Tumgik
#ek baar phir
ukiyowi · 1 year
Text
I take back everything I said abt positivity I'm going to beat this bitches ass god damn, y'all are so lucky i try to keep my calm in group projects
8 notes · View notes
medschoolrip · 1 month
Text
Ok this whole counseling process sucks these fucking shitheads ONCE I CATCH THEM ITS OVER
Tumblr media
0 notes
alfaazaurawaazz · 1 year
Text
youtube
0 notes
pyaari-naari · 5 months
Text
Tere paas apna dupatta bhul jaun,
Issi bahane tujhse phir ek baar milne aau.
Tumblr media Tumblr media
199 notes · View notes
manincaffeine · 9 months
Text
The line from laila majnu that goes “chal ek baar phir chodha tujhe, jaa ab nahi aata ab tu hi dhoondh mujhe” is so fucking raw it makes me feral
170 notes · View notes
thatstolenpayal · 7 months
Text
aadmi sochta kya hai? hota kya hai? kitne shikve kitni shikayatein, kitne saalon se jo sawaal dabaaye rakhe hai, sab pyar banke beh gaya, firdaus, us ek lafz ne hisaab kar diya mera
Tumblr media
“mujhe to laga tha tum azaad karoge” “khud se azaadi toh sirf maut de sakti hai, ya phir ishq”
Tumblr media
agar meri kismat me sirf khaak likha hai, mujhe qubool hai, agar yeh hi meri aakhri aah hai, mujhe qubool hai, qubool hai, qubool hai
Tumblr media
kuch cheezein apni jagah pe hi theek rehti hai, door se dekh lo, aankhen sek lo, haath lagao toh gaayab ho jaati hai
“aankhen kaabu me rakho, zubaan apne aap mithi ho jaayegi”
Tumblr media
“pehli baar jab tumhe dekha tha firdaus, bomb fatt gaya tha seene me, ek ek cheez tumhari yaad hai mujhe, tumhara scarf, tumhari kahaniyon ki kitaab, wo lambi chaudi ajgar jaisi ghaati, chinar ka lal, wo ek ek din jo maine roz jiya hai”
Tumblr media
fitoor, 2016
94 notes · View notes
Text
opening s3 with armand sitting by a dark teakwood vanity putting on kajal with tear filled eyes with ittr infused steam blurring an over the shoulder mirror shot of him in a dingy room in india with 'chalo ek baar phir se' playing softly in the background. ugh god yes.
24 notes · View notes
hi-avathisside · 2 months
Text
okay a little storytime, puraani baat hai but aaj bhi woh insaan bohot yaad aata hai, toh uske liye storytime hehe
So i used to go in a van to school, like other children obv, toh wahan par we had this little group of friends (my best memories about school okay imma cry if i talk about school more so moving on) Toh wahan par ek ladka tha, and we all were good friends, group main the and all, chhote the so no phone numbers or whatsapp groups, only friends irl. And he was in the singing club. He used to sing very good. toh hum log antakshari khelte the usually and he used to sing, so one time, randomly, uss time par hum chup chap behte the, matlab sab apne main gossip kar rhe the koi ek saath collectively koyi game nahi khel rha tha, this is like 2017s ki baaat hai, god i feel so old, so main aur woh aamne-saamne baithe the, khidki ki side, baaki sab bachhe apni baatein kar rhe the, aur ek dum se I looked at him, and he looked at me, and the world went silent. dead silent. that moment, that eye-contact I won't ever forget.
Fir ek aur baar aisa hi kuch hua, hum aise hi antaakshari khel rhe the, fir na sabka ghar aagaya tha, uska stop last tha, aur mera 2nd last, toh sa chale gaye, it was me, aand him, and a few little children, uske saath hi utarte the, same colony. So he then looks at me, and I'm look at him, and I smile a little and he smiles back. Fir fir fir OKAY OKAY
he asks me "Tera favourite gaana konsa hai?" Main uss time par zyada gaane nahi sunti thi, only on radio and agar van main bajj rahe hote the toh woh sun leta tha. Uss time par popular gaanon main se ek joh mujhe bohot pasand tha it was "Tum hi ho" so I said, Tum hi ho, aur fir uss bande ne mere liye woh gaana gaaya. YES USNE LITERALLY GAANA GAAYA. I WAS BLUSHING SO HARD AND THEN HE SMILED AND I SMILED AND I SAID A LITTLE "thank you" and he smiled again and for most of the time i was looking at him, he was looking at me.
ek aur baar, hua kya I was in the bus, he was also there, but mujhe aane main thoda late hogaya tha so I had to stand in the bus, that guy, stood up and gave me his seat. I- I was speechless. And again him and I had that eye contact again and uhhhhhh I melted. he was so cute, probably he still is. ab toh bohot saal hogaye baat kiye hue lekin khuda ki marzi hai sab :)
(plus i was a really quiet kid, a really really quiet one, and I did not talk to anyone, not even him, group main sabse chup main hi rehti thi, bit still the eye contacts were enough. and he was the outgoung social type, sabse baat karni, saare dost the uske, he used to smile and laugh all the time, probably, uske liye dost banana aasaan hota hoga )
ek aur baar kya hua, since woh paas main hi rehta tha, He and I met accidently, main mummy ke saath thi we were going, and he was in a car, red light thi, and he got out of the window, like peeked(lol) and he was like( my name!) aggressive waving, and I smiled and waved back, at first jab usne mujhe nahi dekha tha, mujhe pata hi nahi tha he was there lol, fir then he called my name, so I noticed him, he was looking very sweet that day.
fir uske baad usne na school chhod diya, aur phir yaar usse baat hi nahi hui kabhi. I don't know how aur why I suddenly remembered him, but I did and so we are here.
that's all. plus a lot of eye contacts an romantic tension.
Let's name him Ak <3
Aaj pata nahi kaise yeh story aur woh insaan yaad aa gaya, so wanted to share :) Thank you for reading it till the end.
"दिल ने चाहा तो फिर मिलेंगे,
खुदा ने चाहा तो फिर मिलाए जाएँगे। "
30 notes · View notes
meanslackofart · 6 months
Text
saw the laila majnu quote, where Qais goes like, “chal ek baar phir chodha tujhe, jaa ab nahi aata ab tu hi dhoondh mujhe” and my mind straight up went to something i just said a few minutes ago "jao karlo ghost, I'm not texting, waise bhi it was your turn"
doesn't both of them somewhat sound the same except the former is a 🤌🏼
49 notes · View notes
his-heart-hymns · 6 days
Note
📝
Story from your child hood
Acha toh main karate main Green belt hu,aur karate join karneki kahani bohot zyaada funny hain.
Main nursery se coed schools main hi padha hu,Jab third standard main tha toh meri ek classmate thi.Yaar bohot khatarnaak thi woh😂.Hum dono roz kutte-billiyo ki tarah ladte the.Ek baar usne meri left eye ke just neeche mujhe zorr se nocha.Ab waha se thoda khoon aane laga,ab Ghar gaya toh mummy ne dekh liya.Ab meri mummy pehle se hi bohot zyaada protective hain.Doosre din hi mummy school chali gayi principal se milne.Ab principal ne class teacher ko bula liya.Meri mummy ne ekdam ghusse se kaha class teacher se: "Kon hain yeh ladki jo mere ladke ko etna tang karti hain,aap iski mummy se baat karwaiye meri" Class teacher kehne lagi:"meri hi beti hain,kahiye"Mam kehne lagi,main janti hu yeh bohot zyaada masti karti hain,im sorry...Phir mam ne hamari seats change kardi.
Papa tak yeh baat pohoch gayi thi woh bohot zyaada disappointed ho gaye.Yaar humara ladka,ladki se maar kaise kha sakta hain.Hamare colony ke paas ek karate club chalta tha baccho ka,mujhe waha daal diya.Ab main waha pohoch gaya pehle din aur dekha toh yeh ladki waha bhi thi 🤣🤣🤣🤣🤣
Phir maine chorr diya woh school 7th main aur phir jab main 12th main tha toh ek quiz competition tha.Toh waha akhri baar mulaqat huwi thi.
10 notes · View notes
ishuess · 8 months
Text
Tu hi mera sab kuch hai
Ishan was scrolling through Instagram Reels while Shubman was out for an event. Every ShubSara reel in Ishan's feed kept gnawing him. Increasing his insecurity bit by bit. Ishan despite being the epitome of human sunshine had always been more of a moon known to only those who are the dearest to him. It's not that he doesn't trust Shubman but rather his insecurities about himself.
'Shubman is a young, beautiful man who should rather build a strong future associating with the infamous Sara Tendulkar than hide behind closed doors with him' thought Ishan. Uncertainties and insecurities invaded Ishan's trail of thought until they were interrupted by a knock.
Shubman: Ishan?
Ishan (in a sleepy voice): Hmm?
Shubman: You're still awake? Put that phone down right now.
Ishan: Tera wait kar raha tha.
Shubman: Chal ab aagaya hoon na main...chal so jaa ab.
Ishan: I can't sleep without you.
Shubman: Haan haan...ruk main fresh hoke aata hoon.
Ishan while waiting for Shubman again drowns in his own thoughts.
Shubman (waving his hand in front of Ishan): ISHAN? ISH?
Ishan(startled): Haan?haan?
Shubman: Kya soch raha hai baby..idhar aa
Shubman and Ishan settle in bed with Shubman's arm wrapped around Ishan. The room is drowned in a comforting silence.
Shubman: Tune dinner kiya?
Ishan: hmm
Shubman: Event toh bohot tiring tha...aur upar se media itni irritating hoti hai na kabhi kabhi...mera bas chalta toh main jaata hi nahi. Yaar kaash tu bhi chalta. Next time chalega?
Ishan: .....
Shubman: Ishan? So gaya kya?
Ishan: haan..nahi toh
Shubman: abhi abhi maine kya bola kuch suna tune?
Ishan: huh...Event irritating tha?
Shubman: tune nahi suna 😑
Ishan: sorry na baby
Shubman: tu thik haina? Jab se aaya hoon lost-lost sa hai? Kya hua?
Ishan: Kuch bhi toh nahi
Shubman: Ishh.. mujhse toh jhooth mat bol.
Ishan: tu mujhse pyaar kyun karta hai?
Shubman: Kya? yeh sab kyun puch raha hai?
Ishan: jawab de bas.
Shubman: Iss sawaal ka jawab dete toh subah hojaaegi.
Ishan: main mazaak nahi kar raha hoon Shubi..tere paas har reason hai sa..kisi aur se pyaar karne ki phir bhi tu mujhse pyaar karta hai. Kyun?
Shubman: Kyunki tu paagal hai. Kya bole jaa raha hai. Main tujhse kisi reason se pyaar nahi karta. Main tujhse pyaar karta hoon kyunki mujhe wahi aata hai. Main tujhse pyaar karta hoon kyunki koi aur Ishan nahi hai mere paas. *kisses Ishan's forehead* Main tujhse pyaar karta hoon kyunki mujhe koi aur dikhaayi hi nahi deta.
Ishan: Hum kabhi duniya ko nahi bata paayenge apne pyaar ke baare mein..
Shubman: Main tujhse bohot pyaar karta hoon
Ishan: Pata hai *kisses Shubman*
Shubman: *smiles softly* tujhe pata hai aur tu hi meri duniya hai.
Ishan: Cheesy *slaps him lightly*
Shubman: par tu yeh sab soch kyun raha tha..tu phir se phone pe yeh sab bakwas dekh rha tha..I swear main yeh phone..
Ishan: Shaant..shaant Mr.gill...meri galti hai I know..ab sojaate hai chal
Shubman: *looks at Ishan*
Ishan: kya?
Shubman: *continues looking at Ishan*
Ishan: Ghoor kyun raha hai ab?
Shubman: tu kuch bhul raha hai *forms pout*
Ishan: *kisses Shubman fondly* I love you
Shubman: I love us
Ishan: I love us more..
Shubman: We'll see about that
The rest of the night goes on peacefully as our couple cuddle with eachother draped in eachother's love. Kyunki puri duniya ka pyaar kam pad jaata hai...pyaar toh ek hi se chahiye hota saat janmo ke liye <3
(I am back to writing one shots cuz boards stress se cope bhi toh karna hai. Toh presenting mera new chapter. Hope y'all loved it..drop by ur lovely comments and any one shot request if u want😉)
And I'm waiting for Ishan ka strongest comeback. May God bless him with all the strength, health, success and happiness. <3🧿🧿🧿🔱🔱🔱
30 notes · View notes
anirregularperson · 1 month
Text
Tum thoda sa mere ho kyu nahi jaate
Tum mere saath thodi der thehar kyu nahi jaate?
Kyu har baat ki jaldi hoti hai
Kya deri sirf hamesha tumhe hi hoti hai?
Waqt milne par tumhe mera yaad aana
Aur mera har bewaqt tumhe yaad karna
Kya sirf mere saath hi aisa hota hai?
Kya tumhe bhi hamesha mera khayal hota hai?
Baat bhi hoti hai toh bhi adhuri reh jati hai
Itne saalo se chup chup rehti hu mai tumse
Ek baar nahi pucha "kya koi khata hui hai mujhse?"
Ya mohabbat mein aisa hi hota hai?
Tum kehte ho dooriyan asar nahi karti
Lekin asar toh phir bhi bahut hota hai
Shayad tumhe nahi karti
Shayad tumhe nahi satati
Shayad mujhe hi khalti hai
Phir tum
Har baar kehte ho, "jaldi aaunga", "tumse milunga"
Arrey chhodo aisa mazzak har baar thodi hota hai..
Tumblr media
11 notes · View notes
harrysscrapbook · 7 months
Text
Thinking about how Qais in Laila-Majnu said, "Thik hai laila, chal ek baar phir chhoda tujhe, Jaa ab nahi aata ab tu hi dhundh mujhe"
Tumblr media
32 notes · View notes
Text
Ek baar ek ladki ne mujhse pucha tha...
"Toh kya tum mere Raghav banna chahte ho?"
Phir kya,
Saari shame gulabi ho gayi.......
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
57 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 11 months
Text
thehro (stay)
english version below
//
Ek lafz aur sau baatein, Jo zubaan par hai magar keh nahi paate, Thehro.
Sehra ki ret si, band mutthi mein fisalti hui, Shamaa band kamre mein haule se jalti hui, Ek shaam aur sau mulakaatein, Thehro.
Kya haal e dil, kya jaan e sabab, Kya waqt ka taqazaa, kya raahein beadab, Wahi muntazir nagme gungunatey, Thehro.
Bune afsaano ka galaa ghont kar, Aankhon mein harsat, arz honth par, Kehte hue hain alfaaz dagmagaatey, Thehro.
Dehliz ke uss paar kadam e dost hai, Phir tanhaai e aagosh mein soz hai, Ek baar aur charaagh e ashq hain jalaatey, Thehro.
Ek lafz aur saikadon baatein, Kehne ki himmat jo nahi kar paatey, Thehro.
//
One word and a hundred emotions, Buried deep with extreme commotions, Stay.
Slipping as the beach sand through the fingers, An ache makes its home, forever lingers, One evening and a hundred telling actions, Stay.
Constricting the soul with ashened shards, Feelings like gold with dragon as a guard, One string and a million vibrations, Stay.
Massacred fantasies, made up scenes, Dewy eyes, masked faces unseen, One silent request and a million implications, Stay.
A friend whose shadow is out the door, Sound of footsteps fading on the floor, A knife to the heart and thousand lacerations, Stay.
One word and a million emotions, Left unsaid, tumultuous notions, Stay.
28 notes · View notes
sajniiii · 1 year
Text
Tumblr media
humney jo ki thi mohabbat aaj bhi hai,
teri zulfon ki saaye ki chaahat aaj bhi hai
raat katt ti hai aaj bhi khaayalon mei terey,
deewano si woh meri haalat aaj bhi hai
kisi aur ke tasavvur ko uth ti nahi,
beimaan aankhon mei thodi si sharafat aaj bhi hai
chaah ke ek baar chaahey phir chodh dena tum,
dil tod tujhey jaaney ki ijaazat aaj bhi hai
Tumblr media
akaash vani (2013) // pehli si mohabbat (2021)
46 notes · View notes