Tumgik
#mirza ghalib sher
ghalibshayari · 1 year
Text
Tumblr media
Hazaron khwahishen aisi shayari : Mirza Ghalib Best 1
Hazaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dam nikale, Bahut nikale mere armaan lekin phir bhee kam nikale.
हज़ारों ख़्वाहिशें ऐसी कि हर ख़्वाहिश पे दम निकले बहुत निकले मेरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकलेI
English Translation of mirza ghalib shayari in urdu
Thousands of wishes are such that every wish is suffocated, Many desires came out but still few came out.
2 notes · View notes
komal01 · 1 year
Text
Har raat meri aankhein inhi sochon mein ghum ho jaati hain;
Ke mera maqsad-e-hayaat kya tha,
Aur mujhe thaka kin kaamon ne diya!
642 notes · View notes
noorjehan · 9 months
Text
"dil mein iss qadar mohabbat hai unke liye, ke soye to khwaab unke aur jaage to khayal unke"
304 notes · View notes
Text
Tumblr media
28 notes · View notes
yourcozylibrary · 6 months
Text
Tumblr media Tumblr media
When Mirza Ghalib said:
"Shikayat toh khud se hai, Tumse toh aaj bhi Ishq hai"
27 notes · View notes
guywithasmirk · 5 months
Text
when mohsin naqvi said,
"kabhi ye dua ke wo mera hai faqat mera // kabhi ye darr ke wo mujhse juda to nahin
Sometimes I pray that she is mine, only mine / Ever out of fear that she might separate from me
kabhi ye dua ke usse mil jaaye saare jahan ki khushiyaan // kabhi ye khauf ke wo khush mere bina to nahin
Someday I pray that all the happiness of the world should be found with her / Sometimes this fear that she is happy without me
kabhi ye khwaish ke zamana ho muntazir uska // kabhi ye vehem ke wo kisi se mila to nahin
Someday this desire that the world is waiting for her / Sometimes this illusion that she had met anyone
kabhi ye aarzu ke wo jo maange mil jaaye usse mohsin // kabhi ye waswasa ke usne mere siwa kuch manga to nahin"
Sometimes I wish she get whatever she asked for // Ever wondered whether she asked for anything other than me.
my heart couldn't decide what it wants.
17 notes · View notes
saanjh16 · 6 months
Text
Mohobaat to aaj bhi sanse lerahi hai
Bas rishte ne dum tod diya
_saanjh♡
10 notes · View notes
metamorfishes · 1 year
Text
jab zindagi toot jae toh usko sameyt kar,
uske paas chale jao jisney banayi thi ye zindagi.
When life breaks, gather it together,
And go to the one who created this life.
20 notes · View notes
blogbyameera · 2 years
Text
Yeh na thi humari qismat ke visaal-e-yaar hota
It was not my fate to be united with you , my love
Agar aur jeete rehte yahi intezar hota
Had i lived longer, i would have kept waiting
- mirza ghalib
84 notes · View notes
komal01 · 1 year
Text
Nafrat se aaj tak mujhe koi haraa nahi saka;
Main jab bhi haara hoon, mohabbat se haara hoon!
260 notes · View notes
noorjehan · 7 months
Text
"hum toh fanah ho gaye ghalib unki aankhen dekh kar, naa jaane woh aaeena kaise dekhte honge"
69 notes · View notes
phirleaayadil · 1 year
Text
mere deye hue phoolo ko, kitab se nikalne waley,
tujhe yeh bagicha veeran karke kya milega!
-Farishta
21 notes · View notes
nowaybiba · 4 months
Text
Tumblr media
dil e naadaan tujhe kya hua hai
aakhir iss dard ki davaa kya hai?
Tumblr media
ishrat-e-qatra hai dariya mei fana ho jana
dard ka hadd se guzarna hai davaa ho jana
Tumblr media
ishq se tabiyat ne ziist ka maza paaya
dard ki davaa paayi dard-e-be-dava paaya
Tumblr media
dard ho dil mei to davaa kijiye
aur jo dil hi na ho kya kijiye
Tumblr media
maraz-e-ishq ko shifa samjhe
dard ko dard ki davaa samjhe
Tumblr media
iss nagri ke kuchh logon ne
ishq ka naam davaa rakha hai
~ davaa, dard aur ishq
6 notes · View notes
shayarigateway · 3 months
Text
dailymotion
anwar jalalpuri shayri | anwar jalalpuri shayari | mushaira
Your Queries anwar jalalpuri shayari anwar jalalpuri shayriमशहूर हिंदी कविता आम का पेड़ mushaira ghazal poetry anwar jalalpuri shayari sher shayari rare mushaira poem sanjiv saraf indian republic day kavi sammelan & mushaira urdu shayari mein gita anwar jalalpuri seerat un nabi shayeri mein anwar jalalpuri ki shayari kavi sammelan hindi urdu poetry pakistan उर्दू कविता manjar bhopali umda kalaam geet dd news jalalpur live anwar jalalpuri best shayari farhat ahsas anwar jalalpuri status latest india mushaira mushaira studio gomti agencies islamic wasim barelvi anjuman jalalpuri
2 notes · View notes
benaamkhattt · 6 months
Text
Khamoshi?
is khamoshi ke beech me shor ki kami poori karrhe hain
kabhi musalsal koi gaana sunke toh kabhi
guftagu ke gaddhon ko bhar ke.
toh hain kuch aisa ki khamoshi raas nahi aati hume, sab kuch agar khamosh hojaye toh zehen ki aawaazein shor krna shuru kar deti hain
wo aawazein bhaagti hain shadeed raftaar me
shayad isi liye mamooli se kaam krte hue bhi har waqt kaano me gaano ke alfaazon ki zaroorat si padhti hain.
Agar logo ke saath baithe hain aur baaton ke beech me ek ajeeb sa sannata chaa jaaye toh
ajeeb si kaifiyat hojati hain
kuch na kuch bolne ki koshish hoti hain ki zehen ki aawazein shor na shuru krdey
Shayad mere zehen ke shor se ye logon ki aawazein aur mere pasandeeda gaano ke lafz behtar hain ,
har waqt koshish rehti hain khamoshi se bhaagne ki
bas tumhare saath nahi, tumhare saath ye khamoshi bhi raas aajati hain.
Zehen ke shor se bhaagne ka koi matlab nahi lagta , tumhara saath har shor ko rok deta hai
aur bachti hain toh sirf khamoshi , jo sirf tumhare saath achi lagti hain.
-i.j
#khayaal #poetry #urduadab #khamoshi #poems #kabristaan #khat #benaam #urdu #jaun #selfwritten
3 notes · View notes
Text
Tumblr media
ہمیں تو دو پل بھی پیار کے نصیب نہ ہوئے غالب
اور بدنام ایسے ہوئے جیسے عشق ہم نے ایجاد کیا تھا
مرزا غالب ~
Humain toh do pal bhi pyaar k naseeb na hue Ghalib
Aur badnaam aise hue jaise ishq hum ne ijaad kiya tha
Mirza Ghalib ~
*Credits go to rightful owners
28 notes · View notes