Tumgik
#MAML
pataam · 1 year
Text
Hello there Tumblr
I have weird friends
Anyways, we were like, aaaw the class is too boring so we started to play with codes, like the a1z26 and others, and we created a new type of code we think its awsome so im sharing this here
We are hugeee mitski fans so we were think something to create with mitski lyrics
So, the name of the code is MAML that stands for mitski álbum music line
You just have to type things like M-3-10-3
This means its the third album she released, the tenth song and the third line of the song, so what we really meant was "and i'm relieved that i'd left my room tidy"
We were very happy with our code so we put a little more bands and artist that we like to use the lyrics
M - mitski G - gorillaz Q - queen TVG - TV girl N - Nirvana SK - Spliknot A - Abba BE - Billie Eilish MT - Metallica TLT - The living tombstone BB - Bo Burhamam JS - Jack Stauber
And thats basically it, I hope you guys find it interesting and use the MAML code with your besties and let me know what you think about it
Created by Nina, Lelets and Lemonade
1 note · View note
navinsamachar · 9 months
Text
Ram Mandir : अयोध्या में श्रीराम लला के दर्शनों के लिये उत्तराखंड सरकार बनाएगी अपना राज्य अतिथि गृह
नवीन समाचार, देहरादून, 19 दिसंबर 2023 (Ram Mandir)। श्री राम जन्मभूमि अयोध्या में बन रहे राम मंदिर में आगामी 22 जनवरी को रामलला विराजने जा रहे हैं। सैकड़ों वर्षों के बाद आ रहे इन दिव्य पलों के लिये पूरे देश-दुनिया के साथ उत्तराखंड वासियों में भी कौतूहल एवं उत्साह है। इस बीच उत्तराखंड सरकार की एक पहल इस संबंध में उत्तराखंड वासियों के लिये काफी सुखद होने जा रही है। उत्तराखंड सरकार अयोध्या में अपना…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
Text
Mammon refers to himself and his kids as "the Great Mammon and his little Mamlings"
4K notes · View notes
blogbyameera · 1 year
Text
Tumblr media
- mein laakho'n logon se zyada nidar , dilaer aur ba himmat hoon iske bawajood tumhari muhabbat ke mamle mei mera dil ek sehmey hue kamzor aur ghamzada bacche ki manind hai
68 notes · View notes
verses-n-moon · 3 months
Text
Read somewhere, "Dua karo shohar ankhon wala ho, jo dekh saky tumhare dukh, tumhara hasna rona, tumhari khushi. Bohat log ankhon wale hoty hain lekin dekh nhi sakte, Biwion ke mamle mei andhy hojate hain, Dua karo khuda aesa mehram ata farmain jo tumhen dekh saky." [via - Hazel Clouds]
9 notes · View notes
hussain-stuff · 16 days
Text
Sirf zuban se na kaho ke tmhe Allah par yakeen hai, dil se yakeen kro uspar tb jakr tm apne saare mamle uske supurd kr ke sukoon me aaoge, yakeen rkhoge ke woh tmhe aur tmhare mamlon ko sambhaal lega to har fikr se azaad ho jaoge.
3 notes · View notes
aiklahori · 1 year
Text
کرم یافتہ لوگ
واصف علی واصف صاحب لکھتے ہیں کہ
جس پہ کرم ہے، اُس سے کبھی پنگا نہ لینا۔ وہ تو کرم پہ چل رہا ہے۔ تم چلتی مشین میں ہاتھ دو گے،تو اُڑ جاؤ گے۔
کرم کا فکس فارمولا تو کوئی نہیں ہے-
بس کرم کی وجہ ڈھونڈو۔ جہاں تک میرا مشاہدہ ہے، جب بھی کوئی ایسا شخص دیکھا جس پر ربّ کا کرم تھا، اُسے ہمیشہ عاجز پایا۔ پوری عقل کے باوجود بس سیدھا سا بندہ۔ بہت تیزی نہیں دکھائے گا۔ اُلجھائے گا نہیں۔ رستہ دے دے گا۔ بہت زیادہ غصّہ نہیں کرے گا۔سِمپل بات کرے گا۔ میں نے ہر کرم ہوئے شخص کو مخلص دیکھا ـــ اخلاص!! غلطی کو مان جاتا ہے۔ معذرت کر لیتا ہے۔ سرنڈر کر دیتا ہے۔
*جس پر کرم ہوا ہے نا، میں نے اُسے دوسروں کے لئے فائدہ مند دیکھا۔*
یہ ہو ہی نہیں سکتا کہ آپ کی ذات سے نفع ہو رہا ہو، اور اللہ آپ کے لئے کشادگی کو روک دے۔ وہ اور کرم کرے گا۔
میں نے ہر صاحبِ کرم کو احسان کرتے دیکھا ہے۔ حق سے زیادہ دیتا ہے۔ اُس کا درجن 13 کا ہوتا ہے، 12 کا نہیں۔ اللہ کے کرم کے پہیے کو چلانے کے لئے آپ بھی درجن 13 کا کرو اپنی زندگی میں۔ *اپنی کمٹمنٹ سے تھوڑا زیادہ احسان کر دیا کرو۔* نئیں تو کیا ہو گا؟ حساب پہ چلو گے تو حساب ہی چلے گا! دل کے کنجوس کے لئے کائنات بھی کنجوس ہے۔
دل کے سخی کے لئے کائنات خزانہ ہے۔جب زندگی کے معاملات اڑ جائیں سمجھ جاؤ تم نے دوسروں کے معاملات اڑاۓ ہوۓ ہیں ۔
*آسانیاں دو آسانیاں ملیں گی*
---
"Karam Yafta Log"
Wasif Ali Wasif Sahib likhte hain ke "Jis pe karam hai, us se kabhi panga na lena. Woh to karam pe chal raha hai. Tum chalti machine mein haath do gay, toh urr jao gay. Karam ka fix formula toh koi nahi hai,
bas karam ki wajah dhoondo. Jahan tak mera mushahida hai, jab bhi koi aisa shakhs dekha jis par Rab ka karam tha, usse humesha aajiz paya. Puri aqal ke bawajood bas seedha sa banda. Bohat tezi nahi dikhaayega. Uljhayega nahi. Rasta dey dey ga. Bohat zyada ghussa nahi karega. Simple baat karega. Maine har karam hue shakhs ko mukhlis dekha - ikhlaas!! Ghalti ko maan jaata hai. Maazrat kar leta hai. Surrender kar deta hai.
"Jis pe karam hua hai na, maine usay dosron ke liye faida mand dekha."
Yeh ho hi nahi sakta ke aap ki zaat se nafa ho raha ho, aur Allah aap ke liye kusha-dagi ko rok de. Woh aur karam karega.
Maine har sahib-e-karam ko ehsan kartay dekha hai. Haq se zyada deta hai. Uska darjaan 13 ka hota hai, 12 ka nahi. Allah ke karam ke pahiye ko chalanay ke liye aap bhi darjaan 13 ka karo apni zindagi mein. "Apni commitment se thoda zyada ehsan kar diya karo." Nahi toh kya hoga? Hisaab pe chalo gay toh hisaab hi chalega! Dil ke khanjoos ke liye kaainaat bhi khanjoos hai.
Dil ke sakhi ke liye kaainaat khazana hai. Jab zindagi ke mamle ud jayen, samajh jao tum ne dosron ke mamle udaye hue hain.
"Aasaniyan do, aasaniyan miliengi."
14 notes · View notes
Text
Ben 10 - Omniverse 2 | Ben 10 Cartoons | Watch Ben 10 | Only on Cartoon Network
youtube
Mana ki Ben ek superhero hai lekin kabhi kabar, woh apna powers ko apne negi mamle keleye bhi istamal karta hai. Par kya yeh karnama ek din Ben pe bhari padega?
Dekheye #Ben10 Hindi mai Cartoon Network India pe.
Do not miss any update on your favourite #cartoons by Subscribing to the Cartoon Network India YouTube Channel, Facebook page & Instagram page
YouTube - https://www.youtube.com/@cnindia Facebook - https://www.facebook.com/CartoonNetwork.India Instagram - https://www.instagram.com/cartoonnetworkindia/
ben10omniverse #omniverse #benten #superhero #cartoonnetworkindia #superpowers #kidscartoon #cartoonvideos #kidsvideo #kids #cartoonforkids #ben10alienforce #cartooncharacters
6 notes · View notes
bareillyki-barfi · 5 months
Note
aur break dance?? aata hai???
cigarette peeti ho????
Break dance toh ayee hayeee I love ittt !!! ✨
(Cigarette ke mamle me Bareilly ki barfi nhi hu 😔 didi kehti h sehat ke liye acchi nhi hoti)
4 notes · View notes
melancholic-academia · 9 months
Text
ye pyaar vyaar ke mamle mein itni akhand chutiya kismat aaj tak dekhi nahi maine
2 notes · View notes
kuhuchan · 2 years
Note
What happened Kuhu. Why are you sad
Not sad yaar. I don't wanna adult. Adulting sucks. I don't wanna adult so soon in life. Mereko padhna hai naki finances sambhalni or smth. Papa will leave for Greenwich tomorrow matlab aur zyada Ghar ke mamle me involvement. Nahi karni yaar mereko. But mana bhi nahi kar sakti. This sucks ugh mereko koi wapas baccha banado. Also btw I decided to sue that guy
6 notes · View notes
shut-up-rabert · 2 years
Note
do saal se tumblr pe hoon but mutuals ke mamle mein noob hoon kaise banau mutuals? aap banoge?
Hnji, kyu nhi🥺
Mutuals bnana is not that difficult. Find someone you really like seeing on your dash, visit their blog, like their posts, reblog them adding to conversation. If it clicks you’ll be mutuals✌🏼
6 notes · View notes
Text
Mammon naming his kids (Mamlings!) in The Fourth Realm
Mammon with his older son: I'm callin' this one Chattel, 'cause it means goods or assets! I'm rich just for havin' him! Mammon with his younger son: This one's Malcolm, Mal for short, 'cause it kinda makes ya think of my name! Mammon with his only daughter: ...Blushberry 🥺
42 notes · View notes
Text
CHAPTER 1
Seth Karamchand jiska umar 35-36 saal tha woh shaam ke lagbhag 8 baje apne ghar pahuncha.Uska ghar sheher se thoda door bahot lamba chauda zameena par bana hua tha.Ghar kya woh raiso ka bungla tha, croro ka ghar.Ghar ke darwaze ke paas gaadiyon ke rakhne ka jagah tha aur uske saamne bada sa garden.Uska aese karobaar to gehne jewar ka tha magar iske alawa bhi side se dhandha tha jiske baare mein kewal uski biwi aur kuchh khaas log hi jaante the jo uss dhandhe se uske saath jude hue the.
Woh jab ghar pahuncha to ghar ke saamne ek fortuner dikhai diya.Uske saamne ghar ke darwaze ke paas ek Jaguar aur uske aage ek BMW tha jo uska khud ka tha.Khud ka bole to khareeda to usi ka hua tha magar chalati thi uski biwi.Kabhi BMW to kabhi Jaguar uski biwi aese hi jo dil mein aata usi mein ghumti thi.
Fortuner ka number dekh kar woh samajh gaya ki woh kiska gaadi hai.Khair uske ghar ke saamne jo road bana hua tha woh itna chauda tha ki do gaadi aa jaa sake aur saath hi iss hisaab se bana hua tha ki gaadi ghumana na pade.Matlab oval shape ke tarah road bana hua tha jiska nukila side gate ke taraf tha.
Itna raees hone ke baawjud bhi woh kanjus tha.Itna kanjus ki usne driver bhi nahin rakha tha aur khud hi gaadi chala tha.Agar kanjusi kisi ek cheez mein nahin tha to woh tha uski biwi ke shauq pura karne mein.Aesa nahin tha ki woh khud se uske upar paise lutata ho.Uske paas itni himmat nahin thi ki apni biwi ko kisi cheez ke liye mana kar sake.Halanki uski biwi controlling ya dramebaaz nahin thi magar use kisi cheez ke liye na nukar pasand nahin tha aur woh iss mamle mein sakhti barapti thi aur Karamchand ka bhi uske saamne bolne ya bahes karne ka himmat nahin hota tha.
Woh gaadi se utar kar ghar ke ander living room mein pahuncha to sofe par usi ka umar ka ek lamba chauda aadmi sofe par araam se baaya haath sofe ke head rest par phailaye hue baitha cigarette pee raha tha.Uska umar 40 ke aas paas hi tha magar jahan Karamchand ka pet thoda nikla hua tha aur badan dheela tha wahin woh aadmi lamba chauda hone ke saath saath muscular bhi tha.Woh bahot hi fit nahin tha.Uska bhi pet nikla hua tha magar Karamchand jitna nahin.Upar se woh lagbhag 6 feet ka tha to uska thoda sa nikla pet samajh nahin aata tha.Karamchand 5 feet 8 inches ke aas paas hi tha.
Woh aadmi ka rang kaala tha.Woh blue jeans aur kaala shirt pehna hua tha.Shirt ka upar ka do button khula hua tha jisse uske seene ka baal dikh raha tha.Gale mein pehna chain uske seene tak latak raha tha.Baaye haath ke kalai mein bracelet pehna hua tha.
Woh usko araam se baitha cigarette peete hue dekh bola,"Are Raghu tum is waqt yahan kya kar raha hai?"
Yeh sunnkar Raghu uske taraf dekha magar isse pehle woh kuchh bolta ek aurat ki awaaz aayi,"Raghu ko maine bulaya hai".
Yeh sunnkar Karamchand aur Raghu dono ka nazar awaaz ke disha mein gaya.Woh awaaz seedhi ke taraf se aa raha tha.Jab dono ka nazar udhar pada to ek jawaan aur bahot hi khoobsurat aurat seedhi se utar rahi thi.Uski umar 30 ke aas paas lag rahi thi aur height 5'5" ke kareeb thi jo heel pehenkar 5'8" ho gayi thi.
Woh bhi Raghu ke shirt ke tarah kaala saree pehni huyi thi jo uske gore badan par achha lag raha tha.Usne ek chhota sa blouse pehna hua tha jisme uski cleavage kuchh hadd tak dikh rahi thi.Low waist saree hone aur saree ka anchal baaye taraf karke seedha baaye kandhe ke taraf karke pin karne ke kaaran uski pet aur nabhi saaf saaf dikh rahi thi.Uski pet pura sapaat tha, zara bhi charbi nahin thi aur pet ke beech mein naabhi se ek lamba sa belly button ring latak raha tha jo light mein chamak rahi thi.
Uski kamar patli thi magar uske upar uski chunchi aur neeche uski gaand badi thi jiske kaaran uski figure curvy thi.Motapa zara bhi nahin thi usme, bas chunchi aur gaand badi thi baaki jisam par zara bhi charbi nahin thi.Uski gale mein ek chain uski cleavage ke shuruaat tak latak rahi thi.Maang mein ek chhota sa sindur aur haath mein clutch bag tha.Woh kisi model se kam nahin lag rahi thi aur dono Karamchand aur Raghu apna nazar uss aurat se hata nahin paa rahe the.
Woh aurat jab utar kar unke paas aayi tab Karamchand usse puchha,"Garima tumne bulaya hai magar kyun? Woh bhi itni raat ko?"
Yeh sunnkar Garima uske taraf thoda gusse se dekhkar boli,"Isliye kyunki tumhe to kuchh yaad rehta hi nahin hai.Aur koi zyada raat nahin hua hai.8 hi baj rahe hain abhi."
Karamchand yeh sunnkar soch mein pad gaye aur yaad karne ka koshish karte hue puchha,"Mujhe yaad nahin rehta? Main kya bhul gaya Garima?"
Yeh sunnkar Garima waise hi gusse se use dekhti huyi boli,"Ab jab yaad nahin hai to chhoro.Ghar mein baith kar paise gino main baahar jaa rahi hoon".
Garima ka mood kharab dekh Karamchand pyaar se dubara puchha,"Are Garima kam se kam bolo to ki aakhir main kya bhul gaya aur uske liye tum abhi baahar kyun jaa rahi ho".
Garima use dekhkar gusse se boli,"Aaj kaun sa din hai?"
Yeh sunnkar Karamchand ek pal sochkar bola,"Aaj mangalwar hai.Kyun?".
Yeh sunnkar Garima waise hi gusse mein boli,"Exactly.Aaj char din ho gaye movie release hue aur kitne spoilers aa gaye hain internet par.Isliye main first day hi movie dekh leti hoon,lekin tumne iss baar sab gadbad kar diya"
Yeh sunnkar Karamchand ko dhyaan aaya ki Garima kya bolna chah rahi hai aur uske gusse ka kaaran kya hai.Woh baat ko sambhalne ke liye bola,"Ohh Garima.I am sorry,main bhul gaya tha.Chalo ab tum tayyar ho gayi to chalte hain."
Garima use gusse se dekhti huyi boli,"Koi zarurat nahin hai. Main Friday ko hi dekhne ke liye boli thi magar tumne bahana bana diya ki Friday ko kaam hai,Saturday ko le chaloge.Magar Saturday ko tum late se aaye aur ticket waste ho gaya.Kal bhi (Monday) tum late se aaye.Maine mann bana liya tha ki aaj jaise bhi movie dekhungi woh bhi tumhare bina.Woh to achha hua ki din mein main Raghu se baat kar rahi thi to pata chala ki woh aaj raat yehi movie dekhne ka plan kar raha tha aur usne mujhe saath chalne ke liye kaha.Ab main Raghu se waada kar chuki hoon to usi ke saath jaungi".
Yeh sunte hi ki Raghu ke saath uski khoobsurat aur jawaan biwi movie dekhne jaa rahi hai, woh bhi raat ke 9 baje wala show Karamchand thoda ghabda gaya.Woh Garima ka gussa dekhkar use mana karne ka soch bhi nahin sakta tha to woh kuchh aur sochkar sang sang bola,"Par Garima itni raat ka plan kyun banayi ho? Shaam mein bhi to jaa sakti thi".
Yeh sunte hi Garima gusse se boli,"Sirf tumhe hi kaam rehta hai kya?Baaki duniya nithalle baithe hain,hun? Raghu ko bhi kaam rehta hai.Shaam mein uske paas time nahin tha to raat ka plan banaya hai.Aur mujhe samajh nahin aa raha ki tumhe kya issue ho raha agar main raat ka show dekhun to?"
Karamchand yeh sunnkar pyaar se bola,"Are Garima raat ko safety ka issue rehta hai isliye bol raha hoon".
Garima ka gussa thoda shant ho chuka tha aur woh yeh sunnkar haste hue boli,"Haha safety issue? What nonsense!Peekar aaye ho kya? Yeh shaher hai,koi jungle nahin. Aur aese bhi apni gaadi se jaana aana hai, koi public transport to use karna nahin hai".
Karamchand yeh sunnkar thoda sharminda ho gaya.Use dhyaan aaya ki Garima ke saamne beqaar ka bahana chalne wala nahin hai phir bhi woh koshish kar raha tha ki Garima ko jaane se roke.Woh yeh sunnkar bola,"Haan phir bhi."
Garima yeh sunnkar irritate hokar puchhi,"phir bhi kya?"
Yeh sunnkar Raghu jo itni der se chup chap Garima ke bagal mein khada sab sunn raha tha woh kadak awaaz mein bola,"Ae seth kahe ko faltu ka baqwaas kar rela hai.Seedha seedha bolna ki tu nahin chahta teri biwi apun ke saath filam dekhne jaye".
Baat to sahi tha magar Karamchand yeh saaf saaf bol nahin sakta tha.Raghu ko to woh bol sakta tha magar Garima ke saamne bolne se use darr tha ki woh gussa na ho jaye.Woh na hi "haan" bol sakta tha aur na hi yeh bol sakta tha ki use Garima ka Raghu ke saath jaane mein koi issue nahin hai.Isliye woh baat ko ghuma kar bola,"Raghu main apni biwi se baat kar raha hoon, tum beech mein mat bolo".
Yeh sunnkar Raghu gussa ho gaya,"Ae seth tumhari biwi hai to saala tumko lekar jaana chahiye na ise.Saala tum isko filam dikha deta to itna drama nahin hota.Aur aese bhi apun ko shauq nahin tumhari biwi ko ghumane ka.Woh to apun pilan banayela tha aaj aur tumhari biwi bhi pilan banayeli thi to socha ki saath hi dekh lenge filam.Apun ko kya maalum ki tum dono ke beech kya drama chal rela hai."
Yeh sunnkar Garima phir se gussa hone lagi aur woh kabhi Raghu ko dekhti huyi uska baat sunnti to kabhi gusse se Karamchand ke taraf dekh rahi thi. Raghu ka yeh bolna ki use Garima ko ghumane ka koi shauq nahin hai Garima ke ego ko thoda hurt karta hai, magar woh iska zimmedaar apne pati ko maan rahi thi yeh sochkar ki Raghu aesa isliye bola kyunki uska pati bewajah ke drame kar raha tha.
Raghu Garima ko dekhkar bola,"Ae sethani,pehle apna gharelu drama niptao. Apun ko iss lafre mein nahin padne ka".
Ek to Garima apne pati Karamchand par pehle se hi gussa thi ki woh use movie dikhane ka waada karke bhul gaya tha,upar se abhi uska rok tok dekh uska aur mood kharab hone laga.
Woh gusse se apne pati ko dekhkar boli,"Off ho kya drama laga rakhe ho jaane waqt.Ek to tum bolkar bhi mujhe movie dikhane nahin le gaye aur upar se jab Raghu mujhe le ja raha hai to tum drama kar rahe ho."
Phir woh Raghu ke taraf dekhkar boli,"Aur tumse kitni baar kaha hai mujhe sethani mat kaha karo. Aesa lagta hai jaise main koi budhiya hun".
Yeh sunnkar Raghu hasne laga,"hahaha".Raghu ko hasta dekh Garima use banawati gusse se dekhi to Raghu haste hue bola,"Achha theek hai nahin bolega apun.Lekin yeh apne seth ko bolo saala apun ka mood kharab nahin karne ke liye".
Garima yeh sunnkar apne pati ko dekhkar boli,"Dekho bewajah ka hum dono ka mood kharab mat karo.Mujhe pata hai tum dono ke beech nahin banta hai lekin yeh tum dono ki aapas ki baat hai.Iske liye mera mood kharab mat karo. Abhi yeh mujhe movie dikhane le jaa raha hai aur main ja rahi hoon.That's it. Abhi ek word bhi tumhare munh se nikla to mujhse bura koi nahin hoga".
Karamchand yeh sunte hi chup ho gaya. Garima use ek nazar gusse se dekhi aur phir Raghu ke taraf dekhkar boli,"Chalo Raghu, nahin to late ho jayegi aur movie ka initial part miss ho jayegi".
Raghu yeh sunnkar bola,"Chalo sethani".
Yeh sunnkar Garima Raghu ko gusse se dekhi to Raghu has diya,"hahaha".
Garima usko hasta dekh boli,"Phir? Ab tum bhi mera mood kharab mat karo.".
Raghu hasta hua bola,"Achha theek hai ab nahin bolenga. Chalo".
Yeh sunnkar Garima Raghu ka baanh pakadti huyi boli,chalo" aur dono darwaze ke taraf chal diye.
Karamchand yeh sab chup chap dekh raha tha. Use khud par gussa aa raha tha ki woh kyun Garima ko film dikhana bhool gaya. Woh dono ko jaate hue dekhne laga. Uski biwi jo kuchh second pehle uske saamne khadi usi ke height ki lag rahi thi aur uske aankhon mein dekhti huyi baat kar rahi thi woh Raghu ke bagal mein usse lagbhag 4-5 inches chhoti lag rahi thi. Chalte waqt uski badi gaand hil rahi thi aur saree gaand par tight bandhe hone ke kaaran gaand ka pura shape pata chal raha tha. Uske upar uski peeth backless blouse mein lagbhag puri nangi thi jo gori hone ke kaaran roshni mein chamak rahi thi.
Kuchh seconds tak Karamchand apni biwi ko dekhta raha phir jaise hi Raghu darwaze ke baye taraf ghuma apna fortuner ke taraf jaane ke liye to Garima uski baanh pakdi boli,"Jaguar mein chalte hain".
Karamchand yeh sab dekh raha tha. Agle pal woh Garima ko Raghu ke taraf chabi badhate hue dekha. Garima Raghu ko chabi deti huyi boli,"Yeh lo".
Raghu Garima ke haath se chabi liya aur gaadi ke dusre taraf jaakar Garima ke liye darwaza khol diya. Garima Raghu ke taraf muskurati huyi dekhi aur boli,"Thank you".
Raghu phir driver seat ke taraf aakar gaadi mein baith gaya aur gaadi wahan se chali gayi. Karamchand yeh sab dekhne ke baad sofe par baithne ke liye ghuma ki tabhi uska nazar ghar ki naukrani par pada jo khud darwaze ke taraf dekh rahi thi.
Karamchand usko dekhkar bola,"Kya dekh rahi ho? Jao chai banao".
Karamchand ka awaaz sunte hi naukrani chaunkkar uske taraf dekhi aur uska baat sunte hi hadbada kar "ji saheb" bolkar kitchen ke taraf chali gayi. Karamchand phir sofe par baith gaya aur newspaper lekar padhne laga.
Lagbhag 5 minute baad uski naukrani chai lekar aayi aur chai table par rakhkar boli,"Saheb chai".
Karamchand akhbar padhte hue bina naukrani ke taraf dekhe "hmm" karke akhbar padhte raha. Kuchh seconds baad woh chai lene ke liye akhbar se nazar hatakar table ke taraf haath badhaya to dekha ki naukrani wahin khadi thi.
Karamchand usse puchha,"Ab kya hua? Yahan khadi kyun ho?"
Naukrani ghabrati huyi usse boli,"Ji saheb puchhna tha ki khane mein kya banau"
Yeh sunnkar Karamchand thoda gusse mein bola,"Are to yeh Garima se puchhna tha na. Woh jaa rahi thi to use ghur ghur kar dekh rahi thi to yeh puchhne ka khyaal nahin aaya?"
Naukrani ghabrati huyi phir boli,"Saheb memsaahab se puchha tha maine. Woh boli ki woh baahar mein hi khana khayegi. Aapke liye aapse puchh kar kuchh bana du".
Yeh sunnkar Karamchand chai ki chuski lekar bola,"Theek hai. Jo bhi mann kare bana do".
Naukrani sir hilati huyi "ji saheb" bolkar wahan se chali gayi. Kuchh minute baad Karamchand chai peekar upar apne kamre mein chala gaya. Naukrani usko upar jaate dekh dheere se boli,"Khadus kahin ka. Biwi ke saamne munh nahin khulta hai aur mere upar robb dikhata hai,hunh".
3 notes · View notes
bloodyethanol · 2 years
Text
im saying it again i only listen to this type of pop if its vocaloid. anyway LOVE ME BABY BABY GIVE ME VERY VERY IKITSUKU MAMO NAIIKITSUKU MAML NAI HODO NI DOUz,O YACCHATE
1 note · View note
sanobermasood · 2 days
Text
Tmhare saare uljhe hue mamlon ka hal nikal aaega, tmhe aur tmhare har mamle ko Allah ne sambhalaa hua hai, tm apni aazmaishon me akele nahi ho, tmhara Allah tmhare saath hai.
0 notes