#marsiya
Explore tagged Tumblr posts
maihonhassan · 6 months ago
Text
“Karbala hochuki tayaar, Khuda khair kare”
Is a line that has such different emotions for everyone. For Hussain[as] that brings calm. For Qasim [as], that brings joy. For Abbas [as], that brings obedience. For Zaynab [sa], that brings grief. For Fatima [sa], it breaks her heart into pieces.❤️‍🩹
37 notes · View notes
safdarrizvi · 1 year ago
Text
Ain-E-Hussain
Aankhon Ko Kahiye Ain To Ain-E-Khata Hai Yeh
Parde Na Kyon Hon Saat Ke Noor-E-Khuda Hai Yeh
Sab Ko Hai Chashmdasht Ke Ain-E-Ata Hai Yeh
Beemaar Khud Pa Sab Ke Marz Ki Dawa Hai Yeh
Sarkhush Bhi Jaam In Ki Jo Ulfat Mein Pee Gaya
Dekha Nigaah-E-Lutf Se Jis Ko Wo Jee Gaya
Ehsaan Bhi Haya Bhi Murawwat Bhi Qaher Bhi
Khud Maut Bhi Hayaat Bhi Amrit Bhi Zaher Bhi
Beena Bhi Nuqta-Sanj Bhi Daanaa-E-Daher Bhi
Tasneem Bhi Behisht Bhi Kausar Ki Naher Bhi
Sar Sharm Se Jhukaaye Hai Nargis Riyaaz Mein
Jannat Sawaad Mein, Yad-E-Baiza Bayaaz Mein
Aahu Shikaar-O-Teer-O-Kamaadaar-O-Sher-Geer
Hushyaar-O-Khush-Nigaah-O-Sukhansanj-O-Dilpazeer
Khoon-Rez-O-Jaan-Fareb-O-Dil-Aavez-O-Be-Nazeer
Qabze Mein Aabruon Ki Kamaanein, Mizhah Ke Teer
Jis Saada-Dil Ko In Ki Siyaahi Ki Yaad Ko
Na-Khwaanda Bhi Gar Ho To Raushan Sawaad Ho
Aahu-Fareb-O-Ashwa-Farosh-O-Karishma-Saaz
Tannaaz-O-Sharmgeen-O-Giraan-Khwaab-O-Sarfaraaz
Haqbeen-O-Paak-Baaz-O-Khuda-Been-O-Beniyaaz
Bedaar-O-Daagh-Deeda-O-Khoon-Baar-O-Ghum-Taraaz
Gird Is Ke Phir, Ye Kaaba-E-Eimaan Ka Tauf Hai
Bas Ai Anees Bas Nazar-E-Bad Ka Khauf Hai
-Mir Anees
2 notes · View notes
tabileaks · 10 months ago
Text
0 notes
feral-ballad · 1 month ago
Text
Tumblr media
Zehra Naqvi, from The Knot of My Tongue: Poems and Prose; “Marsiya”
193 notes · View notes
his-heart-hymns · 1 year ago
Note
bhai yaar tu schme pyaar me hai ya aise hi rehte ho hmeshaa?
really need an answer
Abhi filhaal toh hum single hai.Kisi se aaj tak izhaar-e-mohabbat nahi ki kyuki himmat nahi hoti.😆
Aur jaha tak shayri ka Mamla hai toh woh humara khandani hai.
My great grandfather was a Persian poet.He used to write Marsiya's(poetry written to commemorate martyrdom of imam hussain) which were read in iran.
My Grandfather and my mother studied from one of the best urdu schools of India (Anjuman ae islam).The same school from which indian actor dilip kumar studied.
So humare ghar ka mahaoul kafi shayrana aur tehzeeb-e-afta hai pehle se.
3 notes · View notes
ahlulbaytnetworks · 1 year ago
Text
MARSIYA
1 note · View note
vasrar1968 · 1 day ago
Video
youtube
Marsiya Hazrat Allama Qamruddin Sahab Gorakhpur Sheikh ul Hadees Darul U...
1 note · View note
adeelzaidi · 3 years ago
Text
Marsiya | Best Urdu Marsiya | Hazrat Imam Hasan | Adeel Zaidi
MARSIYA
Marsiya is an elegy typically composed about the death of Hasan, Husain, or their relatives. Each stanza has six lines, with the rhyme scheme aaaabb.[2] The famous marsia writers who inherited the tradition of Mir Anis among his successive generations are Mir Nawab Ali ‘Munis’, Dulaha Sahab ‘Uruj’, Syed Mohammed Mohsin (Jaunpuri), Mustafa Meerza urf Piyare Sahab ‘Rasheed’, Syed Muhammad Mirza Uns, Ali Nawab ‘Qadeem’, Syed Sajjad Hussain “Shadeed” Lucknavi, Allama, Dr.Syed Ali Imam Zaidi, “Gauher” Luckhnavi the great grandson of Mir Babber Ali Anis.Best Urdu Marsiya
1 note · View note
syedrezaabbas · 6 years ago
Text
Zakhm kha kar bhi jo qaatil ko pilaaye sharbat,
Zeb deta hai usay Saaqi-e-Kausar hona
-Mir Anees
31 notes · View notes
urdutahzeeb · 5 years ago
Text
سلام: کربلا میں کس طرح ہارے ہیں خنجر دیکھنا
Tumblr media
جب کبھی بگڑے ہوئے دنیا کے تیور دیکھنا یا حسینؑ ابنِ علیؑ اک بار کہہ کر دیکھنا خیمہ شبیرؑ کے
0 notes
qalma-e-azadi · 3 years ago
Text
maybe i am heartless
9 notes · View notes
ibtedaa · 4 years ago
Text
एक ईश्वर रूपी माया है मनमोहन मूरत अकबर की
वह चांद अरब की बस्ती में,
हमशक्ल ए नबी (स) कहलाता है
ek ishwar roopi maaya hai manmohan murat Akbar ki
Wo chand Arab ki basti mein,
Hamshakle Nabi(saw) kehlata hai
Such is the god like enchantment
of Akbar's mesmerizing countenance,
the moon in Arab region
is christened, the reflection of the prophet(saw)
5 notes · View notes
tabileaks · 10 months ago
Text
0 notes
feral-ballad · 1 month ago
Text
Tumblr media
Zehra Naqvi, from The Knot of My Tongue: Poems and Prose; “Marsiya”
185 notes · View notes
youngmajnoon · 5 years ago
Text
//
2 notes · View notes
ahlulbaytnetworks · 5 months ago
Text
Marsiya at taki uncles house
0 notes