#sar dard ho rha hai vo alag baat hai
Explore tagged Tumblr posts
Text
Just finished watching khel khel mein. Kaafi realistic tha.
Author ki izzat nhi, mard saare cheat kar rhe, corporate ladder is a bitch, second chance marriages are hard, the gay guy is the hottest and most understanding, people always expect issues in the wife in case of not having kids.
6 notes
·
View notes
Text
Most Romantic Love Hindi Poem
Wo Desi Dil hi kya jo "Love Hindi Poem" ka Aashiq na ho...Roohse aur Ruthaaashiq ki collaborated activities ki jugalbandi me, writers ki ore se "Romantic Love Poem in Hindi" ki mehfil machi hai. Kuch kavitao ka taste "Heart Touching Love Poem in Hindi" jaisi hai aur kuch Happy Love Dream aur koi nadaan kitaabi mohabbat jaisi...Love shov, pyaar vyaar ke zindgi me tabse hai, jabse insaan hain...
तुम्हारी अलग ही जगाह थी इस दिल में, छुपा रखा था हमने अपना प्यार सीने में। कभी इज़हार नहीं हुआ इस ज़हन से, तुम ही थे इस रोते दिल से। हिम्मत नहीं अब ये दिल को चुप करना की, एक बार पूछ लो हालत इस सच्चे प्यार की। Tumhari alag hi jagah thi iss dil me, Chupa rakha tha humne apna pyaar seene me.. Kabhi ijhaar nahin hua iss jehen se, tum hi the iss rote dil se.... Himmat nahin ab ye dil ko chup karne ki, ek baar pooch lo haalat iss sachche pyaar ki...
जब मिलती हैं निगाहे उससे तो सब कुछ धुंदला लगता हैं ! आती नहीं नींद और खयालो उसके फिर वो जगता है ! जैसे लगता हैं सब कुछ सुहाना हैं ! उसके सिवा नहीं किसी का दिल मे आना हैं ! दिखने के लिए उसको किसी बहाने से उसके घर जाना हैं ! और होजाता उसका वो दीवाना हैं ! फिर बात करने के लिए किसी बहाने से हिम्मत जुटाना ! फिर हिम्मत करके उससे बात करना, बात करके अपने इश्क़ का इज़हार करना ! और सातवे आसमान मे ख़ुद को पाना ! जब अपने दिल - o-अज़ीज़ को पा लेना ! उससे सारी बाते करना, उसकी फिक्र जाताना ! उसको प्यार भरे नामो से पुकारना ! अपनी हमेशा पलकों पे बिठाना ! अगर कुछ दफ़े के लिए बात ना करें तो नाराज़गी जाताना ! उसकी मासूमियत पे सब कुछ हार जाना ! नाराज़गी भुलाकर उसको सीने से लगाना ! उसकी पसंद की सारी चीज़े करना ! उसको खोने से डरना ! होता हैं कुछ अलग ही भूत सवार ! ऐसा होता हैं पहला प्यार ! Jab milti hain nigaahe usse toh sab kuch dhundlaa lagta hain! Aati nahin neend aur khayaalo uske fir wo jagta hain! Jaise lagta hain sab kuch suhaana hain! Uske sivaa nahin kisi ka dil me aana hain! Dikhne ke liye usko kisi bahaane se uske ghar jaana hain! Aur ho jaata uska wo diwaana hai! Fir baat karne ke liye kisi bahaane se himmat jutaana! Fir himmat karke usse baat karna, baat karke apne ishq ka ijhaar karna! Aur saatve aasmaan me khud ko paana! Jab apne dil-o-azeez ko paa lena! Usse saari baate karna, uski fikr jataana! Usko pyaar bhare naamo se pukaarna! Apni hamesha palko pe bithaana! Agar kuch dafe ke liye baat na karein toh naraajgi jataana! Uski maasoomiyat pe sab kuch haar jaana! Naraajgi bhulaakar usko seene se lagaana! Uski pasand ki saari cheeze karna! Usko khone se darna! Hota hain kuch alag hi bhoot sawaar! Aisa hota hain pehla pyaar!
हां इश्क़ हुआ था उसे, वो पहली मुलक़ात में नज़रे उठा ना पाई थी। पकड़ी कलाई जब उसने तो वो खुद को संभाल ना पाई थी। डरती थी वो दुनिया से कहीं कोई पढ़ ना ले उसके इश्क़ का रंग, हर मुलाकात में वो दुप्पटा ओढ़ के अाई थी। धीरे धीरे चढ़ने लगा प्यार का रंग बहुत गहरा, अब तो बस दुआ में हर जगह वो उसे ही मांग अाई थी। कभी देखती उसे छुप-छुपकर तो कभी हक से नज़रे भी मिलाई थी। इश्क़ का बुखार अब सर पर चढ़ रहा था की किसी की बद्दुआ उसकी दुआओ के आगे आयी थी। रोकना चाहा उसने बहुत अपने प्यार को पर परिवार नाम ने उसकी हर दुआ ठुकराई थी। देखती रही अपने इश्क़ को किसी और का होता, हर आंसू ने उसके दर्द की कहानी बताई थी। हा इश्क़ हुआ था उसे बस उसी गुनाह की उसने सजा पाई थी। हां इश्क़ हुआ था उसे अब राते उसने जाग कर बिताई थी, सिरहाने रखे तकिए को अपनी हर खामोशी बताई थी, हर खामोशी बताई थी। Haan ishq hua tha usae, Vo pehli mulaakaat me najre uthaa na paayi thi... Pakdi kalaai jab usne toh wo khud ko sambhaal na paayi thi.. Darti thi wo duniya se kahi koi padh na le uske ka rang, Har mulaakaat me wo dupatta odh ke aayi thi.. Dheere dheere chadhne pyaar ka rang bahut gehra, Ab toh bas dua me har jagah wo usae hi maang aayi thi... Kabhi dekhti usae chup chupaakar toh kabhi haq se najre bhi milaayi thi.. Ishq ka bukhaar ab sar par chadh raha tha ki kisi ki bad dua uski duaao ke aage aayi thi... Rokna chaaha usne bahut apne pyaar ko par parivaar naam ne uski har dua thukraai thi..... Dekhti rahi apne ishq ko kisi aur ka hota, Har aansu ne uske dard ki kahaani bataai thi... Haan ishq hua tha usae bas usi gunaah ki usne sajaa paayi thi... Haan ishq hua tha usae ab usne raate usne jaag kar bitaayi thi, Sirhaani takiye ko apne har khamoshi batayi thi, har khamoshi batai thi...
Love Hindi Poem ke dose me thoda pagalpan sa jarur lagta hai, lekin jab wo daur chal rha hota hai, hume wahi padhana hota hai, likhna hota hai, dekhna hota hai...Wo kehte hai na, pagalpan ek baar zindgi me kar lena sahi!! Aashiq ko aashiqui mili na mile, kalakaari jarur mil jaati hai...
To read complete post visit my website..! RuthaAashiq
#ruthaaashiq#lovepoem#hindipoe#hindiwriters#hindiblog#shayri#blog post#writercommunity#writercorner#my poem#hindipoems#poetry#poem#hindishayri#poets on tumblr#poet#love quotes#poemsdaily#urdu poems#artists on tumblr#tumblr#writers on tumblr#writers#writer#poetsofinstagram#dead poets society#hindipoetry#hindipoet#kavi#kavita
1 note
·
View note