#Jaane Vo Kaise Log The
Explore tagged Tumblr posts
brother-ki-dulhan · 14 days ago
Text
Brother ki dulhan
Isse pehle ki hum aage badhe ..there are some of our mutuals who really showed interest in this whole wedding..so we are gonna make them humare parivaar ka hissa
Tumblr media Tumblr media
abb jaise vanilla ice cream chocolate syrup ke bina adhuri hoti hai vaise hi ek desi shaadi apne characters ke bina adhuri rehti hai (complaining phupha... gossip wali chachi... shaitan bacche aur corner mei romance krne wale couples etc. etc.)
@raindropsofloev ye hai humare dulhe raja!! iss shadi mein dulhan se zyada lag nhi rha inka kisi cheez mein intrest hai, bas bechare kuch bhi bolne lagte hain to inki behne dara dhamka kar chup kara deti hain isiliye itne chup baithe hain
@chal-jeete-hai yeh hai roop ...dulhe ki behen no.1!! dulhe se 1 saal choti hai but bechari zimmedario ke bhojh mein itna dab gai hai ki pata hi nhi chalta inmein se kon bada hai. Ab aakhir kisi ko to samajhdaar banna hi padega varna kon ladki iss ghar ki bahu bane. Par haan jab yeh sab chodd ke yeh nritya karti hai ..toh haaye kisi ki nazar na hate inse.
@ae-dil-ae-saudaai ye hain hum sab ke eklaute jijaji and roop ke patidev!!bade samajhdaar hain, saara din didi ki har baat mante hain aur unhe khush rkhne ki puri koshish karte hain (shabash jijaji aise hi humari didi ko khush rkhna varna yaad rkhna asla hum bhi rkhte hain janab🥰) ...wese jab yeh apna dilruba bajate hai toh humari behen kya har ladki inpe fidaa hojaye.
@celesteablack yeh hai geet, behen no2 aur dulhe raja ke shabdo mein ghar ki gundi. humare ghar ki jaan hai . inn madam ko masti mazak ke alawa aur kuch nhi aata and darmebaaz hai ek number ki vo to badi behen ne dara dhamka ke shaadi ke zimmedario mein laga rkha hai...par iski zabaan jitni bhi teekhi ho ...jab yeh gaati hai toh iske jitni meethi awaaz kisi ki nahi .
@hauxicrook yeh hai humare hone wale jija... geet ke fiance..pata nhi kaise ...dono saara time ladte rehte hain, jiss time ye dono ekdusre se agree kar jaye uss time ko hum diwali ki tarha celebrate karte hain!! but kuch bhi kaho hone wale jij ji humari behen ka dhyan bohot acche se rkhte hain, kabhi use kisi cheez ki dikkat nhi hone dete
@oosajnire ye hai bittu behen no 3, sabse choti but god forbid choti behen wale kaam karle, mummy kehti haina ki padhne wale bacche kahin bhi padh lete hain, yess ye wahi bacchi hai jab dekho padhti rehti hai, iske chakkar mein bohot suna hai humne, but koi ni hai to apni pyaari si chirkut hi
@bandarrrrr yeh hain humare dulhe ke one and only bestfriend!! honestly bataun to jaise ye dono behave karte hain, inki shaadi ekdusre se karwa deni chahiye thi, bechari bhabhi!! and pata nhi kyu jahan ye dikhta hai vhi bittu dikh jaati hai, what's more shocking is vo bina kitaabo ke milti hai!! is there something going on? guess we'll never know or maybe we will.
@orgasming-caterpillar @tothemoonandbacklove aur yeh dono pyaare pyaare log humari bhen no 2...roop ke devarji and devrani bade hi cute hain dono, saara din ek dusre ke saath khusar pusar karke haste rehte hain...aadhe time aap madhu ko chiru se maar khaate hi dekhenge par haan yeh apni bhabhi ka bada khyal rkhte hain vaise .
@11-th-mein-science-mt-lena ye humare bakchod chacha, honestly hum sabke fav!! inse aap kisi bhi prakaar ki baat kar sakte hain i'm damn sure ye aapko bore nhi hone denge and @cafffeineconnoisseur yeh hai humari pyaari se chachi jo inki bakchodi sehte sehte thak chuki hai ...but the best part?? ye aapko chacha se bachati hai jab woh marks puchne aate hai.
@chaosmakethemuse yeh vo shaant maasi hain jo har time sabki care karti rehti hai aur khud ka dhyan rakhna bhool jaati hain;! Uff maasi thoda dhyan rakho apna aur inki humari chachi @cafffeineconnoisseur ke saath badi jamti hai pata nhi saara din kya baat karti hain ye
@yappergfdotcom @losergfdotcom yeh hai vi and tanvi..dono twins hai but inki similarity yahi khtm hoti hai ...vi madam apni social media star hain, jab dekho haath mein phone aur phone pe insta!! But wahi humari tanvi ji ko real life experiences psnd hai yeh baccho ko dance sikha rhi hain
@pyaari-naari ye iss ghar ki sabe samajhdaar bua!! stereotype mat kardena ye sabse pyaari hain, inho ne hi to hume bade pyar aur patience ke saath saari rasmo se kash makash karwaya hai
@talesinmyhead040122 ye humari bua no.2, humari gossip queen, i swear to god jaisi tea ye spill karti hain karan johar can only dream!! duniya ki har khabar hai inke paas
@depressed-bi-twerking ye humari one more cousin...ye madam agar aapko kahin na mile to please ek baar dance floor check karlena, kyuki dance floor to maano madam ka ghar hai.
@pretentious-hana ye hana hai, humari cousin, iski nai nai shaadi hui hai @hectorfrombritain ke saath saara time ye dono ek dusre ke saath lage rehte hain, ahh newly weds yk how it is. Ahem.
@kenzenkokri humare phupha ji inhe har cheez se dikkat rehti har har time complain but humari help bhi bohot karte hain, ye na hote to main kiski buraiya karti bhala? jox phupha ji jox!!
@shadowseductress ye humari maasi!! she is just that aunt yk, the coolest rich aunt. ye jab bhi aati hain humare lie mast gifts laati hain... honestly hum diwali se zyada inke arrival ka wait karte hai also yeh dikhati nahi but dil se bhot pyaari hai ...so those random meds you find when you get ill? Yepp that's her.
@sunlonaplsaisha ye humari ek aur cousin, she is our makeup queen. ye aise looks create karti hai kisi ne apne sapne mein socha bhi na hoga but bechari iss shaadi mein sabka makeup karne mein lagi hai!! fas gai bechari
141 notes · View notes
peaceishim · 9 months ago
Text
And when they are not with you, You may wonder-
Kitne aish udhate hoñge kitne itrāte hoñge Jaane kaise log vo hoñge jo us ko bhāte hoñge
-Jaun Eliya
18 notes · View notes
not-a-nice-man-to-know · 2 days ago
Text
10 questions Science is still yet to answer ft. Jaun Elia
1. Rooh pyasi kaha se aati hain?
Yeh udaasi kaha se aati hain?
2. Jaane kaise log vo honge jo us ko bhate honge?
3. Uski yaad akhir ab kise raat bar jagati hain?
4. Tere bagair mujhe chain kaisa padta hain?
Mere bagair tujhe neend kaise aati hain?
5. Aap, Woh, Ji, Magar, yeh sab kya hain? Tum mera naam kyun nahi leti?
6. Nahi parwah jab duniya ko humari
Toh iss duniya parwah kyun kare hum?
7. Meer Dilli se nikle aur gaye Lucknow,
Tum kaha jaoge? Hum kaha jaenge?
8. Kya mein ab bhi zinda hoon
Kya tum ab bhi baaki ho?
9. Zindagi kis tarah basar hogi
Dil nahi laga raha hain mohabbat main?
10. Humare hi tamanna kyun karo tum,
Tumhare hi tamanna kyun kare hum?
- Jaun Elia
3 notes · View notes
iamhammadnasir · 8 months ago
Text
kitne aish udhate hoñge kitna itrāte hoñge
jaane kaise log vo hoñge jinse uske vibes match ho jaate hoñge
0 notes
yanishkapandey · 1 year ago
Text
Kitne aish se rehte honge
Kitne itraate honge
Jaane vo kaise log honge
Jo usko bhaate honge
0 notes
addyrockin · 1 year ago
Text
kitne aish se rahte hoñge kitne itrāte hoñge
jaane kaise log vo hoñge jo us ko bhāte hoñge
shaam hue ḳhush-bāsh yahāñ ke mere paas aa jaate haiñ
mere bujhne kā nazzāra karne aa jaate hoñge
vo jo na aane vaalā hai nā us se mujh ko matlab thā
aane vāloñ se kyā matlab aate haiñ aate hoñge
us kī yaad kī bād-e-sabā meñ aur to kyā hotā hogā
yūñhī mere baal haiñ bikhre aur bikhar jaate hoñge
yaaro kuchh to zikr karo tum us kī qayāmat bāñhoñ kā
vo jo simaTte hoñge un meñ vo to mar jaate hoñge
merā saañs ukhaḌte hī sab bain kareñge ro.eñge
ya.anī mere ba.ad bhī ya.anī saañs liye jaate hoñge
0 notes
lalenn · 3 months ago
Text
jaane vo kaise, log the jinke
pyaar ko pyaar mila
humne to jab kaliya maangi
kaaton ka haar mila
29 notes · View notes
khwabeedah · 2 years ago
Text
Kitne aish se rehte honge kitna itraaty honge
jaane kaise log vo honge jo usko bhaaty honge
95 notes · View notes
sudhanshuinfeels · 3 years ago
Text
kitne aish se rahte hoñge kitne itrāte hoñge
jaane kaise log vo hoñge jo us ko bhāte hoñge
6 notes · View notes
dasht-ae-tanhai · 4 years ago
Text
kitne aish se rahte hoñge kitne itrāte hoñge
jaane kaise log vo hoñge jo us ko bhāte hoñge
Jaun Elia
51 notes · View notes
shayarihindime · 5 years ago
Text
40+Best Gulzar Shayari-Gulzar Ki Shayari.
(About गुलज़ार)
Sampooran Singh Kalra (Gulzar Sahab) ka janm 18 August 1936 mein Deena, Jhelum Jila, Punjab, British Bharat mein hua tha, joki ab Pakistan mein hai. unke pita ka naam Maakhan Singh Kalra aur maa ka naam Sujaan Kaur tha.Desh ke vibhaajan ke waqt inka parivaar Punjab ke Amritsar mein aakar bas gaya. Vaheen Gulzar Sahab Mumbai chale aae.
Mumbai aakar unhone ek Garage mein bataur mechanic kaam karna shuroo kar diya. Waha khaalee samay mein shaukiya taur par kavitaayen likhne lge. Iske baad unhone Garage ka kaam chhod aHindi cinema ke mashoor nirdeshak Vimal Rai, Hrshikesh Mukharjee aur Hemant Kumar ke sahaayak ke roop mein kaam karne lage.
Gulzar ka Hindi cinema mein career bataur geet lekhak S.D Barman ke film Bandhinee se shuroo hua. Saal 1968 mein unhonne film Aasheervaad ka sanvaad lekhan kiya. Is film mein Ashok Kumar Najar aaye the. Is film ke liye Ashok Kumar ko Filmfare Best actor ka Award bhee mila tha. Iske baad unhonne kai behatreen filmon ke song ke bol likhe jiske lie unhe hamesha aalochakon aur darshakon kee taareefeen mili.
Saal 2007 mein unhonne holywood film slumdog millionaire ka gaana jay ho likha. Unhen is film ke liye grammy award se bhi navaaja gaya. Unhonne bataur nirdeshak bhi hindi Cinema mein apna bahut Yogadaan diya hain.
Aur yha baat kisi se nhi cheepe hai ki unhone ne Aapni Khubsurat likhne ki kala se bhuto ka mann jeeta hai baat purane samay ki ho ya ab ki. To aaj hum aapke liye leke aay h kuch Gulzar shayari jo aapko bhut pasand aayngi.
Gulzar Shayari
“ यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता कोई एहसास तो दरिया की अना का होता. “
“ Yu Bhi Ik Baar To Hota Ki Samundar Bahta Koi Ehasaas To Dariya Ke Ana Ka Hota.”
-(गुलज़ार)
“ आइना देख कर तसल्ली हुई हम को इस घर में जानता है कोई.”
“ Aaina Dekh Kar Tasallee Huee Ham Ko Is Ghar Mein Jaanata Hai Koee.”
-(गुलज़ार)
“ ज़मीं सा दूसरा कोई सख़ी कहाँ होगा ज़रा सा बीज उठा ले तो पेड़ देती है.”
“ Zameen Sa Doosara Koee Sakhee Kahaan Hoga Zara Sa Beej Utha Le To Ped Detee Hai.”
-(गुलज़ार)
“ वो उम्र कम कर रहा था मेरी मैं साल अपने बढ़ा रहा था.”
“ Vo Umr Kam Kar Raha Tha Meree Main Saal Apne Badha Raha Tha.”
-(गुलज़ार)
“ काई सी जम गई है आँखों पर सारा मंज़र हरा सा रहता है.”
“ Kaee See Jam Gaee Hai Aankhon Par Saara Manzar Hara Sa Rahata Hai.”
-(गुलज़ार)
“ सहर न आई कई बार नींद से जागे थी रात रात की ये ज़िंदगी गुज़ार चले.”
“ Sahar Na Aaee Kaee Baar Neend Se Jaage Thee Raat Raat Kee Ye Zindagee Guzaar Chale.”
-(गुलज़ार)
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“ कितनी लम्बी ख़ामोशी से गुज़रा हूँ उन से कितना कुछ कहने की कोशिश की.”
“ Kitni Lambee Khaamoshee Se Guzara Hoon Un Se Kitana Kuchh Kahane Kee Koshish Kee.”
-(गुलज़ार)
“ बदल जाओ वक़्त के साथ या वक़्त बदलना सीखो, मजबूरियों को मत कोसो, हर हाल में चलना सीखो.”
“ Badal Jaate Waqt Ke Sath Ya Waqt Badalna Seekho, Majbooriyon Ko Mat Koso, Har Haal Mein Chalana Seekho.”
-(गुलज़ार)
Gulzar Shayari on Love
“ जब भी ये दिल उदास होता है, जाने कौन दिल के पास होता है.”
“ Jab Bhi Ye Dil Udaas Hota Hai, Jaane Kon Dil Ke Paas Hota Hai.”
-(गुलज़ार)
“ हजारों ख्वाब टूटते है, तब कहीं एक सुबह होती है!.”
“ Hajaaron Khwaab Tootate Hai, Tab Kaheen Ek Subah HotI Hai!.”
-(गुलज़ार)
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“ वक़्त भी हार जाते हैं कई बार ज़ज्बातों से, कितना भी लिखो, कुछ न कुछ बाकि रह जाता है.”
“ Waqt BhI Haar Jaate Hain Kai Baar Zajbaaton Se, Kitna BhI Likho, Kuch Naa Kuch Baki Rah Jaata Hai.”
-(गुलज़ार)
“ कभी तो चौंक के देखे कोई हमारी तरफ, किसी की आँख में हम को भी इंतज़ार दिखे.”
“ Kabhi To Chaunk Ke Dekhe Koi Hamai Taraf, Kise ki Aankh Mein Ham Ko Bhi Intezaar Dikhe.”
-(गुलज़ार)
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“ हमने अक्सर तुम्हारी राहों में रुक कर, अक्सर अपना ही इंतज़ार किया.”
“ Hamne Aksar Tumhari Rahon Mein Ruk Kar, Aksar Apna Hi Intezaar Kiya.”
-(गुलज़ार)
“ सफल रिश्तों के बस यही उसूल है, बातें भूलिए जो फिजूल है.”
“ Safal Rishton Ke Bas Yahi Usool Hai, Baaten Bhooliye Jo Fijool Hai.”
-(गुलज़ार)
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“ महफ़िल में गले मिलकर वह धीरे से कह गए, यह दुनिया की रस्म है, इसे मुहोब्बत मत समझ लेना.”
“ Mahafil Mein Gale Milkar Vah Dheere Se Kah Gae, Yah Duniya Ki Rasm Hai, Ise Mohabbt Mat Samajh Lena.”
-(गुलज़ार)
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“ कौन कहता है की हम झूंठ नहीं बोलते, एक बार खैरियत तो पूछ के देखिये जनाब.”
“ Kaun Kahta Hai ki Ham Jhuth Nhi Bolte, Ek Baar Khairiyat To Puch Ke Dekhiye Janaab.”
-(गुलज़ार)
“ तजुर्बा बता रहा हूँ ऐ दोस्त दर्द, गम, डर जो भी हो बस तेरे अन्दर है खुद के बनाए पिंजरे से निकल कर तो देख, तू भी एक सिकंदर है.”
“ Tajurba Bata Raha Hoon Aey Dost Dard, Gam, Dar Jo Bhi Ho Bas Tere Andar Hai. Khud Ke Banay Pinjare Se Nikal Kar To Dekh, Tu Bhi Ek Sikandar Hai.”
-(गुलज़ार)
“ थोडा है थोड़े की ज़रूरत है, ज़िन्दगी फिर भी यहाँ की खुबसूरत है.”
“ Thoda Hai Thode Ki Zaroorat Hai, Zindagi Phir Bhi Yahaan Ki Khubsurat Hai.”
-(गुलज़ार)
Gulzar Ki Shayari
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“ इतना क्यों सिखाए जा रही हो जिंदगी, हमें कोनसी यहं ज़िन्दगी गुजारनी है.”
“ Itana Kyu Sikhaey Ja Rahi Ho Zindagi, Hame Konsi Yahan Zindagi Gujaarani Hai.”
-(गुलज़ार)
“ तकलीफ खुद ही कम हो गई, जब अपनों से उम्मीदें कम हो गई.”
“ Takleef Khud Hi Kam Ho Gai, Jab Apno Se Ummeeden Kam Ho Gai.”
-(गुलज़ार)
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“ कभी ज़िन्दगी एक पल में गुज़र जाती है, कभी ज़िन्दगी का एक पल नहीं गुज़रता.”
“ Kabhi Zindagi Ek Pal Mein Guzar Jati Hai, Kabhi Zindagi Ka Ek Pal Nhi Guzarta.”
-(गुलज़ार)
“ तुझे पहचानूंगा कैसे तुझे देखा ही नहीं ढूँढा करता हूं तुम्हें अपने चेहरे में ही कहीं.”
“ Tujhe Pechanoonga Kaise Tujhe Dekhaa Hi Nahin, Dhoondhaa Karta Hoon Tumhe, Apne Chehare Main Kahin.”
-(गुलज़ार)
“ बहुत मुश्किल से करता हूँ, तेरी यादों का कारोबार, मुनाफा कम है, पर गुज़ारा हो ही जाता है.”
“ Bahut Mushkil Se Karata Hun Teri Yaadon Ka Karobar, Munafa Kam Hain, Par Guzara Ho Jata Hain.”
-(गुलज़ार)
“ आज हर ख़ामोशी को मिटा देने का मन है जो भी छिपा रखा है मन में लूटा देने का मन है.”
“ Aaj Har Khamoshi Ko Mita Dene Ka Man Hain.. Jo Bhi Chhupa Rakha Hain Man Me, Luta Dene Ka Man Hain.”
-(गुलज़ार)
“ कोई खामोश जख्म लगती है
ज़िन्दगी एक नज़्म लगती है ।”
“ Koi Khamosh Zaḳhm Lagti Hai
Zindagi Ek Nazm Lagti Hai.”
-(गुलज़ार)
“ मैन चुप करता हूँ हर शब् उमड़ती बारिश को
मगर ये रोज़ गई बात छेड़ देती है ।”
“ Main Chup Karta Hun Har Shab Umadti Barish Ko
Magar Ye Roz Gai Baat Chhed Deti Hai.”
-(गुलज़ार)
“ दिल पर दस्तक देने कौन आ निकला है
किसकी आहट सुनता हूँ विराने मे।”
“ Dil Par Dastak Dene Kaun Aa Nikla Hai
Kis Ki Aahat Sunta Hun Virane Me.”
-(गुलज़ार)
“ देर से गूँजते हैं सन्नाटे
जैसे हमको पुकारता है कोइ ।”
“ Der Se Gunjte Hain Sannate
Jaise Ham Ko Pukarta Hai Koi.”
-(गुलज़ार)
“ उसी का इमां बदल गया है
कभी जो मेरा खुदा रहा था ।”
“ Usi Ka Iman Badal Gaya Hai
Kabhi Jo Mera Khuda Raha Tha.”
“ एक ही ख्वाब ने सारी रात जगाया है
मैने हर करवट सोने कि कोशिश की।”
“ Ek Hi Khwab Ne Saari Raat Jagaya Hai
Mai Ne Har Karvat Sone Ki Koshish Ki.”
Gulzar Shayari on Life
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“दिन कुछ ऐसे गुज़ारता है कोई जैसे एहसान उतारता है कोई. “
“Din Kuch Aise Guzarta Hai Koi ,Jaise Ahsaan Utarta Hai Koi.”
-(गुलज़ार)
“खुली किताब के सफ़्हे उलटते रहते हैं हवा चले न चले दिन पलटते रहते है.”
“Khuli Kitab Ke Safeh Ultate Rahte Hai, Hawa Chale Na Chale Din Palatte Rahte Hai.”
-(गुलज़ार)
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“हाथ छूटें भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते वक़्त की शाख़ से लम्हे नहीं तोड़ा करते.”
“Hath Choote Bhi To Rishtein Nhi Chhoda Karte, Waqt Ki Sakh Se Lamhe Nhi Toda Karte.”
-(गुलज़ार)
“कोई अटका हुआ है पल शायद वक़्त में पड़ गया है बल शायद.”
“Koi Atka Hua Hai Pal Sayad, Waqt Me Pad Gya Hai Bal Sayad.”
-(गुलज़ार)
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“शाम से आँख में नमी सी है आज फिर आप की कमी सी है.”
“Sham Se Ankh Me Nami Se Hai, Aaj Phir Aap Ki Kami Si Hai.”
-(गुलज़ार)
“ख़ुशबू जैसे लोग मिले अफ़्साने में एक पुराना ख़त खोला अनजाने में.”
“Khusbu Jaise Log Mile Afsane Me Ek Purana Khat Khola Anjane Me.”
-(गुलज़ार)
“जिस की आंखों में कटी थीं सदियां उस ने सदियों की जुदाई दी है.”
“Jis Ki Ankho Me Kati Thi Sadiya Usne Sadiyo Ki Judai Di Hai.”
-(गुलज़ार)
“सहमा सहमा डरा सा रहता है जाने क्यूं जी भरा सा रहता है.”
“Sahma Sahma Dara Sa Rahta Hai Na Jane Kyu Jee Bhara Sa Rahta Hai.”
-(गुलज़ार)
“पलक से पानी गिरा है, तो उसको गिरने दो कोई पुरानी तमन्ना, पिंघल रही होगी!!”
-(गुलज़ार)
“Palak Se Paani Gira Hai, To Usko Girne Do Koi Purani Tamnna, Pighal Rahi Hogi!!”
-(Gulzar)
Gulzar shayari-Gulzar ki shayari
“ज़िंदगी यूँ हुई बसर तन्हा क़ाफ़िला साथ और सफ़र तन्हा.”
“Zindagi Yu Hui Basar Tanha, Kafila Sath Aur Safar Tanha.”
-(गुलज़ार)
“अपने साए से चौंक जाते हैं उम्र गुज़री है इस क़दर तन्हा.”
“Apne Saay Se Chowk Jate Hai, Umar Gujari Hai Is Kadar Tanha.”
-(गुलज़ार)
“आप के बाद हर घड़ी हमने आप के साथ ही गुज़ारी है.”
“Aap Ke Baad Har Ghadi Hamne Aap Ke Sath Hi Guzari Hai.”
-(गुलज़ार)
4 notes · View notes
Link
0 notes
hinsaa-paramo-dharma · 2 years ago
Text
Thanks for the tag!
Currently Reading:- Gothic Tales
Favourite Color:- Periwinkle!
Last movie:- Kaabuliwaala (It's amazing, go watch it yourself!)
Sweet/Savoury/Spicy:- Spicy all the way!
Last song:- Jaane vo kaise Log the (I think?)
Tagging:- @chanda-chamke-cham-cham @awkcatto @ur-frndlyneighbourhood-gaykid @malencholicnyx
tagged by @sauvageantinous ty babe <3
currently reading: after dark by Haruki Urakami (i got it MONTHS ago from the library. I'm sure they hate me now 🤭)
fav colour: i love all colors but if i rlly had to choose,,,,, ummmM black
last movie watched: into the spiderverse w friends!! I'm preparing for across the spiderverse in June <3
sweet/savoury/spicy: all of them !! i can't choose </3
last song: drown in the clouds of dew by Rozie Romati (it's so good!!)
@actualnymph @kaedien @oh-mother-i-cannot-weave @rawrmonstuhr @holyqround @mywineandwhine @98borabora @odetolovers @uncertainlys @urhoney @chocochat @crisismodes @covete @strwbrryvale @htftlah
95 notes · View notes
council-pop · 6 years ago
Text
Sad shayari in hindi to express sadness
यदि आप किसी के साथ गहराई से प्यार करते हैं और यदि आप उसे चोट पहुंचाते हैं, तो समय है कि उन्हें Sad Love Shayari को अद्यतन करके अपने दुखद भावनाओं और दर्द के बारे में महसूस करने का समय हो। जब भी आपकी भावनाओं में कुछ गलत हो जाता है, हिंदी में हमारी बहुत Sad Shayari का प्रयोग करें। एफबी या व्हाट्सएप के लिए हिंदी में दुखद स्थिति अधिक फायदेमंद हो सकती है जब आप लोगों को यह महसूस करने दें कि वास्तव में यह कितना ��र्दनाक है, जब कोई हमें चोट पहुंचाता है। यदि आप उन्हें अपनी दुखी और दुखी भावनाओं के बारे में महसूस करना चाहते हैं तो हिंदी फोंट में इस तरह की दो लाइन दुखद स्थिति आपके लिए सबसे अच्छी पसंद होगी। आपको बस इतना करना है कि इन Best Sad Love Shayari That will Make You Cry को पढ़ें जो आप फेसबुक या व्हाट्सएप पर शेयर कर सकता है.
Tumblr media
bina usake dil ka haal kaise batalaoo…!! jaise khaalee basta ho kisee naalaayak bachche ka…!!
ek khel ratn usako bhee de do ,bada achchha khelatee hai vo dil se
har raat jaan boojhakar rakhata hoon daravaaza khula… shaayad koee lutera mera gam bhee loot le….
tum apane zulm kee intehaan kar do, phir koee ham sa bejubaan mile na mile…
aik hi shaks sai matlab th.. wo bhi matlabi nikl..!!
kaash tum mout hoti, toh aik din jaroor mairi hoti.
aane vaala kal achchha hoga, bas isee soch me aaj beet jaata hai.
yun to galat nahee hote andaaj chaheron ke..lekin log, vaise bhee nahin hote jaise najar aate hai..
mainai samundar sai sikh hai jaiainai ka salik, chhupchhap sai baihn aur apni mauj maiin raihn.
likhana to ye tha ki khush hoon tere bagair bhee. par kalam se pahale aansoo kaagaz par gir gaya..
yaih man ki tumhari nazar maiin kuchh bhi nahi hai hum, araiy zar jakar unsai puchho jinhai haasil nahi hai hum..
har signal teree yaad dilaata hai, toone bhee rang kuchh isee tarah badala tha…!
hath unk chhu jayai humarai chhaihrai ko. isi umaiaid maiin hum khud ko rulatai hain.
ham roothe dilon ko manaane mein rah gae; gairon ko apana dard sunaane mein rah gae; manzil hamaaree, hamaare kareeb se guzar gayee; ham doosaron ko raasta dikhaane mein rah gae.
dil se khelana to hame bhee aata hai… lekin jis khail me khilauna tut jae vo khel hame pasand nahee..
dil to karata hain kee rooth jaoon kabhee bachchon kee tarah phir sochata hoon ki manaega kaun….?
ehasaan kisee ka vo rakhate nahin mera bhee chuka diya, jitana khaaya tha namak mera, mere jakhmon par laga diya.
mainne poochha unase, bhula diya mujhako kaise..? chutakiyaan baja ke vo bolee…aise, aise, aise
tum to dur rahkar satatai ho magar, wo yaadaiin paas aakar rulay karti hain
paiainai ko to paiai jaun zaihair bhi uskai haatho sai main. par shart yai hai ki girtai waqt wo apni baahon maiin sambhalai mujhko..
neend bhee neelaam ho jaatee hai baazaar -e- ishk mein, kisee ko bhool kar so jaana, aasaan nahin hota !
humarai ansu pochh kar wo muskuratai hain. aysi ad sai wo dil ko chhuratai hain
itn bhi gumaan na kar apni jaiait par aai baikhabar. shahar maiin tairai jaiait sai jyad chharchhai to mairi haar kai hai.
hai koee vakeel is jahaan mein, jo haara hua ishk jeeta de mujhako.
vo khus par guroor kartai hain, to ismai hairat ki koi baat nahi. jinhai hum chhahtai hai, vo aam ho hi nahi saktai
5 notes · View notes
ignited-sayings · 2 years ago
Text
Chalo likhta hun , Chalo likhta hun … Aao tum ko btaun ki duniya ko kaisa mai dikhta hun … Haan dikhta hun …
Haan bheed mein akela hun, Sab kuchh mai jhela hun.. Jhootha zamaana hai, Us jhooth se mai khela hun.. Kitne bahaane hain, Sab to begaane hain… Neendon mein Chen tha, Aaj geele sirhaane hain.. Koi to yahan saccha ho, Excuses mein kaccha ho.. Har raat hun sochta, Ke kal to kuchh accha ho.. But every day is the worst, Mera tootna is must. Qayamat Ho kal to, I will be always the first… Shayad kaali ek raat hun, Mai teekhi barsaat hun.. Jeetein sab mujhse, Ik lauti mai maat hun… Jo bheegi si aankhein thi, Vo aansoon ab sookhe hain.. Jannat nahi maangte, Chand khushiyon ke bhookhe hain.. Ek tedha sa rasta hun, Bhaari sa basta hun.. But irony is that, Ke fir bhi mai hasta hun.. Ab kisse chhupaun, Aur kisko bataun… Life ka ye stress ab main, Kisko sunaun.. Taane hazaar hain.. Kaisi majhdhaar hai, Bheed hai in galiyon mein, Lekin khaali bazaar hain.. Too much anxiety, Problems are mighty.. All have their people, But me ? Alienated by society..
Jhoothe vaadon ki duniya hai. Sab kuchh mai jaanta hun, Apna na koi, Is sach ko mai maanta hun… Raaton ko rota hun, Majboori mein sota hun.. Insecurities mein dooba main, Khayalon mein khota hun… Khush hota hun khoob, Jab ghar ko main jaata hun.. Kyuki Yahan to khana bhi Akela hi khata hun . Samjhaya tha maa ne, Kahin use mat ho jana, Unhe Kaise samjhaun, Kya lagaun bahana.. Ki bhola ye ladka hai, Qismat se ladta hai.. Log yahan kameene hain, Thande se seene hain… Baaton mein fasaate hain, Man ko behlaate hain, Kuchh pal saath rehkar, Fir door chale jaate hain.. Kaisa ye game hai, Jhoothi ye fame hai.. Tareefein hain muh pe, Peeth pe har blame hai… Roz ye aate hain Mujhko sataate hain… Wait karwaate hain Jhoothe aansoo bahaate hain, Khud to uth jaate hain, Aur mujhe ? Giraate hain….
Lekin
Kal to kuchh accha ho, Aaj bhi ye hope hai.. Roz ki anxiety ka, Mujhko na shonk hai… Ek din bhi ayega, Mujhko apnayega . Meri kya value hai, Mujhko samjhayega.. Smile bhi vo layega, Gire hue chehre ko, Upar uthayega… Taaqat ko meri, Zamaana dekhta reh jayega…
Magar Jaane vo din kab ayega….
0 notes
sorceryfantasies · 7 years ago
Text
Hindi Attitude Dialogues for Girlfriend and Boyfriend
Har Lamha Apni Palkon Par Bithaya Tujhe, Phir Bhi Yeh Ishq Mera Na Raas Aaya Tujhe, Kismat Ki Bhi Hai Yeh Ajib Dastan, Kabhi Hasaya To Kabhi Rulaya Mujhe….
Kitne Armaano Ko Dafnaye Baitha Hun, Kitne Zakhmo Ko Dabaye Baitha Hun, Milna Muskil Hai Unse Is Daur Mein, Phir Bhi Deedar Ki Aas Lagaye Baitha Hun….
Tumblr media
Tum Daga Karo Tab Bhi Gaddar Nahi, Hum Wafa Karein To Bhi Gunahgar Hain, Khata Teri Nahi O Sanam Mere, Yeh To Waqt Waqt Ki Maar Hai…. Click Here for more : Hindi Attitude Dialogues
Ek Tum Hi Se Umeed Ki Hai Mere Khuda, Der Na Kar Jara Unse Zaldi Mila, Yeh Rokar Karte Hain Gujaris Upar Wale, Kahin Ho Na Jaaye Meri Yeh Zindagi Tabaah….
Kitna Chaahata Hun Tujhe Yeh Mujhko Pata Nahi, Magar Tumhare Siwa Koi Aur Dil Mein Basa Nahi, Zamana Dusman Ho Gaya Chaahat Ka Hamari, Juda Ho Gaye Phir Se Ham Yeh Meri Khata Nahi….
Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai, Wafa Karke Bhi Dekho Buraai Mili Hai, Jitni Dua Ki Tumhe Pane Ki, Us se Jayada Teri Judai Mili Hai…
Laakh Bandisen Laga Le Duniya Hum Par, Magar Dil Par Kaabu Nahi Kar Payenge, Woh Lamha Aakhiri Hoga Zeevan Ka Hamara, Jis Din Hum Yaar Tujhe Bhul Jayenge….
Koi Toh Inteha Hogi Mere Pyar Ki Khuda, Kab Tak Dega Tu Is Kadar Hamein Saja, Nikal Le Tu Is Jism Se Jaan Meri, Yah Mila De Mujhko Meri Dilruba…
Mere Zakhamo Ko Hawa De Rahe Ho, Kis Baat Ki Yeh Saja De Rahe Ho, Hamne Toh Yaar Koi Gustaakhi Nahi Ki, Phir Kyon Marne Ki Baddua De Rahi Ho….
Na Toh Dua Hi Kaam Aayi Mere, Na Hi Dawaon Ne Asar Kiya, Har Zakham Naasur Hota Raha Mera, Yeh Zeevan Ro-Rokar Basar Kiya….
Shaadi Dialogues
Hum Jaante Nahi Kya Hua Hai, Aap Khush Rahein Bas Yeh Hi Dua Hai, Chahat Pal Do Pal Ki Khushi Thi, Aaj Yeh Saja Hai Saja Hai Saja Hai…..
Tumblr media
Hindi Attitude Dialogues for Fb Status
Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai, Wafa Karke Bhi Dekho Buraayi Mili Hai, Jitni Dua Ki Tumhe Paane Ki, Us Se Jyada Teri Judai Mili Hai….
Kismat Mein Hamari Likhi Hai Barbaadiyan, Kab Tak Karayega Khuda Hasino Ki Shadiyan, Raas Aa Gayi Hai Wirani Mahphil Mujhe, Ab Dasne Lagi Hai Yeh Hasee Waadiyan…
Kabhi Teri Baahon Mein Har Gham Bhula Diya Karte The Hum, Magar Aaj Yeh Baahein Gairon Ke Naam Ho Gayi, Kya Dein Hum Yaar Tujhe Duayen, Ab To Dua Ke Liya Bhi Tu Naakam Ho Gayi…..
Tarsegi Tu Pyar Ke Liye Tamam Umar, Ab Yaar Tujhe Main Aisi Saja Dunga, Yaad Karegi Jab Tu Mere Pyar Ko, Magar Us Din Main Tujhe Bhula Dunga….
Hamane Bhi Dekhe Hain Barbadi Ke Daur, Zindagi Kaanto Par Basar Ki Hai, Yeh Main Nahi Kahta Yaar Mere, Yeh To Dastan Jigar Ki Hai….
Ishq Paane Ki Tamanna Mein Sanam, Zindagi Barbad Banker Reh Gayi, Jis Surat Ko Dil Mein Basaya Tha Kabhi, Aaj Woh Surat Ek Yaad Bankar Rah Gayi…..
Aaj Usne Apni Alag Duniya Basai Hai, Meri Zindagi Bhi Maut Se Jitati Aayi Hai, Jitni Todna Chahata Hun Zindagi Ki Taar Main, Utna Hi Khuda Ne Meri Umar Badhai Hai….
Kismat Ne Bar-Bar Bachaya Hun Main, Maut Ke Muh Se Bhi Wapas Laut Aaya Hun Main, Kyun Kari, Ham Par Itani Rahmat Khuda, Pahle Hi Unke Rahmat Ka Sataya Hun Mein…. 10 famous dialogues
Paimane Se Nikli Hai Aawaz Teri, Stati Hai Mujhko Sanam Yaad Teri, Kisi Gair Ka Daman Tham Na Lena, Warna Ho Jayegi zindagi Barbad Meri….
Dil Karta Hai Aag Laga Doon Is Zamaane Ko, Jisne Dard Hi Dard Diya Har Diwaane Ko, Har Pal Zakham Khaya Hai Dil Ne Mere, Ab Kya Rah Gaya Aur Aajmaane Ko….
Yaad Mein Teri Kaise Din Gujaare Hain, Puchho Na Hamse Aalam Woh Judai Ka, Kaanto Ki Tarah Chubhta Raha Woh Lamha, Ro-Rokar Gujara Hai Raasta Har Tanhai Ka…
Kya-Kya Na Saha Tere Pyar Ke Liye, Tu Bhul Gayee Mujhe Begaane Yaar Ke Liye, Bitaaye The Lamhe Saath Milkar Kabhi, Tarsate Hain Aaj Tere Deedar Ke Liye….
Jaane Meri Aankhon Se Kitne Aansu Bah Gaye, Insaano Ki Bheed Mein Bhi Dekho Tanha Rah Gaye, Karte The Jo Kabhi Apni Wafa Ki Baatein, Aaj Wohi Sanam Mujhe Bewafa Kah Gaye….
Maine Bhi Dil Ka Dard Bayan Kiya Hai, Khusi Ka Har Lamha Tere Naam Kiya Hai, Dekho Jara Yeh Mera Bigda Hua Mukaddar, Kismat Ne Har Jagah Naakam Kiya Hai….
Baar Baar Dil Par Jakham Kab Tak Sahun Main, Sah Sahkar Yeh Sitam Kab Tak Chup Rahu Main, Jaante Hain Zamane Waale Mere Halat Sabhi, Chahiye Jakhmon Ki Dawa Yeh Kis Se Kahun Main….
Nibhaoge Tum Kasmein Yeh Wada Na Karo, Mohabbat Humse Itni Jyada Na Karo, Dekhe Hain Maine Bhi Daur Tabahi Ke, Aur Hamein Sataane Ka Irada Na Karo…
Tumblr media
High Hindi Attitude Dialogues
Woh Chahte Hain Hum Aabad Rahein, Barbaadi Mein Bhi Kasar Nahi, Har Dard Hans Ke Saha, Phir Bhi Un Par Hua Asar Nahi….
Aaj Jhi Bharkar Hum Par Hans Lo Beraham, Fir Tujhe Milne Waale Hain Mere Gham Sabhi, Teri Bewafayi Ka Charcha Charon Dishaon Main Hai, Mujhe Diye Jakhmon Ka Hisaab Chukana Hai Kabhi Na Kabhi….
Kitabon Mein Rakh Kar Sula Gaya Humko Aankh Band Kar Bhula Gaya Humko Ajeeb Musavvar Tha Jo Barishon Mein Deewaron Pe Bana Gaya Humko…
Ek Muddat Se Jo Khawab Ban Kar Nazar Me Raha Rooh Ban Kar Vo Mere Badan Me Raha Fana Ho Kar Jise Chaha Tha Dhadkano Ne Meri Kareeb Aa Kar Vo Shask Ajnabi Sa Raha
  Sanju dialogues
Sagar Main Gehraayi Hoti Hai, Yaadon Main Tanhayi Hoti Hai, Is Busy Life Main Kaun Kisko Yaad Karta Hai, Aur Agar Karta Hai To Uski Yaado Main Sachhayi Hoti Hai…
Kadmo Ki Duri Se Dilo Ke Fasle Nhi Badhte, Dur Hone Se Ehsas Nhi Marte, Kuch Kadmo Ka Fasla Hi Sahi Hamare Beech, Lekin Aisa Koi Pal Nhi Jab Hum Apko Yaad Nhi Krte..
Khushion Se Naraz Hai Meri Zindagi, Pyar Ki Mohtaz Hai Meri Zindagi, Has Leta Hoon Logon Ko Dikhane Ke Liye, Varna Dard Ki Kitaab Hai Meri Zindagi…
Meri Zindagi Ghamon Se Ho Gayi Hai Taar Khushiyan Bhi Mere Kareeb Nahi Aaati Zamane Bhar Ka Zeher Pee Liya Humne Jaan Hai Ki Kambhaqt Nikal Nahi Jaati…
Zindagi Bahut Kuch Sikhati Hai, Kabhi Hasati Hai Kabhi Rulati Hai, Khud Se Bhi Jyada Kisi Par Vishwash Mat Karna, Kyuki Andhere Mein To Parchai Bhi Saath Chod Jati Hai…
Tumblr media
Hindi Dialogues on Attitude
Dil Ki Awaz Koi Pehchanta Nahi, Kisko Kya Dard Hai Koi Janta Nahi, Hum Bhi Nahi Chahte Aapko Pareshan Karna, Magar Kya Kare Dil Hai Ki Manta Nahi…
Zindagi Se Sabhi Ko Mohabbat Hai, Par Zindagi Kisi Ki Mohabbat Nahi Banti, Tamanna Le Kar Jeete Hai Sab Log, Magar Har Tamanna Taqdeer Nahi Banti…
Zindagi Hasin Hai Zindagi Se Pyaar Karo, Hai Rat To Subah Ka Intzar Karo, Wo Pal Bhi Ayega Jiska Intzaar Hai Aap Ko, Rab Pr Bhrosa Or Waqt Pe Aitbar Rakho…
youtube
4 notes · View notes