#Mohsin Naqvi
Explore tagged Tumblr posts
maihonhassan · 1 month ago
Text
Mohsin Naqvi was surely homesick when he said;
"Tum kahan jaogey socho Mohsin, log thak haar ke ghar jaate hain."
100 notes · View notes
pyaariposting · 2 years ago
Text
when mohsin naqvi said,
"kabhi ye dua ke wo mera hai faqat mera // kabhi ye darr ke wo mujhse juda to nahin
Sometimes I pray that he is mine, only mine // Ever out of fear that he might separate from me
kabhi ye dua ke usse mil jaaye saare jahan ki khushiyaan // kabhi ye khauf ke wo khush mere bina to nahin
Someday I pray that all the happiness of the world should be found with him // Sometimes this fear that he is happy without me
kabhi ye khwaish ke zamana ho muntazir uska //kabhi ye vehem ke wo kisi se mila to nahin
Someday this desire that the world is waiting for him // Sometimes this illusion that he had met anyone
kabhi ye aarzu ke wo jo maange mil jaaye usse mohsin // kabhi ye waswasa ke usne mere siwa kuch manga to nahin"
Sometimes I wish he get whatever he asked for // Ever wondered whether he asked for anything other than me.
my heart couldn't decide what it wants.
626 notes · View notes
poetxtext · 11 months ago
Text
When mohsin naqvi wrote
Ushool-e-mohabbat mein tum khud bewafa ho,woh jo bhichada toh tum mar kyu nahi gaye
And Wajid Shaikh replied
Laazim hain unse bhichad kar zinda rahna wajid,yeh hunar-e-bewafai bhi humne unse hi shikha hain
I got my reply here for all my sufferings and healings
91 notes · View notes
localrants · 2 months ago
Text
سیاہ رات میں جلتے ہیں ، جگنوؤں کی طرح
دلوں کے زخم بھی مُحسن کمال ہوتے ہیں
-محسن نقوی
Tumblr media
Siyaah raat mai jaltay hain, jugnu'on ki tarha..
Dilo'n k zakhm bhi Mohsin kamal hotay hain
-Mohsin Naqvi
21 notes · View notes
stickyblazecreator · 1 year ago
Text
MOHSIN NAQVI:-
Asoole muhabbat me tum khud bewafa ho!!
wo Jo bichda to tum mar kyu nhi gye...
WASI SHAH:-
Marna to hai upar wale ke hukum se !!
asoole muhabbat me ek naam intezaar bhi hai...
FARAZ AHMED:-
intezaar to unka kiya jata hai jinhe wapas aana ho!!
jo khudgarz ho unke liye mra nhi karte...
SHEIKH SAADI SHIRAZI:-
zindagi to khuda ki dein hai!!
fir bhi jinse muhabbat ho unke bagair jiya nhi karte...
ALAMA IQBAL:-
beshaq zindagi khuda ki dein hai!!
to muhabbat us khuda se kyu nhi karte...
80 notes · View notes
syyedmohdsaad · 5 months ago
Text
When Mohsin Naqsi said;
Masla tujhe paane ka kabhi tha hi nahi,
irada umar bhar chahne ka tha jo aaj bhi qayam hai.”
i really felt that
23 notes · View notes
mehreenkhan · 2 years ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Maine dekha tha un dinon main use -Mohsin Naqvi
246 notes · View notes
bazm-e-ishq · 2 years ago
Text
Tumblr media
(Khuda Ne Sabr Karne Ki Mujhe Taufeeq Bakhshi Hai, Arey Jee Bhar K Tadpaao Shikayat Kaun Karta Hai)
God has blessed me with enough patience . Oh my beloved, torture me as u wish who's complaining.
Tumblr media
(Kisi Ke Dil Ke Zakhmon Par Marham Rakhna Zaroori Hai, Magar Is Daur Mein "Mohsin" Ye Zahmat Kaun Karta Hai)
It is necessary to put ointment on the wounds of one's heart, but in this age MOHSIN, who bothers to do it.
—Mohsin Naqvi
254 notes · View notes
blogbyher · 2 years ago
Text
Kabhi ye dua ki use mil jayen saare jahan ki khushiyan,
Kabhi ye khauf ki wo khush mere bina toh nahin.
Kabhi ye arzoo ki wo jo maange mil jaye use 'Mohsin',
Kabhi ye waswasaa ke usne mere siwa kuchh maanga toh nahin.
-Mohsin naqvi
219 notes · View notes
anirregularperson · 7 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Sad ho??
Lo phir aur hojao..🙂
27 notes · View notes
swelling-eyes · 1 month ago
Text
Tumblr media
“This night holds no promise of a dawn, Mohsin,
I have witnessed it many times, extinguishing the lamps.”
Mohsin naqvi
10 notes · View notes
thedelusionalselenophile · 7 months ago
Text
Tumblr media
وقت نے ختم کر دیے سارے وسیلے شوق کے
دِل تھا، اُلٹ پُلٹ گیا، آنکھ تھی، بُجھ بُجھا گئی
رحمان فارسؔ ~
Waqt ne khatam kar diye saare waseelay shoq k
Dil tha, ulat pulat gaya, aankh thi, bhuj bhuja gayi
Rehman Faris ~
*Credits go to rightful owners
22 notes · View notes
pyaariposting · 5 months ago
Text
when Franz Kafka said,
"There are times when I'm convinced that I'm unfit for any human relationship"
and when Mohsin Naqvi said,
"Mere hathoñ ki lakiroñ meiñ ye aib hai Mohsin, Maiñ jis shakhs ko choo loon wo mera nahi rehta"
and when jaun elia said,
"Har shakhs meri zaat se jaane ke liye tha, Tu bhi to meri zaat se jane k liye hai."
~ my heart settled for it.
55 notes · View notes
maihonhassan · 2 years ago
Text
Franz Kafka said:
"There are times when i am convinced that I am unfit for any human relationship."
And then I remembered Mohsin Naqvi said:
mere hathon ki lakeeron main ye aaib ha mohsin
main jis shakhs ko chho loon wo mera nahi rehta
135 notes · View notes
localrants · 1 year ago
Text
درد اتنا ہے کہ ہر رگ میں ہے محشر برپا
اور سکوں ایسا کہ مر جانے کو جی چاہتا ہے 
-فیض احمد فیض
Tumblr media
dard itna hai k har rag mai hai mehshar barpaa
aur sukoo'n aisa k marr janay ko jee chahta hai
-Faiz Ahmed Faiz
81 notes · View notes
guywithasmirk · 8 months ago
Text
when mohsin naqvi said,
"kabhi ye dua ke wo mera hai faqat mera // kabhi ye darr ke wo mujhse juda to nahin
Sometimes I pray that she is mine, only mine / Ever out of fear that she might separate from me
kabhi ye dua ke usse mil jaaye saare jahan ki khushiyaan // kabhi ye khauf ke wo khush mere bina to nahin
Someday I pray that all the happiness of the world should be found with her / Sometimes this fear that she is happy without me
kabhi ye khwaish ke zamana ho muntazir uska // kabhi ye vehem ke wo kisi se mila to nahin
Someday this desire that the world is waiting for her / Sometimes this illusion that she had met anyone
kabhi ye aarzu ke wo jo maange mil jaaye usse mohsin // kabhi ye waswasa ke usne mere siwa kuch manga to nahin"
Sometimes I wish she get whatever she asked for // Ever wondered whether she asked for anything other than me.
my heart couldn't decide what it wants.
18 notes · View notes