#bahar e durood
Explore tagged Tumblr posts
baharedurood · 11 months ago
Text
Durood e Shifa
flickr
0 notes
faizaneruhaniyat · 1 year ago
Text
Tumblr media
Hizb-ul-Bahar Shareef ke mutalliq ek dilchasp tahreer
HIZBUL BAHAR KE BARE ME KUCH MANQULAT E KITAB E QADEEMA E MUT’ABARA SE
(Az: Dr. Mohammed Abdul Aleem Siddiqui Sahab)
Ye Hizb Sayyadina Hazrat Shaikh Abul Hasan Shazli RA se Mansoob Hai. Abul Hasan Aapki Kuniyat Hai, Aap Ka Ism-e-Girami Ali Bin Abdullah Hai, San Wafat 656 Hijri Hai, Aapka Ka Maazar Arab Me Bamuqam Darmakhah Jo Us Zamane Me Jabal-e-Qahrah Ka Ek Shaher Tha Waq’e Hai.
HIZBUL BAHAR KI WAJA TASMEEYA
Is Hizb Ko Hizbul Bahar Is Liye Kaha Gaya K Dauran e Safar Hajj Aap Jis Behri Jahaz Par Sawar The Wo Baad e Mukhalif Ki Wajah Se Langar Andaaz Ho Gaya Tha Aur Kuch Din Usiy Halat Me Raha, Hajj ka Zamana Qareeb Aaraha Tha Aur Tashvish Badh Rahi Thi Isi Halat Me Aap ko Ye Dua Bazarya Elhaam Ruhani Inayat Farmayi Gayi Aap Ne Padhi Aur Baad -e-Muwafiq Se Jahaz Ka Langar Utha Diya Gaya Aur Wo Apni Manzil Par Pahaunch Gaya , Isiy Liye Pareshaniyu Me Is Ka Wird Ba Ijazat e Shaykh Silsila Kiya Jata Hai.
AAYAT-E-QUTUB
Ulama e Mutaqadamin Ki Istelah Me Qutub Wo Aayaat Hai Jis Me Tammam Hurf-e-Tahijji Aajaye Aur Har Hurf Ka Ek Ek Muwakkil Matsawar Hai Aur Ek Saans Me Padhne Se Un Ka Baik Waqt Hazir Ho Jana Maqsood Hai.
Wallahu Alam ! Muwakkileen k Naamau Ki Tafseel K Liye Muraq’e Kaleemi Ka Mut’ala Karle.
HIDAYAT
Zakat Ke Waqt E’tesam Har Roz Ebteda Me Padhe Aur Hizbul Bahar Darmiyan Me Aur Eqtemam Aakhir Me Padhe.
•Sayadi Sayyad Mohammed Siddiq RA ke Tareeqay Riwat Ke Mutabiq Tareeq e Zakat Ye Hai Ke Safar Ki 6 , 7 , 8 Tareeq Ko Roza Rakhe Aur Baad Namaz e Fajar Ek(1) Martaba Etesaam Padhe Aur Teen (3) Martaba Hizbul Bahar Padhe Aur Usiy Roz Ba’ad Namaz e Asaar Teen (3) Martaba Hizbul Bahar Padhe Aur Ek (1) Martaba Ekhtetam Padhe.
NIYYAT AUR TAREEQA
Fajr ki namaaz kay baad niyet kar lijiyey kay mai Hizbul bahar ki zakaat shuru kar raha hoon. Durood e Shareef 11 baar padh kar.
Yahi Tareeqa 3 din tak kerna hai halaat e rozey may. Aaqri din kay rozey may (Khaja sarkar ka sadqa may mila apney ko). Gai kay gosht per fatiha dilayey Aaqa Sallal laho alihi wa sallam ka naam per 4 qulofaey Rashideen (Raz) Sayeedna Imam Hassan wa Hussain (Raz), qatooney Jannaet Bibi Sayeeda (Raz) GhouthulAzam, BilQusoos Imam Shazli Rahmat Ullah Alahi, Qadeer pia ki pusht( walid, dada, par dada...)Khaja Sarkar aur Qadeer pia ka naam lijiyey. Baghair darey kay gosht khaiyey aur saal bhar tak jab dil bola khaiyey, jalaal Jamaal may tabdeel kar diyey Khaja sarkar.
zahen nasheen kar lijiyey kay Hizbul Bahaar ki Ijazet sirf aur sirf Apni hifazet hai na key doosroon ko nuqsaan pahoonchey ki kooshish aur apen qud nuqsaan may padhna. Roohani kaifiyaat zaroor badheygi regular padhney say Inshallah aur bey hisaab faisey hai.
(BY SHAYKH JAFFAR SIDDIQUI QIBLA)
0 notes
baharedurood · 11 months ago
Text
@BahareDurood

baharedurood · 4 years ago
Photo
Tumblr media
visit :     Website       Facebook          Twitter            Pinterest             YouTube          Instagram                     Flickr              Giphy      Linkedin
3 notes · View notes
baharedurood · 4 years ago
Photo
Tumblr media
visit :     Website       Facebook          Twitter            Pinterest            YouTube          Instagram            Flickr              Giphy     Linkedin
2 notes · View notes
baharedurood · 4 years ago
Photo
Tumblr media
(via GIPHY)    Facebook         Twitter          Pinterest        YouTube       Instagram  Bahar e Durood O Salam              Flickr    

Facebook         Twitter          Pinterest        YouTube       Instagram  
Bahar e Durood O Salam              Flickr     GIPHY
2 notes · View notes
baharedurood · 4 years ago
Photo
Tumblr media
(via GIPHY)
Visit :         Facebook         Twitter          Pinterest        YouTube       Instagram  
Bahar e Durood O Salam              Flickr     
1 note · View note
baharedurood · 4 years ago
Photo
Tumblr media
(via GIPHY)
1 note · View note
baharedurood · 4 years ago
Photo
Tumblr media Tumblr media
Facebook         Twitter          Pinterest        YouTube       Instagram  
Bahar e Durood O Salam              Flickr     GIPHY
1 note · View note
baharedurood · 4 years ago
Photo
Tumblr media
visit :     Website       Facebook          Twitter            Pinterest            YouTube          Instagram                    Flickr              Giphy     Linkedin
1 note · View note
baharedurood · 4 years ago
Photo
Tumblr media
visit :       Website       Facebook          Twitter            Pinterest              YouTube          Instagram                      Flickr              Giphy
1 note · View note