#lakeer
Explore tagged Tumblr posts
random-xpressions · 7 months ago
Text
There are lines on my forehead and lines on my palms. They all running in a single direction - towards you...
Random Xpressions
8 notes · View notes
shayriara · 11 months ago
Text
#laachaari
किसी के भाग्य मे इतनी लाचारी ना लिख राम कि उसे रास्ता मौत लगे
ज़ब वो सर झुकाये तेरे सजदे मे तो उसे लकीरें भी लकीरो की सौत लगे...
Kisi me bhagy me itni laachaari na likh raam ki use rasta mout lage
Jb vo sir jhukaaye tere sajde me to use lakeere bhi lakeero ki sout lage..
- Krishna sharma (कृष्णा शर्मा )
20 notes · View notes
dilkyunyehmera · 11 months ago
Text
my two cents on Husn by Anuv Jain:
it starts right in the middle of the feels. you start by unwrapping all the packed sadness you've kept on the shelf. and as it progresses, you can feel that it stops being a song, it really brings you to this collective place we all go to when we're sad.
it's like my friend is telling me their story and i feel how they think they're okay and then they say "Lagta mujhe, mere naam ka, zikr kahi bhi hoga nahi" and the facade breaks. they realise they'll not even be remembered and it's not okay. they've been completely broken to the point of giving up but they can't.
"Meri aankho mein dekho" (😭) are the exact words we've felt and said to someone and desperately wished for. it's a cry for love, and if you haven't already started crying, you'll be bawling by now. this is where i broke. the sheer raw feels hit so bad. the amount of care i have inside me just floods out because he's broken all my nicely made dressing.
And then suddenly they just come out of it, "Dekho dekho kaise kheechi lakeere" and "Main iss daud mein nahi". Haha, right, the dissociation begins and you try to cover the wound until next time (which mostly is immediately afterwards because this song is on loop)
yes I'm a masochist
19 notes · View notes
feistyfaerie · 8 months ago
Text
Ye baat jhoot nai ke mard zamaney ke dhakkey khata hai,
apne biwi bacho ka pait bharta hai, unke sar par saaya hota hai, andar se toot'ta hai lekin kisi ke samney ah tak ni bharta.
Lekin maine bohot bareeki se jaiza Liya hai dono jinso ka, aurat us parley mai mujhe bhari nazar ayi hai.
Aurat jab beti hoti hai to socha jata hai ke isko biyana hai, rukhsat karna hai kisi tarah se, nai to farz adaa nai hoga waaliden ka.
Jab biwi banti hai to shohar kehta ke mera kaha hua pathar par lakeer hai. Aurat se uski awaz leli jati hai.
Aur jab maa banti hai, to bachey sochtey ke hain isko kia hi maloom hoga, humne to isey goonga paya tha.
13 notes · View notes
writingismydrugss · 26 days ago
Text
Humari takdeer main dard ki lakeer kyu karoch rahi ho raja?
3 notes · View notes
hauxicrook · 3 months ago
Note
https://www.tumblr.com/hauxicrook/759966453596291072/marry-a-guy-who-can-speak-good-words-to-you-even?source=share
damn, u gonna be unmarried for life🥶
Patthar ki lakeer nahin hai....... But we'll see
2 notes · View notes
shadowysaladbonklover · 4 months ago
Text
Patharon ki lakeere the kya mere vaade
Is seene m ghau BN ke rh gya
Tum jheel samundar thi
M to bas aag BN ke rhe gyaa
Sh-1
2 notes · View notes
soujjwalsays · 2 years ago
Text
The beauty in these lines...
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Main Tenu Fir Milaan Gi
Kithey? Kis Tarah? Pata Nai
Shayad Terey Takhayul Di Chinag Ban Ke
Terey Canvas Tey Utraan Gi
Ya Khowrey Terey Canvas Dey Utey
Ikk Rahasmayi Lakeer Ban Ke
Khamosh Tenu Tak Di Rawaan Gi
Par main tenu zarur milan Gi
- Amrita Pritam ji
51 notes · View notes
teddys-draft · 9 months ago
Text
Bhagwan ne lagta hain life partner wali lakeer hi nahi daali hathon me
5 notes · View notes
devspeaks · 7 months ago
Text
Kuch sawalo ke jawab mein khud hi dhundh raha hun
Pyaar kya hai yeh mein khud se hi puch Raha hun
Kya intezaar unke ko pyaar ka naam du
Kya deedar unke ka pyaar ka naam du
Unke intezaar aur deedar ke liye kya mein jee raha hun
Pyaar kya hai yeh mein khud se hi puch Raha hun
Kya akele baithe unke baare mein soche
Ya unke saath ho to unhi ko dekhe
Akele aur saath mein unke baare mein hi sochne ke liye hi kya mein jee raha hun
Pyaar kya hai yeh mein khud se hi puch Raha hun
Abb ek kadam agee bharne ka jee chah Raha hai
Duniya daari parre rakh kar tujhe sab kuch batane ka jee chah Raha hai
Pata nahi aapke naseeb mein hum hai ki nahi
Pata nahi manzil mein Teri hum hai ki nahi
Par yeh pata hai humne ki humari har manzil aur haath ki har lakeer mein tumhara hi naam rehega
Chahe tum Mere Saath hai ki nahi
Tum ho pass tum ho saath yeh hamesha se maana hai
Waise bhi sab kuch sab ko mil jaaye aise kabhi hota nahi
kissi ne kaha tha
Tu hamesha se pyaar hai Mera zidd hoti to kabhi tujhe khota nahi
Zidd hoti to kabhi tujhe khota nahi....
2 notes · View notes
noorjehan · 2 years ago
Text
"jisko mila wo, mujhe uski hatheli dekhni hai
kaisi hoti hai lakeer jo mere haathon mein nahi"
25 notes · View notes
wojosubahjaldinahiuthti · 2 years ago
Text
you and me her
Tumblr media
oh how he crowned his heart with her existence screaming until she named her own after his.
tumne naam jo liya, maine dil de diya, ab iss dil ka kya karoon jo tumhara ho gaya. par wo naam mera na tha, na kabhi ho sakega.
he let his heart bleed into the words he wrote allowing it to seep into the tragedy she loved.
tumne wo kagaz ke pannon pe lafz jo likh dale, mano meri ruh ne tumhari mauhar lagali. par wo panne, wo nazm tumhare jate hi, ghum gaye.
he wasn't her first love nor was she his but was his first even true if it wasn't with her.
pyar toh sab karte hain, humne mohabbat karli, tumhari yaadon mein kayi dafa aankhen bharli. par wo mohabbat hi kya jisme dil na toote.
he ripped her from his soul where she had lived the fragments of her that remained robbing him of life.
jab ja rahe the, toh apni yaadein saath le jate, kam se kam, wo maayoos pal mujhe na satate. par unko apni ruh mein basa loongi, akhir tumhare the.
he couldn't bear to look back at her, his heart the one he loved, she who had dethroned herself.
mud ke na dekha gaya ek baar tumse, pata tha ki ruk jaoge agar aansoon beh gaye meri aankhon se. par tum the musafir, aur musafir laut ke nahi aate.
he would've laid down his life for her but instead she laid down hers, unbeknownst he died with her too.
haath thaam ne ke vade adhure reh gaye, sapnon ki kashti ko toote dil baha ke le gaye. par kashtiyon toh bani hi behne ke liye hoti hain.
he bled through the wounds she left in her wake but still wanted to be consumed by her.
ek hoke, kisi aur ke ho jayenge tumhe tod ke, shayad dono saath nahi ho payenge. par agli baar mujhe todne ki poori ijazzat hai tumhe.
he rewrote the pages when he met her yet plead every night for one last word.
na chahte hue bhi khudko tumhara hone diya, meri jaan, maine tumko kho jane diya. par kahaniyan toh unki sunate hain na jo milke bhi kho jayein.
he knew he could last an eternity without her but was it worth if his half died without her half
wapas na aana kabhi tum lautke, yaad aajayega jab tum gaye the chhodke. par rasta bhool jao, toh chamakta tara ban jaongi, haath ki lakeer ban jaongi, phir tumhari ho jaongi.
he needed to go back, he had to she loved tragedies but he knew she had loved him more
ravina <3
20 notes · View notes
not-a-nice-man-to-know · 2 years ago
Text
Jisko mili woh uski hateli dekhni hain
Kaisi hoti hain lakeer jo mere hathoon mein nahin
- Gulzar
12 notes · View notes
maybe-anshi · 2 years ago
Text
Jisko mila voh mujhe uski hatheli dekhni hai, "Kesi hoti hai lakeer jo mere hatho mei nahi?"
8 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 1 year ago
Text
آج موسم نے عجب رُت بدلی۔ رات میں پڑتی شدت کی سردی صبح چلچلاتی دھوپ میں بدل گئی۔ دسمبر کے اس بے ترتیب دن کو سوچتے یادوں کے پردوں میں کہیں تم سرسرائے۔
میرا روانی سے چلتا قلم دھیرے سے کپکپایا پر پھر سے چل پڑا۔ میرے کاجل کی ل��یر بھیگی پر سنبھل گئی۔ دھوپ تھی، شام ڈھلی تو گزر گئی۔ تپش کو دُھند کھا گئی پر یاد کے پردوں سے تم کئی دن تک نہ جا سکے۔
س ی ط
Tumblr media
Aj mausam ne ajab rutt badli. Raat mai parti shiddat ki sardi subha chilchilaati dhoop mai badal gayi. December k is be-tarteeb din ko sochtay yaadon k pardon mai kahin tum sarsaraye.
Mera rawani se chalta qalam dheeray se kapkapaya, pr phir se chl para. Mere kajal ki lakeer bheegi, pr phir sambhal gayi. Dhoop thi, shaam dhali to guzar gyi. Tapish ko dhund khaa gyi par yaad k pardon se tum kayi din tak na ja sakay.
-SYT
3 notes · View notes
questof-truth · 2 years ago
Text
Jisko mili woh ,mujhe uski hatheli dekhni hai
Kaisi hoti hai lakeer, jo mere haanthon mein nahi
-Gulzar
2 notes · View notes