#khudko kho diya
Explore tagged Tumblr posts
Text
Khudko kho ke tujhko paya.... Aisa Tera moh.... Aaj Jo tune anga lagaya hogyi mai manmoh...
#ishq mei fana#khudko kho diya#usko paane k liye#pyaar se bhi pyaare ho tum#mere wala pyaar#piyu k liye#desi tumblr#desiblr#desi tag#siyakasila#desi girl#desi core#love#retro aesthetic#lyrics#aesthetic#painful
20 notes
·
View notes
Text
“Tu hai toh haathon me mere….
Hai kyu nahi lakeroon mein?
Jo kho diya hai khudko is qadar…
Dar lagta h bin teri raaton mein!” 🥀
2 notes
·
View notes
Text
you and me her
oh how he crowned his heart with her existence screaming until she named her own after his.
tumne naam jo liya, maine dil de diya, ab iss dil ka kya karoon jo tumhara ho gaya. par wo naam mera na tha, na kabhi ho sakega.
he let his heart bleed into the words he wrote allowing it to seep into the tragedy she loved.
tumne wo kagaz ke pannon pe lafz jo likh dale, mano meri ruh ne tumhari mauhar lagali. par wo panne, wo nazm tumhare jate hi, ghum gaye.
he wasn't her first love nor was she his but was his first even true if it wasn't with her.
pyar toh sab karte hain, humne mohabbat karli, tumhari yaadon mein kayi dafa aankhen bharli. par wo mohabbat hi kya jisme dil na toote.
he ripped her from his soul where she had lived the fragments of her that remained robbing him of life.
jab ja rahe the, toh apni yaadein saath le jate, kam se kam, wo maayoos pal mujhe na satate. par unko apni ruh mein basa loongi, akhir tumhare the.
he couldn't bear to look back at her, his heart the one he loved, she who had dethroned herself.
mud ke na dekha gaya ek baar tumse, pata tha ki ruk jaoge agar aansoon beh gaye meri aankhon se. par tum the musafir, aur musafir laut ke nahi aate.
he would've laid down his life for her but instead she laid down hers, unbeknownst he died with her too.
haath thaam ne ke vade adhure reh gaye, sapnon ki kashti ko toote dil baha ke le gaye. par kashtiyon toh bani hi behne ke liye hoti hain.
he bled through the wounds she left in her wake but still wanted to be consumed by her.
ek hoke, kisi aur ke ho jayenge tumhe tod ke, shayad dono saath nahi ho payenge. par agli baar mujhe todne ki poori ijazzat hai tumhe.
he rewrote the pages when he met her yet plead every night for one last word.
na chahte hue bhi khudko tumhara hone diya, meri jaan, maine tumko kho jane diya. par kahaniyan toh unki sunate hain na jo milke bhi kho jayein.
he knew he could last an eternity without her but was it worth if his half died without her half
wapas na aana kabhi tum lautke, yaad aajayega jab tum gaye the chhodke. par rasta bhool jao, toh chamakta tara ban jaongi, haath ki lakeer ban jaongi, phir tumhari ho jaongi.
he needed to go back, he had to she loved tragedies but he knew she had loved him more
ravina <3
#desi stuff#being desi#desi aesthetic#desi tumblr#desi tag#desi academia#desi teen#desi things#desi culture#desi dark academia#desi girl#desi people#desiblr#just desi things#hindi poetry#urdu poetry#poetry#english poetry#heart ache#heartbreak#sadbeautifultragic#sad aesthetic#sadgirl#sadcore#dark academia#dark academia poetry#young poets#dead poets society#explore#for you
20 notes
·
View notes
Text
Ek din uss chehre me raunak hua karta tha jo aaj andhere me gum hai kahi, ye thakaan bhari muskaan kabhi khilkhilaati hasi hua karti thi, Jo palkein jhuk gayi hai aaj unme kabhi kuch khwabon ka roz aana-jaana tha, lafzon me khaamoshi sajakey jeena sikhliya jab zindagi ke kitaab ke kisi panne me maine khud ko kho diya.
Shayad kuch cheezon ki kimaat khudko kho Kar chukaayi jaati hai, Kuch log iss ek zindagi me barbar mar jaatey hai.
1 note
·
View note
Text
Ek dusre ki bahon se hum itna dur chale gaye ki dusron ki bahon mein chal diye
Dil chikhta raha, hum sun nahi paye
Wapas aana tha tumhare pass aur unke saath khab bunte reh gaye
Tasveer unki thi chavi tumhari dhundte reh gaye
Tum mere pas the aur tumhara pata dhundte rahe
Zindagi ki iss daur mein chalte chalte hum kuch yun bikhar gaye ki
Tumse bhi dur ho gaye aur
Unsey bhi bicchad gaye
Kho diya khudko aur unka hal puchna bhi bhul gaye
Khushi dhundne nikle aur humko tum mil gaye
Zamana kehata hai baras baras guzar gaye
Aur dil kehta hai ki hum toh wahi pe thehar gayeb
#literature#quote#writing#short prompt#quotes#writing community#love#writers of tumblr#writers on tumblr#lonely#one sided love#one last night#all i want#urdu shayari#sher o shayari#desi pyaar#pyar#dukh dard peeda#alone in the world#alone in my room#love quote#lovers#hindi shayari#shayaari#loving you is a losing game#lost without you
0 notes
Text
“Darta hoon main, ki kho dunga sabh kuch,
Aaj so gya toh bhul jaunga sabh kuch.
Darta hoon main thoda jor se hasne ko,
Ki agar has diya toh gham pukar lega mujhko.
Darta hoon main thoda khulke rone ko,
Ki agar ro diya toh kamjor samjhunga khudko.
Kafi khata-kaar raha meri zindagi abhtak,
Har din koyi naya gham ka hota hain dastak.
Jabtak yeh khalwat mujhe kha jaye kut kut ke,
Tabhtak bas jee lun main khwab banke.”
- Firaq
0 notes
Text
kayi saalo baad aaj ye mera dil yahi sochke ro diya,
aisa kya paana tha mujhe, jo mene khudko hi kho dia.
0 notes
Text
Sundar pishachini ,
"Dil to kisi ne na toda humara
Hum ne khud ka Dil thoda hai
Ek bewafa se dil laga kar
Humne apne aap se naata toda hai
Ab din shuru hota hai unke khayalon me
Unke sapnon me dhal jaata hai
Aisa pyar kar liya unse
Humne khudko hi kho diya"
Always the option, never the choice
Always the listener, never the heard
Always the apologizer, never the victim
Always the supporter, never the supported
Always the poet, never the poem
Always the lover, never the loved
214 notes
·
View notes
Text
Nhi paaya kuch bhi, koi baat nhi, kam se kam khudko toh nhi kho raha hota,
Vese nhi diya hota agar toh shayad pachtaave mei pda kahi ro raha hota,
Kabhi kabhi Sochta hu, bematlab jo ishq lutaya hai iss matlabi zamane par,
Agar uss khuda par lutaya hota, toh shayad aaj sitaron mei so raha hota...🥀
#aesthetic#art#books & libraries#writers and poets#dead poets society#dark academia#hindishayari#hindi poetry#hindi poem#shayari#shayri#spilled poetry#spilled quotes#spilled ink#spilled words#spilled prose#love poem#love poetry#poetic#poem#poetry#i love her#i want to be loved#feelings#reletable
1 note
·
View note
Text
Tujhse Akhri mulakaat!!
Tujhe main jab bhi dekhta hu to lagta hai ke pehli dafa dekha hai tujhe , teri nighahe mujhe madhosh kar jati hai , na jane tujhe dekh me kaha kho jata hu , barso talak jab tujhse dur raha to takleef bohot thi par jab tujhe itne baad dekha to dil ko sukun mila , lag rha tha tujhse dur rehte rehte ke tujhse humesha ke liye dur na ho jau kahi tujhe bhula na jau par jab tujhe dekha itne baras baat to ye dil mera firse tera kayal ho gaya , teri nighaho se ye dil mera firse ghayal ho gaya , jo mohabbat kahi kho rahi thi wo firse ho gai hai , or pehle se zyada ho gai hai, ab tujhe btau bhi to kese ke jate jate tere , tera dekhna mujhe kayal kar gaya mohabbat me mera dil firse ghayal kar gaya ab lagta hai ke tere Bina reh na paunga , tujhe firse ab kho na paunga , tera tha, tera hu , ab tera hi hokar reh jaunga..
Madhosh kar dene wali adaon ne teri,
Mere dil ko taar taar kar diya,
Ek dafa nahi kai dafa, dil ne khudko tere samne lachar kar diya,
Mila jab tujhse Akhri dafa O-jaana,
Mohabbat ye dil mera, tujhse fir kar gaya,
jate jate tu is dil me mere, na jane kyon fir ghar kar gaya..
Written by Ketan Shendey
Admin @_unkahidastaan
Wanna talk @iirreplaceable_me
#everydaypost#poetry#kchdilse#dailymotivation#shayari#writersofig#quotes#igwriters#shayri#quote#wordpress#wordporn#wordplay#wordsofwisdom
2 notes
·
View notes
Note
But like in addition to that quote you gave me, nothing will top the feels i got from the song 'Kho Diya' from the soul-screaming heart-crushing movie Bhoomi. Kho diya hain maine khudko Jabse humko hain paaya Rootha hai rab Chootha mazhab Chootha hai ye jag saara Kho Diya hai maine khudko Jabse humko hain paaya 🎶😭🎶
Oh hell i need to listen to that thennn
4 notes
·
View notes
Text
youtube
Kho Diya Hai Maine Khudko
Jabse Humko Hai Paaya
Rootha Hai Rab, Chhoota Mazhab
Chhoota Hai Yeh Jag Saara
Mere Pyaar Ko Na Samajhiye Galat
Inn Nigahon Ka Teri Hi Toh Qaayal Hoon Main
Umr Bhar, Main Tujhe…
Umr Bhar Main Tujhe Dekhta Hi Rahoon
Iss Khata Ki Har Saza Manzoor Hai
Tu Dariya Toh Main Ishq Hoon
Kuch Der Mujhsa Ban Ke Toh Dekh
Kaun Kitna Gehra Hai
Mujhme Zara, Zara Doob Ke Toh Dekh
#Priya Sariya#sachin-jigar#sachin sanghvi#bhoomi#paigham jaan tak#Umr Bhar Main Tujhe Dekhta Hi Rahoon
6 notes
·
View notes
Text
Ab mujhe mil bhi jaoge toh kya haasil hoga? Tumko paane ki zidd mein kho diya maine khudko!
#urdu#hindi#ishq#mohabbat#urdu poetry#urdu shayari#pyar#shayari#urdupoetry#hindi shayari#mirza ghalib#gulzar#parveen shakir#faiz ahmad faiz#shairy#sher o shayari#urdu jokes#urdu sher#urdu shairy#urdu ghazal#urdu lit#allah#islam#muslim#khuda#god#rab
230 notes
·
View notes
Text
Koi Baath Nahi.
Ha pata hain ki hum dono ek kabhi honge nahi,
Par kya karoon,
Aap hi lagte ho mujhe sahi.
Aaisa koi din batao jahaa aapko yaad kiya nahi,
Koi aaisa din jaha aapko pyar diya nahi,
Par aap khush ho na,
Tho koi baath nahi.
Rokna chaha par rok na sakaa,
Phir dhundna chaha aapko har kahi,
Kho Gaye aap,
Mujhe mile hi nahi.
Jab mile tho the aap,
Par aapki aankon main nahi,
Par aap khush ho na,
Tho koi baath nahi.
Phir dhundna chaha khudko,
Aapki aankho main har roz hi sahi,
Jitna dhunda utna kho gaya,
Par main kahi mila hi nahi,
Par aap khush ho na,
Tho koi baath nahi.
Maine koshishye chod di hain,
Aur aapne mujhe wahi,
Jahan hui thi humaari aakhri mulakaat,
Ha main reh gaya yahi,
Par aap khush ho na,
Tho koi baath nahi.
Par kisne bola ki mera pyar hua hain kum,
Abhi bhi aap mere liye ho woh hi,
Joh thi aap uss din jab hui thi aap meri,
Pata hain ki tumhe kuch yaad nahi,
Par aap khush ho na,
Tho koi baath nahi.
Mera pyar kabhi hoga nahi kum,
Aajao mere paas agar laga tho main sahi,
Baittha hoon aapki rah dekhte,
Par ab main bulaunga nahi,
Par agar aap khush ho,
Tho koi baath nahi.
#love#poems on tumblr#poetry#love poems#lovepeaceandsoul#self love#hindi#hindipoems#hindipoetry#hindishayari#urdu shayari#shayari#urdulovers#urdu poetry
11 notes
·
View notes
Note
Ham Ne Aksar Tumhari Rahon MeinRuk Kar Apna Hi Intezzar Kia......
Kho diya khudko tumhaare kadmon mein,
Abh doondne aaya hoon tere hi manzil pe.
24 notes
·
View notes
Text
Ab mujhe mil bhi jaoge toh kya haasil hoga?
Tumko paane ki zidd mein kho diya maine khudko!
0 notes