Tumgik
#shehr
art-the-f-up · 8 months
Text
youtube
In the light of current world events, and after watching a video that explained how, if you DON'T feel like wanting to smash your head somewhere or scream into oblivion it means you're mind hasn't been revolutionized yet, I want to present this animated short film by Pakistan which speaks to me so much. Even though this film is about internal conflicts, the messages and indications are so universal and I urge everyone to take out a few minutes and watch it.
The seed of resisting a system that makes you think it's for your benefit but is just profiting off of your basic rights is so so important, now more than ever. I feel like we're on the brink of something big and something important. Please don't let that flame die.
Shehr e Tabassum 2020
37 notes · View notes
qalbtalk · 1 month
Text
Tumblr media Tumblr media
” دل عجیب شے ہے نانی۔ عجیب چیزیں مانگتا ہے۔ عجیب چیزیں کرنے کو کہتا ہے۔ “
—شہرِ ذات
“dil ajeeb shay hai nani. ajeeb cheezain maangta hai. ajeeb cheezain karne ko kehta hai.”
—shehr e zaat
saari duain aur umeedain isi morr pe aa kar tehr jaati hain. Allah se ache aur khair ki umeed maangne walay tou Allah ko waisa hi paain ge jaisa woh sochte hain. tou phir jo dil chahta hai woh kyun nahi? khwahish ki talab main dua kyun nahi? hum tou chah bhi nahi sakte agar Allah na chahe…
6 notes · View notes
umeandmoon · 1 year
Text
Allah ke mohabbat kay siwa
har mohabbat ko zawaal hai.
Phir wo insaan ko sab dikha kar,
kehta hai, Bata tera mere siwa aur kaun hai?
-Shehr-e-Zaat.
2 notes · View notes
bennasc · 2 years
Text
2 notes · View notes
sherekhudahazratali · 7 months
Text
Tumblr media
Wo shahre mohabbat jahan mustafa hai
Wahi(n) ghar banane ko dil chahta hai
Woh sone se kankar woh chandi si mitti
Nazar mein basaane ko dil chahta hai
Jo pucha nabi ne ke kuch ghar bhi choda
Toh siddique akbar ke honto pe aaya
Waha maal o daulat ki kya hai haqeeqat
Jahaan jaan lutaane ko dil chahta hai
Click here to read complete Wo Shehre Mohabbat Jahan Mustafa Hai Lyrics
1 note · View note
Text
Okay, but I just saw a video on Louisiana phrases, and it gave me the best idea.
In Lousiana French, "cher", dear/darling, is pronounced like a little more like shahr than shehr right??
So, like in Charlotte.
And in Louisiana French cher catin means babydoll basically. Like it's an affectionate nickname.
So imagine Alastor calling Charlie that. it's very sweet, yeah?
But the thing about catin is that it means something very different in European french.
So someone else who speaks European French overhears that and thinks it a play on catin meaning harlot.
Like in Charlotte,
And if it's like any of the main cast, they deck him on sight, right, and it gets sorted pretty quick.
But some one else who doesn't know them very well might just slide in and tell her like "hey you know he's saying something shitty right" and you get the whole misunderstandings trope, her being hurt he would say that to her face, she though they were past all of that. And him like, "Why is my friend avoiding me, what have i done?"
Ugghhhhh the angst
76 notes · View notes
pyaariposting · 1 year
Text
Don't Say Yourself Unlucky, Just Say :
"Hum wo siyaah naseeb hain 'Tariq' ke shehr mein, khole dukaan kafan ki to loug marna chorh dein"
~ tariq aziz
235 notes · View notes
faithful-diaries · 6 months
Text
Everyone's a beggar. Everyone asks for something. Some ask for love, some ask for the world and its pleasures, and those that don't ask for either, ask to not have desires.
SHEHR-E-ZAAT
25 notes · View notes
aestboii · 8 months
Text
Tumblr media
In English we say “at least we are under same sky”
But in Urdu Parveen Shakir wrote:
“Wo shehr mein hai yahi bohat hai
kisne kaha mere ghar hi thehrey”
21 notes · View notes
the-gershomite · 5 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Conan the Barbarian #35 -February 1974-
"The Hell-Spawn of Kara-Shehr"
writer/editor: Roy Thomas
artists: John Buscema
inker: Ernie Chua
letters: John Costanza
colors: Glynis Wein
16 notes · View notes
qalbtalk · 2 months
Text
Tumblr media
“kare mera intezaar, mera bichra yaar”
jab maine yeh gaana pehli baar suna tou main apna bachelors muqammal kar rahi thi. pakistani student society k aik event pe shaam ka ikhtitaam inhi surron pe huwa. saare samaa’en apne mulk ki yaad main aik hi dhun gunguna rahe thay.
bahir ki duniya jaisi bhi ho, hum apne andar ki duniya na sirf apni yaadoon se sajate hai par humare andar apne badoon ki, unke buzurgoon ki, na jaane kitni pushtoon ki yaadain zinda hain.
meri paidaish aik shehr main hui, meri parwarish bhi aik shehr main hui. lekin aaj bhi jab main kisi khayt ko dekthti hoon tou lagta hai ghar pohnch gayi hoon. pakistan ki woh sab yaadain mere andar maujood hain jo meri apni nahi. apne nanhiyaal aur dhadhiyaal main guzra huwa waqt mujh main iss qadar zinda hai k main chah kar bhi khudh ko un lamhoon se juda nahi kar sakti. nani jaan ki sachi kahaniyaan. dadi jaan k saath ghar ghar khelna. apni par nani aur par dadi se unke bachpan k qisse sun’na. yehi meri wirasat hai.
shayad isi liye waqt se uljhi rehti hoon. iss se pehle k waqt khatum ho jaye, main phir tumse milna chahti hoon. beshaq sirf itna batane k liye k tumhare kuch paloon k saath ne mujhe unhi yaadoon se dobara milwa diya jo mera sab se qeemti asasa hain. tumse mil k yun laga jaise main ghar laut aayi. wohi ghar jo aaj bhi meri yaadoon main zinda hai.
20 notes · View notes
keepitrealsblog · 5 months
Text
Tumblr media
Shehr-e-janaan main ab baa-sifa kaun hai 🥀
13 notes · View notes
blogbyameera · 1 year
Text
" Ek shakhs se muhabbat insan ko kitna majboor kardeti hai. Meine zindagi me kisi ki parvah hi nahi ki aur ab us shakhs ki parvah ki hai tou mujhe ehsaas hua hai, k muhabbat karne k bad bande ko kitna jhukna parta hai , Sirf is khauf se ki kahin dusra aap ko chor na de "
- Shehr-e-zaat
102 notes · View notes
stickyblazecreator · 7 months
Text
When Jaun Elia said
"khawahishen dil ka saath chor gyi,
Ye aziyat bari aziyat hai"
And also when Falak from shehr-e zaat said
"sab bhikari hain, sab ko mangna parta hai,koi Ishq mangta hai koi duniya mangta hai aur Jo yeh sab nhi mangta, woh khawahish ka khatm hona mangta hai.
- it reminded me of those wishes I buried in my heart.
18 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 1 year
Text
" ‏ہمارا خُلوص شہرِ منافقت کِی گَلِیوں میں
شِکستہ پا ہِی سَہِی، مگر سَر اُٹھا کے گُزرے گا
🍁
Tumblr media
"Hamara khuloos shehr-e-munafiqat ki galiyo'n se
Shikasta-paa hi sahi, magar sarr uthaa k guzray ga"
39 notes · View notes
anthos11 · 5 months
Text
Tumblr media
Homecoming to Androon Shehr by Shaharyar Shaukat
8 notes · View notes