Tumgik
#wafadari
aashufta-sar · 1 year
Text
کیا کہے گا کبھی ملنے بھی اگر آئے گا وہ اب وفاداری کی قسمیں تو نہیں کھائے گا وہ
Kya kahega kabhi milne bhi agar ayega woh, ab wafadari ki qasmein tou nahi khayega woh
ہم سمجھتے تھے کہ ہم اس کو بھلا سکتے ہیں وہ سمجھتا تھا ہمیں بھول نہیں پائے گا وہ
Hum samajhte the ke hum usko bhula sakte hain, woh samajhta tha humein bhool nahi payega woh
کتنا سوچا تھا پر اتنا تو نہیں سوچا تھا یاد بن جائے گا وہ خواب نظر آئے گا وہ
Kitna socha tha par itna tou nahi socha tha, yaad ban jayega woh khwab nazar ayega woh
سب کے ہوتے ہوئے اک روز وہ تنہا ہوگا پھر وہ ڈھونڈے گا ہمیں اور نہیں پائے گا وہ
Sab ke hote hue ik roz woh tanha hoga, phir woh dhundega humein aur nahi payega woh
اتفاقاً جو کبھی سامنے آیا اجملؔ اب وہ تنہا تو نہ ہوگا جو ٹھہر جائے گا وہ
Ittefaqan jo kabhi samne aya Ajmal, ab woh tanha to na hoga jo theher jayega woh
— اجمل سراج Ajmal Siraj—
26 notes · View notes
ayy-esha · 11 months
Text
Tumhein pata hai wafadari kya hoti hai??
Jaan-bojh ke bewafaai ke sare muvaaqe zaya kar dena.
12 notes · View notes
verses-n-moon · 9 months
Text
Insaan itna cold blooded hay ke us'se muhabbat aur wafadari bhe man chahey ki chahye hoti hay. Koi teesra uske chahat mei mar bhe jaiye to ye parwah nahi karta.
- Javeriyah Chaudhary.
4 notes · View notes
not-a-nice-man-to-know · 10 months
Text
Kya kahega kabhi milne bhi agar aayega woh
Ab wafadari ki kasme toh nahi khayega woh
Hum samajhte the ki hum usko bhula sakte hain
Woh samajhta tha humein bhool nahi payega woh
Kitna socha tha par itna toh nahi socha tha
Yaad ban jayega woh, khwab nazar aayega woh
Sabke hote hue ek roz tanha hoga woh
Phir woh doondega humein aur nahi payega woh
Itefaqan jo kabhi saamne aaya, Ajmal
Ab woh tanha toh na hoga jo teher jayega woh
2 notes · View notes
addyrockin · 1 year
Text
kya kahega kabhi milne bhi agar ayega wo
ab wafadari ki qasme to nhi khayega wo
hum samajhte the ki hum usko bhula sakte hain
wo samajhta tha hame bhool nahi paega wo
kitna socha tha par itna to nhi socha tha
yaad ban jayega wo
khwab nazar ayega wo
sab ke hote hue ek roz wo tanha hoga
phir wo dhoodhega hume aur nhi payega wo
ittefaaqan jo kabhi samne aaya ‘ajmal’
ab wo tanha toh na hoga jo tha’her jayega wo
4 notes · View notes
princessnen · 1 year
Text
jaan boojh kar bewafai k sab muaqe gawa dene ko wafadari kehte hai.
2 notes · View notes
iumairbinshahid · 18 days
Text
Log dil todte hain aksar wafadari mein, Faqat Bewafaon k sath to chup rehkar nibhate hain rishte.
0 notes
mindroastermir2 · 2 months
Text
Jung e Azadi Me Olma e Deoband ki Gaddari aur Angrez ki Wafadari
0 notes
Text
Hum se poocho ki mohabbat mein khasara kya hai
Jaan lekar bhi koi pooche ke haara kya hai?
Ek umar kati jinki wafadari mein
Woh kehte hai tum toh pagal ho, tumhara kya hai
0 notes
aditiwritess · 7 months
Text
"Itni wafadari na kar kisi se madhosh hoke Ghalib yahan log ek galti par hazaron wafaien bhool jate hai".
-Mirza Ghalib
0 notes
goharshahi · 7 months
Text
youtube
New Video: Wafadari Ka Sabaq: Zabt • EP19 | Bazm e Murshid | Sufi Master Younus AlGohar | ALRA TV https://www.youtube.com/watch?v=3CjRTPIE-zs
In this enlightening discourse, Sufi Master Younus AlGohar delves into the profound concept of wafa, or loyalty, within Sufism. He intricately elucidates on the stringent standards required to embody true wafa on the spiritual path. Sufi Master Younus AlGohar eloquently explains that the journey towards attaining wafa involves the arduous task of first, restraining and negating every desire of the lower self, following which one restrains and negates even the pure desires of the spiritual heart and soul.
✅ Get the latest updates from ALRA TV on Telegram Messenger. Download Telegram Messenger from the AppStore or Google PlayStore and subscribe to: https://t.me/official_alratv
❓ Question Sufi Master Younus AlGohar directly! Text your questions to us on WhatsApp: +447472540642 or Facebook messenger: http://m.me/alratv
Watch the live recordings of these lectures every day at 22:00 GMT at: http://www.younusalgohar.com
For Izn e Zikr-e-Qalb (Permission for Awakening of the Spiritual Heart) call Shaykh Amjad Gohar on this number +44 (0) 740 1855 568 via WhatsApp.
📱Social Media Instagram: http://instagram.com/alratv https://www.instagram.com/younus_algohar
Twitter: https://twitter.com/AlRa_TV https://twitter.com/mehdifoundation https://twitter.com/MessiahFdn https://twitter.com/younusalgohar
Facebook: https://www.facebook.com/alratv/ https://www.facebook.com/HHYounusAlGo…
Websites: http://www.goharshahi.us/ http://www.theawaitedone.com/ http://thereligionofgod.com http://www.younusalgohar.org/
NEW URDU LANGUAGE WEBSITE http://www.mehdifoundation.com/
0 notes
duaaymen · 8 months
Text
Zindagi mein Aik galat fehmi kabhi bhi Nahi honi Chahiye hai Ke jin Ko aap Ki adat Ho jae Wo aap Se door Nahi jaa Sakte, log Aik lamhe mein Adatein badal Lete hein Aur bilkul Wese he Kisi aur Ke Saath bana Lete hein Baat adat Ki nahi Wafadaari ki Hoti hai Aur wafadari har Kisi ke Bas Ki baat Nahi Hotii. <33
0 notes
sufilafz · 10 months
Text
Yeh kafi hi ke hum dushman nahi
Wafadari ka daawa kyun karein hum!!
Jaun Elia
0 notes
Text
While he was proudly listing his affairs , I remembered that line from Teri meri kahaniya....
'pata hai wafadari kya hoti hai ? Jaan bujh kar bewafai ke saare muwaqay zaaya kar dena...'
And I never kept a count how many times I did it. Coz I never looked back to regret on it.
Bewafai ke mauke bhi Kayi mile aur wajah bhi....
Lekin ek shakhs aur ek wajah kafi hai ba -wafa rehne ke liye....
1 note · View note
questkahaniya · 2 years
Text
youtube
Nevle Ki Wafadari | नेवले की वफादारी | Kahani
0 notes
life-by-allah · 2 years
Text
Namaz Ki Fazilat aur Ahmiyat
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
*Jo Shakhs Namaz Pabandi Se Aada Karega Tou Yeh Uss Ke Liye Qayamat Ke Din Noor Hogi, (Iskey Imaan Aur Allah Se Iski Wafadari Ki) Daleel Hogi, Aur (Jahannum Se) Nijaat Ka Sabab Ban Jayegi. *Aur Jo Shakhs Namaz Ki Pabandi Nahi Karega Tou Namaz Uss Ke Liye Roshni, Daleel Aur Nijaat Ka Sabab Nahi Banegi Aur Woh Qayamat Ke Din Qaroon, Hamaan Aur Obai Bin Khalaf Ke Saath Hoga”.
– (Ahmed: Hadith no.6576)
0 notes