#BaatonseSukoon
Explore tagged Tumblr posts
scribblesbyavi · 14 days ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon (19)
ek wada karogi?
kaisa wada?
yehi ki humari baatein kabhi khatam nahi hogi
ye kaisa wada hai?
bas wada karo ki baaton ki kami kabhi nahi hogi
lekin puri zindagi kya baatein karenge?
aaj ki baatein
jo beet gaya us kal ki baatein
aane wale paalon ki baatein
zindagi ke baare mein baatein
khwaishon ke baarey mein
humare sapno ki baatein
sitaroon ki baatein
baapre. itni saari baatein?
haan ji. puri zindagi ki baatein.
accha, samjhi.
to ye wada karogi?
avis
(been running very busy with my startup and side hustles but couldn't stop myself from writing this one.)
Follow the hastag to read more. :))
12 notes · View notes
scribblesbyavi · 1 year ago
Text
Tumblr media
Baaton Se Sukoon (18)
Aakhir jana kyun hai tumhe us paar? (curious)
Kyunki aisa lagta hai ye pahar mujhe bula rahi hai Laila,
ki aa Qais dekh kitni haseen ho sakti hai teri zindagi is ke paar
wahan tera ek ghar hoga,
chota sa hi sahi, lekin seher se dur,
sab se dur, apna.
pagal ho tum.
pahar ke piche aisi jagah hai?
maine to suna tha ki bohot badi nadi hai wahan.
aur nadi ke kinare humara ghar. (excitingly)
jao jao
aisa kabhi nahi hoga
mere ghar wale kaise hain tumhe to pata hai na?
haan lekin mana lunga unhe vi agar tum saath do to
warna akele hi nikal parunga
pahar chadne?
aur nahi to kya?
main kuch vi aise hi nahi bolta.
magar tab tumhe ana padega mujhe dhoondne.
shayad jo tumne kahan sach ho,
kyunki yahan to koi meri ek nahi sunta
kash koi kabhi meri khwaish vi puchta
kash din ginne ke bajeh zindagi vi jiya jata
kash…
ab vi puchogi wohi sawal? (laughingly)
kya?
ki jana kyun hai tumhe us paar?
avis
I have not written for so long that it feels so amazing after I finally wrote another piece for the series.
Baaton Se Sukoon
28 notes · View notes
scribblesbyavi · 1 year ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon 17
बातों से सुकून
मैं आर्मी में हूँ सीता
और अभी जंग के लिए जाना है।
तुम्हें हमेशा ख़ुश रखूँगा,
ऐसा वादा भी नहीं कर सकता ।
राम, एक शब्द नहीं ।
मैंने तुम्हारे लंबी उम्र के लिए ब्रत रखा है ।
सिर्फ़ तुम ने नहीं, मैंने भी रखा है ।
तुमने क्यों?
अगर मेरी उम्र लंबी हो
तो तुम्हारी भी तो लंबी होनी चाहिए ना ।
हाँ। लेकिन राम के बिना सीता नहीं।
सीता….अगर मुझे कुछ हो जाये
तो तुम्हें जीना पड़ेगा,
मेरे बिना ।
नहीं जी पाऊँगी में तुम्हारे बिना, राम
में भी अपनी जान ले लूँगी ।
सती प्रथा कबकी ख़त्म हो चुकी है सीता ।
तो तुम वादा करो की वापस आओगे
मेरे लिये, मेरे पास आओगे
और फिर कभी ये बात नहीं करोगे ।
कौनसी बात?
यही,
तुम्हें कुछ हो जाने वाली बात ।
तुम मुझसे चिन जाने वाली बात।
avis
18th part
20 notes · View notes
scribblesbyavi · 2 years ago
Text
Tumblr media
बातों से सुकून (१४)
मेरे लिए एक गाना गाओ ना।
मुझे गाना गाना तो नहीं आटा
लेकिन में गिटार ज़रूर बजा लेता हूँ।
ठीक है।
आज सिर्फ़ म्यूज़िक से काम चला लेते हैं
लेकिन हम जब अगली बार मिलेंगे
तब तुम्हें एक गाना ज़रूर सुनाना पड़ेगा।
ठीक है।
वादा रहा।
कई डीनो बाद।
हीर, तुम्हारा गाना रेडी है।
ये वाला गाना तो मैंने पहले कभी नहीं सुनी।
हाँ, और सुनोगी भी कैसे
ये मैंने ख़ुद तुम्हारे लिए लिखा है।
मुझे यक़ीन नहीं हो रहा
किसिने आज तक मेरे लिए ऐसा कुछ नहीं किया
ये मेरी पूरी ज़िंदगी की सबसे हसीन और बेशक़ीमती तूफ़ा है।
मैं खुश हूँ कि तुम्हें मेरा गाना पसंद आया हीर।
अब से ये गाना तुम्हारा है।
लेकिन एक सरत पर
अब से तुम कभी ऐसे नहीं कहोगे जब में तुम्हें गाना गाने के लिए कहूँ
क्या नहीं कहूँ हीर?
की तुम्हें गाना गाना नहीं आटा।
avis
पार्ट १५
36 notes · View notes
scribblesbyavi · 2 years ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon (13)
बातों से सुकून अब हिंदी स्क्रिप्ट में।
मुझे पता नहीं प्यार क्या होता है।
और ऐसा क्यूँ सोचते हो तुम?
क्यूँकि मुझे ये सब कुछ समझ नहीं आता।
क्या समझ नहीं आती तुम्हें?
यही
ये बारिश का गिरना
फूलों का खिलना
आसमान का ज़्यादा रंगीन हो जाना
पत्तों का गिरना
हवा का रुख़ मोर लेना
चाँद की चाँद���ी पर कबिताएँ लिख��ा
मुझे ये सब नहीं आटा
और सरें कबी तो यही लिखते हैं अपने प्यार के लिए
मुझे ये सबकी कहाँ समझ है।
सिर्फ़ इनहि चीजों को प्यार ठोरि कहते है
ये सरें तो महसूस करने की चीजें है
शायद तुम इन चीजों को उस नज़र से नहीं देखते
इसमें कौनसी बड़ी बात है
तुम मेरे लिए पत्र लिखते हो
तुम्हें मेरी चोटी चोटी बातों का ख़याल रहता है
में जब भी आटी हूँ तुम मेरे लिए
मेरी पसंदीदा बरेली की बर्फ़ी लेके आते हो
हम घंटो यहाँ बैठ कर बातें करते हैं
फिर शाम की चाई सुकून से साथ पीते हैं
और हम जब दूर होते है तो एक दूसरे को याद करते है
क्या यही प्यार नहीं?
हमारी इन छोटी छोटी बातों में?
इसलिए कभी ऐसे मत कहना।
क्या ना कहूँ?
की तुम्हें पता नहीं प्यार क्या होता है।
avis
पार्ट १४ पढ़ने के लिए।
39 notes · View notes
scribblesbyavi · 1 year ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon. 16.
बातों से सुकून ।
में क़िस्मत पर यक़ीन नहीं करती ।
पर क्यों?
मैंने कभी इतना सोचा नहीं इस बाड़ें में
लेकिन अगर तुम जानना चाहते हो तो,
थोड़ी उमर क्या हो गई घरवालों ने शादी करा दी
और यहाँ भेज दिया मेरे हाल पर
सैम जब छोटा था तभी मेरा पति हम दोनों को छोड़कर भाग गया
इसलिए अब जो है यही है और इसी में हमने खुश रहना सिख लिया
ये क़िस्मत बिस्मत बड़े लोगों की बातें हैं ।
मंदिरा, क्या तुमने कभी सोचा है की हम कैसे यूँ मिल गये ?
शायद, शायद खुदा सबको इम्तिहानों से गुजरना सिखाता है
और देर से ही सही जिसे जो मिलना होता है वो उसे मिल ही जाता है
इसलिए तुम आये ना मेरी ज़िंदगी में?
सैम भी कितना खुश है
सिर्फ़ सैम?
ठीक है बाबा, मैं भी बेहत खुश हूँ।
लेकिन सच में,
तुम दोनों बाप बेटे नहीं दोस्त जैसे लगते हो ।
लगते क्या? हम दोस्त हैं ।
We are friends, Mandira.
सच है, तकलीफ़ें जीतने भी हो
अगर हम चलते जायें तो एक ना एक दिन सब कुछ ठीक हो ही जाता है ।
तो क्या अब भी तुम यही कहोगी?
क्या?
की तुम क़िस्मत पर यक़ीन नहीं करती?
avis
17th part
16 notes · View notes
scribblesbyavi · 1 year ago
Text
Tumblr media
बातों से सुकून (१५)
हमें नहीं करनी आपसे कोई बात।
और ऐसा क्यूँ?
हमने क्या किया?
आपने दिन भर हमें इग्नोर किया
आपने एक कॉल तक नहीं किया हमें
में मश्रूफ था
काम ही इतने थे
जी हमें ��ता है
पर हम आपको ही याद करते रहे पूरे दिन
हमने कॉल ना किया हो
पर हमारे ज़हन में आप हमेशा रहती हैं
काम ख़त्म होते ही हम आपके पास सीधे चले आए
और आपके लिए गजरा भी लाए हैं
शुक्रिया, ये बहत सुंदर हैं।
सिर्फ़ आपके लिए
क्यूँकि हम आपसे बहत मोहब्बत करते हैं।
सच कह रहे हैं आप?
हम क्यूँ झूठ कहेंगे आपसे भला?
हमें भी आपसे मोहब्बत है
हमें आप का साथ बहत पसंद है
आपकी हर बात और आपका हमारे तरफ़ तवज्जो
हमें भी।
इसलिए आप ऐसे फिर कभी मत कहना।
क्या?
यही की आपको नहीं करनी हमसे कोई बात ।
avis
Part 16
14 notes · View notes
scribblesbyavi · 3 years ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon (1)
kya hua?
aaj baatein nahin karni humse?
aisi baat nahi hai
toh kya baat hai?
aaj baatein hongi to kal wadein v hongi
haan toh?
baatein to hum kisise v kar sakte hain
par waadein nahi.
kyun?
wadein to sadiyon ke liye di jati hai na
aur woh vi… har kisiko nahi
toh kuch sadiyon baad mein tumse phir yehi puchunga
kya?
aaj baatein nahin karni humse?
Avis
Read Baaton Se Sukoon (2)
(all images are used for depiction and belong to their respective owners - as credits mentioned on them.)
71 notes · View notes
scribblesbyavi · 2 years ago
Text
Tumblr media Tumblr media
Baaton se Sukoon (10)
Lagta hai aap thori taqlif mein hain,
Kya mein aap ki kuch madat kar sakta hoon?
Taqlif to ho rahi hai,
Lekin agar aaj aap ne meri madat kardi, kal kya hoga?
Kal ka to pata nahin,
aaj to madat kar hi sakta hoon na?
Lekin tab mujhe kisi aur ke sahare ki aadat par jayegi.
Isliye behtar hai ki aap meri madat na karein.
To aadat na dalein aap.
To madat na karein aap.
Aap hi batayein,
kya aap apne samne kisiko taqlif mein dekh paoge?
Agar koi panchee aapke pass aakar gir gaya,
to kya aap vi yehi sochkar madat na karti?
Aisa nahi hai.
Mein use aapne saath le jati aur jo mujhse ban paye mein karti.
To phir mujhe vi karne dein aap.
Aur agar aapki marzi ho to hum puri zindagi, har subha shaam aapko yehi sawal puchte rahein.
Kya?
Kya mein aap ki kuch madat kar sakta hoon?
Read Baaton se Sukoon (11)
Didn’t think I would write 10 of these but here they are. If some day this number reaches like 30-40 then may be I can have a book made just for them.
Good idea, isn’t it?
However, for now these are just a part of my dialogue writing practice so that I can start my screenwriting journey and create a beautiful screenplay.
26 notes · View notes
scribblesbyavi · 2 years ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon (12)
Photos maat lo please.
Arey yaar Aisha,
Itni khoobsurati kahan lekar jaogi?
Mein khoobsurat nahi hoon,
Aur meri photos kabhi acchi nahi aati.
Kya baat kar rahi ho.
Acchi to lag rahi ho.
Phir vi. Bolna to chahiye lene se pehle.
Thik hai baba.
Please kuch photos lene do.
Nah. I don’t look good in them.
To ab tumhi batao,
Ye khoobsurati hoti kya hai?
Jiska dil saaf ho aur khud mein khush reh sake.
Toh? Kya wo tum nahi?
Haan wo to main hoon.
To phir yeh kabhi mat kehna
Kya?
Ki tum khoobsurat nahi ho.
Avis
Read next part.
19 notes · View notes
scribblesbyavi · 2 years ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon (9)
Mere saath bhaag chalogi?
Mein to bhaag hi rahi hoon
apni kismat se.
Matlab?
Mujhe pata hai kya hone wala hai.
Mein bas kosish kar rahi hoon
ki woh waqt itni jaldi na aye.
Mein kuch samjha nahin.
Tum nahi samjhoge.
Tum agar samjhao to shayad samajh jaoon.
Ye meri zindagi thori hai,
Ye to kisi ki den hai.
Accha. Samajh gaya.
Nahi tum nahi samjhoge.
Kabhi kabhi to lagta hai bhaag jaoon yahan se
Pata hai,
Isliye to maine tumse pucha
Kya?
Mere saath bhaag chalogi?
Avis
Read Baaton se Sukoon (10)
43 notes · View notes
scribblesbyavi · 2 years ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon (7)
Tum mujhe yaad to karoge na?
Insaan kabhi apna ghar vul sakta hai kya?
Matlab?
Tum ghar ho mera.
Tum sukoon ho.
Humesha saath ho mere.
Jang mein ek tumhari khayal hi to mujhe himmat dilati hai.
Matlab tumhari yaadon mein rahungi.
Humesha rahogi.
Har yaad mein.
Pal var ki neend mein vi.
Khayal rakhna apna.
Mein intezaar karungi tumhari.
Par agar laut ke na aa paya to?
Aisi baatein kabhi apne zubaan par maat lana.
Apne jehen mein vi nahi.
Nahi launga, lekin kuch v ho sakta hai na.
Isliye mein vi yehi janna chahunga.
Kya?
Tab tum mujhe yaad to karogi na?
Avis
Read Baaton Se Sukoon (8)
31 notes · View notes
scribblesbyavi · 2 years ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon (3)
tum badal jaoge na?
aisa kyun lagta hai tumhe?
shuru shuru mein sab bohot accha hota hai
lekin dheere dheere sab kuch badal jata hai
matlab?
abhi jaisa humesha to nahi rahega.
shayad na rahe,
lekin tumhare liye mera pyaar kabhi kam nahi hoga.
ye to kehne ki batein hain
shuruat mein sabhi aise hi kehte hain
aur tumhe kaise pata?
pata hai,
suna hai,
aur dekha v hai.
to ek zamane baad hum yuhi nadi ke kinare aakar sukoon ki saans lenge.
ye kaisa jawab hai?
us din milega tumhe apne sawal ka jawab
aur tab tum shayad ye puchna v chor do.
kya?
tum badal jaoge na?
Avis
Read Baaton Se Sukoon (4)
28 notes · View notes
scribblesbyavi · 2 years ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon (11)
Mujhe vul paogi?
Koshish karungi.
Kuch cheezein bas nahi ho sakti.
Haan. Pata hai.
But socha nahi tha ki yehi hoga.
Kya karoon majboori hai meri.
Haan. Pata hai.
To kab kar rahi ho shaadi?
Teen mahine baad ki date hai.
Thik hai.
Bas khush rehna.
Tum vul paoge mujhe?
Nahi. Aur vulne ki koshish vi nahi karni.
Kyun?
Kya karoon majboori hai meri.
Avis
Read Baaton se Sukoon (12)
13 notes · View notes
scribblesbyavi · 3 years ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon (2)
kahin khuda ne tumhe mere liye hi na banaya ho.
itni cliché dialogue kaha se sikhte ho?
to kyun sirf tumse hi baatein karni hoti hai?
kyun sirf tumhise milne ki khwaish rehti hai?
sach keh rahe ho?
aur koi tumhari jitni special nahi.
kyun?
kyunki tum tum ho.
iska aur koi jawab nahi.
toh kya hum ek dusre ke liye bane hain?
isliye to maine ye poocha.
kya?
kahin khuda ne tumhe mere liye hi na banaya ho.
Avis
Read Baaton Se Sukoon (3)
21 notes · View notes
scribblesbyavi · 2 years ago
Text
Tumblr media
Baaton se Sukoon (4)
tumhare liye aasan hoga mujhe vul pana?
aasan to kuch vi nahi tha
na tumse pyaar karna aasan tha
na ab tumhe vul paana
koshish karo
waise vi itna kuch hua nahi tha humare beej
tumhare liye kehna aasan hai
sapnoo ka ghar to maine banaya tha
waqt se itna aage kaun sochta hai?
wo log jinko
safar se nahi,
manzil se nahi,
humsafar se jyaada pyaar hojaye.
humne to bas do kadam liya tha
jab rasta muskil ho,
do kadam vi sab kuch tabah kar sakti hai
matlab?
itna tum samajh pate to shyaad aaj ye nahi puchte
kya?
tumhare liye aasan hoga mujhe vul pana?
Avis
Read Baaton Se Sukoon (5)
16 notes · View notes