#Aarzoo
Explore tagged Tumblr posts
reallyankit · 10 months ago
Text
palkon ko nochkar aarzoo karna chhod diya hai
ummeed jaag jaati hai...aarzoo adhuri reh jaati hain
8 notes · View notes
bollywoodisforlovers · 10 months ago
Text
Episode 153 - Madhuri Madness 2024: Aarzoo and Pukar
To wrap up Madhuri Madness 2024 we're joined by our good friend Rashmeet to discuss two action films in which our beloved heroine finds herself at the centre of a deadly love triangle.
Show notes:
Welcome Rashmeet!
Madhuri Madness
Madhuban Performing Arts and Urja Yeg
Aarzoo
Gaslight, Girlboss, Gatekeep
Obsession gazebo
Darkman
"Dosti Karte Nahin" and "Mil Jaate Hain"
St. Andrews
INTERVAL ("Kay Sera Sera" from Pukar)
"Que Sera Sera"
Pukar
"Hai Jaana Hai Jaana"
Are we Rajkumar Santoshi fans?
Torturing Anil Kapoor
Madhuri Dixit's emotional range and appeal
NEXT TIME: Detective movies
Find us on Apple Podcasts! and Stitcher! and audioBoom! and iHeartRadio! and Spotify! and Google Podcasts!
Thank you to Becca Dalke for the artwork!
Follow us on Twitter! Like us on Facebook!
1 note · View note
skyland2703 · 1 year ago
Text
Tumblr media
This came to me in dreams.
Please read the tags
35 notes · View notes
rajeevpradhan · 2 years ago
Text
Tumblr media
1 note · View note
whiskersonkittens65 · 5 days ago
Photo
Tumblr media
Aarzoo Khurana Photography
66 notes · View notes
pangeen · 9 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
" Meanwhile in India " //© Aarzoo Khurana
229 notes · View notes
maraasim · 4 months ago
Text
Tumblr media
Ye baat lab pe nahi aani chahiye thi magar...
Bohot kharab kiya teri aarzoo ne mujhe...
139 notes · View notes
chand-ki-priyatama · 10 months ago
Text
Zindagi me ek baar hi sahi par hum kabhi "Shayari" banna chahte hai "Shayara" nahi....
Kabhi "Dard" banna chahte hai sirf "Dard sehne wale "nahi
Kabhi "ashq" banna chahte hai
Kabhi "bol" banna chahte hai "alfaz" nahi...
Kabhi "aarzoo" banna chahte hai mehez "zimmedari" nahi...
40 notes · View notes
maihonhassan · 8 months ago
Text
How broken Jaun Eliya was when he wrote this line:
"Itna tou jaanta hoon ke ab teri aarzoo, bekaar kar raha hoon, agar kar raha hoon main."
34 notes · View notes
qalbofnight · 10 months ago
Text
Tumblr media
Koi saleeqa hai aarzoo ka, na bandagi meri bandagi hai
Yeh sab tumhara qaram hai aaqa keh baat ab tak bani hui hai
28 notes · View notes
ch4isutta · 27 days ago
Text
woh aarzoo thi isiliye bebas hua, chahat hoti toh har lafz uske liye hoti.
9 notes · View notes
his-heart-hymns · 1 year ago
Text
Hum milenge kahi baagh mein gaav mein dhoop mein chaanv mein ret me dasht mein shehar mein masjido mein kaliso mein mandir me mehraab mein church mein mooslaadhaar baarish mein bazaar mein khwaab mein aag mein gehre paani mein galiyon mein jungle mein aur aasmaanon mein kono makaan se pare gair abaad saiyaraaye aarzoo mein sadiyon se khaali padi bench par jahaan maut bhi hum se dasto garebaan hogi tu bas ek do din ki mehmaan hogi.
-Tehzeeb Hafi
kono makaan se pare -beyond any dwelling gair abaad saiyaraaye aarzoo-unihabited/unexplored galaxies
dasto garebaan- Very close
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
47 notes · View notes
mera-mann-kehne-laga · 4 months ago
Text
Firdaus aur Jazbaaton ka janaaza
Kal shaam Firdaus aur mai uski almari saaf kar rahe the. Nayi cheezon ki jagah banaate-banaate kayi arson se dafan, dhool me sani yaadein use mil gayi. Unke saath arson se waqt ki mitti ke tale dafan gham aur malaal bhi beparda ho gaye. Humne milkar fir unn sabhi jazbaaton ka janaaza nikaala. Aur kar bhi kya sakte the? Unn puraani chitthiyon ko padhke, jinse abhi bhi use uske mehboob ki khushboo aati hai, mai kaise uss raakh ho chuki daastaan-e-mohabbat ko phir uski nazmon ka mazmoon banne deti? Vo unn khaton ko kuch der dekhti rahi, fir unhein neeche rakh apni hatheli mein unn dilkash bhoori aankhon se najaane kya dhoondhne lagi. Mai usse ye puchna chaahti thi ki kya uski haathon ki lakeeron mein mera naam kahin likha hai? Magar maine iss aarzoo ka gala ghont diya aur itminaan se use dekhti rahi.
Uski zulfein jab uski justajoo ko pareshan karne lagin, toh maine haule se unhein uske kaan ke peeche sawaar diya. Jab uski nazron se zulfon ka parda hata toh maine dekha vo nam thi. Uske ashkon ka sabab mai jaanti thi. Firdaus uthi aur khidki ke paas jaakar khadi ho gayi. Khwaabeeda nazron se vo najaane bahar kya dekhne lagi. Mujhe uski wazahat ki tawaqqo nahi thi. Aur naa hi uski mohabbat ki. Aakhir Chaahaton ki hudood husool ke tawaqqo se bhi aage hai. Mai vahin muntazir thi. Almaari ke pass. Bikhre samaan ke beech. Firdaus gham-e-furqat me gum thi aur uss pal me humare beech ka faasla bus kuch kadmon ka nahi, chaand aur aaftaab ke beech jitna tha.
~ Nisha
meanings dekhlo:
malaal - regret
mazmoon - topic, subject
justajoo - khoj
sabab - reason, cause
khwaabeeda - dreamy
wazahat - explanation
tawaqqo - expectation
hudood - boundaries
husool - attainment, gain
muntazir - one who's awaiting
gham-e-furqat - the grief of separation (from a beloved)
aaftaab - the Sun
11 notes · View notes
stickyblazecreator · 11 months ago
Text
Kar hi liya hai faisla to ek dua sunte jao, is tute hue dil ki sada sunte jao
Koi khubsurat dilnashi Teri chaht ho jaye, rafta-rafta tujhe uski adat ho jaye
Is kadar sir chadhe deewangi teri, to ho neend me bhi to usi ka naam lab pe aaye
Wo na dikhe ek din to tujhe chain na aaye, khuda kare tujhe bhi muhabbat ho jaye
Tujhe meri jgah use Teri jgah banaya jaye, is baar kissa kuch is trah sunaya jaye
Ki wo khawahish ho teri, tu uski aarzoo na ho
Tu khudko usme dhunde par kahin bhi tu na ho, tu sajde me usko maange, usko sochta rahe, khayal me uske khud hi ko nochta rahe
Akhir me khani aise mod pe aaye, wo tere hi rakeeb ko tujhse bade Khushi se milaye, kuch bol na sake aisa sadma Lage tujhe, rooh Teri cheekhti ho magar hasna pade tujhe
Isi trah ye muhabbat ka silsila chale, kaise tut ta hai Dil tujhe bhi to pta chale.
21 notes · View notes
melancholic-academia · 10 days ago
Text
Maine har baar tujhse milte waqt
Tujhse milne ki aarzoo ki hai
Tere jaane ke baad bhi maine
Teri khushboo se guftagu ki hai
-Jaun Eliya
4 notes · View notes
whiskersonkittens65 · 1 day ago
Photo
Tumblr media
Aarzoo Khurana Photography
20 notes · View notes