#kya karu iska ab mai
Explore tagged Tumblr posts
crookedneighbour20 · 28 days ago
Text
FIRST PRELIMS KHATAM HO GAYE YAYYYYYYYYYYYY
*cough cough* results aane wale hain
2 notes · View notes
samayy · 2 years ago
Text
The starlight
Kahani hai dosti ki
Ya yu khe lo ek dost ki...
Jise jante hue saalo ho gye
Jise mile mahino
Aur usse tassalli se baat kiye to mano arsa ho gya
Sehar ki talash me
Dono ab alag shehar me
Aaj yu hi yaad aa gai uski
To socha... (Call karu kya?)
Han kyu nai!
Par kambakt sawal aa jyega Ki
"aaj kaise yaad aa gai meri?"
Aur jawab... vo to hai hi nai (Bss yu hi)
Chalo rhene do...
Dekhu birthday kab hai iska... tab call krunga
Kmbakt abhi to 4 mahine baki hain
Par mera to pichle mahine hi tha; usne to message tk nai kia
Mai call krunga to sahi lgega
Dekhi jyegi!
Kuch yaade hain
Ek hard drive me kuch tasweere hamari
Vo dekhte hain
Ye to school picnic ki photo hai
Vo hamari nadaan hasi
Eighth Class ki hai
Ye class tenth ki exam party
Fruit beer ki trip me nachte hue><
Ye jab eleventh me uska school change ho gya tha fir hm 2 mahine baad mile thee
Arre ye uske 16th birthday ki pic; Aur ye mere 18th birthday ki; hm dono ke face pr cake (haha)
Aur ye 9th ki tuitions bunk krke party kr rhe thee hm
Aur jb hm last year mile thee
Ek pic tk nai li
Bhul gye honge shyad
Bss aaj ke liye itna hi
Ab aap sochenge ki isn't the title unjustified
"The starlight"
Ye to mera pyaar hai hamari dosti ke liye, uss dost ke liye
Undefined but truth.
3 notes · View notes
brightnessindarkworld · 4 years ago
Text
Itni buri tho nhi hu Mai Jo ab log mere se dur Jane lag hai mujse Apne apko alag Kar rah hai muje hai ho gyi thi Galti ek Baar iska matlb yeh nhi uski koi maafi nhi hai ha...mujse bolo Mai Kaha galat hu Mai thik Karu gi but plz abi muje mat Choro....Kya sach Mai Maine koi itni Bari Galti ki hai Jo Mai itna ganda behaviour deserve krti hu.....plz muje bhi tho koi samjo na Mai aisi nhi hu Jaisa muje logo ne Bana Diya hai
Tumblr media
2 notes · View notes
adultstories4u · 6 years ago
Link
Hi doston kese ho sab Mai aaj yaha ek story post kar raha hu hope aap ko pasand aayegi:shy:
[hr]
Akash…. oh…. Akash kya kar rahe ho beta kitni der se tum ko awaj derahi hu.. Aur tu he ki sun hi nahi raha he..
Yeh awaj Akash ki maa ki thi Jo apne ghar ke bahar diwar se lagkar bane chote se jhopde se rotiya pakate hue usko awaj derahi thi…
Par apni maa ke awaj ki koi parwah kiye bager Akash andar betha TV dekh raha tha… usne apni maa ki awaj sunkar bhi koi jawab nahi diya…
Par uski maa usko fir se lagatar 3-4 bar awaj deti he jisse Akash pareshan hokar bahar ajata he aur apni maa se kehta he…
Akash – kya huwa maa kyu chilla rahi ho thik se TV bhi dekhne nahi deti bolo kya kam he…
Maa( chule par roti pakate huwe)- sara din TV hi toh dekhta rehta he ja jakar nal par se pani lea ab toh sham ke waqt NAL par Jada bhid bhi na rehti..
Pani ka naam sunkar Akash burasa muh bana kar kehta he…
Akash- mujhe nahi bharna koi pani-wani……. Aur andar jane lagta he…
Maa (gusse me) – tu nahi jayega toh Kon jayega Sara din toh awaro ki tarha ghum ta rehta he… ya fir TV ke samne pada rehta he.. bas yahi ik kam toh karna hota he jiske liye bhi tu ana kani karta he ja jakar Jaldi pani laa…
Akash- mene ik bar kaha na ki mai nahi jaunga toh nahi jaunga bas…
Maa (chillakar ) – ha har bar yahi bola kar ki tune keh diya toh keh diya… padhai ka bhi yahi bola tha ki mene ka mujhe age nahi padhna toh nahi padhna bas… pata nahi isko kya huwa he achhe khase number se pass toh huwa tha par pata nahi kyu aage padhne se mana kardiya Aur tab se pata nahi kyu is tarha rehta he ki Kisi ka koi kam bhi nahi sunta Aur na hi thik se bat karta he………
Aur na jane uski maa kya2 bolti gai jiska natija yeh huwa ki Akash ne pareshan hokar apni saikil utha li Aur uspar 35 liter ke 2 can laga kar chal pada NAL par pani lane par jate2 bhi apni maa ko keh gaya….
Akash- Aap logo ko koi Lena dena nahi he is bat se ki mene aage ki padhai kyu nahi ki yeh Meri jindagi he mai kuch bhi karu…
Is bat se uski maa Aur gusaa hoti he aur na jane kya2 kehti he par maa ki ikbhi bat bina sune Akash NAL ki taraf chal deta he… Akash ko is bat se kuch fark nahi padta tha ki uske gharwale uske bare me kya sochte he unko usse kya umide he woh toh bas in sab batoko ignore karke apni hi dhun me rehta tha.
ik ajib tarha ka ladka bangaya tha woh in kuch mahino me. Har samay khush rehne wala Aur Kisi ke bhi koi bhi kam bina koi sawal ke karne wala ladka achanak se badal gaya tha.
Akash ko 10th me bade achhe no. mile the jiske madad se woh apne gharwalo ka sapna Jo isko ik architect engineer banta dekhna chate the woh pura kar sakta tha..
par achanak usne aage padhne se mana kardiya. Aur tab se uske andar kafi badlav dikhe, woh ab Kisi ki koi bat nahi manta tha Ya fir Jo dil kare wahi karta tha kabhi kabhi der rat tak ghar nahi ata ya fir sara din gahar se bahar hi nahi jata tha.. Aur har bar gusse se bhara rehta tha. Uske is badlav ko koi bhi nahi samajh pa raha tha… ghaewale toh uske is badle swabhav se kafi pareshan the par unhone bhi sab waqt par chhod diya tha.
Khairr.. Akash apne gusse se bhara huwa NAL par pahuch jata he (Jo ki us gav ke sare gharo se thoda dur tha) Aur jese hi woh waha pani bhar rahi ladkiyo ko dekhta he toh woh wahi ruk sa gaya..
Wese toh woh sari ladkiya uske pahchan ki hi thi kyu ki woh sab uske ghar ke pass hi ik gali me rehti thi (woh sab ik alag cast ki thi Jo apni ik alag language bola Karti thi jo Tamil se kafi had tak milti thi.. Aur unke kuch alag hi riti rewaj the) par uske wahi khade rehne ki asli WAJAH kuch Aur thi.
Aur woh thi AKSHADA (Akash ki bacpan ki dost jis se fir jawan hote hote bato ki duriya badh gai thi) jisko Akash Aaj kitne mahino bad dekh raha tha.. Aur uske pyare se chehre ko dekh kar Akash apni hi jaga par thamsa gaya tha.. uski dhadkane ruk si gai par fir achanak se uska dil jorose dhadakne laga. Usko najane kyu par akashda ko dekh kar usko aisa mehsus hota he jese usko duniya bhar ki khushiya mil gai ho. Aur uski khushi saf dekheja sakti thi…
Par Akash ki yeh khushiya achanak se kahi gayab ho gai kyu ki agle hi pal usko yad aya ki uski shadi ho chuki he.. Aur fir uski nazar uske chehre se hat kar akshada ke pure sharir par padti he Jo ik puri shadi- shuda aurat prarit ho rahi thi..
Aur yeh sab chije dekhne ke bad Akash ka dil rone laga usko ESA lag raha tha jese yeh sari chije uske dil ke tukde tukde kar rahi ho..
Usko dekhte huwe Akash apni tandra me najane kitne jakham apne dil par Aur sehta raha… fir usko hosh tab aya jab unme se ik ladki dusri adki par unki bhasha me chilla rahi thi…
Hosh me ate hi Akash pahle waha se jane ki sochta he. Aur woh waha se jane hi wala tha ki akshda ki nazar Akash par padti he. Aur jab Akash pata chalta he ki akshada usko dekh rahi he toh uske kadam apne Aap NAL ki taraf chal dete he..
Akash jakar akshada jis NAL par pani bhar rahi thi uske dusre side wale NAL ki taraf apne cans rakh kar Aur Apni gardan niche rakh kar uspe beth jata he.. woh jis taraf ke NAL par pani bharne ke liye betha tha, us taraf ke NAL par Sirf ik ladki apne hundi( ghade) me pani bhar rahi thi Aur baki sab akshada ki taraf ke nal par thi..
Akash waha bethe2 us NAL ko kos raha tha kyu ki Jo bhi ho akshada bhalehi uski bachpan ki dost kyu na ho par uske ek tarfa pyar ki shurwat yahi se hui thi.. yahi toh woh jaga thi jaha Akash usko jibhar ke dekhta tha.. uske intazar me yaha din bhar bethta tha
Par Aaj woh apne adhure pyar ka jimmedar is bechare NAL ko manta tha.. kyu ki agar yeh na hota toh Akash ko akshada se pyar na hota.. aur na hi baki sab hota.. Aur sab se badi bat na hi usko apna pyar adhura rehne ka woh dard milta..
Isse pahle ki Akash us NAL ko Aur kosta uspar kuch pani ke bundo ka chidkao huwa.. jiske karan Akash hadbada kar aage dekhta he. Akash ke is hadbadat ko dekh kar waha akshada ko chodh kar sari ladkiya khilkhila kar hasne lagti he. Fir unmese jisne Akash par pani ka chidkav kiya tha/ Jo uski taraf ke NAL par thi woh usko kehti he..
Ladki – mene tumko 2bar awaj lagai thi kyu ki Meri handi bhar gai he. par tum ho ki kahi khoye huwe the. Is liye tum par pani feka tha. Chalo ab pani bharlo pani jane wala he..
Akash uske is bat par kuch nahi kehta par usko gusse se ghurta huwa apne can ka dhakkan khol kar usko NAL ke niche laga deta he.. Aur us can ko pakad kar fir se niche dekhne lagta he.
Akash ka can abhi thoda hi bhara tha ki tabhi ik hath akar uske NAL ko thoda ghuma deta he. Jisse uske taraf ke NAL ka pani kam hokar ustaraf ke NAL ke pani ki speed badhti he.
Apne taraf ke NAL ki speed kam ki jane se Akash ko gussa ata he aur woh us hath wali ladki ko kuch bolne ke liye jese hi upar dekhta he. Uska gussa najane kaha gayab ho jata he kyu ki woh ladki koi aur nahi AKSHADA thi.
Usko dekh kar Akash fir niche dekhne lagta he.. Akash (man me) – kya yeh ladki pagal he Jo is tarha ki harkate firse kar rahi he.. tab bat alag thi Jo iske inhi harkato ki WAJAH se mujhe isse pyar huwa tha yeh jante huwe bhi ki iski shadi bachpan me hi ho chuki he.. Aur ab yeh yaha Sirf Kisi Aur ke amant ke torpar reh rahi thi..
par Aaj tum puri tarha se uski ho chuki ho AKSHADA Aur tum ab bhi wahi sab mujhe yad dilakar mere unjakhmo ko Aur gehra bana rahi ho…..
Isse aage ki Akash apne ankho me jama unansuo ko baha deta uske kano me akshada ki payri si awaj sunai deti he..
Akshada – kese ho Akash?
Uff… kya fill kar raha tha Akash us waqt yeh Bata pana mere liye bahut mushkil he..
Kherr.. Akash apni sari bhavnao ko chupate huwe usko jawab deta he..
Akash- th… ik huuu tum bo…lo kesi… ho..
Akash ki is ladkhdahat ko dekh kar waha khadi sari ladkiyo ko hasi ajati he.. jisse akshada unpar gussa hoti he.. Aur unko unki language me bahut kuch kehti he.. jisse woh sab ladkiya unse thoda dur jakar khadi hoti he..
Fir akshada Akash se- mai bilkul thik hu par tum istarha kyu hakla rahe ho.
Akshada ke is sawal ka jawab Akash se nahi diya jata Aur woh idhar udhar dekhne lagta he..( ab woh kehta bhi toh kya ki woh jis ladkise dilojaan se chahta tha woh Aaj usse pahli bar bat kar raha he..)
Akshada fir se – kya huwa ab chup ho gaye..
Akash – Ku..CH bhi to..h nahi mujhe kya ho..ga
Akashada- toh tum hakla kyu rahe ho..
Khud ko thik karte huwe Akash- are kuch nahi. bas itne dino bad Meri ek achhi dost mujhse achanak bat kar rahi he is liye thodisi juban ladkhada rahi thi..
Akash ke is bat se Akshada chup hojati he. Kyu ki yeh bat bhi Sahi thi ki usne hi 2 dosto ke bichh ki khamoshiwali deewar todi thi. Aur Akash bhi aage koi bat nahi karta uski toh abhi bhi Akshada se khud bat karne ki himmat nahi ho rahi thi..
Akshada kuch der shant rehti he fir jane kya sochkar fir se bat karti he..
Akshada- wese suna tha ki tum is sal kafi achhe no se pass huwe the Aur sarpanchji ne(Akash ke pitah) gav walo ko bahut achhi dawat di thi.. mujhe kafi khushi Hui thi yeh bat jankar tum ko bahut2 badhai ho.. Wese tum aage padhlikhke kya banna chahoge..
Akshada ki batse Akash usko ese dekhta he jese usne koi Galat bat Galat samay par kardi ho. Fir usse kehta he.
Akash- tumhara thanks par ab mene aage ki padhai chodh di he. Ab isse aage mai nahi padhne wala..
Akshada- kya?? Itne achhe no. Se pass hone ke bad bhi tum aage nahi padhrahe ho.. kya mai tumse yeh puch sakti hu ki akhir tum ne apni padhai kyu chodhi kyu ki tum ko toh padhlikh kar bada admi banna tha.. kya tum mere is sawal ka jawab de sakte ho..
Akash- ha yeh sach tha ki mujhe padhlikhkar bada admi banna tha. Par ab mujhe nahi padhna Aur nahi Kisi ko iski WAJAH batani he ki kyu mene yeh faisla liya..
(Ab tak Akash ke cans bhar chuke the. Is liye woh unko nikal kar apni saikil ke taraf lejata he.)
Akshada (pichese )- kya tum woh bat apne is dost ko bhi nahi bataoge..
Akshada ki batsun Akash kuch der rukta he fir- nahi yeh bat Kisi ko batane layak nahi he. Aur nahi Kisi ke sunne layak.
Akshada- bachpan me tumne hi ik bar kaha tha Akash ki ham dost he aur ham koi bhi bat ek-dusre se chupa sakte Aur ab tum khud hi mujhse kuch chupa rahe ho.. kya me iska Matlb yeh samjhu ki ab ham dost nahi rahe. Thik he toh yahi sahi..
Akash- nahi esi koi bat nahi he Akshada ham Aaj bhi dost he.
Akshada- nahi Akash yahi bat he isi liye tum nahi bata rahe ho(Aur apna ghada utha kar jane lagti he.)
Akash(uske samne jakar)- suno me Kisi se bahut pyar karta tha. Apni jaan se bhi jada. Mere sare sapne, Jo bhi me banna chahtatha woh sab uske liye hi the. Mai usko sari duniya ki khushiya dena chata tha. Par ab woh sare sapne tutgaye he kyu ki uski shadi kisi aur se hochuki he. Ab koi fayda nahi jindagi me kuch banne ka nahi ab mujhe kuch hasil karna he is jindagi me..
Kuch der chup rehkar Akshada.. Akshada- mai samajh saktihu Akash ki tum usko panasake is liye tum apni life me kuch karna nahi chahte aur ese bangaye. Par kya tum apno ke sath thik kar rahe ho jinhone tumhari aage ki jindagi ke liye kuch sapne dekhe honge..
Akash- tum kehna kya chahti ho
Akshada- mai tumhare pariwarwalo ki bat kar rahi hu Akash tum bhi jante ho ki unhone kitne sapne dekhe honge tumhare bareme ki tumko yeh banayenge, tum unka naam roshan karoge.. par tum apne akele ke sapno ki WAJAH se unsab ke sapno ko tod rahe ho ek bar tumko unke bare me bhi sochlkar aage koi faisla Lena chahiye tha..
Akash- Tum unke bare me bat kar rahi ho jinki WAJAH se hi yeh sab huwa he unko mere pyar ke bare me malum tha par unhone kuch nahi kiya. Aur toh Aur jab wohmujhse dur jane wali thi tab unhone mujhe isbat ka pata bhi na lagne diya Aur mujhe yaha se dur bhejdiya tha. Jab woh mere sath yeh sab kar sakte he toh fir mai kyu unke bareme kuch sochu batao mujhe..
Akshada- yesa nahi he Akash agar unhone yeh sab kiya he toh iske piche koi toh WAJAH hogi. Hamare ghaewale kabhi bhi hamare bareme bura nahi soch sakte Akash…
Akash- agar hamare gharwale hamare bareme bura nahi soch sakte toh tum mujhe yeh batao ki tumhare gharwalo ne kyu tumhari shadi bachpan mehi kardi thi. Kyu unhone tumhare bare me yeh nahi socha ki aage jakar tumhare bhi koi sapne honge tum bhi Kisi se apni marji se shadi karna chahogi batao mujhe kyu tumhare gharwalo ne tumhare sath esa kiya.
Akshada- tum is bat ko kahase kaha leja rahe ho Akash
Akash- nahi bat wahi he bas tum mujhe is bat ka jawab dedo ki kyu unhone tumhare sath esa kiya
Akshada- thik he toh suno unhone Jo bhi kiya he woh is samaj ke jhute ritiriwajo ki WAJAH se kiya is samaj ke dar ki WAJAH se kiya Aur rahi bat mere sapno kitoh Mera pahla sapna yahi tha ki mai hamesha apne pariwar ko khush rakhu Aur unke khushi ke liye hi mene unke is faisle ko manliya Akash..
Akshada- bas mai Aur ab Jada bat nahi karsakti hame der ho rahi he.. par Meri ek bad hamesha yad rakhna Akash pariwar hamesha pyar se badhkar hota he. Jaha pyar kamjor padega wahi pariwar tumhari takat banega..
Itna kehkar Akshada apni saheliyo ke sath chali jati he.
Akash( man me)- tum shayad sach keh rahi ho Akshada ki Aaj tum Meri nahi ho iski WAJAH mere ya tumhare gharwale nahi balki yeh samaj he jo Aaj tak apne purane ritiriwajo Aur kaydo se reh raha he. Isko Kisi ke pyar, sapno se koi farak nahi padta Kash yeh samaj ke ghatiya riwaj nahi hote Toh kash Aaj tum Meri hoti Akshada kash…
Idhar…. akshda aage apni sath ki ladkiyo ke sath tej tej chali jarahi thi.. Aur usko is bat ka pura yakin tha ki Akash uski bat jarur manega Aur fir se ik nai jindagi jiyega..
Woh sab jab Akash ke ghar ke samne se jarahi thi tab akshada Akash ki maa ko bahar khada dekh kar wahi raste par ruk jati he Aur uski saheliya aage nikal jati he..
Maa Aur akshada ik dusre ko kuch pal dekhte he fir achanakse akshada ki ankho se ansu chalak padte hai jisko is sham ke badhte huwe andhere me bhi maa ko dikhai dete hai.. fir woh Akash ki maa ko dekh kar hath jodti he jese ki woh Kisi bat ki unse mafi mang rahi ho fir woh waha Aur nahi Ruk pati Aur apne ansu pochte huwe lagbhag Bhag kar waha se chali jati he..
Maa bhi apne ansu pochte huwe andar jane lagti he.. Aur apne Aap se kehti he…
Maa- tumhara SHUKRIYA ada kese karu beti, Aaj Jo tum ne mere liye kiya he uski kimat ik maa kabhi nahi laga sakti.. Kash is samaj ke jhute kanun – kayde na hote, kash yeh riti-riwaj na hote, kash tum Meri bahu ban pati kash…. T ////////////////////////////////////////////// …………….. Hahaha Abe pagal Akash tu kabhi writer nahi ban sakta kuch bhi likh deta he..//////////////// KOMAL ne jese hi yeh last line padhi usko Akash par bahut gussa aya.. Aur woh is liye ki uske PATI ne yeh adhuri story apne ik purani dairy me likhi thi Jo komal ko Aaj subhah storeroom ki safai karte waqt mili thi..
Jab usne is dairy ko padhna start kiya toh usko usko yeh lagne laga tha ki Akash Kisi se pyar karta tha par woh apne pyar ko is samaj ke dar se paana saka Aur fir jese2 woh aage badhi tab usko is bare me yakin ho gaya tha par last me jab usne Akash ki – tu kabhi writer nahi ban sakta wali line padhi tab usko pata chala ki uska woh yakin, padhte waqt uske ankho me aye woh ansu sab bematlb ke the..
Kyu ki uske adarniy kamine pati ne(yeh komal ki soch he) us dairy me apni koi story likhi thi.. Aur is bat se usko kafi gussa araha tha ki kese uska budhu pati dairy me bhi apni koi story likh sakta he..woh Akash se is bat par jhagda karne ki sochti he… Par fir kuch soch kar woh hasne lagti he fir khud apne sir par ik chapat marte huwe khud se kehti he
Komal – budhhu tujhe bhi kis ne bola tha is dairy me likhi bato ko sach manne ke liye.. upar se is storeroom ki bhi safai puri nahi ki.. hmm…… chalo ab Jaldi se safai puri kardeti hu
Uske bad woh apne kam par lagjati he par kam karte samay bhi woh us story ke bare mehi soch rahi thi.. fir achanak se usko yeh yad ata he ki us story me Jo bhi jaga ya fir baki Jo bhi kaha tha woh sab Akash ke gaav se milta julta tha..
Ab komal fir se yeh sochne par majbur ho gaithi ki Jo bhi is dairy me likha he kya woh Akash ki sachhai he ya fir bas ik uski likhi hui story.. komal is bat par kafi sochti he ki kese is bat ka pata lagaye.. fir kuch der bad usko ik rasta mil jata he Aur woh Jaldi se apna kam khatam kar ke apne room me chaldeti hai Jaha Akash kuch kam kar raha tha..
Komal uske piche khadi hokar kehti he – toh Aaj konsi story likh rahe ho writer sahab
Akash piche mud kar- are kahski story Aur kahaka writer Bas kabhi kabhi kuch dimag me aye toh likh detahu, ha par jab bhi Aap ko dekhta hu najane kyu yeh dil kabhi ik shayar toh kabhi ik poet ban jata he..
Komal(jhute gusse se )- huh.. Aap Aur mujhe dekh kar shayar banjate he.. jao jao yeh maska Kisi Aur ko maro
Akash- are sach me Meri jaan agar kaho toh abhi ik adh shayri Aap ki khubsurti par sunadu
Komal- ji nahi iski koi jarurat nahi, wese bhi mai Aap ko lunch par bulane aai thi chaliye Jaldi, uske bad mujhe baki ghar ki safai bhi karni he..
Akash- are.. lunch ka kya he woh toh hota rahega pahle idhar aao Aur yeh dekho mene kya banaya he..
Fir Akash komal ko apne laptop me kuch dikhata he jisko dekh kar komal kehti he..
Komal – yeh kya he mujhe kuch samajh nahi araha..
Akash- yeh blueprint he hamare sapno ke ghar ka jisko Aap ke architect pati ne banaya he Jo jald hi pura hoga..
Komal- wow mai bahut khush hu..( kuch soch kar) isko ham maa ka naam denge..
Akash- thik he.. jesa tum kaho… (komal ke pet par hath rakh kar jo 2months pregnant thi) toh lage hath yebhi batado ki Aap ke is badmash bete ka kya naam rakhogi tum.
Komal-beta nahi hame ik pyari si beti hogi..
Akash- kya? Tum ne yeh achanak apna plan kyu badal diya tumhe toh beta chahiye thana..
Komal- ha par ab mujhe ik beti chahiye cute si pyari si jiska naam ham, (sochte huwe) hmm…. AKSHADA ha hsm AKASHDA naam rakhenge..
Akash ne jese hi akshada ka naam suna toh uske chehre ka rang udgaya, na jane kitne bhav uske chehre par umad ayethe jisko komal bhap leti he.. fir Akash apne chehre par ik bahut badi muskan lakar kehta he jese usko bahut badi khushi hui ho is se..
Akash- wah… bahut pyara naam he is se badhiya naam nahi ho sakta hamari beti ke liye..
Aur komal ko gale laga leta he.. par komal apne hi man me kuch soch rahi thi..
Komal- Aap ke samne achanak se akshada naam lene par Jo Aap chehre ke bhav badle the Aur fir yeh jankar ki yeh naam hamari beti ka hoga tab Jo khushi Aap ko hui usko dekh kar Mujhe yeh pakka yakin he ki yeh naam Aap ki jindagi me bahut ehmiyat rakhta he… par isse Aap ke prati Mera Jo pyar he woh kabhi bhi kam nahi hoga.. balki woh Aur badhta jayega kyu ki mujhe pata he ki Aap jitna pyar mujhse karte he utna pyar duniya ka koi pati apni biwi ko nahi kar sakta… I LOVE YOU AKASH….. LOVE YOU SO MUCH….
jis tarha komal apne man me kuch soch rahi thi thik usi tarha Akash bhi kuch soch raha tha…
Akash- I love you komal tum ne Aaj mujhe woh diya he Jo Meri kismat me kabhi nahi tha Aur woh thi Akshada… Hmmm sahi hai Akhir meri jindgi badlne wali vahi hai. Mujhe ayna dikahne wali vahi hai Mujhe sach dikhane wali vahi hai Kash woh meri hoti….. Kash….. Chalo woh meri patni na sahi Lakin meri beti banke mere ghar ko to roshan karegi Par ek baat mere jehan mein aa rahi hai ki akhir achanak se Komal ko Akshada ka nam kese sujha (Thoda dimag pe jor dene pe) Oh shit Yeh to aaj store room ki safai kar rahi thi Waha toh meri dairy rakhi hui thi Kahin isne Hey bhagwan Par yeh itni shant kese hai Bhagwan plz bacha Lena..
THE END
The post My story (COMPLETED) appeared first on Desi Stories.
https://ift.tt/eA8V8J
1 note · View note
lyricsocean · 5 years ago
Link
<p></p>
Album name:-Jane Anjane (1971) Singer: Asha Bhosle Actor:-Shammi Kapoor Lyricist:-Hasrat Jaipuri Music By:-Shankar Jaikishan
chahe tum pyar karo ya bekarar karo ram kasam bura na manungi chahe tum pyar karo ya bekarar karo ram kasam bura na manungi naino ka teer chahe is dil ke par karo ram kasam bura na manungi ram kasam bura na manungi
pani me bhig ke mai kapti hu pani me bhig ke mai kapti hu agni si or bhadke hafti hu agni si or bhadke hafti hu pahlu me aa bhi jao ab na inkar karu chahe tum pyar karo bekarar karo ram kasam bura na manungi ram kasam bura na manungi
aanhko me pyar liye jagti hu aanhko me pyar liye jagti hu milne ki roz dua mangti hu milne ki roz dua mangti hu jadu ye kaunsa hai iska udhhar karo ram kasam bura na manungi chahe tum pyar karo bekarar karo ram kasam bura na manungi ram kasam bura na manungi
tute ye ang jane kya hua hai tute ye ang jane kya hua hai machali umang jane kya hua hai machali umang jane kya hua hai chahe shikar bano ya fir shikar karo ram kasam bura na manungi chahe tum pyar karo bekarar karo ram kasam bura na manungi ram kasam bura na manungi
<p></p>
The post Haay Chaahe Tum Pyar Karo Ya Bekarar Karo Lyrics appeared first on Lyrics Ocean.
0 notes
tellytantra · 6 years ago
Quote
A Hate Love Story PROLOGUE Kabhi Kabhi zindagi ek aise mod par a kar ruk jati hai ki aisa lagta hai sab kuch khatam ho gaya… ab jeene ki ek bhi wajah nhi hai…sab tootne laga hai….bikharne laga hai…main bhi aaj toot chuka hu…bikharne laga hu…ab na toh mujh mein jeene ki himmat bachi hai or na hi takat….saans toh le raha hu par kiske liye….? Pata nahi….jee raha hu par kiske liye… pata nahi…ye dil aaj bhi dhadkta toh hai… par kiske liye…? Pata nahi… Zindagi ne mujhse mera sab kuch cheen liya…. Aur main… main kuch bhi nahi kar paya…aaj ek zinda lash jaisa mehsoos ho raha hai…roz marne ki koshish karta hu par yeh saali maut bhi toh nahi ati…aur ek hai uska khayal jo dil se nahi jata… uske bina zindagi adhuri hai…aaj yaha sab kuch hai bas woh nahi…kitna pyaar tha hum dono ke beech….. par kya pyaar kitni jldi khatam ho jata hai…? Main toh uske liye duniya chhod skta tha…magar usne mujhe ek baar mud ke tak nahi dekha…main chikhta raha chillata raha…par usne…kya itna hi kamzor tha mera pyaar…humara pyaar… ******Flashback****** In a college two boys were fighting with each other and all the students had gathered over there to watch the action show…. After all who misses the chance of entertainment and having Raghbir in the college it was obvious…just then the two boys came there running and got hold on Raghbir… 1 boy- Raghbir pagal ho gaya hai kya…chhod usko…who mar jayega yaar… But Raghbir was in no mood to spare that other guy…and some how he got out of the hold of those boys and again started beating that guy black and blue…But Raghbir’s friends came in between both of them and they literally dragged him out of there… Aman- Saale tera dimag kharab ho gaya hai kya….kitna peet dala tune usey….( still holding Raghbir) Raghbir- Ab tum dono chhodoge mujhe..? Rishi- NAAAAA… tu pehle promise kar maarega nahi… Raghbir- Abey nahi maarunga chhod toh de bhai… Then they both let him free…and Raghbir adjusted his jacket….and looked at his hand which was still bleeding… Raghbir- Rishi dekh yaar chot lag gayi…zara dawai la ke de…. Rishi- DAWAIII…? Raghbir- Haan bhai…dawai… Rishi ran to get the medicine and Aman shock his head in disbelief at his friend’s behaviour… Aman- Kya nautanki thi ye sab…? Raghbir looked at him with an innocent face… as if he hadn’t done anything…Aman got too irritated by his behaviour this time…. Aman- don’t try to give me that innocent look Raghbir…tera dimag kharab hai kya…? Kyu jhagda kiya tune uss Nikhil se…? Raghbir- Yaar mene kuch bhi nahi kiya… tu janta haina who kabse mere se pange le raha hai…par mene har baar usko ignore kiya…but today I lost it man…!! Aaj uski buddhi phir gayi thi shayad….ya may be upar se bulawa aa gya ho uska…usne mujhe thappad maar diya aa ke….or phir main kya karta….nahi control hua mujhse..mene lga diye uske teen chaar….. Aman didn’t said anything to him after all it wasn’t his fault at all…just then Rishi came there with a beer bottle in his hand…he handed the bottle to Raghbir… Rishi- Le bhai teri dawai…. Raghbir took that bottle….he opened it and poured some beer on his wound…a girl came there… and looked at the beer bottle then at the boys….and at Raghbir’s bleeding hand….(the girl’s name is Sakshi) Sakshi- Are you guys serious…Yeh beer tum logo ka first aid h…? Raghbir- Haan toh tu kya chahti hai… main pura taam-jhaam le ke chala karu apne sath…? Rishi- Haan ye toh roz ka kaam hai iska ladai-bhida kar ke chot kha ke baith jata hai…. Sakshi- Yaar bus karoge tum dono….raghbir ko joshi sir ne apne cabin mein bulaya hai…chalo.. Rishi- Yaar iss baar toh tu gaya… Raghbir- kya karenge suspend hi toh kar denge kuch time ke liye…I don’t care… Aman- Raghbir yeh thoda zyada ho raha hai…tera yahi behaviour raha na toh ho sakta hai who tujhko college se nikal dein…aur ye Mazak nahi hai bhai please samjh aur serious hojaa… All were worried about Raghbir…except him….they all went to the Dean’s office…Raghbir knocked at the door…and all the othe others stood outside the office… ****In The Cabin**** Joshi- Ohhh Mr.Raghbir Malhotra…the most handsome boy of the college….topper….basketball team captain….and if I’m not wrong then you were the one who has been getting student of the year award from last four years… Raghbir- Yes sir…. Joshi- But you know what…. You are still a zero…you know why….because you cannot control yourself at all…this is the third time in this month that I m getting complaint against you…And this time you have to give an written apology or otherwise you can takeyour NOC from the office…. Listening to the wordsof Mr. joshi… Raghbir looked at him for a second and turned to leave the cabin…and Mr. Joshi looked at him in disbelief and said….. Joshi- Main iska kya matlab samjhu Raghbir….tum maafi nahi mangoge…? Raghbir- Bilkul nahi sir… kyuki mujhe nahi lagta ki main galat hu… Outside the cabin… all his friends were too worried about him Rishi- Abey kya baatho rahi hai andar….kuch sunai bhi nahi de raha hai yaar…. Just then the door got open and there stood a very calm and composed Raghbir….he shut the door behind him… and without giving a single look to his friends he started to leave….. in the corridor his friends ran behind him….. Aman- Arey kahan ja raha hai…batayega kya hua….? Sakshi- Raghbir hum itna pareshan hain…aur tu bhao kha raha hai…. Rishi- abbey tu ruk…. Then Rishi catched him and Sakshi and Aman blocked his way….Raghir looked at them and smiled…. Raghbir- Arey yaar main bhaag thodi raha hu…. Tum log aise kyu behave kar rahe ho…? Aman- Kyuki humein teri tension hai yaar….bta na kya baat hui andar…? Raghbir- Joshi bola…..ya toh maafi mang ya phir college chhod de…. All had an horrified look on their faces because they knew Raghbir so well…he can never say sorry to anyone….thats not him…. Aman- Toh matlab….. Raghbir- Matlab mene boldiya…that I will not apologies to anyone….  Writer : Kaushiki The story is based on PragBir….it starts from Raghbir recalling the memories from past….whenhe was doing MBA from a well known college of delhi and pragati was doing hergraduation from the same..…I hope everything is clear and sorted now…. Chapter 1 Recap: Raghbir decided to leave the college…. Rishi- Hey buddy have you lost your mind…? Kya bole jaa raha  haiyaar…? ( what are you talking about..?) Sakshi- Abey isne peetoh nahi rakhi haina…? (Is he drunk..?) Raghbir- Yaar dekho…. meri galti nahi hai…main kyu maafi mangu…? (Listen guys…its not my fault…why should Iapologies…?) Aman- Isko kuch bhi kehne ka koi fayda nahi hai yaar…yeh nahi sunega…ab toh bhagwan bhi iska faisla nahi badal sakte…(leave it guys…he wont listen to anyone…now not even god can change his decision…) Raghbir- Aman….(raghbir hugged him) tu na bhai hai mera…kitne acche se jaanta haina tu mujhe…(Aman You are my brother….uh know me so well…) With that he again started walking Sakshi was continuously calling out his name to stop him but he didn’t listened to her…. he was at a distance from his friends when he turned around….All irritated… Raghbir- Yaar….will you guys please….!!!! And wooooooohhhhhh………he bumped into something….or rather someone…. All the papers got scattered hereand there….(a typical filmy scene) Raghbir was about to shout at that girl but when looked at her he was completely frozed at the spot….the girl looked athim all irritated and was scolding him…. Girl- are you blind….?Kya kiya ye sab…mere saare notes….ohhh god what will I do now…  But Raghbir couldn’t hear even a single word…he was lost… he was completely lost in the beauty of that girl… And she sat on the ground and started gathering her notes….but raghbir didn’t helped her (he was lost in his LaLa land) she looked at him and stood up….and said Girl- don’t you have manners…? Kyu ghur rahe ho…? Itni bhi tameez nahi hai kya ki help hi kar do…? (why are you staring at me…?) She started feeling uncomfortable due to his constant gaze…then suddenly Raghbir realised the situation and got embarrassed… Raghbir- I’m sorry….. Raghbir’s friends were watching the whole scene… and were totally shocked at Raghbir saying sorry to someone…. Aman- Yeh toh gaya….(He’sgone) Aman came and stood next to the girl and looked at Raghbir teasingly….who was still staring at the girl… Aman- Are you ok miss….?(As a gentleman he was…) Girl- Yeah I’m fine… An another girl came from behind (Bani)… she looked at her friend… and then at Raghbir and Aman….. and got worried as everybody in the college has witnessed raghbir’s aggression in the morning when he was beating Nikhil mercilessly…. Bani- Good morning Sir…(She wished Aman and Raghbir And the turning to the girl) Pragati….what are doing here….I was waiting for you in the liabrary…. Come on we are getting late for the rehersals…. Pragati- Yeah lets go…. Pragati gave a cool stare to Raghbir for the last time….and left with bani….And Bani literally dragged Pragatiout of there…And  Raghbir kept on watching her retreating figure…when they both were out of sight….Bani asked Pragati about that incident…And Pragati told her everything….and Bani was shocked and horrified both at the same time… Bani- Tera dimag kharab hai kya pragati…tujhe pata hai who kon hai…?(Have you lost your mind…do you know who he is…?) Pragati- Mujhe na toh pata hai…aur naa hi main jaanna chahti hu…(I don’t know….and I don’t even wantto know….) Bani- Pragati pagaloon waali baatein mat kar…. Who Raghbir Hai….Raghbir Malhotra….(Pragati don’t act insane…he is Raghbir…Raghbir Malhotra…) Pragati- Kon Raghbir…………Ohhhh shit….Raghbiiiirrrrrrrrrrrr……. Bani- Haan…..aur tune ussey kya kya bol diya….agar uske dimag ki hat jati toh…….woh tera band baja deta….. (Yes…..And look what you have done….) Pragati- Ab main kya karu yaar…?(Now what should I do..?) Bani- U should say sorry to him my dear…. Pragati- Yeah right…I’ll apologise to him….but not now…lets go we are getting late…. Now the scene shifts to Raghbir and his gang…. They were sitting in the canteen and everyone was looking at Raghbir…who was still looking lost….he was smilling like an idiot from the time he had seen Pragati….. Rishi- toh kya socha hai….? Abhi bhi apology letter nahi dega tu…?(So what have you decided…? StillYou will not apologise?) Raghbir- Pagal hai kya….?Main tum logo ko chhod ke kaise chala jau yaar….mujhe tum logo ki bahot yaad ayegi na…(Are you mad…? How can leave you all…. I’ll miss you guys a lot…)  Aman- Chal rehne de….jhut mat bol….humein pata hai tujhe who lakdi…kya naam hai uska….PRAGATIIII pasand aa gayi hai….( leaveit…. Don’t lie…as we all know that you have started liking that girl…. Pragati…) Raghbir- Hahahahahaha…..tu sach mein bhai hai mera… After sometime…… Raghbir was passing by the auditorium…..when he heard a melodious voice coming from there….he wasn’t ableto ignore that voice…and didn’t even got to know when he just entered the auditoriumand was standing in front of the owner of that voice…. Female: Kya hua…. tera wada….. Woh kasam….woh irada…. Bhulega dil…jis din tumhe….. woh din zindagi ka akhari din hoga…. It was none other than Pragati….Raghbir was mesmerized by her voice….she was having her eyes closed till know…but when she opened her eyes she found Raghbir standing in front of her….she got nervous due to his constant gaze…and wasn’t able to sing further…. Pragati- Yeh kahan se aa gaya….(Where did he come from)……(she mumbled to herself) Raghbir- Kya hua….tera wada…. Woh kasam….woh irada…. Bhulega dil….jis din tumhe… Woh din zindagi ka akhari din hoga….
http://jodifiction.blogspot.com/2019/07/pragbir-ff-hate-love-story-bepanah.html
0 notes
viralvideofunda · 6 years ago
Link
Ab ak aapne padha............
Tanhayi ke sehraa me jhulse apne paavo ke liye sheetal chhaya ki talash me nikli kajal aaj ek aisi aag me jal rhi thi jisne uski shaksiyat ko raakh kar diyaa tha. 
Ab aage..
Meri aankho ke saamne mano andhera chhaa gayaa .....meri maa ek Tawaif !!......mai cheekh uthi...
"Nhiiiii...jhooth bol rhe ho aap........meri maa aisi nhi ho sakti ...jhoothe ho aap..."mai cheekh rhi thi aur Sadanand meri halat se mje le rhe the.
"mai yha nhi rahta ..lekin iska ye matlab nhi ki mujhe pata nhi rhta ki mere bachche kaise hain kya kar rhe hain, kis se mil rhe hain.....Babulaal........!!!" sadanand ne aawaz lagayi.
" haan sahab" bahar se ek daudta hua aaya unki aawaz par......
" Dekho ye hai , maine ise sirf yha isiliye rakha hai ki mere bachcho ko koi takleef na ho....unhe nhi pata hota lekin mujhe har roj pata chalta rhta hai unki har harkat ke baare me.......kaha jaate hain kis se milte hain........jab se tumhara Alok se milna julana badha tabhi maine tumhare bare me sab pata lagaane lag gya...mere bete se mujhe aisi umeed nhi tha ki wo itni low class ladki ko pasand karega...”
kajal ne Runa ki or dekha , Runa ne aankho aankho me hi puchha kya hua.........
"Baji , us din unki baato se saaf jahir tha ki unhe is baat se koi problem nhi thi ki unka beta ya beti kisi se pyaar karte hain , balki unke liye galat ye tha ki wo ladki unke status ki nhi thi........ jaane kyu unhe ye ahsaas ni hua ki wo hamari muhabbat ke baare me isliye jaan paaye kyuki hmari muhabbat me paap nhi tha...............hm kuchh chupana chahte hi nhi the....Anjali ke bare me to kuchh nhi kaha baji ,haan shayad wo ladka unke standard ka tha...khair ," 
kajal fir aage batane lagi.......
Sadanand ne bahut kuchh kaha baji, bolte gaye, mai sunti rahi...............
“Mai samajh gayaa ki tum koi bahut hi chalak ladki ho...aur fir tumahre bare me pata lagwaya........mera shaq sach saabit hua...jitna socha us se jyada ghatiyaa nikli tum.........kya nam bataya hai re iski maa ka........." sadananad bade maje se puchh rhe the.
"Malik naam to nhi yaad.....par khabar pakki hai......." wo sahmaa se bola...
"koi baat nhi........ Tawaif ka kya naam??....Tawaif hai itna hi kaafi hai.......ja tu !!”
“haan, to ab bolo kya kahna chahogi......" sadanand jaane kya kya bol rha tha lekin mujhe aur kuchh samjh nhi aa rha tha ...shiway is baat ke ki meri maa Ek Tawaif hai...mera vajood aaj mujhe aur gandaa lagne laga tha...mai ek Tawaif ki beti thi aur shayad isiliye mujhe pata nhi tha ki mera baap kaun hai.
"kahogi kya....tumhara sach jo saamne aa gya...." Sadanand ko meri halat par shayad bahut khusi mil rhi thi.............mai jor jor se rone lagi..........
"kyu??kyu kiya maa tumne aisa......kyu???? aaj mujhe apne maa se nafarat ho rhi thi.
"Dafa ho jao yha se....aur kabhi Alok ke aas paas bhi nazar mat aana, warna fir kabhi nazar nhi aaogi......." Sadanand ki aawaz se mai ekdm saham gayi,....teji se daudati huyi main gate se bahar nikli aur pagalo ke jaise sadak par bhagne lagi.....Alok se door hone ka gam to tha hi lekin apne vajood pr ek badnuma daag lag jaane ka dard shayad us se kahi jyada tha.shayda mai apneaap se bhag rhi thi ya shayad apni muhabbat se.
Kuchh dur hi aayi thi...mai sadak par gir padi , aankho ke aansu ruk nhi rahe the...Alok ka saath chhin gya tha, mujh se meri pahli muhbbat chhin gayi thi.....mujhse to meri pahchan hi chhin gayi thi .....ek nayi pahchaan mili thi.."Twaif ki beti" ...ek aisi pahchaan jo maut se bhi badtar thi.
Maine soch liya thi ki ab nhi jiyungi .......us samay mai galat karti sahi karti, mujhe kuchh hosh nhi tha........jaha sadak par mai giri thi whi bagal me ek pull tha jiske niche nadi bah rhi thi...maine apne aansu pochhe daudakr pull par chadh gayi..nadi me chhalang lagayi hi thi ki kisi ne pichhe se pakadkar mujhe khinch liya..........
Mai us aadmi ke saath sadak par gir padi.......
"mujhe mar jaane do please...mar jaane do......kya ab mai apni marzi se mar bhi nhi sakti........kaun ho tum.........???."mai paaglo ki tarah ro rhi thi aur us se chhutne ki kosis kar rhi thi.
wo lagatar mujhe shant hone ko kah rha tha aur aakhir paresaan hokar ek jordaar thappad mere galo par jad diya....chehra jaise sunn ho gya....mere aansu ruk gaye...... maine nazar uthkar uski or dekha...
wo koi 50-60 saal ka aadmi thi..dubla patla sa......maila se dhoti kurta pahne......mai pahle kabhi us se nhi miil thi, maine sawaliya nazro se dekha use..mano us se puchh rhi ho ki ab mere marne par bhi duniyawalo ko aitraaj hai kya??.
"ek baar meri baat sun lo ...bhagwaan ke liye.." wo bade apnepan se bola...
Mai kuchh nhi bolli...ekbaar fir se aankho se aansu bahne lage.........mai chuchap uski or dekhti rahi..
“Aao pahle yha se chalo ...chalo beti......."usne mujhe pakad kar uthaya, maine bhi soch liya marne ki itni bhi kya jaldi , sun leti hu kya kahna hai inhe, wo bhi mujhse??
Thodi door aakar ek sadak ki kinare ke bade se ped ki niche mai baith gayi.wo shakhse kahi se pani ki ek botal le aaya.......maine uske israar karne par doo ghoont pani piya.........
"boliye kya kahna chahte hain...hain kaun aap??"mai badi mushkil se itna hi bol paayi.
"Sadanand ka admi hun beti......Babulaal ke saath tumhari maa ke bare me pata lagaane ka kaam maine hi kiya tha........Mumabi me hai tumhari maa......"usne mujhe ek kothe kaa naam bataya.,aadha hi bol paya.........
"chale jao yhaa se.......tum aayo ho mere hamdard ban ne...sadanand ke kutte....................chale jao is se pahle mai........." mai buri tarah bhadak uthi uski baat sunkar.wo chuchap lachaar sa whi khada rha.
“jao yha se....mar gayi meri maa, koi nahi hai mera........” mai fir se rone lagi.
"Mai to chala hi jaunga beti, lekin ek baat kah kar jaunga.........koi aurat apni khusi se Tawaif nhi banti, jism bechne ka dhandha wo sirf aur sirf majboori me karti hai..tab jab duniyaa ke sare raste uske liye band ho jaate hain........aur janti ho ek Tawaif ki zindagi me sab se takleef wala din kaun sa hota hai.........."
mai suni suni nazaro se use dekhti rahi..........
“Wo din sabse takleeef deta hai jab uski apni aulaad use tawaif kahti hai..jab uski aulaad us se apne baap ka naam puchhti hai.........” us din budhe vyakti ki baate mujhe achchi nhi lag rhi thi, lekin aaj mujhe lagta hai ki kitna sachcha tha wo.
Mai kuchh nhi boli..........
“Tum soch rhi hogi ki mai ye sab kyu bata rha hu, maine sadaa babu ki sari baaten suni jo unhone tumse kahi..........mujhe samajh me aa gya tha ki aaj tak tumhe apni maa ki asaliyat nhi pata thi............aur tumhara dard mujhse dekha nhi gaya.....jaane anjaane mai bhi tumhari is barbadi ka hissa ban gya..maaf karna beti mai bhi majboor tha....”
wo budha sachmuch dukhi lag rha tha...ek pal ko ruka fir bolne laga..........
“mujhe to bas yha kolkata railway station par ek aurat ke pichhe lagaya gya aur uska pata lagaane ko kaha gya....sadaa babu rajneeti wale hain, aksar aise kaam mujhse karwaya jaata tha......lekin mujhe nhi pata tha ki is baar ek masoom si bachchi unka nishaana hai......”
“...jis haal me tum unke ghar se nikli, mujhe lag rha tha ki tum aisi hi koi galti karogi ......isiliye tumhaare pichhe aaya...”
“to kya karu mai..........kya karu.........???? hai kaun mera duniyaa me.........kis ke liye jiyu??...........jo taane mai bachhpan se sun rhi thi ab wo aur tej ho jayenge.....meri muhabbat chhin gayi ........m..meri pahchan kho gayi hai..” mai bilakh bilkah kar rone lagi , ek baar fir se aaj mai akeli ho gayi thi..bahut akeli. 
“Mai janta hu tum par kya beet rahi hai....fir bhi kahunga ho sake to jakar ek baar apni maa se mil lena...sadababu bahut khatarnaak aadmi hain...tum ab unke bete se door rahna beti........jao yha se,....jao apni maa se mil lo......jab insaan takleef me hota hai to sirf apno ka saath hi uske dard par marham laga sakta hai......tumhari maa ko bhi tumhari jarurat hogi.......yu mar jaane se kya hasil hoga..........maut kisi bhi samsyaa ka hal nhi......”
Wo jaane aur kya kya bol rha tha, lekin mujhe bas yhi samjh me aaya tha ki - “jao ek bar apni maa se mil lo”.
Soch liya tha maine ki ek baar apni maa se jarur milungi......ek mauka to dungi unhe.... puchhungi ki kyu kiya unhone aisa..........puchhungi ki kyu jee mai ek anath ki tarah........puchhungi ki kyu mujhe naseeb nhi huyi mere bachpan ki khusiyaan........sbkuchh puchhungi......jo aaj tak nhi puchh saki thi.
..Wo budha aadmi mere saath saath mere hostel tak aaya.........maine laakh mana kiya par wo pichhe pichhe aata rha...........shayad use lag rha tha ki mai fir se marne ki kosis karungi.............maine soch liya tha bina apni maa se ek baar mile to nhi marungi.
Mai apne hostel ke gate par pahuchkar palati,us budhe ne mujhe us kothe ka naam aur adress ek baar fir se bataya,
“Mujhe maaf karna beti, khus raho........” bas itna hi kaha usne aur teji se palat gya......mai jab tak wo dikha use dekhti rahi aur fir wapas palatkar hostel ke andar chal di......
Maine ek hand bag me ek do kapde rakhe aur nikal padi mumbai ke liye ...apni maa se milne.
Mumabi pahuchakar maine kis tarah se kothe ke bare me pata kiya………...wo sab ab mai nhi doharana chahti baji, haan par ye ahsaas ho gya ki kisi ladki ke liye ek kothe ka pata puchhna hi apne aap me ek kahani hai...khair, mai jab wha pahuchi to mujhe pata chalaa ki meri maa hospital me hai.
Bhari man se Mai hospital pahuchi............
“Meri maa mar chuki thi baaji, sirf ek khat mere naam chhodakar.....aur kuchh paise”
“jaane kyu mujhe koi dukh nhi ho rha tha maa ke marne ka........tab tak nhi jab tak us khat ko nhi padha tha..........” Kajal dheere dheere sab bataye jaa rhi thi, us khat ko mano padh rhi thi, uski aankhe jal thal ho rhi thi.........Runa ki aankho me bhi aansu aa gaye the.
“Maine wo paise lene se inkaar inkaar kar diya aur wo khat !!...us poore khat me meri maa ne sirf maafi mangi thi mujhse............kuchh nhi likha tha ki mera baap kaun hai.........wo kothe par kyu gayi........wo tawaif kyu bani.............kuchh bhi nhi baji, sirf maafi maangi thi......shayad mere sawalo ka jawab meri maa ke paas nhi the.....isiliye bina kuchh bataye hi chali gayi.......” 
“Us din to maine apni ma ko maaf nhi kiya baji , lekin khud jis din maine pahli baar kothe par kadam rakha..us din maaf kar diya.........” kajal bol kar chup ho gayi thi.
Raat ke 2 baj chuke the, Runa bhi khamosh thi...
“Tu kothe par kaise pahuchi kajal......jis din tujhe mai pahli baar mili thi us din bhi puchha tha, laila se bhi puchha ............na tune bataya , na usne ...........jaane kyu mujhe lagta nhi ki asli vajah Lailaa ko bhi pta hai......bata....kaise aur kyu aayi tu kothe par............???”
“Baji, maaf kijiyega...........lekin ye mai nhi bata sakti......tab bhi maine nhi bataya tha aapko, aur aaj bhi nhi bata sakti..........” kajal ke chehre par ek sakhti aa gayi.........
“kajal bata de,,,shayad mai tere liye kuchh kar pau.....bata de meri bachchi.....”” runa use ykeen dilana chah rhi thi.
“aapko jo batana tha maine bata diya, mai Alok ko kaise janti hu ye bata diya...aur ye bhi bata deti hu ki uske baad mai alok se kabhi nhi mili.........aur kya batau......ab jo bacha hai use jaankar kuchh hasil nhi hona hai......aur......” kajal kuchh kahte kahte ruk gayi.
“aur kyaaa....” Runa ne puchha.
“kuchh nhi......ek baat bataiye...........aap kaise janati hain sadanand ko........jaise wo chaunka tha aapko dekhkar, aisa lagta hai wo bhi aapko achchhe se janta hai........” kajal ne ulte Runa se hi sawaal kar diya.
“kajal mai waqt aane par sab bata dungi....please mera bharosa kar....tujhe mujhpar bharosa karna hi hoga............bata mujhe......” Runa ne fir se minnaten ki.
“Thik hai runa baji.....hmesa badi bahan mana hai aapko......kar liya aap par aitbaar .......khaiye mere sar ki kasam ki kabhi aap kisi ko nhi batayengi jo mai batane ja rhi hu........aur agar aapne bataya to yaad rakhiyega kohinoor aapko fir kabhi nhi milegi is duniyaa me....boliye manjoor hai........” kajal ki baat se Runa buri tarah kilas gayi.
“par agar mai kisi ko bataungi nhi to................dekh tu samajh nhi rhi hai....mai sab tere liye hi kar rhi hu...bata mujhe.....”
“Nhi, fir jaane dijiye.........mujhe kuchh nhi chahiye.......mai khus hu........haan ek lamhe ko kamjor pad gayi thi mai.......lekin ab nhi...aap nhi jaanti baaji us ek baat se kitni jindagiyaan barbaad hongi........kuchh nhi kahna aur mujhe........so jaiye........” kajal ne sari baat hi khatm kar di.
“thik hai , nhi bataungi...teri kasam..khuda gawah hai..kabhi nhi kahungi kisi se....ab bata...........”
“ Thik hai baji to suniye............” kajal ne fir batana suru kiya............
kajal jo baat sari duniyaa se ab tak chhupati aayi thi ,aaj anjaane me wo jumman tak pahuch rhi thi..............jaane kiski jindagi daav par lag rhi thi.
Read Our Completed Stories Just Click Here
Familly Love Without Rules Cmpleted
Pariwar Me Chudai K Sukh Se Bada Koi Sukh Nahi (Completed
Baap Beti 
Behan Ki Chudai
 Bhabhi Ki Chudai
 Desi Chudai
 Gay Chudai
 Group Sex
 Hindi Chudai Kahani
 Lesbian Sex
 Maa Beta
 Meri Chudai
 Naukar-Naukrani
 Office Sex
 Other Languages
 Parivar Me Chudai
 Pehli Chudai
 Tamil Kamakathaikal
 Teacher Student Chudai Top Collection
Hello Girls And Aunties
 Name Farhan Rajpoot
Send Me Your Stories On
Whatsapp Number: +923200491056
1 note · View note