#Ghalib
Explore tagged Tumblr posts
rekhtaa · 3 months ago
Text
Suna hai bohot baarish ho rahi hai tumhare sheher mein,
Zyada bheegna mat,
Galat fehmiyan dhul gayi, toh hum bohot yaad aayenge
-
Thursday, Aug 22, 2024
8:45 PM Bangalore, India
102 notes · View notes
natkhat-sa-shyam · 11 months ago
Text
Manifesting to marry someone who's into literature so that we both can go to 'Jashn-e-Rekhta' every year!
Tumblr media
88 notes · View notes
guywithasmirk · 7 months ago
Text
Tumblr media
the text I unsent :
saari duniya ke gham hamare hain,
aur sitam yeh hai ke hum tumhare hai.
main kya kahun ke mujhe sabr kyun nahin aata
main kya karun ke tujhe dekhne ki aadat hai
41 notes · View notes
ihateyouvishal · 4 months ago
Text
apologising after you've done something irreversible means nothing because "qabrein jitni bhi saja lo, koi zinda nahi hota"
45 notes · View notes
maihonhassan · 8 months ago
Text
Famous lines of Mirza Ghalib:
Dil phir tawaf-e-ku-e-malamat ko jae hai , Pindar ka sanam-kada viran kiye hue
My heart repeatedly repairs to those avenues, Where I will lose all self respect, be subject to abuse
Ji dhundta hai phir wahi fursat ki raat din , baithe rahen tasawwur-e-jaanan kiye hue
Again this heart seeks those days of leisure as of yore, Sitting just enmeshed in thoughts of my paramour
50 notes · View notes
noorjehan · 7 months ago
Text
"itni wafadaari na kar kisi se madhosh hokar Ghalib,
yahan log ek galati par hazaron wafaein bhool jaate hai"
29 notes · View notes
sufiblackmamba · 3 days ago
Text
ہم کو ان سے ہے وفا کی امید جو نہیں جانتے وفا کیا ہے
We hope for devotion from those,
Who know not what devotion truly means
7 notes · View notes
komal01 · 2 years ago
Text
December ki akhri shaam hai;
Sochta hoon, ab tumhe bhool jaon
189 notes · View notes
mehreenkhan · 2 years ago
Text
Tumblr media
A lover’s sigh takes a lifetime for effect
Who lives long enough to see it fulfilled
Tumblr media Tumblr media
I accept you will not be indifferent to my desire
But I will be dust by the time you find out
Tumblr media
-Mirza Ghalib
Translation: bagh.e.urdu
143 notes · View notes
not-a-nice-man-to-know · 5 months ago
Text
"Kahan hain aap?"
Ghalib:
"Hum wahan hain jahan hum ko bhi
Kuch hamari khabar nahi aati "
18 notes · View notes
zayrayyy · 9 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media
Rooh -E - Mann
Kitne bhi sitam tu kyun na kar mujh pe
Ho shikaytein, narazgiyan ya faasle
Par ek dfa tu jo pukaare mujhe
Rooh e mann !!
Yaad phir kya rahe?
Na sawaal rahe , na shikaytein
Na Mai rahu , na koi aur dikhe
Bas khayal tere, tu hi tu rahe..
Mai bhul jau narazgiyan, bhula doon gile sab
Mai thaam loon anaayein, vaar doon tujh pe sab
Mai bhul jau shikve, chor doon nafs
Mai bhula doon khud ko bhi, yaad rakhu tujhko bas..
Ishq me nafsiyati houn, kar jau aisa kuch
Mita kar vajood apna, ho jau Teri bas...
Mai sanwaar loon khud ko, tu aaja hisse mere
Mangu Khair Teri, sadqe jau yaar tere...
Tu hayat meri , tujh pe qurban jau
Tu Jeet jaa mujhse, Mai haar jau
Aur kya likhu? kaise mai Ishq jatau ?
Chura loon tujhe, ishq me kamli ho jau
(ثمرین ) نفسیاتی مریضہ ~
17 notes · View notes
rekhtaa · 4 months ago
Text
Ek samundar hai jo mere kaabu mein hai, Aur ek katra hai jo mujhse sambhala nahi jaata. Ek umr hai jo bitaani hai tere baghair, Aur ek lamha hai jo mujhse guzaara nahi jaata
-
Wednesday, June 26, 2024, 01:01 AM, Bangalore, India
124 notes · View notes
the-nerd-of-chaos · 6 months ago
Text
"bāzīcha-e-atfāl hai duniyā mire aage hotā hai shab-o-roz tamāshā mire aage"
The world is a children’s playground before me Night and Day, this theatre is enacted before me
18 notes · View notes
guywithasmirk · 7 months ago
Text
gham aisa mila ke baat namaz tak jaa pohochi
ek sajda hi kiya ke baat khuda tak jaa pohochi
— Allama Iqbal
39 notes · View notes
blogbyher · 2 years ago
Text
You are strongest when you think you are weak. When every breath hurts and still you breath.
As Mirza Ghalib said Ranj se khugar hua insaan toh mit jata hai ranj mushqilen mujh par parhi itni ke asaan ho gayin
95 notes · View notes
tejaswiii · 4 months ago
Text
Woh bhi naye logo mein masroof ho gaya,
Humne bhi usay hamari yaad dilana chorh diya.
4 notes · View notes