#zindagi barbad hai
Explore tagged Tumblr posts
stfulara · 4 months ago
Text
I started watching zindagi gulzar hai for fawad khan but ended up relating so bad to kashaf and now I need therapy
44 notes · View notes
nyxsuswrites · 10 days ago
Text
Ab to zindagi harpic jaisi hi ho gayi hai😭
Tumblr media
62 notes · View notes
mayakimayahai · 1 year ago
Text
When you inherited anger issues from both sides of the family and you have gotten to the stage where you are so calm that it is driving you and the people Around you insane
And all you do is sit there and watch as the chaos unfolds
With popcorn ofcourse 😉😌
33 notes · View notes
paracetamol600 · 5 months ago
Text
It's always "bhai ek ladki ke liye itna pagal kyu ho Raha hai" until it's your turn
2 notes · View notes
firefeelsfine · 26 days ago
Text
Sala har din toh assignment submit kervate hai ya college vala...aur jis din assignment nhi hota toh test bolker zindagi barbad ker deta haiiii...
DUKH DARD ON TOP !!!!!
18 notes · View notes
bandarrrrr · 4 months ago
Text
Kisi ka bhi ek faisla dusre insaan ki zindagi barbad kr skta hai
9 notes · View notes
desifleabag · 1 year ago
Text
I am on 1 month streaks to not have any crush on guys because ZINDAGI BARBAD OR MENTAL HEALTH KA KABADA HOJATA HAI
2 notes · View notes
janedoooo · 14 days ago
Text
Zindagi ke etne sal tumbe isskiye barbad ke liye
Ye hai sach tum logon ka
Ki aaj uthkar koi mhujse puch bhi nhi sakta
Man se ki tu kaisi hai koi bhi nhi
Galat karne punaya kama rahe ho
Etne sal se khun piya phir bhi man nhi bhra aur ye ye hai instagram aur exam ka sach
0 notes
na-mukamal · 25 days ago
Text
Guzari huwi zindagi , ko kabhi yaad na kar
Taqdeer mai jo nahi , uski fariyad na kar
Jo hona hai , woh ho kr hi rahega
To kal ki faqr mai , aaj ki hasi barbad na kar
1 note · View note
iamjeelanauthor · 1 year ago
Text
Paise kamana ke kahi tarikha hota hai lekin paise galat raston se kabhi kamana nahi chahiye kyunki ek din yahi galat rasta Hum sabko Barbad hi nahi balke Jaan lena tak nahi chodega.chaliye sunta hai ek aisi kahani ko ki Mr Gambler ki jisne apni zindagi khone ke baad sabko ae nasihat diya ki Bemani ka paisa kahi nahi tikta.
Puri Kahani padna na bhula Mr Gambler sirf Golden stories of Dadagari Jeelan part 2 mein. Asha ke aap tayar hai padna ke liyeee.....
0 notes
ketans-poetry-world · 4 years ago
Text
Waqt ki barbadi
Tumblr media
Humari ek common aadat hoti hai ke hum logo ki baato par bohot jyada Eitbaar kar lete hai , be wajah baithe baithe waqt barbad kar lete hai , kuch apne man me vichar kar lete hai ke shayar jo log keh rhe hai wahi sahi hai or rishtey kharab kar lete hai , isse behtar hai ke hum ek duje par eitbaar kare taki humare rishtey or majbut ho or zindagi me hum khushaal ho , isliye bewajah waqt barbad karne se behtar hai ke khud par or apne partner par bharosha kare or logo ki baato par nahi..
Kyun Be-Wajah Waqt Ko Barbaad Kare..
Kisi Or Ki Bato Par Hum Kyun Eitbaar Kare..
Bharosha Hai To Rahega Rishta Atut Hamara..
Ao Baitho Milkar Khusiyon Ka Vyapar Kare..
Written by ketan shendey
Admin @_unkahidastaan
Wanna talk @iirreplaceable_me
1 note · View note
hashtag898 · 4 years ago
Text
Bade rangeen zamanay thay..
Taraanay hi taraanay thay..
Magar ab poochta hai dill..
Wo din thay ya fasaanay thay..
Faqat ik yaad hai baaki..
Bas ik faryaad hai baaki..
Wo khushiya lutt gayi lekin..
Dil-e-barbad hai baaki..
Kahaan thi zindagi meri..
Kahan par aa gayi!!
Wo bhooli dastaan..lo pir yaad aa gai.
1 note · View note
trembling-demons-blog · 5 years ago
Text
Urh Tu Gaya Tu mere Dil k pinjry se
Kash wo ek pankh bhe na chorta Jo ab meri Zindagi Ko barbad ker Raha hai.🖤
2 notes · View notes
iamusn · 5 years ago
Text
Tumblr media
'anees' asan nahin abad karna ghar mohabbat ka
ye un ka kaam hai jo zindagi barbad karte hain
. Meer Anees
4 notes · View notes
baabulilm · 5 years ago
Text
'anis' asan nahin abad karna ghar mohabbat ka,
ye un ka kaam hai jo zindagi barbad karte hain..
~MEER ANEES
3 notes · View notes
janedoooo · 16 days ago
Text
Etna kuch huaa mein chillai u know what that shows, that shows ki tuhme mhujse chutkara chaiye tha
Etna kuch huaa I was cnt asking & nobody replied neither you
Etna kuch huaa aur mein chilla rahi hu
Jabki sb kuch mein saha
Kya atak raha hai kuch bhi to nhi
Mere bina etna kuch huaa na
To ab kyu mere call ka tumhe intajar hai
Ab kyu tumhe mere se permission chahiye
Ab kyu tuhje meri zindagi barbad karni hai
0 notes