Tumgik
#taaqat
Text
Yaar tune bhi socha tha, "Meri jaan, don't ask me to love you, the way I once loved to",
Wah, dost, wah, aakhri mein gire tere aason toh, cigarette ki aang se, the tongue of flame teasing your eye, not a kiss, nay. but jaani don't forget..
Socha tha na tere dil ne bhi, ki life wouldn't have light, unless she smiled, and her teeth shone it bright?
Yaar, tera maqsad aur teri manzil tu khud hona chahiye, wrongly you thought, ki uske nikah se tu zindagi jeet jata.
Bas ek baat samajhle, tu jo bhi chahaye, teri taaqat sirf chahne ki hai. You plan, and He plans. He knows best, woh khuda hai. Chal chhod. Soh hai soh hai, nahi hona tha toh hota hi nahi, bhai hun mein tera toh mein haqq se sirf ek cheez kehta hu, Bhai, sorrows are plenty in our world, par unke saath, khushiyan aur comforts bhi. Khol tu apni aankhein, aur khol de apne dil ko. Tu jee le, tu jee veerey.. (Bloodywood reference) Tu jee. *I wrote this in between lectures in my handsome little pocket notebook. Anyway, it's supposed to be from one friend to another, I've taken inspiration from "Mujhse Pehli Se Mohabbat Mere Mehboob Na Maang" - Faiz Ahmed Faiz. I've tried keeping the words original, staying away from even direct English translations. Anyway, that's my first attempt at writing in Urdu.. :D that!
18 notes · View notes
verses-n-moon · 7 months
Text
"Alfaaz saans band karne ki taqat rakhte hayn"
Alfaz mai bari taaqat hoti hay kabhi yeh aik zakhmi dil kay liye marham ban kar usko sukoon pohuncha detay hein tou kabhi yahi alfaz kisi hanstay huye insan ki rooh tak ko chalni kar dete hayn.
17 notes · View notes
qalbofnight · 1 year
Text
Tumblr media
Aik Alif | Bulleh Shah
 18  Sadiq  Monday, June 29, 2009
1. Parh parh ilm te faazil hoya Te kaday apnay aap nu parhya ee na
(You read to become all knowledgeable But you never read yourself)
You read so many books to know it all, yet fail to ever read your heart at all.
Bhaj bhaj warna ay mandir maseeti Te kaday mann apnay wich warya ee na
(You run to enter temples and mosques But you never entered your own heart)
You rush to holy shrines to play a part, Would you dare enter the shrine of your heart
Larna ay roz shaitaan de naal Te kadi nafs apnay naal larya ee na
(Everyday you fight Satan But you never fight your own Ego)
You are quick to attack the evil one, yet pride is a battle you have not won. Bulleh Shah asmaani ud-deya pharonda ay Te jera ghar betha unoon pharya ee na
(Bulleh Shah you try grabbing that which is in the sky But you never get hold of What sits inside you)
You grab for a star you can control, yet fail to grasp the light in your soul. Bas kareen o yaar (Stop it all my friend)
Let the race end, my friend
Ilm-oun bas kareen o yaar Ik Alif teray darkaar
(Stop seeking all this knowledge my friend Only an Alif is what you need)
Stop trying to be the one who knows, for 'God is One' you need to know.
Bas kareen o yaar (Stop it all my friend)
End the race, my friend
Allah Sayyaan Allah Sayyaan (God is the Master, God is All)
God is All we need! God is All!
Nee main jaanaa Jogi de naal
(I shall follow the Yogi {ascetic/sufi})
Follow the wandering dervish!
Jo naa jaane, Haqq ki taaqat Rabb naa devey us ko Himmat
(Those who deny the Strength of Truth Lord does not give them courage)
If you deny the power of all that's true, God will not grant strength to you. Hum Mann ke darya mein doobey Kaisi nayya? Kya manjhdhaar?
(We have drowned in the river of Self the boat and the flowing waters do not matter)
We are lost in this river of self, no boat or streams are of any help.
Bas kareen o yaar (Stop it all my friend)
End the race, my friend
Ilm-oun bas kareen o yaar (Stop seeking all this knowledge my friend)
Stop trying to know it all, my friend.
Allah Sayyaan Allah Sayyaan (God is the Master, God is All)
God is All we need! God is All!
25 notes · View notes
neilperrysme · 11 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
अगर तुम कहो तो मैं ख़ुद को भुला दूं
agar tum kaho toh mai khud ko bhula doon
तुम्हें भूल जाने की ताकत नहीं है
tumhein bhool jaane ki taaqat nahi hai
if you ask me ill forget this whole world
but i don't have the strength to forget you
9 notes · View notes
krrishnaofficial · 2 years
Text
🍁|| Udaan Baad Mein Bharna,
Pehle Pankho'n Mein Taaqat BharO ||🍁
4 notes · View notes
xavixax · 2 years
Text
Taaqat na aap mein rahi na hum mein, lagta hai meri jaan woh din aa hi gaya jab aap apne raaste aur hum apne.
Dua yehi hai ki kisi roz khuda ne chaha toh dobara mulaqat hogi aur kya pata shayad uss baar hume duniya bhi aapka kahegi.
6 notes · View notes
shayaranasafar · 3 months
Text
<Descriptive Essay>: Khuda aur zindagii
Khuda aur zindagi hamein har pal, har lamha, tajurbe se sikhaate hain. Hamein insaaniyat aur mohabbat seekhne ke liye kisii dharm ki zaruurat nahiin. Dharm ke bina bhi ham Khuda aur zindagi ke tajurbe se seekh sakte hain. Kyuki dharm ke bina Khuda aur zindagi ho sakte hain, lekin kya Khuda aur zindagi ke bina dharm ho sakta hai. Khuda se dharm hai, dharm se Khuda nahiin.
Hamaari zindagi daastaan kii tarah hi to hoti hai. Bas apni daastaan kii kalam hamaare haath mein nahiin hoti, wo Khuda ke haathon mein hoti hai. Lekin uss kahaani mein Khuda har jagah kalam se nahiin likhte, kuch jagah wo kalam hamaare haath mein bhi de dete hain. Wo kalam hoti hai duaa kii, apne farz nibhaane kii, aur jab ham wo sachche dil se karte hain, to Khuda uss duaa ko puura kar ya uss farz ko qubuul kar hamaare haathon se hamaari kahaani likh dete hain.
Duniya mein teen taaqat sarvashresht hain. Khuda kii taaqat, insaaniyat kii taaqat aur mohabbat kii taaqat. Khuda se koi shaitaan jeet nahiin sakta, insaaniyat se kabhi buraaii jeet nahiin sakti, aur mohabbat se kabhi nafrat jeet nahiin sakti.
Par duaa qubuul hone ke liye, ruuh mein, Khuda ke liye ibaadat aur mohabbat hona beshaq zaruuri hai, nekii aur insaaniyat ke saath-saath. Bina ruuh se ibaadat ke koi duaa, koi mohabbat qubuul nahiin hoti. Aur bina ruuh se mohabbat ya duaa kiye, koi ibaadat puuri nahiin hoti. Ruuh se koi, tab hi kar sakta hai jab wo sachche mann se kuch kare, naa kii koi matlabii ya baimaanii kii bhaavnaa rakh kar.
Zindagi aur Khuda ek dusre se jude hue hain. Khuda hamein zindagi dete hain, aur zindagi apni raaho par chalaa kar ye sikhaati hai ki kahaan Khuda ka shukriya adaa karna hai aur konsi raah ke zariye Khuda hamein seekh dena chaah rahein hain.
© Aks Akshita Aks
0 notes
ambivertbenazir · 11 months
Text
Tumblr media
Shiddat ki taaqat ka andaza nahi hai
Shayad usko
Woh jo kehta hai k dua mein koi asar nahi hota
1 note · View note
Text
Sawal :Iznillaah" Is Aayat Se Kya Nateeja Akhaz Hota Hai?
Jawab : Is Irshad Se Maloom Hua Ke Allaah Ta'ala Ke Diye Huye Ikhtiyar Se Us Ke Mahboob Bande Murde Zinda Kar Sakte Hain. Isiliye Mahboobane Khuda Ki Taaqat Wa Qudrat Manna Shirk Nahin Balki Ayine Tauheed Hai.
(📚allama sayyed shah turabul haq qadri, deeni taleem, page:36)
0 notes
hoshiflms · 1 year
Text
rahi na taaqat-e-guftaar aur agar ho bhi
to kis umeed pe kahiye ki aarzu kya hai
0 notes
notationsworld · 1 year
Text
Kandhon Se Milte Hain Kandhe - Sargam And Flute Notes
Kandhon Se Milte Hain Kandhe (Lakshya) - Sargam, Harmonium And Flute Notes
                                  SCALE OF THE FLUTE IS F BASS/MIDDLE Kandhon se milte hain kandhe kadmo se kadam milte hain S..S..S..S..S..S..S..S..S.S.S..S.S.S..n..S..R.. Hum chalte hain jab aise to  S.R.G..G..G..S..R..R..R.. Dil dushman ke hilte hain S..d..n..S..R..R..S.. Kandhon se milte hain kandhe kadmo se kadam milte hain S..S..S..S..S..S..S..S..S.S.S..S.S.S..n..S..R.. Hum chalte hain jab aise to S.R.G..G..G..S..R..R..R.. Dil dushman ke hilte hain S..d..n..S..R..R..S.. Ab to humein aage badhte hai rahna G.m.P.D.P...m.G.m..G.R.G..R.S.R..p.. Ab to humein saathi hai bas itna hi kahna G.m.P.D.P...m.G.m..G.R.G..R.S.R..S.n.R..S.. Ab to humein aage badhte hai rahna G.m.P.D.P...m.G.m..G.R.G..R.S.R..p.. Ab to humein saathi hai bas itna hi kahna G.m.P.D.P...m.G.m..G.R.G..R.S.R..S.n.R..S.. Ab jo bhi ho shola banke patthar hai pighlana S..S..D..D...D..P..m..G..S..D..P..m..G..S.. Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhana S..S..D..D...D..P..m..G..S..D..P..m..G..S.. Kandhon se milte hain kandhe kadmo se kadam milte hain S..S..S..S..S..S..S..S..S.S.S..S.S.S..n..S..R.. Hum chalte hain jab aise to S.R.G..G..G..S..R..R..R.. Dil dushman ke hilte hain S..d..n..S..R..R..S.. Kandhon se milte hain kandhe kadmo se kadam milte hain S..S..S..S..S..S..S..S..S.S.S..S.S.S..n..S..R.. Hum chalte hain jab aise to  S.R.G..G..G..S..R..R..R.. Dil dushman ke hilte hain S..d..n..S..R..R..S.. Nikle hain maidaan mein  S'.N.S'..P...S'.N.S'..P... Hum jaan hatheli par lekar  R'..S'.R'..S'.N..D..P..G.m.P.. Ab dekho dam leinge  S'.N.S'..P...S'.N.S'..P... Hum jaake apni manzil par R'..S'.R'..S'.N..D..P..G.m.P.. Khatron se hans ke khelna P..P...D.P..m..G...R.S.. Itni to hum mein himmat hai  P..P...D.P..m.G.R..G.m.P.. Modhein kalayee maut ki  P..P...D.P..m..G...R.S.. Itni to hum mein taaqat hai  P..P...D.P..m.G.R..G.m.P.. Hum sarhadon ke vaaste  P..P...D.P..m..G...R.S.. Lohe ki ik deewaar hain P..P...D.P..m.G.R..G.m.P.. Hum dushmanon ke vaaste  P..P...D.P..m..G...R.S.. Hoshiyaar hain taiyar hain P..P...D.P..m.G.m..G.R.. Ab jo bhi ho shola banke patthar hai pighlana S..S..D..D...D..P..m..G..S..D..P..m..G..S.. Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhana S..S..D..D...D..P..m..G..S..D..P..m..G..S.. Kandhon se milte hain kandhe kadmo se kadam milte hain S..S..S..S..S..S..S..S..S.S.S..S.S.S..n..S..R.. Hum chalte hain jab aise to S.R.G..G..G..S..R..R..R.. Dil dushman ke hilte hain S..d..n..S..R..R..S.. Also Read This :- - Udd Jaa Kaale Kaava – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Ae Watan Ae Watan Humko Teri Kasam – Sargam And Flute Notes - Ae Watan (Raazi) – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Abhi Mujh Mein Kahin (Full Song) – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Kaun Disha Mein Leke Chala Re – Sargam, Harmonium And Flute Notes Where DO -  SA       -    S   RE  -  RE      -    R MI  -  GA      -    G FA  -   MA      -  M SO  -   PA         - P LA  -  DHA      - D TI    -  NI          - N LOW OCTAVE PA -  p DHA -  d NI -  n SHUDH MA - m        TIWAR MA - M HIGH OCTAVE SA -    S' RE -     R' GA -     G' MA -     M'   m' PA -       P' KOMAL SWAR DHA -  D(k) NI -       N(k) RE -       R(k) GA -      G(k) Read the full article
0 notes
indiesole · 1 year
Text
Indies (Lifetime) Playlist Tributes to Music Legends ! -PART 14
SURESH WADKAR’S TOP 360 (HINDI FILM) SONGS ! (Contd from 186)-
Yt Link:
Jara Pyar Ke Safar Mein - Apna Bhi Koi Hota
Pareshan Ho Tum –Janam Se Pehle
Kabhie Ajnabi The -Kabhie Ajnabi The
Jadugar ka jadu -Jadugar
Gaon Mein Mach Gaya Shor -Dacait
Nasha Husn Ka Utar Jayega -Mardon Wali Baat
Har Ek Se Milna Hans Hans Ke -Ayee Milan Ki Raat
Parbat Ki Unchai Par Thehar Gayi Hai Shaam -Naagmani
Saawan Nahi Bhadon Nahi - Kudrat
Amir Se Hoga Ya Garib Se Hoga -Insaniyat Ke Dushman
Hum Naujawan - Hum Naujawan
Kaisan shaadi rachayi ho - Naram Garam
Tum Jo Haseen Itni -Raaz
Zindagi Ashk Sahi – Path Bhrashta
Baje Badhai More Angana - Maa Beti
Maine Apna Sanam Tujhe - Maa Beti
Samay Ke Darpan Mein - Jeevan Dhara
(Humming)- Ghar Ek Mandir
Kaisa Hai Tere Ishq Mein –Parbat ke us paar
Jhoom jhoom ke megha chaaye -Indra the tiger(dubbed)
Mujhse shaadi karogi – Dulhan hum le jayenge
Mai Tera Deevana –Bond 303
Yaar Pe Hai Dil Mera Qurbaan - Patthar Ke Phool
Tum Bhi Hanso Hum Bhi Hanse -Achha Bura
Ek Aas Liye, Vishwaas Liye - Khwab
Ram Dulari Mayke Gayi -Meri Biwi Ki Shaadi
Meri Yaad Aayegi Aati Rahegi - Sunny
Sheron Wali Mata Ka Jab Naam - Amba
Dil Mere Lehra Le - Jhoothi Shaan
Maine Kaha Tumne Suna - Dacait
Kamra Tha Mera Bandh –Zakhmee Insaan
Zamane Ke Malik Teri Meharbani – Zara si bhool
Aao raas rache garba raat hai -Toofan
Chai aiyo radhe rani - Sangeet
Man Ki Baat Jab Hotho Pe -Raadha Aur Seeta
Mere Man Baaja Mirdang Manjira Best Audio Video - Utsav
Mammy Aisi Pappa Aise - Hum Rahe Na Hum
Duniya Mein Nahin Hogi –Ladke baap se badke
Gao Gao Gate Jao - Udhar Ki Zindagi
“ (duet)
Gaadi aati hai
“ (duet)
Yeh Teri Meri Yaari -Daata
Baba Sai Baba -Dozakh
Maiya Mera Muqaddar - Mera Muqaddar
Ek Nahin Hum Do -Tajurba
Har Mod Pe Mud Ti Jaye Motor Mitran Di -Raahee
Mere Dil Ne Tujhe Chaha -Shiva Shakti
Tu Hai Kamal Maula Teri Kudrat Kamal -Sultanat
Aasmaan Chhat Ho Meri - Thikana
Muqabla Muqabla Tere Bhakt Jano Ka - Marte Dam Tak
Yaaro Humko Dekh Ke - Dosti Dushmani
O Aayee Baisakhi - Agnee
I Love You - Kaun Kare Kurbanie
Sheesha E Dil Men Teri Hi Tasveer – Gehra Zakhm
Sehre Mein Dulha Hoga - Parinda
Taaqat Hai Jiske Paas - Bepanaah
Main Door Chala Jaoonga - Kalaakaar
Bahut Khubsoorat Hai - Kaun Jeeta Kaun Haara
Kurta Malmal Ka – Jeeo..Jeene Do
Kiss Me - Shiva
Is Zindagi Ka Talabgar – Bad aur badnam
Yeh Hawa Yeh Fiza - Sadma
Main Aaj Bahut Khush Hoon - Sansar
Sapne Mein Milti Hai - Satya
Na Hoti Dosti Tumse – Awara Baap
Mere Sawal Ka Tum Do Jawab - Saazish
Jai Jai Ram Siyaram - Lav Kush
Hamein Aasman Ne Bheja – Sheshnaag
Woh Mera Mehboob –Divorce
Sangmarmar Sa Tha – Purani Haveli
Main Tera Pagal Premi – Abhi Abhi
Suraj Mukhi Mukhda Tera – Kalaakaar
Gale Lag Ja -Tan-Badan
Ek Swarg Hai Aasman Par – Amba
Saheli Ho – Paheli
Kitne din - Sati naag kanya
Pyar mein pyar se – College Girl
Sang Sang Rah Kar - Sati naag kanya
Akkad Bakkad Dono Phakkad – Tajurba
Apni Gadi Chalti Hai – Laalach
Ramji Ne Dhanush Toda – Eeshwar
Kabhi bole haan - Kali Basti
Hum Gharibon Ne Tera – Loha
Tera Mera Pyar Amar – Rukhsat
Inhi Mulaqaton Mein - Maan Abhiman
Chaudhvin Raat Hai - Yaadon Ka Mausam
Milte The Kabhi Hum Dar Dar Ke –Raahee
Zinda Hain Jo Log Mohabbat -Aao Pyaar Karen
Tanaatan Baj Gai Ghanti Sajan - Watan Ke Rakhwale
Main Balam Wahi Lungi – Diruba Tangewali
Hai Mohabbat – Hero
Hamka Isak Huwa Hai Yaaro – Coolie
Na Idher Ke Rahe Na Udher Rahe - Kaanch Ki Deewar
Baju Bandh Baju Bandh - Prem Granth
Calcutta Ho Ya Kashi -Jawani Zindabad
Chhod Ke Tujhko -Maha Sangram
Yehi Hai Dosti – Bad aur badnam
Dil Ko Zara Sambhalo – Farz aur kanoon
Banna Mera Aaya Hariyala - Radha Ka Sangam
Jag Ja – Omkara
Dua Samajh Lo Ya Isko Gaali – Thikana
Sagar Mein Tarang Hai - Lahoo Ke Do Rang
Kiska Kusur Hai - Lahu Ke Do Rang
Hum Jitne Baar Jiyenge – Khilaf
Raat Ke Dhai Baje – Kaminey
“ (remix)
Foot Pathon Ke Hum – Mashaal
Peele Peele Sharab Hai Peele – Ghulami
Sang Sang Rahenge Janam Janam - Ek Vivaah Aisa Bhi
Jab Tak Hai Jee Jee Bhar Ke Pee – John Jani Janardhan
Shalok – Bhai ka dushman bhai
Ganga jamuna saraswati -Ganga jamuna saraswati
Allah Ka Naam Le -Palay Khan
Main Jis Mehfil Mein - Badle Ki Aag
Dil Kahe Har Dum – Guddu
Hum Paanch Pandav -Hum Paanch
Goli Chacha Ko Salam Karo -Mera Dost Mera Dushman
Paani – Iqbal
Jahan Kabhi Dil Ne Khai Thokar – Veergati
Aaye Hain Woh Mazaar - Saajan Ki Saheli
Hoga Na Hoga Pyar Kabhi Kum -Kaun Kare Kurbanie
Hum To Banjaare Hain – Nishanebaaz
Paanch Ungliyon Ki - All Rounder
Chal Kahi Chale Sajna – Muqaddar
Sona Kare Jhilmil Jhilmil – Paheli
Yeh Janmabhoomi Janma Devi Maa -Zakhmi Sher
Do-Do-Do-Do – Ramji Londonwaley
Dekho pyare rut kaisi ayi – Muqabla
Sundari Yeh Jeevan Tera – Dalpati
Madine Ki Galiyon Se Awaz Aai – Bambai ka maharaja
Chhod Aaye Hum Woh Galiyan –Maachis
Tum Mere Ho – Betaabi
Na Tum Ne Kiya – Nache Mayuri
Kaise Kahan Kab Ho – Bhagmati
Hum Dono Hain -Karishma Kudrat Kaa
Ae Kaash Dil-E-Nada Aisa Na Kiya Hota – Imandaar
Dil Aakhir Dil Hai – Dil Aakhir Dil Hai
Wafa Mere Dil Ki – Rukhsat
Chehera Kamal Hai Aapka - Maine Jeena Seekh Liya
Hamein Aasman Ne Bheja (Sad) – Sheshnaag
Ek Dil Ki Diwani –Ghatak
Mubarak Ho Mubarak Ho – Angaaray
Mere Dil Ki Galiyon – Banjaran
Jab Prem Aggan Lag Jaye - Dil-E-Nadaan
Dhamak Dhamak Dhaiya Dhaiya – Karamdaata
Aaj Ki Duniya Mein – Paapi pet ka sawaal hai
Babul de do dua aaj to pyar se - Saajan Ka Ghar
Chaar Din Ka Safar –Zaalim
Meri Qadar Jani –Shiva
Badal Ghumad Badh Aaye – Saaz
Kaaton Se - Rakht Charitra
Yaar Mera Chikna Ghada -Badle Ki Aag
Bheega Bheega Mausam Tadpaye - Bandh Darwaza
Mere Zindagi Meri Jaan - Sar Utha Ke Jiyo
Sadion Mein Ek Baar Milen -Ye Rishta Na Tootay
Mangti Hai Pyasi Dharti – Parampara
Hum Aashiq Hai – Sunny
Dono Nibhayein Apna Dharam - Ek Vivaah Aisa Bhi
Sunne Wale Sunlete Hain – Saaz
Na Tir Se Maro – Mohabbat ke dushman
Chaar Din Ka Safar (Sad) – Zaalim
Ang Jale Gora Rang Jale - Daku Hasina
Kitne Ajeeb Rishte Hain Yahaan Par – Page 3
Apni Hai Unchi Uraan -Unchi Uraan
Holi Ke Din – Chatpati
Aaj Matki Utaroonga - Paapi Farishte
Kudi Pat Jaayegi – Grahasthi
Rocky Aur Johny – Zakhmee Insaan
Chal Padi - Dil Pe Mat Le Yaar
USTAD BADE GHULAM ALI KHAN ‘S TOP 190 SONGS !
Yt Link:
Simply the greatest 'classical singer' in the history of music! Supreme commander of raag, taal, bhav, khayal, & sur. Viewed as sole revolutionary bringing popular interest & mass appeal to raag music! Direct or indirect guru, of most legend of legends of Indian music! A man beyond profl art,who famously never sang for cinema,except once,upon persistent request of long-time super fan Naushad, that too upon receiving what will be regd in record books as by far the highest profl fee ever recd for any art performance, 70 times more than highest paid performer of the times, Lata & Rafi, a imaginary price he'd only quoted to somehow get rid of prod -dir K.Asif, that much to his shock was instantly agreed upon! Ustad Amir Khan, a classical legend himself, hearing HIM, in ecstasy remarked, "They should ban public performances of the ragas Bade sahab touches.Will forever be a let down". Quotes: "If people of our region were trained in classical tehzeeb/manner,would've been no partition!" " I don't know nor care for place of origin, of the raga or it's ppl.All I seek is it's purity." "A true lover of tune,won't be cruel,but wary of hurting,also necessarily God loving & dedicated personality."
Ready reckoner on diff terms,raags,styles etc,for lay listeners:
1.Raag-A array of melodious swars,with musical motifs,to color mind & affect emotions 2.Vadi-Root swar 3.Samvadi-Significant " 4.Nyas-Most used " 5.7 shadja(swar)-sa(Shadaj),re(Rishabh),ga(Gandhar),ma(Madhyam),pa(Pancham),dha(Dhaivat),ni(Nishad) 6.Komal-Soft swar(For 4/7-re,ga,dha,ni) 7.Teevra-Sharp "(ma) 8.Shudh-Natural " 9.Achal-2 Swar with no variants(pa,sa) 10.Thaat-Parent scale,used to classify raags 11.Aroh-Ascending scale 12.Avroh-Descending " 13.Vakr-11&12 above,not in same order 14.Drut(laya)-Conc'g fast tempo of raag.Gen'y 160-320 beat/min.Many base full recitals on drut mode(Teentaal) 15.Khyal-Style allowing unltd imagination to embelish ragas,requ'g more technicality than intellect 16.Bandish-'Fixed verse'.On relg-spiritual or royal panegyrics,or musicology,or romance.Strict on form+style. 17.Thumri-Radha-Krishna recitals,that arouse 'thumakna'(& dance of ghungru) 18.Dhrupad-Bandishes on Krishn 19.Tarana-Persian-Arabic words & phonemes in raags,medium to fast tempo RAAGS: 1.Todi/Bhairavi-Bhakti of female divine 2.Khamaj-Lite,sedate,husky;in thumris 3.Kafi-1or2,Bhimplasi,Pahadi,used in nt folk eg Thappa(fast,bouncy),Dadra(ghazal,slow),Holi,Kirtan,Bhajan 4.Gavti/Bheem-1+Khyal 5.Bhinn Shadj/Kaushik Dhwani-5 sur.No re-pa 6.Shankara-5 aroh 6 avroh,mostly higher notes 7.Multani-Noon 8.Malhar-Combo o'Raag Kafi & Raag Durga(sweet soothing mild),sung in patient seriousness. 9.Bahar-Malhar adapted 10.Malkauns-Oldest raags,sung 2-4am,for soothing & intoxicating effect. Derived from Mal and Kaushik, ie he who wears serpents like garlands–God Shiva.Created by Goddess Parvati to calm lord Shiva,post Tandav in rage of Sati's sacrifice. Also by Jain Tirthankaras when Lecturing Samavasarana. Ragini-Dhanashri. Most 'em pentatonic raags'r of Shaivait musical school. 11.Bageshri/~Raageshri- Popular late night raag,to depict emo of woman waiting for reunion with lover.1st by Tansen 12.Malgunji/Lankeshwari-Khamaj+B(R)ageshri 13.Chhayanat-Late eve,3hrs till midnt,reflecting high exuberance with mild pathos 14.Bihag-Loving raag,shudh saptak 15.Behagda-Bihag+Khamaj 16.Sohini-Passive sensuous 17.Kedar-Fav raag played lots by Krishna.Known to've thermal energy,& raagini of Raag Deepak,that conveys honesty, integrity & truthfulness,making mind aware of soul's true character. 18.Basant,also Hindol-hope in new spring onset,to start unseflishly afresh 19.Megh-When Govardhan Parvat was on Lord Krishna's short finger,Lord Shiva generated a Damru sound to protect Lord Krishna from the high energy release-Raga MEGH!Tansen's physical agony after singing Raag Deepak also pacified by it 20.Bhoopali-Bhakti ras,like Rag Shudh Kalyan & Yaman,abt evoking non-attachment 21.Marwa-Bhakti ras,sunset 22.Puriya-" in highr octave 23.Gunkali-Soft " 24.Sorath-Strong belief 25.Hameer-Nocturnal,gen'ly in upper octaves,on all natural notes 26.Kamod-Tough combo of Malhar,Hameer,Kedar,Chhayanat 27.Shyam Kalyan-Kamod+Kalyan 28.Lalit-Serene dev'l,at dawn 29.Tilang-V.sweet raag 30.Darbari(Kanada)-Grave,lot in lower octave(lower than most Kanada family raags),deeply emo,no frivolos decors 31.Asavari/Jaunpuri-To depict cold 32.Nayaki Kanada-Dynamic,enthu & full of vitality 33Sarang(family)-Of melodic history 34.Adana-Slow Darbari b4 Sarang drut(Ascetic on tiger skin) 35.Jaijaiwanti-Happiness & satisfaction of King winning battle+sadness of lost son 36.Tilak Kamod-Like Raag Des.V.melodious raag,of rains 37.Madhmad Sarang-Sarang mid 38.Pilu-In thumri etc 39.Sohini-Moist tranquil nt,high octaves 40.Kalingda/~Raag Bhairav-Peaceful morng contmplatv devtl 41.Paraj-Basant b4 Kalingda 42.Andolika-Caps shudh;Small komal/tivr 43.Hemant-Deep,soothing,aroh5 avroh7
Pictorial depiction of playlist: https://tooter.in/IndieSpace/posts/107715271386256227
POORNIMA / SUSHMA SHRESHTA ‘S TOP 220 SONGS !
Yt Link:
Itni Shakti hamein dena data - Ankush
Kaisi rahungi tere bina – Album
Teri Hai Zameen Tera Aasman - The Burning Train
Tumsa Koi Nahi – Poornima
Palkon Mein Sapne - Raja Ki Aayegi Baraat
Aayi Savan Ki Ritu Matvali - Awara Zindagi
Chod Mohe Gayile - Goriya
Rehte Nashe Mein - Papi Gudia
Ek Baar Ek Baar Pyar Se Toh Dekh - Sanam Teri Kasam
Chin China China - Aunty No. 1
Kya huva kuch huva - Rampur ka raja
Udhar Ki Zindagi - Dadaji Ki Chhadi Hu Main
Jab Tak Rahega Samose Mein Aaloo - Mr And Mrs Khiladi
Hungama Ho Gaya - Deewana Mastana
Choona Na Mera Ghungta – Agniputra
Yeh aalam yeh mausam -Jai kishen
Bharatpur Lut Gaya - English Babu Desi Mem
San Sana Nana Sai Sai - Banarasi Babu
Sona Kitna Sona Hai - Hero No 1
Mr. Lova Lova – Ishq
Har Waqt Mujh Mein Masti Masti – Krishna
Illa Loo Illa Loo – Mrityudaata
Har Janam Mera - Aaj Ka Samson
Lau Kaha Se Mai Wo Jubaa - Jaane Jigar
Inteqaam Ki Aag - Hum Nahin Bhoolenge
Mere Rabba - Sarhad Paar
Kahin Rut Badal Na Jaaye - Awara Zindagi
O My Sweetheart Dil Ko Dil Se Jod De
Kiss Me Come Quick
Tukur Tukur Dekhte Ho Kya – Masoom
Main No 1 Hoon – Vaade Iraade
Tum Tana Na Tana – Baharon ke Manzil
Channe Ke Khet Mein – Anjaam
Tu Tu Tu Tu Tara - Bol Radha Bol
Shaam Hai Dhuan Dhuan – Diljale
Behke behke kadam – Himmat
Saiyan Ke Saath Madhaiya Mein - Eena Meena Deeka
Cham Cham Chandni -Janam Kundli
Haye Hukku Haye Hukku Haaye Haaye - Gopi Kishan
Pinjre main popat bole
Barsaat main jab ayega sawan ka mahina – Maa
Jawani Diwani – Chamatkar
Kuch Hua Re Hua Re – Shastra
Dil Tera Deewana – Raghuveer
Hun Huna Re – Taaqat
Main Paidal Se Jaa - Hero No 1
Mera Mehboob Aayega - Gopi Kishan
Teri Kismat Mein – Kismat
A Aa E Ee Mera Dil Na Todo - Raja Babu
Mera Daaman - Haryanvi Pop
Ho Gaya Hai Mujhko Pyar Pyar – Dil Bole PIya piya
Chanda Ki Chori - Raja Ki Aayegi Baraat
Batti Na Bujha - Gopi Kishan
Chori Se Chupke – Dharam Yoddha
Dil Mein Hai Tu – Daata
Teesra Kaun – Teesra Kaun
Chudiyan Bajaungi - Betaaj Badshah
Main Hoon Gaon Ki Gori - Bol Radha Bol
Bichhuaa - Haryanvi Pop
Mera Lehenga Gher Ghumer - Hum Hain Bemisal
Chori Pakdi Gayi – Dil bole piya piya
Sarkai Lo Khatiya Jada Lage - Raja Babu
Saawan Mahina Lagi Hai Jhadi - Pehla Pehla Pyar
Kudi Tu Kudi Kamal Ki Tu - Sikandar Sadak Ka
Kuku Kuru Kuku Kuru – Himmat
Chhatri Na Khol Barsaat Mein - Gopi Kishan
Sana Sana Sannana – Barood
Eena Ko Mil Gayi Meena – Eena Meena Deeka
Ui Amma Ui Amma - Raja Babu
Aa Tujhe Main Pyar Doon – Bandish
Love Rap - Maine Dekha Jab – Krantiveer
Ban Gae Ban Gae Ban Gae yaar mere saiyya ki Sarkar
Chudiya Bajau Ki Bajau Kangna – Muqaddar
Yeh Dil Deewana - Vaade Iraade
Sajna teri bena -Ram Aur Shyam
Piya piya - Ram Aur Shyam
Yun to nazar baaz toone - Naam kya hai
Padhna Likhna Chhodo – Angrakshak
Kis Ladki Ne Dil Mera Chhina – Mafia
Turu Ru Turu Ru – Elaan
Panga Na Le Mere Naal -Haseena Maan Jaayegi
Jumme ke Jumme Ghar Aaya Karo – Mr & Mrs Khiladi
Janu Mai Jane Tu – Gangster
Looshe Wai Wai - Jai Kishen
Tera naam likh diya - Baharon ki manzil
Mera Dil Bola – Elaan
Meri Jaan Dua Karna – Baharon ki manzil
Godna God Mohe – Vinashak
Log Aate Hai – Pehchaan
Dheere Dheere Nazar Ladne De – Pehchaan
Mujhko Ek Pappi Chahiye – Vijeta
Ek Ladki Pataka - Apne Dam Par
Sama Hai Mastana – Dil Bole Piya Piya
Mantar Maar Gaya – “
Yaar Mera Chikna Ghada - Badle Ki Aag
Tukur Tukur Dekhte Ho Kya – Masoom
Munna Main Chunna Tu - Khoon Ka Sindoor
Nazro Se Aaj Nazre – Tahkhana
Godanwa Godo Mori Baiyaan Ji – Mudda The Issue
Intvw
Tu Mere Dil Mein Bas Ja – Judwaa
Biwi No.1 - Biwi No.1
Sirf Sunday Ko – Ansh
Taana Tandana –Insaaf
Laddu Motichur Ka - Hote Hote Pyaar Ho Gaya
Teetar Teetar – Bandish
Chu Chu Chu - Kyun Sharmaye Kyu Ghabraye
Gore Gore Gaal Meri Jaan Ke - Jai Vikranta
Parody Song- Mehendi
Pari Kahan Se Aai - Khoon Ka Sindoor
Dilwala Dil Legaya - Dil bole piya piya
Ankhon Mein Mohabbat Hai – Gair
Dil Deewana Mane Na- Janam Kundli
Haye Ram Buddhe Me Bada Dum Hai – Zahreela
Choli Ke Andar Kya Hai – Khalnaaika
Gajab Siti Maare Saiyan Pichware - Lahoo Ke Do Rang
Ittefaq raaton ko
O Jaanu O Mere Jaanu -Pehla Pehla Pyar
Gali Gali Tere Husn Ki - Miya Biwi Aur Saali
Aiya Aiya Aiya Masti Cha Gayi –
Mama Miya Mama Miya –
Jeth Ki Dopahri Mein - Coolie No. 1
Dhik Ta Na Na (Female) – Laadla
Dhik Ta Na Na – Laadla
Chal Kar Le Thoda Pyar - Tu Chor Main Sipahi
Tak Jhoom – Mrityudaata
Aadhi Si Raat - Haryanvi Pop
Gore Rang Pe Itraye – Suhag
Love Me Love Me – Taaqat
Nadhin Dhinna - Mr. Bechara
Suno Miya Suno Miya - Kyo Kii Main Jhuth Nahin Bolta
Mujhe Hero Ban Jaane Dee - Mr & Mrs Khiladi
Ab Tak Hai Puri – Kudrat
Aao Chalo Hum Kare Nain Mataka – Loafer
Sasuji – Rajaji
Gora Pareshaan Hai – Shikari
Ab Tu Meri – Prince No 1
Lut Gayee – Hulchul
Love Love - Hindustan Ki Kasam
Darwaja Khula Tha - Sar Uthake Jiyo
Dil Mera Udaas Hai –Angrakshak
Kuch Kuch Kuch Ho Raha Hai – Loafer
Ek Chadar Do Sone Wale - Betaaj Badshah
Gora Gora Rang – Dil bole piya piya
Sabse Badi Dosti – Baharon ke manzil
Goriya pyar mujhe - Mere Humsafar
Maine Kya Julm Kiya - Eena Meena Deeka
Chaadar Bichhayi Diyo Na - Aakhri Dacait
Tan Tana Tan Tan Taara – Judwaa
Oonchi Hai Building – Judwaa
Ooperwale neeli chhatri – Lalchee
Soorat Hai Meri Bholi – Jai Kishen
Roop Salona Tera Dekh Ke - Jaani Dushman
Chhod De Janeman Apni Zid Chhod De – Chandaal
Kashmakash Badhi Toh – Cheetah
Tum Tum Ho Ke Nahin - Saatwan Aasman
Ooyee Ooyee Meri Amma - Bewafa Sanam
Agar Barsaat Na Hoti To Dil Ki Bat – Janam Kundli
Amanat
Ladke Aaj Ke Ladke – Vijaypath
Mera Dil Bole Piya Piya
More Piya Ke Sang – Goriya
Dil Tera Badmaash Hey karta hai –
Dil Dhadak Mera – Mard
Jaane Jaana Tune Chua
Angoorwali Bagiyan - Maa Kasam
Ek Ladki Nache Raaste Mein – Suraj
Mujhe Ekraar Karna De Zara Izhar –Bhai
Neend Aati Nahin – Vijeta
Pyaar Ki Rail Gadi - Sabse Badhkar Hum
Sawan Ki Raat Suhani – Rangbaaz
Mach Gaya Shor – Barood
Galiyan Da Munda - Do Numbri
Chhan Chhana Chhan
Chum Le Mere Balon Ko – Shapath
Dekho Jo Palat Ke – Zameer
Yeh Dil Ka Dhadkana - Sikandar Sadak Ka
Chikne Chikne Gaal - Sher E Hindustan
Doob Ke Dariya Mein · Saajan Chale Sasural
Oee maa ye kya ho gaya - Aao Pyaar Karen
Towel Mein Baahar Jaaogi - Eena Meena Deeka (Contd)
0 notes
indiejones · 1 year
Text
BOLLYWOOD'S 5 MOST POPULAR GANGSTER FILMS !
On a day we've witnessed perhaps the first live gang-war of our lives, wanna know which're the 5 biggest blockbuster dacoit dramas of Bollywood? (Based on Indies Inflation-Adjusted All-Time Biggest Blockbusters List)
1. Bhola Bhala (No.53) 2. Gora Aur Kala (No.122) 3. Mera Gaon Mera Desh (No.250) 4. Jis Desh Mein Ganga Behti Hai (No.268) & 5. Taaqat (No.320)
1 note · View note
soulfultawakkul · 2 years
Text
Tumblr media
Acha hai paas agar koi gham khawaar bhi nahi, ab mera haal, laiq-e-izhaar bhi nahi.
Hasrat say ab nigah tarf-e-yar bhi nahi, yaani kay ham mein taaqat-e-deedaar bhi nahi.
- -
Gham khawaar: sympathiser/comforter laiq-e-izhaar: suitable or capable of expression Tarf-e-yar: towards partner/love interest Taaqat-e-deedaar: power of sight
0 notes
globalworship · 2 years
Text
Yeshu Mere Saath Hai (’Jesus is With Me’ Hindi song)
Anil Kant is a popular composer, recording artist, worship leader and pastor in India. His wife Reena and daughter Shreya are also excellent singers and appear on this studio track from 2006.
Hindi lyrics and English translation are below the video.
youtube
+++
YESHU MERE SAATH HAI,
Yeshu mere andar hai Jesus is with me Jesus dwells in me Yeshu ko mein pehne hoon, mujhmein woh zinda hai I am wearing Jesus, Jesus is alive in me Yahi meri taaqat hai, yeh nahin bhoolna hai He is my strength, I will not forget this Kabhi nahin bhoolna hai-2 Never forget this
Jitni huqumaten, Yeshu ke adhin hain All the powers and principalities are under the authority of Jesus Duniya ki taaqaten Yeshu ke adhin hain The powers and principalities of the world are under the authority of Jesus Saari bimariyan Yeshu ke adhin hain All sickness is under the authority of Jesus Atmik shaktiyan, Yeshu ke adhin hain Spiritual power is under the authority of Jesus Yahi meri taaqat hai  yeh nahin bhoolna hai He is my strength, I will not forget this Kabhi nahin bhoolna hai-2 Never forget this.........
Shaitaan chalaak hai, karta woh vaar hai satan is shrewd, he is waiting to attack Masloob Yeshu se, woh gaya haar hai But Jesus has defeated him Chhu bhi na payega, ab kabhi woh mujhe He cannot touch me anymore Na dara payega ab kabhi woh mujhe He cannot scare me anymore Yahi meri taaqat hai, yeh nahin bhoolna hai He is my strength, I will not forget this Kabhi nahin bhoolna hai-2 Never forget this.........
+++
Anil and his family have recorded 20+ albums. Most are available outside of India as downloads on Apple Music, Amazon, etc. https://www.facebook.com/anilkantofficialpage
See a live version of this song in my previous blog post at https://globalworship.tumblr.com/post/188677351500/yeshu-mere-saath-hai-by-anil-shreya-kant-hindi
0 notes
saraayyy · 2 years
Text
Goodbye 2022 ✨
Ay December ki shaamon Alvida! Ay saal ke akhiri din alvida. Tum jaa rahy ho itni yaadein de kar! Tum Jaa rahy wo haseen waqt ke kar. Humein yun tanha chor kar. Par waqt to guzar jata haina. Umeed hai aany wala saal nayi umeedon sy bhara ho. Dukh hon to seh jaany ki taaqat ho.
0 notes