#khubsurti
Explore tagged Tumblr posts
localrants · 4 months ago
Text
✨ If you write a book on falling in love, what would be the last line? ✨
 اور اختتام پر میں نے یہ جانا کہ اس عشق نے کِس خوبصورتی سے میرے وجود کو مٹی کیا۔ میرے دِل کو چراغ سا روشن کیا، پھر رات سا اندھیر کیا۔  اس کے باوجود تمہاری محبت نے  مجھے بھرپور  باور کروایا کہ اگر زندگی نے پھر موقع دیا محبت کا تو ضرور کریں گے اور پھر سے, صرف تم سے ہی کریں گے۔
-یسریٰ طارق
Tumblr media
"Aur ikhtetaam pr mai ne ye jaana k is ishq ne kis khubsurti se mere wujood ko matti kiya. Mere dil ko charaagh sa roshan kiya, phir raat sa andher kiya.
Tumhari mohabbat ne mujhe bharpur bawar karwaya k agar zindagi ne phir se mohabbat ka mouqa diya tw zarur karengy, aur phir se sirf tum se hi karengy!
-Yusra Tariq
25 notes · View notes
verses-n-moon · 6 months ago
Text
Kitna acha lagta hay na jab koi pura din masrofiat ke bais apse raabta na rakh sake aur din ke akhir mei apko boley "tumhare awaaz nhi sun'ni thi, tumse baat nhi hui thi to din bhut khali khali sa guzra hay mera, tum se baat karne ko dill chah raha tha" muhabbat ki khubsurti yahi hay ke koi hay jo apka intizar karta hay, apko yaad karta hay, apse baat na ho to uska din acha nhi guzarta koi hay jis ko apki kami mehsoos hoti hay. [via - Hazel Clouds]
9 notes · View notes
aahanna · 8 months ago
Text
Mujhe bhi apna face ya daily activities post krne ka man krta h fir meri anxiety mujhe marr degi, fir kehti hu Dil ki khubsurti is more imp lol 🤡
18 notes · View notes
natasha-ki-mehfil · 12 days ago
Text
"In aankho ki masti mein, Mastaane hazaaro hain"
Khuda ne aisi aankhe banaye hain,
Unki aankho se nazar hat ti nahi.
Aisi khubsurti, khud Unhone hi banaya hain,
Ki saase aur chalti nahi
2 notes · View notes
shahsalim · 26 days ago
Text
Main shahab hoon, jo khala mein azaad bhatakta hai,
Wusaaton ke samandar mein roshni ka ek tukra chamakta hai۔
Kehkashaan se kehkashaan tak mera safar hai,
Har manzar ek naye raaz ka humsafar hai۔
Sitaron ke qareeb guzra hoon, unke sayyaron ko bhi dekha hai,
Har ek apni khubsurti mein bemisaal, har ek apne rang mein anokha hai۔
Kahin heeron ki baarish, kahin aag ke dhaaray,
Qudrat ke nazaare, jin mein har lamhe mohabbat se lipte hai۔
Par main kisi kashish ka qaidi nahi،
Na kisi madar ka hissa hoon, bas azaad safar ka raahi hoon۔
Mujhe na rukna hai، na bandhna،
Bas apne kinare ki talaash mein chalte rehna hai۔
Meri kahani likhi nahi gayi،
Yeh safar hi meri tasveer hai، jo har waqt mein saji hai۔
Main akela chala tha، akela hi rahunga،
Jahan e khala mein azaad ghoomta, apne kainaat ke ikhtitam ki talaash mein۔
2 notes · View notes
9javan · 1 month ago
Text
Why do I look so fine today ?? Hair slaying eyes dazzling and my thighs rehmat. Bloated tummy doing it's own thing wah. Itna haseen..Aise lagta hai bade din baad sheesha dekha h. Iti khubsurti ek sath kamal. Idbustanutinmyselfificouldngl
6 notes · View notes
nikamrohit-blog · 1 year ago
Text
Tu… mere baaton me thi, khayalaton me thi. Jab koi khubsurti pe sawaal karta, tab tu hi mere jawabon me thi. Thi toh tu har jagha, mere dil-o-dimag me. Baas mere zindagi me hokar bhi, thodi parayi si thi. Tu mere baaton me, khayalaton me, aur kabhi na puri hui meri ek kahani me thi.
7 notes · View notes
shyama-pyaari · 2 years ago
Note
Kya hai tumhaari khubsurti ka raaz?????
bas karo yaar
7 notes · View notes
getwetintherain · 1 year ago
Text
Ham ladkiyo ki ki tarif to sirf wo sayar karte hai jo hamari khubsurti ko apne panno ma likhte he kabhi khubsurat yaad to kabhi dil ke Tut Jane ka raaz kehte he kabhi pehla paayr to kabhi zindagi bhar sath nibhane wali hamsafar batate he Paayr bhare kuch shabd hi sahi magar hamari tarif ma wo bhi bohot kuch keh jate he.
_simran.chetri
2 notes · View notes
aslam-rp · 10 hours ago
Text
Ghatak Padosi
Tumblr media Tumblr media
Theme: Interfaith Cheating Affair
Characters:
Aslam Khan: 40 saal ka ek handsome aur strong Muslim mard, height 5'10", educated aur successful import-export businessman. Aslam ab tak single hai kyunki use naye aurton ko patana aur unhe apne bed tak lana pasand hai. Usne kai shaadi-shuda aurton ko apne jaal mein phasa chuka hai.
Anjali: 29 saal ki ek khubsurat aur simple gaon ki ladki. Uska figure 34-30-36 ka hai, sanskari aur apne pati Raaj ke liye loyal hai. Wo hamesha simple saree pehenti hai aur sharmili hai.
Raaj: 34 saal ka ek Hindu mard, jo sarkari naukri karta hai aur sheher mein rehta hai. Anjali ka pati hai lekin paisa kamane ke chakkar mein apni patni ko nazarandaaz karta hai.
Story Outline:
Scene 1:
Aslam apne out-of-town trip ke baad wapas aata hai aur Raaj ke flat par jaata hai jo uske flat ke samne hai.
Bell bajate hi darwaza Anjali kholti hai. Raaj uss waqt ghar par nahi hota.
Anjali ko dekhte hi Aslam uski khubsurti aur simplicity se mantramugdh ho jaata hai. Wo sochta hai, "Yeh kya khoobsurat cheez hai! Isse zarur patana padega."
Anjali polite tarike se apna introduction deti hai aur Aslam uske bare mein aur jaanne ke liye curious ho jaata hai.
Scene 2:
Shaam ko Aslam Raaj ke ghar jaata hai, dono se ache se baat karta hai aur unhe dinner ke liye apne ghar bulata hai.
Baaton ke beech, Aslam chupke-chupke Anjali ko dekhta hai aur uski tareef karta hai.
Anjali Aslam ko achha aur charming lagta hai, lekin wo mehsoos karti hai ki shayad wo flirt kar raha hai.
Scene 3:
Raaj aur Anjali dinner ke liye Aslam ke ghar jaate hain. Aslam unka swagat karta hai aur khaane ke beech Anjali ki khule aam tareef karta hai.
Dinner ke end par Aslam Anjali ko ek gift pack deta hai.
Raaj mazaak mein kehta hai ki wo ab tak Anjali ko sheher nahi ghumaa paaya kyunki uske paas time nahi hai.
Aslam turant offer karta hai ki wo Anjali ko next day sheher ghumane le jaayega. Raaj apne dost par poora bharosa karta hai aur haan keh deta hai.
Raat ko, Anjali gift kholti hai aur dekhti hai ek modern dress aur mehnga necklace. Usse Aslam ka style aur generosity pasand aata hai aur wo sochti hai, "Is aadmi mein dum hai."
Scene 4:
Agle din Raaj Aslam se request karta hai ki Anjali ko shopping ke liye le jaaye. Aslam khushi-khushi maan jaata hai.
Aslam shopping ke dauraan Anjali ki tarifon ki baarish karta hai aur sari shopping apne paise se karwata hai.
Anjali ko uska ye attitude aur care acha lagta hai, aur wo dheere-dheere uski company enjoy karne lagti hai.
Scene 5:
Teen din baad Raaj ko office ke kaam se 2 din ke liye sheher se baahar jaana padta hai.
Wo Aslam se kehta hai ki Anjali ka dhyan rakhe aur agar use kuch zarurat ho to madad kare.
Raaj ke jaane ke baad shaam ko Aslam Anjali ke paas jaata hai aur use dinner ke liye chalne ko kehta hai.
Anjali shuru mein mana karti hai, lekin phir maan jaati hai.
Scene 6:
Anjali ek hot si saree pehen kar Aslam ke saath dinner ke liye jaati hai.
Dinner ke baad Aslam use ek night club le jaata hai. Anjali pehle mana karti hai, lekin Aslam ke kehne par maan jaati hai.
Club mein Aslam use ek corner mein le jaata hai, jahan lights kaafi kam hoti hain, aur use dance ke liye mana leta hai.
Dance ke dauraan Aslam dheere-dheere Anjali ko touch karne lagta hai. Anjali ko ek handsome aadmi ki touching achi lagti hai, lekin wo use rokne ki koshish karti hai.
Dheere-dheere wo bhi Aslam ke charm aur touch mein kho jaati hai.
Club ke baad Aslam use apne flat le jaata hai. Anjali wapas apne flat jaane ki zid karti hai, lekin Aslam use hug karke bed par gira deta hai aur kiss karna shuru kar deta hai.
Shuru mein Anjali use rokne ki koshish karti hai, lekin wo bhi uski baahon mein kho jaati hai.
Raat bhar Aslam aur Anjali ek doosre ka saath enjoy karte hain. Subah tak Anjali Aslam ki diwani ban jaati hai aur uske aur kareeb aana chahti hai.
Kya aap aur scenes ya details add karna chahenge?
1 note · View note
insiyatalks · 15 days ago
Text
ADAB O EHTARAM
Adab o Ehtaram bht pyari chiz hai.Ehtaram mohabbat bdhati hai.Chahe woh buzurg ho,ya Ilm ya apke Janne wale,chahne wale ehtaram krna chaye.Ehtaram krein us ilm ka us kitab ka us Ustad ka jisse ap pdh rhe hai Jab tak yeh ni hoga uski taseer ni aygi.Adab apko unche muqam par pohchahti hai.Jo khubsurti 'Ap' keh Kar mukhatib krne se ati hai woh tu tarake se aa e nhi skti.
0 notes
verses-n-moon · 11 months ago
Text
Sakoon.
Mujhe lagta hai zindagi mein aik point ata hay jab hamen sirf sakoon chahye hota hay, ham unhi logo se taluq rakhte hain, jo hamare sakoon mein khalal nahi dalte. kuch ho ya na ho sakoon hona chahye. Muhabbat, daulat, khubsurti kabhi na kabhi dhal he jati hay, kisi ka sath ho ya na ho. Dost, muhabbat, duniya, har shay peeche reh jaati hay jab baat sakoon ki ati hay. Dua kia kren, kuch ho ya na ho zehni sakoon hona chahye. [via - Hazel Clouds]
6 notes · View notes
adnanwrites · 25 days ago
Text
Naaraz mat ho, jaana
Kyu ke tum naaraz hue toh hum kaha jayenge
Fakad tumhare hai sanam lautkar tumhare hi paas aayenge.
Yun meri baaton se duur na jaaya karo,
Yun apni gusse waali adao se hame na sataya karo.
Khubsurti tumhari aisi hai ke satate hue bhi ache lagte ho,
Rishta tumse aisa hai ke jhooth bolte hue bhi ache lagte ho.
Tafseerein, Tadbeerein aur Tasveerein kya mehez kaafi hain?
Ruk jao, jaana abhi kaafi umrein baaki hain.
0 notes
shayarikitab · 4 months ago
Text
Best 100+ खूबसूरती की तारीफ शायरी | Khubsurti Ki Tareef Shayari
प्यार में, हम अक्सर उस व्यक्ति के लिए प्रशंसा व्यक्त करते हैं जिसे हम संजोते हैं, यह जानते ह��ए कि हमारी प्रशंसा खुशी लाती है और हमारे बंधन को मजबूत करती है। रिश्तों में तारीफें आम बात हैं, लेकिन जब उन तारीफों को शायरी के रूप में पिरोया जाता है, तो वे और भी आकर्षक हो जाती हैं। आज के लेख में, हमने आपकी प्रशंसा व्यक्त करने में मदद करने के लिए कुछ Khubsurti Ki Tareef Shayari साझा की हैं।. ये शायरी सिर्फ़ शब्द नहीं हैं; ये आपके प्यार को गहरा करने का एक तरीका हैं। चाहे आप अपनी Girlfriend की तारीफ़ करना चाहते हों या किसी ख़ास को प्रभावित करना चाहते हों, ये शायरी कमाल कर देंगी। अगर आपकी अभी तक कोई गर्लफ्रेंड नहीं है, तो ये शायरी किसी को भी आपसे प्यार करने के लिए आकर्षित कर सकती हैं। इन शायरियों को सुनाना या शेयर करना निश्चित रूप से एक स्थायी छाप छोड़ेगा, जो आपके रिश्ते को काव्यात्मक रोमांस के स्पर्श के साथ बढ़ाएगा।.
Khubsurti Ki Tareef Shayari
Tumblr media
हमें लिखनी है उन पर एक पूरी किताब….. उनकी तारीफे चंद लफ़्ज़ों में हमसे बयां नहीं होंगी….!!!
Tumblr media
तुम हकीकत नही हो हसरत हो, जो मिले ख्वाब में वही दौलत हो, किस लिए देखती हो आइना, तुम तो खुदा से भी ज्यादा खूबसूरत हो।
Tumblr media
महंगी हे तु कोहिनूर से भी , खूबसूरत हैं तु हूर से भी , दूर से दिखते हे चांद में दाग मगर , बेदाग हे तु दूर से भी ..!! समझ में आया लोग चाँद को खूबसूरत क्यों कहते हैं शायद मेरी तरह वो भी उसमे अपनी ही झलक देखते होंगे।
Tumblr media
ज्यादा बड़ा शायर तो नहीं हूं मैं बस तुम्हें खूबसूरत लफ़्ज़ों में पिरो देता हूं।
खूबसूरती की तारीफ शायरी 4 लाइन
Tumblr media
तुम खूबसूरत हो, जानती हो हम तारीफ ना करें, तो क्या करें आंखे कातिलाना हैं तुम्हारी, जानती हो हम जां निसार ना करें, तो क्या करें..!
Tumblr media
हजारों गुलाब है महफिल में पर मेरे वाला गुलाब सबसे खूबसूरत है…❤✍️
Tumblr media
मेरी ज़िंदगी में रौनक़ों की वजह हो तुम । मेरे ख़्वाबों में पारियों की जगह हो तुम। जिस आईने में ख़ुद को रोज़ सवारती हो तुम । उस आईने की खूबसूरती की वजह हो तुम ।
Tumblr media
खूबसूरत हो तुम दिलकश मुस्कुराहट है तुम्हारी एक झलक पाकर ही धड़कने बढ़ जाती हैं हमारी
Tumblr media
इन्ही को सुकून इन्ही को कहर लिखा है हमने तेरी आंखों को खूबसूरत शहर लिखा हैं।
Tumblr media
ज़िन्दगी का सबसे खूबसूरत ख्याल हो तुम इश्क़ और इबादत दोनों में बेमिसाल हो तुम ❤️❤️ इसी खूबसूरत से नाम ने ही बरबाद कर रखा है वरना, इश्क के पहले जख़्मी ही कौन था। इश्क के फूल खिलते हैं तेरी खूबसूरत आँखों में, जहाँ देखे तू एक नजर वहाँ खुशबू बिखर जाए…. इश्क की गहराईयों में…खूबसूरत क्या है एक मैं हूँ, एक तुम हो और जरुरत क्या है।
खूबसूरती की तारीफ शायरी २ लाइन
तुमको लिख पाना , कहाँ मुमकिन है.. इतने खूबसूरत तो लफ्ज़ भी नहीं मेरे पास..💜 बेहद खूबसूरत “गजल” हो तुम, तुम्हे हर पल गुनगुनाता हूं मैं.. 😊😊❤️❤️ वह बहुत खुबसूरत है इससे कोई परहेज नहीं, और कत्ल करती हैं जिस कदर वह मेरा, नजर तेज धार है उतनी जितनी तलवार भी तेज नहीं। अगर मेरे अल्फाज भी खूबसूरत लगते हैं तो सोचिए, जिन्हें सोचकर लिखते हैं वो कितने खूबसूरत होंगे…!!
सनम की खूबसूरती की तारीफ शायरी
बहुत खूबसूरत है पूरी कायनात, फिर भी तेरे ख़्याल से खूबसूरत कुछ भी नहीं! खूबसूरत मेरी शायरी नही तेरी मोहब्बत है जो नूर बन कर झलकती है मेरे लफ़्ज़ों में… औरों को पसंद आती होगी मेकअप में छुपी खूबसूरती, हमे तो तेरी सादगी पसंद है .!!🥰🥰 सभी खूबसूरत है मगर… बेइंतहा शब्द… किसी एक के लिए होता है.. ✍️
किसी व्यक्ति की तारीफ में शायरी
तू चाँद सी खूबसूरत है 🌙 बादलों में न छिप जाया कर☁️ और क्या रखा है.? ✨ चाहतों में ♥️🌼 इबादतों में ♥️✨ शिद्दतों में ♥️✨ बस हर रोज़ दिख जाया कर 😇✨ रात भर करता रहा में तारीफ चांद से ।।। तेरे इश्क में उसको भी फीका बता दिया।। तेरी खूबसूरती की चमक में। अब क्या कह उसे तेरी तारीफो ने सुबह के जलते सुरुज को भी ठंडा बना दिया ।।। हर बार हम पर इल्जाम लगा देते हो मुहब्बत का.. कभी खुद से भी पूंछा है इतनी खूबसूरत क्यों हो..!!!! ❤️😻 धीरे से लबों पर उतरा ये सवाल.. वो ज्यादा खुबसूरत है या उसका ख्याल .. 🌺 धीरे से लबों पे पिघला है यह सवाल……. तू ज़्यादा ख़ूबसूरत है या तेरा ख़्याल…….!!! खूब���ूरत तो सारे गुलाब होते है, पर मेरी पसन्द का गुलाब हो तुम।
स्त्री की सुंदरता पर शायरी
तुमसे टकराए तो मालूम हुआ हादसे खूबसूरत भी हुआ कर��े है। नजर लगती है हर खूबसूरत चीज को…. कोई काला धागा बांध दे मेरे इश्क़ को…..🖤 तुम्हे याद करने से होंठों पर मुस्कुराहट आ जाए, एक ऐसा खूबसूरत ख्याल हो तुम…..* लाज़मी है चेहरे पर तिल होना खुबसूरत चेहरे पर पहरेदारी भी जरूरी है 💖 अपने महबूब को गजल में सवारूँ कैसे, वो मेरे ख्याल से बढ़ कर खूबसूरत है। मेरा और उसका कुछ ऐसा किस्सा है ….. मेरी छोटी सी दुनिया का वह खूबसूरत हिस्सा है ….. बहुत खूबसूरत हो तुम फूल की तरह,😁 😌खुद को दुनिया कि नजर से बचाया करो, सिर्फ आँखों में काजल ही काफी नहीं,😵 गले में नीम्बू-मिर्ची भी लटकाया करो।🍋 मेरी नज़रों का क्या कसूर जो दिल्लगी तुमसे हो गई अरे पगली!!! तूं है ही इतनी खूबसूरत जो मोहब्बत तुम हो गई 🤪 उसकी खूबसूरती की तारीफ करने से डरते हैं, कहीं समझ न ले वो इसे हमारी खता,🥀🌺 इसलिए इजहार-ए-मोहब्बत करने से डरते हैं। मेरे लफ्जो में है तारीफ एक चेहरे की…………💕💕 मेरे महबूब की मुस्कुराहट से चलती है शायरी मेरी…💕💕 Read Also Read the full article
0 notes
danzer91 · 5 months ago
Video
youtube
Ladke Ki Khubsurti Unka Paisa hota hai💸🗿 || #sigma
0 notes
stoookes · 7 months ago
Note
OMG wait wait I'll tell you something more about how whack Hindi soap operas are 🤣🤣🤣 So during the lockdown, my mum and grandma used to watch a Hindi serial called Pinjara Khubsurti Ka, which literally means Cage of Beauty. So here, the female lead is the typical demure, quiet, shy, sweet and polite heroine. She's recognised more for her beauty than her achievements, and she's very upset with that (how sad that you fit into the stereotypical beauty stands boo hoo 🙄) and whining about how beautiful she is and she wishes she wasn't so beautiful because that's all anyone else can see or appreciate about her is her whole ass personality. Then the hero appears: our typical toxic rich alpha male. he falls in love with the heroine, pursues her despite her repeated nos and when all else fails, he coerces her family into getting her married to her. After their marriage, he becomes extremely possessive of her, and he actually builds a real, live, fricking golden cage in his living room to keep her in, in order to prevent her from going anywhere without his permission. Hence the title, cage of beauty. Then when the heroine grows closer to his own brother, the male lead has the brother killed and disfigures the girl's face so as to make her undesirable to other men. So basically Pat as the alpha male, VK as the long-suffering spineless wife, and Kane can be the brother that gets killed. Also Pat building a golden cage for VK in the living room bahahahaaha 😭🤣
jesus christ that's unhinged -- who is writing this stuff???
I thought I was bad xD
0 notes