#aarzu
Explore tagged Tumblr posts
h0neytarts · 2 years ago
Text
are u even a desi if you haven't vibed to Aarzu by hasan raheem
12 notes · View notes
rajnipoetryvision · 8 months ago
Text
दीवाने हम
कशिश है गजब सी , मोहब्बत है नजम सी खूबसूरती पर अपनी उनको जरा गुरुर नहीं गुजरे जमाने चाहते , उतरा जरा सुरूर  नहीं हमसफर शराब जैसी ,आशियां लगे मैखाने सा मुद्दत से झूम रहा हूं अदाओं पे दीवाने सा वो लैला ना सही पर हम मजनू से कम नहीं न शुमार हो इश्क ऐ फसाने में कोई गम नही दीवानगी से जवान इश्क वरना हम नही हम नहीं  हम नहीं  हम नहीं  हम नहीं
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
inkandpaperstuff · 7 months ago
Text
Someone literally summed up life in two lines when they wrote:
Yahan kisi ko kuch bhi hasb-e-aarzu na mila
Kisi ko ham na miley or ham ko tu na mila
152 notes · View notes
blogbyameera · 8 months ago
Text
Here's a piece of advice for you -
" Dil se nikaal dijiye ehsaas e aarzu , mar jaiye par kisi ki tamanna na kijiye "
166 notes · View notes
pyaariposting · 1 year ago
Text
when mohsin naqvi said,
"kabhi ye dua ke wo mera hai faqat mera // kabhi ye darr ke wo mujhse juda to nahin
Sometimes I pray that he is mine, only mine // Ever out of fear that he might separate from me
kabhi ye dua ke usse mil jaaye saare jahan ki khushiyaan // kabhi ye khauf ke wo khush mere bina to nahin
Someday I pray that all the happiness of the world should be found with him // Sometimes this fear that he is happy without me
kabhi ye khwaish ke zamana ho muntazir uska //kabhi ye vehem ke wo kisi se mila to nahin
Someday this desire that the world is waiting for him // Sometimes this illusion that he had met anyone
kabhi ye aarzu ke wo jo maange mil jaaye usse mohsin // kabhi ye waswasa ke usne mere siwa kuch manga to nahin"
Sometimes I wish he get whatever he asked for // Ever wondered whether he asked for anything other than me.
my heart couldn't decide what it wants.
619 notes · View notes
rekhtaa · 8 months ago
Text
Yahaan kisi ko bhi kuch hasb-e-aarzu na mila,
.
Kisiko hum na mile, aur humko tu na mila
-
Friday, March 15, 2024
9.10 PM, Bangalore, India
99 notes · View notes
maihonhassan · 8 months ago
Text
In urdu we don't say;
"I am hopeless but still waiting for you."
But we say;
"Nahin nigah mein manzil to justuju hi sahi, nahin visal mayassar to aarzu hi sahi."
— Faiz Ahmad Faiz
86 notes · View notes
guywithasmirk · 6 months ago
Text
when mohsin naqvi said,
"kabhi ye dua ke wo mera hai faqat mera // kabhi ye darr ke wo mujhse juda to nahin
Sometimes I pray that she is mine, only mine / Ever out of fear that she might separate from me
kabhi ye dua ke usse mil jaaye saare jahan ki khushiyaan // kabhi ye khauf ke wo khush mere bina to nahin
Someday I pray that all the happiness of the world should be found with her / Sometimes this fear that she is happy without me
kabhi ye khwaish ke zamana ho muntazir uska // kabhi ye vehem ke wo kisi se mila to nahin
Someday this desire that the world is waiting for her / Sometimes this illusion that she had met anyone
kabhi ye aarzu ke wo jo maange mil jaaye usse mohsin // kabhi ye waswasa ke usne mere siwa kuch manga to nahin"
Sometimes I wish she get whatever she asked for // Ever wondered whether she asked for anything other than me.
my heart couldn't decide what it wants.
18 notes · View notes
whois-zayn · 2 months ago
Text
Na ji bharke dekha na kuch baat ki
Badi aarzu thi mulaqat ki
Tumblr media
14 notes · View notes
thedelusionalselenophile · 7 months ago
Text
Tumblr media
یہاں کسی کو کچھ بھی حسبِ آرزو نہ ملا
کسی کو ہم نہ ملے اور ہم کو تُو نہ ملا ~
Yahan kisi ko kuch bhi hasb e aarzu na mila
Kisi ko hum na milay or hum ko tu naa mila ~
*Credits go to rightful owners
20 notes · View notes
his-heart-hymns · 10 months ago
Text
Koi Raat Mere Aashna Mujhe Yoon Bhi To Naseeb Ho
Na Khayal Ho Libas Ka Wo Itna Mere Qareeb Ho
Badan Ki Garam Aanch Se Meri Aarzu Ko Aag De
Mera Josh Bhi Bahek Uthe Mera Haal Bhi Ajeeb Ho
Tere Chashni Wajood Ka Main Saara Ras Nichod Loon
Phir Tu Hi Mera Marz Ho Phir Tu Hi Mera Tabeeb Ho.
May a night of companionship be fated for me where concerns of clothes do not create distance between us. With the warmth of your body, kindle my desires; let my passion rise high and let my state be extraordinary. Allow me to absorb the very essence of your existence then you alone be my affliction you alone be my remedy.
18 notes · View notes
mehreenkhan · 2 years ago
Text
Tumblr media
na harif-e-jaan na sharik-e-gham shab-e-intizar koi to ho
kise bazm-e-shauq mein laen hum dil-e-be-qarar koi to ho
Tumblr media
kise zindagi hai aziz ab kise aarzu-e-shab-e-tarab
magar ai nigar-e-wafa talab tera aetibar koi to ho
Tumblr media
kahin tar-e-daman-e-gul mile to ye man len ki chaman khile
ki nishan fasl-e-bahaar ka sar-e-shakh-sar koi to ho
Tumblr media
ye udas udas se baam o dar ye ujad ujad si rah-guzar
chalo hum nahin na sahi magar sar-e-ku-e-yar koi to ho
Tumblr media
ye sukun-e-jaan ki ghadi dhale to charagh-e-dil hi na bujh chale
wo bala se ho gham-e-ishq ya gham-e-rozgar koi to ho
Tumblr media
sar-e-maqtal-e-shab-e-arzu rahe kuchh to ishq ki aabru
jo nahin adu to 'faraaz' tu ki nasib-e-dar koi to ho
-Ahmed Faraz
33 notes · View notes
rajnipoetryvision · 2 years ago
Text
खुदा कसम☆ खुदा जाने
दुनिया कहती है यह खुदा कैसा होता है ? बयां करना मुश्किल यह तो यह पाकीज* अनुभूति है खुद को जानोगे तो खुदा को जान लोगे तेरी ओर बढ़ते कदम कब मंजिल की ओर ले गए ना खुद को पता चला नाही कदमों को <खुदा कसम > खुदा ही जाने तेरी रहमत* देख हो रहे है तेरे दीवाने
Tumblr media
View On WordPress
1 note · View note
hi-avathisside · 10 months ago
Text
Kehne ki ho dil mein koi baat, mujhse kaho
Koi pal ho din ho ya ho raat, mujhse kaho
Koi mushkil, koi pareshani aaye
Tumhein lage kuchh theek nahin halaat, mujhse kaho
Koi ho tamanna ya ho koi aarzu
Koi ho tamanna ya ho koi aarzu
Ho.. rehna kabhi na bekaraar main hoon na
For him 🫠💖
*send it to your him
6 notes · View notes
blogbyameera · 2 years ago
Text
Hum kya karein agar na teri aarzu karein ,
dunya mei aur bhi koi tere siwa hai kya ?
- hasrat mohani
117 notes · View notes
pyaariposting · 1 year ago
Text
when mohsin naqvi said,
"kabhi ye dua ke wo mera hai faqat mera // kabhi ye darr ke wo mujhse juda to nahin
kabhi ye dua ke usse mil jaaye saare jahan ki khushiyaan // kabhi ye khauf ke wo khush mere bina to nahin
kabhi ye khwaish ke zamana ho muntazir uska //kabhi ye vehem ke wo kisi se mila to nahin
kabhi ye aarzu ke wo jo maange mil jaaye usse mohsin // kabhi ye waswasa ke usne mere siwa kuch manga to nahin"
my heart couldn't decide what it wants.
22 notes · View notes