#aashiqi
Explore tagged Tumblr posts
thepoopdokyeomtouched · 9 months ago
Note
HI!!!!
dude sajda karaan>>>
ik this is random but there's only so many desi blogs on tumblr and you seem like a really cool person idk
BRO WHAT OTHER BOLLYWOOD SONGS DO YOU LIKE BECAUSE YK THE 2000S SONGS LIKE DESI GIRL, BREAK UP SONG, MAKE SOME NOISE FOR THE DESI BOYZ ALL HIT SO HARD
(this is my somewhat subtle way of asking if you wanna be moots?)
OH DAMN WE ARE GOING THERE!?! Ok lets get in it
Tumblr media Tumblr media
Starting of from old bollywood
Maine poocha chand se
Bahon mai chale aao
Chura liya hai
Aaj mausam
Lag ja gale
Pehla nasha
These are my favorite 90's songs 😭
Then 2000's
Piyu bole
Tu hi re
My dil goes hmm
👏🏻RHTDM👏🏻 THE WHOLE ALBUM IS MY SOUL EVEN THE RAIN SCENE FLUTE TUNES 😭😭😩😩😩💗💗💗💗
Suno na suno na
Main yahi hoon
Hosh walon ko khabar kya 😩🤌🏻
Kabhi khushi kabhi gam, the whole album 🤭💗
Falak tak
Lazy lamhe, ab to forever, hey shona, ladki kyu, chhalka, saathiyaan, chupke se 😭🤭💗
----NOW THE GOLDEN ERA OF BOLLYWOOD---
Starting with kk's songs : Tu hi meri shab hai, soniye, abhi abhi, beetain lamhe, dil ibaadat, kya mujhe pyaar hai, labon ko, tujhe sochta hoon, zara sa, haan tu hai, oh meri jaan, mat aazma , humko pyaar hua and more ☝🤓
Then Mohit chauhan : the whole ROCKSTAR album like hello?!?! Tujhe bhula diya , masakali, kuch khaas hai, khoya khoya, rabba, IS THIS LOVE, DOORIYAAN, bheegi si bhaagi si, abhi kuch dino se, TUMSE HI, tune jo na kaha and my ultimate fav PEE LOON
My fav artist kk, mohit chauhan, javed ali, sonu nigam, shreya ghoshal, monali thankur, nikita gandhi, sunidhi chauhan , MITRAZ, Vilen, darshan raval, arijit singh, jubin nautyal, asees kaur, shaan, neeti mohan, armaan malik, pritam, vishal shakher, ar rehman, ayushmaan khurana and so many more
Then all emraan haashmi songs 😭 pee loon, tuhi mera, hosaana, tum mile(the whole album 🔥) saibo, I hate love stories (whole album), ek break ke baad, uff teri aadat, hey yeah, tum tak, ranjhaana, rishte naate, paani da rang , soniyo(raaz), AASHIQI 2 WHOLE ALBUM 😩, tera hone laga tu, aajao tamanna, ek din teri raahon mai, hum tum, tere liye(prince), o bekhabar,, sawar loon, JAB TAK HAI JAAN 👺, allah maaf kare, rabba mai to marr gaya oye, mera mann, mann mera, baatein kuch ankahi si, tera chehra(adnan sami), MAULA MERE MAULA, deewana kar raha hai, oh my love, khyaalon mai, guzarish, tose naina, raabta, chori kya re, dagabaaz re, sanam re, gazab ka hai ye din, moh moh ke dhaage, ishq risk, ANJANA ANJAANI(THE WHOLE ALBUM ⚰️, ye tune kya kiya, halka halka, tere naina, ishq bulawa, THE BEST IKTARA, KYA KAROON, WAKE UP SID.
I have a whole sensual playlist romantic, sad, dance, I'M CRAZY ABOUT IT 😩😩😩😩
Even pops like "blam the nights, oh gujariyan, subha hone na de, lat lag gai, lucky boy(bachna ae haseeno is also a DOPE ALBUM🔥😩) , ladies vs ricky bahl, baand baja barat's ayyvien ayyvein, dum dum, aadha ishq, aa zara and so many 😭😭😭😭😭😭😭😭
And OF COURSE WE ARE FRIENDS NOW (moot is so weird for a hindi speaker me yk🤓)
37 notes · View notes
qalbtalk · 2 months ago
Text
Tumblr media
mujhe yaad hai kabhi aik thay magar aaj hain hum juda juda
woh juda huwe tou sanwar gaye hum juda huwe tou bikhar gaye
kabhi ruk gaye kabhi chal diye kabhi chalte chalte bhatak gaye
yun hi umr saari guzaar di yun hi zindagi k sitam sahe
kabhi neend main kabhi hosh main tu jahan mila tujhe daikh kar
na nazar mili na zubaan hili yun hi sar jhuka k guzar gaye
kabhi zulf par kabhi chashm par kabhi tere haseen o wujood par
jo pasand thay meri kitaab main woh shayr saare bikhar gaye
kabhi arsh par kabhi farsh par kabhi unn k dar kabhi dar badar
gham e aashiqi tera shukriya hum kahan kahan se guzar gaye
18 notes · View notes
harf-e-kun · 1 year ago
Text
Tumblr media
Meri Zindagi To Firaq Hai,
Wo Azal Se Dil Main Makeen Sahi
Wo Nigah e Shouq Sey Dour Hen,
Rag e Jaan Sey Laakh Qareeb Sahi!
Humain Jaan Deni Hai Ek Din,
Wo Kisi Tarhan Wo Kahin Sahi
Humain Aap Khinchiye Daar Par,
Jo Nahin Koi To Hum Hi Sahi
Sar-e-Tour Ho, Sar-e-Hashhar Ho,
Humain Intazaar Qubool Hai!
Wo Kabhi Milain Wo Kahin Milain
Wo Kabhi Sahi, Wo Kahin Sahi
Na Ho Un Pr Jo Mera Bas, To Na Sahi,
Ke Yeh Aashiqi Hai Hawas Nahin!
Main Unhi Ka Thaa, Main Unhi Ka Hoon,
Vo Mere Nahin Tou Nahin Sahi!
Jo Ho Faisla Wo Sunaye, Usey Hashr Pe Na Uthaye
Jo Karen Ge Aap Sitam Wahan, Wo Abhi Sahi Woh Yahin Sahi
Ussy Dekhne Ki Jo Lau Lagi,
Tou ‘Naseer’ Dekh Hi Lenge Hum
Wo Hazaar Aankh Se Door Ho,
Wo Hazaar Parda Nasheen Sahi!
- Pir Naseeruddin Naseer
29 notes · View notes
saanjh16 · 8 months ago
Text
Bayan karne baitha tha wo
ek roz apni zindagi ko
Kuch kisse mohobaat k
Kuch usne smjhaya apni dillagi ko
Jb ankhein churayi usne
Chupane unki nami ko
Mai smjha tb jake ki
Wo bhi tarsta hai kisiko
Bhot si baatein tali usne
Aur tala phir apni hasi ko
Usne chupana chaha jo bhi
dikha bhi sirf mujhi ko
Kuch kisse sune kuch suna
Maine uski khamoshi ko
Wo sham baaton me guzri
Phir wo nikla apni gali ko
Gale lagaya bhi usne
Jaise kisi ajnabi ko
Mujhme bhi jaise wo
Khoj raha ho khudhi ko
Phir din guzre phir saal
Dikha to nahi kabhi wo
Haan barbaad zarur kargaya
Wo meri is bandagi ko
Zindagi jitni mili mujhe
Mai rota raha ushi ko
Par jo roya na ho ishq me
Wo kya hi smjha aashiqi ko
Bs ushi me jaise meri
Zindagi guzar chuki ho
Shyd Kalki hi baat hai waise
Shyd Yahi tha abhi wo
Ya shyd ek zamana hua
Shyd wo reh gaya kahi to
Sb guzar gaya intezar me
Ab shame bhi nahi rahi wo
Wo puchta gaya tha mujhse
Kya hai zindagi to
Maine kehdiya "tum"
Bs kurban hua mai wahi toh....
_Saanjh ♡
12 notes · View notes
qalbofnight · 1 year ago
Text
Tumblr media
Meri Zindagi To Firaaq Hai, Wo Azal Se Dil Main Makee’n Sahi Wo Nigaah-E-Shoq Se Door Hain, Rag-E-Jaa’n Se Laakh Qaree’n Sahi
Humein Jaan Deni Hai Aik Din, Wo Kisi Tarha, Wo Kahee’n Sahi Humein Aap Khinchiye Daar Par, Jo Nahi Koi To Hum Hi Sahi
Sar-E-Tour Ho, Sar-E-Hashr Ho, Humein Intezar Qubool Hai Wo Kabhi Milein, Wo Kahee’n Milein, Wo Kabhi Sahi, Wo Kahee’n Sahi
Na Ho, Un Pe Jo Mera Bas Nahi K Ye Aashiqi Hai Hawas Nahi
Jo Ho Faisla Wo Sunaaiye, Issay Hashr Par Na Uthaaiye Jo Kare’n Ge Aap Sitam Waha’n, Wo Abhi Sahi, Wo Yahi’n Sahi
Usey Dekhne Ki Jo Lau Lagi To Naseer Dekh Hi Len Ge Hum Wo Hazaar Aankh Se Door ho, Wo Hazaar Parda-Nashee’n Sahi
41 notes · View notes
the-healing-words · 10 months ago
Text
When they said, "I'm all yours."
But Salar Sikander said, "Na ho un pe mera jo bas nahi, ke yeh aashiqi hai hawas nhi.
Main un he ka tha, un he ka hun, woh mere nahi toh nahi sahi."
3 notes · View notes
faiezsworld · 9 months ago
Text
کبھی رک گئے کبھی چل دیئے کبھی چلتے چلتے بھٹک گئے
یونہی عمر ساری گزار دی یونہی زندگی کے ستم سہے
کبھی نیند میں کبھی ہوش میں تو جہاں ملا تجھے دیکھ کر
نہ نظرملی نہ زبان ہلی یونہی سر جھکا کر گزر گئے
کبھی زلف پر چسم پر کبھی تیرے حسن وجود پر
جو پسند تھے میرئ کتاب میں وہ شعر سارے بکھر گئے
مجھے یاد ہے کبھی ایک تھے مگر آج ہم ہیں جداجدا
وہ جدا ہوئے تو سنور گئے ہم جدا ہوئے تو بکھر گئے
کبھی عرش پر کبھی فرش پر کبھی ان کے در کبھی دربدر
غم عاشقی تیرا شکریہ ہم کہاں کہاں سائے گزر گئے۔
پروین شاکر-
Kabhi Ruk gaye! Kabhi Chal diye!
Kabhi Chalty Chalty Bhatak gaye,
Yunhi Umar Saari Guzaar di,
Yunhi Zindagi kay Sitam Sahy...
Kabhi Neend main, Kabhi Hosh main,
toa Jahan Mila, Tujhay Dekh kar...
Na Nazar Mili,Na Zuban Hili,
Yunhi Sir Jhukka kay Guzar Gaye...
Kabhi Zulf par, Kabhi Chasham Par,
Kabhi Tere haseen Wajood par,
Jo Pasand thy Meri kitaab main,
'Wo Shair Saary Bikhar Gaye...
Mujhay yaad hai Kabhi Ek thy Hum,
Magar Aaj hum hain Juda Juda...
Wo Juda huve toa Sanwar gaye,
Hum juda huve toa Bikhar gaye...
Kabhi Arsh per, Kabhi Farsh per,
Kabhi Un Kay dar, Kabhi dar badar,
Gham-e-Aashiqi tera Shukriya,
Hum kahan kahan Say Guzar Gaye.
~ Parveen Shakir.
2 notes · View notes
om-is-ok · 2 years ago
Note
This song but from my POV: (female version)
Me jaanti hu ya mera khuda, tujhse kabhi na rahungi juda
Do pal jo door jaun, tujhe mein nazar na aau...
Aavaj naa dena mujhe, khud me kahi dhundh lena mujhe....
Dhup me saya jo aaye, to samajh lena hu me
Pehli baarish chhu ke jaaye, to samajh lena hu me
Raahate deti rahengi, tujhko meri chahate
Meri sanson me sunayi dengi meri aahate
Mat dekhna palat ke, tere aqs me simat ke
H lamha lamha rehna mujhe, khud hi kahi dhundh lena mujhe
Aavaaj naa dena mujhe, khud me kahi dhundh lena mujhe
Tujhse jyda me hu tujh me, aajma ke dekhna
Aashiqi ke aayne me, muskurake dekhna
Me hi me tujh me dikhungi, teri soorat me tujhe...
Bin tere kese rahungi, H teri aadat mujhe
Reh ke teri nazar me, teri ishq ki leher me...
H sang tere rehna mujhe, khud me kahi dhundh lena mujhe
Aavaaj naa dena mujhe, khud me kahi dhundh lena mujhe
Aww this is so beautiful thanks jaanu🫶🏻
Ha khud me dhund luga tujhe 😌
Tumblr media
@alhad-si-simran 🤍🫂
7 notes · View notes
kkooongie · 1 year ago
Note
Cheol / mingyu / jihoon / wonwoo / vernon as tum hi ho from aashiqi 2
Hoshi as "hey yeah" From karthik calling karthik
NO BECAUSE I TOO WROTE WONWOO AS TUM HI HO YESTERDAY??????? MAN'S SO TUM HI HO CODED
oh and look its my bias line tum hi ho coded men
2 notes · View notes
premikaunderthemoon · 2 years ago
Text
Kya faayda mere itne sundar hone ka jab koi aashiqi hi nahi kar raha
5 notes · View notes
forkaround · 2 years ago
Text
In is out there living his Aashiqi 2 fantasies while Korn just doesn't want to get wet
6 notes · View notes
tanhasafar · 25 days ago
Text
Kabhi Arsh per,. Kabhi Farsh per,. Kabhi Un Kay dar,. Kabhi dar badar,. Gham-e-Aashiqi tera Shukriya,. Hum kahan kahan Say Guzar Gaye...
0 notes
lyricsssdotin · 3 months ago
Text
Kyun Lyrics
Singer:Asim AzharAlbum:Bematlab Likha aashiqi ka maine falsafa you’nJaane anjaane mein kar chali dagaa kyunTeri khata tou kaatoon main saza kyunHuwe raaho’n mein najaane lapata kyun Deti mohabbat na sila koiSitam khud de ke hai khafa koiWafa bhi kar ke hai bura koiAisa bhi karta hai bhala koi Chhodo na karta main khayali baateinLaata na rishto mein purani baateinBana ishq ki misaal koiAur bana…
0 notes
kunalkarankapoor · 11 months ago
Text
Tumblr media
Hta dun sambhal ke jam gayi dhool jo smruti-patal se... Ke muddaton baad ram gayi phir aaj vo yaad palak se. Chhant lun raat ki syaahi..de gar sitaare roshni.. Zameen pe utaar laaun phir aaj vo khwaab falak se.
Har ghdi kar ye deti jang hai... Aashiqi bhi kya uski tang hai. Beasar hai meri yun khwaahishein... Chahun bhi to na laati rang hai. @preetirajkotiya
0 notes
neembu · 9 months ago
Text
6 yr old me heard aditya r kapoor say ‘main marne ke liye nahi peeta, peene ke liye marta hun’ in aashiqi and decided to remember it 4ever
5 notes · View notes
ruthaaashiq · 4 years ago
Quote
Deep love gives invincible joy
2 notes · View notes