Don't wanna be here? Send us removal request.
Text
There's so much I want to say, but there's something so safe about silence.
2K notes
·
View notes
Text
In English we call it "Depression" But in Urdu Aladdin said:
Is gamgeen shaam me khudara koi gazab na ho, Dil-o-dimag par jis baat ki aziyat ho rhi hai, Darta hun ke ye meri maut ka sabab na ho.
107 notes
·
View notes
Text
Tehzeeb hafi ne apne ek interview ke dauraàn kaha tha ki ," Khwateen ko aksar ye lagta hai ki shayar Jo hai vo unki tanhaiyon ka mehwar hai aur ye isliye bhi kyunki unke paas lafzon ki taqat hoti hai"
aur Ali zaryoun ki likhi hui ye chand lines ek ladki ko shayar se milne waley usi tahaffuz aur dosti ka ehsaas dilati hain.....
Tum tou aisi nahin thi na
Tum to ghazlein Gaya karti thi
Tum kissey sunaya karti thi
Hasti thi itni zor se tum
Aur phir sharmaya karti thi
And then Tehzeeb hafi shb precise the question by writing :
Kon se ghum ne tujhey chaat liya andar se ,
Ajkal phir se tu chup rehti hai sab theek to hai?
34 notes
·
View notes
Text
Life... leaves... As it were slurred over.
1 note
·
View note
Text
I don't know why I am still alive, why I haven't killed myself.
- Fyodor Dostoevsky, Crime and Punishment
abhi zinda hu lekin sochta rehta hu khalwat main
ke ab tak kis tamanna ke sahare jee liya maine.
-Sahir Ludhianvi
Khalwat=loneliness
48 notes
·
View notes
Text
Shall the day of parting be the day of gathering?
1 note
·
View note
Text
But I am so deeply lost in my own soul, how can I expect anyone else to understand me?
- Courtney Peppernell
10K notes
·
View notes
Text
mohsin ye rang roop ye raunaq baja magar
maiñ zinda kya rahuñ ke mera jee toh bhar gya
- mohsin naqvi
88 notes
·
View notes
Text
9K notes
·
View notes
Text
Jab kashti saabit-o-salim thi, saahil ki tamanna kis ko thi?, Ab aisi shikasta kashti par, saahil ki tamanna kaun kare? . Jo aag lagaai thi tum ne, usko to bujhaya ashkon ne, Jo ashkon ne bhadkaai hai, uss aag ko thanda kaun kare ?
-
Moin Ahsan Jazbi
Sunday, March 24, 2024
12.00 AM, Bangalore, India
49 notes
·
View notes
Text
ما أجمل أن تجد قلبًا يحبك، دون أن يطلب منك شيئًا، سوى أن تكون بخير.
“How beautiful to find a heart that loves you, without asking you for anything, but to be okay.”
— Khalil Gibran
146 notes
·
View notes
Text
Jab apko koi aisa skakqs mil Jaye jaisa apne kabhi sapnon mei socha ho...
उसी पर अर्ज किया है..
फ़िक्र कहाँ है अब मुझे किसी भी बात की,
तुम जो साथ हो तो मिल गयीं हैं खुशियाँ पूरी क़ायनात की।।
2 notes
·
View notes
Text
isī roz o shab meñ ulajh kar na rah jā
ki tere zamān o makāñ aur bhī haiñ
Iqbal
#AllamaIqbal #uljan #Iqbal
3 notes
·
View notes
Text
How broken was Nasir Kazmi's heart when he said this;
ذرا سی بات سہی تیرا یاد آ جانا ، ذرا سی بات بہت دیر تک رلاتی تھی
Zarā sī baat sahī terā yaad aa jaanā, Zarā sī baat bahut der tak rulātī thī
41 notes
·
View notes
Text
duniyā kī mahfiloñ se uktā gayā huuñ yā rab
kyā lutf anjuman kā jab dil hī bujh gayā ho
shorish se bhāgtā huuñ dil DhūñDtā hai merā
aisā sukūt jis par taqrīr bhī fidā ho
martā huuñ ḳhāmushī par ye aarzū hai merī
dāman meñ koh ke ik chhoTā sā jhoñpaḌā ho
āzād fikr se huuñ uzlat meñ din guzārūñ
duniyā ke ġham kā dil se kāñTā nikal gayā ho
lazzat sarod kī ho chiḌiyoñ ke chahchahoñ meñ
chashme kī shorishoñ meñ baajā sā baj rahā ho
gul kī kalī chaTak kar paiġhām de kisī kā
sāġhar zarā sā goyā mujh ko jahāñ-numā ho
ho haath kā sirhānā sabze kā ho bichhaunā
sharmā.e jis se jalvat ḳhalvat meñ vo adā ho
mānūs is qadar ho sūrat se merī bulbul
nanhe se dil meñ us ke khaTkā na kuchh mirā ho
saf bāñdhe donoñ jānib buuTe hare hare hoñ
naddī kā saaf paanī tasvīr le rahā ho
ho dil-fareb aisā kohsār kā nazāra
paanī bhī mauj ban kar uTh uTh ke dekhtā ho
āġhosh meñ zamīñ kī soyā huā ho sabza
phir phir ke jhāḌiyoñ meñ paanī chamak rahā ho
paanī ko chhū rahī ho jhuk jhuk ke gul kī Tahnī
jaise hasīn koī ā.īna dekhtā ho
mehñdī lagā.e sūraj jab shaam kī dulhan ko
surḳhī liye sunahrī har phuul kī qabā ho
rātoñ ko chalne vaale rah jaa.eñ thak ke jis dam
ummīd un kī merā TuuTā huā diyā ho
bijlī chamak ke un ko kuTiyā mirī dikhā de
jab āsmāñ pe har sū bādal ghirā huā ho
pichhle pahr kī koyal vo sub.h kī mo.azzin
maiñ us kā ham-navā huuñ vo merī ham-navā ho
kānoñ pe ho na mere dair o haram kā ehsāñ
rauzan hī jhoñpaḌī kā mujh ko sahar-numā ho
phūloñ ko aa.e jis dam shabnam vazū karāne
ronā mirā vazū ho naala mirī duā ho
is ḳhāmushī meñ jaa.eñ itne buland naale
tāroñ ke qāfile ko merī sadā dirā ho
har dardmand dil ko ronā mirā rulā de
behosh jo paḌe haiñ shāyad unheñ jagā de
-Allama Iqbal, Ek Arezoo.
6 notes
·
View notes
Text
جو قلب نے سہہ لیا جو آنکھ سے بہہ گیا وہ ضبط
رب کے سوا کوئی جان جائے یہ ممکن ہی نہیں ---
Jo qalb ne seh liya jo ankh se beh gaya wo zabt Rab k siwa koi jan jaye ye mumkin he nhi
232 notes
·
View notes
Text
In English, we say: " Overthinking "
But in poetry, we say: " The storms in my head ruined the garden that my soul holds"
9K notes
·
View notes