#shayari sad
Explore tagged Tumblr posts
maihonhassan · 2 months ago
Text
Parveen Shakir is the finest poetess in the history of urdu literature:
“ye dukh nahi ke andheron se sulah ki humne, malal yeh hai ke ab subha ki talab bhi nahi.”
255 notes · View notes
stickyblazecreator · 11 months ago
Text
Tumblr media
"Milne ki ummed to nhi tujhse
per kaise keh dun ki intezar nhi tera"
352 notes · View notes
om-is-ok · 8 months ago
Text
Pov: Now you're on your own so you don't care about anything or anyone because you're tired of life.
Mujhe ab dar nahi lagta —Mohsin Naqvi
kisi ke dur jaane se, taalluq tut jaane se
kisi ke maan jaane se, kisi ke rooth jaane se
mujhe ab dar nahi lagta
kisi ko azmane se, kisi ke azmane se
kisi ko yaad rakhne se, kisi ko bhuul jaane se
mujhe ab dar nahi lagta...
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
kisi ko chhod dene se, kisi ke chhod jaane se
na shamaa ko jalane se, na shamaa ko bujhane se
mujhe ab dar nahi lagta
akele muskurane se, kabhi aansu bahane se
na is saare zamane se, haqiqat se fasane se
mujhe ab dar nahi lagta...
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
kisi ki na-rasai se, kisi ki parsai se
kisi ki bevafai se, kisi dukh intihai se
mujhe ab dar nahi lagta
na to is paar rahne se, na to us paar rahne se
na apni zindagani se, na ik din maut aane se
mujhe ab dar nahi lagta... —Mohsin Naqvi
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
212 notes · View notes
xrozenn · 3 months ago
Text
چھوٹی چھوٹی خوشیوں پہ مسکراتے تھے ہم تو. چوٹ ایسی لگی دل کو کہ پھر مسکرانا بھول گئے
“We used to smile over the little joys, But the heart was wounded so deeply, we forgot how to smile again.”
100 notes · View notes
khankidairy · 10 months ago
Text
Dil na umeed to nahi na-kaam hi to hai, lambi hai gham ki sham mgr sham hi to hai
--faiz ahmed faiz
Tumblr media
157 notes · View notes
dukhiamrood · 30 days ago
Text
She is my tanhai: her short hair, gilehri jaisi aankhein, her crooked teeth, the mushy eyebrows, the cute little jhumke, the poetry she hides, her mood swings, those sookhe hont.
Tumblr media
33 notes · View notes
thetuneofpoetry · 25 days ago
Text
Tumblr media
Log sabhi ache hoty hain,
bus khuda wo bura waqt na laye
~Anonymous
30 notes · View notes
peerzadafaizan · 1 month ago
Text
Tumblr media
Teri qurbat ke lamhe phoolon jaise
Aur phoolon ki umrein mukhtasar
37 notes · View notes
blogbyher · 1 year ago
Text
"Wo log kis dard se guzre honge, jinke hamdard apne waado se mukre honge."
-Aarz-e-ishq
221 notes · View notes
whysooinsane · 3 months ago
Text
Tumblr media
43 notes · View notes
maihonhassan · 1 month ago
Text
May be I am Jaun Eliya;
raas-e-tanhai bhi nahi aati, aur har shakhs se bezaar bhi hoon
89 notes · View notes
thedelusionalselenophile · 9 months ago
Text
Tumblr media
وعدوں کی طرح، عشق بھی آدھا ہی رہا
ملاقاتیں کم رہی، انتظار زیادہ رہا ~
Waadon ki tarah, ishq bhi aadha rha
Mulaqatain kam rhi, intezar zyada rha ~
*Credits go to rightful owners
112 notes · View notes
mentations · 8 months ago
Text
Tumblr media
63 notes · View notes
nemralam · 4 months ago
Text
Tumblr media
"There is tea if you want to drink, and there is me if you want to love"
Cansu Koç // 2012
51 notes · View notes
iqrajafzal · 4 months ago
Text
والله لو ان حمل صبري فوقك ان تبرك.
𝙄 𝙨𝙬𝙚𝙖𝙧 𝙞𝙛 𝙩𝙝𝙚 𝙬𝙚𝙞𝙜𝙝𝙩 𝙤𝙛 𝙢𝙮 𝙥𝙖𝙩𝙞𝙚𝙣𝙘𝙚 𝙬𝙚𝙧𝙚 𝙤𝙣 𝙮𝙤𝙪, 𝙮𝙤𝙪 𝙬𝙤𝙪𝙡𝙙 𝙩𝙧𝙚𝙢𝙗𝙡𝙚.
31 notes · View notes
thetuneofpoetry · 1 month ago
Text
Tumblr media
jab har cheez ko chod hi jana hai,
toh hasil kya, mehroomi kya, jeet kya aur haar kya?
20 notes · View notes