#kyun ho gaya na
Explore tagged Tumblr posts
Text
AISHWARIYA RAI & VIVEK OBEROI in Kyun! Ho Gaya Na... (2004) dir. Samir Karnik
#kyun ho gaya na#aishwarya rai#vivek oberoi#userfilm#filmedit#filmgifs#fyeahmovies#dailyworldcinema#bollywoodedit#useraish#usershreyu#tusereliza#udeokmis#userrajan#cinemapix#filmtvcentral#romancegifs#hindi#ours#by sj
67 notes
·
View notes
Text
Am I the only one who thinks it hits different when a Bollywood song starts off as a solo with one gender singing and then has the opposite gender join in at the end?
Like you'd have one side sing the chorus, then a verse, then the chorus again
And then the other side would show up, sing a verse, then their version of the chorus and it just hits you out of nowhere
And it hits way different than if they both just started it as a duet from the start
Anyone? Just me?
#just to name a few#yeh silsila hai pyar ka#aao na from kyun ho gaya na#sharara from mere yaar ki shaadi hai#zara sa jhoom loon main#old bollywood#bollywood film#bollywood music#bollywood movies#bollywood#indian films#indian music#indian movies
4 notes
·
View notes
Note
how are you surviving this flippant friday
babe SO TERRIBLE i almost fought with the superiors at work today because they wouldn't let me go home even tho i had no work????
#so like there's a main 'sir' he said that since you're coming late you should stay late as well finish all your work and go#and these didis were soooo adamant like no sir said stay till 7 so even if u have no work u have to stay till 7#and like yes sir did say 7 at first but after looking at our silent blank faces HE AMENDED HIS WORDS OK he said stay and finish work WHICH#I DID TILL 6#so yes i argued and they won whatever BUT im happy i argued#it pissed me off so much like they're gonna consier it a half day anyway why should i stay if i have no work?????#they're so stupidly scared of the sir it makes me so angry i wanted to say#ki aapko sir ki daat ka darr lag raha hai then it's okay main unse baat kar lungi#BUT i didn't say kyuki fight ho jati they're so sensitive 🙄#but like srsly bhai kitna darte hai ye log adults hoke#main kyun daru kaun lagta hai woh mera woh mera baap hai kya gaand maraye jaake apni wo????#kya hi kar lega thoda bohot chilla lega na??? chilla le bhai mera baap mujhe maarta bhi hai tu toh kuch bhi nahi hai#KITNE ENTITLRD HOTE HAI YE LOG MAIN APNA SAARA FREE TIME WAHAN WASTE KARU 🙄🙄🙄🙄#ok bohot rant ho gaya now your turn😭#vio love
11 notes
·
View notes
Text
social media au! part 3
summary : khushi is a model and influencer; arnav just seems to stumble upon her profile one day— not so much by accident. (or what if khushi fell in love at first sight?)
warnings : just some hindi/hinglish, cussing in both languages. deliberate typos. online stalker!shyam. ghosting
a/n : i am...trying something new (by using the word prompts) #IPK 13th Anniversary Fiesta @arshifiesta
anjaliiiii.r
liked by aakash_r, gulabo_devyani, mahendrarudrapratapsinghraizada, laxmi.ji, hari_prakash, hellohibyebye, nandiii, aakash_r, shyamjha and others
anjaliiiii.r Pooja ki thal vakai me tayyar thi @/nandiii !
view comments
nandiii Haan di, mujhe toh laga aap khazaam kar rahe the lekin aapne toh mere liye kutta bhi liya tha diiiiii, thank you so so much😭😭😭
⤷aakash_r NK bhai "khazaam" nahi "mazaak"
⤷aakash_r Aur woh "kurta" hai "kutta" nahi
⤷nandiii Aakash tumhe kisi ne nai bola gaand adane
⤷arnavsinghraizada NK! (comment deleted)
⤷nandiii i meant *taang nannav, tum bhi na
⤷anjaliiiii.r Chotte tum toh rehne do, humne aur kharab chize suni hai tumhare muh se (comment deleted)
mahendrarudrapratapsinghraizada E sab ki kaa zarurat rahi anjali bitiya *smh*
⤷hellohibyebye kaahe nahi? aur e *smh* ka hai haan?
⤷mahendrarudrapratapsinghraizada shake my head
⤷hellohibyebye shakiya liye ho toh meaningwa bhi bata dete 😒
gulabo_devyani Aap. Kaa. Ee Ghar ma Swag.at hai
hari_prakash THaal humne sajayiee 🪔
user1 beautiful family
⤷user2 is he related to ASR?
⤷user3 he's an australian actor
iMessage
Arnav: Di Instagram pe toh mujhe "chotte" karke mat bulao!
Anjali: Kyun? Chotte?😂
Arnav: Di please wo comment delete karo
Anjali: Aisa toh kya ho gaya chotte?
Arnav: Di aapko pata hai meri wajah se kitne log aapko bhi follow karte hai
Arnav: Unko aisi comments dikhegi toh kaisa lagega
Anjali: Theek hai! Hum karenge agar tum bhi karoge
Arnav: Fine! Done! Ab khush?
Anjali: Haan... bohot KHUSHI hui chotte 😂😂
seen
divalavanya
liked by arnavsinghraizada, aakash_r, theshyamjha, hari_prakash, hellohibyebye, nandiii, usershyam, shyamjha and others
divalavanya Some of us were working while others were having date nights 😒 @/thekhushigupta
view comments
shyamjha khushiji kya ye sach hai
⤷shyamjha bataye khushiji @/thekhushigupta @/titalya_k
hari_prakash yzxcv----000000000
⤷user1 snd bubs
user2 lavanya where is your beautiful face?
thekhushigupta shhh 🤫
⤷payaliyaaa Khushi??
⤷guptagarima Khajur khai ho kaa Khushi? Hum bheje kya tumhare liye?
user3 what's that camera model?
titalya_k
liked by arnavsinghraizada, aakash_r, theshyamjha, shyamjha, usershyam hari_prakash, hellohibyebye, nandiii, anjaliiiii.r and others
titalya_k did i mention that i love jalebis?
#foodlover #foodie #eatingmyfeelingsaway #lostinareverie
view comments
payaliyaaa Haan sabko pata hai!
⤷titaliya_k 👀
divalavanya Your gol gol baatein and gol gol jalebis 😵💫
guptagarima Khushi kitni baar bola hai bahar ka mat khaya kar! Sunti nahi hai bilkul
shyamjha khushiji bas ek baar aap humare messages padh lijiye
iMessage
Khushi: gol gol baatein kya?
Lavanya: Kya?
Lavanya: Oh
Lavanya: You didn't say what happened post ~sliding into his dm's~
Khushi: so
Khushi: i clearly didn't take your advice and
Khushi: i should've listened to you 😔
Lavanya: Babee😔😔
Khushi: he agreed to go out with me and i was so excited
Lavanya: Uh oh
Khushi: but then i found out that his cousin was in town and he was just trying to avoid him 😭
Lavanya: That's... not good
Khushi: and he said he's excited for our collaboration and it was really nice to get to know each other before we start working together 😭
Lavanya: 😶
Khushi: 😭😭😭
Lavanya: Babe don't stress eat please, you know that sugar isn't good for you right?
Khushi: .....
Khushi: don't take away my only coping mechanism😔
(1) new messages from arnavsinghraizada
arnavsinghraizada: So you love jalebis?
seen
(2) new messages from arnavsinghraizada
arnavsinghraizada: You know that I can see that you've left me on seen right?
arnavsinghraizada: And it is usually me who leaves people on seen
thekhushigupta: who doesn't?
arnavsinghraizada: ??
thekhushigupta: who doesn't love jalebis?
thekhushigupta: wait
thekhushigupta: pls don't tell me you're one of those freaks who doesn't eat jalebis??
thekhushigupta: sorry i cannot continue working at a place where my values are mismatched
arnavsinghraizada: I don't eat jalebis and...you haven't started work yet
thekhushigupta: and i wont??? wdym you don't eat jalebis?
arnavsinghraizada: Don't worry. I'm not one of those freaks who hates jalebis.
arnavsinghraizada: I have diabetes
arnavsinghraizada: So I can't
thekhushigupta: oh, i'm sorry
thekhushigupta: makes sense
arnavsinghraizada: What?
thekhushigupta: you don't eat sweets so how can you even talk sweetly?
arnavsinghraizada: What the-
thekhushigupta: ngl i thought you were too good to be true, i should've known
arnavsinghraizada: Known what?
seen
iMessage
Arnav: Aakash
Aakash: Yes bhai?
Arnav: What does it mean if someone leaves you on seen?
Aakash: 🤣🤣🤣
Arnav: 😒
Aakash: Bhai, it means you got ghosted!
Arnav: Huh?
Aakash: It means she doesn't want to talk to you anymore
Arnav: But why?
Arnav: Wait! How did you know "she" doesn't want to talk to me?
Aakash: 🫢
Arnav: Di told you???
Aakash: Everyone was asking where you were...
Arnav: Wtf does everybody know???
Aakash: We didn't know it was hush-hush
Arnav: It wasn't
Arnav: Tell me NK doesn't know
Aakash: 😶
Arnav: Fuck
Aakash: Kya farq padta hai bhai?
seen
Arnav: DI!
Anjali: Kya hua chotte, chilla kyu rahe ho?
Arnav: Aapne Khushi ke baare me sabko bata diya?
Anjali: Nahi batana tha kya?
Arnav: Aapko pata toh hai di
Anjali: Kya?
Arnav: Nevermind
Anjali: Naniji puch rahi hai ki Instagram pe @/thekhushigupta hai unke saath tum gaye the kal bahar
Arnav: Haan
Arnav: WAIT NO
Anjali: Too late chotte 😂
Arnav: 😠
Anjali: 😂😂😂
Notifications (thekhushigupta)
gulabo_devyani followed you
anjaliiiii.r followed you
anjaliiiii.r liked your post
hellohibyebye followed you
hellohibyebye liked your post
mahendrarudrapratapsinghraizada followed you
laxmi.ji followed you
thekhushigupta
liked by theshyamjha, shyamjha, usershyam, hari_prakash, hellohibyebye, nandiii, anjaliiiii.r, arnavsinghraizada, aakash_r, gulabo_devyani, laxmi.ji and others
thekhushigupta well, at least the outfit slapped (I couldn't)
#aboutlastnight
view comments
usershyam khushiji aap bilkul apsara lag rahi hai
theshyamjha khushiji pls call me, humne aapko apna number bheja hai dm mein
shyamjha khushiji hume pata hai aap kaha rehti hain
gulabo_devyani Toh e pasand. rahi . chotte ki Anjali bitiya
⤷hari_prakash Ji nani ji, abhi bula ke laaye
anjaliiiii.r Khoobsurat 💖
hellohibyebye e ka pehni ho?? phati saree???
⤷nandiii It's the new fashion mausi ji 😌
arnavsinghraizada Interesting choice of words
⤷thekhushigupta 😏
TBC
<previous> | <next>
#just realised insta doesnt show the likes anymore my bad ignore the prev ones#this is more like a filler update so... bleh#ipkknd#arshi#ipk 13th anniversary fiesta#word prompt thingy
52 notes
·
View notes
Text
Love English music all you want, but NOTHING, I repeat NOTHING, hits harder than desi music. Like every single singer has their own trademark genre which they can execute PERFECTLY??
Can we talk about Arijit’s Mai gehra tamas tu sunehra sawera main tera in Kalank?
or his Tum sath ho ya na ho kya fark hai, bedard thi zindagi bedard hai in Agar tum sath ho?
or Tujh sang sukhi roti bhaye in Mast Magan? Ok leave that.
Lets talk about Atif’s Khayalon me lakho baaten yun toh keh gaya, bola kuch na tere saamne in Tu jaane na?
or Rafta rafta tera hua, tere bin mai hu benishan in Tera hua?
or Tenu lakhan ton chhupa ke rakhaan akkhaan te sajaa ke tu ae meri wafaa, rakh apna bana ke main tere layi aan yaara in Dil Diyan Gallan? Ok leave that
Let's talk about KK's Chaand Teri roshni ka halka sa ek saaya hai in Ajab Si?
Or dil kyun yeh mera shor kare, idhar nahi udhar nahi teri orr chale in Dil Kyu Yeh Mera?
Or lut Gaye hum teri mohabbat me in Tadap Tadap? Ok leave that.
Let's talk about Jubin Nautiyal's tum se jo mil gaye, Mausam khil gaye, khudse ladne Lage hum sawarne lage in sawarne lage?
Or Mausam mohabbaton ke, lamhe ye chahaton ke apne liya bane hai maan le in Gazab ka hai din?
Or tere bina main na rahu mere bina tu in raatan lambiyan? Fine, leave that as well.
Lets talk about Shreya Ghoshal's kaise huzurji ye lab dikhlaaye, chuppi lagake bhi gazab hai yeh dhaye in saibo.
Or Ye ishq haaye baithe bithaaye jannat dikhaye hain in ye ishq?
Or Dil bharta nahi, aankhen rajjti nahi, chaahe kitna bhi dekhti jaaun, waqt jaaye main rok na paaun in Thodi Der?
And DO NOT get me started on Mohammad Rafi, Kishore Kumar, Lata Ji, Asha ji and Sonu Nigam. Desi songs are peak lyrics, romance, emotion and vocals. You're straight up wrong if you think ANYTHING can beat that. I love Taylor, 1D and all, but Hindi songs? Absolutely unmatched!
Comment/reblog you favourite lyrics below!
#desi#arijitsingh#desi songs#hindi songs#atifaslam#jubin nautiyal#sonu nigam#kk#kishore kumar#mohammed rafi#lata mangeshkar#shreya ghoshal#desisongs
350 notes
·
View notes
Text
Songs That Fit Arnav Khushi
(part 1)
thanks to @honeybellexox for the amaze idea and @whateverworks21 half the songs!
“Jhoota hi sahi, pyaar toh kar” - Zara Zara
- - - - -
“Woh lamhe, woh baatein
Koi na jaane
Thi kaisi raatein
Hooo, barsaatein
Woh bheegi bheegi yaadein” - Woh Lamhe
- - - - -
“Kyun saans loon kyun main jiyu
Jeena bura sa lage
Kyun ho gaya tu bewafaaa mujhko bata de wajah” - Tere Bin
- - - - -
“Lagta hain yeh kyu mujhe,
Sadiyon se chaahu tujhe,
Mere sapno mein aake,
Apna mujhko banake,
Mujhpe tu kar ehsaan haai” - Jiya Dhadak Dhadak Jaaye
- - - - -
“Aa ja o meri jaan
Mere dil ka jahaan
Maange teri khabar
Dhoondhe tera nishaan” - Mann Ki Lagan
- - - - -
“Aadhi aadhi jaagi
Aadhi aadhi soyi
Aankhen yeh teri
Toh lagta hai royi
Lekar ke naam hamara” - Bheegi Bheegi
- - - - -
“Hai tujhe bhi ijaazat,
Karle tu bhi mohabbat” - In Dino
- - - - -
“Haya ko zara bhool jao,
Mere hi tarah pesh aao,
Ko bhi do, khud ko tum
Raaton main meri
Raaton main” - Labon Ko
- - - - -
“Aankhein teri, itni haseen…
Ke inka aashiq, main bangayahu,
Mujhko basale inme tu…” - Maula Mere Maula
- The End -
Tagging: @shaonsim @shiyaravi @randommultifandomstuff @urwatueat @isspyaar @onadaanparindey @pakki-ya-nahin @acroakingbird @sapnokiduniyaisalwaysbetter @thecharlesboyle @thenainitaldisaster @featheredclover @goals1024 @herelivesahobbit @honeybellexox @jaanedil @leila1 @lostafpanda @laadgovernorandsankadevi @laad-governess @zaphbeeblebrox @myloveforstuff @me-furiosa @noor1025 @maansiloves @exosexosekai @ajlsworld
90 notes
·
View notes
Text
IPKKND INCORRECT QUOTE - (2/n)
Payal rushed out of the SUV as they reached the supposedly 'suicide' spot- Scandal Point.
Arnav : Bohot hi stupid plan hai, itne loopholes hain. Tumhari jiji sahi keh rhi thi. Agar mujhe pata hota ki Akash ne kahan se kudna hai toh mujhe usse bachane jana chahiye ya tumhe ghar aake letter dena chahiye.
Khushi : Arre toh isme humari kya galti hai. Agar aapko theek se juth bhi nahi bolna aata. Agar aap kisiko aapni baat bhi nahi manwa sakte, toh matlab humara plan 'bekar' ho gaya...? Yeh kya baat hui...?
Khushi : Aap toh jiji ko keh sakte the na ki Akash ji aapki baat sunne ko bhi taiyyar nahi the, aur unhone aapko jald se jald, jiji ko woh chitthi dene ko kahan tha, toh woh toh maan hi jati na...?
Khushi : Apne aap ko bohot bada businessman kehte hain. Bade aaye, laad governor. *hmphs*
*Arnav giving his (in)famous ASR glare to her but to no effect*
*Khushi exasperated, gives him a side eye roll, walks away to her jiji*
Arnav : *splutters* Dammit...mere dimag mein kyun nahi aaya yeh.
Bitwa's Shaatir Dimag : Coz I don't like to work around that girl, we already had a talk about this.
Arnav : Yeah, right. How did I forget that, now shut up. *walks away*
Hehehe lol. Bitwa's Shaatir Dimag had a wild card entry.
Next One!
#arnav and khushi#arnav singh raizada#ipkknd#khushi kumari gupta#iss pyaar ko kya naam doon#Arshi#Bitwa's Shaatir Dimag does not like to work near 'THAT' girl#I know this was not the scene but this came to my mind#Bitwa could have easily convinced Payal due to his biznessman skilz#Bitwa iz a ishmart biznez man okay#But then we wouldn't have got the iconic 'kya bolun ab'#the first time i saw that scene i laughed so hard that i had to somehow#mute myself so that mom doesn't think i have gone mad#okay bye y'all folks#happy holi y'all go and watch the holi episodes and enjoy
8 notes
·
View notes
Text
A Heartfelt post
Read And really know more about Navratri… Raja Daksh ne vardan to maang liya tha Devi Aadhi Shakti ko apni beti ke roop mein paane ka, par apne vachan ka palan nahi kar paaye. Devi ne kaha tha unse ki agar unhone kabhi bhi Devi ko rusht kiya to vo unhe chodkar chali jayengi hamesha ke liye aur aisa hi hua. Jab Devi Sati ki love marriage hui Shivji se, to unhone unke rishte ko accept nahi kiya.
Unki shaadi ke baad Raja Daksh ne yagya ka aayojan kiya tha jisme unhone Shivji aur Devi Sati ke alawa sabko bulaya tha. Devi Sati usme shaamil hona chahti thi par Shivji ne mana kar diya kyunki unhe invite nahi kiya gaya tha aur bina invitation ke jaana unhe thik nahi laga. Par Devi Sati ne unki baat nahi maani aur akeli hi chali gayi. Vaha pohochne par unki maa ke alawa kisi ne unpar dhyan nahi diya. Pehle to sabne unko ignore kar diya aur fir baad mein Shivji ka bhi apmaan karne lage. Apne pati ka apmaan Devi Sati se saha nahi gaya to unhone yagya mein apne praan tyaag diye.
Shivji ko jab pata chala to unhone gusse mein Raja Daksh, Sati ke pita ka sir dhad se alag kar diya aur Devi Sati ki yaad mein idhar-udhar bhatakne lage aur aakhir mein jaakar tap mein leen ho gaye. Rakshason ne iska fayda uthakar devtaon par akraman kar diya. Unme se ek bahut powerful asur tha jise sirf Shivji ka ansh hi maar sakta tha. Aur Devi Sati ki mrityu ke baad unka beta kaha se aata. Isliye fir Devi Sati ne Parvati ke roop mein janam liya Raja Himalaya ki beti bankar. Aur Himalaya ki beti hone ke karan unko Shailputri naam se bhi jana gaya.
Ab Mata Shailputri ka vivah Shivji se karana tha, lekin vo tapasya mein leen the aur unka tap bhang karna, vo bhi tab jab vo extreme sad phase mein the, mtlb mrityu ko amantrit karna tha. To Devi Parvati/Shailputri ne thaan liya ki vo Shivji ko paane ke liye kathor tap karengi aur itna kathor tap karne ke karan unka naam Brahmacharini pad gaya. Finally, unki shaadi Shivji se ho gayi.
Shaadi ke time par Shivji, Devi Parvati aur sabhi Devgan busy the aur mauka dekh kar asuron ne hamla karne ki planning bana li. Jab Devi Parvati shaadi karke Kailash aayi, to asuron ne bhi Kailash par hamla bol diya. Par vaha vo kisi ka kuch nahi bigad paaye kyunki vo Kailash par entry hi nahi kar paaye. Entry kyun nahi kar paaye? Kyunki jab Devi Parvati shaadi karke Kailash aayi, to dekha ki sab kuch bikhra hua pada hai. Ghar mein saaf safai bhi nahi ho rakhi thi. To unhone apne ghar ki saaf safai ki aur fir puja-archna ki, jiski vajah se vaha bahut powerful positive energy utpann ho gayi. Isi karan asur Kailash par entry nahi kar paaye the. Iss incident ki vajah se unhe Kushmanda ke naam se jana gaya.
Iske baad Kartikey ka janm hua. Kartikey ko uss asur ka vadh karna tha jiske liye use bahut achi training ki jarurat thi aur vo training use uski mata se mili. Jiske baad usne uss asur ka ant kar diya. Jiske baad Kartikey ko Skand ke naam se jana gaya tha aur unhe ye naam apni mata ke karan mila tha. Isliye unki mata ka naam Skandmata pad gaya, yani ki Kartikey ki mata, Skandmata.
Ek baar kisi baat ko leke Mata Parvati ki Shivji se behes ho gayi, jiske karan unhone Kailash tyaagne ka decision le liya. Par uss vakt Ganesha bahut chote the aur aise mein agar Mata unhe chodke chali jaati to unhe Mata ka pyaar nahi mil pata aur unka bachpan unki Mata ke bina hi guzar jata. Par Mata ne to decision le liya tha aur vo final tha. Isiliye Mata ne Ganesha ko vardaan diya ki jab tak vo laautengi nahi tab tak vo bade nahi honge, bache hi rahenge.
Ek taraf Kailash par ye sab ghat raha tha aur dusri taraf Mahishasur ne kathor tap kar Shivji ko prasann karke unse vardaan manga ki use koi bhi Devta ya nar maar na sake. Use lagta tha ki sirf ye log hi powerful hote hain, isliye usne sirf males se hi protection maangi, women se nahi.
Idhar rishi Katyayan ne bhi Devi Parvati ka tap kiya aur unhe apni beti ke roop mein paane ka vardaan manga. Fir kya tha, asur to apne character ke hisaab se chal diye devtaon pe waar karne aur unpar vijay prapt karne. Idhar Devi Parvati jo Kailash ka tyaag kar chuki thi, unhone bhi rishi Katyayan ke ghar mein janm le liya jiske baad unka naam Katyayani rakha gaya.
Jab asuron ne devtaon ko hara diya to unhone tridevo se help maangi. Tridev bhi to men hi the, to vo bhi unki help nahi kar sakte the. Isliye unhone devtaon ko Mata ke paas bhej diya. Mata Katyayani unki help karne ke liye maan gayi. Mata Katyayani ne Mahishasur ka ant kar diya aur ghanta baja kar ye shubh sandesh sab tak pahuncha diya, jiske baad unhe Chandraghanta naam se bhi jana gaya.
Similarly, ek baar Raktbeej ne bhi devtaon par hamla kar diya tha aur firse vo Mata ke paas madad ke liye aaye. Raktbeej ko vardaan prapt tha ki jaise hi uski ek bhi boond prithvi par giregi, uske jaise hazaron Raktbeej aur paida ho jayenge. Mata Parvati apni samast shaktiyon ko yaad kar Raktbeej ka vadh karne chali gayi. Unhone Raktbeej ki puri sena ko kuch hi palo mein maar diya, jiske baad unhe Durga naam mila.
Ant mein, jab unhone Raktbeej ka sir dhad se alag kar diya, tab Raktbeej ka khoon prithvi pe girne ke karan hazaron Raktbeej aur paida ho gaye. Mata unhe maarti ja rahi thi, parantu unka to koi ant hi nahi tha. Akhir mein, Mata ne Raktbeej ka sir kaat kar uska khoon dharti par girne nahi diya, balki use apne kanth mein bhar liya. Mata ka ye roop bahut hi prachand tha aur fir unhe naam mila Kaalratri.
Raktbeej ka ant karke ab samay tha unke Kailash lautne ka. Kintu itne prachand roop mein vo Shivji ke saamne kaise jaati? Aur Ganesha bhi to abhi bache the, unhe unki Mata ka ye roop dekhne ko milta to vo kitna dar jaate. Isliye fir Mata ne bahut hi sundar aur shant roop liya aur laut gayi apne Kailash par. Mata ke itna sundar roop dekh Mahadev, yaani hamare Shivji, ne unka nickname Gauri rakh diya. Jiske baad unhe Mahagauri ke naam se bhi jana gaya.
Ab mata Parvati ashtsidhiyan prapt kar chuki thi jiski vajah se log unhe siddhidatri kehne lage. To story ka conclusion ye h ki navratri me hum alag alag Devi ki Puja nhi karte balki ek hi Devi ki ashtsidhiyon ki Puja karte h. Ek hi Devi k 9 naam h. Or iss story se hame ye bhi pata chalta h ki hum chahe to kuch bhi haasil kar skte h bas intention ache hone chahiye or karm nhi rukne chahiye.
Or ek sabse bada conclusion ye nikalta h ki Jo bhi hota h uske piche koi na koi reason jarur hota h. Kuch bhi yuhi nhi hota. Or sabkuch interlinked hota h.
Ye mera nazariya h…. navratri ki 9 days ki alag alag stories se maine ye conclusion nikala h…. You can share yours also.
©Himanshi Dargas
#writing#art#blog#blogging#lifestyle#love#photography#readers#reading#reality#wellness#summer#tourism#travel#life#flower#gardens#lakes#vibrant#flowercore#cottagecore#spilled ink#artists on tumblr#landsccape#paradise#nature#adventure#explore#autumn#kanha
3 notes
·
View notes
Text
ek muddat hui tumko dekha nahi. ik zamaana hua muskuraaye hue. ایک مدت ہوئی تم کو دیکھا نہیں. اک زمانہ ہوا مسکرائے ہوئ
Kis Musarrat Se Pahunche The Ham Bazm Mein Rooh Ki Tishnagi Ko Chupaye Huye
Saakiya Daur Aaya Chala Bhi Gaya Aur Ham Reh Gaye Jaam Uthaaye Huye
کس مسرت سے پہنچے تھے ہم بزم میں
روح کی تشنگی کو چھپائے ہوئے
ساقیا دور آیا چلا بھی گیا
اور ہم رہ گئے جام اٹھائے ہوئے
Kyun Nazar Pher Li Mujhse Mere Sanam Chupke Baithe Ho Kyun Dil Churaye Huye
کیوں نظر پھیر لی مجھ سے میرے صنم
چھپ کے بیٹھے ہو کیوں دل چرائے ہوئے
Ek Muddat Hui Tumko Dekha Nahi Ik Zamaana Hua Muskuraaye Hue
ایک مدت ہوئی تم کو دیکھا نہیں
اک زمانہ ہوا مسکرائے ہوئ
Maut Bimaar E Gham Ko Ab Aane Ko Hai Choro Ab Is Nadaamat Se Kya Faayda
Aakhiri Waqt Hai Hasn Ke Rukhsat Karo Dekho Baitho Na Yun Sar Jhukaye Huye
موت بیمار غم کو اب آنے کو ہے
چھوڑو اب اس ندامت سے کیا فائدہ
آخری وقت ہے ہنس کے رخصت کرو
دیکھو بیٹھو نہ یوں سر جھکائے ہوئے
Phool Ki Zindagi Ik Tabassum Sahi Ye Tabassum Bhi Har Ik Ko Milta Nahiham Ko Dekho Ke
Hum Hain Chaman Mein Magar Ik Zamaana Hua Muskuraaye Huye
پھول کی زندگی اک تبسم سہی
یہ تبسم بھی ہر اک کو ملتا نہیں
ہم کو دیکھو کہ ہم ہیں چمن میں مگر
اک زمانہ ہوا مسکرائے ہوئے
Shamma Bujhne Ko Hai Chaand Chchupne Ko Hai Raat Dhalne Ko Hai Dil Nikalne Ko Hai
Ab To Aaja Sanam Kabse Baithe Hain Ham Apni Palkon Pe Taare Sajaaye Huye
شمع بجھنے کو ہے چاند چھپنے کو ہے
رات ڈھلنے کو ہے دن نکلنے کو ہے
اب تو آ جا صنم کب سے بیٹھے ہیں ہم
اپنی پلکوں پہ تارے سجائے ہوئے
#urdu stuff#urdu poetry#shayari#urdu literature#nfak#literature#nusrat fateh ali khan#hindi shayari#hindi poetry#urdu aesthetic#desi aesthetic#desi girl#desi stuff#desi academia#desi culture
21 notes
·
View notes
Text
Nafrat
Ek masoom dil se nafrat apko , apki zindagi ko tabaah kar sakti hai , ye baat jinse nafrat ki jaa rahi ho usey pata ho ya na ho isse koi fark nahi padta..
Aapke dil ka liya gaya har irada darj hota hai , waqt rehte shayad in dino ko aap bhool bhi jaaye lekin waqt aapki dahliiz pe dastak de hi deta hai..Jisey hum sab apna bura waqt kehte hai.
Fir baukhlaane ki pareshan hone ki baari hamari hoti hai, jaha hamara koi sayebaan nahi hota.
Koishish kijiye jis maqsad ke liye aapke qalb yaani dil ko banaya gaya hai MOHABBAT, ye bas wahi kare..
Kyun ki..
"Aapke Dil ka liya gaya har irada darj hota hai."
— Shafin Khan @theshasays From My Unscripted Notes 2024
#urdu lines#theshasays#urdu poetry#novel#my writing#poetriesbysha#urdu literature#poets on tumblr#rekhta#spilled poetry#urdu shayari#today i learned#poets corner#new poets society
5 notes
·
View notes
Text
karwate hue tagada, sunye kese zamana hai bigada
*salon mein ghuste hi*
“aare Leela, aaj kal ka zamana
kya bigad gaya hai, haye rama!”
“kyun bigade hue hain bacche
iPhone hai unka khazana”
“arre hum khaate the aam
aur khushi se karte the kaam”
“par dekho na meri poti
nah khaye aam, na laddu, na roti!”
“arre yeh kya! no gluten, no cheeni, only zucchini
kya aafat hai na Jyoti?”
“kyun Sushmita sunn! tel mal mal ke laga!
meri beti bhi samjhe ki na hai oil replacement mein gun!”
“aur mera beta? aye haye, subah shaam tik tik tik on keyboard
ghar ki chehek ko bole chik chik chik, kyun pura din hun mein bored”
“haan haan Janki, yeh to hai! aaj kal ke log ke hain open mind
lekin kya phaida agar voh rahe din bhar apne darvazon ke behind?”
“dekho na mera pota, apne video game mein princess ke liye rakshas ko harata
lekin shaadi karne ke liye na ladki yah ladka nazar aata?”
“haan Jaya, maanti hoon mein ki hum thode buzurg hain
lekin masti ki hai jawaani mein, hain?”
“meri bahu hai ki kare din bhar kaam
kabhi meeting kabhi public speaking but no aaram!”
“Lajwanti sahi kehti hai tu! iss generation ka dil hai bada kamzor
bin pyaar ke situationship mein bhi hojati hai uski todh-phodh!”
“arre re jo bhi ho! it is what it iss sahi nahi Rekha,
aakhir zindagi mein dabbe rhene ka na lo theka!”
“haan ek baat hai sachh, sunno sabhi
zamana hai jaisa bhi, tumhari hai yeh zindagi”
“duniya ki na socho, jio jaise marzi!”
6 notes
·
View notes
Note
Kaisi Teri Khudgarzi, Na Dhoop Chune Na Chhaon
Kaisi Teri Khudgarzi, Kisi Thor Tike Na Paon
Bann Gaya Apna Paigambar, Tar Liya Tu Saat Samundar
Phir Bhi Sookha Mann Ke Andar, Kyun Reh Gaya
Re Kabira Maan Ja, Re Fakira Maan Ja
Aaja Tujhko Pukaare, Teri Parchhaiyan
Tooti Charpai Wohi, Thandi Purvai Rasta Dekhe
Dudhon Ki Malai Wohi, Mitti Ki Surahi Rasta Dekhe
Kaisi Teri Khudgarzi, Lab Namak Rame Na Misri
Kaisi Teri Khudgarzi, Tujhe Preet Puraani Bisri
Mast Maula Mast Kalander, Tu Hawa Ka Ek Bawandar
Bujh Ke Yoon Andar Hi Andar, Kyun Reh Gaya
Re Kabira Maan Ja, Re Fakira Maan Ja
Aaja Tujhko Pukaare, Teri Parchhaiyan
🍃🌸🌻🐚
ho kaun aap??😭 sending lyrics is a love language for sure.. but anon karke maat bhejaa karo pls
6 notes
·
View notes
Note
Koshishein ki sabh nakam hui,
Gun gun na rahe bas tera naam hi
Abh toh kaho ki kya baat hai
Hum se kaho ki kya ho gaya
De diya kisiko ya dil kahi kho gaya?
Gum ho rahe hum
Kho gaye bhi toh kya?
Kyun sambhal rahe ho,
Aa badhale kadam
Iss bheed mein bas do chehre hai hum
Shaam ho rhi hai aur kho rahe hai hum.
(Hii, hope ur doing well)
Wow this is amazing!! It's so beautiful i love it
Yes, I'm doing well. Wbu ? How are you ?
8 notes
·
View notes
Text
THIS SONG IS SO FUCKING RELATABLE 😩👍
Jisse chaha tha sabse zyada Wohi chhod ke mujhe aadha Gaya.. ha ha haa…
To jo chala gaya jane dona zindgi se Jise aaana hoga aayega vo zindgi mein Ab to, mujhe ghanta farak ni padta hai
Kyun ki ho gaya hai pyaar mujhe ab khudi se Ab jaana nahi kabhi uss bekhudi mein Or haan, ye pyaar vyaar baska na
4 notes
·
View notes
Note
Aankhon mein ankhen teri
Bahoon mein baahein teri
Mera na mujh mein kuch raha hua kya
Baaton mein baatein teri
Raatein saugatein teri
Kyun tera sab yeh ho gaya
main kahin bhi jata hoon
tum se hi mil jata hoon
tum se hi, tum se hi
shor mein khamoshi hai
thodi si behoshi hai
tum se hi, tum se hi 🫶🏼
4 notes
·
View notes
Video
youtube
Aulaad Ki Shaadi Me Dair Na Kare Shadi Allah (Subhanahu wa Ta'ala) ki be... Aulaad Ki Shaadi Me Dair Na Kare | Shaadi Allah (Subhanahu wa Ta'ala) Ki Beshumar Naimaton Me Se Ek Hai | Dr. Israr AhmedAulaad Ki Shaadi Me Dair Na Kare | Shaadi Allah (Subhanahu wa Ta'ala) Ki Beshumar Naimaton Me Se Ek Hai | Dr. Israr AhmedIs taaqatwar lecture mein, Dr. Israr Ahmed aulaad ki shaadi mein takheer na karne ki ahmiyat par zor dete hain. Shaadi Allah (Subhanahu wa Ta'ala) ki beshumar naimaton mein se ek hai aur iska bohot ahem kirdar hai ek mutawazan aur ikhlaqi muashray ko barqarar rakhne mein. Dr. Israr Ahmed is baat par roshni dalte hain ke bar waqt shaadi na sirf afraad ke liye faidamand hai balki khandan aur bary paimanay par Muslim community ke liye bhi ahemiyat rakhti hai.Video mein zair e behas ahem nukat:1. Shaadi ek naimat hai – Shaadi ko Allah ki taraf se ek rehmat aur naimat samjha gaya hai, jo insaan ki fitri zarurat ko poora karti hai aur usay gunaah aur fitno se bachati hai. 2. Fitnay se bachao – Dr. Israr Ahmed bayan karte hain ke shaadi mein takheer ghair zaroori khwahishat aur buraiyon ki taraf le ja sakti hai. Walidain ko taakeed ki jati hai ke wo apne bachon ki bar waqt shaadi ko yaqini banayein taake wo muashrati buraiyon se mehfooz rahen. 3. Sunnat ki takmeel – Shaadi karna sunnat hai aur iska waqt par in'iqad zaroori hai, jisse na sirf fitrat ka taqaza poora hota hai balki insani zindagi ko sukoon aur barkat milti hai. 4. Khandani dhaanchay ko mazboot banana – Bar waqt shaadiyan khandan ke dhaanchay ko mazboot banane mein madad deti hain, walidain, bachon aur susraal ke darmiyan hum aahangi ko yaqini banati hain aur ek munazzam muashray mein hissa dalti hain. 5. Zehni aur jazbati falah o behbood par asar – Dr. Israr Ahmed is baat par roshni dalte hain ke bar waqt shaadi jazbati aur zehni istehkam mein madad deti hai, kyunki yeh afraad ko zimmedari aur maqsad ka ehsas faraham karti hai. 6. Samaji aur saqafati dabao se bachao – Kuch mu'ashrion mein, maali ya samaji wajah se shaadi mein ghair zaroori takheer shadeed dabao ka baais banti hai. Dr. Israr wazahat karte hain ke Islam saada zindagi aur shaadi ki honsla afzai karta hai, jisse shaadi aasaan aur barkat wali ho jati hai. 7. Walidain ki zimmedariyan – Walidain ka ahem kirdar hai ke wo apne bachon ki sahih umar mein shaadi ko aasaan banayein, is baat ko yaqini banate hue ke wo apni zimmedariyan poori karein is se pehle ke unke bachay manfi asraat ka samna karein.Dr. Israr Ahmed ke baare mein: Dr. Israr Ahmed ek maroof Islami scholar thay, jo Quran aur Islami tarz-e-zindagi par apni baseerat afroz lectures ke liye mashhoor hain. Quran aur Sunnat ki gehri samajh ne la'tadaad Musalmanon ko Islami usooolon ke mutabiq zindagi guzaarne mein madad di. Unki hikmat aur wazahat aaj bhi logon ki zindagiyon par asar andaaz ho rahi hai.Yeh video walidain aur nojawanon ke liye laazmi dekhne ki cheez hai, kyun ke yeh shaadi ki ahmiyat, is ke faide, aur kyun ismein takheer afraad aur muashray ke liye shadeed nataij ka baais ban sakti hai.Dr. Israr Ahmed ke Official Channel ko mazeed baseerat afroz aur maloomati Islami material ke liye dekhein, share karein, aur subscribe karein. #AulaadKiShaadi #ShaadiIslamMeMaqam #DrIsrarAhmed #IslamicMarriage #Nikah #EarlyMarriage #IslamicTeachings #FamilyInIslam #MuslimCommunity#AulaadKiShaadi #ShaadiIslamMeMaqam #DrIsrarAhmed #IslamicMarriage #Nikah #EarlyMarriage #IslamicTeachings #FamilyInIslam #MuslimCommunity #AulaadKiShaadi #ShaadiIslamMeMaqam #DrIsrarAhmed #IslamicMarriage #Nikah #EarlyMarriage #IslamicTeachings #FamilyInIslam #MuslimCommunity#AulaadKiShaadi #ShaadiIslamMeMaqam #DrIsrarAhmed #IslamicMarriage #Nikah #EarlyMarriage #IslamicTeachings #FamilyInIslam #MuslimCommunity
0 notes