#ghair
Explore tagged Tumblr posts
Text
Meissen Girl Feeding Cat ebay meissenshowroom
4 notes
·
View notes
Photo
Dil Ka Soda Ho Gaya( The heart has been sold)-Wafa & Saalis (WafSaal) - Ve Kamleya... (on Wattpad) https://www.wattpad.com/1510449274-dil-ka-soda-ho-gaya-the-heart-has-been-sold-wafa?utm_source=web&utm_medium=tumblr&utm_content=share_reading&wp_uname=goarwago Unravels how a daughter's life becomes entangled in the web of her mother's reputation. Despite her innocence and earnest efforts, the daughter finds herself unjustly burdened by societal judgements and misunderstandings. Wafa & Saalis from Ghair (WafSaal) This book will start from After her father discovered the truth, he arrived and took her from his sister's house, declaring that she was his responsibility from now on. Wafe went with him because she knew her marriage had been nothing more than a façade, and now that the truth about Shifa and Saalis' relationship, along with her mother's injustice, had come to light, the charade was over.
#arydigital#forcedmarriage#ghair#hurt-comfort#khan#marriage-of-convenience#onesidedlove#pakistani#pakistanitvshow#saalis#saalwaf#shah#shows#tv#usama#usamakhan#ushna#ushnashah#wafa#wafsaal#romance#books#wattpad#amreading
0 notes
Text
I ADORE Pakistani drama shows!!!
#I’m watching one on YouTube called Ghair and it’s sooo good#I’m also watching one called soteli!#Im also rewatching one I never finished called dil na umeed toh nahi
7 notes
·
View notes
Text
erm !! what tyye skibidi sigma slicers bbro !1!
#day 3#< probably#my art#icp#insane clown posse#juggalo#violent j#whoop whoop#i love icp#mwcl#wicked clowns#icp brainrot honestly#idont know how to draw hiis ghair its so skibdii
11 notes
·
View notes
Photo
Ghaire Baire (1984) // dir. Satyajit Ray
[ Swatilekha Sengupta (née Chatterjee) and Victor Banerjee ]
#ghaire baire#ghaire baire 1984#satyajit ray#swatilekha sengupta#victor banerjee#the home and the world#the home and the world 1984#indian cinema#bengali cinema#cinema#films#movies#film scenes#movie scenes#screencaps#cinematography#parallel cinema#indian films#indian movies#1984#1980s#period films#period movies#period drama#1980s cinema#1980s films#1980s movies#swatilekha chatterjee
11 notes
·
View notes
Text
8354 - Jackie Gomez as a 1970s catholic schoolgirl full body picture - OpenArt
#ai art#ai artwork#ai beauty#ai fashion#ai fashionista#ai girl#ai image#ai model#ai sexy#ai woman#fan art#weather girl#jackie gomez#1970s hair#1970s makeup#1970s fashion#blonde#lon ghair#middle part#big hair#layered hair#beautiful lips#pretty lips#pink lips#pink lipstick#pretty eyes#long eyelashes#shaped eyebrows#pretty eyemakeup#cheek bones
0 notes
Text
Reading Parveen shakir gives college vibes but in urdu aesthetic eraaa "Parveen Shakir"
Apne bistar pe bahut der se main neem-daraz
sochti thi ki wo is waqt kahan par hoga
Main yahan hoon magar us kucha-e-rang-o-bu mein
roz ki tarah se wo aaj bhi aaya hoga
Aur jab us ne wahan mujh ko na paya hoga!?
Aap ko ilm hai wo aaj nahin aayi hain?
Meri har dost se us ne yahi poochha hoga
Kyun nahin aayi wo kya baat hui hai aakhir
Khud se is baat pe sau baar wo uljha hoga
Kal wo aayegi to main us se nahin bolunga
Aap hi aap kai baar wo rootha hoga
Wo nahin hai to bulandi ka safar kitna kathin
Seedhiyan chadhte hue us ne ye socha hoga
Rahdaari mein hare lawn mein phoolon ke qareeb
Us ne har samt mujhe aan ke dhoonda hoga
Naam bhule se jo mera kahin aaya hoga
Ghair-mahsus tareeqe se wo chaunka hoga
Ek jumle ko kai baar sunaya hoga
Baat karte hue sau baar wo bhoola hoga
Ye jo ladki nai aayi hai kahin wo to nahin
Us ne har chehra yahi soch ke dekha hoga
Jaan-e-mahfil hai magar aaj faqat mere baghair
Haye kis darja wahi bazm mein tanha hoga
Kabhi sannaton se vahshat jo hui hogi use
Us ne be-sakhte phir mujh ko pukara hoga
Chalte chalte koi manus si aahat paa kar
Doston ko bhi kis uzr se roka hoga
Yaad kar ke mujhe nam ho gayi hongi palkein
Aankh mein pad gaya kuch keh ke ye taala hoga
Aur ghabra ke kitabon mein jo li hogi panaah
Har satar mein mera chehra ubhar aaya hoga
Jab mili hogi use meri ala'lat ki khabar
Us ne aahista se deewar ko thaama hoga
Soch kar ye ki bahal jaaye pareshani-e-dil
Yunhi be-wajah kisi shakhs ko roka hoga
Ittifaqan mujhe us shaam meri dost mili
Main ne poochha ki suno aaye the wo? kaise the?
Mujh ko poochha tha mujhe dhoonda tha chaaron janib?
Us ne ek lamhe ko dekha mujhe aur phir hans di
Is hansi mein to wo talkhi thi ki is se aage
Kya kaha us ne mujhe yaad nahin hai lekin
Itna maaloom hai khwabon ka bharam toot gaya!
#parveen shakir#urdu poetry#urdu literature#literature#urdu stuff#shayari#hindi poetry#hindi shayari#aesthetic desi#desi tumblr#desi aesthetic#desiblr#desi blog#jaun elia
61 notes
·
View notes
Text
Ek pal mein hum kya se kya ho gaye.
Jo mehram the humare liye ghair ho gaye.
#desiblr#desi tumblr#desi tag#writers on tumblr#romantic#lovecore#love quotes#moodboard#love aesthetic#pinterest
31 notes
·
View notes
Text
Mein janta hun tu ghair hai lekin
کبھی کبھی یونہی میرے دل میں خیال آتا ہے
Kabhi kabhi yuh he mere dil mein khayal aata hai...
#urdu words#urdu quote#urdu stuff#urdu shayari#urdu literature#urdu poetry#urdu lines#urdu academia#urdu ashaar#urdu aesthetic#urdu adab#desi posts#desi blog#desi love#desiblr#desi#desi aesthetic#desi academia#desi tag#desi romantic academia#desi romance#aesthetic#literature#desi light academia
18 notes
·
View notes
Text
// Likh "matt likh" //
Ishq kiya hai ishq se humne
Tere aane jaane se kya
Girne ko par kaafi mere
Bujne se jalaane se kya
Sher likha na Jaye padha na jaye
Khud na-samajh , samjhaane se kya
Likh raha hun , sama ki yaad mein
Samaan ki yaad ko uthaane se kya
Nibhaana nibhaana nibhaana nibhaana
Na nibhaun toh nibhana dikhaane se kya
Ye Mai hun hi nahi , koi ghair hai.
Ghair a'ghar ghar kar jaye
Toh Ghar ko ghar bataane se kya
#ahmad faraz#books & libraries#bulleh shah#poetry#urdu poetry#rupi kaur#art#rumi#urdu shayar#spotify#urdu sher#urdu ghazal#urdu lines#poems on tumblr#poems and quotes
10 notes
·
View notes
Text
Svenskt Tenn
1 note
·
View note
Photo
Dil Ka Soda Ho Gaya( The heart has been sold)-Wafa & Saalis (WafSaal) - Oloolo Samah ( Tell Her Forgive Me) (on Wattpad) https://www.wattpad.com/1510224333-dil-ka-soda-ho-gaya-the-heart-has-been-sold-wafa?utm_source=web&utm_medium=tumblr&utm_content=share_reading&wp_uname=goarwago Unravels how a daughter's life becomes entangled in the web of her mother's reputation. Despite her innocence and earnest efforts, the daughter finds herself unjustly burdened by societal judgements and misunderstandings. Wafa & Saalis from Ghair (WafSaal) This book will start from After her father discovered the truth, he arrived and took her from his sister's house, declaring that she was his responsibility from now on. Wafe went with him because she knew her marriage had been nothing more than a façade, and now that the truth about Shifa and Saalis' relationship, along with her mother's injustice, had come to light, the charade was over.
This chapter takes a unique turn from the original show as I've added my own storyline. I hope you enjoy it!😉 Feel free to share your thoughts and support!🫶
#arydigital#forcedmarriage#ghair#hurt-comfort#khan#marriage-of-convenience#onesidedlove#pakistani#pakistanitvshow#saalis#saalwaf#shah#shows#tv#usama#usamakhan#ushna#ushnashah#wafa#wafsaal#romance#books#wattpad#amreading
0 notes
Text
Kal jo itna shor kiya kartay the
Aaj chup hein tw koi waja tw hogi?
Har roz jo har baat pr muskura detay hein
Us muskan k peechay ki dard ki waja tw hogi?
Har lafz shanasa e lab rehta hai jinke
Aj khamosh hein tw koi waja tw hogi?
Dard apna aasmanon ki zeest kr k ashkk
ankhon mein chupanay ki koi waja tw hogi?
Har baar smbhal janay ka irada kr k
Baar baar bikhar janay ki waja tw hogi?
Zindagi ghair na thi ghair phir bhi hogai
Anjaan parwar honay ki koi waja tw hogi?
9 notes
·
View notes
Text
WAHHHAH NOOO THEIR GHAIR i miss them
43 notes
·
View notes
Text
Duniya mein jo sada hai woh insaaf nahi,
Kyunke mukhtasir mein hi azmat sahi.
Kohsar na mile, ke woh ghair marghoob hai,
Bas tamanna paida karne wala zarra mujhe maqbool hai.
#urdu adab#urdu poetry#urdu shayari#rekhta#sher o shayari#poetry#urdu poems#urdu shairi#urdu stuff#shayarcommunity#urduadab#urdu lines#urdu literature#urdu aesthetic
5 notes
·
View notes
Text
Ghair ki tarah se yeh takaluf kaisa?
Yeh marawat hai kaisi yeh taruff kaisa?
Maine apne hi haathon se gawaya hai tujhe
Ashna koyi aur ab bhaya hai tujhe
4 notes
·
View notes