Tumgik
#gunaho
myauditionfordrphil · 5 months
Text
Yeah break-up sucks but have you ever been called "mere gunaho ki saza" by your father?
5 notes · View notes
syyedmohdsaad · 2 months
Text
Kitni Ajeeb Hai Gunaho Ki justaju Iqbal........
Namaz Bhi jaldi Mai padhte hain
Phirse gunah krne ke liye.!!
5 notes · View notes
hussain-stuff · 6 months
Text
Chand raat Islam mein "لیلتہ الجزائزہ" ke naam se mashhoor hai.
Iss din Allah Ta'ala apne bandon ko eidi dete hain. To apne is Raat ko zaya nhi karna apney apko gunaho sey bacha kar Allah Ta'ala ki khoob ibadat Karni aur Dua Karni Hai. Jaisey Ap Ghar Walo Sey Zid Karke Eidi Lety hain Waisy hi Apney Rab sey gir'gra kar Eidi Leni Hai. Beshak Allah Pak Duaon Ko Qabool Karney Wale Hain Wo Zaroor Apko Eidi de gein.
Mujhy bhi Duaon Mein lazmi Yaad Rakhiye Ga 🥹
5 notes · View notes
iamfatima · 2 years
Text
ab me us maa ki kya tariff karu jiske kadmo me hi khuda ne jannat rakh di hai
jaise sabki mohabbat unhe alag lagti hai
kuch jyada hi khas lagti hai
waise hi mujhe meri maa sabki maa se alag lagti hai
hai to wahi
apni jaan mujhpe lutane wali
har bharti saans me meri fikar karne wali
soone se phele aakhri chehra
aur uthne k baad mera phela chehra dekhne ki aarzoo rakhne wali
duniya ki har pyari chiz pe mera haqq samajhne wali
meri har galti aur gunaho ko meri bhul bata k mujhse bepanah beimtehan mohabbat karne wali
par meri maa alag hai
hai to wahi
mujhse mere liye hi mujhse dur ho jane wali
es dardnaak sheher me mujhe khthoor baane k liye chod k
har pal meri fikar karne wali
phone se lipti hui, jise phone chalana bhi nahi aata,
mere call ka din bhar intazaar karne wali
har naye application chalana shikhne ki aarzoo rakhne wali
taki mujhse aur jood sake
hai thodi bewakoof bhi meri maa
ab unhe kaise samjhau ki me unka hi hissa hu,
meri khushiyo ki har namaz me dua karne wali
meri zidd k liye khuda se bhi jhagda kar lene wali
hai to wahi
ek maa
meri maa
sabse alag
36 notes · View notes
waning-star · 1 year
Text
kitni ajeeb hai gunaho ki jutsju iqbal
nimaz bhi jaldi mai padhte hai, phirse gunah krne ke liye
Tumblr media
16 notes · View notes
itsfaiza · 2 years
Text
Talash
Mujhe Zindagi me Qadam Qadam Teri Raza Ki Talash Hai Tere Ishq Me Aye-Allah Mujhe Inteha Ki Talash Hai Mai Gunaho Me Hu Doba Hua Mai Zameen Par Hu Gira Hua Jo Mujhe Gunaho Se Bari Kre Mujhe Us Dua Ki Talash Hai Mai Ne Jo Kiya Wo Bura Kiya Mai Ne Khud Ko Khud Hi Tabah Kiya Jo Tujhe Pasand Ho Aye Mere Allah. Mujhe Us Ada Ki Talash Hai
( Jab soch badalti hai to waqat badalta hai, Nafas samet sari dunya badal jati hai )
21 notes · View notes
lifebyallah · 2 years
Text
Kaise pehchanege k hm par jo musibat aayi hai wo Azmaish hai ya Azab?
Jab hm musibat me hote hai agr Hamara dil sukoon mei hai, ya hm Allah k qareeb ho gye hai to wo Azmaish hoti hai..! Lekin jab hm par musibat aati hai aur hmara dil Bechain h aur ghabra rha hai aur Hum Allah se dur ho gye iska matlb ye Azab hai...!
Toh jab bhi hmare jindagi koi pareshani aur musibat aaye to hame Allah k qareeb jana chaiye.. Aur hame sbar krna chaiye aur Allah se apne gunaho ki maafi mangni chaiye kyuki hm par jo musibat aati hai wo Hamare Amal k hi hote hai..!
4 notes · View notes
moonwrites9 · 6 months
Text
Vo nazar nhi aata phir uspe itna tawakkul q? Kyu ke vo thaam leta h,chot lge to marham bn jata h, duniya k tore dilon ko apni mohabbat se jor deta h,sb kch jnte hue bhi ghor se sunta h,or agr kch chupana caho to ankhon ki zaban smjh jata h,hazar bar nafarmani kro kbhi ata krne se mna nhi krta,duniya se bacha k gunaho pe parda dal deta h,jeena bhul jao to khud jeene ki vjh bn jata h..!
1 note · View note
Text
Allah k Hukam Sure Najam me.
Qyamat k Din Koi Kisi k Gunaho ka Bojh nahi Uthayega.
Insaan ko Utna hi Milta hai Jitni Wo Koshish Karta hai.
Qyamat k Din iski Koshisho ko Dekha Jayega.
har Ek ko Marne k Baad Allah k Paas Jana hai.
Allah Jise Chahata hai Khushiya Deta hai aur Jise Chahata hai Ghum me Mubtela Kar Deta hai.
Allah hi har Cheez Paida Karta hai.Aur Phir Ose Mauth Deta hai.
Allah ne 2 Qhisam k Nar aur Mada Paida Kiye.
Allah hi Daulat mand Banate hai aur Kisi ko Ghareeb.
Aasman me Ek Bahut Bada Sitara hai.Oska Malik b Allah hai.
Ai insaan tu Apne Rab ki Kon Kon si Neyamato ki Na Shukri Karega.
Ye Rasool b Tum ko Allah se Darane k liye Aaye hain.
Qyamat k Din ki Takleefo ko Allah k Siva Koi Door Karne Wala nahi.
Qyamat k Din ki Baate Sunkar Kaafer Hanste hain.Rote nahi.Ye Log Ghaflat me Padhe hain.
Sirf Allah ko Sajda Karo aur Allah ki Ebadat me Lage Raho.
Part 169
Sure Najam Mukamal
0 notes
randomconviction8 · 9 months
Text
Vo nazar nhi aata phir uspe itna tawakkul q? Kyu ke vo thaam leta h,chot lge to marham bn jata h, duniya k tore dilon ko apni mohabbat se jor deta h,sb kch jnte hue bhi ghor se sunta h,or agr kch chupana caho to ankhon ki zaban smjh jata h,hazar bar nafarmani kro kbhi ata krne se mna nhi krta,duniya se bacha k gunaho pe parda dal deta h,jeena bhul jao to khud jeene ki vjh bn jata h..!
1 note · View note
hussain-stuff · 4 months
Text
Woh log jo apni tasveeron per cool dikhne ke liye gaane lagate hain, woh na sirf khud gunah kama rahe hote hain balki doosron ko bhi gaane suna kar unke gunah bhi apne sar le rahe hote hain. Zara nahi pura sochiye, mobile ka galat istemal aap ke liye gunaho ka na khatam hone wala silsila jari kar sakta hai. aur Mobile ka acha istemal aap ke liye nekion ka na khatam hone wala silsila jari kar sakta hai. Think about it. 🙂
4 notes · View notes
urduhindipoetry · 1 year
Video
Momin Ki Bimari Gunaho Ka Kaffara Ban Jati Hai-Dr. Farhat Hashmi
0 notes
aiman-laraib · 1 year
Text
WAJAHAT :
Zulhijjah ki 9th tarikh ko Youm-e-Arfa Yaani Arfa ka din kaha jata hai aur is Din ka Roza In sha Allah-Ul-Azeez! Humare liye 2 saal ke Gunaho ka Kaffara banega. Isme ulemao ka ikhtelaf hai ke aayinda(agle) 2 saal ya agle aur pichle milakar 2 saal. Beharhaal! hume chahiye ke is roze ka ahtmam karke is se fayda hasil kare.
0 notes
ibnemujeeb · 2 years
Text
When Allama Iqbal said :
Mit jayenga gunaho ka tassawur Iqbal ho jaye yaqeen ki Allah dekh Raha hai.☝️💯
0 notes
sujeetsharma · 2 years
Text
Sunday
5:00 PM - 12 Feb 2023
If you had good sleep in night then the days are peaceful and I have observed this several times. So yesterday I went to bed on time and woke up on time by 5 AM morning. This is my habit since school days I woke up by 4:30 AM if I went to bed before 11:00 PM. Those were the golden school days and I miss those days so much.
Here is moment from yesterday's night and what I cooked for dinner... Matar paneer bhurji that was delicious and very quick.
Tumblr media
So started my Sunday morning with cooking and prepared pumpkin and we enjoyed that with daal and rice.
Tumblr media Tumblr media
Tumblr media Tumblr media
And then went Sai Baba temple and enjoyed a short ride. It was a very hectic time on roads and I didn't expect that much people on road...
Tumblr media
Tumblr media
Tumblr media
Now at home and waiting for my books I ordered yesterday... Gunaho Ka Devta Rashmirathi, Influence: The Psychology of Persuasion and Gunaho Ka Devta. Also, I am reading two books nowadays and one is Godan and another is Ashadh Ka Ek Din and thinking to finish Godan first... there still many in reading list on my goodreads shelve and some at home.
Will add some more stories in this blog if possible till then bye...perhaps this will end here but not sure.
Sujeet
0 notes
baitulhamd · 2 years
Text
Watch "Gunaho Say Kaise Bachein? Bayan by Dr Israr Ahmed #baitulhamd #drisrarahmed #sins #gunah" on YouTube
youtube
1 note · View note