#share market se jaldi paise kaise kamaye
Explore tagged Tumblr posts
Text
ChatGPT Se Paisa kamane ke Tarike - पूरी जानकारी । How To Make Earn From Chat GPT
ChatGPT Se Paisa kamane ke Tarike : आज की डिजिटल दुनिया में, आर्टिफिशियल इंटेलिजेंस (AI) का उपयोग तेजी से बढ़ रहा है, और OpenAI का ChatGPT इस क्षेत्र में एक महत्वपूर्ण टूल बनकर उभरा है। ChatGPT एक शक्तिशाली भाषा मॉडल है, जो किसी भी विषय पर संवाद कर सकता है और इसे विभिन्न प्रकार के कामों के लिए उपयोग में लाया जा सकता है। यह न केवल संवाद और जानकारी देने में सक्षम है, बल्कि इसके माध्यम से पैसे भी…
#5paisa share market se paise kaise kamaye#ChatGPT Se Paisa kamane ke Tarike#election me share market se paise kaise kamaye#ghar baithe share market se paise kaise kamaye#how to earn big money from share market by sip#how to earn by share market#how to earn money on share market#how to earn on share market#india ka share market se paise kaise kamaye#online share market se paise kaise kamaye#phonepe share market se paise kaise kamaye#share kharid kar paise kaise kamaye#share ko sale karke paise kaise kamaye#share market basics sharad loot#share market kya hai share market se paise kaise kamaye#share market me ipo se paise kaise kamaye#share market me kaise paise kamaye#share market me kisme paisa lagaye#share market me trading se paise kaise kamaye#share market mein kaise paise kamae#share market mein profit kaise kamaye#share market se aasani se paise kaise kamaye#share market se daily paise kaise kamaye#share market se earning kaise kare#share market se free me paise kaise kamaye#share market se har din paise kaise kamaye#share market se har mahine paise kaise kamaye#share market se har roj paise kaise kamaye#share market se jaldi paise kaise kamaye#share market se kaise paise kamae
0 notes
Text
Share Market Se Paisa kaise Kamaye - पूरी जानकारी । How To Make Earn From Share Market
Share Market Se Paisa kaise Kamaye : आजकल शेयर बाजार से पैसा कमाना कई लोगों के लिए आकर्षण का केंद्र बन गया है। इंटरनेट और तकनीकी विकास के साथ अब यह पहले से अधिक आसान और सुलभ हो गया है। लेकिन, इस क्षेत्र में सफलता पाने के लिए केवल जानकारी ही नहीं बल्कि समझदारी से निवेश करना भी आवश्यक है। इस लेख में हम विस्तार से जान��ंगे कि शेयर मार्केट में पैसा कैसे कमाया जा सकता है, निवेश करने के तरीके, जोखिमों…
#5paisa share market se paise kaise kamaye#election me share market se paise kaise kamaye#ghar baithe share market se paise kaise kamaye#how to earn big money from share market by sip#how to earn by share market#how to earn money on share market#how to earn on share market#india ka share market se paise kaise kamaye#online share market se paise kaise kamaye#phonepe share market se paise kaise kamaye#share kharid kar paise kaise kamaye#share ko sale karke paise kaise kamaye#share market basics sharad loot#share market kya hai share market se paise kaise kamaye#share market me ipo se paise kaise kamaye#share market me kaise paise kamaye#share market me kisme paisa lagaye#share market me trading se paise kaise kamaye#share market mein kaise paise kamae#share market mein profit kaise kamaye#share market se aasani se paise kaise kamaye#share market se daily paise kaise kamaye#share market se earning kaise kare#share market se free me paise kaise kamaye#share market se har din paise kaise kamaye#share market se har mahine paise kaise kamaye#share market se har roj paise kaise kamaye#share market se jaldi paise kaise kamaye#share market se kaise paise kamae#share market se kaise paise kamaye
0 notes
Text
Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye?
Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye?
Hello guys aaj ki post Me Ham janenge Ki Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye. Agar aap abhi Ek student hai to aap ko Janna jaruri hai ki Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye. Kyunki bahut se Aise log Hain Jo ki Coding Ke Bina app Banakar paise kama rhe hain. Coding Ke Bina app Banakar paise kamana bhut hi aasan ho chuka hai aur aap bhi coding ke bina app Banakar paise Kama sakte hain. Website Kaise Banaye Aaj ke Samay Mein Jaise Jaise smartphone ki sankhya badhati ja rahi hai. vaise vaise mobile apps ki Mang bhi badhti Chali ja rahi hai. bahut Sare log Kisi website par jakar content padhne Se Jyada app download karke, content ko app ke roop Mein padhna Pasand Karte Hain. Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye? Har koi apna Samay bachane ke liye apni man Pasand topic ka App Apne smartphone Mein download karke Rakhta hai. Isse aap samajh sakte hain ki app Banane ke kitne fayde Hain. Aaj Is Post Me Ham Thunkable Ki Madad se app Banana Sikhenge. To agar aap bhi janna chahte hai ki Thunkable Kya Hai aur Thunkable Me Apna app Banakar paise Kaise kamaye. Agar aap abhi Ek student hai to aap ko Janna jaruri hai ki Thunkable kya hai. Kyunki bahut se Aise log Hain Jo ki Thunkable ki madad se app Banakar paise kamate Hain. Thunkable ki madad se aap bhi aasani se app Banakar paise Kama sakte hain.
Thunkable kya hai?
Thunkable Ek Aisa Platform (Website) Hai jiski madad se aap alag alag tarike ke app ko Bina coding ke knowledge Ke Bhi banaa sakte hain. Thunkable website per aap apne App ko bahut hi kam Samay Mein banaa sakte hain. Is website ka istemal sirf India mein hi nahin balki bahut sari contries mein kiya jata hai. Kyunki is a website Se Kisi app ko banana bahut jyada Aasan hai, aur ismein aapko coding ki jarurat Bhi Nahin padati. Thunkable website Ki Sabse Khas Baat yah hai ki is website per app banane ke liye aapko Kisi tarike ka Paisa Nahin Dena Padta. Kyunki yah bilkul free platform hai. Lekin Jab aap apna app Banakar apni app ko monetize Karenge, to yah aapki kul kamai ka ek Chhota hissa Khud Rakh leta hai. Taki aapko Aage Bhi is website se free app banane ka mauka milta rahe. Kuchh saal pahle is website ka naam makeroid Hua Karta Tha lekin baad Me ise badalkar Thunkable kar diya Gaya. Aaj Ke Samay Mein is website ka istemal 3,50,000 Se Bhi Jyada log kar rahe hain. aur is website se Abhi Tak 9 lakh Se Bhi Jyada app Banaye Ja chuke hain. Sath hi is platform par banaye gaye apps ko 20 million Se Bhi Jyada log istemal kar chuke hain.
Thunkable me Apna app Kaise banaye?
- Is website Mein Apna app banane ke liye aapko sabse pahle Thunkable ki website par jakar Apna account create karna hoga. - Thunkable Mein Apna account banane ke liye aap apna Naam aur email ID dalkar account bana sakte hain. aap Chahe to Google ya FIR Twitter se bhi signup Karke login kar sakte hain. - Jab Thunkable mein aap apna account banaa Lete Hain Uske baad aapke Samne Dashboard open ho jata hai. Thunkable website se aap mobile mein app Nahin banaa Sakte, Kyunki mobile me iska customisation part open Nahin Hota. Isliye is website se app banane ke liye aapke pass Ek computer ya laptop Hona Hi chahiye. Agar aapke pass computer nahin hai to aap apne smartphone ki Chrome browser browser Ka istemal Karke, is website ko desktop mode mein open kar sakte hain. Desktop mode mein website ko open karne ke baad aap ismein Chhoti Moti editing kar sakte hain. lekin Ek complete app banane ke liye aapko mobile se editing karne me bahut sari dikkate aayengi. Yadi aap Thunkable per pahli bar app Banane Ja Rahe Hain To iske liye aapko create new project per click karna hoga. Ab aapke Samne aapki computer screen per Ek Naya window khulkar aayega jismein aapko 3 sections Dikhai Denge.
Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye? #1. Sabse Kinare left main aapko Vo sabhi tools Dikhai Denge Jin ki madad se aap apna app bana sakte hain. #2. Iske baad bich mein aapko Ek mobile Dikhai Dega jismein aap tools ko drag and drop Karke Apne app ka design taiyar kar sakte hain. #3. Iske baad right side mein aapko Vo sabhi tools Dikhai Denge Jinka istemal aapane Apne app mein kiya hai. Right side mein Diye Gaye tools ka istemal Karke aap Chahe to baad Mein Apne app mein changes bhi kar sakte hain. Iske alava aapko Thunkable website per Upar ki or 3 important options bhi Milte Hain jismein : pahla Hoga project ka Jiski madad se aap apna naya project banaa sakte hain ya phir Apne project ko save karke bhi Rakh sakte hain. Dusra part testing ka hota hai, jismein aap apne banaye Gaye app ki live testing kar sakte hain. Ismein Teesra part export Ka Hota Hai Jiski madad se aap apne App ko download kar sakte hain. Iske baad aapko Upar mein right side mein blocks ka option Dikhai dega, joki ki app Banane Mein Ek important role play karta hai. Thunkable website per coding ke bina app banane ke liye aapko sabse Jyada Samay App Ki blocks ko set karne mein hi lagta hai. Lekin in blocks ko set karne ke liye aapko ise sahi se sikhana hoga. Agar aap yah soch rahe hain ki ismein kya sikhana aur ise kahan se Sikh sakte hain. To iska simple se jawab yah hai ki Thunkable se coding ke bina app banane ke liye YouTube per search Kare. how To make an App from Thunkable in Hindi. Iske baad aapke Samne bahut Sare tutorials aa Jaenge. Jise dekhne ke baad aap aasani se Thunkable me coding ke bina app Bana Payenge. Agar aap Aisa soch rahe hain ki is website se aap sirf basic apps hi bana sakte hain aur koi advance app Nahin banaa Sakte. to aap ka Suchna galat hai Kyunki is website se bahut Sare advance app bhi Banaye Ja chuke hain. aur aap bhi Thunkable website par Coding Ke Bina app Banakar paise kama sakte hain. Is website per app design karne ke liye bahut Sare tools available hai. jaise ki user-interface aur layout design karne ke liye aapko Puri Tarah Se list mil jaati hai. jismein aap alag alag tools ka istemal kar sakte hain. jaise media, storage, social sensors, maps, information, connectivity etc. Agar aap is website Mein app banane ke liye Kisi dusri extension ka istemal karna chahte hain to ismein aapko Aise tools bhi mil Jaate Hain jisse aap Kisi Bihari extension ka istemal kar sakte hain. Yadi aapke pass internet connection aur ek laptop hai to Abhi Tak Maine Jitna bataya, usmein aapka koi bhi Paisa kharch Nahin hoga. Abhi tak aapane Jana Ki Thunkable me Coding Ke Bina app Kaise banaye ab Ham Janenge Thunkable Me Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye?
App Banakar paise Kaise kamaye?
Is website se aap apne app ko Kai tarike se monetize kar sakte hain. lekin main aapko Kuchh Aise alag tarike bhi bataunga Jinki madad se aap apne App se paise Kama sakte hain. Sabse pahle Ham Aise toriko ki baat karenge joki yah website aapko Apne app monetize karne ke liye Pradhan karti hai. #1. Aap apni app ko Google Play Store par paid rakh kar, paise Kama sakte hain. #2. Aap apni app ko Google ads per dikha kar paise Kama sakte hain. #3. Aap apni app par Apple, Facebook ads dikha kar paise Kama sakte hain. #4. Aap apni app per Amazon ki ads dikha kar paise Kama sakte hain. #5. Aap apni app per Adcolony, AppLovin, Leadbolt, StartApp aur UnityAD ke ads dikha kar paise Kama sakte hain. #6. Pollfish jo ki ek survey Company hai Unka survey pura Karke bhi paise Kama sakte hain. #7. Aap apne app Par Kisi Bahari extension Ka istemal Karke Kisi dusri company ki ads dikha kar bhi paise Kama sakte hain. Doston aap ko apni app ko Google Play Store publish karne ke liye Ek Chhoti Si investment karni hoti hai. Google Play Store par publish hone ke baad aapko Apne apps se apni investment Se Jyada ki earning hoti hai. Aur aapko apne app se Hamesha passive income generate Hota rahata Hai. Ab main aapko Kuch Alag tarike bataunga jinki madad se aap apne App se paise Kama sakte hain: #1. Sabse pahla Tarika Hai affiliate marketing ka jismein aapko Kisi dusri company ka saman Bechne per aapko Commission Milta Hai. #2. Dusra Tarika yah hai ki aap Kisi Aur Ke Liye app Banakar Unse Kuchh paise charge kar sakte hain. Kyunki bahut sare Aise log Hain jinhen Apna app banvana Hota Hai aur Jiske Liye vah paise dene ke liye bhi taiyar Hote Hain. #3. Teesra Tarika hai ki aap apna Koi Saman ya FIR Apna course bhechkar paise Kama sakte hain. Yadi aapane Apna Koi tutorial course Banaya Hai, ebook banaya hai, to aap apne App Ki madad se ise bechkar acche paise Kama sakte hain. Doston ab aapke bhi man mein yah vichar Jarur aa Raha Hoga Ki apna app Banakar Jyada paise kaise Kama sakte hain. Lekin iske liye aapko Kuchh alag aur unique app Banane Honge tabhi aap apne app se Jyada paise Kama Payenge. Agar aap ko app banane ka idea Nahin mil raha to aap duniya ki alag alag problems ko dekh kar Uske solutions ka App bana sakte hain. Agar Logon Ko yah app Pasand aayega to log aapke app Ko Jyada se Jyada download Karenge. Lekin app banane ke ideas sochne ke liye aapko alag alag problems ko bhi Janna bahut jaruri hai. App banane ke liye ideas aap internet ki madad se bhi le sakte hain. internet per aapko Tamam Aise ideas mil Jaenge Jo alag alag problems ke hote hain aur aap inke solution app Banakar kar apna unique app bana sakte hain.
Conclusion
I hope ke ab aapko pata chal gaya hoga Ki bina paise Lagaye Thunkable se Apna app Kaise banaye aur app Banakar paise Kaise kamaye. Aur sath hi aapko yah bhi pata chal gaya Hoga Ki Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye. Yadi aapka is article se related koi bhi Sawal hai to aap Hame comment Mein puch sakte hain. Main aapke comment ka jaldi se jaldi reply karne ki puri koshish karunga. Agar aapko Hamare dwara likhe articles Pasand aa rahe hain to ise Apne social media platform per share Jarur Kare Taki Hamari mehnat Safal ho sake. Aise hi articles padhne ke liye Hamari website Techdhyan.in per visit Karte Rahe. Read the full article
#androidappbanakarpaisekaisekamaye#androidappbanakarussepaisekaisekamaye#androidappsbanakarpaisekaisekamaye#appbanakarpaisekaisekamaye#appbanakarpaisekaisekamayeinhindi#appbanakarpaisekaisekamayestudies#appsbanakarpaisekaisekamaye#khudkaappbanakarpaisekaisekamaye#mobileappbanakarpaisekaisekamaye
0 notes