Tumgik
#theher jana
shari-ya · 10 months
Text
wo sab gaye, unhe jaana hi tha; wo mile the humse bichadne ko hi. ab tum mile ho mujhe toh unn jaisa akela kr kr na jana. ab tum mile ho mujhse toh bas ..... theher jana.
9 notes · View notes
hannibalismos-jaaneman · 11 months
Text
just realised that hannigram is just a 60's and 70's bollywood film romance
30 notes · View notes
the-rainbow-sheep · 5 months
Text
Agar hum kehte mohabbat hai
Theher jao
Ek pal aur hi sahi
Nazar Milao
Haath hi manga tha
Aapke kadmo mein dil rakh Gaye
Toh agar hum keh de ki ruk jao meri mohabbat ke khatir…
kya aap theher jaate?
Ek lamhe ke liye hi sahi kya aap mudke ek baar nazar pherte?
Kya aap iss dard ko ek hi pal mein mita paate?
Mai aksar sochta hu agar mein mana kar deti
Agar mein mana karti ki aapka chodke jana
Humein munasif nahi
Toh kya hota
Kya Tum phir bhi Mujh se door Har ek Kadam lete hue khush rehte?
Haath hi manga tha mere humsafar
Aap toh umr bhar ka pyaar de gaye
0 notes
musicalabhishayari · 2 years
Text
Love Shayari
Apni Kasam Kha Kar
Tumblr media
Apni kasam kha kar mujhse hi wo ladti hai,
Ye badi khoobi uski baato mein jhalakti hai,
Use haq hai wo jo chahe kehde,
Ab usi ki saanse mere seene mein dhadkati hai,
Nazre mila kar mere, wo aansu le jati hai sabhi,
Kaha duniya uski ek nigah ko tarasti hai,
Dukh, dard, judai, gham ki dhoop se hum waqif nahi ‘Musical Abhi’,
Uske pyar ki khoobsurat ghata hum par barasti hai.
Visit Website >>>>>>>>> Musical Abhi
Wo Kaha Se
Wo kaha se sikhe hai baate banani Musical Abhi, Unki to har baat mein baat hai.
Mashoor Hai Wo Apni
Mashoor hai wo apni adaon ke liye,
Jaan zokhim mein dalkar uska deedar main karunga,
Gulab ki tareef akhir logo ne kyu band ki hai,
Baat karte waqt uske honton pe gaur main karunga,
Chand bhi shikayat roz khuda se yun hi na karta hoga,
Be-daag khoobsurati ko salam baar-baar main karunga,
Marte mar jau to mar jau, to phir mar hi jau,
Marte mar jau to mar jau, to phir mar hi jau,
Par uski kahi har baat pe aitbaar main karunga,
Wo pak dil wali masoom si pari hai Musical Abhi,
Chahe wo kare na kare,
Chahe wo kare na kare,
Main karta hu, usse pyar main karunga.
Kuch Der Ki Roshini
Tumblr media
Kuch der ki roshini aur wohi shaam,
Saare yaar aayenge phir wohi kaam,
Kashmakash mein zindagi hai lekin kash pe kash barabar ‘Musical Abhi’,
Phir botal khul jayegi apni-apni wali ke naam.
Visit Website >>>>>>>>> Musical Abhi
Uske Kangan Ki Awaz
Tumblr media
Uske kangan ki awaz ab bhi mere kano mein aati hai,
Wo aati nahi pass mere meri sharartein pata hai use,
Par tarkeebe main janta hu sari wo bas bahano mein aati hai,
Ki dur reh kar bhi roz ka aana jana rehta hai,
Thakti nahi hai aane mein wo khayalo mein aati hai,
Aur badi mushkil se main kisi ka ehsaan leta hu,
Zariya hawa ka hai (kaise) wajah main deta hu,
Usse maloom hai meri saansein pass uske hai,
Bhejti hai wo jo saansein wo hawao mein aati hai,
Bewakoof hai jo puchte hai mujhse uska naam,
Mere labzo ko to suno samjho wo meri baato mein aati hai.
Kyu Theher Jati Hai Nazar
Tumblr media
Kyu Theher jati hai nazar tum pe,
Aakhir tum mere lagte kya ho?
Kyu sirf tumhari talab,
Aakhir tum mere lagte kya ho?
Kyu ek hi shakhs ko hum zamana maan baithe,
Ye dil ko kya pareshani hai,
Aakhir tum mere lagte kya ho?
Tera gussa, teri berukhi, teri narazgi ek baar ko chalo seh bhi le,
Par teri nazarandzi se hum mar kyu jate hai,
Aakhir tum mere lagte kya ho,
Aur ye zakhm bhi hume har khazane se ajeez rahega Musical Abhi,
Heer- ranjhe se puch rahi hai,
Akhir tum mere lagte kya ho?
Barish Ye Bekar Lage
Tumblr media
Barish ye bekar lage,
Jazbato mein aag lage,
Be-matlab ki h saari baate,
Ishq_viskq mein aag lage,
Jhoole-wule tum hi jhoolo,
Hum kyu jhoole aise jhoole,
Jin jhoolo pe yaar na ho to,
Un jhoolo mein aag lage,
Dil se shayari likhne do,
Mujhe na roko kaam bahut hai,
Raat-raat bhar jagta hu yun,
Maut ke baad aaram bhut hai,
Abhi waqt bana raha hu,
Waqt hi mujhe banayega,
Jinki nazro mein hu chota,
Ye waqt hi unhe dikhayega,
Jo chohd gaya hai shakhs mujhe,
Tu laut ke ek din aayega,
Tujhe fikar nahi hai ab meri,
Teri befikri mein aag lage,
Barish ye bekaar lage,
Khamakha jazbato mein aag lage.
Visit Website >>>>>>>>> Musical Abhi
Faqat Mohabbat Mein
Faqat mohabbat mein hi hota hai ye haq ‘Musical Abhi’,
Wo uske ghar mein bhi lagti hai Amanat meri,
Uspe mohabbat ka lamha-lamha saja diya maine,
Khuda kehta hai lajawab hai sajawat meri,
Ab aaine ki gulami khatam hui yaaro,
Uski Aankho se kya saaf nazar aati hai banawat meri.
Ab Teri Hifazat
Ab teri hifazat main kaunga,
Jo tera nahi,
Usse khilafat main karunga,
Aa zara tu mujh gareeb ki basti mein ‘Abhishek’,
Ameero se zyada,
Sajawat main karunga,
Sir jhuka dunga,
Jo chahe saza dena,
Daag ye laga ki,
Tujhse bagawaat main karunga.
Must Read
Pyar Wali Shayari — Top 10 Pyar Wali Shayari Love
Sad shayari for boys l Sad shayari for girls
Dard bhari bewafa shayari
Killer attitude shayari in hindi
Alone Shayari
4 line heart touching shayari in hindi
Very sad 2 line shayari
Cute love shayari
True love shayari
Anniversary shayari in hindi
Janamdin ki shayari
3 notes · View notes
barg-e-sehra · 4 years
Note
Itna toh haq banta hai ke msg karoon. Ek saal se dil dukha raha hai wo taklif de raha hai saying that mujhe koi farq nahi padta because mujhe pyar nahi hai unse. Qasmein utwa liye hai that dosti rahegi baat karna nahi chorhdogi. That mujhe koi farq nahi padega because sirf wo mujhe chahte hai maine nahi accept kiya etc. Mubarakbad doongi lekin koi aise tareeqe se sath mein ye ehsas ho ke farq padta hai wo wafa na karsake himmat nahi kare. Please suggestions. You have a way with words. Mubarakbad lekin usko bi ehsas ho ke kitna dil dukhaye hai
koi haq waq nahi banta barhal na msg ka na baat krne ka bcz
"janay walo ko na roko k bharham reh jae, Tumne roka bhi to kab usney theher jana hai"
Anyways mein ek nzm yahan and ek is answer k bad post krraha hun i hope apki tasali hojae us se.
Bichar jao! magar sunlo
Hamaray darmeya'n aisi
Koi to baat bhi hoi hogi
Jissay tum yaad rakho gey
Mujey tum yaad rakho gey
17 notes · View notes
intuitivetales · 2 years
Text
Theher jao tum ek pal
Leh rahe hum thodi si Rahat
Udaas ho kyun tum jawab
Roke na rukenge humari Chahat
Jana toh ab hum sabko hai
Lekin tumhara pyaar le gaya hume Jannat
Mehfil mai humari yaadein sath rahenge
Hum rahe na rahe humari muskaan yaad rakhenge
L.M
0 notes
asad-noor · 7 years
Text
Chaharbalish
Intezaar... Bachpan may khilonon ka Intezaar. Duaaon k baad barish ka intezaar Intezaar.. chaltay chaltay koi naam dhundta rehta hai. Gali k morr pay tasveerain banata rehta hai Kundiyon may atka rehta hai Intezaar khatam ho jata to ankhain raaston say uth kar khud ko band na kar laytien Intezaar karna zaroori hai, par Intezaar ka theher jana to zaroori nahi.
4 notes · View notes
preyashparmar · 4 years
Photo
Tumblr media
Har ek Badal ke piche dusra Badal hota hai , Pata nahi hota unhe theher Jana Ye Badal nahi Magar Main Ruk Chuka hu Muze nahi aata waqt ke sath beh Jana #preyashparmar #instagood #instagram #igers #selfwrittenquotes #cool #coolsky #awesome #me #look #love #picoftheday #photooftheday📷 #photographs #likeme #comment #s4s #followme #follow4like #potterhead #pottermore #instadaily #instacool #postoftheday #harrypotter #thegoodquote🌻 #selftime #life #nashikgram #nashik (at Hogwarts School of Witchcraft and Wizardry) https://www.instagram.com/p/CDBpTAxhxr9/?igshid=beciy3qf896y
0 notes
adultstories4u · 5 years
Link
Vikram Joshi 18 saal ka tha jab ek plane crash mein usske mata pita kA dehant ho gaya. Sanjanah aur bhi choti thi uss waqt, 6 saal Vicky se choti thi woh. Mathur uncle ne donon ko sambhala aur Vicky ko business ke taur tarike seekhaye aur studies ke sath saath. Power of attorney Mathur uncle ke paas tha to business weise hi barabar chal raha tha. Jab Vicky 21 saal ka huwa to Mathur uncle ne power of attorney wapas kiya asli maalik ko jo Vicky tha. Vicky ne Sanjana ko apni beti ki tarah paal poskar bada kiya, behad pyar karta tha woh usse aur usski har mang ko puri karta tha. Iss liye ke woh ek lauti choti behen thi to Vicky ka spoiled child thi Sanjana. Vikram aur Sanjana donon ki ek khubi yeh thi ke donon ko cooking ka bada shauk tha iss liye unn ke ghar kabhi koyi naukrani nahin hoti thi. Apne ghar ka kaam khud karte the donon. Cooking ka passion donon ko apne maa baap se haasil huwe the kyun ke weh donon bhi ache cook the. Vicky apne maa aur baap donon ko cooking ke waqt assist karte the aur Sanjana bhi. To donon ko cooking ata tha. Kayi baar Vicky aur Sanjana ne cooking karke Reshmi aur usske pariwaar ko dawat diya khane ko aur kabhi office walon ko bhi Mathur uncle ke saath. Sabko pata tha ke donon bhai behen kitne ache cooks the.
Jab Sanjana 18 saal ke upar ke huwi to woh apne bhai ke liye cook karti thi aur jab Vicky office se wapas ghar ata to garma garam special dishes milta ussko apni behen ke haath ke banayi huwi, aur woh office bhi ghar se bana khana lejaya karta tha. Magar kabhi kabhi donon hotelon mein bhi lunch ya dinner karne jaate the jab pakaane ka mann nahin karta tha tab. Magar ziada tar samaye ghar par hi donon pakate aur khaate the. Mathur uncle kehta tha donon ko, “Tum jeise ameer log ho gaye dunya mein to naukraniyan bhooke marenge” Aur donon khub hansste the uss baat par.
Sanjana bigri huwi to nahin thi magar Vicky ka laad pyar ne ussko sar par zaroor chadha rakha tha. Kabhi kabhi to log donon ko husband and wife kehte the chirrhane ke liye. Office mein kabhi kabhaar jab Sanjana college ke baad Vicky ko milne jata to Mathur uncle mazaak mazaak mein kehta “lo agayi teri biwi!” kabhi kabhi eisa bhi hota tha ke Sanjana 4 baje sham ko, college ke baad college uniform mein hi office mein Vikcy se milne ko ati aur donon raat ko 10 baje office se wapas ghar jaate. Woh iss liye ke Sanjana ko bhi Vicky office ke kaaam ke liye tayyaar karta tha. Sanjana bhi office ke takriban sabhi kaam samajh gayi thi aur faisla lena bhi jaanti thi. Kabhi kabhi to Vicky nahin samajh pata tha ke kia faisla liye jae aur Sanjana se poochta tha ke kia yeh ya woh karna thik hoga aur Sanjna ki idea ko lekar aguey jaya jata tha.
Donon bhai behen mashoor ho gaye the sheher mein aur media wale bhi jab kabhi kissi function ke dawraan agar Vicky ki tasveer lete to Sanjana ki tasveer bhi saath mein ata. Uss tarah se kaafi log donon ko jaante the. Magar sab log nahin, weh log jo media ko follow karte hein aur khaas kar weh log jo business world mein involved hein.
Reshmi, Sanjana ki class mate thi. Uss tarah se Reshmi Vicky ko bhi jaanti thi kyun ke jab Reshmi ki dosti ho gayi thi Sanjana se aur Sanjana Reshmi ke ghar ane jane lagi thi to Reshmi bhi Sanjana ke ghar ane jane lagi. Aur Vicky aksar Sanjana ko Reshmi ke yahan se pick up karne jata jab woh college ke baad usske yahan theher jaati thi. To dhire dhire Vicky bhi Reshmi ke ghar ka ek member jeise ban gaya aur unn ke maa baap se bhi ghul mil gaye donon bhai behen. Reshmi ke parents ko achah lagta tha ke bin maa baap ke bache keise milkar rehte hein aur unn donon ne donon bhai behnon ko maa baap ka pyar ki kammi nahin mehsoos hone diye. Bahot pyar karte the Reshmi ke parents Vicky aur Sanjana ko. Ek baar Vicky ko 1 hafte ke liye foreign jana para tha business ke silsile mein to pura ek hafta Sanjana Reshmi ke yahan thehri thi. Jab Vicky wapas aya tha to dher saare gifts laaye the Reshmi aur unn ke parents ke liye aur beshak Sanjana ke liye bhi.
18 saal ke baad Sanjana bahot hi khubsurat aur sexy dikhne lagi thi. Woh kapde bhi modern type ki pehenti thi, jeans, tops, mini skirts, two pieces, pants vaghaira vaghaira. Ek model jeise dikhti thi. Bahot sare ladke uss ke ird gird ghumte rehte the college mein ya kahin baahar jaati thi to. Ab Vicky samajhdaar aadmi tha, ussko pata tha ke usski behen jawan aur khubsurat hai to ladke ussko cherenge to uss mein koyi badi baat nahin, woh eise cheezon ko ziada importance nahin deta tha. Sanjana bhi kabhi bhi koyi shikayat nahin kiya tha kissi bhi ladke ke khilaaf. Woh bhi samajhdaar thi aur ladkon ke ched chaani se wakiff thi, balke Reshmi aur woh saath saath ladkon se chede jaate the magar donon bus muskurate huwe nikal jaate the, ignore karte the. Aapas mein ladkon ke bare mein bhi batein kiya karte the Reshmi aur Sanjana. Baatein eise hote the ke yeh ladka eisa hai, woh weisa hai, yeh wala handsome hai, woh gunda dikhta hai, yeh hero jeisa hai woh mujhko passand nahin hai etc …. Ek roz Vicky ke ghar pe Sanjana aur Reshmi eise hi kissi ladke ke bare mein batein kar rahe the to Vicky ne thoda sa suna aur interfere kiya donon ke baton mein,
“Talking about me girls?”
To Sanjana ne ussko cheddte huwe kaha,
“Are jao bhai tumhare bare mein kaun baat karega hum to Hritik Roshan ki baat kar rahe hein ji”
Aur Vikcky ne kaha,
“Agar koyi boyfriend vaghaira ho to bolo mujhe ussko aadha property jo dena padega ji!”
Reshmi ne yeh sunte huwe kaha,
“Han ji jo ladka Sanjana ko passand ayega woh to karorpati ban jaega ji!”
Aur Vicky ne Sanjana se kaha,
“Sweetheart, agar boyfriend passand karna ho to honshiyaari se karna, kahin eisa na ho ke sirf tumhare jayedaat ke liye woh tumko phanse!! Hehehehe!”
Uss waqt Sanjana ne reply kiya tha,
“Bhaiya mujhe koyi ladka vadka nahin passand sab roadside romeos hein jo sirf ched chaani karte rehte hein, mere liye to dulha aap select karoge aur main ussko approve ya disapprove karunga, han!”
“Lo ek aur kaam badh gaya mera, ab behen ke liye dulha mujh hi ko dhundna padega aaj ke naye zamane mein! Kia purani khayalaat ki behen paayi hai mein ne dhat!” Aur phir donon Reshmi aur Sanjana khub hansse the uss waqt!
Magar inn donon ke rishte ko lekar kuch log khush nahin the. Woh hote hein nah jalne wale aur bina wajah ke tohmat lagane wale dunya mein…. Jiss tarah se Vicky aur Sanjanah ek dusre ke bahon ko thaame chalte the, ya pyar se gale milte the, woh kissi kissi ke enkhon mein khatakti thi. Ab kyun ke Sanjana chohte se hi apne bade bhai ke saath secure feel karti thi, to jab bhi woh baahar Vicky ke saath hoti thi to Vicky ke dayein ya bayein taraf usske bahon ko thaam kar apne chehre ko apne bhai ke kaandhe se lagaaye rehti thi, yeh aksar hota tha weise Sanjana apne aap ko surakshit mehsoos karti thi…aur agar kabhi weh donon standing hote huwe weise rehte to Vicky apne hath ko ya to Sanjana ke kamar par rakhta ya uss ke kaandhon par. Agar Vicky ka haath Sanjana par nahin hote the to Sanjana khud apne bhai ke haath ko pakar kar apne kamar par karti thi ya apne kandhe par aur bhai ke haath ko chumti thi. Yeh public mein bhi Sanjana kiya karti thi. Office mein bhi. Uss mein bachpana baaki thi 18 saal ki hone ke bawajood. Office mein sabko pata tha ke Sanjana Vikcy ki beti ki tarah hai, sab log Sanjana ko ‘Sanjana baby’ bulate the. Aur sab ke saamne bhi Sanjana Vicky ke upar latakti rehti thi hamesha. Ab iss mein Sanjana ki naadaani ya bewakoofi kaha jaye, kyun ke Sanjana akeli jaanti thi ke kabhi kabhi woh dusre ladkiyon ko jalane ke liye public mein apne bhai ko bahon mein jakar leti thi aur apne bhai ka haath apne kamar ya kaandhe par kar leti thi aur baaki ladkiyon ko moti moti enkhon se dekha karti thi…..
Iss baat ko ek baar Reshmi se kiya tha Sanjana ne, uss ne saaf saaf kaha tha,
“Public mein jab kabhi ladkiyan Vicky ko gherte hein ya uss ko dekhte hein to main jaldi se bhaiya ke bahon ko apne upar le leti hoon aur bhaiya ko dulaar karti hoon, sab jalte hein hihihi!!”
To be continued…………………..
The post Faraar (Completed) Update No 9 appeared first on Desi Stories.
https://ift.tt/eA8V8J
0 notes
iamwoodenlake · 7 years
Text
Aj phir se muje chor ke jaane ke lie aa
Aa phir se mera dil dukhane ke lie aa Jane ke bahane hi sahi ek baar aa Jaise tumhe aate hai ranjisho ke hazaro tarike  Wesa hi koi apna hunar ajmaane ke lie aa. Aao to kuc der theher jana ankhon me Ek umar lag jati hai khawab sajane me Jo na aane ka karlia hai tayy  Toh mere is dil ko bhi keh do Tumhari tarah chala jaye ye  Baar baar iska tadapna mujse dekha nahi jata. Beparwahi bhi haseen hai…
View On WordPress
0 notes
djlviofficial-blog · 7 years
Photo
Tumblr media
http://www.djlvi.com/download-thodi-der-half-girlfriend-mp3-song.html
Download Thodi Der Half Girlfriend Mp3 Song Shreya Ghoshal Farhan Saeed
Download Thodi Der Half Girlfriend Mp3 Song Shreya Ghoshal Farhan Saeed, music by Farhan Saeed and lyrics of Thodi Der Song penned by Kumaar.
Song: Thodi Der (Half Girlfriend) Singer: Shreya Ghoshal, Farhan Saeed Music: Farhan Saeed Lyrics: Kumaar Released: 26 Apr, 2017 Duration: 04:56
(If download doesn’t start automatically then right click over desired quality link and then click on save link as)
Low-Quality Download [48 Kbps]
High-Quality Download [128 Kbps]
HD Quality Download [320 Kbps]
Download Thodi Der Half Girlfriend Mp3 Song Shreya Ghoshal Farhan Saeed
Dil charkhe ki Ek toh dori (x2) Sufi iska rang haye
Iss mein jo tera Khwab piroya (x2) Neendein bani patang
Dil bharta nahi Aankhein rajti nahi Chahe kitna bhi dekhti jaun Waqt jaye main rok na paun
Tu thodi der aur thaher jaa soneya Tu thodi der aur thaher jaa
Tu thodi der aur theher jaa zaalima Tu thodi der aur theher jaa
Haye dil tere bin ab jee na paye dil tere bin ab jee na paye Saans na leti raat
Ishq kare tere honto se Ishq kare tere honto se Bas ik teri baat
Teri doori na sahun Door khud se rahun (x2)
Tere pehlun mein hi reh jaun Tu hi samajh na jo main chahun
Tu thodi der aur thaher jaa soneya Tu thodi der aur thaher jaa
Tu thodi der aur theher jaa zaalima Tu thodi der aur theher jaa
Naiyo lagna, naiyo lagna Tere bin dil mera (x4)
Dil minta kare na tu jana pare Dil minta kare na tu jana pare Tere jaane se jee na paaun
Tu thodi der or thaher jaa soneya Tu thodi der or thaher jaa
Tu thodi der or theher jaa zaalima Tu thodi der or theher jaa
Tu thodi der or theher jaa zaalima Tu thodi der or theher jaa (x3)
Tu thodi der Bas thodi der aur thaher jaa
If you find any mistake in the lyrics of Thodi Der Half Girlfriend song by Shreya Ghoshal Farhan Saeed, then please inform us in comments.
#ThodiDerHalfGirlfriend, #ThodiDerHalfGirlfriendLyrics, #ThodiDerHalfGirlfriendShreyaGhoshalFarhanSaeed
0 notes