#Urdu poetry rekhta
Explore tagged Tumblr posts
maihonhassan Β· 2 months ago
Text
Parveen Shakir is the finest poetess in the history of urdu literature:
β€œye dukh nahi ke andheron se sulah ki humne, malal yeh hai ke ab subha ki talab bhi nahi.”
251 notes Β· View notes
nabihahahahahaha Β· 7 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
( chand nagar by ibn e insha )
Here's some favourite lines from this poetry
sham samay aaik oonchi
seehriyon walay ghar kay
angan mein
chand ko utaray daikha
hum nay, chand bhi
kaysa ? poora chand
chand
chand kissi ka ho nahi
sakta, chand kissi ka hota
hai ?
chand ke khatir zid nahi
kartay, aye mairay achay
( whole poetry is 10/10)
youtube
64 notes Β· View notes
hereisnxbiya Β· 1 month ago
Text
The reason for my inner breakdown was explained very well by Shafin Khan when he wrote :
Wo jo muntazir the mere achhey waqt ke..
Bade saliiqe se door hue, bohat bure waqt par.
It reflects on the irony and pain of people leaving during moments of struggle, despite seeming supportive when things were going well.
23 notes Β· View notes
ihateyouvishal Β· 11 months ago
Text
it's all about when hafeez hoshiarpuri sahb said;
"Mohhabat karne waale kam na honge, teri mehfil ma lekin hum na honge"
79 notes Β· View notes
om-is-ok Β· 15 days ago
Text
Mohabbat diary hargiz nahi hai - Saleem Kausar
Mohabbat diary hargiz nahi hai jis mein tum likkho ki kal kis rang ke kapde pahnne? kaun si khushbu lagani hai? kise kya baat kahni? kaun si kis se chhupani hai? kahan kis ped ke saaye tale milna hai? mil kar puchhna hai kya tumhen mujhse mohabbat hai?
Tumblr media Tumblr media
ye farsuda sa jumla hai magar phir bhi yahi jumla, darichon, aangano, sadkon, gali, kuchon mein chaubaron mein, chaubaron ki tuti sidhiyon mein, har jagah koi kisi se kah raha hai kya tumhen mujhse mohabbat hai?
Tumblr media Tumblr media
Mohabbat diary hargiz nahi hai jis mein tum likkho tumhen kis vaqt kis se kis jagah milna hai? kis ko chhod jaana hai? kahan par kis tarah ki guftugu karni hai? ya khamosh rahna hai? kisi ke saath kitni dur tak jaana hai? aur kab laut aana hai? kahan aankhein milana hai kahan palkein jhukana hai?
Tumblr media Tumblr media
ya ye likkho ki ab ki baar jab vo milne aayega to us ka haath apne haath mein le kar dhanak chehre pe raushan jagmagati raqs karti us ki aankhon mein utar jayenge aur phir gulshan-o-sahra ke bicho-bich dil ki saltanat mein khaak udayenge, bahut mumkin hai vo ujlat mein aaye, aur tum us ka haath hathon mein na le paao na aankhon hi mein jhanko aur na dil ki saltanat ko fateh kar paao jahan par guftugu karni hai tum khamosh ho jaao, Jahan khamosh rahna hai vaha tum bolte jaao Naye kapde pahan kar ghar se niklo maile ho jaao koi khushbi lagane ka irada ho to shishi haath se gir jaaye... tum veeran ho jaao, safar karna se pahle be-sar-o-saman ho jaao
Tumblr media Tumblr media
Mohabbat diary hargiz nahi hai, Ab-ju hai, jo dilo ke darmiyan bahti hai khushbu hai kabhi palkon pe lahraye to aankhein hansne lagti hai, jo aankho mein utar jaaye to manzar aur pas-e-manzar mein shamein jalne lagti hai kisi bhi rang ko chhu le, vahi dil ko gavara hai kisi mitti mein ghul jaaye, vahi mitti sitara hai
Farsuda - worn-out | Ujlat - hurry | Ab-ju - water-stream | Pas-e-manzar - background
17 notes Β· View notes
harf-e-kun Β· 9 days ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
𝑴𝒖𝒋𝒉 𝒔𝒆 π’‘π’‚π’‰π’π’Š π’”π’Š π’Žπ’π’‰π’‚π’ƒπ’ƒπ’‚π’• π’Žπ’†π’“π’† π’Žπ’‚π’‰π’ƒπ’π’π’ƒ 𝒏𝒂 π’Žπ’‚π’‚π’π’ˆ
π‘΄π’‚π’Šπ’ 𝒏𝒆 π’”π’‚π’Žπ’‹π’‰π’‚ 𝒕𝒉𝒂 π’Œπ’Š 𝒕𝒖 π’‰π’‚π’Š 𝒕𝒐 π’…π’‚π’“π’‚π’Œπ’‰π’”π’‰π’‚π’ π’‰π’‚π’Š π’‰π’‚π’šπ’‚π’•
𝑻𝒆𝒓𝒂 π’ˆπ’‰π’‚π’Ž π’‰π’‚π’Š 𝒕𝒐 π’ˆπ’‰π’‚π’Ž-𝒆-𝒅𝒂𝒉𝒓 π’Œπ’‚ π’‹π’‰π’‚π’ˆπ’…π’‚ π’Œπ’šπ’‚ π’‰π’‚π’Š
π‘»π’†π’“π’Š π’‚π’π’Œπ’‰π’π’ π’Œπ’† π’”π’Šπ’—π’‚ π’…π’–π’π’Šπ’šπ’‚ π’Žπ’†π’Šπ’ π’“π’‚π’Œπ’Œπ’‰π’‚ π’Œπ’šπ’‚ π’‰π’‚π’Š
π‘»π’†π’“π’Š 𝒔𝒖𝒓𝒂𝒕 𝒔𝒆 π’‰π’‚π’Š π’‚π’‚π’π’‚π’Ž π’Žπ’†π’Šπ’ 𝒃𝒂𝒉𝒂𝒓𝒐𝒏 π’Œπ’ 𝒔𝒂𝒃𝒂𝒕
𝑻𝒖 𝒋𝒐 π’Žπ’Šπ’ 𝒋𝒂𝒂.𝒆 𝒕𝒐 π’•π’‚π’’π’…π’Šπ’“ π’π’Šπ’ˆπ’–π’ 𝒉𝒐 π’‹π’‚π’‚π’šπ’†
𝒀𝒖𝒏 𝒏𝒂 𝒕𝒉𝒂 π’Žπ’‚π’Šπ’ 𝒏𝒆 𝒇𝒂𝒒𝒂𝒕 𝒄𝒉𝒂𝒉𝒂 𝒕𝒉𝒂 π’šπ’–π’ 𝒉𝒐 π’‹π’‚π’‚π’šπ’†
𝑨𝒖𝒓 π’ƒπ’‰π’Š π’…π’–π’Œπ’‰ π’‰π’‚π’Šπ’ π’›π’‚π’Žπ’‚π’π’† π’Žπ’†π’Šπ’ π’Žπ’π’‰π’‚π’ƒπ’ƒπ’‚π’• π’Œπ’† π’”π’Šπ’˜π’‚
π‘Ήπ’‚π’‰π’‚π’•π’†π’Šπ’ 𝒂𝒖𝒓 π’ƒπ’‰π’Š π’‰π’‚π’Šπ’ 𝒗𝒂𝒔𝒍 π’Œπ’Š 𝒓𝒂𝒉𝒂𝒕 π’Œπ’† π’”π’Šπ’˜π’‚
Don't ask for the love of the old days my beloved;
I used to feel your presence would keep my life brighter,
I used to feel if I could share your grief, I wouldn't have to focus on my worldly fights;
You presence would be enough to keep my world in eternal spring,
there is nothing better in the world than the sight of your eyes.
I though having you in my life would turn my fate around,
it was not to be, yet I wished for it to be so simple.
For there are other sorrows in the world, apart from the anguish of love,
there are other reliefs, more potent than the relief of our reunion.
- Faiz Ahmed Faiz
Pic Courtesy: Pinterest & The Photographer inside me
17 notes Β· View notes
shahsalim Β· 10 days ago
Text
Woh kehte hain ke apna din bayaan karein,
Ae dost, deewar ko kya khabar ke saaye kidhar dhale.
Waqt bas daur raha hai khala ke darmiyan,
Rait-e-abad uski muthi se girti rahe.
Guzar jata hai har lamha un zarron ki tarhan,
Mujhe kya khabar kis simt yeh umr-e-hayaat bahe.
18 notes Β· View notes
iwajidshaikh Β· 7 months ago
Text
In English we say
you are always in my prayers
But In urdu Wajid Shaikh said
Tu Kaamil hain meri Duao mein taa-umar, Taa hayaat tere haq mein duae, Ta-umar ki jaaegi
Source book: Sukoon 2023, Author Wajid Shaikh , Indo pak Claimed poet
23 notes Β· View notes
mehvishhh1 Β· 13 days ago
Text
Tumblr media
maiñ kisī tarah bhī samjhauta nahīñ kar saktā yā to sab kuchh hī mujhe chāhiye yā kuchh bhī nahīñ
- Jawad Sheikh
11 notes Β· View notes
poetichashmee Β· 24 days ago
Text
Aye zindagi tujhse mujhe mohabbat ho aise tujhme koi baat toh nahi,
Mai tujhe aur jeene ki khwaahish karu mujhe aise koi chaha toh nahi.
Kehte hai gile-shikwe apno se hote hai,
Par tu mere liye koi apne jaise ho ye baat mumkin toh nahi.
Ek yeh insan hai k hamesha tujh me rehne ki umeed laga baithe hai,
Tujh jaise bewafa se mujhe wafa ki koi umeed toh nahi.
Hijr ka ye waqt hai mere uss zameen k darmiyaan,
Jaha dafan hojayenge mai jiska mujhe koi pata toh nahi.
Umr se badh karr tajurbe dena ka bhi kya shauq hai tera,
Hashmee ko tere iss talkh haqiqaton ka pata toh nahi.
Hashmee πŸ–‹
16 notes Β· View notes
ziyaanfarooq Β· 11 months ago
Text
In english we say " you are really beautiful"
But in urdu jaun elia said;
Tumblr media
"kis liye dekhti ho aaina tum toh khud se bhi khubsurat ho"
Jaun Elia
36 notes Β· View notes
maihonhassan Β· 2 months ago
Text
"mai nahi chahta wo mere bulane se aaye,mai chahta hoon woh reh na paaye aur bahane se aaye"
"I don't want them to come just because I call them; I want them to feel they can't stay away and come with their own reasons."
210 notes Β· View notes
chashmenaaz Β· 1 year ago
Text
Hope of love, mood of sight, color of pain
Today, don't ask anything, for the heart is very melancholy
umid-e-yar nazar ka mizaj dard ka rang tum aaj kuchh bhi na puchho ki dil udas bahut hai
43 notes Β· View notes
theshasays Β· 7 months ago
Text
Tumblr media
She said it to me while looking into my eyes with wonder :
Apni aankhai'n dekhi hai , kaisi ho rakkhi hai..
Tumne mera baad apna ye kya haal kar diya hai..
And in response, I said while avoiding eye contact with her :
Tumne jo dikhaya hai wahi haiqiqat samjhi hai maine , Magar tumne khawabo'n mai bhi mujhko behaal kar diya hai.
– Shafin Khan @theshasays
14 notes Β· View notes
bougainvillea-like Β· 9 months ago
Text
Tumblr media
main aksar bhuul jata hun aukaat apni phir vo yaad aati hai aur maar deti hai
β€” aas
14 notes Β· View notes
peaceishim Β· 9 months ago
Text
And when they are not with you, You may wonder-
Kitne aish udhate hoñge kitne itrāte hoñge Jaane kaise log vo hoñge jo us ko bhāte hoñge
-Jaun Eliya
18 notes Β· View notes