#apne facebook se paise kaise kamaye
Explore tagged Tumblr posts
Text
Game Khelkar paise kaise kamaye - पुरी जानकारी -How to earn money from Game
Game Khelkar paise kaise kamaye: आज के डिजिटल युग में, गेमिंग केवल मनोरंजन का माध्यम नहीं है बल्कि एक बेहतरीन कमाई का जरिया भी बन गया है। अब आप अपने स्मार्टफोन या कंप्यूटर पर गेम खेलकर भी पैसे कमा सकते हैं। अगर आप भी गेम खेलने के शौकीन हैं और इससे कमाई करना चाहते हैं, तो ये लेख आपके लिए है। इस लेख में हम आपको बताएंगे कि गेम खेलकर पैसा कैसे कमाया जा सकता है और कौन-कौन से तरीके अपनाए जा सकते…
#2024 me facebook se paise kaise kamaye#2024 mein facebook se paise kaise kamaye#abhishek facebook se paise kaise kamaye#adsterra facebook se paise kaise kamaye#ai photo se facebook se paise kaise kamaye#ai video se facebook se paise kaise kamaye#apne facebook se paise kaise kamaye#apni facebook se paise kaise kamaye#bina face dikhaye facebook se paise kaise kamaye#bina followers ko facebook se paise kaise kamaye#bina page banaye facebook se paise kaise kamaye#copy paste karke facebook se paise kaise kamaye#earn from facebook marketplace facebook se paise kaise kamaye#face facebook se paise kaise kamaye#facebook account se paise kaise kamaye#facebook ads on reels se jyada paise kaise kamaye#facebook ads on reels se paise kaise kamaye#facebook ads se paise kaise kamaye#facebook ads se paise kaise kamaye 2024#facebook ads se paise kaise kamaye full course#facebook ads se paise kaise kamaye mr how#facebook ads se paise kaise kamaye without investment#facebook bonus se jyada paise kaise kamaye#facebook bonus se paise kaise kamaye#facebook book se paise kaise kamaye#facebook branded content se paise kaise kamaye#facebook channel se paise kaise kamaye#facebook digital creator account se paise kaise kamaye#facebook event se paise kaise kamaye#facebook facebook se paise kaise kamaye
0 notes
Text
YouTube or Facebook se daily 250-300 INR kamaye is assan tarike se ghar baithe
dosto aaj ke hmare blog ka subject he ke kaise ham assani se ghar baithe YouTube or Facebook se online paise earn kar sakte hain
baat agar lockdown ki karein to ham me se jyada traffic aaj kal facebook or youtube pr apna time bitati hai jis se siwaye hmare deta west honein ke kuch nai hota lekin agar aap log soch rahein ke me aapko youtube par video bnakr dalne khaunga to aap bilkul galat hain me jiss app or website ke baare me btane wala hu usme aapko views or subscribe ki jarurat nai h bss aap kuch chote-chote task kar ke apne mobile se he daily ke 250-300 earn kar saktein hain to aiye jante hain app or website ke baade me. to read more click here
#YouTube or Facebook se daily 250-300 INR kamaye is assan tarike se ghar baithe#youtube#facebook#earning#earning online#technology#tech
1 note
·
View note
Video
youtube
How to Create Facebook Page 2020 - Facebook page se paise kaise kamaye - facebook page kaise banayeProfessional Facebook Page Kaise Banaye || How To Make Facebook Page in 2020 || Easy Hindi Tutorial is Tech DNA ke video me aap facebook page ke bare me details me janege ki facebook page kaise banaye, how to create facebook page in hindi. or facebook page kaise delete kare, facebook page kaise setup kare aur sath hi facebook page ki sabhi settings ke bare me bhi janege iske alawa aap janege ki facebook page se paise kamane ke kya tarike hai how to make money with facebook page in 2020. ek facebook page banakar aap apne business ko to grow kar hi sakte hai sath hi aap facebook page se paise bhi kama sakte hai jisme aap ad break aur instant article aur sponsorship etc se paise kama sakte hai facebook page par. facebook page kaise banaye iske liye ye full guide video hai jisme aap bahut easily facebook page bnana sikh jayenge aur ache se facebook page ko setup karna bhi sikh jayenge. Guys in this video I will tell you how you can a new professional Facebook page at home in your mobile and earn unlimited via mobile, So watch this video till the end to get the best tutorial about it how can make a professional page and customize like a pro. And earn unlimited at home. Thanks for watching. Disclaimer- Some contents are used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. All credit for copyright materiel used in video goes to respected owner. tags for reference: Techdna,fb page kaise banaye,facebook page kaise banaye,how to make facebook page for business,how to create a facebook page,facebook page name change,how to make money from facebook page in hindi,facebook page kaise banaye mobile se,fb page delete,facebook page kaise banaye full details,fb par page kaise banaye,facebook page se paise kaise kamaye,make money with facebook page,facebook se paise kamaye,earn money online,facebook page all settings in hindi,facebook page,fb page, Tech DNA
0 notes
Text
Facebook page se paise kaise kamaye :: 5 earning tips
Kya aap Facebook se paise kaise kamaye iske bareme research kar rahe hai ? Agar han, to ek bohot hi aasan aur simple tarika hai Facebook se paise kamane ka. Ye tarika hai, Facebook fan page ki madat se. Ji han, agar aap chahe to kuch simple tariko ka istemal kar apne Facebook page se earning kar sakte hai. Iss post par me aapko jyada details me steps nahi bataunga. But 5 ese tips ya tarike ke…
View On WordPress
0 notes
Text
Affiliate Marketing Se Paise Kaise Kamaye
Affiliate Marketing se Paise Kaise Kamaye? एफिलिएट मार्केटिंग क्या है? Agar aap affiliate marketing se paisa kamana chahate hain to yeh hindi blog article aap ke liye hai. Aap step by step affiliate marketing se paisa kamane ke bare me puri jankari le sakte hain.
Agar aap affiliate marketing kya hai nahi jante hain to niche diye gaye article ko padh kar puri jankari prapt kar sakte hain Read: Affiliate Marketing Kya Hai
Affiliate Marketing se Paise Kaise Kamaye? एफिलिएट मार्केटिंग क्या है?
Affiliate Marketing ki khaas baat yeh hoti hai ki aap dusro ke product ya service ko promote kar ke paise kama sakte hain. Affiliate Marketing sabse aasan aur sasta (cheapest) tarika hai online paise kamane ka kyu ki aapko is me koi bhi product create ya after sales service dene ki jarurat nahi hoti hai. Affiliate marketing me paise kamane ke liye aapko sirf buyer aur seller ko milana hai, jaise hi sale hota hai aapko commission mil jaata hai. Affiliate marketing se paise kamane ke steps Aapko aapke blog topic se related company online search karni hai. Example ke tor par: Agar aapka blog fashion, books, cloths, cosmetics reviews, mobile reviews, etc. ke bare me hai to aap online companies jaise ki Amazon, FlipKart, SnapDeal, etc. aapke blog ke liye suitable choice rahega. Generally affiliate marketing program aap free me hi join kar sakte hain. Register karne ke liye aapko apna personal details dena hoga, jaise ki aapka naam, address, email address, blog ka naam, etc. Agar abhi tak aapne apna blog nahi banaya hai to aap “Blog Kaise Banaye” article ki madad se apna blog bana sakte hain. Generally register karne ke turant baad aapke pass ek confirmation email aata hai. Yeh email affiliate program par register karne ka final stage hota hai. Aapko email par diye gaye activation link ko click karke apna email account confirm karna hota hai aur click karte hi aapka account activate ho jaata hai. Aapko apne banaye huye account par login karke affiliate code jaise ki text links, banner ads, etc. ko copy karna hai. Ab aap copy kiye gaye code ko apne blog par laga sakte hain. Aap social media jaise ki "Facebook" par bhi link ko share kar sakte hain. Aap mobile par bhi apne affiliate link ko share kar sakte hai, aapko social message sharing mobile application jaise ki “Whatsapp” ke dwara apna link share kar sakte hain. Affiliate link share karne ke baad agar koi vyakti aapke reference ke through kuch kharid leta hai, tab aapko commission milta hai.
Affiliate Marketing se Paise Kaise Kamaye?
Affiliate marketing se paise banane ka process bahut hi easy hai, agar koi bhi aapke link par click karke kuch purchase karta hai tab advertiser (company jiska link aapne lagaya hai) aapko kuch percentage ya fix amount commission ke tor par dete hain. Aap upar diye gaye tarike jaise ki Facebook, Whatsapp ya apne blog ke dwara affiliate marketing se paise kama sakte hain. Aap aur bhi tarike use karke affiliate marketing ke through paisa kama sakte hain, jaise ki email marketing, paid advertising, etc. Email marketing me aapko apna link email ke dwara promote karna hota hai. Paid advertising me aapko apna affiliate link paise de kar promote karna hota hai, aap Google Adwords par apne ads de sakte hain. Affiliate Marketing Program Se Paise Kaise Kamaye? Internet par kai saare affiliate marketing networks hain jisse aap asaani se join kar sakte hain aur affiliate marketing se paise kama sakte hain. Best affiliate marketing program in india: Shareasales Amazon Associates Commission Junction Click Bank FlipKart Snapdeal Affiliate sales aapki income ko badhane (increase) ka ek best tarika sabit ho sakta hai, lekin har tarah ke blog par affiliate marketing kaam nahi karta hai, example ke tor par: agar aapka blog jokes ya rochak kahaniya publish karta hai to aapke blog par koi serious visitors ka aana mushkil hai, is karan affiliate marketing se paise kamana muskil ho jaata hai. Agar aapne abhi tak affiliate marketing apne blog par try nahi kiya hai to aap isse zarur try kare. Mujhe umeed hai ki aap is article “Affiliate Marketing se Paise Kaise Kamaye” ko padh kar jaan gaye honge aur is article ko share karna nahi bhulenge. :) Click to Post
0 notes
Photo
http://www.mygyanblog.com/weone-mobile-app/
WeOne Mobile App Se Paise Kaise Kamaye
Hi guys weone mobile app ke bare mei apko is post mei batauga.internet mei paise kamate hai bahut log jante bhi aur bahut log nahi jante.Jin logo ko internet mei paise kaise kamate hai nahi pata wo log internet mei search karte he rehte hai.mei unlogo keliye ajj is post mei apna android mobile apps se kaise paise kamate hai uske bare mei jankri denge.
Weone mobile app se kaise paise kamte hai mei apko is post mei batauga.pehle ek post mei android mobile se kaise paise kamate hai uske bare mei apko bataya tha.agor app us post ko nahi padhe to categories me jake mobile me click karke us post ko dekh sakte hai.
SEO Kya Hai ? Search Engine Optimization Ki Jankari
Hostgator Hosting India Se Kaise Kharide Hindi Me
Aise to bahut sare app hai jo mobile mei install karke paise kama sakte hai.lekin mei only trusted website aur apps ke bare mei he likhta hu.is post mei bhi ek aisa trusted apps ke bare mei likha roha hu jo india mei bahut he popular hai.
Weone kiya hai
Weone ek android mobile apps hai jo apne mobile mei install karke easily paise kama sakte hai. Weone mobile un logo keliye banaye goye hai jo ghar baithe paise kamana chahte hai.Is apps mei app part time job samajh ke kar sakte hai.student aur house wife ke liye yeh apps bahut he usefull hai. kiyoki house wife aur student to ghar mei is apps ke jariye paise kama sakte hai yohi nahi ek employ bhi part time job samjh ke kar sakte hai.yeh apps intna popular hai ki 50.000 se bhi jyada log isko downloads kar suka hai.
Weone Mobile App Se Kaise Paise Kamaye
Weone mobile apps se paise kamane keliye first apke mobile par weone apps download karke install karna padhega. Install karne ke bad us apps me sign app hona padhega. Sign up hone keliye appka nam email aur mobile no jarurot hoga.sign up hone ke bad apps mei join hona padhega. Join hone keliye app ek refer code apko dena hoga aur app mera yeh referral code dijiye.
Referral code- a3ytu
Jab app weone app mei join honge first apko minimum 2 logoko join karna padhega. Matlob koi bhi agor weone apps par first join kare to pehle unko apna refer code se join karna padhega.apka referral code app apna profile me jake dekh sakte ho.
Hindi Typing Kaise Kare Microsoft Word Me
Android Mobile App Se Ghar Baithe Paise Kaise Kamaye
Jab app koi bhi 2 logo ko apne refer code se join kara liya to apke mobile mei daily 3 video add honge aur app us video ko daily dekhna hai.video 30 sec se 1 min tak hote hai. jab app us video ko dekhenge to apko uskeliye paise milega.
Weone mobile apps se jyada paise kamane keliye app apne refer code se logo ko join kijiye. Jitney log apke referral code se join honge utna he apka income badhte jayege. Matlob yeh ek chain system jaisa hai.app logo ko join karne keliye social media ka use kar sakte hai jaise ki facebook , wahts app etc. agor apke refer code se daily 2,3 logoko join karate hai to jaldi apke earning lakho rupees tak badh jayege.
Weone Mobile Apps Se Paise Kaise Withdraw Kare
Agor apke account mei minimum 15000 ho goya hai to app apka paise withdraw kar sakte hai. paise withdraw karne keliye kiya kiya chahiye mei apko bata deta hu.
Name
State bank account no
Ifsc code
Branch code
pan card no
Address
city , pincode
Pan card image
Agor appke pass state bank ka account nahi hai to pehle app state bank mei ek account bana lijiye. Aur ek bat hai apke pass compulsory pan card hona chahiye. Month ke last mei yeh payment karte hai.
Android Mobile Ke Screen Shot Kaise Lete Hai
Ek Mobile me 2 WhatsApp Kaise Chalate hai in hindi
To dosto ek accha mobile ke apps ke bare mei apko is post mei bataya hai app pehle mera refer code se join hoke app apna refer code se dusere ko join karke paise kama sakte ho.
Note – weone mobile app se kaise paise kamate hai apko to mei iske bare mei jankari de diya hu. Lekin yeh apps wohi log dawonload karna jo log apne mehnot se age badhna chahte hai. kiyo iska earning badhane keliye apne referral code se logo ko join karna bahut he jaruri hai. App ek din mei to lakhpoti nahi ban sakte. To uskeliye pehle apko thora mehnot karna padhega.
0 notes
Text
Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye?
Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye?
Hello guys aaj ki post Me Ham janenge Ki Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye. Agar aap abhi Ek student hai to aap ko Janna jaruri hai ki Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye. Kyunki bahut se Aise log Hain Jo ki Coding Ke Bina app Banakar paise kama rhe hain. Coding Ke Bina app Banakar paise kamana bhut hi aasan ho chuka hai aur aap bhi coding ke bina app Banakar paise Kama sakte hain. Website Kaise Banaye Aaj ke Samay Mein Jaise Jaise smartphone ki sankhya badhati ja rahi hai. vaise vaise mobile apps ki Mang bhi badhti Chali ja rahi hai. bahut Sare log Kisi website par jakar content padhne Se Jyada app download karke, content ko app ke roop Mein padhna Pasand Karte Hain. Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye? Har koi apna Samay bachane ke liye apni man Pasand topic ka App Apne smartphone Mein download karke Rakhta hai. Isse aap samajh sakte hain ki app Banane ke kitne fayde Hain. Aaj Is Post Me Ham Thunkable Ki Madad se app Banana Sikhenge. To agar aap bhi janna chahte hai ki Thunkable Kya Hai aur Thunkable Me Apna app Banakar paise Kaise kamaye. Agar aap abhi Ek student hai to aap ko Janna jaruri hai ki Thunkable kya hai. Kyunki bahut se Aise log Hain Jo ki Thunkable ki madad se app Banakar paise kamate Hain. Thunkable ki madad se aap bhi aasani se app Banakar paise Kama sakte hain.
Thunkable kya hai?
Thunkable Ek Aisa Platform (Website) Hai jiski madad se aap alag alag tarike ke app ko Bina coding ke knowledge Ke Bhi banaa sakte hain. Thunkable website per aap apne App ko bahut hi kam Samay Mein banaa sakte hain. Is website ka istemal sirf India mein hi nahin balki bahut sari contries mein kiya jata hai. Kyunki is a website Se Kisi app ko banana bahut jyada Aasan hai, aur ismein aapko coding ki jarurat Bhi Nahin padati. Thunkable website Ki Sabse Khas Baat yah hai ki is website per app banane ke liye aapko Kisi tarike ka Paisa Nahin Dena Padta. Kyunki yah bilkul free platform hai. Lekin Jab aap apna app Banakar apni app ko monetize Karenge, to yah aapki kul kamai ka ek Chhota hissa Khud Rakh leta hai. Taki aapko Aage Bhi is website se free app banane ka mauka milta rahe. Kuchh saal pahle is website ka naam makeroid Hua Karta Tha lekin baad Me ise badalkar Thunkable kar diya Gaya. Aaj Ke Samay Mein is website ka istemal 3,50,000 Se Bhi Jyada log kar rahe hain. aur is website se Abhi Tak 9 lakh Se Bhi Jyada app Banaye Ja chuke hain. Sath hi is platform par banaye gaye apps ko 20 million Se Bhi Jyada log istemal kar chuke hain.
Thunkable me Apna app Kaise banaye?
- Is website Mein Apna app banane ke liye aapko sabse pahle Thunkable ki website par jakar Apna account create karna hoga. - Thunkable Mein Apna account banane ke liye aap apna Naam aur email ID dalkar account bana sakte hain. aap Chahe to Google ya FIR Twitter se bhi signup Karke login kar sakte hain. - Jab Thunkable mein aap apna account banaa Lete Hain Uske baad aapke Samne Dashboard open ho jata hai. Thunkable website se aap mobile mein app Nahin banaa Sakte, Kyunki mobile me iska customisation part open Nahin Hota. Isliye is website se app banane ke liye aapke pass Ek computer ya laptop Hona Hi chahiye. Agar aapke pass computer nahin hai to aap apne smartphone ki Chrome browser browser Ka istemal Karke, is website ko desktop mode mein open kar sakte hain. Desktop mode mein website ko open karne ke baad aap ismein Chhoti Moti editing kar sakte hain. lekin Ek complete app banane ke liye aapko mobile se editing karne me bahut sari dikkate aayengi. Yadi aap Thunkable per pahli bar app Banane Ja Rahe Hain To iske liye aapko create new project per click karna hoga. Ab aapke Samne aapki computer screen per Ek Naya window khulkar aayega jismein aapko 3 sections Dikhai Denge.
Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye? #1. Sabse Kinare left main aapko Vo sabhi tools Dikhai Denge Jin ki madad se aap apna app bana sakte hain. #2. Iske baad bich mein aapko Ek mobile Dikhai Dega jismein aap tools ko drag and drop Karke Apne app ka design taiyar kar sakte hain. #3. Iske baad right side mein aapko Vo sabhi tools Dikhai Denge Jinka istemal aapane Apne app mein kiya hai. Right side mein Diye Gaye tools ka istemal Karke aap Chahe to baad Mein Apne app mein changes bhi kar sakte hain. Iske alava aapko Thunkable website per Upar ki or 3 important options bhi Milte Hain jismein : pahla Hoga project ka Jiski madad se aap apna naya project banaa sakte hain ya phir Apne project ko save karke bhi Rakh sakte hain. Dusra part testing ka hota hai, jismein aap apne banaye Gaye app ki live testing kar sakte hain. Ismein Teesra part export Ka Hota Hai Jiski madad se aap apne App ko download kar sakte hain. Iske baad aapko Upar mein right side mein blocks ka option Dikhai dega, joki ki app Banane Mein Ek important role play karta hai. Thunkable website per coding ke bina app banane ke liye aapko sabse Jyada Samay App Ki blocks ko set karne mein hi lagta hai. Lekin in blocks ko set karne ke liye aapko ise sahi se sikhana hoga. Agar aap yah soch rahe hain ki ismein kya sikhana aur ise kahan se Sikh sakte hain. To iska simple se jawab yah hai ki Thunkable se coding ke bina app banane ke liye YouTube per search Kare. how To make an App from Thunkable in Hindi. Iske baad aapke Samne bahut Sare tutorials aa Jaenge. Jise dekhne ke baad aap aasani se Thunkable me coding ke bina app Bana Payenge. Agar aap Aisa soch rahe hain ki is website se aap sirf basic apps hi bana sakte hain aur koi advance app Nahin banaa Sakte. to aap ka Suchna galat hai Kyunki is website se bahut Sare advance app bhi Banaye Ja chuke hain. aur aap bhi Thunkable website par Coding Ke Bina app Banakar paise kama sakte hain. Is website per app design karne ke liye bahut Sare tools available hai. jaise ki user-interface aur layout design karne ke liye aapko Puri Tarah Se list mil jaati hai. jismein aap alag alag tools ka istemal kar sakte hain. jaise media, storage, social sensors, maps, information, connectivity etc. Agar aap is website Mein app banane ke liye Kisi dusri extension ka istemal karna chahte hain to ismein aapko Aise tools bhi mil Jaate Hain jisse aap Kisi Bihari extension ka istemal kar sakte hain. Yadi aapke pass internet connection aur ek laptop hai to Abhi Tak Maine Jitna bataya, usmein aapka koi bhi Paisa kharch Nahin hoga. Abhi tak aapane Jana Ki Thunkable me Coding Ke Bina app Kaise banaye ab Ham Janenge Thunkable Me Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye?
App Banakar paise Kaise kamaye?
Is website se aap apne app ko Kai tarike se monetize kar sakte hain. lekin main aapko Kuchh Aise alag tarike bhi bataunga Jinki madad se aap apne App se paise Kama sakte hain. Sabse pahle Ham Aise toriko ki baat karenge joki yah website aapko Apne app monetize karne ke liye Pradhan karti hai. #1. Aap apni app ko Google Play Store par paid rakh kar, paise Kama sakte hain. #2. Aap apni app ko Google ads per dikha kar paise Kama sakte hain. #3. Aap apni app par Apple, Facebook ads dikha kar paise Kama sakte hain. #4. Aap apni app per Amazon ki ads dikha kar paise Kama sakte hain. #5. Aap apni app per Adcolony, AppLovin, Leadbolt, StartApp aur UnityAD ke ads dikha kar paise Kama sakte hain. #6. Pollfish jo ki ek survey Company hai Unka survey pura Karke bhi paise Kama sakte hain. #7. Aap apne app Par Kisi Bahari extension Ka istemal Karke Kisi dusri company ki ads dikha kar bhi paise Kama sakte hain. Doston aap ko apni app ko Google Play Store publish karne ke liye Ek Chhoti Si investment karni hoti hai. Google Play Store par publish hone ke baad aapko Apne apps se apni investment Se Jyada ki earning hoti hai. Aur aapko apne app se Hamesha passive income generate Hota rahata Hai. Ab main aapko Kuch Alag tarike bataunga jinki madad se aap apne App se paise Kama sakte hain: #1. Sabse pahla Tarika Hai affiliate marketing ka jismein aapko Kisi dusri company ka saman Bechne per aapko Commission Milta Hai. #2. Dusra Tarika yah hai ki aap Kisi Aur Ke Liye app Banakar Unse Kuchh paise charge kar sakte hain. Kyunki bahut sare Aise log Hain jinhen Apna app banvana Hota Hai aur Jiske Liye vah paise dene ke liye bhi taiyar Hote Hain. #3. Teesra Tarika hai ki aap apna Koi Saman ya FIR Apna course bhechkar paise Kama sakte hain. Yadi aapane Apna Koi tutorial course Banaya Hai, ebook banaya hai, to aap apne App Ki madad se ise bechkar acche paise Kama sakte hain. Doston ab aapke bhi man mein yah vichar Jarur aa Raha Hoga Ki apna app Banakar Jyada paise kaise Kama sakte hain. Lekin iske liye aapko Kuchh alag aur unique app Banane Honge tabhi aap apne app se Jyada paise Kama Payenge. Agar aap ko app banane ka idea Nahin mil raha to aap duniya ki alag alag problems ko dekh kar Uske solutions ka App bana sakte hain. Agar Logon Ko yah app Pasand aayega to log aapke app Ko Jyada se Jyada download Karenge. Lekin app banane ke ideas sochne ke liye aapko alag alag problems ko bhi Janna bahut jaruri hai. App banane ke liye ideas aap internet ki madad se bhi le sakte hain. internet per aapko Tamam Aise ideas mil Jaenge Jo alag alag problems ke hote hain aur aap inke solution app Banakar kar apna unique app bana sakte hain.
Conclusion
I hope ke ab aapko pata chal gaya hoga Ki bina paise Lagaye Thunkable se Apna app Kaise banaye aur app Banakar paise Kaise kamaye. Aur sath hi aapko yah bhi pata chal gaya Hoga Ki Coding Ke Bina app Banakar paise Kaise kamaye. Yadi aapka is article se related koi bhi Sawal hai to aap Hame comment Mein puch sakte hain. Main aapke comment ka jaldi se jaldi reply karne ki puri koshish karunga. Agar aapko Hamare dwara likhe articles Pasand aa rahe hain to ise Apne social media platform per share Jarur Kare Taki Hamari mehnat Safal ho sake. Aise hi articles padhne ke liye Hamari website Techdhyan.in per visit Karte Rahe. Read the full article
#androidappbanakarpaisekaisekamaye#androidappbanakarussepaisekaisekamaye#androidappsbanakarpaisekaisekamaye#appbanakarpaisekaisekamaye#appbanakarpaisekaisekamayeinhindi#appbanakarpaisekaisekamayestudies#appsbanakarpaisekaisekamaye#khudkaappbanakarpaisekaisekamaye#mobileappbanakarpaisekaisekamaye
0 notes
Text
Photoshop se paise Kaise kamaye? - Janiye Puri Jankari Hindi Me
Photoshop se paise Kaise kamaye? - Puri jankari
Dosto, Kya aapko Pta Hai Photoshop se paise Kaise kamaye? Agar aapko graphic designing aur photo editing ka shauk hai to aap apni is skill ko online income ka Achcha source bana sakte hai. Aaj ke is post Me Main aapko bataunga Photoshop se paise Kaise kamaye? Agar aapko Photoshop ki acchi Jankari hai, To is tarike ka use Karke aap photo editing, ads designing, website graphic designing, banner making ke dwara 20,000 se 30,000 rupaye Har mahine online income kar sakte hai. Vaise To Ham Sabhi normal tarike se Khud Se Hi Photoshop sikh sakte hain. lekin yadi aapko photoshop Sikhar paise kamane Hain, To iske liye aapko photoshop software me expert Banna Padega. Jab aap Photoshop Me expert Ho Jaenge, tab aapko online freelancer Ki Tarah work milane lagega, jisse aapko online income bhi Hogi. Lekin isase pahle aapko Photoshop Software Me expert Banna Padega.
Photoshop kya hai?
Photoshop software ko American software company Adobe Inc. Ne Banaya Hai. Jo ki America ki ek mashhur software company hai. Adobe Photoshop ek basic aur advanced level ka photo editing software hai. Bahut se Aise Windows user hai Joki Adobe photoshop ko basic image editing ke liye Yuj Karte Hain. Jabki photoshop mei expert Ho Chuke log iska istemal web designing, banner, graphics, 3D image designing, ID card, Jaise bahut se advanced photo editing Karte Hai. Doston photoshop software Ka istemal Karke apps screen ki designing website designing banners aur Logon banae Jaate Hain. Photoshop software me bahut se advance features ko bhi add kiya Gaya Hai, Jiski madad se Photoshop me 3D designing Bhi ki Ja Sakti hai.
Photoshop se paise Kaise kamaye?
photoshop-se-paise-kaise-kamaye Photoshop sePaise kamane ke liye Online income ho ya phir offline dono hi Jagah aapko Mehnat to karni hi padati hai. Lekin dono me ek chij ka Fark Hai Ki online work me aapko mentally kaam Karna hota hai, jabki offline me aapko physically Kam Karna padta hai. Jab Main Apna graduation complete kar raha tha use Samay Mere Dost Ne Mujhse pucha ki photoshop se paise Kaise kamaye. Use Samay Mujhe blogging se paise kamane ke bare mein pata tha, Jaise affiliate marketing se paise Kaise kamaye. blogging se paise Kaise kamaye, Facebook se paise Kaise kamaye ine Sabhi ke bare mein Mujhe detail Mein Pata Tha. but Photoshop se paise Kaise Kama sakte hain Iske bare mein Mujhe koi idea nahi tha. Iske bad mein ghar Aakar photoshop software Ko download kiya aur use lagatar Kai Dinon Tak use Bhi Kiya. jisse Mujhe Photoshop se online or offline income ke bahut se tarike ke bare mein Pata Chala. Lekin main aapko sirf Vahi genuine tarike bataunga, joki Photoshop se online income karne ke sabse trustable sources Hai.
Photoshop Software Tutorial Ka Blog Banakar:
Agar aap Photoshop Sikh rahe hain to aap iske basic se advanced level ke features ko content writing Karke Apne blog per tutorial bana sakte hain. Yadi aapko blog banane Nahin Aata Hai to, ise setup karna bahut hi Aasan hai. Iske liye aapko domain kharidna Hoga Aur ise blogspot.com se connect Karna hoga Iske baad aapka blog ready ho jaega. Aur Is per aap Photoshop features ki content writing karke Photoshop Software Tutorial sakte hain. Yah Ek Behtar Tarika hai jisse aap Photoshop aur blog dono se paise kama sakte hai.
Photoshop Software Tutorial Ka Yutube Channel Banakar:
Yadi aap photoshop software ka YouTube channel banate hai. to isase bhi aapko acchi online income ho sakti hai. Kyunki bahut se aise creators hai joki basic se advanced level Tak ke photo editing features ke bare mein Janna chahte hai. Aur jab aap Photo editing videos banate hain to log aapki videos ko dekhte hai. jisse aapko YouTube channel ki madad se bhi income hoti hai. To is tarike se aap 2 tarike se online income kar sakte hain Ek YouTube se aur dusra photo editing skills ki madad se.
Freelancer Banakar:
Freeelancing online income ka ek bahut hi Achcha Source hai. Hai Aur freelancing Ka istemal Karke Lakho karodo log Ghar Baithe apni alag alag skills ke sath me freelancing se paise kamaye rahe hai. Agar aapko bhi banners designing, graphic designing, photo editing, advertisement designing, Jaise skills ki acchi knowledge hai to aap freelancing se acchi khasi income kar sakte hai. Internet par Aise bahut se freelancer platform Hai Jin per aap apna account create karke register ho sakte hain. Aur Online Ghar Baithe apni photoshop software editing and designing skills ki madad se paise Kama sakte hain. Top freelancing sites for freelancers: - Fiverr.com - Freelancer.com - Upwork.com - Truelancer.com Yah Sabhi freelensing ki sabse top sites Me Se Hain, Jahan per alag alag countries ke customers Jude rahte hain. Aur vah per Hours ke hisab se kaam ke paise Dete Hain. Jaha per aapko 5 dollars Se Lekar 25 Dollar Tak per hour bhi mil sakta hai. Agar aap bahut hi Achcha kaam Karte Hain To Yaha per aap 25 Dollar se bhi Adhik Kama sakte hain. Isliye yaha se acchi online income karne ke liye aapko Apne Photoshop Skills Mein expert Hona hoga. Jab aapki designing skills ke sath aapki photoshop skills acchi ho jayegi aur aap expert Ban Jaenge, tab aapko yha se bahut acchi income Hone Lagegi.
Offline Photoshop Studio Kholkar:
Bahut se Aisi log bhi hain jinko photoshop software ke bare mein bahut hi acchi Jankari hai lekin unhen online market ke bare mein koi Jankari Nahin Hai. To Aise mein aap aap Kuchh investment Karke camera printer computer system M.Ed kar apna khud ka offline Photoshop studio Khol sakte hain. - Internet Online Me Safe Aur Secure Kaise Rahe Kyunki Photoshop tool ki jitni demand online market mein hai utani hi demand offline market mein bhi hai jaise ki: - School college ka project chart banana. - Kisi company, party ya shop ka banner design Karna - Full-size photo editing ya passport size photo editing aur printing Karna. - Visiting card, company ID card, school college ID card banana. Yah sabse Behtar tarike hain jisse aap offline photoshop Studio kholkar apni income kar sakte hain. lekin Aise bahut se professional photoshop expert se joki apni job ke sath sath hi freelensing ka kam kar ke mahine ki 40 se 50 hajar rupaye Tak kam rahe hain. Photoshop software ke bare mein sikhane ke liye aap Chahe to online course Le sakte hain ya FIR Kisi Institute mein jakar bhi Sikh sakte hain. Yah dono tarike Photoshop sikhane ke sabse best tarike Hain. Jiski madad se aap Matra 3 se 4 mahine Mein Hi pura Photoshop sakte hain. Aur iske baad aap Chahe to freelancing ka kaam bhi Shuru kar sakte hain ya phir apni offline Photoshop Studio bhi Khol sakte hain.
Conclusion:
I hope Ki Ab aapko samajh me aa Gaya Hoga Ki Photoshop Windows software ki madad se online or offline income kaise karte hain. To Agar, ab aapke man me yah Sawal Aaye ki photoshop se paise Kaise kamaye to aapko in 4 tariko ke bare me pata Hona chahie- blogging, YouTube, freelancing Aur offline studio. Ine 4 tarikh ko aap apni regular earning ka source bhi bana sakte hain. Agar abhi bhi aapke Man Mein Koi Sawal hai to aap Hame comment Mein puchh sakte hain. Aur yadi yah Jankari aapke liye helpful Rahi hai, to ise Apne social media platform per share Jarur Kare Taki Meri mehnat Safal ho sake. Read: Game Kaise Banaye Aur Game Banakar Paise Kaise Kamaye? Read the full article