#hum saath saath hain
Explore tagged Tumblr posts
Text
Tabu in Hum Saath Saath Hain (1999)
181 notes
·
View notes
Text
Romance peaked here
Like this is the indian equivalent of the darcy hand flex
#hum saath saath hain#bollywood#hindi cinema#old bollywood#desi romance#desiblr#desi tumblr#desi tag#desi aesthetic
112 notes
·
View notes
Text
"i found you without looking, and loved you without thinking."
#jaane tu ya jaane na#jab we met#dilwale dulhania le jayenge#ddlj#yeh jawaani hai deewani#chennaiexpress#hum saath saath hain#desi love#desi tumblr#desiblr#i miss this bollywood#bollywood#oh to be in love#love quotes#love
74 notes
·
View notes
Text
We belong together
30 notes
·
View notes
Text
i miss old school sundays when you'd wakeup and watch hum saath saath hai or hum aapke hai koun on zeetv
16 notes
·
View notes
Text
#3 Idiots#Aamir Khan#Akshay Kumar#Baahubali#Deepika Padukone#Hum Saath Saath Hain#Kabhi Khushi Kabhie Gham#Mighty Little Bheem#Netflix#Netflix India#OTT#OTT Platform#Ranbir Kapoor#RRR#Salman Khan#Shah Rukh Khan#South#South Cinema#Yeh Jawaani Hai Deewani#bollywood hungama#bollywood latest news#bollywood gossip#bollywood news#bollywood movies#bollywood
2 notes
·
View notes
Text
★ Celebrating *24 Years Of Hum Saath Saath Hain*…
-November 5, 1999
2 notes
·
View notes
Text
Madhuri Dixit Rejected Hum Saath Saath Hain Due To This Scene With Salman Khan
Hum Saath Saath Hain was directed by Sooraj Barjatya and released in 1999. Madhuri Dixit said that she could only envision herself in Reema Lagoo’s role as it was a powerful role in the film, but she was too young to do it. Madhuri Dixit is one actress who truly ruled Bollywood in the 1980s and 90s. The actress in her heyday was filmmaker Sooraj Barjatya’s favourite and in 1998, when the…
View On WordPress
#Hum Aapke Hain Koun#Hum Saath Saath Hain#Madhuri Dixit#Madhuri Dixit was offered Hum Saath Saath Hain#Salman Khan#Sooraj Barjatya#Why Madhuri Dixit rejected Hum Saath Saath Hain
2 notes
·
View notes
Text
Salman Khan speaks about his Blackbuck poaching case for the FIRST time; says whatever the decision will be, he will accept - Times of India
Salman Khan recently opened up about his Blackbuck poaching case for the first time. According to him, he has full faith in the judiciary and he will accept the decision of the judges.In an interview with a news portal, Salman said that he seriously doesn’t know what the decision would be. According to him, our judiciary is very capable. The actor added that whatever the decision would be, he…
View On WordPress
#Bhagwan Jambeshwar#Bishnoi community#blackbuck#blackbuck poaching case#bollywood#Chinkara#Hum Saath Saath Hain#Jambaji#rajasthan#salman khan
0 notes
Text
Karishma Kapoor in Hum Saath Saath Hain (1999)
128 notes
·
View notes
Text
ek baalti laa do koi. mujhe apne aasoon daalne hai usme.
#weekly breakdown aankhir aa hi gaya#kab tak bhaagti mai usse#hello old friend#cue hum saath saath hain theme song
2 notes
·
View notes
Text
fyi to everyone i’m watching K3G and DDLJ tomorrow and i’m not sorry for the person i will become within those 7 hours.
2 notes
·
View notes
Text
I got tagged by @bandedbulbussnarfblat to put my music streaming service on shuffle and post the first lines from the first ten songs that come up and put them down as a poem
I tag whoever wants to do this since I'm not sure who's done this one lately
I was picking up a suit from the dry cleaners Oh, oh, oh, oh (so much for my happy ending) ABCDEFGHI Be my baby
Threw you the obvious Think you gotta keep me iced? You don't Everyone's watching, to see what you will do Kelly, can you handle this?
(Creep) oh ah, oh ah, oh ah yeah, Fame (fame) makes a man take things over
#bandedbulbussnarfblat#1. past life by tame impala#2. happy ending by avril#3. abcdefghi from hum saath saath hain#4. rendezvous by buck tick#5. 3 libras by a perfect circle#6. love don't cost a thing by jennifer lopez#7. everybody's working for the weekend by loverboy#8. bootylicious by destiny's child#9. creep by tlc#10. fame by david bowie#music talk
1 note
·
View note
Text
Brother ki dulhan
Isse pehle ki hum aage badhe ..there are some of our mutuals who really showed interest in this whole wedding..so we are gonna make them humare parivaar ka hissa
abb jaise vanilla ice cream chocolate syrup ke bina adhuri hoti hai vaise hi ek desi shaadi apne characters ke bina adhuri rehti hai (complaining phupha... gossip wali chachi... shaitan bacche aur corner mei romance krne wale couples etc. etc.)
@raindropsofloev ye hai humare dulhe raja!! iss shadi mein dulhan se zyada lag nhi rha inka kisi cheez mein intrest hai, bas bechare kuch bhi bolne lagte hain to inki behne dara dhamka kar chup kara deti hain isiliye itne chup baithe hain
@chal-jeete-hai yeh hai roop ...dulhe ki behen no.1!! dulhe se 1 saal choti hai but bechari zimmedario ke bhojh mein itna dab gai hai ki pata hi nhi chalta inmein se kon bada hai. Ab aakhir kisi ko to samajhdaar banna hi padega varna kon ladki iss ghar ki bahu bane. Par haan jab yeh sab chodd ke yeh nritya karti hai ..toh haaye kisi ki nazar na hate inse.
@ae-dil-ae-saudaai ye hain hum sab ke eklaute jijaji and roop ke patidev!!bade samajhdaar hain, saara din didi ki har baat mante hain aur unhe khush rkhne ki puri koshish karte hain (shabash jijaji aise hi humari didi ko khush rkhna varna yaad rkhna asla hum bhi rkhte hain janab🥰) ...wese jab yeh apna dilruba bajate hai toh humari behen kya har ladki inpe fidaa hojaye.
@celesteablack yeh hai geet, behen no2 aur dulhe raja ke shabdo mein ghar ki gundi. humare ghar ki jaan hai . inn madam ko masti mazak ke alawa aur kuch nhi aata and darmebaaz hai ek number ki vo to badi behen ne dara dhamka ke shaadi ke zimmedario mein laga rkha hai...par iski zabaan jitni bhi teekhi ho ...jab yeh gaati hai toh iske jitni meethi awaaz kisi ki nahi .
@hauxicrook yeh hai humare hone wale jija... geet ke fiance..pata nhi kaise ...dono saara time ladte rehte hain, jiss time ye dono ekdusre se agree kar jaye uss time ko hum diwali ki tarha celebrate karte hain!! but kuch bhi kaho hone wale jij ji humari behen ka dhyan bohot acche se rkhte hain, kabhi use kisi cheez ki dikkat nhi hone dete
@oosajnire ye hai bittu behen no 3, sabse choti but god forbid choti behen wale kaam karle, mummy kehti haina ki padhne wale bacche kahin bhi padh lete hain, yess ye wahi bacchi hai jab dekho padhti rehti hai, iske chakkar mein bohot suna hai humne, but koi ni hai to apni pyaari si chirkut hi
@bandarrrrr yeh hain humare dulhe ke one and only bestfriend!! honestly bataun to jaise ye dono behave karte hain, inki shaadi ekdusre se karwa deni chahiye thi, bechari bhabhi!! and pata nhi kyu jahan ye dikhta hai vhi bittu dikh jaati hai, what's more shocking is vo bina kitaabo ke milti hai!! is there something going on? guess we'll never know or maybe we will.
@orgasming-caterpillar @tothemoonandbacklove aur yeh dono pyaare pyaare log humari bhen no 2...roop ke devarji and devrani bade hi cute hain dono, saara din ek dusre ke saath khusar pusar karke haste rehte hain...aadhe time aap madhu ko chiru se maar khaate hi dekhenge par haan yeh apni bhabhi ka bada khyal rkhte hain vaise .
@11-th-mein-science-mt-lena ye humare bakchod chacha, honestly hum sabke fav!! inse aap kisi bhi prakaar ki baat kar sakte hain i'm damn sure ye aapko bore nhi hone denge and @cafffeineconnoisseur yeh hai humari pyaari se chachi jo inki bakchodi sehte sehte thak chuki hai ...but the best part?? ye aapko chacha se bachati hai jab woh marks puchne aate hai.
@chaosmakethemuse yeh vo shaant maasi hain jo har time sabki care karti rehti hai aur khud ka dhyan rakhna bhool jaati hain;! Uff maasi thoda dhyan rakho apna aur inki humari chachi @cafffeineconnoisseur ke saath badi jamti hai pata nhi saara din kya baat karti hain ye
@yappergfdotcom @losergfdotcom yeh hai vi and tanvi..dono twins hai but inki similarity yahi khtm hoti hai ...vi madam apni social media star hain, jab dekho haath mein phone aur phone pe insta!! But wahi humari tanvi ji ko real life experiences psnd hai yeh baccho ko dance sikha rhi hain
@pyaari-naari ye iss ghar ki sabe samajhdaar bua!! stereotype mat kardena ye sabse pyaari hain, inho ne hi to hume bade pyar aur patience ke saath saari rasmo se kash makash karwaya hai
@talesinmyhead040122 ye humari bua no.2, humari gossip queen, i swear to god jaisi tea ye spill karti hain karan johar can only dream!! duniya ki har khabar hai inke paas
@depressed-bi-twerking ye humari one more cousin...ye madam agar aapko kahin na mile to please ek baar dance floor check karlena, kyuki dance floor to maano madam ka ghar hai.
@pretentious-hana ye hana hai, humari cousin, iski nai nai shaadi hui hai @hectorfrombritain ke saath saara time ye dono ek dusre ke saath lage rehte hain, ahh newly weds yk how it is. Ahem.
@kenzenkokri humare phupha ji inhe har cheez se dikkat rehti har har time complain but humari help bhi bohot karte hain, ye na hote to main kiski buraiya karti bhala? jox phupha ji jox!!
@shadowseductress ye humari maasi!! she is just that aunt yk, the coolest rich aunt. ye jab bhi aati hain humare lie mast gifts laati hain... honestly hum diwali se zyada inke arrival ka wait karte hai also yeh dikhati nahi but dil se bhot pyaari hai ...so those random meds you find when you get ill? Yepp that's her.
@sunlonaplsaisha ye humari ek aur cousin, she is our makeup queen. ye aise looks create karti hai kisi ne apne sapne mein socha bhi na hoga but bechari iss shaadi mein sabka makeup karne mein lagi hai!! fas gai bechari
141 notes
·
View notes
Text
“Aur phir aik waqt aisa bhi aata hai jub apko lagta hai ke aap akele hi theek hain koi zidd nahi rehti koi khwahish nahi rehti kisi ka saath nahi chahiye hota phir hum sab naseeb par chorh kar jeene lagte hain.” — Bano Qudsia
#bano qudsia#urdu#urdu literature#urduthoughts#urdu quote#urdu lines#urdu stuff#urdu adab#urdu shayari#fav#dark academia#light academia#chaotic academia#spilled ink#spilled emotions#spilled truth#spilled feelings#urdu words#deep words#desiblr#desi moodboard#aesthetics#lit#writer on tumblr#artist on tumblr#poems and quotes#writer and poets#famous writers#writer community#poet community
155 notes
·
View notes
Text
Hum insan baaz cheezon aur logo'n ke kho Jane ke mehaz tasawwur se bhi dar jate hain. Hum kehte hain, Aisa kabhi na ho, agar aisa hua to hum mar jayenge, ya ye na hua to zindagi ko jeena mushkil hojayega, ya ye ek Shey hai jiske baghayr hum nahi reh sakte...
Lekin pata hai phir kya hota hai? Jab hum kisi pyari shey ya insan ke humse door chalay jane ke khauf ko apne andar yun sambhalkr rakhte hain, ke phir wo khauf kahin na kahin humaray aur Allah ke talluq me dakhalandazi karne lag jaye to pata hai Allah subhanhuwata'ala kya saabit Karwa Detay Hain humpar? Ke duniya me aisa kuch nahi hai, Siwaye Allah Ki Zaat ke, jiske baghayr insan "jee" nahi sakta ho.
Wo khwaab jisko Haqeeqat banane me insan din raat ek kar de, wo aankhon ke saamne khaaq ban jata hai aur insan bas Bebasi se usay dekhta reh jata hai. Wo insan jisay hum apni jaan ke upar bhi tarjeeh den, wo iss qadar mayoos kardeta hai, ke ussay doori banane ke alawa koi raasta nh bachta, ya phir zindagi aur maut ka waqt uss insan ko humse door zameen ke neechay le jata hai aur hum Matti ki qabar par ronay ke alawa kuch nahi kar sakte. Allah aisa waqt Dikha Detay Hain, ke hum apne mehboob logo'n, cheezon, aur khwaabon ko apne haathon se dafna dete hain...aur uss waqt zehn me ye khayal aata hai, ke shayad iske baad saans band hojaye. Shayad ab kisi bhi lamhe zindagi khatm ho jaye. Lekin na saansein band hoti hain, na zindagi khatm hoti hai. Aur phir waqt ke saath, qarb me jeetay hue humein samajh aajata hai ke duniya ka sabse bada sadma ye hai, ke hum khatm nh hotay jab humari pasandeeda cheezein khatm hoti hain. Hum jee rhe hotay hain, chahay uss jeenay ki Wahid alamat ye ho ki hum saans lerhe hain. Tootay khwaab, bichhre hue mehboob aur gumshudah cheezon ke saath hum chalte rehte hai , jab tak meyaad hai, jeetay rehte hain. Ghum se bhari raaton me apni saansein aur imaan ko bachane ki koshish karte hain, kyunke Momin Nakeel Lagay oont ki tarah hai, jidhar usay le jaaya jaaye udhar hi chal padta hai. Momin umeed nahi haarta, Allah ke Reham se mayoos nahi hota, Momin har haal me Shukr aur Sabr ka aadi banta jata hai. Sabr ka pyala labrez bhi honay lag jaaye, to Momin yahi kehta hai,
Aapko raazi karne ke liye mai sabr karta rahunga (ya Allah) halanki mera Sabr mujhay jaan se maar raha hai. Ye meray liye kaafi hai ke Aap mujhsay raazi Hon, phir chahay mera Sabr meri jaan hi kyun na le.
✍🏻 ~ mashriqiyyah
#a page from my diary#November 2023#mine#sheherrzaad#mashriqiyyah#umm taimiyyah#muslim tumblr#urdu writing#personal#urdu
43 notes
·
View notes