#kahin to hogi woh
Explore tagged Tumblr posts
coffeeandinsanityy · 2 years ago
Text
Jaane na kahan wo duniya hai
Jaane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi..
25 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 2 years ago
Text
Darakht
//
Tumblr media
maut ka ilaaj dhundh raha hai shayad, yeh darakht bhi meri tarah tanha hai shayad.
zindagi mein ab hariyali nahi hogi kabhi, bas lamhe apne gin raha hai shayad.
woh inteqal ki ghadi jo aankh micholi khel rahi, uske peeche peeche daud kar thak gaya hai shayad.
na paati hain saath, na chidiya ka ghonsla, sansaar ne faariq ise abhi se kar diya hai shayad.
hayaat ke haalaat apne bheetar samet ta hua, zindagi ka raaz kahin khoj raha hai shayad.
kya use gale laga loon main bhi? ya chum loon, mere saath use bhi khaai mein sulaa doon main shayad.
//
61 notes · View notes
kagazaurlafz · 2 years ago
Text
Tumblr media
Aaj bhi woh jhumke mere kamiz ke Jeb main pade yeh rah dekh rahe hai ki kab tumhare kaano main woh jhal'kenge,
Main apne haathon se uske baalo ko seh'lau aur woh jhumke tujh jesi hoor ki noor ko zara aur khubsurat banayenge.
Kab tumhare nigahoon se hum thodi der aur guftagun karenge,
Aur hum fir un jhumko ko uske kaano se lipte dekh pyaar main tumhare zara aur gir jayenge.
Aaj bhi main us severe ki pratiksha main bhin hu, ki kab meri subha tumhare chehre se hogi,
Aaj bhi main un lamho ke intazaar main hu ki kab hum apne kuch samay tumhari muskurahat ko niharne main zaya hogi?
Kya maine kabhi bataya hai ki tumhari Aankhen bhi us behthe jhadne se kahin Kam nhi,
Kya maine kabhi bataya hai ki meri Aankhen bhi tumhari gal mein Bane use til Ko kuchh usi tarah tarashti hai jaise ek lohar Sone ko.
Kya maine kabhi bataya hai ki shayad, main tumhe Aaj bhi bhula nahi paya hu,
Aur iski gawahi mere sehen main chupe Teri Eid ke aadhe chaand jesi hassi bhi deti hai.
Aaj bhi meri dhadkane bhi tumhare Kan mein bandhe use jhumkeki tarah hai aawas karte Hain.
Aaj bhi tum mere liye ek pura brahmand ho aur main usmain ek choota sa tara.
Ab aage likhu toh likhu kese??
Ki main bhul nahi paya tumhare baaton ko, tumhari harkato ko, tumhare sang bitaye har us lamho ko,
Ki kya kahu,
Ab aage likhu toh likhu kese??
Ye main aaj bhi main tumpar likh raha hu.
16 notes · View notes
unleashself · 1 month ago
Text
Kehte hai..
Roshan hai tujhse... dil ke daroo deewar mere..
Tu nazar toh aaya hai ek muddat baad- Ishq ke khyaal mere
Aur kahin suna tha..
Woh na mile toh shikaqat hogi aur mile bhi toh qayamat se pehle qayamat hogi..
Ab khuda se guzarish hai... qayamat zara jaldi ho jaye..
0 notes
hindikala · 3 months ago
Text
Tumblr media
Phir Kab Milogi (1974) - Kahin Karti Hogi Woh Mera Intezaar Lyrics in Hindi and English with Meaning (Translation) | Mukesh | Lata Mangeshkar | कह���ं करती होगी वो मेरा इंतज़ार #Mukesh #LagaMangeshkar Lyrics with Meaning: https://hindikala.com/hindi-songs-lyrics/phir-kab-milogi-1974-kahin-karti-hogi-woh-mera-intezaar-lyrics/
0 notes
hadikaesque · 3 months ago
Text
Accidentally listened to Kahin To Hogi Woh
Tumblr media
1 note · View note
ruksarcreations · 1 year ago
Text
youtube
❖ Kahin Toh Hogi Woh || Deva & Tara [𝒅𝒖𝒏𝒊𝒚𝒂 𝒋𝒂𝒉𝒂𝒏 𝒕𝒖 𝒎𝒆𝒓𝒆 𝒔𝒂𝒂𝒕𝒉 𝒉𝒂𝒊]
𝐛𝐮𝐭 𝐰𝐡𝐚𝐭 𝐢𝐬 𝐦𝐨𝐫𝐞 𝐭𝐫𝐚𝐠𝐢𝐜 𝐟𝐨𝐫 𝐭𝐰𝐨 𝐥𝐨𝐯𝐞𝐫𝐬 𝐭𝐡𝐚𝐧 𝐭𝐡𝐞 𝐞𝐱𝐜𝐫𝐮𝐜𝐢𝐚𝐭𝐢𝐧𝐠 𝐩𝐚𝐢𝐧 𝐨𝐟 𝐝𝐢𝐬𝐜𝐨𝐯𝐞𝐫𝐢𝐧𝐠 𝐭𝐡𝐞𝐲’𝐯𝐞 𝐥𝐨𝐯𝐞𝐝 𝐞𝐚𝐜𝐡 𝐨𝐭𝐡𝐞𝐫 𝐚𝐥𝐥 𝐚𝐥𝐨𝐧𝐠 𝐚𝐧𝐝 𝐜𝐨𝐮𝐥𝐝𝐧’𝐭 𝐛𝐞 𝐭𝐨𝐠𝐞𝐭𝐡𝐞𝐫 𝐨𝐰𝐢𝐧𝐠 𝐭𝐨 𝐞𝐯𝐞𝐫𝐲 𝐜𝐢𝐫𝐜𝐮𝐦𝐬𝐭𝐚𝐧𝐜𝐞 𝐢𝐧 𝐥𝐢𝐟𝐞 𝐭𝐡𝐚𝐭 𝐩𝐚𝐫𝐭𝐞𝐝 𝐭𝐡𝐞𝐢𝐫 𝐰𝐚𝐲𝐬?
1 note · View note
theoverthinkinglover · 1 year ago
Text
I wrote this poem over a month ago. Haven't named this one yet, help me out please?
Nothing, just me manifesting my delusional situationship
Koi baat nahi, agar mai aap ki nahi.
(no worries, if I'm not yours.)
Koi baat nahi, agar mai wo nahi jo aapke khayalon ki kalpana ho.
(no worries, if I'm not what makes up your imagination.)
Bas is baat ka gumaan hai mujhko,
(I'm just satisfied,)
Har roz aapse do baatein kar pati hu.
(that I get to talk to you.)
Isi baat ka gumaan hai mujhko,
(I'm just satisfied,)
Ki mere khayalon mein bas aap hi ek hain.
(that you're the only one in my imagination.)
Nahi pata mujhe, aage kya hoga.
(I don't know what will happen in the future.)
Nahi jaanti, kabhi mera aapse ek dost se zyada koi nisbat hoga.
(I don't know, if I'll ever have any relationship with you other than being a friend.)
Dil ko bas sukoon itna hai, aap zindagi mein to hain,
(my heart is satisfied because atleast you're there in my life,)
Bas sukoon itna hai, aap aankhon ke saamne to hain.
(there's the satisfaction, that atleast you're in front of my eyes.)
Jab ojhal ho jate hain, darr sa lagne lagta hai.
(when you're out of my sight, I get scared.)
Kahin ye bas ek sapna toh nahi? Kahin bas aap khwaab ka ek hissa toh nahi?
(what if all this is a dream? What if, you're just a figment of this thing called a dream?)
Jo bas Mere hai, lekin sirf khwabon mein, kyuki asal mein to aap hain hi nahi.
(who's just mine, but only in my imagination, because in reality you aren't really mine.)
Agar sach mein humara ek hona likha hai, mujhse zyada khush shayad hi kisi aur ko hona hai.
(if we're actually bound to be together, I doubt there's anyone else who'll be as happy as me.)
Lekin agar nahi, to door se hi aapko niharke khush hu mai.
(but if not, I'll just admire you from afar, and be happy.)
Kyuki Kam se kam aap hain to, mere saamne, bas mujhse kuch door.
(because atleast you're there, in front of me, even if a bit far.)
Aur mujhe kuch nahi chahiye.
(I don't want anything else.)
Aapko kho dene ka gham seh nahi paungi mai, bas toot jaungi, isliye thoda aur zyada darrti hu mai.
(I won't be able to suffer the wound of losing you, I'll break down, that's how much I'm scared to lose you.)
Anjaan Hain aap, in sab baaton se,
(you're unaware of all these talks,)
Anjaan Hain, ki mere liye aap ek dost se zyada khaas Hain.
(you're unaware, that you're special for me, more than a friend.)
Himmat nahi mujh mein, ki saamne se aakar bata sakun, kya hai na, aapko khone se darrti hu.
(don't have the courage in me, to come up to you and confess, because you know, I'm scared I'll lose what I have with you.)
Woh bahut pyari hogi, aapki aankho ka tara hogi.
(she must be really nice, must be the apple of your eye.)
Kabhi mili nahi hu usse, lekin aapki baaton se use apne saamne paaya hai.
(I haven't ever met her, but I've pictured her from your words.)
Pehle sochti thi, ki usme aisa kya hai jo mujhme nahi,
(I used to think before, why is she superior than me, what's there in her that isn't in me,)
Ab sochti hu, jaise aap Mera sukoon hain, wo bhi aapke liye kuch Kam nahi.
(now I think, the way you're my peace, she mustn't be any less than an anchor for you.)
Kismat se bheja Gaya, kudrat ka noor hain aap,
(you're Godsend, a miracle of Nature,)
Meri har khushi mein uparwale ka rubab hain aap.
(you're the blessings of God in my every happiness.)
Aur jis kisi ki zindagi mein aaye, kuch pal roshan kar diye, use khush hone ke 2-4 bahane de diye.
(You light up a few moments of whoever had the fortune to have you in their lives, gave them 2-4 reasons to have a bright smile on their lips.)
Thodi der ho gayi mujhe, par jo aitbaar mere mann mei aapke liye hai, wo wahin ka wahin, waise ka waisa hi hai, bas aapke intezaar mein;
(I got a bit late, but the love I have for you, is where it was, how it was, just waiting for you;)
Woh wahin ka wahin waise ka waisa hi rahega muddaton tak, yunhi, aapke intezaar mein.
(it's going to be there for ages to come, just like that, just waiting for you.)
~ K ♡
(update- I'm probably over this situationship. Who knows.)
0 notes
notationsworld · 1 year ago
Text
Kahin To Hogi Woh Guitar Tabs For Beginners | VERY EASY
Kahin To Hogi Woh Guitar Tabs Is Now Available On NotationsWorld. Hope This Tabs Is Useful For You. For More Guitar Tabs Keep Follow NotationsWorld. Kaheen tooh kaheen tooh hoogi wooh B| --1--1--3--3---1--1--3--3---1--1--3--3--- Duniyaa jahaan tuu meere saath hein G| ---------------------------3--3---3--0-- B| --6--4--4--3--3--1--1------------------- Chahaa main chahaa tuu aurr jaan B| --1--1--3--3---1--1--3--3---1--1--6--3--- Bass teere meere jazbaat hein G| ---------------------------3--3---3--0-- B| --6--4--4--3--3--1--1------------------- Hoogi jahaan sabaa teeri D| --3---------------------------------- G| ------0--2--3---5--5-7-5--3--3--- Palkoon kii kiranoon main D| --3--------------------3---------- G| -------0--2--3---2--------2--0-- Loori jahaan chaand kii D| --3---------------------------------- G| -------0--2--3---2--2--3--7-5-7-- Sunee teeri bahoon main G| --5--7-------------------------- B| ----------6--6---3--6--6-8--- Jaanee naa kahaan wooh duniyaa hain D| --0--3----------------3--3---5--5--- G| -----------3--5--7-------------------- Jaanee naa wooh hain bhi yaa nahin D| --------------------------3---3--3-- G| --0--3--5--7--8---0--------------- Jahaan meeri zindagii mujhsee D| ----------------------------3---5--5---- G| --3--2--3--2--3------------------------ B| ----------------------3------------------ Itnii khafaa nahin D| --3--------------------------- G| -------0--0--3--2---5--3--- Jaanee naa kahaan wooh duniyaa hain D| --0--3----------------3--3---5--5--- G| -----------3--5--7-------------------- Jaanee naa wooh hain bhi yaa nahin D| --------------------------3---3--3-- G| --0--3--5--7--8---0--------------- Jahaan meeri zindagii mujhsee D| ----------------------------3---5--5---- G| --3--2--3--2--3------------------------ B| ----------------------3------------------ Itnii khafaa nahin D| --3--------------------------- G| -------0--0--3--2---5--3--- Sanseein khoo gayi hain kiski aahoon main Main khoo gayi huu jaanee kiskii baahoon main Manziloon see raaheein doodhtii chali Khoo gayi hain manzil kaahin raahon main Kaheen toh kaheen toh Hain nashaa Teeri meeri harr mulaaqaat main Hooton see hooton koo Choomti oo rehtee hain hum harr baat pee Kehtee hain fizaa jahaan Teeri zameen aasmaan..... Jahaan hain tuu meeri hassi Meeri khushii meeri jaan.... Jaanee naa kahaan wooh duniyaa hain Jaanee naa wooh hain bhi yaa nahin Jahaan meeri zindagii mujhsee Itnii khafaa nahin Jaanee naa kahaan wooh duniyaa hain Jaanee naa wooh hain bhi yaa nahin Jahaan meeri zindagii mujhsee Itnii khafaa nahin Jaanee naa kahaan wooh duniyaa hain Jaanee naa wooh hain bhi yaa nahin Jahaan meeri zindagii mujhsee Itnii khafaa nahin Read the full article
0 notes
indiesole · 2 years ago
Text
Indies (Lifetime) Playlist Tributes to Music Legends ! - PART 6
A. R. RAHMAN 's TOP 470 (HINDI) COMPOSITIONS ! :
Yt Link:
Roja (Hariharan) -Roja
Chhoti si aasha – Roja
Yeh haseen vadiyaan – Roja
Roja (Balasubramaniam ) – Roja
Nahin saamne – Taal
Kya dekh rahe ho tum – Taal
Kaliyon si palken hain – Vishwa vidhaata
Gurus of peace
Vaishnava janato
Aayo re sakhi – water
Kuch bhi na socho – Bombay
Taal se taal – Taal
National anthem
Rukmini rukmini – Roja
Aankhon me ummeedon ke – Bombay
Man mohanaa – Jodha Akbar
Tumre bhavan mein – Delhi 6
Ik onkar –Rang De Basanti
Kun faya kun - Rockstar
Piya Haji Ali – Fiza
Khwaja mere khwaja – Jodha Akbar
Tu hi re – Bombay
Kehna hi kya – Bombay
Piya ho – Water
Hosanna – Ek Deewana Tha
Dil se re – dil Se
Muqabla muqabla – Humse hai muqabla
Urvashi Urvashi – “
Kal nahi tha voh kya hai – Vishwa vidhaata
” (sad version)
Hamma hamma – Bombay
Gopala gopala – Hum se hai muqabla
Premika ne pyar se – “
Kuchi kuchi rakma – Bombay
Ghanan ghanan – Lagaan
Rang hai – Meenaxi
Chhaiyya chhaiyya – Dil Se
Maa tujhe salaam – Vande Mataram
Mangal mangal – Mangal Pandey The Rising
Main tumhara – Dil Bechara
Nadaan parindey - Rockstar
Luka chuppi – Rang de basanti
Yeh jo des hai tera – Swades
Sofia – 99 songs
Jeans theme song – Jeans
Dil hai sanam dil – Chor chor
Sharminda hoon – Ek deewana tha
Naina neer – water
Mustafa Mustafa – Duniya dlwalon ki
Pal pal hai bhari – Swades
Sun ri sakhi – Hum se hai muqabla
Sagar se milne – Hum se hai muqabla
Kehta hai mera yeh dil – Jeans
Nazron ke milne se – Vishwa Vidhaata
Gum sum – Ada
Kaliyon si palken – Vishwa Vidhaata
Tu kuja – Highway
Dheemi dheemi – 1947 Earth
Dheeme dheeme – Zubeidaa
Roja roja – Dil hi Dil Mein
Aye nazini suno – Dil hi dil mein
Dola dola – Dil hi dil mein
Radha kaise na jale – Lagaan
Kahin aag lage – Taal
Gori god bhari – 99 Songs
Chanda re – Sapnay
Bharat humko – Roja
Anjali Anjali – Tu hi mera dil
Mil gaye mil gaye – Love Birds
Yeh chandni teri chahatein – Tu hi mera dil
Yeh rishta – Meenaxi
Bhor bhaye – Delhi 6
Maahi ve – Highway
Ay hairathe – Guru
O ri chhori – Lagaan
Enna sona – Ok Jaanu
Tum ho paas mere – Rockstar
Saton sur mil jaye toh – Tu hi mera dil
Ishq bina – Taal
Tere bina – Guru
Sarsariya – Mohenjo daro
Patakha guddi – Highway
Shyam rang bhar do – Water
Maine bheja hai sandesh – Hum se hai muqabla
Ek ladki thi – Love you hamesha
Ranjha ranjha – Raavan
Jashn –e baharaa – Jodhaa akbar
Chand aya hai – Dil hi dil mein
In lamhon ke daman mein – jodhaa Akbar
Tare ginn – Dil bechara
Tum ho meri nigahon mei – kabhi na kabhi
Zariya
Ae ajnabi – dil se
Kismat se tum – Pukar
Pyaar yeh jaane kaisa – Rangeela
Dost hai – Ekk deewana tha
Maya machhindra – Hindustani
Alaahda – Lekar hum deewana dil
Kahin toh hogi woh – Jaane Tu ya jaane na
Saathiya – Saathiya
O paalanhaare – Lagaan
Desh ki mitti – Bose the Forgotten hero
Lattoo – Ghajini
Gup chup baatein – Love you hamesha
Mehendi hai rachnewali – Zubeidaa
Heer – Jab tak hai jaan
Sunta hai mera khuda – Pukar
Saiyyan – Nayak
Jaana jaana - Duniya dilwalon ki
Na ho kal jab – Love Birds
Phoolon jaisi – Hum Se Hai Muqabla
Thoda thoda pyar – Priyanka
Tauba tauba – Jeans
Humnawaa – 99 Songs
Dhuan dhuan – Meenaxi
College ke saathi – Duniya dilwalon ki
Pagal anukan – Robot
Chupke se – Saathiya
Roop suhana lagta hai – The Gentleman
Mera rang de basanti – The Legend Of Bhagat Singh
Yeh tara woh tara – Swades
Yun hi chala chal – Swades
Naina milaike – Saathiya
Dil gira dafatan – Delhi 6
Sunn bhavara – Ok jaanu
Khamosh raat – Thakshak
Katiya karoon – Rockstar
I’ve been waiting – Jhootha hi sahi
Jwalamukhi – 99 Songs
Jhoom jhoom nacho – Chor Chor
Once upon a time – Lagaan
Maiyya yashodha – Jhootha hi sahi
Maula wa sallim – Ok jaanu
Ajooba – Jeans
Tum tak – Raanjhanaa
Ruth aa gayi re – Earth 1947
O humdum – Saathiya
Mangalayam – Saathiya
Aye udi udi udi – Saathiya
Chhalka chhalka – Saathiya
Sunle o janam – Tu hi mera dil
Jee lein – Ok jaanu
Mohenjo daro – Mohenjo daro
Sindhu maa – Mohenjo daro
Hum dum pyaara – Vishwa vidhaata
O aashiqua – 99 Songs
Suhana sama – Shivaji The Boss
Tum mera ha – Ada
Milo wahan wahan – Ada
Geet gaoon – Raunaq
Jab tak hai jaan – Jab tak hai jaan
So gaye hain – Zubeidaa
Bhangari marori – Water
Sona nahi na sahi – One 2 ka 4
Chhodo mori baiyaan – Zubeidaa
Kya hai mohabbat – Ekk deewana tha
Khulke jeene ka – Dil bechaara
Pyara sa gaaon – Zubeidaa
Chhalla – Jab tak hai jaan
Teri nazar – 99 Songs
Aawara bhawaren – Sapnay
Jogiya jogiya – The Legend Of Bhagat Singh
Ishq ada – Ada
Hai na – Zubeidaa
Boondon se baatein – Thakshak
Np problem – Love Birds
Dilli 6 – Delhi 6
So gaye hain – Zubeidaa
Mahive – The Legend Of Bhagat Singh
Raanjhanaa hua – Raanjhanaa
Azeem o shaan shahenshah – Jodha Akbar
Pyare panchhi baahon mein – Hindustani
Mujhpe toofan uthaye – Tehzeeb
Hai jaana hai jaana – Pukar
Raat ki daldal – Earth 1947
I am more
Dil dooba hai – Lingaa
Tu hai – Mohenjo daro
Tu mera hai – Ada
Sadda haq – Rockstar
Sarfaroshi ki tamanna – The legend Of Bhagat Singh
“ (sad version)
Piya milenge – Raanjhanaa
Satarangi re – Dil se
Aur ho – Rockstar
Sabaq aisa – Tehzeeb
Nazar laaye – Raanjhanaa
Khilli re – Raavan
Chhod chala nirmohi – Muthu Maharaja
Kabhi kabhi aditi – Jaane tu ya jaane na
Tu shining – Lekar hum deewana dil
Ok Jaanu – Ok Jaanu
Meherbaan – Ada
The humma song – Ok jaanu
Ranjha ranjha (remix) – Raavan
Ishwar allah – 1947 Earth
Aabhi jaa – Raunaq
Rangeela re – Rangeela
Columbus columbus – Jeans
O bhavre - Daud
Sach kahoon – Raunaq
Strawberry aankhen - Sapnay
Tu bole main boloon – Jaane tu ya jaane na
Come on come on – Lovebirds
Phoolon jaisi – Ekk deewana tha
Chika pika – The Gentleman
Latka dikha diya – Hindustani
Koi yahan roopmati – Priyanka
Allay allay – One 2 ka 4
Hai Rama – Rangeela
Ye jan – Daud
Tanha tanha – Rangeela
Yun hi chala chal (remix)- Swades
Phir se ud chala – Rockstar
Jaari jaa e hawa – Duniya dilwalon ki
Saawariya saawariya – Swades
Saajan aayo re – Ok jaanu
Ek tu hi bharosa – Pukar
Sai Shirdi sai – 99 songs
Paathshala – Rang de basanti
Mera yaar mila de – Saathiya
Ni main samajh gayi – Taal
Ye jo zindagi hai – 1947 Earth
Khili chandni – Priyanka
Mohabbat mein mera dil – Tu hi mera dil
Beqasoor – Lekar hum deewana dil
Behne de mujhe – Raavan
Des mere – The Legend Of Bhagat Singh
Dil se niklegi – The legend of bhagat singh
Rang de basanti – Rang de basanti (Contd)
1 note · View note
judas-had-a-crown · 2 years ago
Text
youtube
Translation of the Lyrics under the cut.
Baarishein yun achanak huyi When it suddenly started raining; Toh laga tum shehar mein ho I thought you are near me (in the city). Raat bhar phir woh jab na ruki When it kept raining all night long; Toh laga tum sehar mein ho I thought you were here till morning.
Kahin ek saaz hai goonji Somewhere, an instrument has struck chords. Teri aawaaz hai goonji Your voice has echoed in my ears.
Meri khamoshiyon ko ab kar de bayaan Do understand my silence now. Tere bin bewajah sab hai Nothing is worth without you.
Tu agar hai to matlab hai If you’re here it all may have meaning. Nahi toh toota saa adhoora kaarwan If not; it’s a broken caravan (a company).
Ek tera raasta One path for you; Ek mera raasta And another for me. Nahio rehna ve judaa I don’t want to live separated from you. Nahio rehna ve judaa (x2) I don’t want to live separated from you.
Shaam phir khoobsurat huyi Its a beautiful sunset, again. Toh laga tum shehar mein ho It seemed like you’re in the city (somewhere near me). Door hoke bhi nazron se tum Even being away from me; Har lamha har pehar mein ho. You exist in every moment.
Sirf teri yaad sathi hai Only your memories are my company. Meri fariyad baaki hai My request is still to be fulfilled. Jism aur jaan ka mita de faasla Please, come to me and let there be no distance between our bodies and souls.
Mere khaabon mein jo rang hain The colors in my dreams; Woh khilte bas tere sang hain Turn even more beautiful in your presence. Judke tujhse mukammal hogi dastaan Joining you would complete the story.
Ek tera raasta One path for you; Ek mera raasta And another for me. Nahio rehna ve judaa I don’t want to live separated from you. Nahio rehna ve judaa (x2) I don’t want to live separated from you.
Baarishein yun achanak huyi When it suddenly started raining; Toh laga tum shehar mein ho I thought you are near me (in the city). Raat bhar phir woh jab na ruki When it kept raining all night long; Toh laga tum sehar mein ho. I thought you were here till morning.
1 note · View note
not-so-adarsh-balak · 5 years ago
Text
The day Bollywood remakes Kahin Toh Hogi Woh is the day I start a riot.
30 notes · View notes
s0nglyrcs · 5 years ago
Text
“Jane Na Kahan Wo Duniya Hai Jane Na Wo Hai Bhi Ya Nahi
Jahan Meri Zindagi Mujse Itani Khafa Nahi”
- A. R Rahman
33 notes · View notes
khwaabon-ki-madhushala · 2 years ago
Text
Me to my fictional crushes– “kahin to hogi woh duniya jahan tu mere saath hai”
60 notes · View notes
sirensplayhouse · 2 years ago
Note
Tujhko... main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin
Hai mera yaqeen
Main jo... tera naa huaa
Kisi ka nahin
Kisi ka nahin
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Begaani hai yeh baaghi
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
Na tujhko pataa
O
Banaati hai jo tu
Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale
Inhi mein to meri
Subah bhi dhalein
Shamein dhalein
Mausam dhalein
Khayalon ka shehar
Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haatho mein
Wohi hai aate jaate jo tera naam le
Deti hain jo sadayein
Hawayein, hawayein
Na jaane kya batayein
Hawayein, hawayein
Le jaaye tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
Naa tujhko pataa
O
Chehra.. kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Ye kya raaz hai?
Kal bhi.. meri na thi tu
Naa hogi tu Kal
Meri aaj hai
Teri hai meri, saari wafayein wafayein
Maangi hai tere liye duaayein duaayein
Le jaaye tujhe kahaan.. hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan.. hawayein, hawayein
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye tujhe kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye jaane kahaan (hawayein hawayein)
Le jaaye mujhe kahaan (hawayein hawayein)
*blinks *
3 notes · View notes
notationsworld · 1 year ago
Text
Main Agar Kahoon - Sargam, Harmonium And Flute Notes
Main Agar Kahoon (Om Shanti Om) - Sargam, Harmonium And Flute Notes
                          SCALE OF THE FLUTE IS G# BASS/MIDDLE  Tumko paya hai to jaise khoya hoon S..d..S..d..S..d..d.d..d(k)..d(k)..d... Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon S..d..S..d..S..d..R..n..p..p..n... Tumko paya hai to jaise khoya hoon S..d..S..d..S..d..d.d..d(k)..d(k)..d... Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon S..d..S..d..S..d..R..n..p..p..n... Kisi zabaon mein bhi n..R..R.R..G..S..n..  Woh labaz hi nahi n..R..R.R..G..S..n.. Ki jeene mein tum ho kya tumhein bata sakun n..m..m.G..R..S..S.n..d..d(k)..d(k)..n... Main aagar kahoon tumsa haseen d..d.m..m.G..R.. n..R..n..m..G.G.. Kaynaat mein nahi hai kahin d..d.m..m.G..R.. n..R..n..m..G.G.. Tareef yeh bhi to G..m...G..R...S..n.. Sach hai kuch bhi nahi n..d..d(k)..n...d.d... Tumko paya hai to jaise khoya hoon S..d..S..d..S..d..d.d..d(k)..d(k)..d... Music Shokhiyon mein dooobi yeh aadayein G..G..D..D.D..D.S'..N..P..M... Chehre se jhalki hui hain G..P..G...R..R..m..G..S..n... Zulf ki ghani ghani ghatayein G..G..D..D.D..D.S'..N..P..M... Shaan se dhalki hui hain G..P..G...R..R..m..G..S..n... Lehrata aachal hai jaise badal n..R...S.n..d.. n..R..n.R..S.n..d.. Bhaahon mein bhari hai jaise chandani d(k)..d(k)..n..n..R..R..m..m..G..R..n... Roop ki chandani d..p..p..n...d.d.. Main agar kahoon yeh dilkashi d..d.m..m.G..R.. n..R..n..m..G.G.. Hai nahi kahin na hogi kabhi d..d.m..m.G..R.. n..R..n..m..G.G.. Tareef yeh bhi to G..m...G..R...S..n.. Sach hai kuch bhi nahi n..d..d(k)..n...d.d... Tumko paya hai to jaise khoya hoon S..d..S..d..S..d..d.d..d(k)..d(k)..d... Also Read This :- - Tose Naina (Mickey Virus) – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Hamari Adhuri Kahani (Title Song) – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Lambiyaan Si Judaiyaan (Raabta) – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Kaise Mujhe (Ghajini) – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Yeh Aaina Full Song (Kabir Singh) – Sargam, Harmonium And Flute Notes Where DO -  SA       -    S   RE  -  RE      -    R MI  -  GA      -    G FA  -   MA      -  M SO  -   PA         - P LA  -  DHA      - D TI    -  NI          - N LOW OCTAVE PA -  p DHA -  d NI -  n SHUDH MA - m        TIWAR MA - M HIGH OCTAVE SA -    S' RE -     R' GA -     G' MA -     M'   m' PA -       P' KOMAL SWAR DHA -  D(k) NI -       N(k) RE -       R(k) GA -      G(k) Read the full article
0 notes