#Bepanah
Explore tagged Tumblr posts
Text
Batane ki baat nahi hai, Par... batane dogi kya?
Ishq bepanah hai tumse, Ek bar... jatane dogi kya?
Tum titli ho, pahad ho, Aasmaan ho mera.
Ek dibiya me, sindoor rakha hai mere pass.
Tum... lagane dogi kya? –Zakir Khan
#om is ok ig#hindi words#Zakir Khan#hindi poem#hindi poetry#desi academia aesthetic#desi academia#desi aesthetic
370 notes
·
View notes
Text
عادت انسان کو برباد کر دیتی ہے غالب
چاہے وہ نشہ ہو یا کسی سے بے پناہ محبت ~
Aadat insan ko barbaad kar deti hai Ghalib
Chahe woh nasha ho ya kisi se bepanah muhabbat ~
*Credits go to rightful owners
#thedelusionalselenophile#delulu#delusional#moon#moon lovers#crescent moon#poetry of the heart#selenophile#poetry#full moon#sad thoughts#new moon#moon phases#moon quotes#urdu shayari#urdu shairi#urdu literature#urdu#desi tumblr#desi aesthetic#jaun elia#parveen shakir#literature lover#writers on tumblr#literature#urdu poetry#muhabbat#love
17 notes
·
View notes
Note
I want to shout this BAD.
Indian. Serials. Or Soap-Dramas. Are. Not. That. Bad.
I mean- I saw people arguing how being a Nagin makes no sense and I was like- so being turned into a shapeshifter vampire with bloody fangs makes sense? Hypocrisy smh.
I can name quite a few Indian shows (the Tv ones, Web series are already appreciated) that actually are amazing! They just fall short when creators choose quantity over quality.
Of course, classics like Sarabhai vs Sarabhai, Office Office, Byomkesh Bakshi, Malgudi days, Mahabharata and Ramayana get the praise they truly deserve! But here some relatively modern shows that get looked over due to same old Saas-Bahu genre.
Yeh unn dino ki baat hai (90s romantic drama), Har yug mein aayega ek arjun (my favourite criminal thriller), Adaalat (law-crime thriller), Beyhadh (the first season is one the best psychic-romance thrills ever), Ek Hasina thi (romantic thriller + also contains Vatshal Sheth from Tarzan the wonder car and is- chef's kiss).
Also can I say Naagin 1, no matter how much everyone bashes it today, was actually a dhasu show?
Honestly, I can add quite a few to the mix myself. Saraswatichandra? Best Romance I’ve seen till date. Ishqbaaz? Laughing out loud since episode 2. Qubool hai? The one time I like Karan Singh Grover. Laut Aao Trisha. Saubhagyavati Bhava. Bepanah. Starplus Mahabharat. Madhubala. On and on and on. Heck, even Anupama wouldn’t be so bad if it stuck to the plot and not for duniya bhar ka drama. But that’s exactly where the problem arises. All these serials start very VERY promising. They deliver well at the beginning aswell. The starting is what gets you hooked, you hope for something entertaining and they seem rather fit for that role. Sure, the overdramatism is there, but this is India, we can digest that much dhum tananananananana tere na tere na tin.
Things start going south when shows start pulling TRP. All the money hungry producers think that “hmmmm, this looks nice, I can milk it. What can possibly go wrong?” Hint: possibly everything can go wrong.
Lets look at Ishqbaaz for example. Three brother, three different perceptions of love, three distinct love stories. A shining new concept with four rather attractive leads to have the young adult population flocking, isn’t it?
It starts really great aswell. The first few episodes stick to the point very well, excessive delay like 3-4 days for like one person to turn around and shit aren’t there. It’s funny, it’s cute, it shows character arcs brilliantly. You’d expect the main leads to all fall in love, learn something and the show to end , right?
Wrong. It starts going off hinges really fast as soon as Starplus realises that the money making cow should stay. The main lead is suddenly super toxic. Shit like ghar ke bahu bete suddenly staging Agatha Christie level conspiracies and having the same intellect as Batman on shrooms becomes the norm. Drama like chhat se girkar yadaasht chale jaana, sautan ka plan samjhna, aur end m pta chlna ki bhencho sab kiya dhara heroine ki saas ka tha. Yep.
I stopped watching here but the thing is there was a look alike adla badli arc after this, so you can see how bad it went.
Next I watched, Saraswatichandra. I kid you not, it had the BEST setting one could ask for. A emotionally stinted guy coming all the way from Dubai to reject this girl, staying in her house. When everyone thinks they are getting married but they resent each other and secretly start falling in love, no? What more can one ask for? They admit their love and do actually get married while none in the families is wiser.
BUT, they had to add faltu ka natak, so add faltugiri they did. Bina baat ka action, stereotypical portrayal, heroine ki kahi aur shaadi, waha se uska talak, heroine ki sister falling in love with hero, whole family conspiring, kidnapping, yada yada yada, y’all get the jist.
The thing is, this wouldn’t be as bad if the characters still acted wisely in the bizzare situations. Or if the situations made sense. Who THE FUCK breaks their engagement a day before the wedding because they got disowned by their dad? Why did he immediately forget that he’s still entitled to his mother’s stuff? Akal kaha hai teri madarchod?
Producers butcher good storylines for paisa. People with no motivation are trying to kill bahu because they are bad. Police is not doing its job, not because its corrupt but because saas bahu ko khud detective khelna hai. Family drama mein randomly kahi se bhi chudail aa jaati hai even if the show not fantasy based. Vamp mast 16 khoon kar deti hai but still is legally allowed in the house. (Konsa law hai ye bc?) Why is everyone so out of character suddenly? WHY IS EVERYONE STUPID?
So, here’s the issue with indian serials: they don’t stick to the story, nor do they develope the story according to the characters, instead they alter the characters, premise and genre of the soap according to whatever story they think will fetch more views. This makes the whole thing bizzare.
Of course, some norms are always relaxed in dramas and a lot more in fantasy/supernatural dramas, but there’s a limit to how much there should be based on characters/ premise of what you offered in the first place.
Bhabhiji and Happu work as well as they do despite overlooking all the points I mentioned because they refresh their storyline every week and aren’t a continous saga, plus they never took themselves seriously as and always promised to be whacky. This is not true for Ganga, Saath nibhana saathiya, Sasural Simar ka, Kumkum bhagya etc., Prachi suffering by the hands of her stepsister cum co-wife even though she can easily turn the tables by making a police report for bigamy becomes frustrating to witness at one point.
Didi ye kya bakwaas likha hai, seedhey bolo na: Indian serials are indeed good and full of potential, but the producers and writers refuse to see that potential and make us flock to other dramas by diminishing our energies.
#what can i say except I’m sorry#This was asked ages ago#And I JUST found it in my drafts#god#🥹🥹🥹 🫂❤️✨#sorry suvi#asks
72 notes
·
View notes
Text
ab me us maa ki kya tariff karu jiske kadmo me hi khuda ne jannat rakh di hai
jaise sabki mohabbat unhe alag lagti hai
kuch jyada hi khas lagti hai
waise hi mujhe meri maa sabki maa se alag lagti hai
hai to wahi
apni jaan mujhpe lutane wali
har bharti saans me meri fikar karne wali
soone se phele aakhri chehra
aur uthne k baad mera phela chehra dekhne ki aarzoo rakhne wali
duniya ki har pyari chiz pe mera haqq samajhne wali
meri har galti aur gunaho ko meri bhul bata k mujhse bepanah beimtehan mohabbat karne wali
par meri maa alag hai
hai to wahi
mujhse mere liye hi mujhse dur ho jane wali
es dardnaak sheher me mujhe khthoor baane k liye chod k
har pal meri fikar karne wali
phone se lipti hui, jise phone chalana bhi nahi aata,
mere call ka din bhar intazaar karne wali
har naye application chalana shikhne ki aarzoo rakhne wali
taki mujhse aur jood sake
hai thodi bewakoof bhi meri maa
ab unhe kaise samjhau ki me unka hi hissa hu,
meri khushiyo ki har namaz me dua karne wali
meri zidd k liye khuda se bhi jhagda kar lene wali
hai to wahi
ek maa
meri maa
sabse alag
36 notes
·
View notes
Text
Kbhi bepanah baras pari kbhi gum si hai,
Ye baarish bhi kuch kuch tum si hai.
14 notes
·
View notes
Text
INDIES ANNUAL BOLLYWOOD MUSIC RATINGS/PLAYLIST (2010-2019) (Entire 2010's Decade!)
INDIE’S ANNUAL BOLLYWOOD MUSIC RATINGS/PLAYLIST:
Indie’s 2019 Top 20: (Song- Film) :
Yt Link:
The Wakhra Song – Judgementall Hai Kya
Aaina – The Body
Ve Maahi – Kesari
Ho Ja Awaara – Pal Pal Dil Ke Paas
PPDP Celebration Song – Pal Pal Dil Ke Paas
Jee Len De – R.A.W.
Kalank Duet (Bonus Track) – Kalank
Teri Mitti (Female Version) – Kesari
Teri Mitti (Male Version) – Kesari
Coca Cola – Luka Chhupi
Ghar More Pardesiya – Kalank
Tabaah – Kalank
Duniya – Luka Chhupi
Chashni Si – Murudhar Express
Dil Uda Patanga – Pal Pal Dil Ke Paas
Chhoti Chhoti Gal (Female version) – Motichoor Chaknachoor
Sanjheya – 22 Yards
Kaash Unplugged – The Zoya Factor
Aithey Aa – Bharat
Ek Malaal – Malaal
Sapna Hai Sach Hai – Panipat
Mere Mann Mein Shiva – Panipat
Apna Time Aayega – Gully Boy
Jeen Mein Aaye Mazaa – Gully Boy
Makhna – Drive
Sanedo – Made In China
Valam – Made In China
Mere Sohneya – Kabir Singh
Dreamtime – Mard Ko Dard Nahi Hota
Mila Toh Hai Na – De De Pyaar De
Chale Aana – De De Pyaar De
Dil Royi Jaaye – De De Pyaar De
Kal Ki Hi Baat – Chhichhore
Control – Chhichhore
Woh Din – Chhichhore
Pyar Ka Satellite – Satellite Shankar
Sau Jahan – 72 Hours
Tum Bepanah – 72 Hours
Jab Se Mera Dil – Amavas
Door – 72 Hours
Psycho Saiyaan – Saaho
Dheeme Dheeme – Pati Patni Aur Woh
O My Mehbooba – Total Dhamaal
Tequila – Bala
Twinkle Twinkle – Ujda Chaman
Khadke Glassy – Jabariya Jodi
Kaana Re Kaana – Mere Pyare Prime Minister
Laila – Notebook
Chhalla – Uri
Tum Chale Gaye (Male version) – Murudhar Express
Khairiyat – Chhichhore
Zilla Hilela – Jabariya Jodi
Machhardani – Jabariya Jodi
Dhoonde Akhiyaan – Jabariya Jodi
Sachiyaan Mohabattan – Arjun Patiala
Bairiya – Bombairiya
Life Mein Fair Chance – Mard Ko Dard Nahi Hota
Speaker Phat Jaye – Total Dhamaal
Jagga Jeetiya – Uri
Mard Maratha – Panipat
Bharat – Manikarnika
Vijayi Bhava – Manikarnika
Vande Mataram – 72 Hours
Yeh Aaina – Kabir Singh
Dil Ka Telephone – Dream Girl
Ik Mulaaqat – Dream Girl
Ab Toh Chal Pade – 72 Hours
Mukhda Vekh Ke – De De Pyaar De
Mirza Ve – Murudhar Express
Khuda Haafiz – The Body
MUSIC ALBUM OF THE YEAR 2019 – JOINTLY, 1.PAL PAL DIL KE PAAS 2. KALANK & 3. KESARI !
INDIE’S TOP 10 MALE BOLLY VOICES – SONGS : Singer – Song – Film
Arijit Singh – Ve Maahi – Kesari
Akhil – Duniyaa – Luka Chhupi
Shail Hada – Ek Malaal – Malaal
Navv Inder – Wakhra – Judgementall Hai Kya
Arko – Aaina – The Body
Mohit Chauhan – Jee Len De – R. A. W.
Arijit Singh – Kalank Bonus Track – Kalank
Arko – Teri Mitti – Kesari
Tony Kakkar – Coca Cola – Luka Chhupi
Pardeep Sran – Sanjheya – 22 Yards
INDIES 2019 MALE BOLLY SINGER – ARIJIT SINGH ! INDIE’S TOP 10 FEMALE BOLLY VOICES – SONGS :
Shreya Ghoshal – Ghar More Pardesiya – Kalank
Shreya Ghoshal – Tabaah – Kalank
Shreya Ghoshal – Sapna Hai Sach Hai – Panipat
Shreya Ghoshal – Yeh Aaina – Kabir Singh
Lisa – The Wakhra Song
Monali Thakur – Ho Ja Awaara – Pal Pal Dil Ke Paas
Jyotica Tangdi – Chhoti Chhoti Gal – Motichoor Chaknachoor
Parineeti Chopra – Teri Mitti – Kesari
Priya Saraiya – Valam – Made In China
Kamakshi Rai – Dreamtime – Mard Ko Dard Nahi Hota
INDIES 2019 FEMALE BOLLY SINGER – SHREYA GHOSHAL !
INDIES BOLLY MUSIC AWARDS 2018 :
Yt Link:
Tera Yaar Hoon Main - Sonu Ke Titu Ki Sweety
Aahista - Laila Majnu
Tum Nazar Mein Raho - Laila Majnu
Binte Dil - Padmaavat
Katyu Chuko - Laila Majnu
Sarphiri - Laila Majnu
Hafiz Hafiz - Laila Majnu
Gayee Kaam Se - Laila Majnu
Sui Dhaaga - Sui Dhaaga
Yaadon Ki Almari - Helicopter Eela
Ghoomar - Padmaavat
Bioscopewala - Bioscopewala
Halla - Manmarziyaan
Namo Namo - Kedarnath
Qaafirana - Kedarnath
Chonch Ladhiyaan - Manmarziyaan
F For Fyaar - Manmarziyaan
Dariya - Manmarziyaan
Yaariyan Mohalle Wali - Rajma Chawal
Kundali - Manmarziyaan
INDIES BOLLY MUSIC AWARDS 2017! :
Yt Link:
Gori Tu Lath Maar - Toilet Ek Prem Katha
Tukda Tukda - Mirza Juuliet
Ab Raat - Dobaara
Maana Ke Hum Yaar Nahin - Meri Pyari Bindu
Ek Dooni Do - Rangoon
Sunn Bhavara - Ok Jaanu
Ye Jawaani Teri - Meri Pyaari Bindu
Badnaam Jiya de Gaari - Anarkali of Aaraah
Hans Mat Pagli - Toilet Ek Prem Katha
Afeemi - Meri Pyaari Bindu
Aaye Saiyan - Wedding Anniversary
Bakheda - Toilet Ek Prem Katha
Kuch Parbat Hilaayen - Poorna
Iss Tarah - Meri Pyaari Bindu
Kaari Kaari - Dobaara
Oye Firangi - Firangi
Ban Ja Rani - Tumhari Sulu
Jiyo re Baahubali - Baahubali 2
Dirty Flirty - Aa Gaya Hero
Lohe Da Liver - Aa Gaya Hero
INDIES BOLLY MUSIC AWARDS, 2016 ! :
Yt Link:
Jeeta Hain Chal - Neerja
Laali - Laal rang
Dariya - Baar Baar Dekho
Teri Khair Mangdi - Baar Baar Dekho
Sindhu Ma - Mohenjo Daro
Ikk Kudi - Udta Punjab
Labon Ka Karobaar - Befikre
Mohenjo daro - Mohenjo daro
Just Go to Hell Dil - Dear Zindagi
Kho Gaye Hum Kahan - Baar Baar Dekho
Kaaga - Mirzya
Sau Aasmaan - Bbaar Baar Dekho
Bawli booch - Laal Rang
Nachde Ne Saare - Baar Baar Dekho
Raj Karega Khalsa - A Flying Jatt
Om Ganpateya Namaha - Banjo
Bolna - Kapoor & Sons
Tu Hi Hai - Dear Zindagi
Tareefon Se - Dear Zindagi
Bappa - Banjo
Masoom Sa - Madaari
Tu Bhoola Jise - Airlift
The Breakup Song - Ae Dil Hai Mushkil
Ae Dil Hai Mushkil - Ae Dil hai Mushkil
Baadal - Akira
Vadiya - Udta Punjab
Ud-daa Punjab - Udta Punjab
Kala Chashma -Baar Baar Dekho
Kar Gayi Chull - Kapoor & Sons
Malamaal - Housefull 3
INDIES BOLLY MUSIC AWARDS, 2015 ! :
Yt Link:
Tu Jo Mila - Bajrangi Bhaijaan
Zindagi Kuch Toh Bataa - bajrangi Bhaijaan
Sooraj Dooba Hain - Roy
Gerua - Dilwale
Mann Kasturi - Masaan
Humnava - Hamari Adhuri Kahani
Hasi - Hamari Adhuri Kahani
Yeh Kaisi Jagah - Hamari Adhuri Kahani
Janam Janam - Dilwale
Tu Hai Ki Nahi - Roy
Tu Chahiye - Bajrangi Bhaijaan
Moh Moh Ke Dhaage - Dum Lagaake Haisha
Kya Pataa - Drishyam
Prem Leela - Prem Ratan Dhan Paayo
Prem Ratan Dhan Paayo - Prem Ratan Dhan Paayo
Banjaare - Wedding Pulaav
Aaj Unse Milna Hai - Prem Ratan Dhan Paayo
Bachpan Kahan? - Prem Ratan Dhan Paayo
Tu Kisi Rail Si - Masaan
Sapna Jahan - Brothers
INDIES BOLLY MUSIC AWARDS, 2014 ! :
Yt Link:
Suno Na Sangamarmar - Youngistaan
Anhad Naad - Rang Rasiya
Gulon Mein Rang Bhare - Haider
Rang Rasiya - Rang Rasiya
Sheesha Ka Samundar - The Expose
Ishq Da Bukhar - Mad about Dance
Jhelum - Haider
Vidya Ki Parasmani - Chaarfutiya Chhokare
Banjaara - Ek Villain
Kaise Sukh Soyein - Ankhon Dekhi
What A Feeling - Heartless
Ishq Khuda - Heartless
Jind Meriye - Purani Jeans
Rangi Saari Gulaabi - Gulaab Gang
Raat Bhar - Heropanti
Tu - Bobby Jasoos
Hasee Toh Phasee - Manchala
Gimme Pizza - Pizza 3D
Kahan Hai Khuda - Mad About Dance
Hamari Atariya - Gulaab Gang
Fugly Fugly Kya Hai - Fugly
Kaun Si Nagariya - Charfutiya Chhokare
Teri Galiyan - Ek Villain
Tu Hi Tu (Male) - Kick
Tu Hi Tu (Female) - Kick
Manali Trance - The Shaukeens
Besharmi Ki Height - Main Tera Hero
Naina Ishq Na Ho - Holiday
London Thumakda - Queen
Mast Magan - 2 States
INDIE BOLLY MUSIC AWARDS, 2013 ! :
Yt Link:
Main Rang Sharbaton Ka - Phata Poster Nikla Hero
Tum Hi Ho - Aashiqui 2
Laal Ishq - Ram Leela
Dhoop - Ram Leela
Zinda - Lootera
Ilahi - Yeh Jawaani Hai Deewani
Ek Ghadi - D Day
Tera Raasta Chhodoon Na - Chennai Express
Kabira- Yeh Jawaani Hai Deewani
Bhaag Milkha Bhaag - Bhaag Milkha Bhaag
Jaane Bhi De - Ishkq in Paris
Sun Raha Hai Na Tu - Aashiqui 2
Maula Sun Le Re - Madras Cafe
Milne Hai Mujhse Aayi - Aashiqui 2
Zinda - Bhaag Milkha Bhaag
Bhula Dena - Aashiqui 2
Sawaar Loon - Lootera
Be Intehaan - Race 2
Dil Tu Hi Bataa - Krissh 3
Teri Jhuki Nazarr - Murder 3
Ambarsariya - Fukrey
Chahun Main Ya Na - Aashiqui 2
Shubharambh - Kai Po Che
Dhuaan - D Day
Slow Motion Angreza - Bhaag Milkha Bhaag
Ankahee - Lootera
Lag Gayi Lottery - Fukrey
Tum Jo Mile - Ishk Actually
Janam Janam - Phata Poster Nikla Hero
Akkad Bakkad - Bombay Talkies
INDIES BOLLY MUSIC AWARDS, 2012 ! :
Yt Link:
Tumhi Ho Bandhu - Cocktail
Challa - Jab Tak Hai Jaan
Ekla Cholo Re - Kahaani
Tu - Ajab Gazabb Love
Pani da Rang - Vicky Donor
Bolo Na - Chittagong
Sun Soniye - Ajab Gazabb Love
O Pardesi - Married 2 America
Ho Jaayega - From Sydney With Love
Raabta - Agent Vinod
Muskaanein Jhoothi Hain - Talaash
That's All I Really Wanna Do - Teri Meri Kahaani
Mar Jaiyan - Vicky Donor
Saiyaara - Ek Tha Tiger
Right Now Now - Housefull 2
Jeene Ki Wajah - Chittagong
Umeed Hai - Dangerous Ishkq
Lagan Lagi - Dangerous Ishkq
Heer - Jab Tak Hai Jaan
Saans - Jab Tak Hai Jaan
Thehri si Zindagi - London Paris New York
Naina Re - Dangerous Ishkq
Abhi Abhi Toh Mile Ho - Jism 2
Yaariyaan - Cocktail
Aafaton Ke Parinde - Ishaqzaade
Mala Jau De - Ferrari Ki Sawaari
Boom Boom - Ajab Gazabb Love
Laapata - Ek Tha Tiger
Hosanna - Ekk Deewana Tha
Jessie's Driving Me Crazy - Ekk Deewana Tha
Jiya Laage Na - Talaash
Gustaakh Dil - English Vinglish
Abhi Mujh Mein Kahin - Agneepath
O Saiyyan - Agneepath
Aga Bai - Aiyyaa
Dreamum Wakeupum - Aiyyaa
Sari Sari Raat - Khiladi 786
Pareshaan - Ishaqzaade
Jis Jagah Pe Khatam - Players
Dil ye Bekarar Kyun - Players
Tujhe Sochta Hoon - Jannat 2
English Vinglish - English Vinglish
Saanson Ne Baandhi Hai Dor - Dabangg
Jee Le Zaraa - Talaash
Bawra Mann - Chal Pichchur Banate hain
Ankhiya Milake Channa - Jeena Hai Toh Thok Daal
Navrai Majhi - English Vinglish
Do You Know- Housefull 2
Good Night - Ferrari Ki Sawaari
Chalao Na Naino Se Baan Re - Bol Bachchan
Lelo Lelo Sale Lagi Hai - Ata Pata Lapata
INDIE'S BOLLY MUSIC AWARDS - 2011 ! - Top 75 !
Yt Link:
Kun faya kun - Rockstar
Nadaan parindey - Rockstar
Jo bhi main - Rockstar
Hosanna - Ekk deewana tha
Sharminda hoon - Ekk deewana tha
Sunlo zara - Ekk deewana tha
Sadda haq - Rockstar
Aromale - Ekk deewana Tha
Te amo - Dum maro dum
Tum ho -
" Aur ho - "
Aaj rang hai ai maa - Yeh faasley
Kya hai mohabbat - Ekk deewana Tha
Kyun main jagoon - Patiala House
Baangur - I Am
Awaaz - FALTU
Tonight - Luv ka The End
Saathiya - Singham
Phoolon jaisi - Ekk Deewana Tha
Phir se ud chala - Rockstar
Dil dhadakne do - Zindagi na milagi dobara
Subha hone na de - Desi Boyz
Sadi gali - Tanu weds manu
Rangrez mere - Tanu weds manu
Yun hi - Tanu weds manu
Teri meri prem kahani - Bodyguard
Wake up now - Miley naa miley hum
Jeena seekh liya - ZNMD
Rab rakha - Love breakups zindagi
Bhare naina - Ra One
Dost hai - Ekk deewana tha
Luv ka the end - Luv ka the end
Katiya karoon Rockstar
You're so beautiful - Haunted 3D
Singham - Singham 1
The mutton song - Luv ka the end
Senorita - ZNMD
Dil dar ba dar - Yeh saali zindagi
Ishq sufiyana - The Dirty Picture
FUN fun fanaa - Luv ka the end
Phir teri woh subah ban jaoon - Angel
Rubaru - Angel
Main ek bhanwara - Saahib Biwi aur Gangster
Chammak challo - Ra One
Dildara - Ra One
Criminal - Ra One
Jugni - Tanu weds manu
Aa zara - Murder 2
Baatein shuru - Mujhse Fraandship Karoge
Abhi kuch dino se - Dil toh bachcha hai ji
Jaaniya - Haunted 3D
Khaabon ke parindey - ZNMD
Oye oye - Double dhamaal
Ooh la la - The dirty picture
Sooraj ki baahon mein - ZNMD
Ik junoon - ZNMD
Bodyguard - Bodyguard
Ishq na kariyo kakke - Pyaar ka punchnama
Phir mohabbat - Murder 2
I hate you like I love you - Delhi Belly
Humko pyar hua - Ready
Meri ada bhi - Ready
Saibo - Shor In The City
Desi beat - Bodyguard
Nakkadwale disco - Delhi belly
Zaraa dil ko thaam lo - Don 2
Dushman mera - don 2
Life sahi hai - Pyaar ka punchnama
Chack gilassi - Pyaar ka punchnama
Character dheela - Ready
Nanhi si jaan - Stanley ka dibba
Achha lagta hai - Aarakshan
Shera di kaum - Speedy singhs
Jaa chudail - Delhi belly
Saigal blues - Delhi belly
INDIE 'S BOLLY MUSIC AWARDS - 2010 ! :
Yt Link:
Soniye - Emotional Atyachar
Tera zikr - Guzaarish
Sauda hai dil ka - Akrosh
Dil kyun ye mera - Kites
Teriyan meriyan - Kajraare
Pee loon - Once a time in Mumbai
Allah hi reham - My name is khan
Kaun hoon main - Prince
Tere liye - Prince
Dum dum - Band baja baraat
Chola maati ke ram - Peepli live
Phir mujhe dil - Toh bat pakki
Aye khuda - Paathshaala
Zindagi do pal ki - Kites
Sheila ki jawani - Tees maar khan
Hudd hudd dabangg - Dabangg
Mora piya - Raajneeti
I've been waiting - Jhootha hi sahi
Do nishaaniyan - "
Bheegi si bhaagi si - Rajneeti
Dhan dhan dharti - Raajneeti
Ajnabi hawayein - Shaapit
Noor e khuda - My name is Khan
Sanu guzara zamana - Kajraare
Ranjha ranjha - Raavan
Allah ke bande - Waisa bhi hota hai
Hello hello - Jhootha hi sahi 28.Surili akhiyon wale - Veer
Call me dil - Jhootha hi sahi
Pam pa ra - "
Suno aisha - Aisha
Behke behke - Aisha
Tere mast mast - Dabangg
Tujhe dekhke armaan jaage - Kajraare
Jhule jhule palna - Life express
Cry cry - Jhootha hi sahi
Reham o karam - We are family
Bin tere - I hate luv storys
Tu na jaane - Anjaana Anjaani
Sajdaa - My Name Is Khan
By the way - Aisha
Kaisi hai ye udaasi - Karthik calling karthik
Challa - Crook
Mere bina - Crook
Lagi lagi milan dhun - Hiss
Baaja bajeya - do dooni chaar
Isi umar mein - Bollywood love
Isak se meetha - Aakrosh
Chahoon tujhe - Mallika
Tere naina - My name is Khan
Dil khol ke - We are family
Sun le dua yeh - We are family
Hamesha & forever - We are family
Dil toh bachcha hai ji - Ishquiya
Man lafanga - Lafangey parindey
Aankhon mein neenden - We are family 57.Dunno y na jane kyun - Dunno y na jaane kyun
Bahara - I hate luv storys
I feel good - Anjaana Anjaani
Tumse hi tumse - Anjaani Anjaani
Maiyya yashodha - Jhootha hi sahi
Munni badnaam hui - Dabangg
Milo wahan wahan - Ada
Behne de mujhe - Raavan
Kajra kajra - Kajraare
Tum jo aaye zindagi mein - Once upon a time in mumbai
Tujhe bhula diya - Anjaana anjaani
des mera - Peepli live
Kya full - crook
Apna har din - Golmaal 3
Music hi haye - Admissions open
Nain parindey - Lafangey Parindey
Do dooni chaar - Do dooni chaar
Salaam aaya - Veer
Tere pyar mein - Bollywood love
3 notes
·
View notes
Video
The 5-Day Helping Challenge That Changed My Life Dr. Israr Ahmed, aik maroof Islami scholar, ne apni taqreeron aur tahreeron mein Islam mein doosron ki madad karne ki ahmiyat par zor diya. Un ki taleemat aur Islami usoolon ke mutabiq, doosron ki madad karne ke fawaid ko darj zail nuqat mein sameta ja sakta hai: 1. Ruhani Bulandi aur Allah ke Qareeb Hona Doosron ki madad karna Allah ki raza hasil karne ka zariya hai. Islam sikhata hai ke sadqa aur insaniyat ki khidmat ke aamaal insaan ko Allah ke qareeb le jaate hain. Dr. Israr aksar Quran ki ayaat ka hawala detay thay jo hamdardi aur be-loosi ki ahmiyat ko ujagar karti hain: - "Aur bhalaai karo (doosron ke sath) jaise Allah ne tumhare sath bhalaai ki hai." (Quran, 28:77) - "Jo shakhs duniya mein kisi momin ki takleef door karega, Allah qayamat ke din us ki ek takleef door karega." (Hadith, Sahih Muslim) Doosron ki madad ke zariye, musalman apne talluq ko Allah ke sath mazid mazboot karte hain aur uski rehmat hasil karne ki koshish karte hain. 2. Maal ki Pakeezi aur Zindagi mein Barkatain Sadqa (Sadaqah) ya Zakat ke zariye doosron ki madad karne se maal paak ho jata hai. Dr. Israr ne zor diya ke maal ko muashray ki falah ke liye gardish mein rehna chahiye, aur Allah ka hukm hai ke apne maal ka ek hissa zaruratmandon ko diya jaye. Yeh amal maal aur rooh dono ki pakeezi ka baais banta hai. "In ke maal se sadqa le jis se tu unhein paak kar de aur un ka tazkiya karay." (Quran, 9:103) Doosron ki madad karne se zindagi mein barkatain bhi barhti hain, kyun ke Allah ke liye dene ka sila duniya aur aakhirat dono mein milta hai. 3. Ek Hum Aahang Muashray ki Tashkeel Dr. Israr ne is baat par zor diya ke Islam insaaf, bahami madad aur hamdardi par mabni muashra qaim karne ki koshish karta hai. Doosron ki madad ke zariye, ek musalman ek hum aahang aur madadgar community ki tashkeel mein hissa leta hai, jahan doosron ki bhalaai ko tarjeeh di jati hai, aur yeh Islam ke samaji insaaf ke usoolon ko poora karta hai. "Logon mein sab se behtareen woh hai jo doosron ke liye sab se zyada faidamand ho." (Hadith, Al-Muʻjam al-Awsat) Dr. Israr aksar bayan karte thay ke Islam is baat ki taleem deta hai ke koi muashra us waqt tak sahi tor par kaam nahi kar sakta jab tak kamzor aur mehroom afrad ka khayal na rakha jaye. Doosron ki madad se ittehad aur bhai charay ko farogh milta hai. 4. Zati Taskeen aur Khushi Neki aur sadqa ke aamaal andaruni taskeen aur sukoon late hain. Dr. Israr ne sikhaya ke zindagi ki haqeeqi khushi doosron ki khidmat se aati hai, aur zaruratmandon ki madad karne se zati sukoon aur jazbati khushhali hasil hoti hai. Islam is beghalti ko farogh deta hai aur yaqeen dilaata hai ke insaan duniya mein bhi mutma'in rahega aur aakhirat mein bhi bepanah ajar paayega. "Aur jo koi bhalaai karega — woh iski apni jaan ke liye hoga." (Quran, 45:15) 5. Gunahon ki Maafi aur Aakhirat mein Ajar Dr. Israr aksar is baat ka zikar karte thay ke doosron ki madad karne se gunahon ki bakhshish hoti hai aur Allah ki rehmat ke imkaanat barh jate hain. Chhote chhote nek aamaal, jaise kisi ko muskurana, bhi Allah ki taraf se ajar ka baais bante hain. "Jo apne bhai ki zarurat ke waqt uski madad karega, Allah bhi uski zarurat ke waqt uske sath hoga." (Hadith, Sahih Muslim) Yeh Islami taleemat ka ek mustaqil mauzoo hai ke doosron ki madad ke aamaal unki maut ke baad bhi sawab mein izafa karte rehte hain, jo "jari sadqa" (Sadaqah Jariyah) ki soorat mein hota hai. 6. Nabi Kareem ﷺ ki Misaal ki Pairwi Dr. Israr aksar Nabi Muhammad ﷺ ki zindagi ko ujagar karte thay, jo insaniyat ke liye shafqat, sakhawat, aur khidmat ka majasma thay. Doosron ki madad karke, ek musalman Nabi ﷺ ki sunnat ki pairwi karta hai, jo bepanah ajar ka zariya hai. Nabi ﷺ ki zindagi har tarah ke logon ki madad karne ki ek zinda misaal thi, chahe unka samaji rutba kuch bhi ho. "Momin woh nahi hai jo khud pait bhar kar khaye aur uska parosi bhooka rahe." (Hadith, Bukhari) Aakhir mein, Dr. Israr Ahmed mustaqil tor par is baat par zor detay thay ke doosron ki madad karna Islami imaan ka ek bunyadi hissa hai.Yeh na sirf muashray ke liye faidamand hai balke ek musalman ke ruhani safar, zati taraqqi,aur aakhirat mein kamiabi ke liye bhi kaleedi ahmiyatrakhta hai. #NekiAurKhushi #DrIsrarAhmed #IslamicKnowledge #dusrokimadadkarna #allahkimadadkaisemilegi #duaquboolhonekeliyekyakare #duakitaseerkaisebadhaye #duaquboolhonekawazifa #pareshanikhatamhonekawazifa #bimaridoorkarnekawazifa #mushkilatkyhalkawazifa #mushkilkusha #mushkilwaqtkidua #pakistanidrama #quranrecitation #apnebhaimadadkarna #islamicteachings #Sadaqah #Zakat #Ruhaniyat #MuslimCommunity #IslamicScholar #QuranAurHadith #prophetmuhammadsaw #SadqaJariyah #IslamicWisdom #FaithInAction #AllahKeQareeb #GunahonKiMaafi #dusrokimadadkarna #duaquboolhonekawazifa #bimaridoorkarnekawazifa #mushkilatkyhalkawazifa #mushkilwaqtkidua #pakistanidrama #quranrecitation #apnebhaimadadkarna #Sadaqah #Zakat #Ruhaniyat #QuranAurHadith #SadqaJariyah #IslamicWisdom #AllahKeQareeb #GunahonKiMaafi
0 notes
Text
Dil Tujhko Chahe Lyrics
Singer:Abhi DuttLyricist:Sayeed Quadri Lafzon mein kya kehnaAankhon se tu padh lenaDil tujhko chahe bepanah Hothon se yeh kya kehnaSaanson mein tu sun lenaDil tujhko chahe bepanah Teri galiyon mein aakeTeri khidki pe taakeKhidki pe aaja jaane jaan Tu ghar ki chhat pe aakeKagaz pe likh ke bata deKal humko milna hai kahan Lafzon mein kya kehnaAankhon se tu padh lenaDil tujhko chahe…
0 notes
Text
Tum yaad to karoge meri mohabbat ko...
Na paane ki ummeed thi fir bhi bepanah chahat hai tumse...
~Sujeet
1 note
·
View note
Text
Zakham Aaj Bhi Taaza Hain Par Woh Nishaan Chala Gaya Mohabbat Toh Aaj Bhi Bepanah Hai Par Woh Insaan Chala Gaya :)
Lafzehusnn
0 notes
Text
Ek mehboob laparwah,
Ek mohabbat bepanah,
Dono hi kafi h, sukoon barbaad karne ko
-unknown
5 notes
·
View notes
Text
Zara Sa Piano Notes | Jannat
Zara Sa Piano Notes
Notes :- Music D4 E4 F4# A4 F4# A4 F4# A4 B4 A4 F4# E4 D4 E4 F4# A4 F4# A4 F4# A4 B4 Zara si dil mein de jagah tu D5 D5 D5 D5 C5# B4 A4 B4 A4 G4 G4 Zara sa apna le bana D5 C5# D5 E5 E5 D5 C5# D5 C5# B4 Zara sa khawbon mein saja tu D5 D5 D5 D5 C5# B4 A4 B4 A4 G4 G4 Zara sa yaadon mein basa D5 C5# D5 E5 E5 D5 C5# D5 C5# B4 Mein chahun tujhko Meri jaan bepanah D5 C5# B4 G4 G4 D5 E5 E5 D5 C5# D5 C5# B4 Fida hoon tujhpe Meri jaan bepanah D5 C5# B4 G4 G4 D5 E5 E5 D5 C5# D5 C5# B4 Wooooo hhhhooo ooohhhh hooo… F5# A5 D5 E5 F5# E5 D5 C5# D5 E5 F5# E5 F5# A5 D5 E5 F5# E5 D5 C5# D5 C5# B4 A4 F5# A5 D5 E5 F5# E5 D5 C5# D5 E5 F5# E5 F5# A5 D5 E5 F5# E5 D5 C5# D5 Zara si dil mein de jagah tu D5 D5 D5 D5 C5# B4 A4 B4 A4 G4 G4 Zara sa apna le bana D5 C5# D5 E5 E5 D5 C5# D5 C5# B4 Zara sa khawbon mein saja tu D5 D5 D5 D5 C5# B4 A4 B4 A4 G4 G4 Zara sa yaadon mein basa D5 C5# D5 E5 E5 D5 C5# D5 C5# B4 Mein tere mein tere Kadmoon mein rakh du yeh jahan D5 E5 F5# D5 E5 F5# F5# F5# A5 A5 E5 E5 E5 F5# E5 Mera ishq deewangi D5 C5# D5 D5 D5 D5 G5 G5 F5# E5 Ohhhhoo.. D5 C5# D5 G5 G5 F5# E5 Hai nahi hai nahi Aashiq koi mujhsa tera D5 E5 F5# D5 E5 F5# F5# F5# A5 A5 E5 E5 E5 F5# E5 Tu mere liye bandagi D5 C5# D5 D5 D5 D5 G5 G5 F5# E5 Mein chahun tujhko Meri jaan bepanah D5 C5# B4 G4 G4 D5 E5 E5 D5 C5# D5 C5# B4 Fida hoon tujhpe Meri jaan bepanah D5 C5# B4 G4 G4 D5 E5 E5 D5 C5# D5 C5# B4 Wooooo hhhhooo ooohhhh hooo… F5# A5 D5 E5 F5# E5 D5 C5# D5 E5 F5# E5 F5# A5 D5 E5 F5# E5 D5 C5# D5 C5# B4 A4 F5# A5 D5 E5 F5# E5 D5 C5# D5 E5 F5# E5 F5# A5 D5 E5 F5# E5 D5 C5# D5
About Song :-
"Zara Sa" is a popular song from the Bollywood movie "Jannat," which was released in 2008. The film was directed by Kunal Deshmukh and starred Emraan Hashmi and Sonal Chauhan in the lead roles. The song "Zara Sa" played a significant role in the movie and contributed to its success. Here is some information about the song: Singer: "Zara Sa" was sung by the talented playback singer KK (Krishnakumar Kunnath), known for his soulful and melodious voice. Lyricist: The lyrics for the song were penned by Sayeed Quadri. The lyrics are romantic and capture the emotions of love and desire. Music: The music for "Zara Sa" was composed by Pritam Chakraborty, a prominent music composer in the Bollywood industry. Pritam is known for creating memorable melodies, and "Zara Sa" is no exception. Picturization: The song is picturized on the lead characters, Arjun and Zoya, played by Emraan Hashmi and Sonal Chauhan. It's a romantic track that showcases their blossoming love story. Significance: "Zara Sa" became a chartbuster and received widespread acclaim for its soulful melody and KK's soul-stirring rendition. The song's popularity contributed to the success of the film "Jannat." Plot Context: In the movie, "Zara Sa" is used to depict the romantic moments and growing intimacy between the lead characters. It reflects the passion and love that Arjun and Zoya share throughout the story. "Jannat" is a crime-romance film that revolves around the character of Arjun, a small-time gambler who gets involved in illegal cricket betting. The film explores the complexities of his life, including his relationship with Zoya and the consequences of his choices. "Zara Sa" serves as a memorable musical highlight in the film, enhancing the emotional depth of the story. Read the full article
0 notes
Text
khoya mein hu iss tarah
hosh na ho ki kab ho jaega dobara sawera
dastak huyi bepanah
phir bhi tera dil tha jo ban gya tha mera wahid basera🖤
0 notes
Text
Suna Suna Lamha Lamha - Sargam, Harmonium And Flute Notes
Suna Suna Lamha Lamha (Krishna Cottage) - Sargam, Harmonium And Flute Notes
SCALE OF THE FLUTE IS D BASS/MIDDLE Suna suna lamha lamha S..G..S..R... n..S..R..G... Meri rahein tanha tanha S..G..S..R... n..S..R..G... Aakar mujhe tum tham lo S..G..S..R... n..S..R..G... Manzil teri dekhe rasta S..G..S..R.G.m.G.R... n..S..R..G... Mud ke zara ab dekh lo S..G..m..D... P.N.D.N.D..P...M.D.. Aisa milan phir ho na ho S..G..m..D... P.N.D.N.D..P... Sab kuch mera P..N..S'..R'... Tum hi to ho S'.G'.R'.G'.R'..S'..R'.S'..N..S'.N..D..N.D..P.. Bepanah pyaar hai aaja D...D.P...G...G.R..G..P...m... Tera intezaar hai aaja S'..S'..N..N..D...P..m..m..P..P..G... O bepanah pyaar hai aaja D..D(K)..D..D...D.P...G...G.R..G..P...m... Tera intezaar hai aaja S'..S'..N..N..D...P..m..m..P..P..G... Suna suna lamha lamha S..G..S..R... n..S..R..G... Meri rahein tanha tanha S..G..S..R... n..S..R..G... Also Read This :- - Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Chunar (ABCD 2) – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Chandan Sa Badan – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Tere Naam Humne Kiya Hai – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Main Tumhara (Easy Version) – Sargam, Harmonium And Flute Notes Where DO - SA - S RE - RE - R MI - GA - G FA - MA - M SO - PA - P LA - DHA - D TI - NI - N LOW OCTAVE PA - p DHA - d NI - n SHUDH MA - m TIWAR MA - M HIGH OCTAVE SA - S' RE - R' GA - G' MA - M' m' PA - P' KOMAL SWAR DHA - D(k) NI - N(k) RE - R(k) GA - G(k) Read the full article
0 notes