#Iqbal
Explore tagged Tumblr posts
Text
Is Natural Science finally committed to materialism? There is no doubt that the theories of science constitute trustworthy knowledge, because they are verifiable and enable us to predict and control the events of Nature. But we must not forget that what is called science is not a single systematic view of Reality. It is a mass of sectional views of Reality - fragments of a total experience which do not seem to fit together. Natural Science deals with matter, with life, and with mind; but the moment you ask the question how matter, life, and mind are mutually related, you begin to see the sectional character of the various sciences that deal with them and the inability of these sciences, taken singly, to furnish a complete answer to your question. In fact, the various natural sciences are like so many vultures falling on the dead body of Nature, and each running away with a piece of its flesh. Nature as the subject of science is a highly artificial affair, and this artificiality is the result of that selective process to which science must subject her in the interests of precision. The moment you put the subject of science in the total of human experience it begins to disclose a different character.
Muhammad Iqbal, The Reconstruction of Religious Thought in Islam
#quote#Muhammad Iqbal#Iqbal#Allama Iqbal#science#nature#reality#scientism#Islam#Islamic philosophy#religion#natural sciences#natural science#theology#holism#integration#materialism#philosophy
50 notes
·
View notes
Text
Wo nahi meri magar uss se mohabbat hai to hai
Ye agar rasmo riwajo se bagawat hai to hai
Sach ko maine sach kaha jab keh diya to keh diya
Ab zamaane ki nazron mein ye himakat hai to hai
Kab kaha maine ke wo mil jaye mujh ko me usse
Gair na hojaye wo, bass itni Hasrat hai to hai
Jal gaya parwana agar to kya khata hai shamma ki
Raat bhar jalna jalaana, uss ki qismat hai to hai
Dost ban ke dushmano sa satati hai mujhe
Phir bhi uss zalim pe marrna apni fitrat hai to hai
Door the aur door hain, har dam zameen-o-asmaan
Dooriyon ke baad bhi dono mein qurbat hai to hai.
38 notes
·
View notes
Text
duniyā kī mahfiloñ se uktā gayā huuñ yā rab
kyā lutf anjuman kā jab dil hī bujh gayā ho
shorish se bhāgtā huuñ dil DhūñDtā hai merā
aisā sukūt jis par taqrīr bhī fidā ho
martā huuñ ḳhāmushī par ye aarzū hai merī
dāman meñ koh ke ik chhoTā sā jhoñpaḌā ho
āzād fikr se huuñ uzlat meñ din guzārūñ
duniyā ke ġham kā dil se kāñTā nikal gayā ho
lazzat sarod kī ho chiḌiyoñ ke chahchahoñ meñ
chashme kī shorishoñ meñ baajā sā baj rahā ho
gul kī kalī chaTak kar paiġhām de kisī kā
sāġhar zarā sā goyā mujh ko jahāñ-numā ho
ho haath kā sirhānā sabze kā ho bichhaunā
sharmā.e jis se jalvat ḳhalvat meñ vo adā ho
mānūs is qadar ho sūrat se merī bulbul
nanhe se dil meñ us ke khaTkā na kuchh mirā ho
saf bāñdhe donoñ jānib buuTe hare hare hoñ
naddī kā saaf paanī tasvīr le rahā ho
ho dil-fareb aisā kohsār kā nazāra
paanī bhī mauj ban kar uTh uTh ke dekhtā ho
āġhosh meñ zamīñ kī soyā huā ho sabza
phir phir ke jhāḌiyoñ meñ paanī chamak rahā ho
paanī ko chhū rahī ho jhuk jhuk ke gul kī Tahnī
jaise hasīn koī ā.īna dekhtā ho
mehñdī lagā.e sūraj jab shaam kī dulhan ko
surḳhī liye sunahrī har phuul kī qabā ho
rātoñ ko chalne vaale rah jaa.eñ thak ke jis dam
ummīd un kī merā TuuTā huā diyā ho
bijlī chamak ke un ko kuTiyā mirī dikhā de
jab āsmāñ pe har sū bādal ghirā huā ho
pichhle pahr kī koyal vo sub.h kī mo.azzin
maiñ us kā ham-navā huuñ vo merī ham-navā ho
kānoñ pe ho na mere dair o haram kā ehsāñ
rauzan hī jhoñpaḌī kā mujh ko sahar-numā ho
phūloñ ko aa.e jis dam shabnam vazū karāne
ronā mirā vazū ho naala mirī duā ho
is ḳhāmushī meñ jaa.eñ itne buland naale
tāroñ ke qāfile ko merī sadā dirā ho
har dardmand dil ko ronā mirā rulā de
behosh jo paḌe haiñ shāyad unheñ jagā de
-Allama Iqbal, Ek Arezoo.
6 notes
·
View notes
Text
Agar woh pooch le humse, Kis baat ka gham hai?
Phir kis baat ka gham hai, agar woh poochle humse..
#urdu#sher#shayari#faiz ahmed faiz#ghalib#gulzar#shayar#urdu poetry#ghazal#hindi shayari#Depressed#Iqbal#Nfak#Nusrat#Bashir Badr#Urdu literature#Urdu aesthetic#Aesthetic#India#Love#mohabbat#Pyaar#Bewafa#Breakup
7 notes
·
View notes
Text
Authors who saved my life
Allah
Kohelet son of David
The sons of Korah
The Deuteronomist
Imam Bukhari
Attar Nishapuri
Ibn Taymiyyah
Ibn Abdul Wahhab
Maududi
Dr Israr Ahmed
Iqbal
Nietzsche
#god#bookblr#reading#islam#bible#bible study#christianblr#muslimblr#bible scripture#jewblr#iqbal#allama iqbal#nietzche#friedrich nietzsche#nihilism#philosophy#book list#book recs
1 note
·
View note
Text
"zulm kay chao mei bhi zindagi chaloo hai" - Iqbal Daikhain Gaye 2020
even in the shadow of opression, life is still going
I was listening to one of my fave rappers for some consolation and this man never misses.
4 notes
·
View notes
Text
ستاروں کے آگے جہاں اور بھی ہیں،
ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں ۔
सितारों से आगे जहाँ और भी हैं,
अभी इश्क के इम्तिहाँ और भी हैं।
There are more worlds ahead of the stars,
There are still more tests in love to surpass.
- Allama Iqbal
8 notes
·
View notes
Text
Noor, Iqbal, and Abe sketch dump
#cap draws#my art#cap ocs#my ocs#original character#ocs#noor#abe#iqbal#ill probably put their full names once i have character sheets#also from a story im working on#fortunate
4 notes
·
View notes
Text
koi fariyad tere dil men dabi ho jaise
tune aankhon se koi baat kahi ho jaise;
jagte jagte ik umr kati ho jaise
jaan baaqi hai magar saans ruki ho jaise;
har mulaqat pe mahsoos yahi hai hai
mujh se kuchh teri nazar poochh rahi ho jaise;
raah chalte hue aksar ye guman hota hai
vo nazar chhup ke mujhe dekh rahi ho jaise;
ek lamhe mein simat aaya hai sadiyon ka safar
zindagi tez bahut tez chali ho jaise;
is tarah pahron tujhe sochta rehta hoon main
meri harr saans tere naam likho ho jaise.
~ faiz anwar
#urdu#urdu poems#urdu shayari#love#urdu quote#faiz#allama iqbal#iqbal#jaun eliya#urdu aesthetic#urdu sher#urdu ghazal#urdu poetry#urdu shairi
34 notes
·
View notes
Text
isī roz o shab meñ ulajh kar na rah jā
ki tere zamān o makāñ aur bhī haiñ
Iqbal
#AllamaIqbal #uljan #Iqbal
3 notes
·
View notes
Text
Tamim Iqbal: If Bangladesh wants to do well in ICC tournaments, preparations must begin at least two years before
When Bangladesh reached the quarterfinals of the ODI World Cup in 2015, it was considered a landmark moment in the country’s cricketing history. As the expectations soared, the cricket fraternity predicted that things would only change for the better after that. While it finished as the semifinalist in the Champions Trophy in 2017, its track record in the ICC events went downhill over the last…
0 notes
Text
dailymotion
azhar Iqbal | shayari | poetry | short video #shortvideo #shayari #shorts #ibn_e_ata
#urdu shayari#poetry#hindi shayari#urdu lines#urdu literature#shayari#urdu ghazal#urdu poetry#urduadab#two line shayari#azhar Iqbal#azhar#iqbal#allama iqbal#zain iqbal#nabihah iqbal#hindi poetry#funny poetry#sad poetry#poems and poetry#words words words#poems#short#video#youtube video#music video#my video#video post#i love this video#short video
1 note
·
View note
Link
Iqbal says: "You must take yourself to Prophet Mohammad pbuh (i.e. Mohammadan Assembly). As he is the complete and perfect faith. If you do not take yourself to Prophet Mohammad (pbuh), your whole faith is like that of Abu Lahab. How do we attain complete and perfect faith?
#sultanulashiqeen#sultanbahoo#tehreekdawatefaqr#tdfblog#blog#iqbal#faith#spirituality#faqr#saint#mysticism#sufism#sufi#markazefaqr
0 notes
Text
youtube
Allama Iqbal Open University (AIOU) in Islamabad has recently announced admissions for the Fall 2024 session. This video offers comprehensive details regarding the AIOU admissions process and provides step-by-step guidance on applying online. Learn about Allama Iqbal Open University Admission 2024, the online application procedure, and essential information for prospective students. Discover how to apply for AIOU Admission 2024, ensuring a smooth and efficient process. Stay informed about Allama Iqbal University Admission 2024 and explore the opportunities available at AIOU for the upcoming academic term.
#aiou#news#updates#admission#2024#confirmation#spring#allama#iqbal#open#university#matric#last#date#f.a#inter#Education#Guide#Pakistan#a#exam#today#latest#info#policy#www#edu#pk#Allama#Iqbal
0 notes