#Zakhm
Explore tagged Tumblr posts
Text
<Aazaad Nazm>: Zakhm
Tumhe dekha nahiiñ kab se masarrat*, jaise kho gayii hai kahiiñ mohabbat.
( masarrat* = happiness )
Tum bhii basar* karo ruuh-o-dil meiñ, viiraan dil ko kabhi to mile sukuunat*.
( basar* = live; sukuunat* = residence )
Halaq* meiñ apne thoda zakhm rahne do, shayarii kii nishaanii hai rañj-e-ulfat*.
( halaq* = throat; ranj-e-ulfat* = sorrow in love )
© Aks Akshita Aks
#shayaranasafar#original writing#poetess#poetry#urdu literature#urdu poetry#urdu shayari#original poem#writersofindia#urdu nazm#nazm#zakhm#mohabbat#ruuh#dil#sheroshayari
1 note
·
View note
Text

"Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad,
Gali Mein Aaj Chand Nikla Jaane Kitne Dinoon Ke Baad,
Gali Mein Aaj Chand Nikla"
25 Years of #Zakhm (25/12/1998).
Directed and written by Mahesh Bhatt, Zakhm was produced by him along with Pooja Bhatt. The film stars notable actors such as Ajay Devgn, Kunal Khemu, Pooja Bhatt, Sonali Bendre, and #Nagarjuna.
It is inspired by the life of Mahesh Bhatt's mother, Shirin Mohammad Ali, with Pooja Bhatt playing her character. Zakhm received acclaim for its contribution to national integration, earning the Nargis Dutt Award for Best Feature Film, and Ajay Devgn won his first National Film Award for Best Actor for his performance in the movie.
The film's success is also attributed to key contributors like Girish Dhamija, who wrote the dialogues, Tanuja Chandra and Mahesh Bhatt for the screenplay, and Mukesh Bhatt as a producer.
The film's engaging visuals were captured by cinematographer Nirmal Jani, while Sanjay Sankla handled the editing. The memorable music score was composed by M. M. Keeravani, with lyrics by Anand Bakshi, adding depth to this celebrated film.
#zakhm (1998)#mahesh bhatt#pooja bhatt#ajay devn#kunal kemmu#sonali bendre#nagarjuna#m. m. keeravani#anand bakshi#nirmal jani#sanjay sankla
10 notes
·
View notes
Text
if i die, play this. and if I still don't get up. consider yourself shaapit :)
#shaapit#kabhi na kabhi toh miloge#dil pe khayalo ko baraf jami hai bheegi hai aalam nigaho me nami hai#aditya narayan#sab se zakhm gehre se hai lamhat thehre se hai#tham jaayega dard ka silsila#desi tumblr#desiblr#desilbr#bleh#meow#Spotify
4 notes
·
View notes
Text
Sooo. I stumbled upon Tu Zakhm Hai a couple days ago. It’s completely taken over my mind since then. I’ve fallen in love with Gashmeer Mahajani nowww. (Watched him in Imlie but his char was utter shit). I’m dying to talk to ppl abt this show but there’s literally nothing stuff here abt that.
Edit: okay wth were those final eps, srsly. I mean it was already testing my patience but I haven’t seen this big of a saviour complex on a FL since Qubool Hai. Yiiikes girl.
#tu zakhm hai#the OST pops offff#major reason why im hooked#gashmeer mahajani#hindi tv shows#indian web series
0 notes
Text
for some reason it didn't occur to me to put 'tere nainon ke aage to taare bhi sharmaaye' down as an aziracrow lyric until now but realisation has just hit me and i am. Sobbign
#tere naina as a whole is a song i really should not of forgotten abt but my god#they watched the birth of the stars together and STILL that beauty pales in comparison to his eyes my god.#also the whole zakhm pe marham phool pe shabnam thing is so real i wonder how upset he was when crowley put his sunglasses on for#the final bits of their argument#i miss them so fucking much :(#good omens 2#faera's
0 notes
Text
Dedicated to all the "Mard" in our lives

Mere tan ke zakhm na gin abhi,
Meri ankh mein abhi Noor hai
merey bazuon pe nigah kar
jo guroor tha vo guroor hai
میرے تن کے زخم نہ گن ابھی،
میری آنکھ میں ابھی نور ہے،
میرے بازوؤں پہ نگاہ کر،
جو غرور تھا وہ غرور ہے۔
61 notes
·
View notes
Text
When Ahmad Faraz said;
ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa, aa phir se mujhe chorh ke jaane ke liye aa
And Parveen Shakir Replied;
qarya-e-jaan mein koi phool khilane aaye, wo mere dil pe naya zakhm lagane aaye
#ahmad faraz#ahmed faraz#parveen shakir#urdu#urdu lines#urdu adab#urdu stuff#urdu poetry#fav#rekhta#urdu shayari#deep#dark academia#spilled emotions#spilled ink#spilled thoughts#famous writers#writer and poets#artist on tumblr#poet community#writer community#aesthetics#lit#desiblr#poem and poetry#urdu sher#urdu ghazal#sher o shayari#wattpad#light academia
56 notes
·
View notes
Text
Munir Niazi motivated us beautifully
Marr gaye tou phir kahan yeh husn-e raaz-e-zindagi Zakhm-e-dil gehra bohat hai, phir bhi jeena chahiye
#urdu quote#urdupoetry#urdu shayari#urdu ghazal#urdu literature#urduthoughts#urdu lines#urdu poetry#urdu stuff#urdu ashaar#poetry#aesthetic#thoughts#literature#quotes#munir Niazi
51 notes
·
View notes
Text
Uska Milna / ملاقات
Woh waqt mile toh milti thi, Main waqt nikaal ke milta tha... Woh kisi kaam se milti thi, Mera toh kaam hi milna tha...
Usse matlab se milna tha, Hume milne se matlab tha... Uske dil mein meri jagah thi, Mera toh dil hi uska tha...
Woh pyaar jatana kam janti thi, Main ibadat se ishq karta tha... Woh sukoon khojne aati thi, Mujhe bhi sukoon ussi se milta tha...
Woh bas aadat mein milti thi, Main aadat bana ke milta tha... Woh bas halka sa muskati thi, Main hassi chhupa ke milta tha...
Woh sirf mausam badalne pe aati thi, Main harr mausam wahin rehta tha... Woh sirf raaste mein milti thi, Main manzil samajh ke milta tha...
Woh mujhe apne ghum sunati thi, Main usse sunnkar apne ghum bhul jaata tha... Woh bas ek pal ko rukhti thi... Main harr pal rukk jaane ko taiyaar rehta tha...
Uska kaam tha zakhm par zakhm dena, Sharaab ka kaam zakhm silna tha... Apne andaz-e-bewafai se woh dafna gayi hume, Hamara kaam to bas behek ke girna tha...
#txt post#txt#desi love#desiblr#desi tumblr#desi academia#desi stuff#desi thoughts#just desi things#desi shit posting#desi tag#desi#urdu lines#urdu literature#urdu poetry#urdu shayari#urdu stuff#hindi shayari#hindi poetry#hindistories#hindi#desi sunflower man
22 notes
·
View notes
Text
When Gulzar sahab said:
" Na zakhm bhara, na sharab sahara hui, na wo lauta, na mohhabat dubara hui...
#desi academia#desi tumblr#desiblr#franz#desi tag#franz kafka#writers on tumblr#spotify#diary#poets on tumblr
27 notes
·
View notes
Text
Zakhm-e-umeed bhar gaya kbka, kais toh apne ghar gaya kbka,
Aap ab puchne ko aaye hain? Dil meri jaan, mar gaya kbka
-Juan Elia
#jaun elia#poems on tumblr#poetry#poem#urdupoetry#urduthoughts#shayari#hindi poetry#hindi shayari#urdu#quotes#jaun eliya
364 notes
·
View notes
Text
kya hua gar zakhm deti hain unki aankhein marham bhi toh aankhir unki muskaan hi deti hai
#spotify#literature#book quotes#poetry#music#poems and poetry#bollywood#literary quotes#spilled words#dark academia#desi#being desi#desi core#desi life#desi tumblr#desi girl#desi tag#desiblr
12 notes
·
View notes
Text
سیاہ رات میں جلتے ہیں ، جگنوؤں کی طرح
دلوں کے زخم بھی مُحسن کمال ہوتے ہیں
-محسن نقوی

Siyaah raat mai jaltay hain, jugnu'on ki tarha..
Dilo'n k zakhm bhi Mohsin kamal hotay hain
-Mohsin Naqvi
#محسن نقوی#اردو ادب#اردوشاعری#اردو شاعری#اردو غزل#اردو پوسٹ#اردو#اردوادب#mohsin naqvi#urdu quote#urdu shayari#urdu literature#urdu ghazal#urdupoetry#urdu poetry#urdu lines#urdu#desi tumblr#just desi things#desi larki#life of a desi girl#desi academia#pakistan#urdu aesthetic#desi culture#pakistani aesthetics#urdu stuff
21 notes
·
View notes
Text
Dard se mere hai tujhko beqarari haaye haaye, Kiya hui zaalim teri ghaflat-sheari haaye haaye
Tere dil mein gar na tha aashob-e-gham ka hosla, Tu ne phir kyun ki thi meri gham-gusaari haaye haaye
Kyun meri gham-khargi ka tujhko aiya tha khayal, Dushmani apni thi meri dost-daari haaye haaye
Umr bhar ka tu ne paeman-e-wafa bandha to kiya, Umr bhar ko bhi to nahi hae paedaari haaye haaye
Zahar lagti hae mujhe aab-o-hawa-e-zindagi, Yaani tujh se thi ise nasaaz-gaari haaye haaye
Gul-fishaani hai, naz-e-jalwa ko kiya ho gaya? Khaak per hoti hae teri lalakaari haaye haaye
Sharm-e-rusawaae se ja chupna naqaab-e-khaak mein, Khatam hae ulfat ki tujh per parda-dari haaye haaye
Khaak mein namoos-e-paeman-e-muhabat mil gae, Uth gai se dunya se rah-o-rasm-e-yari haaye haaye
haath hi tegh-azma ka kaam se jaata raha dil pe ik lagne na paaya zakhm-e-kaari haaye haaye
kis tarah kaate koi shab-ha-e-tar-e-barshigal hai nazar khu-karda-e-akhtar-shumari haaye haaye
gosh mahjur-e-payam o chashm-e-mahrum-e-jamal ek dil tis par ye na-ummid-vaari haaye haaye
Ishq ne pakra na tha Ghalib abhi wehshat ka rang, Reh gaya dil mein jo kuch zauq-e-khari haaye haaye
Dard se mere hae tujhko beqarari haae haae, Kiya huwi zaalim teri ghaflat-sheari haaye haaye
–Ghalib
14 notes
·
View notes
Text

meherban hain teri ankhen magar aey munis-e-jaan, inn se har zakhm-e-tamanna tou nahi bhar sakta
Oh my solacer! your eyes are kind/but it's not possible that they'll cure every scar in my hope.
—Ahmad Faraz
188 notes
·
View notes
Text



وہ تو خوش بو ہے ہواؤں میں بکھر جائے گا
مسئلہ پھول کا ہے پھول کدھر جائے گا
vo to khushboo hai havaon mein bikhar jaega
masala phool ka hai phool kidhar jaega
ہم تو سمجھے تھے کہ اک زخم ہے بھر جائے گا
کیا خبر تھی کہ رگ جاں میں اتر جائے گا
ham to samjhe the ki ik zakhm hai bhar jaega
kya khabar thi ki rag-e-jaan mein utar jaega
وہ ہواؤں کی طرح خانہ بجاں پھرتا ہے
ایک جھونکا ہے جو آئے گا گزر جائے گا
vo havaon ki tarah khana-ba-jaan phirta hai
ek jhonka hai jo aaega guzar jaega
وہ جب آئے گا تو پھر اس کی رفاقت کے لیے
موسم گل مرے آنگن میں ٹھہر جائے گا
vo jab aaega to phir us ki rifaqat ke liye
mausam-e-gul mere angan mein teher jaega
آخرش وہ بھی کہیں ریت پہ بیٹھی ہوگی
تیرا یہ پیار بھی دریا ہے اتر جائے گا
akhrash vo bhi kahin ret pe baithi hogi
tera ye pyaar bhi dariya hai utar jaega
مجھ کو تہذیب کے برزخ کا بنایا وارث
جرم یہ بھی مرے اجداد کے سر جائے گا
mujh ko tahzeebb ke barzakh ka banaaya varis
jurm ye bhi mera ajdad ke sar jaega
- Parveen Shakir
#urdu sher#urdu shairi#urdu quote#urdu shayari#urdu literature#urdu poetry#urdu lines#urdu stuff#urdu#urdu writing#urdu posts#urdu poems#urdu academia#urdu ashaar#urdu aesthetic#urdu adab#urdu ghazal#urdu language#pakistani light academia#pakistani dark academia#pakistani academia#pakistani poetry#pakistani literature#desi dark academia#desi academia#pakistani aesthetics#اردو پوسٹ#اردوادب#اردو#desi light academia
12 notes
·
View notes