#vishnu ji kahani
Explore tagged Tumblr posts
chanderbali · 4 months ago
Text
Tumblr media
#रामचरितमानस_का_अनसुना_सच
#SantRampalJiMaharaj #sanatandharma #hindu #dharma #religion #hinduism #ancientindia #sanatani #sanatanihindu #hindifacts #ramcharitmanas #rammandir #ramayana #lakshmi #parvati #hindugods
#durgapuja #FactfulDebates
The truth of Ramcharitmanas is now in front of you! Know who is the real father of Brahma, Vishnu, Mahesh.
Must watch the story of "Sanatani puja ke patan kí kahani, Sant Rampal Ji Maharaj ki zubaani"- Part 3 on Factful Debates YouTube Channel.
0 notes
8053266181 · 4 months ago
Text
#रामचरितमानस_का_अनसुना_सच
#SantRampalJiMaharaj #sanatandharma #hindu #dharma #religion #hinduism #ancientindia #sanatani #sanatanihindu #hindifacts #ramcharitmanas #rammandir #ramayana #lakshmi #parvati #hindugods
#durgapuja #FactfulDebates
The truth of Ramcharitmanas is now in front of you! Know who is the real father of Brahma, Vishnu, Mahesh.
Must watch the story of "Sanatani puja ke patan kí kahani, Sant Rampal Ji Maharaj ki zubaani"- Part 3 on Factful Debates YouTube Channel.
Tumblr media
0 notes
annoyingvoidruins · 5 months ago
Text
#GodMorningSaturday
LORD VISHNU'S PLAN TO FIND HIS FATHER
JYOTI NIRANJAN
KAAL BRAHM
To Know, Watch "Sanatani puja ke patan kí kahani, Sant Rampal Ji Maharaj ki zubaani" Part 1 and 2
#मुहर्रमपर_अल्लाहकबीर_कासंदेश
Tumblr media
1 note · View note
rakesh-kumars-posts · 5 months ago
Text
Tumblr media
#GodMorningSaturday
LORD VISHNU'S PLAN TO FIND HIS FATHER
JYOTI NIRANJAN
KAAL BRAHM
To Know, Watch "Sanatani puja ke patan kí kahani, Sant Rampal Ji Maharaj ki zubaani" Part 1 and 2
#मुहर्रमपर_अल्लाहकबीर_कासंदेश
0 notes
rameshkumarrw · 5 months ago
Text
Tumblr media
#GodMorningSaturday
LORD VISHNU'S PLAN TO FIND HIS FATHER
JYOTI NIRANJAN
KAAL BRAHM
To Know, Watch "Sanatani puja ke patan kí kahani, Sant Rampal Ji Maharaj ki zubaani" Part 1 and 2
#मुहर्रमपर_अल्लाहकबीर_कासंदेश
0 notes
deliciouspoetrypeach · 5 months ago
Text
Tumblr media
#GodMorningSaturday
LORD VISHNU'S PLAN TO FIND HIS FATHER
JYOTI NIRANJAN
KAAL BRAHM
To Know, Watch "Sanatani puja ke patan kí kahani, Sant Rampal Ji Maharaj ki zubaani" Part 1 and 2
#मुहर्रमपर_अल्लाहकबीर_कासंदेश
0 notes
bhavay-karwal · 1 year ago
Text
Tumblr media
Ek Seekh: Part - 2
Sunata hu tumhe har dharm ki kahani, 
Lena shiksha har dharm se koi na koi,
Hindu dharm se lena kai seekh purani, 
Har kahani hai mere is dil me samai, 
Suno vishnu ki kahani, aur bano thodi sayani, 
Das avataro ki hai apni kahani, 
Aur  har kahani ki seekh hai nirali, 
Abb suno mahadev ki kahani, 
Hai bhole bade, aur seedhe bhi, 
naachte hai apne damroo ki dhun par bhi,
Aur rehte rehte hai apne he magn me, 
Agar kabhi aaya krodh, toh vinash karte hai, 
Magar apne prem dhekte he shaant hojate hai,
Kiya hai prem inn sab ne, 
Kisi ne apne prem se dur rehkar, 
Kisi ne apna prem kho kar, 
Aur kisi ne ghani tapasya karke, 
Magar anth me paya hai saath apne prem ka, 
Isliye prem karna sikhate, 
Karna na islam ki burai, 
Lena inse tehzeeb ki suwai, 
Karte hai aadab gale lag kar, 
Baatein likhte hai soch samaj kar, 
Inke hai kayi kisse purane, 
Jinki baat karte hai aaj ke zamane, 
Bane hai shayar kitne imne,
Karte hai mohobbat ki baat, 
Rakhte hai apni mohobbat to abaad, 
Kyuki rakhte nahi hai fasla apni kalam ke saath, 
Aayi hai baari abb veero ki, 
Kate the sar jin sikho ki, 
Saath me hote hai khanjar jinke, 
Darte nahi vo kisise, 
Pugdi ko rakhte hai sar-aakho par, 
Gurbani ko japte rehte apne mann ke andar, 
Guru gobind singh ji ko maante bade, 
Na na talte unki baat, 
Rehte hai shaant jab tak kare na koi pareshan,
Veero ka hai yeh kom, 
Sava lakh se ek bhid jaye, tab bhi na dare, 
Laakho ko maare, jab tak mite nahi tab tak maare,
Jisne dherya rakna sikhaya, unki hai abb bari, 
Bodh dharm ki nayi soch ki hawa aayi, 
Dherya aur shaant rehna inki hai seekh, 
Prabhu ko paana hai inka lakshya, 
Na kare kisi bhi pashu pakshi par hamla, 
Rehte hai ek saath bina kisi samasya, 
Inki bhi soch hai bodh jesi, 
Na karte kisi prani ko tang kabhi, 
Rakhte hai asstha punar janam ki, 
Rehte hai saath bina tanav ke, 
Karte rehte hai dhayn aakh band karke, 
Sochta hu ki tume hai baat samaj aayi, 
Har dharm ki hai apni kahani, 
Abb samjho ki na karna dharm par ladayi, 
Saath me chalna sabko bana kar bhai bhai. 
0 notes
jaishrirambhakti · 3 years ago
Text
youtube
1 note · View note
spiritualtv · 3 years ago
Text
youtube
Lord Vishnu and Mata Lakshmi a Story 🕉 Mata Lakshmi ji Kahani | Hindi Religious Story (Spiritual TV)
1 note · View note
acchibaat-blog · 8 years ago
Text
Jagannath Puri Rath Yatra Ki Kahani .. Kyun Manate Hai Hum Rath Yatra ?
New Post has been published on http://www.acchibaat.com/jagannath-puri-rath-yatra-ki-kahani-kyun-manate-hai-hum-rath-yatra/
Jagannath Puri Rath Yatra Ki Kahani .. Kyun Manate Hai Hum Rath Yatra ?
Jagannath Puri Rath Yatra Ki Kahani .. Kyun Manate Hai Hum Rath Yatra ?
Odisha ke Puri me situated Jagannath Ji Ka mandir puri duniya me famous hai. Ye mandir Hinduo ke charo dham ke tirth sthan me se ek hai. Kahte hai ki marne se pahle har Hindu ko charo dhamo ki yatra karni chahiye. Issay moksh ki prapti hoti hai. Jagannath Puri me bhagwan Vishnu ke avtar Shree Krishn ka mandir hai, jo bahut vishal or kai salo purana hai. Is mandir me lakho bhakt har saal darshan ke liye jate hai. Is jagah ka ek mukhya aakaarshan Jagannath Puri ki rath yatra hai. Ye rath yatra kisi festival se kam nahi hota, isay Puri ke alawa desh or videsh ke kai hisso me bhi manaya jata hai.
  Kab Hoti Hai Rath Yatra ?
Jagannath Ji ki rath har saal aasadh maas ke shukl paksh ke dusare din nikali jati hai. Is saal 25 June 2017, sunday ke din nikali jayegi. Rath yatra ka festival 10 din ka hota hai. Is doran Puri me lakho ki sankhya me log pahuchte hai or is festival ka hissa bante hai. Is din bhagwan Shree krishn, unke bhai Balram or bahan Subhadra ko ratho me baithakar Gundicha Mandir le jaya jata hai. Tino ratho ko bhavya rup se sajaya jata hai, jiski tayari mahino pahle se suru ho jati hai.
  Rath Yatra Ki Kahani..
Is rath yatra se judi bahut si kahani hai, jiske karan is festival ka aayojan hota hai. Kuch kahani me aapse share karna chahunga…
Kuch logo ka manana hai ki Krishn ki bahan Subhadra apne mayke aati hai or apne bhaieyo se nagar bhraman karne ki iccha vyakt karti hai, tab Krishna, Balram or Subhdra ke sath rath me sawar hokar nagar ghumane jate hai . Isi ke bad se rath yatra ka parv suru hua.
Iske alawa kahte hai, gundicha mandir me sthit devi , Krishna ki masi hai, jo tino ko apne ghar aane ka nimantran det hai. Shree Krishna , Balram , Subhadra ke sath apni masi ke ghar 10 din ke liye rahne jate hai.
Shree Krishn ke mama kansh unhe Mathura bulate hai, iske liye kansh Gokul me sarthi ke sath rath bhijwata hai. Krishn apne bhai bahan ke sath rath me sawar hokar Mathura jate hai. Jiske baad se rath yatra parv ki suruwat hui.
Kuch logo ka manana hai ki is din Shree Krishn KAnsh ka wadh karke Balram ke sath praja ko darshan dene ke liye BAlram ke sath Mathura me rath yatra karte hai.
Krishn ki raniya mata Rohini se unki raslila sunane ko kahti hai. Mata Rohini ko lagta hai ki Krishn ki gopiyo ke sath raslila ke bare me Subhadra ko nahi sunna chahiye, isliye wo usay Krishn, balram ke sath rath yatra ke liye bhej deti hai. Tabhi waha Narad ji prakat hote hai, tino ko ek sath dekh wo prashan ho jate hai or prathana karte hai ki in tino ke aise hi darshan har saal hote rahe. Unki ye prathna sun li jati hai or rath yatra ke dwara in tino ke darshan sabko hote rahte hai.
Jagannath Mandir Ki Kahani 
Kahte hai, Shree Krishn ki mrityu ke bad jab unke shrir ko Dwarika laya jata hai, tab Balram apne bhai ki mrityu se bahut jyada dukhi hote hai. Krishn ke shrir ko lekar samudr me kud jate hai, unke piche-piche Shubhadra bhi kud jati hai. Isi samay Bharat ke purv (east) me sthit Puri ke raja Indradvimun ko sapne aata hai ki bhagwan ka shrir samudr me ter raha hai, isliye unhe yaha Krishn ki ek vishal pratima banwani chahiye or mandir ka nirman karwana chahiye. Unhe sapne me Devdoot bolte hai ki Krishn ke sath, Balram, Shubhadra ki lakadi ki pratima banai jaye or Shree Krishn ki asthiyo ko unki pratima ke piche ched karke rakha jaye.
  Raaja ka sapna sach hua , unhe Krishn ki asthiya mil gai, lekin ab wo soch raha tha ki is pratima ka nirman kaun karega. Mana jata hai ki Shilpkar Bhagwan Vishwakarma ek badhai ke rup me prakat hote hai or murti ka kary shuru karte hai. Kary shuru karne se pahle wo sabhi se bolte hai ki unhe kaam karte samay pareshani nahi kiya jaye, nahi to wo bich me hi kaam chod kar chala jayega. Kuch mahine ho jane ke bad murti nahi ban pati hai, tab utavali ke chalte Indradvimun badhai ke kamre ke darwaja khol deta hai, aisa hote hi bhagwan Vishwakarma gayab ho jate hai. Murti us samay puri nahi ban pati hai, lekin raaja aise hi murti ko sthapit kar dete hai, wo sabse pahle murti ke piche bhagwan ki asthiya rakhte hai or fir mandir me virajman kar dete hai. 
  Har sal ek vishal raath me Bhagwan Shree Krishn, Balram Or subhadra rath yatra ke rup me junus nikala jata hai. Bhagwan Krishn, Balram or Shubhadra ki pratima 12 saal ke bad badali jati hai, jo nayi pratima rahti hai wo bhi puri bani hui nahi rahti. Jagannath puri ka ye mandir eklouta aisa mandir hai jaha 3 bhai bahan ki pratima ek sath or unki puja archana ki jati hai.
  Rath Ke Bare Me Jankari
   1. Jagannath / Shree Krishn Rath ka Naam : Nandighosh Rath me mojud pahiye : 16 Rath ki uchai : 13.5 meter Lakadi ki sankhya : 832
2. Balram Rath Ka Naam : Tal dhwaj Rath me moujud pahiye : 14 Rath ki unchai : 13.2 meter Lakdi Ki sankhya : 763
3. Shubhadra Rath Ka Naam : Devdalan Rath me moujud pahiye : 12 Rath ki unchai : 12.9 meter Lakdi Ki sankhya : 593
0 notes
rakesh-kumars-posts · 5 months ago
Text
Tumblr media
#GodMorningSaturday
LORD VISHNU'S PLAN TO FIND HIS FATHER
JYOTI NIRANJAN
KAAL BRAHM
To Know, Watch "Sanatani puja ke patan kí kahani, Sant Rampal Ji Maharaj ki zubaani" Part 1 and 2
#मुहर्रमपर_अल्लाहकबीर_कासंदेश
0 notes