#raqeeb ke naam
Explore tagged Tumblr posts
be-wajhah · 2 years ago
Text
Tumblr media
You have witnessed that forehead, that aspect, those lips,
In whose imagination I wasted away my life.
Tumblr media
Those lost magical eyes have been raised to meet yours,
You know why I wasted my life pining.
69 notes · View notes
wannabewritersposts · 3 years ago
Text
Nisar Main teri galiyon ke aey watan ke jahan
Chali hai rasm keh koi na sar utha kay chalay
Jo koi chahnay wala tawaf ko niklay
Nazar chura kay chalay, jism-o-jaan bacha kay chalay.
Sacrificed be I at the altar of your streets, my beloved nation!
Where the ritual prohibiting ‘the head held high’ prevails
Where when the lover begins their journey on pilgrimages
They lower their gazes (in shame), and protect themselves (from attacks)
Hai ahl-e-dil kay liye ab yeh nazm-e-bast-o-kushaad
Ke sang-o-khusht muqayyad hain aur sag azaad
For the patriots this unparalleled land is where;
Stones and bricks are imprisoned while hounds roam free
Buhut hai zulm kay dast-e-bahana joo kay liye
Jo chand ahl-e-junoon tera naam lewa hain
Banay hain ahl-e-hawas, mudda’ii bhi, munsif bhi
Kisay wakeel karein, kis se munsafi chahein
It is enough of an excuse for the tyrants to hunt/oppress
That your name is still on tongues of some
These lusty (of power) people are both, advocates and the judges
Who shall speak for us? From whom do we seek ‘justice for us’?
Yunhi hamesha ulajhti rahi hai zulm se khalq
Na in ki rasm nayi, na apni reet nayi
Yunhi hamesha khilaye hain hum nay aag mein phool
Na un ki haar nayi hai na apni jeet nayi
Such has been, always, the war between the powerful and the weak
Neither their customs nor our rituals are new
Such has been our duty, to make the flowers bloom in flames
Neither they get defeated anew, nor our victory for the first time it is!
Gar aaj tujh se juda hain tu kal bhem hongay
Yeh raat bhar ki judaayi tu koi baat nahin
Gar aaj auj pe hai taali’-e-raqeeb tau kya
Yeh chaar din ki khudaayi tau koi baat nahin
Separated today, tomorrow we shall meet as the fates say!
A night's separation is not a big deal for us
Today the rival’s star might at the zenith lay(lucky for today)
This part-time act of 'God's play' is not a big deal for us
–Faiz Ahmed Faiz
23 notes · View notes
safdarrizvi · 4 years ago
Text
Tumhare Khat Me Naya Ek Salam Kis Ka Tha
Na Tha Raqeeb To Akhir Vo Naam Kis Ka Tha
Vo Qatl Kar Ke Mujhe Har Kisi Se Puchhte Hain
Ye Kaam Kis Ne Kiya Hai Ye Kaam Kis Ka Tha
Vafa Karenge Nibahenge Baat Manenge
Tumhe Bhi Yaad Hai Kuchh Ye Kalam Kis Ka Tha
Har Ek Se Kahte Hai Kya Dagh Bewafa Nikla
Ye Puchhe Un Se Koi Vo Ghulam Kis Ka Tha
6 notes · View notes
untoldsposts · 5 years ago
Text
Please read this beautiful lines.
“Mere kuch sawaal hain Jo sirf qayamat ke roz poochhunga tumse Kyunki uske pehle, tumhari aur meri baat ho sake, iss laeeq nahin ho tum.
Main jaan-na chahta hoon Kya raqeeb ke saath bhi chalte hue sham ko Yun hi, bekhayali mein, uske saath bhi Haath takraa jaata hai kya tumhara? Kya apni chhoti ungli se Uska bhi haath thaam liya karti ho, Waise hi jaisa mera thaama karti thi? Kya bata di saari bachpan ki kahaaniyaan tumne usko Jaise mujhe raat-raat bhar baith kar sunai thi tumne? Kya tumne bataya usko ki 30 ke aage ki hindi ki ginti aati nahin tumko? Woh saari tasveerein jo Tumhare papa ke saath, tumhari behen ke saath Tumhari thi, jin mein tum badi pyaari lagi, Kya use bhi dikha di tumne?
Yeh kuch sawaal hain jo Sirf qayamat ke roz poochhunga tumse Kyunki uske pehle, tumhari aur meri Baat ho sake, iss laeeq nahin ho tum
Main poochhna chahta hoon ki Kya who bhi, jab ghar chhodne aata hai tumko, Toh seedhiyon par, aankhein meench kar Kya, meri hi tarah uske saamne bhi maatha aage kar deti ho kya tum, waise hi jaise mere saamne kiya karti thi? Kya sard raaton mein, bandh kamro mein, Kya who bhi meri hi tarah tumhari nangi peeth par Apni ungliyon se harf-dar-harf khud ka naam godhta hai Aur tum bhi kya akshar-ba-akshar pehchaan-ne ki koshish karti ho Jaise mere saath kiya karti thi? Yeh kuch sawaal hain Jo sirf qayamat ke roz poochhunga tumse Kyunki uske pehle, tumhari aur meri Baat ho, iss laeeq nahin ho tum....
#urdupoetry #urdulover #love #likemypost #rekhta #jashn-e-rekhta
8 notes · View notes
fionadiaries · 5 years ago
Photo
Tumblr media
Ishq-e-fariyaad le ke aae hain teri mehfil mein khuda, ° Tu mera raqeeb na ban. Tu mera raqeeb na ban. ° Use ibadat hai meri, Par hai zamane ne mere Zaahid ko kaafir naam diya." ♡ — 'R a q e e b' © 𝐅𝐢𝐨𝐧𝐚 𝐂𝐫𝐲𝐬𝐭𝐚𝐥 | @fionadiaries Feb 2, 2018, 03:35 AM | All rights reserved 𝐅𝐈𝐎𝐍𝐀 𝐃𝐈𝐀𝐑𝐈𝐄𝐒 — '𝐇𝐄𝐀𝐑𝐓𝐁𝐄𝐀𝐓𝐒 𝐀𝐍𝐃 𝐖𝐈𝐋𝐃 𝐓𝐇𝐈𝐍𝐆𝐒' . . . . #fionadiaries #dil #wordporn #raqeeb #zahid #love #poetry #poetsofig #spilledink #poems #iloveyou #deargod #heartbeatsandwildthings #wordporn #ishqmeinmarjawan #ishq #heartbreaks #sadpoems #kaafir #poetsofig #ibadat #inkstains #youbrokemyheart #poetsofinsta #shayaris #hindishayari #kafir #poetryporn #heartbreaker #shayar https://www.instagram.com/p/B4cMVQvApgf/?igshid=1ut13t1e7jsj
0 notes
safdarrizvi · 5 years ago
Text
Mere kuch sawal hain, jo sirf Qayamat ke roz puchunga tumse,
kyunki uske pehle tumhari aur meri bat ho sake, is layaq nahi ho tum.
Main janna chahta hu, kya raqeeb ke sath bhi chalte huwe sham ko yuhi,
bekhayali me uske saath bhi haath takra jata hai kya tumhara?
Kya apni choti ungliyon se uska bhi haath tham liya karti ho,
kya waise hi jaisa mera thama karti thi?
Kya bata di saari bachpan ki kahaniya tumne usko?
jaise mujhe raat raat bhar baith kar sunai thi tumne.
Kya tumne bataya usko ke 30 ke aage ki ginti aati nahi tumko.
Vo sari tasweerein jo tumhare papa ke saath tumhari behen k saath tumahrai thi jinme,
Jinme tum badi pyari lagi, kya use bhi dekha di tumne.
Ye kuch sawal hain mere jo sirf Qayamat ke roz puchunga tumse,
kyunki uske pehle tumhari aur meri bat ho sake, is layaq nahi ho tum.
Kya sard raton me, band kamre me,kya vo bhi meri hi tarah tumari nangi peeth par apni ungliyon se harf dar harf khud ka naam godhta hai aur tum bhi kya akchar ba akchar pehchanne ki koshish karti ho kya jaise mere saath kiya karti thi.
Ye kuch sawal hain mere jo sirf Qayamat ke roz puchunga tumse,
kyunki uske pehle tumhari aur meri bat ho sake, is layaq nahi ho tum.
9 notes · View notes
safdarrizvi · 7 years ago
Text
Mere kuch sawal hain, jo sirf Qayamat ke roz puchunga tumse, kyunki uske pehle tumhari aur meri bat ho sake, is layaq nahi ho tum. Main janna chahta hu, kya raqeeb ke sath bhi chalte huwe sham ko yuhi, bekhayali me uske saath bhi haath takra jata hai kya tumhara? Kya apni choti ungliyon se uska bhi haath tham liya karti ho, kya waise hi jaisa mera thama karti thi? Kya bata di saari bachpan ki kahaniya tumne usko? jaise mujhe raat raat bhar baith kar sunai thi tumne. Kya tumne bataya usko ke 30 ke aage ki ginti aati nahi tumko. Vo sari tasweerein jo tumhare papa ke saath tumhari behen k saath tumahrai thi jinme, Jinme tum badi pyari lagi, kya use bhi dekha di tumne. Ye kuch sawal hain mere jo sirf Qayamat ke roz puchunga tumse, kyunki uske pehle tumhari aur meri bat ho sake, is layaq nahi ho tum. Kya sard raton me, band kamre me,kya vo bhi meri hi tarah tumari nangi peeth par apni ungliyon se harf dar harf khud ka naam godhta hai aur tum bhi kya akchar ba akchar pehchanne ki koshish karti ho kya jaise mere saath kiya karti thi. Ye kuch sawal hain mere jo sirf Qayamat ke roz puchunga tumse, kyunki uske pehle tumhari aur meri bat ho sake, is layaq nahi ho tum.
20 notes · View notes
be-wajhah · 8 years ago
Quote
Tumhare khat mein naya ek salaam kis ka tha? Na tha raqeeb to aakhir woh naam kis ka tha? Wo qatal kar ke mujhe, har kisi se poochte hain Ye kaam kis ne kiya hai? ye kaam kis ka tha? Wafaa karenge, nibaahenge, baat manenge Tumhe bhi yaad hai kuch, ye kalaam kis ka tha? Hamare khat ke to purze kiye, padhaa bhi nahin Suna jo tum ne b-dil wo pyaam kis ka tha? Raha na dil mein wo bedard, or dard rahaa Muqeem kon huwa hai, maqaam kis ka tha? Na poochh-gaachh wahan thi, n koi aaw-bhagat Tumhari bazm mein kal ehtimaam kis ka tha? Tamam bazm jise sun ke rehgaai mushtaaq Kaho, wo tazkir-e-na-tamaam kis ka tha? Guzar gaya woh zamana kahun to kisse kahun Khayaal dil ko mere subah-o-shaam kis ka tha? Har ek se kehte hain kya “daagh” bewafaa nikla Ye poochhe unse koi woh gulaam kis ka tha?
Daagh Dehlvi
28 notes · View notes