Tumgik
#yaadein teri
aurkitnarulaoge · 6 months
Text
You that poll I did bcz someone underestimated me with love songs and lyrical abilities?
Well I wrote this (sang too but it sounds bad) so presenting you:
Yaadein teri
I walk around the town
Listless
I watch my life go down
Useless
I hoped that you would know
That I've
Fallen in love with you
Teri nazron se
Ankhen milen to
Dil mera yuh muskuraye
Man mera yuhi
Panchi ban jaye
Udne lage
Aasman mein
I walk around the town
Again
I watch my feelings drown
Hopeless
I wanted you to know
That I'd
Fallen in love with you
Teri hassi ko
Yu chupa ke main rakh lu
Shayad tu hi
Mil jaye
Teri ye baaten
Sambhal ke rakhu
Dil mera shayad
Samajh jaaye
We used to be friends
But now
You're going away
Tomorrow
And I'm writing a letter
For you
To read when youre alone
Kabhi yaad aaye
To sirf muskurakar
Ek shayari bas farmaye
Yaadein teri ab
Mujhe bas hasaye
Aisi hain meri aarzoo, yaar
Mere yaar
Yaadein teri
Bas ab ek din ka sahara hain
Arrey yaar
Yaadein teri
Bas ab ek janam ka fasla hain
[Idk i couldn't write after this without actually having an emotional outburst or meltdown. This is so sad aisa dukh to mujhe bhi nahi hain. Ye flow flow mein kya likh daala]
(This is a sad song btw if you couldn't figure. The OG tune that I hummed was OP but I can't sing too well with the high notes in the hindi verses + I couldn't continue to write after that part as I mentioned.)
[It's about how the first person pov had a crush on his/her best friend but the best friend didn't know and now they'll be far far away for life.]
10 notes · View notes
nilabhehehe · 7 months
Text
Kabhi toh darmiyan tere ayenge hum jhoom ke
Aansu pee Jana meri honton ko choom ke
Kabhi lage toh jaise afsana, kabhi lage jaise kissa mera
Aur kitni dafa bataun ke zindagi ka hai tu sabse bada hissa mera
Mere haathon mein ab tera haat nahi
Laage jaise raton ke paas Chand nhi
Mai hu tu hai phir na jane kaunsi lakire
Hum dono ko yun bandh rahi
Ayenge tere darmiyan hum phirse kabhi ghoom ke
Le jaunga tujhe pure baraat ke sang jhoom ke..
0 notes
peerzadafaizan · 8 months
Text
Tumblr media
Hamain shoq-e-aziyyat hai wagarna is zamane main...
Teri yaadein bhulane ko bohot saamaan rakha hai...
I yearn to get hurt, otherwise there are enough provisions in this world for me to forget the memories of you.
36 notes · View notes
Text
Songs That Fit Arnav Khushi
(part 1)
thanks to @honeybellexox for the amaze idea and @whateverworks21 half the songs!
“Jhoota hi sahi, pyaar toh kar” - Zara Zara
Tumblr media
- - - - -
“Woh lamhe, woh baatein
Koi na jaane
Thi kaisi raatein
Hooo, barsaatein
Woh bheegi bheegi yaadein” - Woh Lamhe
Tumblr media
- - - - -
“Kyun saans loon kyun main jiyu
Jeena bura sa lage
Kyun ho gaya tu bewafaaa mujhko bata de wajah” - Tere Bin
Tumblr media
- - - - -
“Lagta hain yeh kyu mujhe,
Sadiyon se chaahu tujhe,
Tumblr media
Mere sapno mein aake,
Apna mujhko banake,
Mujhpe tu kar ehsaan haai” - Jiya Dhadak Dhadak Jaaye
Tumblr media
- - - - -
“Aa ja o meri jaan
Mere dil ka jahaan
Maange teri khabar
Dhoondhe tera nishaan” - Mann Ki Lagan
Tumblr media
- - - - -
“Aadhi aadhi jaagi
Aadhi aadhi soyi
Aankhen yeh teri
Toh lagta hai royi
Lekar ke naam hamara” - Bheegi Bheegi
Tumblr media
- - - - -
“Hai tujhe bhi ijaazat,
Karle tu bhi mohabbat” - In Dino
Tumblr media
- - - - -
“Haya ko zara bhool jao,
Mere hi tarah pesh aao,
Ko bhi do, khud ko tum
Raaton main meri
Raaton main” - Labon Ko
Tumblr media
- - - - -
“Aankhein teri, itni haseen…
Ke inka aashiq, main bangayahu,
Mujhko basale inme tu…” - Maula Mere Maula
Tumblr media
- The End -
Tagging: @shaonsim @shiyaravi @randommultifandomstuff @urwatueat @isspyaar @onadaanparindey @pakki-ya-nahin @acroakingbird @sapnokiduniyaisalwaysbetter @thecharlesboyle @thenainitaldisaster @featheredclover @goals1024 @herelivesahobbit @honeybellexox @jaanedil @leila1 @lostafpanda @laadgovernorandsankadevi @laad-governess @zaphbeeblebrox @myloveforstuff @me-furiosa @noor1025 @maansiloves @exosexosekai @ajlsworld
89 notes · View notes
qalbofnight · 2 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
teri mushkil na badaaunga chala jaaunga
ashk aankhon mein chhupaaunga chala jaaunga
apni dahleez pe kuchh der pada rahne de
jaise hi hosh mein aaunga chala jaaunga
khwaab lene koi aaye ki na aaye koi
main to awaaz lagaaunga chala jaaunga
chand yaadein mujhe bacchon ki tarah pyaari hain
unko seene se lagaaunga chala jaaunga
muddaton baad main aaya hoon purane ghar mein
khud ko jee bhar ke rulaaunga chala jaaunga
is jazeera mein ziyaada nahin rahna ab to
aajkal naav banaoonga chala jaaunga
mausam-e-gul ki tarah laut ke aaunga hasan
har taraf phool khilaaoonga chala jaaunga
- Hasan Abbasi
17 notes · View notes
raindropsofloev · 3 months
Text
bezuban si thi raatein
barsi phir jo teri yaadein
bikhra jinme gham yeh tha mera
betuki lagi sharabein
bheega jinme dil yeh mera
bewajah tha sab tere bina
9 notes · View notes
lovefrombegonia · 10 months
Text
These lyrics suit SVSSS Yue Qingyuan so well:
Tu meri saari yaadein, paani mein aaj bahaa de...
Yeh teri bheegi aankhein, rakh lu labon se lagaa ke...
Main samandar, parindaa hai yeh ishq re...
Man maatam aur zindaa hai yeh ishq re....
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
English translation by yours truly (gonna be a bit tough coz English is not my first language):
Tu meri saari yaadein, paani mein aaj bahaa de,
"Let all your memories of me be washed away in the river,"
NB: the literal word "paani" meaning water but in the context of the song that mentions the river Ganga, I am gonna guess it is referring to river water. And I do like how that relates to Luo Binghe's name.
Yeh teri bheegi aankhein, rakh lu labon se lagaa ke...
"Let me keep your moist eyes pressed against my lips..."
It implies let me keep your tears, your pain filled eyes kissed against my lips. Or let me keep your tears (in a cherishing way).
Main samandar, parindaa hai yeh ishq re...
"I am like the sea, and (my) love is like a bird."
Man maatam aur zindaa hai yeh ishq re.
"My heart is mourning/grieving and (my) love is alive."
The word maatam usually implies mourning for the dead but in this context, I see it as the heart mourning for the death of the love between them as it was before. But the love of his life is still alive, and the memory of (their) love will always be present.
Link to the whole song.
14 notes · View notes
not-a-nice-man-to-know · 11 months
Text
Teri mushkil na badaunga, chala jaunga
Aashq ankhon mein chupaunga, chala jaunga
Apni dehleez pe kuch der pada rehne de,
Jaisi hi hosh mein aaunga, chala jaunga
Un mahallaat se kuch bhi nahin lena mujko
Bas tumhe dekhne aaunga, chala jaunga
Chaand yaadein mujhe baccho ki tarah pyaari hain
Unko seene se lagaunga, chala jaunga
Muddaton baad mein aaya hoon purane ghar mein
Khud ko jee bhar rulaunga, chala jaunga
Meaning of
Mahallat - Mansion, Palace, Royal residence
10 notes · View notes
diana--williams · 2 years
Text
Every Hindi Movie 2012 and before
Ishaqzaade
Tere Naal Love Ho Gaya
Cocktail
Jab Tak Hai Jaan
English Vinglish
Raaz 3
Talaash: The Answer Lies Within
Agneepath
Aiyyaa
Student of the Year
Ekk Deewana Tha
Kahaani
Barfi !
London Paris New York
Teri Meri Kahaani
Houseful 2
Ekk Main Aur Ekk Tu
Heroine
Ek Tha Tiger
OMG: Oh My God!
Agent Vinod
Rowdy Rathore
Bol Bachan
Players
Makkhi
Dabbang 2
Gangs of Wasseypur 2
Tezz
Life of Pi
Vicky Donor
Bodyguard
Meri Brother Ki Dulhan
Murder 2
The Dirty Picture
Zindai Na MIlega Dobara
Love Breakups Zindagi
Ladies VS Ricky Bahl
Desi Boyz
Mausam
Delhi Belly
Patiala House
Chillar Party
Don 2
Ready
Force
Singham
No One Killed Jessica
Stanley Ka Dabba
Ra.One
Dum Maaro Dum
Zokkomon
Dhobi Ghat
Break Ke Baad
Raavan
Anjaana Anjaani
Guzaarish
Karthik calling Karthik
Udaan
Band Baaja Bharat
I Hate Luv Storys
Aisha
Lafaangey Parindey
Houseful
Badmaash Company
We Are Family
Once Upon a Time in Mumbai
Veer
Action Replayy
Golmaal 3
Khelein Hum Jee Jaan Sey
Bumm bumm Bhole
Toonpur Ka Superhero
Paathshaala
My Name is Khan
Phoonk 2
Kites
Tees Maar Khan
Me and Mrs. Khanna
Aladin
Kurbaan
Ajab Prem Ki Gajab Kahaani
Wake Up Sid
Billu
Dil Bole Hadippa
Whats Your Raashi?
Wanted
3 Idiots
New York
Chandni Chowk To China
Hello
Jaane Tu Ya Jaane Na
Dostana
A Wednesday
Jodha Akhbar
Rab Ne Bana Di Jodi
God Tussi Great Ho
Thoda Pyaar Thoda Magic
Kismat Konnection
Fashion
Race
1920
Yuvvraaj
Bhootnath
Drona
Kidnap
Golmaal Returns
Ghajani
Ghatothkatch
Namastey London
Om Shanti Om
Jab We Met
Heyy Babyy
Taare Zameen Par
Bhool Bhulaiyaan
Chak De! India
Dhammal
Ta Ra Rum Pum
Cheeni Kam
My Friend Ganesha
My Friend Ganesha 2
Kabhi Alvida Na Kehna
Chup Chup Ke
Vivah
Rang De Basanti
Humko Tumse Pyaar Hai
Dhoom 2
Krrish
Lage Raho Munna Bhai
Golmaal Fun Unlimited
Bhoot Unkle
Paheli
Bunty Aur Babli
Parineeta
BluffMaster
Iqbal
Page 3
Mangal Pandey: The Rising
Vaah! Life Ho To Aisi
Aitraaz
Hulchul
Main Hoon Na
Lakshya
Garv: Pride and Honor
Taarzan: The Wonder Car
Dhoom
Gayab
Raincoat
Main Prem Ki Deewani Hoon
Kal Ho Na Ho
Munna Bhai MBBS
Koyi Mil Gaya
Devdas
The Legend of Bhagat Singh
Mujhse Dosti Karoge!
Yaadein
Lagaan
Rehna Hain Tere Dil Mein
Nayak: The Real Hero
Kabhi Khushi Kabhi Gham
Dil Chahta Hain
Lajja
Hamara Dil Aapke Paas Hain
Mohabbatein
Kaho Naa..Pyaar Hain
Pandavas: The five warriors
Ramayana: The legend of Prince Rama
Mr. India
Sholey
Dilwale Dulhania Le Jayenge
Kuch Kuch Hota Hain
Dil To Pagal Hain
Hum Aapke Hain Koun!
Mann
64 notes · View notes
mrperfectlydamaged · 3 months
Text
kheeche teri yaadein, teri baatein teri aur.
2 notes · View notes
kagazaurlafz · 11 months
Text
Aaj fir teri tasviroon se mulaqat ho gai,
Bin kuch kahe hi un tasviroon se juri sab yaadein
Kuch ehsaas ki tarah meri Kalam se baya ho gai.
Fir wahi Teri muskurahat ko dekh hum madhosh ho gaye
Par fir soch kar ki tu ab kesi hogi yeh soch kar khamosh ho gaye,
Fir zara nazre uthi toh ja pahunchi tumhari aankhon pe,
Nihara kuch waqt toh yaad aaya
Tum toh humein chor gumh alfazo main ho gaye.
Hafto baad, dekhi teri jhalak
Noor aaj bhi tera mujhe wese hi lubhati hai.
Dikha tujhe toh chara mujhe Nasha esa
Jaa pahuchi ab dharkan'o tak is nashe ki firaq hai.
Ab main aur dub gaya hu tere pyaar ke nashile kas'sho (addiction) main
Tu mujhse dur hai, fir bhi teri tasvir dekh kyu sukun Mila mujhe is zehen main.
Teri baaton ko main bhula na paya
Teri yaadon ke shehar se kabhi juda na ho paya
Tu basi hai aaj bhi mere saanso' main
Aaj bhi tera chehra dekh kar tere hi naam ka aitbaar dorti hai meri raggo main
Akhir kyu teri yaadon se main durr bhatak na paya.
Ab tum hi batao mujhe
Kesi ruko main aapne khayalo ko
Tujhse dur hoke bhi, kese haatau main
Mere Dil se tere liye har ek kavitao ko?
Kyu tu akhir mujhe chor dur gaya todke
Mere Dil main basse afsano ko,
Akhir kyu ab bhi rok na paya mere Dil main tere saath kiye har woh batein un chaandi ratoon ko
Kya tu ayegi kabhi, waps pas mere
Kyu ki nhi hata paunga main tujhse judi pyaar ki kahaniyo ko.
Kese ruko main khud ko tere liye likhne se,
Haafte guzaar gai Teri raah dekhte huye
Par tu aya na, hai mera dil ye akela tere bina
Kyu ab lag raha hai
Tu bhul gayi mujhko apne kitaab ke bich ke panno main?
Dil karta hai, pakar lu tujhe aur lagalu gaale kaske main,
Kehdu main ki kitne roe hai tere liye ratoon main,
Ki Tera hi naam aaj bhi hai mere lafzo main,
Tu jo chali gai, ab Jo fir waps ayegi
Jane na du tujhko waps chorke mujhe kahi dur.
Kese kahu main Teri baatein hoti hai ab har ek gaazlo main
Ki tu dikhti hai, mujhe mere sapno main
Ab jo waps tu ayegi, toh gale se laga lunga aur
Jane na du tujhko waps chorke mujhe kahi dur.
Support; @aroha-scape @bishh-kanya @cityandmoonlights02 @chanda-chamke-cham-cham @folklore-girl @gulzarkinazm @khwaabon-ki-madhushala @khwaahisheinn @khwabeedah @ji-jii-visha @mainapnifavouritehoon @masalalala-chaii @pragyawrites
11 notes · View notes
devspeaks · 5 months
Text
Aadha adhure khayal
Aadhe adure sawaal
Aadhe se iraade
Aadhe adhoore kuch fariyaad
Aadhe se kuch hum
Tum bin kya kaha kaise jee rehe hai hum
Aadhe se kuch sapne
Jinme aadhi si reh gayi wo baat
Aadhi si phir se reh gayi mulakaat
Puri ho na jaane kab ho apni baat
Aadhe se wo sawaal
Jinke adhoore hi reh jaane hain jawaab…
Phir bhi ek kosish humne chedi hai
Yeh waqt kuch aise tham jaaye
Aur woh ghadi sirf meri aur teri hai
Par ilm hai hamein iss baat ka bhi
Ki waqht ki fitrat me hai chalte jana
Na wakht ne hai rukna
Na humne hai milna
Zindagi ki is gaadi ko hai yunhi chalte chale jana
Par dua hai iss dil ki
Aap sada hasna, muskurana
Aur jab kabhi hamari yaadein zehen me dastak de jaayen
To meethe se nagme ki tarah
Hamare naam ka koi geet gunguna jana
Haan aur ek baat yaad rakhna
ki koi deewana sa tha hai aur rehega intezaar mein tere
Aur Kabhi gujre hum aapke khayal mein phir se wohi milenge intezaar mein tere
Wohi waqt wohi ghadi aur wohi Dil liye
Ki tu wapis aaye humare zindagi mein iss tereh
Jahan aapka waqt dil aur aap ho sirf humare liye
Jahan aapka waqt dil aur aap ho sirf humare liye.....
2 notes · View notes
iamfatima · 6 months
Text
Ek aakhri baar milna h tujhse,
Teri yaadein tujhe lautani h,
Tera haath seene par rakhna h,
Tujhe Dil ki dhadkane sunani hai,
Ek aakhri baar bas mujhe tujhse nazre Milani hai✨
2 notes · View notes
shadowseductress · 6 months
Note
"Tujhse Hi To Mili Hai Rahat
Tu Hi To Meri Hai Chahat
Tujhse Hi To Judi Zindagi
Teri Yaadein Hain Kuch Adhoori
Saans Aadhi Hai Kuch Hai Poori
Aankhon Mein Hai Kaisi Ye Nami
Mera Mann, Kehne Laga
Paas Aake Na Tu Door Jaa
Chhoone De, Honth Tere
Zara Saanson Mein Apni Basa aa"
Definitely change your mood khud se naraz hona nehi chaiye
I would sing along but ha mood kharab hain
4 notes · View notes
raindropsofloev · 26 days
Note
Kooch na karin song ka loose translation is-
"Hamne to apne dil mein bas teri yaadein basaai h. Ab mujh mein mera khud ka kuch bhi nhi bacha h. Zindagi puri ab bas tere vaaste h.
Yaar tujhe dekhe bina dil nhi lagta, tu iss mohalle ko chhodh ke mat jaana. Tera jaana mere dil mein teer ki lagta h isiliye tu iss mohalle ko chhodh ke mat jaana.
Mera pyaar kehta h jo sachha Rab h woh toh teri aankhon mein basa hua h. Tere bina mera pyaar nikharta hi nhi, isilye ve mahiya tu iss mohalle ko chhodh ke mat jaana"
lyrics toooo goood <33
tera jaana mere dil mein teer ki tarah lagta hai
4 notes · View notes
safdarrizvi · 7 months
Text
yaad bhi hain kuch esi …tere naam se wabasta….
har subha hai jese …har shaam se wabasta…
bus tere tasawur se ….fursat nahi milti….
rehti hain teri yaadein …har sans se wabasta…
laakhon hain tamanein….par ye meri dua hai…
bus naam rahe mera …tere naam se wabasta….
3 notes · View notes