Tumgik
#Novels in Urdu
urdubazaronline02 · 10 months
Text
Novels In Urdu | Urdubazaronline.pk
Discover the best Urdu novels at Urdubazaronline.pk! Our unique selection of books will leave you feeling inspired and captivated. Experience the power of Urdu literature today!
Novels in Urdu
Tumblr media
0 notes
novelsinpdf · 1 year
Text
1 note · View note
maihonhassan · 12 days
Text
when Parizaad said;
"kuch shaamein aesi dhalti hain ke sooraj k sath sath hamara dil hi doob jata hai, dooba sooraj tou agli subha phir nikal aata hai, magar jo dil ek dafa guruub hojaye wo kabhi tuluu.a nahi hota."
[ ग़ुरूबغروب setting (of the sun, moon etc) sunset]
[ तुलूअ'طلوع a rising (as of the Sun, Moon or stars ]
64 notes · View notes
rouphicc · 9 months
Text
Tumblr media
"There's no peace... Why seek something in this world that isn't even present here?"
― Umera Ahmed, Aab e Hayat
155 notes · View notes
nabxtangled · 3 months
Text
Tumblr media Tumblr media
They said; "hm intyzar karien gy"
But when Salar Sikander said:
Sar-e-toor ho, sar-e-hashr ho hamien intyzar qabool hai Wo kabhi milien wo kahien milien wo kabhi sahi wo kahin sahi
56 notes · View notes
inkandpaperstuff · 10 months
Text
Qalb-e-Momin : Muhabbat pe yaqeen rakhti hain ap?
Momina Sultan : Haan!
Qalb-e-Momin : Mai nhi rakhta.
Momina Sultan : Yaqeen nhi ata.
Qalb-e-Momin : Kia?
Momina Sultan : Ke ap ne kabhi ki nhi.
Qalb-e-Momin : Ki hai, isi liye yaqeen nhi hai. Aap ne ki hai?
Momina Sultan : Ki hai, isi liye yaqeen hai.
Alif by Umerah Ahmed
165 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 10 months
Text
Imama: Acha, mai aik arab likh deti tw kiya kartay?
Salar: Tw aik arab bhi de deta.
Imama: Kahan se dete.. fraud kartay?
Salar: Kiyun karta? Kamaa kr deta.
Imama: Saari umer kamaatay hi rehtay phir.
Salar: Acha hota, sari umer tumhara qarzdaar hi rehta. Waqyi acha hota.
Aab e Hayat by Umera Ahmed
Tumblr media
169 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 6 months
Text
Lekin tumne toh usey dekha bhi nahi…
Uski surat nahi dekhi meine lekin uska dil itna khoobsurat hai k bass usi k sahaare meri saari zindagi guzar jaati. Surat se lagaav toh kuch dino mei feeka padhjaata hai lekin ye jo dil se lagaav hojaaye toh sadiyaan beet jaati hai, dil ko jo azeez hai uski nishaaniyaan humesha humesha k liye saath rehjaati hain.
/Excerpts from a novel I might never write🫠/
Tumblr media
65 notes · View notes
poemsbysafia · 7 months
Text
وہ سلسلے ، وہ شوق ، وہ نسبت نہیں رہی ، وہ دِل نہیں رہا ، وہ طبیعت نہیں رہی .
Wo silsiley, wo shauq, wo nisbat nahi rahi, wo dil nahi raha, wo tabiyat nahi rahi.
82 notes · View notes
malik070 · 2 months
Text
I never read romance, but her love made me seek it out. Every page is a lesson on how to express my love to her.
My own words falter in the face of her radiance. Her essence is poetry, beyond the grasp of my fumbling heart.
These books are now my practice, but she's the masterpiece I'm learning to describe
-Malik-
Tumblr media
39 notes · View notes
qalbofnight · 1 month
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Agar aap mard hain to yaha likhi hui baaton ko kahani , kisi novel ka hissa ,ya chand lines ke bajaye ek Amal ke taur pe tasleem kariyega agar aap aurat hain to yaha likhi baaton ko ek kadi naseehat samajhiyega ,
Aaj hmare ghr ek janab tashreef farmate Chand ghadiyan guzarne ke baad baaton baaton mein vo ye batate hai ki unke peshey (profession) ke barey mein unki biwi ko koi khabar nahin mohtarma ko nahin pata ki janab kya karte hain halaki unka pesha koi sharmindagi haram kaam se juda huwa nahi lekin bas janab ne zaruri nahin smjha ,
Meri ammi ki shadi kam umr mein hui amtaur pe us zamaney mein shadiyan jse huwa karti thi mere baba meri maa se umr mein kaafi badey the
Maine us waqt ghaur kiya ki meri maa ne shadi k baad graduation complete kiya baba ne ammi ko post-graduation ke liye bhi push kiya jabki unka koi dil nahin tha lekin baba ki koshishon se, sath se aur sabse badi baat apsi discussions se unki magazines, newspapers ,politics aur education mein dilchaspi badhi aur ammi ne pg k sath sath diploma bhi liya ,
hmare baba ka school tha jisko chalane me ammi ne Shana ba Shana 30 saal tak sath diya,
Lekin phir bhi kabhi apni maa ko baba se oonchi awazon mein baat krte nahin suna , na mere baba ne kbhi Aisa Kiya , meri maa kbhi mere baba ke dosto k samne ni gyi, hm 3 betiyon ko har cheez se parey tarjeeh aur taleem di ,
Aj chand mahino pehle mere papa ko brain hammeroage ho gya jis wajah se bistar pe paralyzed hain hmara school band hone ki kagar pe tha kyunki koi ladka uska waris ni logo ne baate bnani shuru kar di vo school hmari amdani ka eklauta zariya tha har shakhs ko yahi laga ki ye school band ho jyega, baba k bimar hone k bad insan ki shkl mein bhediyon ki nazrein hmari choti si family pe tik gyi lekin meri maa us saf me a k khadi ho gyi jaha mere baba khadey hote the unhone school ka management apne hath me liya aur kaha ki sabkuch wse hi continue hoga jse baba karte the, alhamdulillah hm us pareshani se bahar a gye ,
Meri ye Amal o naseehat un mardo k liye hai jo apni biwiyon aur behno ko ye samajhte ki iska hmare buisness me kya kaam, "tum kya jaan ke karogi"
" Tmhe kaha smjh ayega " agar mere baba ne 30 saal pehle ye bol k meri maa ko gharelu aurat k nam pe dayrw mein bandh diya hota to aaj shyd hum badtareen halaton ka samna kar rahe the ,
Ummed hai ki aapne ye padha hai to zindagi me iska
Amal zarur krengey ,
Ye baatein sochti hoon to lagta hai ki aurat bhi badey hi shafaqat aur classy tareeke se apne mazhabi dayron ko ikhtiyar kar ke bhi independent ban sakti hai ba shart uska baap o shauhar ek ache sathi ho
mainey ye isliye likha kyunki mjhse ehsas hua ki duniya ke kisi koney me, kisi blog mein kisi site pe ,kisi panney pe ye baat likhi honi chahiye.
36 notes · View notes
urdubazaronline02 · 11 months
Text
Tumblr media
Novels In Urdu | Urdubazaronline.pk
Discover the best Urdu novels at Urdubazaronline.pk! Our unique selection of books will leave you feeling inspired and captivated. Experience the power of Urdu literature today!
Novels in Urdu
0 notes
maihonhassan · 3 months
Text
This generation needs to understand what Nimra Ahmed has written:
"Kisi insaan ke paas itna ikhtiyar nahi hona chahiye ke wo sirf lafzon se apka zehni sukoon cheen sake."
95 notes · View notes
his-heart-hymns · 7 months
Text
Hope in reality is the worst of all evils because it prolongs the torments of man.
-Friedrich Nietzcshe
Tumblr media Tumblr media
Apparently there is no hope for me.
-Anna Akhmatova,Lamentations
Tumblr media Tumblr media
Hope is a terrible thing, if its the only thing keeping you alive you'll be dead by dawn.
-Charlie Rae
46 notes · View notes
mashal-e-mahtaab · 6 months
Text
Imama: Acha, mai ek arab likh deti toh kiya karte?
Salar: Toh ek arab bhi de deta.
Imama: Kahan se dete.. fraud karte?
Salar:Kyun karta? Kamaa kr deta.
Imama: Saari umer kamaatay hi rehtay phir.
Salar: Acha hota, sari umar tumhara qarzdaar hi rehta. Waqyi acha hota.
📖:Aab e Hayat by Umera Ahmed
Tumblr media
43 notes · View notes
nabxtangled · 3 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Mai haya Suleman nahi hu jisey jahan sikendar mil jata h
مي هيا سليمان ناهي هو جيسي جاهان سيكندار ميل جاتا هاي
Na hi mai wo imama Hashim hu jisey salar sikander duaon me mangta h
نہ ہی وو امامہ ہاشم ہو جس سالار سکندر دعائیں ہیں۔
Mai wo maliha hoon jo apne baad ki kahaniyo ko adhoora chod jaati h
میں وہ لڑکی ہوں جو اپنے ماضی کی کہانیاں پوری کرتی رہتی ہے۔
Mai wo ayeshe Gul hu jo apna rasta khamoshi se alag kar jaati h
میں وہ عیش گل ہوں جس نے خاموشی سے اپنا رستہ جدا پایا ہے۔
Mai farishte Ibrahim hu jiske achey kaamo ko log ek galti me bhool jatey h
میں وہ فرشتہ ابراہیم ہوں جس کی نیکیاں ایک غلطی میں بھول جاتی ہیں۔
Mai abdar Ubaid hu jo sachi muhabbat k bawajood kisi ka dil nahi pighla saka
میں عبد عبید ہوں جو سچی محبت کے باوجود کسی کا دل نہیں پگھلا سکتا۔
instagram
24 notes · View notes