · View notes
stickyblazecreator · 11 months ago
Text
Tumblr media
"Milne ki ummed to nhi tujhse
per kaise keh dun ki intezar nhi tera"
350 notes · View notes
qalbofnight · 1 year ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
480 notes · View notes
om-is-ok · 8 months ago
Text
Pov: Now you're on your own so you don't care about anything or anyone because you're tired of life.
Mujhe ab dar nahi lagta —Mohsin Naqvi
kisi ke dur jaane se, taalluq tut jaane se
kisi ke maan jaane se, kisi ke rooth jaane se
mujhe ab dar nahi lagta
kisi ko azmane se, kisi ke azmane se
kisi ko yaad rakhne se, kisi ko bhuul jaane se
mujhe ab dar nahi lagta...
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
kisi ko chhod dene se, kisi ke chhod jaane se
na shamaa ko jalane se, na shamaa ko bujhane se
mujhe ab dar nahi lagta
akele muskurane se, kabhi aansu bahane se
na is saare zamane se, haqiqat se fasane se
mujhe ab dar nahi lagta...
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
kisi ki na-rasai se, kisi ki parsai se
kisi ki bevafai se, kisi dukh intihai se
mujhe ab dar nahi lagta
na to is paar rahne se, na to us paar rahne se
na apni zindagani se, na ik din maut aane se
mujhe ab dar nahi lagta... —Mohsin Naqvi
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
212 notes · View notes
crookedneighbour20 · 8 days ago
Text
zindagi se yahi gila hai mujhe tu bohot der se mila hai mujhe. humsafar chahiye, hujoom nahi ik musafir hi qaafilaa hai mujhe. tu mohabbat se koyi chaal toh chal haar jaane ka hausla hai mujhe.
87 notes · View notes
hereisnxbiya · 9 months ago
Text
When Shafin Khan wrote
Rote hue insaan ke pass ek kahani hoti hai, Or muskurate hue insaan ke pass uss kahani ko chupane ka ek andaaz.
I really felt that.!
183 notes · View notes
shayriara · 2 years ago
Text
#Kirdaar
महबूबा ने मुहब्बत में महबूब के आगे खोल दिया खुद को
वो उस पर बदकिरदारी का दाग़ लगाकर चला गया
वो बिलखती रही,तड़पती रही, कोसती रही खुद को
वो कमबख्त उसे राह में धुत्कार कर रुसवा कर चला गया..
Mahbooba ne muhbbat me mahboob ke aage khol diya khud ko
Vo us pr badkirdaari ka daag lgaakar chala gya
Vo bilkhati rahi, tadapti rahi, kosati rahi khud ko
Vo kambkhat use raah me dhutkaar kar ruswa kar chala gya..
- Krishna sharma ( कृष्णा शर्मा )
32 notes · View notes
maihonhassan · 2 months ago
Text
"mai nahi chahta wo mere bulane se aaye,mai chahta hoon woh reh na paaye aur bahane se aaye"
"I don't want them to come just because I call them; I want them to feel they can't stay away and come with their own reasons."
211 notes · View notes
not-a-nice-man-to-know · 9 months ago
Text
Ishq ki talaash mein kyun nikalte ho tum
Ishq khud talaash leta hain jise barbaad karna hota hain
- Gulzar
190 notes · View notes
peaceishim · 10 months ago
Text
Insaan aisa pasand karo ki fir uske baad koi insaan pasand na aaye.
-(via @safedchitthi on ig)
253 notes · View notes