#zindagi sher
Explore tagged Tumblr posts
Text
Zindagi Shayari Hindi Mein: स्वागत है आपका नए पेज पर जहाँ आपको ज़िन्दगी की हिंदी शायरी फोटो और copy बटन के साथ मिलेगी। ज़िंदगी के ऊपर कुछ बढ़िया शेर जो आप अपने दोस्तों और रिश्तेदारों को भेज सकते हो। यहाँ पर आपको मिलेगी ज़िन्दगी की शायरी फोटो, ज़िन्दगी शायरी स्टेटस अपने करीबियों के लिए। बस कॉपी कीजिये और भेज दीजिये। तो चलिए शुरू करते हैं।
1 note
·
View note
Text
#destiny2shine#quoteoftheday#quotes#life#reblog#sher o shayari#shayari#broken#thoughts#hindi poetry#hindi quotes#share it#zindagi#apne
3 notes
·
View notes
Text
Sher | Urdu Poetry Shikaayatein 😣 © Aks Akshita Aks
#shayaranasafar#poetess#original writing#urdu literature#zindagi#sher#shikayat#sheroshayari#urdusher#urduadab#urduzaban#urdupoetry#urdushayari#shayari#urdushayar#yqdidi#yqbhaijan#writersofindia#poetry#poet
0 notes
Text
Chand dinon pehle humare urdu ke profesor ek sher padhte hue ek gumnam shayra ka zikr karney lagey,
Us shayra ko 16-17 ki umr se hi shayri ka shauq tha vo likhti rehti,padhti rehti lekin Zahir hai apne ghr se muashrey se chup kar, jaisey sabko hota hai unhe bhi allhad si umr mein ishq huwa lekin kabhi samjha na gaya,in sab se ghabra kar 21 saal ki umr mein hi unki shadi ho jaati hai , unhe phir lagta hai ki unhe us mard (shauhar) se mohabbat ho gayi hai, lekin duniya ki tamam ممنوعات (taboos) se bandha kamzarf mard bataur e shauhar mohabbat ka dawa to karta lekin shayra ko samajh na paya, usne shayra ki qabiliyat aur mohabbat ko pehchana hi nahin so shayra ne bhi naummeedi ki aur saada zindagi us mard ke ghar me ikhtiyar kar li lekin bardasht ka vo ghoont khud shayra ko pi gya aur ek din unhone apni tamam diaries,kitabein aur notebooks ko apne sath jala Kay khudkushi kar li , jab shauhar kamrey mein hadsey k bad phncha to ek Jale hue panney pe Sher likha Mila :
" dil hi dekhta koi ,dil ki binayi se
Ek hi Tamanna to thi faqat yahi to chaha tha humney "
Vo pehli baar tha jab shauhar ko pata chala ki unki biwi ek qabil shayra thi aur saheli ke zariye unki ek kitab bhi publish hui.
#urdu literature#urdu poetry#urdu stuff#literature#shayari#hindi shayari#aesthetic desi#desi tumblr#hindi poetry#urdu ghazal#lucknow#urdu academia
38 notes
·
View notes
Text
Sher corporate majdoor na hote hue bhi corporate majdooron wali zindagi ji rha hai
19 notes
·
View notes
Text
Indies (Lifetime) Playlist Tributes to Music Legends ! -PART 15
POORNIMA / SUSHMA SHRESHTA ‘S TOP 220 SONGS ! (Contd from 184)
Yt Link:
184.Kal Raat Muzse Tu – Dharam Yoddha
185.Ek Tak Ant Thak – Jawab
186.Are Re Chunri Udi Sajan – Krantiveer
187.Dil Mare Deewana – Mafia
188.Chal Gaya Apna Chakkar - Miya Biwi Aur Saali
189.Galo Se Khelu Main – Hitler
190.Main Ladki Aur Ladka Tum – Hatyara
191.Chui Mui Chui Mui - Sher-E-Hindustan
192.Dahi Ka Dhoor – Goriya
193.Love Me Honey Honey - English Babu Desi Mem
194.Badmaash Aashiq Aashiq
195.Gore Gore Galo Wali – Hatyara
196.Ras Malai – Chandaal
197.Tullam Tulla – Jwalamukhi
198.Aaj Kal Ki Ladkiyan - Chal Mere Bhai
199.It Is My Love - Khoon Ka Sindoor
200.Sola Kiye The Pure – Rangbaaz
201.Saari Baatein Hoti Hain By Chance - Pehla Pehla Pyar
202.Iski Hoon Na – Kaalia
203.Tere Dwar Khada hai Jogi - Eena Meena Deeka
204.Addha Sach Bolta - Sarhad Paar
205.Kya Roop Hai Tera - Raja Ki Aayegi Baaraat
206.Kya Jalan Kya Jalan - Aaya Toofan
207.Dhoom Dhadaka – Veer
208.Lehenge Se Lage Hawa – Dushmani
209.Shadi Kar Le Sadde Naal – Jwalamukhi
210.Mujhe Kambal Manga De - Sher-E-Hindustan
211.Zindagi Se Maut Ki Mulaqat Hai – Bandish
212.Khud se har koi rutha hai – Veergati
213.Arrey Arrey · Sanyasi Mera Naam
214.Na Dikkat Karo Na Disturb Karo - Ladies Tailor
215.Karta Hai Kabootar – Mr 100 %
216.Humke Lade Sajan – Goriya
BHUPINDER SINGH ‘S TOP 140 (FILM) + 285 (GHAZALS WITH MITALI SINGH) SONGS !
Yt Link:
Gulab Jism Ka – Anjuman
Naam Goom Jayega – Kinara
Huzoor Is Kadar – Masoom
Dil Dhoondta Hai Phir Wahi – Mausam
´’ (sad version)
Zindagi Mein Jab Tumhare Gham Nahin The –Dooriyaan
Zindagi Zindagi Mere Ghar Aana – Dooriyan
Kisi Nazar Ko Tera Intezar – Aitbaar
Awaaz Di Hai – Aitbaar
Ek Hi Khwab Kai Baar Dekha – Kinara
Rut jawaan jawaan raat mehrbaan – Aakhri Khat
Raat Banu Main Aur Chand Bano Tum – Mangalsutra
Hoton pe aisi baat dabake chali ayi – Jewel Thief
Hey Mujhe Dil De - Mr Romeo
Dil Dhadakne Ki - Trikon Ka Chautha Kon
Mera Rang De Basanti Chola – 23rd March 1931-Shaheed
Zindagi Phoolon Ki Nahin - Griha Pravesh
Aasmani Rang
Surjomukhi Tera Payer Anokha Hai
Taras Rahi Hai Nazar – mehak
Aapko Jo Dekhega – Badal
Nayi Umar Ke Naye Sitaro - Nai Umar Ki Nai Fasal
Jis Ka Allah Beli Hai - Be Aabroo
Do Ghadi Behla Gai Parchhaiyan -Yeh Nazdeekiyan
Ek Pal – Jorua
Zara Dheere Zara Dheeme - Ek Pal
“ (part 2)
Karoge Yaad To har baat yaad – Bazaar
“ (part 2)
Ab kahan jayenge ham – Sansani
Kabhi Kisiko Muqammal Jahan Nahi Milta - Ahista Ahista
Dil Ne Tadap Tadap Ke – Faslah
Ye Paudhe Ye Patte Ye Phool - Ek Baar Phir
Aane Se Uske Aaye Bahaar -Jeene Ki Raah
Boliye Sureeli - Griha Pravesh
Zindagi Hai Ki Badalta Mausam - Ek Naya Rishta
Aaji E Probhate - Guru Dakshina
Hoke Majboor Mujhe Usne Bhulaya Hoga –Haqeeqat
Beete na bitai raina – Parichay
Piya Bin Jiya Nahin Lage – Daasi
Saawan Ke Din – Bhumika
Rangmahal Ke Dus Darwaze -Satyam Shivam Sundaram
Jise Samjhe The Hum Afsana - Ek Naya Rishta
Ae Khuda Yeh Bata – Akarshan
Tumse Jo Baat Huee – Clerk
Zindagi Cigarette Ka Dhuan – Faaslah
Badalon Se – Satya
Sath Sath Tum Chalo – Sitara
Mitwa Bole Meethe Bain – Parichay
Yeh Kis Bandhan Mein - Doosri Dulhan
Naina Lage Lage Re - Madholal Keep Walking
Bholi Bhali Maa –Trimurti
Pyar Hame Kis Mod Pe Le Aaya - Satte Pe Satta
Yaaron Hamara Kya – Abhilasha
Yaar ladki shandaar hai – Painter babu
Sheesha E Dil Men Teri Hi Tasveer – Gehra Zakhm
Title song – Chakra
Gaan E Amar Puja - Guru Shishya
Mehfil Taan Sajdi - Beti No.1
Jab Andhera Hota Hai - Raja Rani
Saathi Tere Naam - Ustadi Ustad Se
Sarfaroshi Ki Tamaana - Shaheed 23 March 1931
Zindagi Milke Bitayenge - Satte Pe Satta
Do Deewane Shehar Mein – Gharaonda
Kitne Hi Salon Se - Do Ustad
Sajana Ka Kangna – Sitara
Hanste Hi Hanste - Tumhare Bina
“ (part 2)
Jeeyo Ke Ek Saal - Nyay Anyay
Ye Pal Hai Masti Ke - Hanste Khelte
Logon Ke Ghar - Griha Pravesh
Machal Kar Jab Bhi Ankhon - Griha Pravesh
Masiha – Raavan
Meethe Bol Bole – Kinara
Piya Tujh Aashna Hoon Main – Nishant
Jane Yeh Mujhko Kya Ho Raha Hai – Ek Baar Phir
Dure bohu dure rakhaliya sure – Guru shishya
Thodi Si Zameen Thoda Aasmaan – Sitara
Koi Nahin Hai Kahin – Kinara
Log Kahte Hai Main – Daasi
Andhiyara Gehraya Suna Pan Phir Aaya – Saaransh
Kya Takalluf Hai – Jail yatra
Aao Wahan Tanhai Men Tehlen · Kahan Tak Aasmaan Hai
Har Jeevan Har Yug Mein – Nai Imarat
Ek Adhuri Si Mulakat – Dahleez
Main Bhatakda Hi Raha · Mughlani Begum
Dil Aakhir Dil Hai - Dil Aakhir Dil Hai
Na jis din teri meri baat – Traffic Signal
Dekho Hum Dono Ki Yaari - Double Cross
Dukki Pe Dukki Ho - Satte Pe Satta
Zindagi Haseen Hai- Badhti Ka Naam Dadhi
Duniya Chhute Yaar Na Chhute - Dharam kanta
“ (sad)
Tina Mushkil Kar Diya Jeena – Dard e dil
Jab Kabhi Mud Ke Dekhta Hoon Main – Hip hip hooray
Suraangini Kamaal Karegi – Parmatma
Ayaash Hoon Main – Ayaash
Zindagi Meri Hai – Raavan
Ek Akela Is Shaher Mein – Gharaonda
Aaj Bichhade Hain Kal Ka Dar Bhi Nahin -Thodi Si Bewafai
Ahl e dil – Dard
Saiyan Bina Ghar Soona -Aangan ki kali
Yaro Nilam Karo Susti- Prem Pujari
Na Tum Bhoole – Barrister
Bhool Gaye Hum Sab Kuchh – Tere pyar mein
Jheeni Jheeni - Phir Kabhi
Koi Purani – Jumbish
Ditti Heer Likha Ke –
Aye Khuda Shukr Tera – Razia Sultan
Suliyo Pe Chad Ke Choome- Jallinwala Bagh
Salam Kijiye Janab Aaye Hain – Aandhi
Ek Taraf Hai Yeh Zamana - Chor Sipahi
Ye Jo Tera Shehar Hai Ajeeb Shehar -Red Swastik
Pind Chhod Chale Ne Posti – Do Posti
Chand sa chehra – Gehra zakhm
Dibar Ki Dileri - Paththar
Rishte Jo Zindagi Mein – Kunwari bahu
Aisa Kyun Hota Hai - Dharm aur Qanoon
Nigahen Churao Na Daman Chhurao – Faslah
Na Sharab say khabi wasta Na tha silsila - Salaam Memsaab
Han Dekh Lo Ishq Ka Martava – Charandas
Mahzid mai jakai – Sanjhi
Apko Mai Gul Kahke - Gunehgar Kaun
Aa Hum Bhi Jawan Hai – Poonam
Aaj Teri Bahon Mein - Nyay Anyay
Khota Paisa Nahi Chalega – Dooriyan
Sajan Aaye Ho – Ratnadeep
Patthar Ka Hai Sanam – Sansani
Simat Ke Baharon Mein – Jumbish
Ae Dil Tere Mukkadar Ka - Zimbo Finds A Son
E Jibana Mane nuhe Aaha
Jaane jaa meri kasam tujhko - Jab Andhera Hota Hai
Idhar Ka Maal Udhar – Deewaar
Mandiro Me – Kondura
Arre Han Jalao Deep – Fareb
Jo is duniya se – Gunehgaar
Sanam Ho Khuda Ho - Dard-e-dil
Char Dino Ki Ye Zindgani – Gunahgaar
Ek Nazar Dekhna Hai – Dard e dil
Bada Kabootar Udjayega (video song) - Bada Kabootar
“ (full audio)
HIS VAST ~ 280 GHAZALS COLLECTION (freely audible below):
https://www.jiosaavn.com/song/chandni-raat/HhIpXz8FQkc - 13 songs
https://gaana.com/playlist/tithipatel-xndda-bhupendramitaliekaarzoo - 9 songs
https://gaana.com/album/gulmohar-hindi - 9 songs
https://gaana.com/song/ghazal-ke-phool - 9 songs
https://mio.to/album/Bhupinder+Singh%2C+Mitalee/Aarzoo - 8 songs
https://gaana.com/album/surmayi-raat - 8 songs
https://gaana.com/album/yaad-e-mehboob - 8 songs
https://open.spotify.com/album/1tPZIidLUOlqRVxMYIjWpw - 5 songs
https://gaana.com/song/yaad-e-mehboob-se-zinda - 10 songs
https://www.saregama.com/album/aksar-gulzar-bhupinder-singh-mitali-singh_108040 - 8 songs
https://open.spotify.com/album/0bWkieHW2ELTFT2wtf8Vuv - 9 songs
https://open.spotify.com/album/6djGpFhWyDwgwmEl6qZ9BM - 4 songs
https://gaana.com/album/ek-haseen-shaam-mitalee-and-bhupinder-singh - 8 songs
https://gaana.com/song/woh-jo-shair-tha - 13 songs
https://gaana.com/song/matke-te-matka - 15 songs
https://open.spotify.com/album/0rz6LNSwcKKiLUa2W0UL1F - 12 songs
https://open.spotify.com/album/58Smb9s0QvWNSuJOb72a19 - 12 songs
18.https://gaana.com/album/aapas-ki-baat-ghazals-bhupinder-and-mitalee-singh - 2 songs
https://www.jiosaavn.com/album/saahil---ghazals-by-mitalee-mukherjee/KoibSLDPNDU_ - 13 songs
https://open.spotify.com/album/7CtVw7dv7YHlp2Dy4P3pvH - 7 songs
https://music.do/music/1442899794/shabnam-bhupinder-singh - 8 songs
https://open.spotify.com/album/1ncd09l3GOmBQtfVoxoPZN - 12 songs
https://open.spotify.com/album/7baflaxytMVw61FWcPfXvZ - 8 songs
https://open.spotify.com/album/144Mx7ArVO03g3gBKXQL7T - 10 songs
https://gaana.com/artist/bhupinder-singh/urdu-songs - 19 songs
https://gaana.com/album/shama-jalaye-rakhna-bhupinder-singh - 4 songs
https://open.spotify.com/album/1b30TYZkc7rqaN4JfYLxlj -8 songs
https://gaana.com/album/dard-e-dil-mitalee-and-bhupinder-singh - 8 songs
https://www.jiosaavn.com/album/jo-mange-thakur-apne-te/QhWkNmBz-8I_ - 8 songs
JAGJIT SINGH ‘S TOP 130 (FILM /SHORT FILM) SONGS !
Yt Link:
Tumko dekha toh ye khayal dekha – Saath Saath
Hothin se chhoolo tum – Prem Geet
Tum paas aa rahe ho – Veer Zaara
Hoshwalon ko khabar kya – Sarfarosh
Koi Fariyaad – Tum Bin 1
Teri Fariyaad – Tum Bin 2
Haath chhute toh bhi rishte nahi chhuta karte – Pinjar
Aisi Aankhen Nahin Dekhin' Full Video - Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Har Ek Ghar Mein Diya – Dhoop
Woh Kagaz Ki Kashti – Aaj
Khumaar-E-Gham Hai – Leela
Bohat Khoobsurat Hain Aankhain Tumhari – Vadh
Badi Nazuk Hai Ye Manzil - Joggers Park
Aap ko dekh kar dekhta rah gaya
Kehta hai baabul – Baabul
Teri Berukhi
Tera Chehra Kitna Suhana
Tamanna phir machal jaye
Heer – Shaheed Udham Singh
Na Tha Kuch To Khuda Tha - Mirza Ghalib
Hai Lau Zindagi - Hello Zindagi
Humsafar banke hum sath hain aaj bhi – Aashiana
Ishq Hai Loko Rab Di Puja – Laung da lashkara
Tera Chehra Hai Aaine Jaisa
Benaam Sa Yeh – Dhoop
Main Aur Meri Tanhai
Chak jigar ke
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Koi Yeh Kaise Bataye – Arth
“ (in ghazal)
“ (Heena Serial Title song)
Huq Huq Aagah - Guru Gobind Singh
Hum Ehkaaj Jagat Mo Aaye – “
Mata Gujri Ne – “
Hazaron Khwahishen Aisi -Mirza Ghalib
Shabad – Khushiyaan
Har ek desh ek manzar – Palchhin serial (Title song)
Sar Hi Na Jhuka – Nirvana
Dhoondala Dhoondala – Nirvana
Nashili Raat - Zulf Ke Saaye Saaye
Tere Aane Ki Jab Khabar Mehke
Gora Gora Badan -Zulf Ke Saye Saye
Dhua Utha Hai Kahi – Leela
Khumari Chadhke Utar Gayee
Babul Mora – Aavishkar
Tere Khushboo Mein Base Khat – Arth
Teri Aankhon Se Hi – Dhoop
Bazeecha e atfaal hai dunya mere agey - Mirza Ghalib
Yun to guzar raha hai
Pyar Mujh Se Jo Kiya Tumne - Saath Saath
Kaise Kaise Rang Dikhaye Kali Ratiya – Kalka
Amritsar Dee Gali Gali Wich -Anokhe Amar Shaheed Baba Deep Singh Ji
Aah ko chahiye - Mirza Ghalib
Mirza Ghalib - Mirza Ghalib
Dil hi to hai - Mirza Ghalib
Rakh Ke Dher Ne – Ek Baar Kaho
Unke Dekhe Se Jo Aa Jati Hain Muh Par Ronak - Mirza Ghalib
“ (diff video)
Dost ghamkhwari mein meri - Mirza Ghalib
Phir kuchch is dil ko - Mirza Ghalib
Oo Sathi Mayus na Thi tun - Pyar Kare Dis
Tum Hamare Nahin To Kya Gham Hai
Jhuki Jhuki Si Nazar – Arth
Kabse hoon kya bataoon - Mirza Ghalib
Mere Dil Mai Tu Hi Tu Hai, Dil Ki Dawa Kya Karu
Main Kandyali Thor Ve
Zulmat kade mein mere – Mirza Ghalib
Gujrat Ke Firaaq Sun – Firaaq
Ye bata de mujhe zindagi - Saath saath
Sacheyan Aashiquaan nu kuj Khauf nahi
Jajba Inqlaab da - Shaheed udham Singh
Mittar pyare nu (shabad) Guru Gobind Singh ji
Chunan lage jadon
Na mohabbat na dosti ke liye – Phir barsaat aye
Chitthi na koi sandesh
Raat khamosh hai
O Saathi – Pyar kare dis (Sindhi film)
O Maa Tujhe Salaam – Khalnayak
“ (extended version audio)
Muh ki baat sune har koi – Neem ka ped
Din aa gaye shabab ke
Phool khila de – Life Express
Miljul kar hum yuhi har pal – Billoo Badshah
Laagi ram bhajan ni laagni
Baat niklegi toh phir – Ghar Pravesh
Jaag ke kaati saari raina – Leela
Sagare jagat mein – Leela
Main kaise kahoon jaaneman – Nargis
Dono ke dil hain – Nargis
Diva bale saari raat
Zaraa si bhool mein hum
Tum itna jo muskura rahe ho - Arth
Phir pukara hai – Ek Baar Kaho
Deewaron dar pe naqsh – Abhishek
Mujhse bichhad ke khush rehte ho
Meri ajab hai zindagi – Abhishek
Hum dosti ehsaan wafa – Doosra Kanoon
Zindagi mein sadaa muskurate raho – Raahee
Phir aaj mujhe tumko – Aaj
Ye sheeshe ye rishte – Khudai
Ye sheeshe ye sapne
Is nigari mein
Pyar ka pehla lhat
Dil tarasta hai
Ab kiska chehra main dekhoon
Kadi takreta haal
Ulfat ka jab kisi ne
Tarana
Zakhm jo aap ki inayat hain
Har ore tabahi ka manzar
Jab se kareeb h ke chale
Laung da lashkara
Hare ek faisla har imtehaan
Kahin kahin se har chehra
Khoya khoya
Pyar karaan nu
Mujhse tumse mohabbat
Bhool jana (1)
“ (2)
Raat ankhon mein dhali
Aansoo kabhi chhalke nahin
Khumari chadh ke utar gayi
Ishq kya hai
Dard apna likh na payi
Hey jag trata
Tumse bichud kar
Nashili raat mein
Ye faasle
Ajnabi – Raavan
Tu hai shikhar
Ye Hindustan hai
Gudiya tujh par ek pal
Tere bayaan Ghalib – Part 1
Tere bayaan Ghalib – Part 2
Mujhe tumse mohabbat
Raat khamosh hai
Sarakti jaye hai rukh se
Mere jaise ban jaoge jab ishq tumhe ho jayega
Mai pilakar aapka kya jayega
Kuch na kuch toh
Mere dil mein tu hi tu hai
Agar hum kahen aur vo muskura den
Ye kya jana mein jana hai
Wo kagaz ki kashti
Sar jhukaoge toh patthar devta ho jayega
Aap ko dekh kar dekhta reh gaya
Patta patta boota boota
Phoolon ki tarah
Mujhko yakeen hai
Raat ankhon mein dhali
Tera chehra kitna suhana – Video song
“ (non video)
Chulle aag na
Tera chehra hai aaine jaisa
Gum soom ye jahan hai
Tum hamare nahi toh kya gham hai
Khamoshi khud apni sada ho
Bebusi jurm hai hausla jurm hai
Rishta kya hai tera mera
Bahut pehle se un kadmon ki aahat
Jawan hai raat saqiya
Kainat chale
Wo nahin mila
Apni marzi se kahan apne safar ke hum hain
Uske hothon pe kuch kapta reh gaya
Aadmi aadmi ko kya dega
Mitti da bawa
Pyar ka pehla khat
Der lagi aane mein tumko
Ishq ki dastan hai pyare
Umar jalwon mein basar ho
Bas ek waqt ka khanjar
Mare kareeb na aao
Koi dost hai na rakeeb hai
Teri berukhi
Kaun ayega yahan
Tu ambar ki ankh ka tara
Jao ab subah hone wali hai
Mohabbaton mein
Manzil na de chirag na de
Yeh mojiza bhi mohabbat kabhi
Parakhna mat parakhne mein
Ek brahman ne kaha hai
Jis din se chala hoon
Main na Hindu na Musalman
Mai rahe meena rahe
Uski baaten toh phool hon jaise
Koi samjhega kya raaz e gulshan
Chand ke saath kai dard purane nikle
Tere qadmon pe sar hoga
Ye peenewale bahut ajeeb hote hain
Baat niklegi toh phir door talak
Zindagi kya hai
Aap agar in dinon yahan hote
Saun da maheena yaron
Na keh saki bahar
Din aa gaye shabab ke
Tamanna phir machal jaye
Rone se aur ishq mein bebaak ho gaye
Jawani ke heele haya ke bahaane
Kal chaudhvin ki raat thi
Aap se gila aap ki qasam
Dosti jab kisi se kee jaye
Shaam se aankh me name si hai
Main aur meri tanhai
Muskurakar mila karo humse
Fasila to hai
Hum mein hi thi na koi baat
Dekha jo aaina
Zindagi kya hai jaanne ke liye
Aap aye janab
Sare pindich pyare
SULAKSHANA PANDIT'S TOP 140 SONGS! -
Yt Link:
1.Baandhi re kaahe preet
2.“
3.Bekarar dil tu gaye ja – Door ka rahi
4.Tu hi sagar tu hi kinara – Sankalp
5.“ (video) – Sankalp
6.Tere bin jiya
7.Boliye sureeli – Griha Pravesh
8.And ang rang chhalkaye – Sandhya (video)
9.“ (audio)
10.Kajre ki baati
11.Saat samundar paar se/Papa jaldi aa jana – Taqdeer
12.Tum nahi ho magar – Shaheen
13.Sona re tujhe kaise milon – Ankhon Dekhi
14.Apni baahon ka haar de – Kaala Sooraj
15.Kar singaar aise
16.Balma re ab tose laage re nayan
17.Sur bin taan nahi
18.Nanha sa phool hoon main
19.Jeevan ki jyot na bujhe hey Shankar
20.Mausam mausam lovely mausam – Thodisi Bewafai
21.Saanjh bhai jamuna ke tat re
22.Chalta chala jaoon – Shabash Daddy
23.Jeeteji kuchaye dildar se – Ghazal
24.Main hoon teri amma (happy)
25.“ (sad)
26.Main na bataungi – Khandaan
27.Aap agar aap – Griha Pravesh
28.Bansi bajaye koi jamuna kinare
29.Thani thi dil mein
30.Kya batayein ishq zaalim
31.Muddat hui hai yaar ko mehman kiye hue – Ghazal
32.Ye bhool hui bhoole
33.Main khush hoon
34.Aankhon mein tum
35.Jaana kahan hai
36.Mauji hain manmauji hain
37.Ghadi milan ki ayi
38.Pyar ke badle pyar chahiye
39.Kya jane ye duniya – Toote Khilone
40.Aaj pyare pyare se lagte hain
41.Somwar ko hum mile
42.Tum jo hame itni pyari
43.Jara pyar ke safar mein
44.Thummak thummak naach naache
45.Tum base ho mere dil mein
46.Do dilon mein hamesha
47.Panchhi re ude gagan mast mast
48.Ek do teen chaar – Madadgaar
49.Sapnon ka raja – Chalte Chalte
50.Bheegi bheegi wadi mein – Dil hi dil mein
51.Har manjhar ek veerana hai – Apna bhi koi hota
52.Sari daal di mope rang
53.Main hoon son machhariya
54.Jise yaar ka sachcha pyaar mile
55.Pyar kiya hai pyar nibhana
56.Dekho re dekho re
57.Sawan khele
58.Jeene na merna de
59.Aaj socha hai khayalon mein
60.Tumse kehna hai ki dushvar hai tum bin jeena
61.Jhumta gata sawan aya
62.Masti mein jo nikli
63.Jab ati hogi yaad meri
64.Jiske liye sab ko chhoda – Saajan ki saheli
65.Meet mere man ke
66.Ye duniya hai naqli chehron ka mela
67.Kya batayen ishq zaalim
68.Dil lazzat e nigahe karam & Bhoolne wale se – Ghazal (video)
69.“ (audio -1)
70.“ (audio -2)
71.O Go Piya – Bahut hua sammaan
72.Rama pani bharne jaoon toh – Payal Ki Jhankaar
73.Ek baar kaho – Ek baar kaho
74.Haathon mein mere bhi mehndi lagao
75.Ansoo khaara sagar khaara
76.Na main radha na main meera
77.Hay mehman kaha ghame jana hoga
78.Dekha toh tha yuhi ghaflat
79.Aaj bahut si baatein humne
80.Jawani rang daalo jawani aayi holi
81.Is nasheeli raat mein
82.Mil jaate hain milne wale – Phaansi
83.Teri khatoon ki kya doon sazaa
84.Kaun gali gaye shyam
85.Dekho kanha nahin
86.Sitaron saamne aao ki meri raat kate
87.Usne jo kaha mujhse
88.Tum bhi akale toh kuch bhi nahi
89.Khaali pyala dhundhla darpan
90.Pyala chhalka ujla darpan
91.Khile na kaagaz ka kabhi phool – Zamaanat
92.O balma mere balma
93.Hey maine kasam li
94.Chal chal kahin akele mein -1
95.“ -2
96.Pardesiya tere des mein
97.Oonchen bhawanon aur sherawali maa
98.Pyara safar pyara lage
99.Jhirmir jhirmir sawan aayo
100.Dekha toh tha yuhi kisi ghaflat shiyar ne – Ghazal
101.Shubh ghadi ayee re
102.Devar ji aai holi aai
103.Suno na Bhabhi –Thodisi bewafai
104.De ragdha ho tagdha - Goraa
105.Main ban than ke nikli
106.Aaj naye rangon ki
107.Yaari meri yaar se na chhoote
108.Buddhe teri chaal buddhe
109.Bheeni bheeni ye bheegi bheegi ye
110.Raat aai re ho saath laai re
111.Mana teri nazar mein tera pyar hum nahi
112.Le daal de saiyaad bedi paao mein
113.Jeevan ki bagiya
114.Prabhu tum antaryami
115.Ae sapnon ke raja milne aaja
116.Are chaar bhai jab najar
117.Aaaj loota do
118.Geeton ki duniya mein
119.Mohabbat mein nigahon se
120.Chham chham chhani – Mahua
121.Are Char bhai jab nazar te – Aankhon Dekhi
122.Jab jab apna mel hua – Mahua
123.Main paapan kamon ki maari – Teri Pooja kare sansar
124.Gora gora badan – Zulf ke saye saye
125.Madine wale sun le
126.Dheere dheeree dhal na jaye – Bombay by nite
127.Adaon se hamari na bach paoge - Dulha Bikta Hai
128.Aasmaan se tod ke tare – Woh din yaad karo
129.Ab aur na mujhse sharmao
130.Meri jaan
131.Apni aatma se poochho – Aatmaram
132.Ga ga re daducha
133.Mazya kaljacha
134.Savan ree teej – Kaat gayo bicchdo
Bitaie rasiya
136.Kahan chamke kidhar chamke
137.Chehra chhupa liya
138.Jare ja jare ja
139.Ya Ilahi bekason ko sirf tera
140.Saagar kinare do dil hain pyase
NEHA RAJPAL ‘S TOP 30 SONGS !
Yt Link:
Sakhya re sajna
Aala fulpankhi shravan
Meri aashiqui (marathi version) - Aashiqui 2
Saang mana - Photocopy
Kaakan
Bagh dolyane tu
Aamhi mavle mavle
Tu pyar hai kisi aur ka
Mujhe neend na aye
Saat janmachi saath
Tula kalnaar nahi
Ambabaichi kadhu nazar
Tu rani majhya swapnachi
Navi gadi ani rajya nava
Bedardi tu majla sahara
Dil tera de de mala
Khatyaal garva
Tu jithe mi tithe
Ye na pori javal
Aambyachi dangli
Chala jau maulicha aarti la
Ye na janu
Tuljabhawani pavliya
Palki nighali Pandharila
Deeksha bhumila tya jau chala
Sarya jagat one number
Mandiri kalas bolala
Tyag murti tu shant chitt tu
Shloki gurucharitra
Shri sukta rigved
TOCHI RAINA ‘S TOP 40 SONGS !
Yt Link:
Saaiyaan
Kabira - Yeh Jawani Hai Deewani
Iktara - Wake Up Sid
Pardesi - Dev D
Jugni
Mallo Malli - Mausam
Do Din Ka Ye Mela - Gulabo Sitabo
Gud Naal Ishq Mitha - I Love NY
Gal Mitthi Mitthi - Aisha
Shiv Ka Baaje Damroo - Jo Dooba So Paar
Akela
Gaytri Mantra
Bulle Shah
Saibo - Shor In The City
" (remix version)
Mangal Raat - Trip To Bhangarh
Sone Piya - Band of Bandagi
Madari ka bandar - Gulabo Sitabo
Jamoora
Allakh Niranjan
Hare Krishna
Aali re - No One Killed Jesica
Parinda (search)
Dil Parinda
Udd Jaa
Dilli - No One KIlled Jessica
Twinkle Twinkle - Ujda Chaman
Raahi raahi - Mumbai Delhi Mumbai
Aaja meri jaan
Hey Bhagwan
Kalol ho gaya
Dooriyan
Aaj jane ki zid na karo
Aas pura diya maula
Khalbali
Aasmaan ke paar
Rab - e -Illahi
Bannado
Motorwada
Rabba
Ishq wale chor hain
M.G. SREEKUMAR ‘S TOP 10 (HINDI) SONGS ! -
Yt Link:
Jiya jale
Kissa hum likhenge
" (remix version)
Tu hi tu meri saanson mein
Apni jeb mein lakhon
Soja soja chandni
Mere dholna
" (Bengali)
Saat rangon ke sapno mein
Hansta hua ye pyara chehra tera
Jaya jaya swamy
Suklambaradam
SUDHA MALHOTRA’S TOP 225 SONGS (@INDIES) ! -
Yt Link:
.Tum mujhe bhool bhi jaao - Didi
.Dekho ji mera haal – Solva Saal
.Darshan do Ghanshyam nath – Narsi Bhagat (1957)
.Mera nanha sa dil hai – Oot pataang
.Jhumti bahar ayi – Do Aadmi
.Nigaah-e-naaz ne – Barsaat Ki Raat
.Krishna naam bol – Narsi Bhagat
.Tarana (shastriya sangeet) – Suvarna Sundari
.Mujhe apna jalwa dikha – Sim Sim Marjina
.Payaam-e-ishq - Babar
.Ye ishq ishq hai – Barsaat Ki Raat
.Chandni hai bheegi bheegi – Sim Sim Marjina
.Pooja jap tap – Pawan Putra Hanuman
.Nazar hai kanto se teekhi – Black Shadow
.Mere ram kaha ho tum – Pawan putra Hanuman
.O maa pyari maa – Nai Maa (1960)
.Hole hole ek bhi na - Jwala
.Kashti ka khamosh safar – Girl Friend
.Alee Alee - Tathastu
.Apna banake phir – Mumtaz Mahal
.Bach ja nazar ke teer se – Patal pari
.Maine dekha hai – Safed Ghoda Kaala Sawaar
.Sadak pyar ki – Fashionable Wife
.Aaye ri kaun sakhi – Gokul ka Chor
.Assalaam aalekum - Kalpana
.Kaune rang mangwa – Heera Moti
.Tulsi Ramayan baal khand – Tulsi ramayan baal khand aadi khand
.Chandni jhilmil kare taro – Chandra Mukhi
.Ye jo mere paas hai – Pehla Qadam
.Sun dukhde hamare – Naag Padmini
.Man ke paas – Shesh naag
.Manmohan man me ho – Kaise kahoon
.Ghir ghir chhayi - Naata
.Ban me bole – Teen Bhai
.Shukra kar humne tujhe – Toofani Tirandaz
.Naino ke baan chale – Chalta Purza
.Aa jao aa jao – Poonam Ka Chand
.Bhabhi ko gudiya banaungi – Ghar Ghar Ki Baat
.Ae bekal bechain – The Last Message
.Hay mai mar gayi – Sara Jahan Hamara
.O daiya re daiya – Black Mailer
.O Bambai wali chhokari – Miss Chalbaaz
.Jhumati bahar hai – Tin Tin Tin
.Yaad hai ye husnwale – Alam Ara Ki Beti
.Adao naaz ko zaalim – Tipu Sultan
.Humko duayen do – Pehli Raat
.Ai Gardishe Jamana – Alladin Laillaa
.Mata o Mata jo tu aaj hoti – Ab Dilli Door Nahin
.San san san wo chali hawa – Kaagaz ke phool
.Main pyar ki laila hun – Mr. X
.Masum duaye sun le – Char Minar
.Bedardi beimaan - Ustad
.Jaha yahi hai toh – Char Minar
.Ghunghat hata ke – Rangeen Raaten
.Tera gora gora mukhda – Elephant Queen
.Na main dhan chahun – Kala Bazar
.Darde dil jara jara deta hai – CID Girl
.Dil ke sahare – Gun Fight
.Mohabbat ki dhun – Dil e Nadan
.Aane aane do - Isi ka naam duniya hai
.Ye haath hi apni daulat hai - Masoom
.Zehal e miskeen – Zehal e miskeen makun taghaful
.Na khanjar uthega – Barsaat Ki Raat
.Na wo humare – Dil e nadaan
.O lootnewale duniya ko - Dushman
.Samar kand ke yar – Changez Khan
O jane wale babu – Kala chashma
.Radha ke rasiya – Narsi Bhagat (1957)
.Alif Zabaraah ��� Love in Simla
Humse karega jo muqabla – Bhala Aadmi
O dilwalo – Amar Singh Rathod
.Koi dukhiyari – Andher nagri chaupat raja
.O mere pyaro – Zameen Ke Tare
.Hat hat hat jaa re – Suvarna Sundari
.Kaase kahun man ki baat – Dhool Ka Phool
.Mujhko pahuncha de khuda – Khul Ja Sim Sim
.Maalik tere jahaan mein – Ab Dilli Door Nahin
.Tum maa ho - Babar
.Tum meri raakho laaj – Dekh Kabira Roya
Chupke se dil me mere - Shikar
.Haath pasare raste raste – Ek Ke Baad Ek
.Mujhe tarke talluk ke liye - Sahara
.Na to karavaan ki talaash hai – Barsaat Ki Raat
Awaaz de raha hai - Gauhar
O ruk ja laut je aana hoga – Changez Khan
Din hai suhane – Naag Padmini
.More salone kanha - Naata
.Aankho pe bharosa mat kar – Detective
Kali do din ki – Veer Durgadas
Apne khatir jeena hai – Dhool Ka Phool
Nayi nayi ye preet hamari – Aadmi
Jaye na man ka mit – Bansari Bala
Maine dekha ri – Shesh Naag
.Ganga ki reti pe – Mirza Ghalib
Chori chori chori mat dekho – Amar Singh Rathod
Khushi milne ki – Makkhee choos
Chal mere lalu – Rifle Girl
Manwa uda jaye – The Last Message
Chal raha Swaraj ka jhagda – The Last Message
Kisi ko kya khabar – Shahzadi
Ae dil e bekarar – Mumtaz Mahal
Hum tumhare hain – Husn Banoo
Billi bolee meow - Chaand
Bhutnath bhakto ko sada – Chandrasena
Mast hawa hai - Sitamgar
Ghar ghar deep jalao re - Ayodhyapati
Hum teri lagan me – Zindagi Aur Hum
Kali kali ye ghata – Zindagi
Jo hua so bhul ja – Jo Huwa So bhool
.Gham ki badli mein – Kal Hamara Hai
Maiya mori main nahi – Gokul Ka Chor
Ye dharti hai balidan ki – Chaand
Mere achhe papa – Jeevan saathi
Mujhko pahuncha de – Khul Ja Sim Sim
.Khuda khair kare – Salaam e mohabbat
.Bansuriya kahe bajai - Aagosh
Ye jawani – Sunehra Kadam
.Mujhe kehte hain kullu kawwaal – Dulha Dulhan
Nichi nichi nazare uthao – Alladin Lailaa
Yah dil de de – Jungle Boy
Meri raahon mein aane wale – Sheikh Chilli
Peepal tale ghar mera – Jevan Saathi
Chale ban ke piya – Shesh Naag
Is vrat sa koi vrat nahin – Gaj gauri
Sapno ka Chanda aaya – Mr. X
Aaj ki raat ko – Haseena
Jhoomo mastiyon me – Gypsy Girl
Haule haule jiyaa dole – Rifle Girl
Yauwan me hun - Suhaag
Aayi aayi re malaniya – Oot Pataang
Jiye teri Mumbai – Dekhi Teri Bambai
Banna hai humko - Tankhah
Aaja tu raja – Raj Tiak
Ram duhayi – Andher Nagri Chaupat Raja
Meri akhiyon me – Badshaah Salaamat
Chali chali matwali hawa – Madam XYZ
Hum bhi the anjaan se – Main Suhagan Hoon
Kaho ji hum kab tak kanware – Andher nagri chaupat raja
Main padh rahi hun – Captain India
Lehre ye dole – Golconda ka Qaidi
Pyar ka mar jana – Sim Sim Marjina
Ye ghar aapka hai – Sunehre Kadam
Jig Jik Ja – Mohabbat Ki Jeet
Main to Chanda ki nagri se – Bansari Bala
Kurbaan wale kurbaan – Safed Ghoda Kaala Sawaar
Milaa le haath – Chhabili
Na chands sone deta hai - Poonam ka chand
Kaho kuch bi zabaan par - Aadmi
Ab to Ram bhajan kar lena – Ghar Ghar Mein Diwali
Hasino ke jalve - Babar
Ek baar to mil lo gale – Andher Nagri Chaupat Raja
Apna samajh ke – Zindagi (1956)
Aaj deewane chale – Tipu Sultan
Aaya aaye re – Jo huwa so bhool
Dil tha masum – Hatimtai ki beti
Hum tumhare hain jara – Chalti Ka Naam Gaadi
Naino ke baan – Haseena
Ye duniya hai mukkam – Rifle Girl
Kahi dur koyaliya gaye – Baraati
Dil nishana ban gaya – Gauhar
Gori ho gayi - Ramman
Ek chhaliya shikari – Elephant Queen
Baje ghungharwa – Rifle Girl
Uth jayenge jahan se hum – Bhai bahen
Chunnu patang ko – Zameen ke tare
Jab paap ki aandhi – Neel Mani
Bijli si dil pe giri – Allaadin Lailaa
O topi wale babu – Dekhi Teri Bambai
Yu kehane pe – Shahi Farman
Hum tumhare ho chuke – Rangeela Raja
Raste mein beirada – Choron ki baraat
He nainva na pher – Picnic
Husn hansta hi rahega – Sim Si Marjina
Mere nadim – Bhai Bahen
Gora na pade kala na pade – Zalim tera jawab nahin (Contd)
2 notes
·
View notes
Text
Jaun, kaun?
By @shadabrahi
Ye kahani hai mere or ek sahab ke beech ki us guftgu ka , jiska unwan Jaun Elia hai ....Sahab ko Shayari me khasi dilchaspi rahi hai, aur shayaron ka zikr kiya karte hai, insta ki trending reel share karke mene puchha ye aaj kal ki naujawan nasl me Jaun ki badhti hui shohrat ko kis tarah dekhte hai, sahab ne jawab diya mute karke......Mene bhi bina deri karke puchha aap jaun Elia ki izzat nhi krte hai ? Unhone farmaya "bahut zyada izzat krta hu". Mene palat kar sawal kiya unka koi sher ? Jo aapko bahut pasand ho?.Unhone jawab diya miyan Jaun ka koi sher to apne ko yaad nahi, me to unki izzat isliye karta hu kyuki wo Sayyed hai . Unhone aage kaha, Sayyed Jaun Elia Naqvi ki ek ache Shayar hai magar log unko Shayari ki wajah se kam ,sympathy ki wajah se zyada psnd karte hai. Logo ko unka andaz e bayan se zyada unka bayan e haal psnd ata hai. Main Sahab ki baat sunta jata tha wo kehte jaate the , unhone kaha Jaun na to jadeed daur ke Shayar hai ,na hi qadeem daur ke Shayar hai, Jaun ki Shayari khud me ek daur qayam karne ka hunar rakhti hai. Jaun na to dil ke Shayar hai, na to dimag ke , jaun us ehsas ke Shayar hai jo har insan me maujood hoti hai jise medical science ke yaha discover nhi kiya jaa saka , main to use jaun kehta hu. Jaun 'Jaun' ke shayar hai. Jaun ki shayari na to mushkil hai, na hi asan . Jaun ka apna miyar, apna syllabus, apna hi saleeqa hai. Ab koi ise kuch naam de. Main to ise 'jaun' naam dunga. Sheikh sahab ke har jumle me jaun lafz itni baar ane lga ki mujhe kehna pada bas Sahab "kaun jaun? ". Itni paheli to mere smjh se pare hai ...Sahab ne farmaya:- kaam ki baat to mene abhi ki hi nahi..Wo to mera Taur e zindagi hi nahi "" Mene jo puchha Jaun admi kesa?Bole hans kar wo to admi hi nahi "Mujhe ehsaas hua sahab ne mujhse kaha, jhut kaha ki unko Jaun ka koi sher yaad nhi.Asl me wo Jaun se bahut obsessed the magar unko khud ko genz kehelwana Psnd nahi .
0 notes
Text
Dear Dhakkan!
Today u are here for a lesson that need common sense to understood 😅
Simply a ques. For ur wake-up call: Don't u think that our 20s are the most imp part of our entire life? A decade of exploration, of growth. A decade of our firsts- first love, first heartbreak, first failure, first crush 🥰 first achievements. A time when we chase our dreams, when we experiment, we learn to navigate the twists of life. The choice we make, the risks we take, the relationship we build-- All lay the foundation for the person we become.
If we dissect this part then we got a 4-5yrs spare of our 20s that roaming in between our 22-27age. In this phase a canvas of 20s painted with vibrant colours, bold strokes and unforgettable experience. Decade that shapes us, mold us nd sets us on the path to our destiny.
So?
So, Recently I turned 30. In my 20s, in that perticular spare of 20s, you were there. You were the one with whom I shared my problems, my insecurities, my dreams, my traumas, everything. You were there with solutions from start to end. The colors u filled in my 20s canvas are brightest.. Aftr a time the canvas gets framed nd stuck on the wall of the heart which cannot be removed by anyone. Only thing we can do is smile just looking at the canvas. And this isn't wasting life. Now if u want me to tear this canvas down nd make a new one, it's impossible bcz we have only one life. U know very well what we were for each other. And I know very well what I did.
For a sec, I accept I'm wasting my only life. But am I the only one who wasting?
Well, how many lives do you have?
Obviously 8-10 minimum, right?
Bcz we are just a person from the past to each other na. Then what are you doing here on Tumblr last 4saal se? And how many lives u wasted in these 4years?
What do you think like. I'm a nibba Chappri who wasting his life, like being devdaas or Kabir singh😂 (han wo bat alag h thode time k liye bann gya tha) no ma'am. I have a family to feed, many ppl to love, the weight of responsibilities I love, the faces of my loved ones flash before my eyes, their smiles, their tears. Im the rock they lean on. I enjoy every little moment bcoz "zindagi me achanak se koi bdi khusi to aa nhi skti(or aai bhi nhi😂) to chhoti chhoti khusiya hi celebrate krlo. 2dost hai last 6-7sal se almost everyday we meet, almost once a month we go to cinema, we dance in the middle of a movie, like once a week we sit at amar javan Jyoti in evening and enjoy icecream while gossip(in short only nonsense) sometimes we goes to pahaadon me nearby in the city like; Nahargarh. Everyday in the morning if I'm free I go to central park--headphones--old playlist--jogging.....
At the end I'm a responsible one and enjoying life in the so called fashion. But ye sb enjoyment feeka sa lagta hai, wo Sher h na "Duniya jise kahte hai, jaadu ka khilona hai, mil gya jo mitti hai, na mila wo sona hai"
But what about what goes to my mind always. What about the responsibility that I can't role. Ok leave the responsibilities. Being selfish what about what I want, what I love to do, what about the favourite person with I love to share my everything. When anything happens to us; sad, happy, crazy anything, and we feel something gud gud in our stomach 😅 until we share it with our spacial ones. U know that feeling? Bs vhi kmi feel hoti h ki kas unko bta pata abhi isi vakt.
The reason behind whatever I posted in recent days is neither to blackmail you emotionally nor to get ur sympathy.
I post bcoz u was, u are, and you will be the only person to whom I am completely comfortable showing my true self, don't know why. I post bcoz I feel like you are here and listening peacefully and responding like 'chalta hai, hota hai, life hai, everything will be fine' like we used to. When Im having downs&downs what else I could share. If u think u r the reason behind all the problems I'm facing, u are wrong. If u think I'm the reason, wrong/maybe. When life slaps us, first we fight, then we accept, then we adjust or compromise. I done whatever I could do. Not everyone who 30+ is a pappu😅
Ever you think that how many people are we able to connect with heartily in our entire life, very few. And if I couldn't get over one of them and you considering this as wasting life than its ok. It's ok if; our breakup sattles in, our friendship has reached its end, the memories we created all lost, never b recaptured, no second chances, no rewrites, no happily ever after..its ok. You r always right 😊
I'm left to navigate this new reality where u r no longer by my side, and the silence is extremely noisy. In this extremely noisy silence I hear ur voice, ur laughter, a gentle whisper that echoes through my soul reminding me that even you r not here, you will never be forgotten. ultimate wish; u should always be happy & healthy. Take care 😊 (sorry if some words hurts)
1 note
·
View note
Text
Exploring Linguistic Bridges: 100 Hindi Words with English Meanings
Language serves as a vibrant bridge, connecting cultures and communities across the globe. In the vast tapestry of linguistic diversity, Hindi stands as a significant thread, woven intricately into the fabric of Indian culture. With over 500 million speakers worldwide, Hindi not only enriches communication but also offers a window into the rich heritage and traditions of India.
Today, let's embark on a journey through the corridors of Hindi vocabulary, exploring 100 words that have found their way into English with their meanings:
Aam: Mango
Achaar: Pickle
Admi: Man
Aloo: Potato
Angrez: Englishman
Aankh: Eye
Bachcha: Child
Bazaar: Market
Bhai: Brother
Bharat: India
Chai: Tea
Chalo: Let's go
Chutney: Relish
Dhobi: Laundryman
Dost: Friend
Guru: Teacher
Haveli: Mansion
Hukum: Order
Jungle: Forest
Karma: Fate
Khoya: Lost
Kutta: Dog
Loot: Plunder
Maharaja: King
Masala: Spice
Mehndi: Henna
Natak: Drama
Namaste: Greeting
Nirvana: Bliss
Paisa: Money
Pandit: Scholar
Pardesi: Foreigner
Pukka: Genuine
Raja: Prince
Roti: Bread
Samosa: Savory pastry
Shakti: Power
Shanti: Peace
Sher: Lion
Shiksha: Education
Swarg: Heaven
Tandoori: Oven
Thali: Plate
Thug: Cheat
Tikka: Spice mixture
Tilak: Mark on forehead
Videshi: Foreign
Yoga: Union
Zameen: Land
Zindagi: Life
Hindi, with its melodic cadence and expressive vocabulary, has left an indelible mark on the global linguistic landscape. As these words permeate through various languages, they serve as ambassadors of Indian culture, fostering cross-cultural understanding and appreciation.
Language is not merely a tool for communication; it encapsulates the essence of a culture, its history, and its people. Through the assimilation of Hindi words into English and other languages, we witness the interplay of cultures, the evolution of language, and the celebration of diversity.
Beyond mere words, these linguistic exchanges symbolize the interconnectedness of humanity, transcending geographical boundaries and fostering a sense of unity amidst diversity. As we continue to embrace the beauty of multilingualism, let us cherish the richness of each language and the stories it carries within its syllables. For More Please Visit - Common Hindi Words Translated to English
0 notes
Text
0 notes
Text
Jubin nautiyal ALL SONGS LIST
Jubin Nautiyal is an Indian singer and songwriter who mainly works in the Bollywood music industry. He was born on June 14, 1989, in Dehradun, Uttarakhand, India. Jubin started his career in music by participating in a reality singing show called "X Factor India" in 2011, where he made it to the top 25 contestants.
Jubin made his Bollywood singing debut with the song "Ek Mulakaat" from the movie "Sonali Cable" in 2014. He gained wider recognition with the song "Zindagi Kuch Toh Bata" from the movie "Bajrangi Bhaijaan" in 2015. Some of his other popular songs include "Kuch Toh Bata Zindagi" (Bajrangi Bhaijaan), "Kaabil Hoon" (Kaabil), "Humnava Mere" (T-Series), "Tujhe Kitna Chahne Lage" (Kabir Singh), "Pehle Pyaar Ka Pehla Gham" (Jubin Nautiyal & Tulsi Kumar), and many more.
Jubin Nautiyal has won several awards and nominations for his work in the music industry, including the Mirchi Music Awards, Filmfare Awards, and Zee Cine Awards. He is known for his versatile voice and ability to sing in multiple genres, including romantic, soulful, and peppy numbers.
Govind Bolo Song Lyrics
Humnava Mere Song Lyrics
Ishq Karo Dil Se Song Lyrics
Kiston Song Lyrics
Pehle Pyaar Ka Pehla Gham Song Lyrics
Toh Aagaye Hum Song Lyrics
Om Jai Jagdish Hare Aarti Lyrics
Meri Tum Ho Song Lyrics
Taaron Ke Shehar Song Lyrics
Rabba Janda Song Lyrics
Main Balak Tu Mata Song Lyrics
Phir Chala Song Lyrics
Barsaat Ki Dhun Song Lyrics
Hanjugam Song Lyrics
Nayan Song Lyrics
Tera Chehra/Jaan Meri Song Lyrics
Bedardi Se Pyaar Ka Song Lyrics
Fakeera Ghar Aaja Song Lyrics
Dil Jaaniye Song Lyrics
Ishqbaaziyaan Song Lyrics
Holi Biraj Ma Song Lyrics
Kabira Song Lyrics
Dil Chahte Ho Song Lyrics
Breaking The Rules Song Lyrics
Tujhe Kitna Chahein Aur Song Lyrics
Bewafa Tera Masoom Chehra Song Lyrics
Wafa Na Raas Aayee Song Lyrics
Tujhe Bhoolna Toh Chaaha Song Lyrics
Dil Pe Zakhm Song Lyrics
Tumse Pyaar Karke Song Lyrics
O Aasman Wale Song Lyrics
Meri Tarah Song Lyrics
Kabira 2 Song Lyrics
Kaash Tu Mila Hota Song Lyrics
Udd Ja Parindey Song Lyrics
Main Jis Din Bhula Du Song Lyrics
Dil Galti Kar Baitha Hai Song Lyrics
Khushi Jab Bhi Teri Song Lyrics
Hum Tere Ho Gaye Song Lyrics
Tu Mera Ho Gaya Hai Song Lyrics
Hone Laga Song Lyrics
Meri Zindagi Hai Tu Song Lyrics
Kamli Song Lyrics
Suna Hai Song Lyrics
Tor Bhul Bhangabo Ki Kore Bol Song Lyrics
Lut Gaye Song Lyrics
Kuch Paas Mere Song Lyrics
Rim Jhim Song Lyrics
Yeh Haalaath Song Lyrics
Hare Krishna Hare Rama Song Lyrics
Mere Ghar Ram Aaye Hain Song Lyrics
Raataan Lambiyan Song Lyrics
Haaniya Ve Song Lyrics
Tum Hi Aana Song Lyrics
Meri Mai Song Lyrics
Manike Song Lyrics
Tu Banke Hawa Song Lyrics
Mere Kanha Song Lyrics
Meethi Meethi Song Lyrics
Barsaat Ho Jaaye Song Lyrics
Naya Pyaar Naya Ehsaas Song Lyrics
Teri Galiyon Se Song Lyrics
Paracetamol Song Lyrics
Tinka Song Lyrics
Mast Nazron Se Song Lyrics
Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Song Lyrics
Darbadar Song Lyrics
Maafi Song Lyrics
Ek Sher Ho Tum Song Lyrics
Hero Song Lyrics
Kachiyan Kachiyan Song Lyrics
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Song Lyrics
Kuch Baatein Song Lyrics
[Jubin Nautiyal] Mere Baba Song Lyrics
Tu Saamne Aaye Lyrics by Jubin Nautiyal ft. Yohani
Dil Jisse Zinda Hai Lyrics by Jubin Nautiyal
0 notes
Text
Sher | Urdu Poetry Raftaar 🌪️ © Aks Akshita Aks
#shayaranasafar#original writing#sher#zindagi#sheroshayari#urdusher#urduadab#urduzaban#urdupoetry#urdushayari#shayari#urdushayar#yqdidi#yqbhaijan#writersofindia#poetry#poet#rishte#raftaar#poetess#urdu literature
0 notes
Text
Finally making an intro post.
Prev urls: mera-mann-kehne-laga -> dil-sambhal-ja-zara
Hey!! Welcome to my blog *excited waving* You must've already gotten an idea of what it's all about from the above mentioned post hehe
I'm a Minor, Desi and a hopeless romantic.
I'm a dark academia fan. I often reblog poetry, quotes, writeups, mood boards and other related stuff And lots of random funny nd interesting stuff too.
A part of Multiple fandoms cuz I'm an obsessive and ardent consumer of media of all forms
Some of the fandoms I'm in -
Riordanverse, Grishaverse, Harry Potter, Hunger games, and almost alll Disney movies (like tangled, encanto, Descendants etc),
I love watching movies and shows of almost all kinds. Bollywood is the loml.
I love reading novels. of almost all genres. Book recs are always welcome even tho my tbr list is infinitely long .
I LOVE MUSIC . I often reblog Spotify tracks shared by my mutuals and rave about my fav ones. I listen to both eng and Hindi ones. I like Pakistani and Korean songs also. And yes I'm a Swiftie too. Song recs are moore than welcome.
I'm crazy about the Moon and sunsets and the space and stars. I sometimes post moon and sunset pics with self composed poems (under #poetry by me)
I rant a lot here. Me also describes certain events meri Roz marra ki zindagi ke.
I'm obsessed with fictional characters and fictional worlds and it's quite evident in my blog.
If we're mutuals, feel free to tag me in posts related to Moon, space, poetry, and photography.
This is a safe place for allll queer people.
And harmless anons and asks are always welcome!! I love being sent poems and shers as anons :)
LGBTQ+ Haters and Trans/homophobes can go away please. Dni.
My blog doesn't have a blog type. It's a mess just like my brain lol
161 notes
·
View notes
Text
A letter Tani
"Hellllloooo Taaniii partner"
Kaise hain aap. Jaisi bhi ho ab to main aagaya ab to mast ho hi jaengi aap."Why fear when Sahil is here"
Taani partner aapne kaha tha na ki ye baarish kyu ho rhi hai, aapko weekend pe ghumne jana tha. To Lo ji hamne baarish rukwa di thi aapke liye. Ooji aap hukum karo India ka number 1 banda apki khidmat mein haazir hai. Apke liye kuch bhi karwa sakta hai.
Par ye sab baate side rakho, aap theek haina? Chalo acha hai
Apko ek baat kahu? Aap na bohot khubsurat ho, apki ankhen ufff kya kahu unke bare me. Inn nazro ki khatir to hazaron nazaare qurbaan. Maine kaafi pehle ek sher likha tha jo aisa lagta hai ki apke liye hi bana tha
"Ki tu ek nazar bhar ke dekh le mujhe phir kyu main kisi maykhaane ki sharaab mangunga"
Aur apki smile pata hai kitni dangerous hai, mere paas dil hota to iss smile pe pkka aa jata. Ye jo saare patte murjha jaate hain khizaaon mein aur puri dharti par sirf maut aur maayusi chaai hui hoti hai . Tab apka chehra hi to ye duniya raushan karta hai. Apko na shayad isilie autumn pasand hai. Koi competition nahi hota apki khubasurti ka, Nature tak chala jata hai. Par waise bhi apke competition mein koi hai hi nahi.
Aap number one ho.
Kabhi milenge to aapko apne favourite gaane sunaunga kuki mere pas kuch hidden gem hai jo kaafi logo ne nahi suna. Mujhe umeed hai aapko pasand aayega. Sath mein baith ke earphone ek ek kaan mein share karke aapko apne saare khubsurat gaane sunaunga. Aap gaane pe dhyaan dena aur main aap par.
Mera bohot dil karta hai aapko pahadon pe lejaun bike pe bithaake. Waha ki thandi hawaaon mein apke julfien slow motion mein udengi aur apke gaalon ko chedti hui guzregi. Phadon mein aasmaan itna saaf hota hai ki raat mein puri Akash Ganga matlab Milky Way Galaxy nazar aati hai. Waha ke paane mein ek alag hi mithaas hai jaise waha ke logo mein hai. Aur aapko autumn pasand haina . Autumn mein Kashmir ki vaadiya aur bhi chamak uthti hai . Waadi ka rang ek dum laal ho jata hai. Waha ki khubasurti iss kaagaz par utaarne lag gaya to saari ink khatam ho jayegi par baatein nahi khatam hongi.
Ye dekho itna choor hoagaya aapse baate karne mein ki waqt ka ehsaas hi nahi hua.
Raat hogai hai Taani partner. Aapse mile pure 8 mahine 25 din hogaye hain. Pata nahi kitna aur waqt lagega ye mulaaqat muqammal karne mein.
Par koi nahi tab tak aapki yaadon ke sahare zinda rahenge. Aur agar iss janam mein mulaaqat na bhi to darna kis baat ka
" Picture abhi baaki hai mere dost"
Apna khayal rakhna
Aur kabhi dar lage ya zindagi sataaye to ek awaaz dena bas.
Ye banda aaspaas hi hoga.
Chalta hun
Phir milenge chalte chalte
Tumhara Hamesha
Lihas
Just a Letter
0 notes
Text
یہ جو گہرا سناٹا ہے
وقت نے سب کو بانٹا ہے
This deep silence,
world has distributed it to everyone
تھوڑا غم ہے سب کا قصہ
تھوڑی دھوپ ہے سب کا حصہ
Some sadness is a part of everyone’s life,
Some sunshine is a part of everyone’s life,
آنکھ تیری بیکار ہی نم ہے
ہر پل اک نیا موسم ہے
Your eyes are wet without any reason,
Every second is a new season
کیوں تو ایسے پل کھوتا ہے
دل آخر تو کیوں روتا ہے
Why do you let go of such priceless moments?
Oh Heart, why do you cry?
Farhan Akhtar // Zindagi Na Milegi Dobara
#Urdu post#urdu shairi#urdu ghazal#urdu literature#farhan akhtar#zindagi na milegi dobara#poetry#urdu lines#urdu sher#tumblr staff#old ghazal#punjab#love#ishq#longing#udass#dil akhir tu kiun rota hai#cry#tears#urdu stuff
55 notes
·
View notes