#kaaran
Explore tagged Tumblr posts
anoopastrosutra · 2 months ago
Text
Vedic Astrology : Daily Panchang – October 2nd, 2024
Daily Panchang – October 2nd, 2024 Samvat 2081, Ashwin Month of hindu calendar, 15th day – Amavasya, Krishna Paksha. Nakshtra at the time of Sun rise in Uttaraphalguni Nakshtra till 12:22 Hrs (IST), and Moon will Continue reading Vedic Astrology : Daily Panchang – October 2nd, 2024
0 notes
ramayantika · 2 years ago
Text
The day I see Indian men wear dhoti kurta and every piece of clothing in Indian culture at home and at work, I will wear my sarees too
19 notes · View notes
gulaab-jaamun-galaxy · 7 months ago
Text
@bareilly-wala-jhumka 🌻💞🌼
मैं जीने की तमन्ना लेके जाता हूँ रोज़ उसके पास,
वो रोज़ अपनी मुस्कुराहट से, मेरा क़त्ल कर जाती है |
Tumblr media
हमारी प्रिय का प्रेम ही कुछ ऐसा है।
They told me to make her fall in love, I had to make her laugh. But everytime she laughs. I'm the one who falls in love.
2K notes · View notes
seostips · 2 months ago
Text
0 notes
Text
0 notes
marathicelebscom · 2 years ago
Text
'कारण गुन्ह्याला माफी नाही' मालिकेत आस्ताद काळे नवीन भूमिकेत !
“नवी मालिका ‘कारण गुन्ह्याला माफी नाही’. सोम. ते शनि. रात्री १०.३० वा. सोनी मराठी वाहिनीवर “सोनी मराठी वाहिनी कायमच आशयघन विषय मांडत वेगवेगळ्या मालिका घेऊन प्रेक्षकांच्या भेटीस येत असते. ‘कारण गुन्ह्याला माफी नाही’ ही नवी थरारक मालिका प्रेक्षकांच्या भेटीला आली आहे. त्याची झलक प्रेक्षकांना आवडली आहे. या मालिकेत प्रेक्षकांचे आवडते इन्स्पेक्टर भोसले आणि जमदाडे आपल्याला निराळ्या अंदाजात पाहता येणार…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
shutupbani · 3 months ago
Text
why does our history glorify mahatma gandhi so much? as if sirf wohi ek insaan tha jiske kaaran humme azaadi mili
228 notes · View notes
raindropsofloev · 2 months ago
Text
social acceptance sabki maut ka kaaran
8 notes · View notes
msbhagirathi · 7 months ago
Text
The Madhumati Gupta Buaji Weekly
Mugzeen Adison (Magazine Edition)
Namaste Nandkisore!
Aasaa karat hain ki, nandkisore, aap sab logan theek haai. Hum logan bhi theek haai, nandkisore. Sasi babua bhi ab theek hi haai bas pahile se tanik kamjor hui gaye, chhari ke sahare chalat haain ab. Aoor humka bataye rahe ki oo ki ee halat bhi oo Syaam ki kirpa rahi. Humra mann toh karat raha ki oo sasure ko ek ghumaai ke lagay de ki jindagi bhar phir aisan kucho karat ki jurrat naa karihe, haa.
Chalo choro babua/bitiya. Arre nandkisore ab tanik aapan baat bhi karau, ghar mein sab logan theek haai na? Tohre Amma-Bauji, tohri kauno humre jaisan Buaji hau toh oo sab theek haai na, nandkisore?
Ab kaa batyay tohka, nandkisore. Kal parso ki baat rahi, Sanka Devi aayi gayi phudakti-phudakti Laxminagar. Humka kahine lagi ki Arnav babua ke daftar mein kauno mugzeen-wugzeen ke khaatir humka kucho likhna haai. Hum kahe ki ab nandkisore humre jamane mein toh hum aoor tohre phuphaji itni chitthi likhat rahe ki bas pucho naahi. Toh oo kahi ki theek haai buaji aap chitthi likh ke humko bataay dena hum aa kar le jayenge, ab humri buddhi bhi umar ke kaaran mand pari rahi, oo ka jaaye ke baad, hum bhi bhul gaye nandkisore.
Saara kaam karke aaike baithe the, ki oo ka fone aayi gaya, humka puchi ki chhitthi likhe haai ki naahi, toh hum kahe, nandkisore, kaam mein thora byast hoyi gaye the, abhi likhat rahe.
Ab hum kaa bataay, nandkisore, humri jindagi mein kauno bataane layak khaas toh kucho haai nahi. Athaarah (18) ke the, amma-bauji ne byaah karaaye diya, tohre phuphaji un dino rail maashter kaa kaam karat rahe. Byaah ke baad humka liye eehan Delhi aayi gaye Laxminagar, ab nandkisore tabahu se hum idhar hi rahat haai.
[Buaji aur phuphaji honeymoon ke liye puri dilli ghume the. Phuphaji jab bhi kaam ke wajah se dusri jagah jaate toh wahan se buaji ko chitthi likhte the. ~Buaji ki pyaari SD ;)]
Sabahu theek chalat raha tha. Byaah ke teen saal baad, ek din khabar mili ki kauno train mein aag lag gayi haai, aoor bohut logan ki jaan gayi haai, a phir hum bhi chakkar kaat kaat kar thak gaye, nandkisore, daftar se aspataal aoor aspataal se phir daftar, phir unke daftar se ek din chhitthi aaye ki tohre phuphaji toh milat naahi toh unki penson ki raakam ab humko mila karegi, hum bohut roye oo din.
Bohut hi ache insaan the, nandkisore, hum behad prem karat the, ab kaa karaein, oo din ke baad se hum aapan nandkisore ke charno mein samarpit hoye gaye. Khair jaane do nandkisore. Ee sab toh bohut purani baat rahi.
Aye nandkisore, agar tumlogan ka kauno dikkat paresaani rahe toh humka bataayi dio, hum tohka tanik samajhaai denge, aoor baaki sab humre nandkisore ke haathon chor denge, theek haai naa? Bilkul kauno dikkat rahi toh bitiya humka aapan buaji samajh kar, eehan aaike bataai dena, mann bhi thora halka hoat jayi. Aoor hum toh waisan bhi jyaada kaam-kaaj naa kar sakat haai naa, toh pura din bas baith ke hi gujar jaat haai. Tohka chitthi likhan ke khaatir humra bhi tanik samay beet jaye.
Ab hum thehre bujurg, humse kaun baat karihe? Oo bhi chitthi likhke, nandkisore? Aajkal toh naa jaane kaa oosab bhatsup-discaard bhagwaan jaane aoor kaa-kaa aayi gaye haai, chitthi likhne ka phursat kaun ke paas rahai?
Khair choro. Humka toh aoor kuch soojh hi naahi rahat haai nandkisore, aoor kaa likhe? Chalao phir rakhte haai kuch batana hau toh likhat dena theek haai naa?
Aoor haan. Humka sunne mein aawat haai ki Sanka Devi ki kauno saheli ka aaj janam din raha? Ee baat sach haai ka, nandkisore? Janam din ki bohut bohut subhkamna tohka, nandkisore. Khub kaam karau, mehnat karau, Arnav babua aoor titaliya ke jaisan naam-paisa kamao, aoor tohka pati-parmeswar toh bohut hi bhagyawaan raha ki oo ka tohre jaisan patni milat rahi, nandkisore (byaah kee ho ki naahi, nandkisore?)
Aoor humri taraf se kauno meethaai wagerah khaa lena, tohka ghar ka pata (address) hota toh dukaan se jalebi aoor kucho dusri meethaai bhijwai dete par kauno baat naahi bitiya muskuraayete rehna. Jindagi mein rone ke bohut mauke milenge par muskuraaye ke mauke khud hi dhundne parat haai, nandkisore.
Chalao phir, ab rakhat haai. Garima ke saath mandir jaanat haai nandkisore. Namaste.
P.S. : Lol. I got this idea today like literally today and then thought of getting started but now I am kinda confused about something whether I should continue this one from buaji's POV only or I should write from all the characters' POV's. Let me know. And also ket me know ki yeh kuch samajh mein aaya bhi ki ekdum kachra kar diya hai maine. Lol :') Ok so I should have added this bit in the beginning but nvrmnd *shrugs* So I have considered double 'a' for आ sound, double 'o' for ऊ sound, double 'e' for इ sound and single 'a' is for अ sound, rest if you find any kind of confusion, please feel free to ask for help, considering this is not regular Hindi so :) Ok. Bye. God bless you.
18 notes · View notes
ishuess · 4 months ago
Text
Main tumhari har jeet aur tumhari haar mein saath dunga. Tumhara haath pakadkar tumhari tanhaai ko cheen lunga. Tumhe muskurane ka kaaran dunga. Kabhi aansoo nahi aane dunga. Duniya mujhe laakh kose tumhare sirhaane baith ke tumhare kaan dhak dunga taaki tum unhe sunn na paao....aur tum?
"So cheesy. I have an image to keep. Love you, I am getting late to work."
16 notes · View notes
murde-shaayar-mashwaraah · 4 days ago
Text
"Apni shaayariaa dunia se baatne ke liye kitne tareeke dhunde, aaj, ek mil hi gaya? Apni saari sukh, dukh ki baatein taal mila ke yaha bhej do, hum aapka naam lagake in sabh ko dikha denge"
"Is mashwaraah mein shaamil hone ke liye pehle hame 'ask' bhejna, hum yaha pe aap ko add kardenge aur apni bio pe "murde-shaayar-mashwaraah" likh dena, ya phir, is account ko tag kar dena, bas aa gaye ek aur, hamare is parivaar mein"
Tumblr media
Mashwaraah ke "admin" : @kamala-msmarvel-khan aur @oh-to-be-a-murderer
Hamare members: @natasha-ki-mehfil @ishani-khera
Kya karna mana hain: kisi ke upar "hate" karna, shaayari achhi na lagi toh mazaak urana, yeh sabh kuch karna mana hain
Kya karna hain: Apni shaayareeya "ask box" pe bhejo aur joh shaayareeya pasand aaye unko pyaar bhejo
Tumblr media
"Is Mashwaraah ko banane ka kaaran, bohot chota hain. Banaya behen Kamala ne hain, Tumblr pe aur kahi, is tarah ki jagay nahi. Jaha pe shayaar apni kaam logose baat sake unse "share" kar sake. Toh humne socha, kyun na bana le?"
"Kamala, Kamala khan, woh Ms.Marvel hain, unke paas jaadui shaktiya hain, lekin unki soch aur dimaag hamare jaise hain, bilkul aam. Is, aam aur sidhe saadhe, soch se hi woh hamare saath shaayario ki pahaar banayegi"
"Natasha, Natasha Afiona, uske paas bhi jaadui shaktiya hain, lekin woh bhi aapke tarah aam hain. Uski dimaag bhi sabke tarah chalti hain aur woh bhi, apne shaayario se pahaar banane aayi hain"
Tumblr media
3 notes · View notes
inmyworldblr · 8 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Charitraheen (1974) | dir. Shakti Samanta
dil se dil milne ka koi kaaran hoga
There has to be some reason for the hearts to unite
bina kaaran koi baat nahi hoti
Nothing happens without any reason
9 notes · View notes
folkloregirlfriend · 9 months ago
Text
ye degree ek din meri maut ka kaaran banegi
7 notes · View notes
ihateyouvishal · 2 months ago
Text
launde bol rahe exam me accha score na karne ka kaaran bata denge padh nahi paye birthday tha, puche kiska birthday toh bol denge bapu ka birthday
2 notes · View notes
melancholic-academia · 1 year ago
Text
ye Roz Roz kuch tasty khane ki talab ek din mere maut ka kaaran banegi
8 notes · View notes
raindropsofloev · 1 month ago
Text
iss dukh ka kaaran main khud hu
4 notes · View notes