#chand chehra
Explore tagged Tumblr posts
Text
Jawan kaliyon mein sharma ke muskurata tha
Sufaid gulabon mein khilkhila ke hansta tha
#urdu#nazm#jugni#lahore#ghazal#muskurahat#chand chehra#jonaki#kaliyan#udas#dil#gham#sufi#azadnazm#gulzar#nasha#sagat
1 note
·
View note
Text
old timey bollywood songs actually fucked so hard why are we not talking abt this???
2 notes
·
View notes
Text
Why it's always 'blue eyes' for this generation and never "sagar jaisi aankhon wali ye toh bta tera naam hai kya?"
#desiblr#indian aesthetic#blue eyes#Chehra hai ya chand khila hai#Zulf ghaneri shaam hai kya?#saagar jaisi aankhon waali..#Ye toh btaa tera naam hai kya?#not fair#We need Kishore da's songs to go through life#desi tumblr#desi songs#India#kishore da#rishi kapoor
23 notes
·
View notes
Text
Nazm - Subah ka khwab
Aur phir ek subaha meri nam ankhon ne karwat li to ek sard chand sa aur Sadiq chehra ,lambi palkein ankhon ke sahil par, jaise darya ke kono pe sabze lehratey hain,
Maine dekha aur ankhein band kar li, khuli ankhon se subah ka khwab ..kahin gum na ho jaye , .
-Alina Quazi
اور پھر ایک صبح میری نم آنکھوں نے کروٹ لی تو ایک سرد چاند سا اور صادق چہرہ، لمبی پلکیں آنکھوں کے ساحل پر، جیسے دریا کے کونوں پہ سبزے لہراتے ہیں،
میں نے دیکھا اور آنکھیں بند کر لیں، کھلی آنکھوں سے صبح کا خواب... کہیں گم نہ ہو جائے۔
#urdu literature#urdu poetry#urdu stuff#literature#shayari#hindi poetry#aesthetic desi#desi tumblr#desi romance#hindi shayari#urdu nazm
50 notes
·
View notes
Note
HI!!!!
dude sajda karaan>>>
ik this is random but there's only so many desi blogs on tumblr and you seem like a really cool person idk
BRO WHAT OTHER BOLLYWOOD SONGS DO YOU LIKE BECAUSE YK THE 2000S SONGS LIKE DESI GIRL, BREAK UP SONG, MAKE SOME NOISE FOR THE DESI BOYZ ALL HIT SO HARD
(this is my somewhat subtle way of asking if you wanna be moots?)
OH DAMN WE ARE GOING THERE!?! Ok lets get in it
Starting of from old bollywood
Maine poocha chand se
Bahon mai chale aao
Chura liya hai
Aaj mausam
Lag ja gale
Pehla nasha
These are my favorite 90's songs 😭
Then 2000's
Piyu bole
Tu hi re
My dil goes hmm
👏🏻RHTDM👏🏻 THE WHOLE ALBUM IS MY SOUL EVEN THE RAIN SCENE FLUTE TUNES 😭😭😩😩😩💗💗💗💗
Suno na suno na
Main yahi hoon
Hosh walon ko khabar kya 😩🤌🏻
Kabhi khushi kabhi gam, the whole album 🤭💗
Falak tak
Lazy lamhe, ab to forever, hey shona, ladki kyu, chhalka, saathiyaan, chupke se 😭🤭💗
----NOW THE GOLDEN ERA OF BOLLYWOOD---
Starting with kk's songs : Tu hi meri shab hai, soniye, abhi abhi, beetain lamhe, dil ibaadat, kya mujhe pyaar hai, labon ko, tujhe sochta hoon, zara sa, haan tu hai, oh meri jaan, mat aazma , humko pyaar hua and more ☝🤓
Then Mohit chauhan : the whole ROCKSTAR album like hello?!?! Tujhe bhula diya , masakali, kuch khaas hai, khoya khoya, rabba, IS THIS LOVE, DOORIYAAN, bheegi si bhaagi si, abhi kuch dino se, TUMSE HI, tune jo na kaha and my ultimate fav PEE LOON
My fav artist kk, mohit chauhan, javed ali, sonu nigam, shreya ghoshal, monali thankur, nikita gandhi, sunidhi chauhan , MITRAZ, Vilen, darshan raval, arijit singh, jubin nautyal, asees kaur, shaan, neeti mohan, armaan malik, pritam, vishal shakher, ar rehman, ayushmaan khurana and so many more
Then all emraan haashmi songs 😭 pee loon, tuhi mera, hosaana, tum mile(the whole album 🔥) saibo, I hate love stories (whole album), ek break ke baad, uff teri aadat, hey yeah, tum tak, ranjhaana, rishte naate, paani da rang , soniyo(raaz), AASHIQI 2 WHOLE ALBUM 😩, tera hone laga tu, aajao tamanna, ek din teri raahon mai, hum tum, tere liye(prince), o bekhabar,, sawar loon, JAB TAK HAI JAAN 👺, allah maaf kare, rabba mai to marr gaya oye, mera mann, mann mera, baatein kuch ankahi si, tera chehra(adnan sami), MAULA MERE MAULA, deewana kar raha hai, oh my love, khyaalon mai, guzarish, tose naina, raabta, chori kya re, dagabaaz re, sanam re, gazab ka hai ye din, moh moh ke dhaage, ishq risk, ANJANA ANJAANI(THE WHOLE ALBUM ⚰️, ye tune kya kiya, halka halka, tere naina, ishq bulawa, THE BEST IKTARA, KYA KAROON, WAKE UP SID.
I have a whole sensual playlist romantic, sad, dance, I'M CRAZY ABOUT IT 😩😩😩😩
Even pops like "blam the nights, oh gujariyan, subha hone na de, lat lag gai, lucky boy(bachna ae haseeno is also a DOPE ALBUM🔥😩) , ladies vs ricky bahl, baand baja barat's ayyvien ayyvein, dum dum, aadha ishq, aa zara and so many 😭😭😭😭😭😭😭😭
And OF COURSE WE ARE FRIENDS NOW (moot is so weird for a hindi speaker me yk🤓)
37 notes
·
View notes
Text
jaise jaise zyada saath rahenge,
vaisi hi toh baat karenge,
mai pehle toh kabhi aapke gam liye nahi thi,
par ab hu.
pehli mulakaat mai khwaab,
ab ham kaise rahenge saath,
uska naksha bhi bana liya hamne.
(vaise, naak-naksha khubsurat hai aapka janaab)
kabhi kabhi lagta hai,
kaash.
kaash pehle saath hote,
honi ko toh nahi taal sakti thi,
lekin sambhaal zaroor sakti thi.
par aaj jab aapko dekhti hu,
sochti hu kis tarah aapne apne aap ko buna hai,
lagta hai, hamse zyada insaan hai aap.
mai aage,
har haar, har jeet ke liye rahungi aapki.
chand sa chehra, bholi si surat,
mere dil mai aap aur apki zindagi dheere dheere samaa si gayi hai.
kuch baate bin bole hi samajh jaungi.
pata hai?
aapke naina bohot kuch keh jaate hai,
aur sach hi toh hai,
kuch baate na boli na suni hi theek hai,
meri baate bhi toh aap bas samajh jate hai na?
aakhir,
ham tum itne paas hai kitne duur hai chaand sitare,
sach pucho toh mann ko jhoote lagte hai yeh saare,
magar sache lagte hai yeh dharti, yeh nadiya, yeh raina,
(aur?)
aur tum.
#desiblr#desi tag#desi academia#poetry#hindi poetry#poem#desi dark academia#desi#desi girl#desi tumblr#desi things#love
46 notes
·
View notes
Text
Chand,sitare,phool,parinde,shaam savera ek taraf
Saari duniya ek taraf hai uska chehra ek taraf.
Agar woh lad kar bhi so jaye toh bhi uska Maatha choomu mai
Usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf.
#desiblr#desi tumblr#desi aesthetic#urdu lines#desi academia#urdu aesthetic#urdu poetry#urdu literature#urdu shayari#urdu stuff
22 notes
·
View notes
Text
Us aangan ka chand
Sham samay ek unchi sidhiyon wale ghar ke aangan mein chand ko utre dekha hum ne, chand bhi kaisa? pura chand insha ji in chahne wali dekhne wali ankhon ne mulkon mulkon, shahron shahron, kaisa kaisa dekha chand har ek chand ki apni dhaj thi har ek chand ka apna roop lekin aisa raushan raushan, hansta batein karta chand? dard ke tees tu uth’ti thi, par itni bhi bharpur kabhi? aaj se pehle kab utra tha dil mein itna gahra chand! hum ne to kismat ke dar se jab paye andhyare paye ye bhi chand ka sapna hoga, kaisa chand, kahan ka chand?
🌙
insha ji duniya walon mein be sathi, be dost rahe jaise taron ke jhurmut mein tanha chand, akela chand Unka daman is daulat se khali ka khali hi raha warna the dunya mein kitne chandi chand aur sona chand jag ke charon koot mein ghuma, sailani hairan hua is basti ke is kuche ke is aangan mein aisa chand? ankhon mein bhi chitwan mein bhi chand hi chand chamakte hain chand hi tika, chand hi jhumar, chehra chand aur matha chand Ek ye chand nagar ka basi jis se dur raha sanjog warna is duniya mein sab ne chaha chand aur paya chand
🌚
ambar ne dharti par phenki nur ke chheent udas udas aaj ki shab to andhi shab thi, aaj kidhar se nikla chand! insha ji ye aur nagar hai, is basti ki reet yahi sab ki apni apni ankhein, sab ka apna apna chand! apne sapne ke matle par jo chamka wo chand hua jis ne mann ke andhyare mein aan kiya uj’yari chand chanchal muskati-muskati gori ka mukhda mahtab Pathjhad ke peDon mein at’ka pila sa ek patta chand dukh ka dariya sukh ka sagar uske dam se dekh liye hum ko apne sath hi lekar Duba aur ubhra chand
🌔
jhuki jhuki palkon ke niche namnaki ka naam na tha ye kanta jo hamein chubha hai kash tujhe bhi chubhta chand raushnion ki pili kirchein, purab pacchhim phail gain tune kis shay ke dhoke mein patthar pe de patka chand hum ne to donon ko dekha, donon hi bedard kaThor dharti wala, ambar wala, pahla chand aur duja chand chand kisi ka ho nahi sakta, chand kisi ka hota hai? chand ke khatir zid nahi karte ae mere achchhe insha chand
Ibn e Insha
#loved this#ghazal#nazm#poetry#writing#writer#awesome#moon#poem#poet#interesting#read#urdu#rare#chand nagar#book#stanza#kya kehne#wah#sher#shayari#roman urdu
9 notes
·
View notes
Text
Yaad karte ho Kya mujhe?
Jab raat ko Chand dekha karte ho toh yaad karte ho Kya mujhe?
Kya abb bhi jab Raat ke Sanato se baate karte huwe subh ki Suraj se gale milte ho toh mere bareme sochte ho?
Abb jab mandiir dekhte ho kabhi raho me toh Mera chehra khayalo me aata hai?
Abb jab khud ko ghere huwe khalipan me sans ruk jaate hai toh Kya Meri aawaz yaad Kiya karte ho?
Kya abhi bhi uss movie ki sound track sun kar Meri baate yaad aati hai?
Yaad karte ho Kya mujhe?
Har Roz toh nhi par kabhi kabhi yaad karte ho Kya?
#artists on tumblr#dark academia#spilled poetry#spilled words#spilled thoughts#desiblr#desi blog#young writer#journalofkomal
2 notes
·
View notes
Text
Lyrics which reminds me of you:
सुरीली अँखियों वाले, सुना है तेरी अँखियों से, बहती है नींदें और नींदों में सपने, कभी तो किनारों पे उतर मेरे सपनों से, आ जा ज़मीन पे और मिल जा कहीं पे, मिल जा कहीं ओ ओ, मिल जा कहीं समय से परे, समय से परे मिल जा कहीं, तू भी अँखियों से कभी मेरी अँखियों की सुन...
Tere liye chaand bhi rukta hai, tere liye oas tehrti hai, yaad nahi tha, yaad aaya...
Chand aasmano se laapata ho gaya, Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya... Main khush kismat hoon bakhuda iss tarah, Ho jaaye poori ik dua jis tarah... Tere bin meri jaana kabhi, Ek pal bhi guzaara nahi... Teri aarzoo ne khud se begana kar diya...
तुझे सोचता हूँ मैं शाम-ओ-सुबह इससे ज़्यादा तुझे और चाहूँ तो क्या? तेरे ही ख़यालों में डूबा रहा इससे ज़्यादा तुझे और चाहूँ तो क्या?
Dekha hazaron dafa aapko, Phir beqarari kaisi hai, Sambhale sambhalta nahi ye dil, Kuch aap mein baat aisi hai...
Tum sabah ho, ya ghata ho khekasha ho saiba ho, Subha ki pehli kiran ke jaise, Beba ke alhade pawan ke jaise, Khusboyein tum lootathi ho, Masti mein chur chur, Masha allah, masha allah, masha allah...
Uska hoon, usmein hoon, Us-se hoon usi ka rehne de, Main to pyaasa hoon hai dariya wo zariya wo jeene ka mere, Mujhe ghar de, gali de, shehar de, Usi ke naam ke, Kadam yeh chalein ya rukein, Ab usi ke vaste, Dil mujhe de agar dard de uska par, Uski ho wo hansi goonje jo mere ghar, Aye Khuda, aye Khuda jab bana uska hi bana...
है जो ईरादे बता दूँ तुम को शरमा ही जाओगी तुम, धडकने जो सुना दूँ तुम को घबरा ही जाओगी तुम, हम को आता नही है छुपाना होना है तुझं मै फणा, चांद सिफ़ारिश जो करता हमारी देता वो तुमको बता...
Jab tujhko paata hai Dil muskurata hai, Kya tujh se hai waasta, Kya tujh me dhoondu main, Kya tujh se chaahu main, Kya kya hai tujhme mera, Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya, Par ajnabi apna mujhe tu lagaa, Jaanu na main tujhse mera rishta hai kya, Par ajnabi apna mujhe tu laga...
और मिश्री सी तेरी बातें ये, यूँ हौले-हौले याद आ रहीं हैं, और मीठी सी तेरी यादें अब, यूँ रातों में सुला जा रहीं हैं
....
तेरा, तेरा ही, मैं हो गया हूँ सोने के महलों में, तेरा, तेरा ही, मैं हो गया हूँ मिट्टी के शहरों में
Marhami sa chaand hai tu, Diljala sa main andhera, Ek dooje ke liye hain, Neend meri khwaab tera, Tu ghata hai phuhaar ki, Main ghadi intezaar ki, Apna milna likha issi baras hai na, Jo meri manzilon ko jaati hai, Tere naam ki koi sadak hai na, Jo mere dil ko dil banati hai, Tere naam ki koi dhadak hai na...
Marne ka sabab maangta raha dar-ba-dar, Mitne ko toh dil pal mein raazi hua, Poori hui har aarzoo har daastaan meri, Ke tum shuru hue jahan main khatam hua... Kurbaan hua…
Hale dil tujhko sunata, Dil agar yeh bol pata, Bakhuda tujhko hai chahta jaan, Tere sang jo pal bitaata, Waqt se main woh maang laata, Yaad karke muskuraata haan...
Tham gaya ye shama hosh hai laapta tere deedar kar, Rafta rafta sanam tumse mili nazar toh hua hai asar...
खामोशियाँ जो सुनले मेरी इनमे तेरा ही ज़िक्र है खाव्बों में जो तू देखे मेरे तुझसे ही होता इश्क है, उल्फत कहो इसे मेरी ना कहो है मेरा कुसूर कोई हूर.. जैसे तू कोई हूर.. जैसे तू...
Sundar sundar woh haseena badi sundar sundar, main to khone laga, uske nashe mein bin piye behka...
Kisi shaam ki tarah tera rang hai khila, Main raat ek tanha tu chand sa milla, haan tujhe dekhta raha kissi khwab ki tarah jo ab samne hai tu ho kaise yakeen bhala, Toota jo kabhi tara sajna ve tujhe rab se maanga rab se jo maanga mileya ve...
क्या कह के गया था शायर वो सयाना, आग का दरिया डूब के जाना, तू ��बर तो कर मेरे यार, ज़रा सांस तो ले दिलदार, चल फिकर नू गोली मार यार है दिन जिंदडी दे चार, हौले हौले हो जाएगा प्यार चलिया, हौले हौले हो जाएगा प्यार
Par uss ladki ka thoda alag andaz, Ankhey nashili uska chehra noorani, Jab chalti thi lagti thi, Dunia ki rani, Meethi meethi uski batein, Uski apni ada thi vo sabsey juda...
31 notes
·
View notes
Text
Raat Hogi to Chand Duhai dega Khwabon Mein uska Chehra Dikhai dega yah Ishq Hai Jara Soch samajhkar karna Kyunki Yahan Ek Aansu bhi Gira to Sunai dega😔
3 notes
·
View notes
Text
Laakh chehra sahi chand jaisa
Dil ke kaalou se Allah bachayen~~
2 notes
·
View notes
Text
Uska chehra dekhu ya chand? Baat to vese bhi ek hi hei🥀🥹
4 notes
·
View notes
Text
Lagta hai unhe koi gair mil gya
Mere dil se bda bhla koi shehr mil gya
Meri baatein mujhse milna usko zehr lgta h
Meri jaan lene layak use zehr mil gya
Mera katra katra vo mujhe mil jaye tarasta hai
Meri shame akeli ho gyi mujh pr chand hsta hai
Mera dum nikalta hai uske door jane se
Use to jaan kehne vala chlo koi khair mil gya
Jazbat haseen the mere ab bs ghum bcha hai
Mujhe milte the to khte the waqt kam bcha hai
Mae sham ka Intezar unki deed ko krta tha
Ab dikhte hain to lgta hai koi kehr gir gya
Mujhe dekhte hai to chehra palat lete hai mujhse
Lagta hai unhe koi gair mil gya
- takhleeq (outlanderscribbl)
2 notes
·
View notes
Text
The nat 0 rizz of this man is Gilbert Belichmidt personified
#The heam speaks#Hws Prussia#Like yea the song is good but also THE DRIP#HE FALLS INTO THE LAKE#dont mind the 50 year old hindi song
2 notes
·
View notes
Audio
Ye chand sa roshan chehra
Baalon ka rang sunehra
Kaise dekhoon teri aankhen
Aankhon pe chashme ka behra
It’s time again
103K notes
·
View notes