#and then mera ye haal hai
Explore tagged Tumblr posts
Text
Hum insan baaz cheezon aur logo'n ke kho Jane ke mehaz tasawwur se bhi dar jate hain. Hum kehte hain, Aisa kabhi na ho, agar aisa hua to hum mar jayenge, ya ye na hua to zindagi ko jeena mushkil hojayega, ya ye ek Shey hai jiske baghayr hum nahi reh sakte...
Lekin pata hai phir kya hota hai? Jab hum kisi pyari shey ya insan ke humse door chalay jane ke khauf ko apne andar yun sambhalkr rakhte hain, ke phir wo khauf kahin na kahin humaray aur Allah ke talluq me dakhalandazi karne lag jaye to pata hai Allah subhanhuwata'ala kya saabit Karwa Detay Hain humpar? Ke duniya me aisa kuch nahi hai, Siwaye Allah Ki Zaat ke, jiske baghayr insan "jee" nahi sakta ho.
Wo khwaab jisko Haqeeqat banane me insan din raat ek kar de, wo aankhon ke saamne khaaq ban jata hai aur insan bas Bebasi se usay dekhta reh jata hai. Wo insan jisay hum apni jaan ke upar bhi tarjeeh den, wo iss qadar mayoos kardeta hai, ke ussay doori banane ke alawa koi raasta nh bachta, ya phir zindagi aur maut ka waqt uss insan ko humse door zameen ke neechay le jata hai aur hum Matti ki qabar par ronay ke alawa kuch nahi kar sakte. Allah aisa waqt Dikha Detay Hain, ke hum apne mehboob logo'n, cheezon, aur khwaabon ko apne haathon se dafna dete hain...aur uss waqt zehn me ye khayal aata hai, ke shayad iske baad saans band hojaye. Shayad ab kisi bhi lamhe zindagi khatm ho jaye. Lekin na saansein band hoti hain, na zindagi khatm hoti hai. Aur phir waqt ke saath, qarb me jeetay hue humein samajh aajata hai ke duniya ka sabse bada sadma ye hai, ke hum khatm nh hotay jab humari pasandeeda cheezein khatm hoti hain. Hum jee rhe hotay hain, chahay uss jeenay ki Wahid alamat ye ho ki hum saans lerhe hain. Tootay khwaab, bichhre hue mehboob aur gumshudah cheezon ke saath hum chalte rehte hai , jab tak meyaad hai, jeetay rehte hain. Ghum se bhari raaton me apni saansein aur imaan ko bachane ki koshish karte hain, kyunke Momin Nakeel Lagay oont ki tarah hai, jidhar usay le jaaya jaaye udhar hi chal padta hai. Momin umeed nahi haarta, Allah ke Reham se mayoos nahi hota, Momin har haal me Shukr aur Sabr ka aadi banta jata hai. Sabr ka pyala labrez bhi honay lag jaaye, to Momin yahi kehta hai,
Aapko raazi karne ke liye mai sabr karta rahunga (ya Allah) halanki mera Sabr mujhay jaan se maar raha hai. Ye meray liye kaafi hai ke Aap mujhsay raazi Hon, phir chahay mera Sabr meri jaan hi kyun na le.
✍🏻 ~ mashriqiyyah
#a page from my diary#November 2023#mine#sheherrzaad#mashriqiyyah#umm taimiyyah#muslim tumblr#urdu writing#personal#urdu
43 notes
·
View notes
Text
She said it to me while looking into my eyes with wonder :
Apni aankhai'n dekhi hai , kaisi ho rakkhi hai..
Tumne mera baad apna ye kya haal kar diya hai..
And in response, I said while avoiding eye contact with her :
Tumne jo dikhaya hai wahi haiqiqat samjhi hai maine , Magar tumne khawabo'n mai bhi mujhko behaal kar diya hai.
– Shafin Khan @theshasays
#theshasays#poetriesbysha#urdu poetry#mumbai#urdu literature#poets on tumblr#rekhta#spilled poetry#urdu shayari#poets corner#short story#shafinkhan#urdu stories#conversation#talk#urdu stuff#popularblog
14 notes
·
View notes
Text
Ye khamosh raatein
Aur ye andhera
Ye sitaron se bhara aasman
Jo ban jata hai savera
Savera bhi aisa
Jo mujhe jaga bhi nhi pata
Bistar pakad rakha hai maine
Ye mujhe utha bhi nahi pata
Toh tu aa apni be-dilli chor kar
Ki ye zindagi mujhe gawara ho
Tu aa ek roz hi sahi
Ki tujhi se mera guzara ho
Zindagi bhar ka saath nahi
Kuch shamo ki moholaat de
Teri mohobaat ki na sahi
Tere nafrat ki hi takaat de
Fir chor dena kisi mod pe
Mai laut kar ghar aajaunga
Teri ek mulakaat se shayd
Mai phir sawar jaunga
Ki mera haal dekh kar
Ab to mere yaar bhi rote hai
Khudpe aitbaar kar bhi lu
Mere maa baap rishtedaar bhi rote hai
Is be-basi ki meri
Tu ek dafa dawa karde
Tu aakar apne khuda se
Mere liye dua karde
Aur kehte kehte keh dena
Apne khuda se ek dafa
Ki
Mera dil
Meri hasi
Meri mohobaat
Lauta de mujhe
Ya to mujhe is dafa tabah krde
#urdu lines#urdu literature#urdu poetry#hindi shayari#urdu#urdu shayari#poets on tumblr#poem#desi kahani#desi pyaar#desi posts#desi people#desi tumblr#desi shit posting#poetry#pyaar#jaun elia#faiz ahmed faiz#rumi#wajid shaikh#parveen shakir#urdu ghazal#mirza ghalib#urdu nazm#hindi poetry#hindi poem#hindi post#kalam#moon#night
12 notes
·
View notes
Text
Tujhe kabhi na bata paun mai, Haal-e-dil sada chupaun Mai. Kaise tujhko ye batadun ki Tere deedar ke liye ye aankhein taras gayi Hain, Har jagah, har lamha tujhe hi dhundhti rehti hain. Baavro jaise idhar udhar bhatakti rehti hain. Vo lamhe, vo choti mulakatein jab bhi Yaad aate hai, Tujhe phir ek dafa dekhne ko jee karta hai, Mera kann kann tera hi naam japta hai. Tujhse kai zyada dilkash to vo hai; Phir bhi main tujhe hi itna kyu chahti Hun? Phir bhi kyu mai teri ek jhalak dekhne ko Har hadd paar Karne par utar aati Hun? Phir bhi kyu tujhe bus taakte rehne ka mann karta hai, Teri unn mast nigaahon mein doob jaane ka mann karta hai? Phir bhi kyu, kyu mai hamesha tere pass rehne ki chaahat Karti Hun, Kyu tere door Jane par mera dil rota hai, Kyu Tere na dikhne par ye chain aur karaar se naata tod deta hai? Kyu tujhe uske saath hi Sahi, par khush dekhna pasand Karti Hun? Kyu tujhse koi bhool ho jane par mai hamesha teri tarafdaari Karti Hun Kyu sada ke liye tujhse door ho jaane se darti hun?
Kyun dinn Raat Mera Mann tere hi sapne bunta hai?
Kyun har baar ye use nhi, sirf tujhe hi chunta hai?
#spilled thoughts#zehen me jazbaaton aur lafzon Ka dariya behta gaya aur meri ungliyan phone pe thirakti rahin.#was missing him haha#me___#hindi#poetry by me
70 notes
·
View notes
Note
I saw your post about songs that fuck with your brain chemistry -- any recommendations...? 👀
Yes ill always recommend hindi and bangla songs 💥💥💥
Hindi —
literally anything by r.d. burman honestly, but i remember the main ones i absolutely loved when i was smaller (i had awesome taste in music. Trust) — kya hua tera vada, gulabi akhen (please please listen to this one please pleas eplease), tere bina zindagi se (this is meh but like. i was obsessed with it so.), chura liya hai tumne jo dil ko (also please please please listen to this i love this so much forveee), meri bheegi bheegi si, dilbar mere
I'm not sure if these are by rd burman as well but FUCK these are so good 💥💥💥 — salame-ishq meri jaan, o saathi re (i prefer asha's ver, but kishore kumar is awesome too), khaike paan banaras wala, pal pal dil ke pas (my brother liked this more than me), yeh dosti, dum maro dum, phulo ka taro, pairody song (specifically look up mr india pairody song literal banger im telling you), hawa hawaii
Another paragraph break so it's easy for me — yeh mera dil yaar ka diwana, beqarar karke hamen yun na jaiye, mehbooba mehbooba (there's a new one but the SUCKS . Trust . Meh booba sholay, also by rd burman), bach ke rehna re baba, jhoomka gira re (theres a new version called kya jhumka and that sucks okay), kiki ki muskurahaton pe, jaane woh jaise log the, aa chal ke tujhe mei leke chalu
comparatively more recent — ik bagal, ranaji, azadi (im pretty sure there are many songs with this name, so specifically azadi gully boy 👍👍), namak, beedi, panga, mehboob mere, ghoomar, pinga, train song (also from gully boy), kab se kab tak, jahaan to chala, chikni chameli (this changed lives . Trust), nagada sang dhol baje, zoobi doobi
Also ANYTHING gulzar wrote, FUCKING banger
Bangla —
ANYTHING MANNA DEY SANG . ALSO SUMAN . Um i always thought it was suman chaterjee but apparently it's suman chattopadhyay . but also i have favourites so :))) — se amar choto bon, coffee houser sei addata aaj aar nei, hoyto tomari janya (most of these are my brother's recs because i listen to bangla songs less than he does), ghurche chaka, amader jonyo, pagol, haal chherona bondhu, petkati chandiyal, bose aanko
^ sent by my brother
ALSO EVERYTHING BY TAGORE . RABINDRANATH TAGORE . SO AWESOME — jodi tor daak shune keo na ashe (also called ekla cholo re), ami banglay gaan gai, hridmajhare rakhbo, fagunero mohonay, neel digante oi phuler agun, gram chara oi ranga matir poth, ore bhai phagun legeche bone bone, amra shobai raja, projapoti projapoti (this is a children's song but it's good and you will listen to it.), phagun hawaye hawaye,
not rabindrasangeet (what we call tagore's songs) — gouri elo dekhe jalo, majhi tor radio nai, not bengali (it's assamese) but SUCH a banger — kapili kapili
I have more songs but i forgor
#.asks ❜#.bean ❜#'why are these most of these old' i have a father and brother and mother#my mother is professional singer and my father is a poet . go figure#also of you cant find some of these first try#especially the bangla ones#it's cause english language sucks and cant capture the beauty of bangla ever .#THERES. ANOTHER I JUST CANT REMEMBER#i remember the VIBE but i dont remember the TUNE or LYRICS :(((((
5 notes
·
View notes
Text
instagram
the pinned comment on this reel 🤌🏻🤌🏻🤌🏻
just wanted to share the comment by @the_subh4n :
Hum ek Roz baad phir mil rahe the Dil khush tha, Jaise do murjhaye huye phool khil rahe the Pata nahi hum kya kar rahe the Baatein ki, Haal poocha Jaise do anjaan mil rahe the Kon apna dukh dusre ko bataye Dono hi taqdeer se baare chal rahe the Wo thak chuki thi, Main samjh chuka tha Wo kuchh keh rahi thi, Majn sun raha tha Wo boli.... Ye rishte, Ye waade tod do Hum kabhi ek nahi honge Ye zid chhod do Aur nahi rakhna mujhe tumse koi taaluq Khuda ke waste, Mera peechha chhod do Maine kaha.... Theekh hai, Jaisa tum chaho Ye Dil tumhara hai Jaise chaho Waise tod do
3 notes
·
View notes
Text
Indies (Lifetime) Playlist Tributes to Music Legends - Part 3
DEV ANAND’S TOP 270 SONGS ! :
Yt Link:
Hai apna dil - Solva saal
same (sad version)
Sau saal pehle - Jab pyar kisise hota hai
Jiya ho jiya kuch bol do - Jab pyar Kisise Hota hai
Kabhi na kabhi, kahin na kahin - Sharabi
Dil ka Bhanwar - Tere Ghar ke Saamne
Abhi na jaao chhodkar - Hum Dono
Khoya khoya chand - Kala Bazar
same (color version)
Ek But Banaoonga - Asli Naqli
Khwaab Ho Tum -Teen Deviyan
Hum Bekhudi Mein - Kala Pani
Rim Jhim Ke Taraane - Kala Bazaar
Aankhon hi aankhon mein - CID
O Leke Pehla Pehla Pyar - CID
Main zindagi ka saath - Hum dono
Tujhe jeevan ki dor se - Asli naqli
Hum hain rahi pyar ke - Nau do Gyarah
O Aaja Panchhi - Nau do Gyarah
Aankhon Mein kya ji - Nau Do Gyarah
Chal Ri Sajni - Bambai Ka babu
Koi Sone Ke Dilwala - Maya
Yaad Kiya Dil Ne - Patita
Tere ghar ke saamne - Tere ghar ke saamne
Kahin Bekhayal ho kar - Teen deviyan
Kabhi Khud Pe - Hum Dono
Tasveer teri dil mein - Maya
Mana Janab ne pukara nahi - Paying Guest
Chhod do aanchal - Paying Guest
Woh dekhe toh unki inayat - Funtoosh
Hai hai hai ye nigahen - Paying Guest
Jeevan ke safar mein rahi - Munimji
Aese Toh na Dekho - Teen Deviyan
Achha ji Main Hari - Kala Pani
O Shivji bihane chale - Munimji
Ye raat ye chandni phir kahan - Jaal
Dheere dheere chal - Love Marriage
Na Tum Hamein jano - Baat ek Raat Ki
Deewana Mastana - Bambai ka babu
O Nigahen Mastana - Paying Guest
Gaata rahe mera dil - Guide
Tere mere sapne - Guide
Dooriyan nazdeekiyan ban gayi- Duniya
Yeh dil na hota bechara - Jewel thief
Kal ke roop mein - Nau do gyarah
Dekho rootha na karo - Hum Dono
Gori Zara Hans de Toh - Asli Naqli
Sun le tu dil ki sada - Tere ghar ke saamne
Teri zulfon se judaai toh nahi - Jab Pyar Kisise Hota Hai
Dil Pukaare - Jewel thief
Aye dil Kahan teri Manzil - Maya
Chupke se mile pyaase pyaase - Manzil
Dekho ji mera haal - Solva saal
Yahi toh hai woh - Solva saal
Ye nai nai preet hai - Pocketmaar
Likha hai teri aankhon mein - Teen Deviyan
Are yaar meri tum bi ho gazab - Teen Deviyan
Tu kahan yeh bataa - Tere ghar ke saamne
Aye kaash chalte milke - Manzil
Phir se ek baar kaho - Maya
Phoolon ke rang se - Prem pujari
Sawan ke mahine mein ek aag si sene mein - Sharabi
Bahe na kabhi nain se neer - Vidya
Aa teri tasveer bana loon - Nadan
Pavan chale toh - Bambai ka babu
Bol na bol aye jaane wale - Armaan
Saathi na koi manzil - Bambai ka babu
Jao ji jao - Sharabi
Ladi aankh se aankh - Pocketmaar
Dil toh hai diwana na - Manzil
Yeh aankhen uff yumma- Jab Pyar Kisise hota Hai
Peechhe Peechhe Aa Kar - House No.44
Phir wahi chand wahi hum - Baarish
Hum dum Se gaye- Manzil
Teri duniya mein jeene se - House No. 44
Bataao kya karungi main - Ek ke baad ek
Dil ki umangen hain jawan - Munimji
Dukhi Man Mere - Funtoosh
Chup hai dharti - House No. 44
Nazar Milayi toh - Ek Ke baar ek
Thumak thumak haye - Ek ke baad ek
Tum toh dil ke taar chhedkar - Roop ki rani choron ke raja
Chheda mere dil ne tarana - Asli naqli
Oh dilwale ab teri gali aa pahunhe - Kala Pani
Jo Ijaazat Ho Toh Ek Baat Kahoon - Bas Ek Raat Ki
Hai sabse madhur woh geet - Patita
Zindagi hai kya sun meri jaan - Love Marriage
Ae meri topi palat ke aa - Funtoosh
Denewala jab bhi deta - Funtoosh
Dil hai aapka hujoor - Jaali Note
Chhidi ladayi bhari re- Ek ke baad ek
She ne khela he se - Love Marriage
Kal Ki Daulat Aaj Ki - Asli Naqli
Dane dane pe likha hai - Baarish
Jaayen toh jaaye kahan - Taxi Driver
Yaad Aa Gayi Woh Nasheeli Nigaahen - Manzil
Apni toh har aah ek toofan hai - Kala Bazaar
Wahan Kaun Hai tera - Guide
Doobte hue dil ko - Kahin Aur Chal
Mere jeevan mein ayi bahaar- Mohan
Ye Baharon ka Sama - Milap
Aji loot liya dil ko bahane karke - Dushman
Bin dekhe aur bin pehchaane - Jab pyar kisise hota hai
Kahan ja rahete kahan aa gaye hum - Love Marriage
Chand zard zard hai - Jaali note
Sach kehta hoon - Jaali Note
Hamein ab ye jeena gavara nahi - Khel
Aa Gup chup pyar karen - Sazaa
Sajaniya kit bhaage - Birha Ki raat
Aayee jhoomti bahaar - Insaniyat
Ye duniya hai yahan dil ka - Shair
O Sanam main tujhe pukaroon - Sanam
Mujhe le chalo - Sharabi
Raat suhani hai - Humsafar
Jaaneman jaaneman - Jaaneman
Tu roop ki rani - Roop ki rani choron ka raja
Woh chand nahi hai dil hai - Andhiyan
Aisa kya kasoor kiya - Nadaan
Aaja aaja tera intezaar hai - Sazaa
Teen kanashtar peet peet kar - Love Marriage
Krodh kapat ke andhiyaare - Armaan
Yeh kaun aya re - Ziddi
Main keh doon tumko chor- Sanam
Hum toh jaani pyar karega - Baarish
Dil Jawani Ke Nashe se - Birha Ki Raat
Nigahn Ne Pheka - Jaali Note
Dekh hamein awaaz na dena - Amar deep
Marne ki duayein - Ziddi
Duniya kya hai - Sarhad
Akela hoon main iss duniya mein - Baat ek Raat ki
Aao yaaron aao pyaaron - Ek Ke Baad ek
Hamein Aaj koi na chhediyo - Funtoosh
Do Bichhde hue dil - Shair
Humne khayi hai mohabbat mein - Dilruba
Chahe kitni kathin dagar ho - Jeet
Layi khushi ki duniya - Vidya
Kisiko yaad karta hai mera dil - Madhubala
Dil Todne wale yaad rahe - Namoona
Kaise koi jiye - Baadbaan
Bharam teri wafaon ke - Armaan
Teri dhoom har kahin - Kala bazaar
Ek Do Dilon Ka Kaafila - Do Sitaare
Naacho jhoom jhoom jhoom ke - Sarhad
Nayi jawani rut mastani - Madhubala
Chale jaa rahe hain - Kinare Kinare
Sawan ki ghataon - Aage Badho
Oghar ghar ko diye - Hum Bhi Insaan Hain
Hum tere Hain - Hum Bhi Insaan Hain
Naam hai Jhatpat aji - Dushman
Oonche sur mein gaye jaa - House No. 44
Din Dhal Jaaye - Guide
Shokhiyon mein ghola jaye - Prem Pujari
Jaisa des waisa bhes - Des Pardes
Phoolon ka taaron ka - Hare rama Hare krishna
Bahut door chale jana hai - Heera Panna
Saare jahan se achha - Yeh Gulistan Hamara
Taaqat Watan Ki humse - Prem Pujari
Zulm sahe na zulm kare na - Insaniyat
Kiska raste dekhe - Joshila
Kya se kya ho gaya tere pyar mein - Guide
Hai maine kasam li - Tere Mere Sapne
Jeevan ki bagiya mehkegi - Tere Mere Sapne
Falsafa pyar ka - Duniya
Pal bhar ke liye - Johnny Mera Naam
Wada toh nibhaya - Johnny Mera Naam
Yeh Duniyawale Poochhenge - Mahal
Dekho O deewano - Hare Rama Hare Krishna
Dum Maaro dum - Hare Rama Hare Krishna
Choodi nahi ye mera dil hai - Gambler
Main apni dhun mein - Manpasand
Aise na mujhe tum dekho - Darling darling
Kanchi re kanchi re - Hare rama Hare krishna
Panna ki tamanna hai - Heera Panna
Dil aaj shayar hai - Gambler
Sun jeenewale - Swami dada
Ek roop kai naam - Swami dada
Aasmaan ke neeche - Jewel thief
Main Aya hoon - Amir Garib
Dekho dekho madam - Pyar Mohabbat
Hue aap naaraaz - Pyar Mohabbat
Rahi tha main awara - Sahib bahadur
Des Pardes-Des Pardes
Aaj ka din koi bhoole na -Lootmaar
Ishq Ihq ishq -Ishq ishq ishq
Mera mann tera pyasa -Gambler
Neend chura ke raaton mein -Shareef Budmash
Ek main hoon ek tu -Darling darling
Mere peechhe ek ladki - Banarasi babu
Mujhe Pyaar kar -Prem Shastra
Aankhon aankhon mein-Mahal (Contd)
5 notes
·
View notes
Text
Price: [price_with_discount] (as of [price_update_date] - Details) [ad_1] Tracks Listing 1. Ek Din Bik Jayega Mati Ke Mol (Sad)2. Main Pal Do Pal Ka Shair Hoon3. Koi Jab Tumhara Hriday Tod De4. Jane Kahan Gaye Woh Din5. Jis Gali Mein Tera Ghar6. Kahin Door Jab Din Dhal Jaye7. Kai Baar Yun Bhi Dekha Hai8. Kai Sadiyon Se Kai Janmon Se9. Humne Apna Sab Kuchh Khoya10. Jinhen Hum Bhoolna Chahen11. Hanste Bhi Rahe Rote Bhi Rahe12. Dil Tujhe Diya Tha Rakhne Ko13. Aye Pyase Dil Bezuban14. Aansoo Bhari Hai Ye Jeevan Ki15. Yeh Mera Diwanapan Hai16. Mujhe Mere Haal Pe Chhod Do17. Tere Pyar Ko Is Tarah Se Bhulana18. Do Roz Mein Woh Pyar Ka Alam19. Laut Ke Aaja Mere Meet20. Chal Ri Sajni Ab Kya Soche21. Mere Toote Huye Dil Se22. Mujhko Is Raat Ki Tanhai Mein23. Muft Huye Badnaam Kisi Se Haye24. Saranga Teri Yaad Mein25. Haal-E-Dil Hamara26. Kya Bura Kiya Hai Huzoor Maine27. Ankhon Mein Teri Yaad Liye Ja Raha28. Wafa Jin Se Ki Bewafa Ho Gaye29. Bhooli Huyi Yadon30. Teri Yaad Dilse Bhulane Chala Hoon31. Jhumti Chali Hawa and more … Package Dimensions : 16 x 13.8 x 0.4 cm; 20 g Manufacturer : SAREGAMA Studio : SAREGAMA ASIN : B0087B9DNO Number of discs : 1 Item Weight : 20 g [ad_2]
0 notes
Text
@pastelpopcorn pehele insta ke saath ye tha mera. Ab tere kaaran Tumblr ke saath aisa hogaya hai mera haal.
me opening and closing tumblr like it’s a fridge
13K notes
·
View notes
Text
Jaun, kaun?
By @shadabrahi
Ye kahani hai mere or ek sahab ke beech ki us guftgu ka , jiska unwan Jaun Elia hai ....Sahab ko Shayari me khasi dilchaspi rahi hai, aur shayaron ka zikr kiya karte hai, insta ki trending reel share karke mene puchha ye aaj kal ki naujawan nasl me Jaun ki badhti hui shohrat ko kis tarah dekhte hai, sahab ne jawab diya mute karke......Mene bhi bina deri karke puchha aap jaun Elia ki izzat nhi krte hai ? Unhone farmaya "bahut zyada izzat krta hu". Mene palat kar sawal kiya unka koi sher ? Jo aapko bahut pasand ho?.Unhone jawab diya miyan Jaun ka koi sher to apne ko yaad nahi, me to unki izzat isliye karta hu kyuki wo Sayyed hai . Unhone aage kaha, Sayyed Jaun Elia Naqvi ki ek ache Shayar hai magar log unko Shayari ki wajah se kam ,sympathy ki wajah se zyada psnd karte hai. Logo ko unka andaz e bayan se zyada unka bayan e haal psnd ata hai. Main Sahab ki baat sunta jata tha wo kehte jaate the , unhone kaha Jaun na to jadeed daur ke Shayar hai ,na hi qadeem daur ke Shayar hai, Jaun ki Shayari khud me ek daur qayam karne ka hunar rakhti hai. Jaun na to dil ke Shayar hai, na to dimag ke , jaun us ehsas ke Shayar hai jo har insan me maujood hoti hai jise medical science ke yaha discover nhi kiya jaa saka , main to use jaun kehta hu. Jaun 'Jaun' ke shayar hai. Jaun ki shayari na to mushkil hai, na hi asan . Jaun ka apna miyar, apna syllabus, apna hi saleeqa hai. Ab koi ise kuch naam de. Main to ise 'jaun' naam dunga. Sheikh sahab ke har jumle me jaun lafz itni baar ane lga ki mujhe kehna pada bas Sahab "kaun jaun? ". Itni paheli to mere smjh se pare hai ...Sahab ne farmaya:- kaam ki baat to mene abhi ki hi nahi..Wo to mera Taur e zindagi hi nahi "" Mene jo puchha Jaun admi kesa?Bole hans kar wo to admi hi nahi "Mujhe ehsaas hua sahab ne mujhse kaha, jhut kaha ki unko Jaun ka koi sher yaad nhi.Asl me wo Jaun se bahut obsessed the magar unko khud ko genz kehelwana Psnd nahi .
0 notes
Text
Haal-E-Dil Lyrics
Singer:Sreerama Chandra, Neeti MohanAlbum:Sanam Teri Kasam Haal-e-dil mera puchho na sanamHaal-e-dil mera puchho na sanam Aapke ishq ki madhosi meindooba hai ye aalam..Haal-e-dil mera puchho na sanamHaal-e-dil mera puchho na sanam Jab shaam aayeTum yaad aayeTufaan laaye, yaadon mein tumBebaak si hai har ik tamannaGustakhiyon mein, ab dil hai gum Khwabon ke kaafileBaaton ke silsileSaath mere…
0 notes
Text
Mere saamne wali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai...
chand ka tukda meri samne wali khidke mein to nahi rehta
lekin, eid par phir bhi dikh gaya tha
meri hatheli pe pura chand tha
uski muskurahat aadhe chand jaisi thi
safed kurte pe zabardast hasi ka daag...
uska naam sunkar mera haal kuch
chand ko dekh kar samandar ke haal sa
aaj ka chand bada sundar hai
iski maine tasveer bhi kheech li
station par khade hue do chand
ek aasmaan tale the
chand ka tukda meri saamne wali khidki mein to nahi rehta
lekin khareed liya hai ek bazaar se maine
jo ab mere dil ke kareeb rehta hai
log kehte hai chand pura hota hai to
sabse zyada khoobsurati dikhta hai
lekin meri khushi to uss hi 14 ke chand me hai
ye nazrana usne diya to nahi
magar ab chand ka mere pas ek aur tukda hai
is raaz mein bas koi shaamil hai toh
mai aur meri duaein
aur shayad uski bhi? (kaash haha)
#poet#poetry#writers on tumblr#dark acadamia aesthetic#darkacademism#poets on tumblr#poetscreed#writblr#poetries#writers and poets#urdu poetry#urdu poems#mere saamne wali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai
0 notes
Text
Teri chahatein, Teri hasratein, Teri mohabbat
Tu bta tere dil main meri hasiyat kya hai
Meri koshishen, meri ummiden, meri shiddat
Is dard main akhir Tera hissa kya hai
Ye undekhe log tere kya lagte hain
Jo raaton main mujhse Teri baatein krte hain
Mere Dil ka haal sun kr Teri baatein chupate hain
Baatein krte chahton ki pr dil main nafrat paalte hain
Tujhse jyada sukoon mujhe inke sath kyu milta hai
Ye kon sa jakhm hai mera jo sirf inke sath hone pe bharta hai
Ye dard apna main tujhko bta nhi skta
Mohabbat krta hoon tujhse pr jta nhi skta
Pr tu bta mere dard main Tera hissa kya hai
Teri mohabbat ya meri shiddat, akhir ye kissa kya hai
0 notes
Text
Indies (Lifetime) Playlist Tributes to Music Legends ! -PART 10
KANAN DEVI 'S TOP 80 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
Toofan mail - Jawab
"
Sanwariya prem ki bansi - Street Singer
Pitam nivayan -
Door des ka rehna wala
Hamari laaj - Lagan
Sukoon dil ka mayassar - Street Singer
Mujhme moorat darash
Duet from Kanan & Saigal - Street Singer
Asha deep jalayo sajan
Prabhu ji tum raakho - Hospital
Madh bhari - Lagan
Babul mora -1
" - 2
Zara nainon se - Hospital
Piyab milan ko jaat hoon - Vidyapati
More angana mein
" (video)
Nahi bhulata batiyaan
Hamari nagariya mein
Dekha toh hai
Chanda door gagan mein - Krishna leela
Aye chaand chup na jaana - Jawab
Jawani ki reet
Aa piya
Kuch yaad rahe toh - Jawab
Loot liyo man dheer
Balhari jayoon ai piya
Chaman mein kaun aya
Mero janam janam ke
Sapnon mein koi aata hai
Gehri re nadia
Daal daal aur kunj kunj
Dole hridaya ki naiyaa
Tum bin kal na aave mohe - Lagan
Dil mein mere aake - Hospital
Pallu chhoro sajan ghar jana re
Hum dil ko dil hum ko
Mon ke haare
Sapne se kaun jagaye re
Aaj hui hai bhor suhani
Hum tum jo gaate hain
Koi hame bata de - Ban Phool
Hey Krishna karuna
Ghunghurba baaje
Main dilwalon ki zindagi hoon
Ruth hai suhani
Ab ayee bahaar nayi
Ab chand na sharmaye
Awaz di hai kisne
kaise sundar phoolon ke haar - Abhinetri
Kaun man lubhaya - Jawani ki reet
Ambwa ki daali
Ban nainon ke kahey
Koi samjhaye ye geet
Meri majburiyon ne
Sawan ki rani ayee
Sanwarya man bhaya
Ye dil hai tumhe pukare
Tera ghar mon mera
Hamein bahut bhata hai - Woh dono
Tum bin kal na aave - Lagan
Takat hoon tumhari - Lagan
Mat roko dagariya
Nahi bedardi aaye - Chandrashekhar
Man ki batiyaan - Maa
Ghata chhayi ghanghor
Bholi bhali banki
Tu sun le kahani
Tum man mohan - Haar jeet
Suno ek naya fasana - Arabian Nights
Raha raha - Maa
Kali kissi ki - Arabian Nights
Koi chhoo le na
Kaisa ujda chaman - Mukti
O kali matwali -
Kya yuhi aata
Mast pawan shakhen
Malan bata de kiske
Ban mein bhi jo mehke - Jawani ki reet
Balma se milan ko jati
Man mere aandhi ban ja jal barsa SUSHEELA 'S TOP 30 (HINDI) SONGS !
Takatu taka tai - Singhaasan
Kya kya kahoon re kanha - Piya milan
Tere liye maine janam liya - Singhaasan
Bade tum veer - Gul e bakawali
Jai jai ram - Lav Kush
Shri satguru ke aashish hai - Kam kala tandav
Shiv shakti ka - '
Aatma jyoti hoon main - "
Kaam ki kaamna hai - "
Suno re suno - Ram bhajan
Sainyog anand hai - Kam kala tandav
Shakti tatva rupdhan - "
Shiva jyoti rupani - "
Parda uthne wala hai - Bachpan
O Mother Mary - "
Phan ko khole mtrityuwala - Kam kala tandav
Jaatasyahi - "
Sachit anand - "
Ardhanareeshwar - "
Aaj na hai mere sajan - Bhakt prahlad
Kamini gajagamini - Kam kala tandav
Srijan karya karta - "
Aadi kaal se - "
Widhwansini hai - "
Shiva jyoti tatva roop hai - "
Rasavani shringar - "
Kam kala hai - "
Tere seene mein bhi dil
Yogi yunjita - Kam kala tandav
Shirdi jai sairam - Sabse bada nirala
Song from Akbar (61)
Kanavu kanda kaathal
RAJ KAPOOR' S TOP 160 SONGS! :
Yt Link:
Pyar Hua Ikrar Hua - Shree 420
Ramaiyya Vastawaiyya - Shree 420
Mud Mud Ke Na Dekh - Shree 420
Dil Ka Haal Sune Dilwala - Shree 420
Dum Bhar Jo Idhar Muh Phere - Awaara
Dil Ki Nazar Se - Anari
Ye Raat Bheegi Bheegi - Chori Chori
Aaja Re Ab Mera Dil - Aah
Hale dil hamara jane na - Shriman Satyawadi
Hum Tujhse Mohabbat Kar - Awara
Jane Na nazar Pehchane jigar - Aah
Jahan Main Jati Hoon - Chori Chori
Ichak dana bichak dana - Shree 420
Har Dil Jo Pyar Karega - Sangam
Ta ra ri aa ra ri - Dastan
Nineteen Fifty six - Anari
Kisiki Muskurahaton pe - Anari
Tum agar mujhko na chaho - Dil Hi Toh Hai
Mera Joota hai japani - Shree 420
Zinda Hoon is Tarah - Aag
Chooti si yeh zindagani - Aah
Mujhe tumse kuch bhi na chahiye - Kanhaiya
Chhod gaye Balam Mujhe - Barsaat
Jis Desh Mein Ganga Behti hai - Jis Desh Mein Ganga Behti Hai
Sajan Re Jhoot Mat Bolo - Teesri Kasam
Sajanwa Bairee Ho gaye hamaar - Teesri Kasam
Jaane Kahan Gaye Woh din - Mera Naam Joker
Jeena Yahan Marna yahan - Mera Naam Joker
Ek Din Bik Jayega mati ke Mol - Dharam karam
Humne Tujhko Pyar Kiya hai itna - Dulha Dulhan
Chalat Musafir Moh Liya re - Teesri kasam
Mera karaar Le jaa - Ashiana
Duniya banane wale - Teesri Kasam
Laaga chunari Mein daag - Dil hi toh hai
Woh Subah kabhi toh Ayegi - Phir subah hogi
Khayalon Mein kisike - Baware Nain
Sab kuch seekha humne - Anari
Main pagal mera manva pagal - Ashiana
Aansu Bhari hai - Parvarish
Awaara Hoon - Awaara
Tere Bina Aag Ye Chandni - Awaara
Aaja Sanam - Chori chori
Kuch Sher Sunata Hoon - Ek Dil Sau Afsane
Main Dil Hoon Ek Armaan Bhara - Anhonee
Aa Ab Laut Chalein - Jis Desh Mein Ganga Behti hai
Bol Radha Bol - Sangam
O Mehbooba - Sangam
Dost Dost Na raha - Sangam
Mera Naam Raju - Jis Desh Mein Ganga Behti Hai
Dum dum deega deega - Chhalia
Ruk ja o janewali - Kanhaiya
Mujhko yaaron maaf karna - Main nashe mein hoon
Ruk ruk ruk kahan chali - Do Ustad
Raat Andheri Door Savera - Aah
Main Aashiq Hoon Baharon ka - Aashiq
Chaahe Zindagi Se- Sharada
Maine Dekhi Jag ki Reet - Sunehre Din 58.Rut Albeli Mast Sama- Shriman Satyawadi
Chin O Arab Hamara - Phir subah hogi
Ni Baliye Rut Hai Bahar ki - Kanhaiya
Tere dil ka Makaan - Do Ustad
Hum Tum Yeh Bahar - Amber
Phir Na Kije - Phir Subah Hogi
Tum hi tum ho - Ek Dil Sau Afsaane
Bhoole Se Mohabbat Kar Baitha - Dil Hi Toh Hai
Jo Pyar Tuune Mujhko Diya tha - Dulha Dulhan
Mujhe Sach sach Bataa do - Bawre Nain
Mere Toote Hue Dil Se - Chhalia
Aasmaan Pe Hai Khuda - Phir Subah Hogi
Woh Shumse chup hain - Sargam
Duniye Ne Kujhko chhod Diya - Sharada
Aye Sanam Jisne Tujhe - Diwana
Chale Jaana Zara - Around The World
Aye Bhai Zara Dekhke Chalo - Mera Naam Joker
Kehta hai joker - Mera Naam Joker
Aye Gori Radhika - Gopinath
Taaron se pyaare - Diwana
Dekhiye Toh Kya Ajeeb haal Hai - Kal Aaj Aur Kal
Mama oh Mama - Parvarish
Bikhra ke Zulfen - Nazrana
Piya milne naveli nadi - Jail Yatra
Kahan Gaya Chitchor - Dil Ki Rani
Dil jo bhi Kahega - Dil hi Toh Hai
Dekh Chand Ki Aur - Aag
Mehtab Tera Chehra - Aashiq
Suno Ji Suno - Ek dil Sau Afsane
Hum Hain toh Chand Aur Tare - Main Nashe mein hoon
Tum Aaj Mere Sang Hans lo - Aashiq
Duniya Me Nahi koi yaar - Amber
Gusse Mein jo Nikhra Hai - Dil hi toh hai
Mere Peechhe Ek Deewana - Nazrana
Meri Jaan Kuch Bhi Kijiye - Chhalia
O Shama Mujhe Phoonk De - Aashiq
Dil do Nainon Me Kho Gaya - Sunehre Din
Masti Bhara Hai Samaa - Parvarish
Yaad Aayi Aadhi Raat ko - Kanhaiya
Nazron Ke Tee Maare - Do Ustad
Tumhari Mast Nazar gar - Dil hi Toh hai
Beliya Beliya Beliya - Parvarish
Ek Baat Kahoon - Shrimaan Satyawadi
Main Zindagi me hardam - Barsaat
Nahi kiya toh karke dekh - Char Dil Char raahen
Hum pyaar karenge - Dhun
Baazi Kisine pyaar ke - Nazrana
Meri Zindagi hai tu - Paapi
Worli ka naaka - Do Ustaad
Budha Hai Ghoda - Sargam
Mast nazar - Ek dil sau Afsaane
Nazar nazar se ho rahi - Main nashe Mein Hoon
Shama Jali Parwana Aya - Amber
Mere Dil Ki Dhadkan Kya Bole - Anhonee
Tu Ladki main ladka - do Ustad
Chadh gayi chadh gayi - Do jasoos
Jis Pyaar Mein ye Haal ho - Phir Subah hogi
Tera kaam hai jalna parwane - Paapi
Ek hum Aur Dusre Tum - Pyar
Dukh Se Bhara hua Hai dil - Jaan Pehchaan
Chura kar Dil ko yun - Amber
To bolo Kya Karoge - Do Ustad
Tumhari Bhi jai jai - Diwana
Pate ki baat kahega - Diwana
Tik tik tik tik - Kal aaj ar kal
Sapnon ka sadagar aaya - Sapnon ka saudagar
Diwana mujhko log kahen - Diwana
Yun toh aapas me bigadte - Andaz
Teri duniye Mein dil Lagta Nahin - Bawre nain
Tum jo hamare Meet Na Hote - Aashiq
Main Hoon Alladin - Sargam
Jap jap jap jap - Sharada
Yaar vai vai - Sargam
Ye Tph Kaho Kaun ho tum - Aashiq
Tere humsafar geet hain tere - Dharam Karam
Upar jaake yaad ayi - Naukri
Do jasoos kare masoos - Do Jasoos
Choodiyan le le gori - Paapi
Baap bhala na bhaiya bhaiyya - Sargam
Main hoon ek khalasi - Sargam
Main Hoon Tera Dulha - Dulha Dulhan
Parda Uthe Salaam Ho jaye - Dil hi Toh Hai
Yamuna Ke Tat hum toh - Amar Prem
Sadaque heer Tujhpe - Mera Naam joker
Duniye Saari Jail Re - Jail Yatra
Lehrayee Mori Lal Chunariya - Jail Yatra
Chhoti si gilasiya mein - Gopichand Jasoos
Dil Laga kar aapse - Around The World
Saahil Jo dubo De Kashti ko - Baawra
Bahaaron Ne Jise Chheda Hai - Sunehre Din
Lalla Allah Tera Nigehban - Abdullah
Joshi Jawaani haye - Around The World
Duniya ki Sair Karlo - Around the World
O Gori Kahan Chali Us Paar - Jail Yatra
O Aao Chalen Manva More - Amar Prem
Dhoom Dadakka - Amber
Chhalia Mera Naam - Chhalia
O Bewafa Yeh To Bata - Pyar
Mujhe Kehte Hain Kullu Qawwal - Dulha Dulhan
Dhadak dhadak dil - Dastaan
Dil Ko Teri Tasveer Se - Dastaan
Jumme Ki Raat Ho - Dulha Dulhan
Jalti Hai duniya - Pyaar
Kachchi Pakki Sadkon Pe - Pyaar
Shama Jalti Hai toh - Bawra.
PRAMODINI DESAI 'S TOP 20 SONGS ! :
Yt Link:
Aayi barkha bahaar - Shokhiyaan
Raghupati Raghav Raja Ram
O Roop Nagar Ke Saudagar - Sazaa
Peepal li chhaon tale - Char chand
Kar lo pyar hua jiya bekarar
Hanse tum toh dil ki khushi muskura di
Raja tere desh me
Nazron se nazar ka takrana
Balam na ja re, sajan na ja re - Fariyadi
Dil me kisi ka pyar basale - Dilruba
Ajab khel tera zalim zamana - Fariyadi
Phirte hain mare mare lakhon diwane mere
Baaje badhai aaj nand ji ke dwaar
O daata paisa deta ja
Mile nain se nain
Uth aye watan.
SWARNALATHA'S TOP 10 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
Hamma hamma - bombay
Muqabla muabla - Hum se hai muqabla
Hai rama - Rangeela
Maya machhindra - Hindustani
Dola dila man - Dil hi dil mein
Sunta hai mera khuda - Pukar
Mil hi gaye - Mr Romeo
Tere hontho ki hansi - Bichhoo
Amma amma - Hathkadi
Latka dikha diya - Hindustani
Jannat hai yeh zameen - Rakht
Shabba shaba - Daud
Khel hai ye - Khel khiladi ka
Mere chandi jaisa tan - Hathkadi .
SUJATHA MOHAN 'S TOP 10 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
Roja - Roja
"Roja (version 2) - Roja
Kal nahi tha woh - Vishwavidhaata
Kal nahi tha (sad version) - Vishwavidhaata
Dil hai sanam - Chor chor
Aankhon me ummeedon ke - Bombay
Tum ho meri nigahon mein - Kabhi Na Kabhi
Maine bheja hai sandesh - Hum se hai muqabla
Ishq bina - Taal
Na ho kal jab - Love Birds
Koyal se mili - Abhay
Ishwar allah- 1947 Earth
Hai jaan - Pukar
Rafta rafta - Hulchul .
MINMINI'S TOP 10 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
Choti si aasha - Roja
" (version 2) - "
Sagar se milne - Hum se hai muqabla
"
Kahi aur
Man ko tum
Aaja
Koun hai
Souparikamrutha .
MADHUSHREE BHATTACHARYA 'S TOP 40 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
Piya lagi laganiya - Laagi lagan
babul mora - barsan lagi
In lamhon ke - Jodhaa Akbar
Aye na balam - Thumri
Lagi lagi - Laagi lagan
Jab dil mile
Jaana hai
Kabhhi neem neem - Yuva
Kangna re - Paheli
Aati re - Paheli
Sharminnda hoon - Ekk deewana tha
Pal pal hai bhari - Swades
Nao meri - Kashmakash
Hum hai iss pal yahan - Kisna
Naina milaike - Saathiya
Ay sakhi - Raanjhanaa
Tere bina - Mukhbiir
Mujhpe toofan uthaye - Tehzeeb
Manat nahi - Barsan lagi
Jabse shyam sidhare - Barsan lagi
Barsan lagi - Barsan lagi
Piya lagi laganiya - Barsan lagi
Mohabbat zindagi hai - Moksha
Tu bin bataye - Rang de basanti
Sau janam - Whats your raashee?
Tum mujhe - Aetbaar
Chai ke bahaane- Chintu ji
Wahji wahji - Sivaji the boss
Sadiyan - Lakeer
Ek meetha marz - Welcome to sajjanpur
Na shiqwa hota - Tehzeeb
Sabaq aisa - Tehzeeb
Koi aap jaisa - Vaah!Life Ho Toh Aisi
Ebn e batuta - Anari lover
Maee re - Dassehra
lagi lagi (remix) - Barsan lagi
Boom boom robo da - Robot
Yaar mila tha - blue
Tumhe aaj maine jo - Kuch na kaho
Maahi ve - Kal ho na ho
Baazi laga - Guru
Soja zara - Bahubali 2 .
BELA SHENDE 'S TOP 30 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
Kaisa ye jadoo - kaisa yeh Jadoo
Mann mohana - Jodhaa Akbar
Main girdhar ke jaun
Dekha tuhe toh - Kaisa yeh jadoo
In vaadiyon mein - "
Meri yaadon mein - "
Dil mera kyon - "
Saanson mein - "
Kaise milun main - Rajjo
Kaleja hai haazir - Rajjo
11.Mere ghungroo - Rajjo
Mann bhi hai - Mirch
Kare kya hum
Tu hai - Besharam
Mirzeya
O mera chand
Kangna re - Paheli
Khaali hai tere bina - Paheli
Sun le dua - We are family
Main to deewani - kaisa yeh jadoo
Jabse tumhe dekha - Kaisa yeh jadoo
Mohenjo daro - Mohenjo daro
Ayela ayela - Horn Ok Please
24 Minnat kare - Paheli
Sai shirdi sai - 99 songs
Tumse milkar - Ehsaas
Su chhe - Whats your rashee?
Koi jaane na - "
Dum dum diga diga - Tera mera saath rahe
Julmi re julmi - Rajjo
Tum todo na - I
Ishq ki dafli - Kamaal dhamaal maalamaal .
P.B. SRINIVAS'S TOP 10 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
Jai jai ram
Raam sugun dham
Hanuman chalisa
Naina jo naino se milay
Chanda se ho gaya pyar
Nakhrewali chaal
Lelo lelo - Hum junglee hain
Din control ke aaye - Mr Sampat
Lo bari gypsy - Mr sampat
Aji hum bharat ki naari
Top 10 Tamil .
M.S. VISHWANATHAN'S TOP 10 (HINDI) COMPOSITIONS ! :
Yt Link:
Main to jamuna ke - Naya aadmi
Dil e betaab taher - Naya aadmi
Laut gaya gam ka zamana - Naya aadmi
Ajab hai ey duniya - "
Daulat agar ho paas - "
Bas paanch minute aur - '
Aaandhi ke sangh toofan aya - 12 Ghante
Gareebon ka paseena - Naya aadmi
jagatka rakhwala - Nay aadmi
Suno jee suno - Naya aadmi 11.Athanni jahan- "
Tamil jukebox evergreen hits .
0 notes
Photo
"Kya aisi bhi majboori jo kar lee doori... Kahaani pyaar kee meri rah gayi adhoori. Dhundh na paaya tujhme jo hai kahin mujhme... Thi kuchh to meri hi khwaahish kee kastoori." - @preetirajkotiya
"Poochho na haal ke abhi behaal hun... Baaki kahin khud mein abhi sawaal hun. Khaamoshi ke lafz bayaan karun kaise... Khoya khoya..rahta abhi khyaal hun. Dard-e-dil kee meri..phir bani kahaani... Toota toota..sahta abhi malaal hun. Kyon nahi milte bhanvar ko kinaare... Ke..Ruka ruka..bahta abhi ubaal hun." - @preetirajkotiya
"Mil sake na dilaase ke iltizaam dun... Jee mein hai khud ko ab ke ilzaam dun. Sapne si jo rah gayi adhoori meri... Ek kahaani ko phir aaj anjaam dun. Iss dil-e-bimar ko kya aaraam dun... Had se jyaada dard to kya kalaam dun. Chuka raha hun gam mein khushi ke karz jaise... Huyi kaun si khataa ke umr tamaam dun. Kis mod nikal jaaun sambhal ne ko... Aasmaan na zameen..dil ko kya makaam dun. Pata de koi ke phirta benaam hun... Bata de ke iss pyaar ko kya naam dun." - @preetirajkotiya
"Jab se tujhko jaanne laga... Dil ye tujhko chaahne laga. Thaam ke chala tu haath mera... Naseeb tujhko maanne laga. Pukaar liya naam se tune... Mausam jaise badalne laga. Sang tere machalti dhadkane... Saanson ko tu maayne laga. Ishq ka mila yun nazaraana... Khwaab aankhon se jhaankne laga. Kuchh to ibaadat ho gayi ke... Khuda bhi aaj saamne laga."
0 notes
Text
zinda hai ye dil mera status video download
zinda hai ye dil mera status video download:- इस लेख में हमने zinda hai ye dil mera status kiya है। 30 sec whatsapp status download. ज़िंदा है ये दिल मेरा mera hd video download.whatsapp status video download. if you like these status videos please share it with your friends and lover. zinda hai ye dil mera status video download ये भी पढ़े:- romantic love status:tumse milke dil ka jo haal Zinda…
View On WordPress
#love status#romantic status download#zinda hai ye dil mera song download pagalworld#zinda hai ye dil mera status#zinda hai ye dil mera status download
0 notes