#aye zindagi
Explore tagged Tumblr posts
Text
Kya zindagi hai madarchod
#desiblr#suffer ye suhana nahi#desi tumblr#aye zindagi gala daba de#I've always been quick to anger but ive never been this fucking furious so fast in a span of 5 minutes#something about father dearest and his wife getting on my nerves
11 notes
·
View notes
Text
آج موسم نے عجب رُت بدلی۔ رات میں پڑتی شدت کی سردی صبح چلچلاتی دھوپ میں بدل گئی۔ دسمبر کے اس بے ترتیب دن کو سوچتے یادوں کے پردوں میں کہیں تم سرسرائے۔
میرا روانی سے چلتا قلم دھیرے سے کپکپایا پر پھر سے چل پڑا۔ میرے کاجل کی لکیر بھیگی پر سنبھل گئی۔ دھوپ تھی، شام ڈھلی تو گزر گئی۔ تپش کو دُھند کھا گئی پر یاد کے پردوں سے تم کئی دن تک نہ جا سکے۔
س ی ط
Aj mausam ne ajab rutt badli. Raat mai parti shiddat ki sardi subha chilchilaati dhoop mai badal gayi. December k is be-tarteeb din ko sochtay yaadon k pardon mai kahin tum sarsaraye.
Mera rawani se chalta qalam dheeray se kapkapaya, pr phir se chl para. Mere kajal ki lakeer bheegi, pr phir sambhal gayi. Dhoop thi, shaam dhali to guzar gyi. Tapish ko dhund khaa gyi par yaad k pardon se tum kayi din tak na ja sakay.
-SYT
#sometimes i write#tum yaad aye#desi tumblr#just desi things#desi larki#life of a desi girl#urdu aesthetic#pakistan#urdu stuff#pakistani aesthetics#desi culture#urdu quote#urdupoetry#urdu literature#urduadab#mohabbat#pyar#ishq#zindagi#desi people#desi life#desi literature#desi post#desiblr#desi writers#desi aesthetic#being desi#desi core#desi community#syt
3 notes
·
View notes
Text
kaash jisam kay zakhmon ki tarah Dil ke zakhm bhi bhar skte, kaash kisi ko paana itna mushkil na hota,kaash Zindagi thori asaan hoti.
0 notes
Text
killed me with kindness
youtube
youtube
#anupam roy#zindagi once more#wtf what the fuck wtf happened bro?#we'll never get an answer#the same year he be singing songs like jawl phoring 2.0 they be divorcing#UGH#Youtube#ay zindagi#adrishsho nagordolar trip#awbosh#(paralyzed)#what is the mark in your collerbone?
0 notes
Text
In Peer-e-Kamil when salaar sikandar said
" Ya toh ussey mujhe de dein yah uska khayal mere dil se nikal dein ke mujhe kabhi uska khayal na aye , wo nahi mileygi toh sari zindagi uss ke liye rota rahunga , wo mil jayegi toh tere ilawa kisi aur ke liye ansu nahi baha sakunga , mere ansoun'n ko khaalis hone de " that moment the world had just stopped for a second.
#poetry#urdu stuff#urdupoetry#urduquotes#urdu literature#urduadab#urdu lines#urdu ghazal#urduzone#dark academia#peer e kamil
163 notes
·
View notes
Text
Durr - e - shehwar
Abba,
Kabhi kabhar apna aap mujhay bilkul sifar lagta hai zero jis ki koi value nahi hoti useless.Aap ki beti is ghar mai sifar jesi zindagi guzar rahi hai sirf aik sifar aur aap kehtay hain k umeed rakkho cheezain badlain gi.Roaz subha say lekar raat tak Umeed ko khojti rehti hun laiken Abba umeed tu kahin nazar nahi aati.
Meri Piyari Beti Durre Shehwar,
Sifar ki zaroorat her adad ko parti hai kuch ban’nay k liye sifar jis adad k saath lagay us ki qadar-o-qeemat kayi guna barha deta hai tu agar apnay aap ko sidar samajhti ho tab bhi tum qeemti ho tab bhi tum bekaar nahi tab bhi tum her ginti say pehlay aao gi her ginti ka aghaaz tum hi say hoga aur her 9 adad k baad aik daffa tumhari zaroorat paray gi.Aglay moar per janay k liye tabdeeli jab bhi aye gi tum say aye gi.Sifar say aye gi.
#urdu literature#urdu stuff#urdu poetry#literature#drama edit#shayari#pakistani drama#life quotes#zindagi#aesthetic desi
36 notes
·
View notes
Text
aye zindagi
✨gala daba de✨
#ready to kms#desi tumblr#desi suicidal tendencies#shitposting?#is this relatable#ughhh#i have homework to do#i should be doing homework#someone sedate me#anyone#i beg#just#im begging you#hum ne bhi#tere har ik gun ki#gale se lagaya hay#hay na?#is this too niche#is this too specific#is this too many tags?#aaaaand post
2 notes
·
View notes
Text
Ay zindagi mujhe ab to azaadi de de, K us k bina yeh qaid achi nahi lagti.
12 notes
·
View notes
Text
Birthday wishes to the music maestro #Ilayaraja.
'Aye Zindagi! Gale laga le...
Humne bhi tere har ek gam ko,
Gale se lagaya hai'
With four decades of glorious music and a thousand films, Ilayaraja is truly a master of masters beyond comparison.
What are your favourite Ilaiyaraaja songs?
2 notes
·
View notes
Text
zindagi ka tana bana samjh na aye ry.....
4 notes
·
View notes
Text
And when Salar Sikandar prayed:
"Ya tw usay mujhe de de, ya uska khayal mere dil se nikal de k mujhe kabhi uska khayal na aye. Wo nahi mili tw saari zindagi us k liye rotaa rahunga, wo mil gayi tw tere ilawa kisi aur k liye ansu nahi bahaungaa. Mere ansuon ko khaalis honay de."
#Salar Sikandar#urdu stuff#urdu aesthetic#urdu novels#urdu literature#peer e kamil#desi tumblr#desi larki#just desi things#pakistan#desi academia#life of a desi girl#dostiyaari
73 notes
·
View notes
Text
"aye zindagi, apne zulm dekh aur meri umar dekh"
17 notes
·
View notes
Text
karwate hue tagada, sunye kese zamana hai bigada
*salon mein ghuste hi*
“aare Leela, aaj kal ka zamana
kya bigad gaya hai, haye rama!”
“kyun bigade hue hain bacche
iPhone hai unka khazana”
“arre hum khaate the aam
aur khushi se karte the kaam”
“par dekho na meri poti
nah khaye aam, na laddu, na roti!”
“arre yeh kya! no gluten, no cheeni, only zucchini
kya aafat hai na Jyoti?”
“kyun Sushmita sunn! tel mal mal ke laga!
meri beti bhi samjhe ki na hai oil replacement mein gun!”
“aur mera beta? aye haye, subah shaam tik tik tik on keyboard
ghar ki chehek ko bole chik chik chik, kyun pura din hun mein bored”
“haan haan Janki, yeh to hai! aaj kal ke log ke hain open mind
lekin kya phaida agar voh rahe din bhar apne darvazon ke behind?”
“dekho na mera pota, apne video game mein princess ke liye rakshas ko harata
lekin shaadi karne ke liye na ladki yah ladka nazar aata?”
“haan Jaya, maanti hoon mein ki hum thode buzurg hain
lekin masti ki hai jawaani mein, hain?”
“meri bahu hai ki kare din bhar kaam
kabhi meeting kabhi public speaking but no aaram!”
“Lajwanti sahi kehti hai tu! iss generation ka dil hai bada kamzor
bin pyaar ke situationship mein bhi hojati hai uski todh-phodh!”
“arre re jo bhi ho! it is what it iss sahi nahi Rekha,
aakhir zindagi mein dabbe rhene ka na lo theka!”
“haan ek baat hai sachh, sunno sabhi
zamana hai jaisa bhi, tumhari hai yeh zindagi”
“duniya ki na socho, jio jaise marzi!”
6 notes
·
View notes
Text
Usne pehli baar socha " Agar meri zindagi khatam bhi hogayi toh kisi dusre ko issey kya farq pareyga , dunya mei koi tabdeeli ayegi ? Mera khandaan kya mehsoos kareyga ? Kuch bhi nahi..chan'd dino ke dukh ke ilawa aur kuch bhi nahi aur dunya mei toh shayad chan'd lamho'n ke liye bhi koi tabdeeli na aye "
- salar sikander az peer e kamil
#poetry#urdu stuff#urdupoetry#urduquotes#urdu literature#urduadab#urdu lines#urdu ghazal#urduzone#dark academia#peer e kamil
114 notes
·
View notes
Text
In Pir-e-Kamil when salar sikandar said " Ya toh ussy mujhy dy den yah uska khyal meray dil say nikal den kay mujhy kabhi uska khyal na aye. Wo nahi mily gi toh sari zindagi uss kay liye rota rahoon ga. Wo mil jaye gi toh teray ilhawa kisi or kay live ansu nahi bha sakoon ga. Meray ansoun'n ko khalis hony dy. Main yahan khara tujh sy Pak orton mein sy ek orat ko maangta hoon". That moment the world had just stopped for a second.
After that I have kept on crying for that person in every namaz and every possible place where I thought k Meri dua qubool ho jaye gi.
5 notes
·
View notes
Text
phir usi reh guzar par shayad, hum kabhi mil sakyn magr shayad
jinky hum muntazir rahe unko, mil gye aur hum safar shayad
jaan pehchan se bhi kya hoga, phir bhi ay dost ghaur kr shayad
ajnabiyat ki dhund chhat jaye, chamak uthy teri nazr shayad
zindagi bhar lahu rulayegi, yaad e yaran e be khabr shayad
jo bhi bichhry woh kab mile hain faraz, phir bhi tu intezar kr shayad
Ahmed Faraz / احمد فراز
8 notes
·
View notes