#Urdu Blogs.
Explore tagged Tumblr posts
deep-feelings-blog · 1 year ago
Text
In English, we say: " Overthinking "
But in poetry, we say: " The storms in my head ruined the garden that my soul holds"
9K notes · View notes
stfu-gurl · 2 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media
There isn't any scent in this world as comforting as the scent of a mother's duppata.
195 notes · View notes
maintohoonpagal · 22 days ago
Text
Tumblr media
158 notes · View notes
maihonhassan · 4 months ago
Text
How beautifully Fahmi Badayuni wrote these lines;
“Pooch lete wo bas mizaaj mera, kitna aasan tha ilaj mera.”
185 notes · View notes
soul-from-another-era · 6 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
372 notes · View notes
mehreenkhan · 7 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Faiz Ahmed Faiz
148 notes · View notes
officialbruciewayne · 2 months ago
Text
ooc. begging people to let Damian's first language be Urdu (his mother tongues are Arabic and Cantonese*) because Nanda Parbat is based on Nanga Parbat which is in Pakistan so Urdu being the language he heard most growing up would make sense. Mostly from servants, followers etc.
It's possible Melisande (Talia's mother) is mixed Arab and Fuzhou Chinese but since Melisande and Ra's met at Woodstock in NYC (I'm serious) statistically Cantonese is more likely.
Either way, let Dami speak Urdu ;~;
82 notes · View notes
qalbofnight · 1 month ago
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Reading Parveen shakir gives college vibes but in urdu aesthetic eraaa "Parveen Shakir"
Apne bistar pe bahut der se main neem-daraz
sochti thi ki wo is waqt kahan par hoga
Main yahan hoon magar us kucha-e-rang-o-bu mein
roz ki tarah se wo aaj bhi aaya hoga
Aur jab us ne wahan mujh ko na paya hoga!?
Aap ko ilm hai wo aaj nahin aayi hain?
Meri har dost se us ne yahi poochha hoga
Kyun nahin aayi wo kya baat hui hai aakhir
Khud se is baat pe sau baar wo uljha hoga
Kal wo aayegi to main us se nahin bolunga
Aap hi aap kai baar wo rootha hoga
Wo nahin hai to bulandi ka safar kitna kathin
Seedhiyan chadhte hue us ne ye socha hoga
Rahdaari mein hare lawn mein phoolon ke qareeb
Us ne har samt mujhe aan ke dhoonda hoga
Naam bhule se jo mera kahin aaya hoga
Ghair-mahsus tareeqe se wo chaunka hoga
Ek jumle ko kai baar sunaya hoga
Baat karte hue sau baar wo bhoola hoga
Ye jo ladki nai aayi hai kahin wo to nahin
Us ne har chehra yahi soch ke dekha hoga
Jaan-e-mahfil hai magar aaj faqat mere baghair
Haye kis darja wahi bazm mein tanha hoga
Kabhi sannaton se vahshat jo hui hogi use
Us ne be-sakhte phir mujh ko pukara hoga
Chalte chalte koi manus si aahat paa kar
Doston ko bhi kis uzr se roka hoga
Yaad kar ke mujhe nam ho gayi hongi palkein
Aankh mein pad gaya kuch keh ke ye taala hoga
Aur ghabra ke kitabon mein jo li hogi panaah
Har satar mein mera chehra ubhar aaya hoga
Jab mili hogi use meri ala'lat ki khabar
Us ne aahista se deewar ko thaama hoga
Soch kar ye ki bahal jaaye pareshani-e-dil
Yunhi be-wajah kisi shakhs ko roka hoga
Ittifaqan mujhe us shaam meri dost mili
Main ne poochha ki suno aaye the wo? kaise the?
Mujh ko poochha tha mujhe dhoonda tha chaaron janib?
Us ne ek lamhe ko dekha mujhe aur phir hans di
Is hansi mein to wo talkhi thi ki is se aage
Kya kaha us ne mujhe yaad nahin hai lekin
Itna maaloom hai khwabon ka bharam toot gaya!
75 notes · View notes
crookedneighbour20 · 1 month ago
Text
zindagi se yahi gila hai mujhe tu bohot der se mila hai mujhe. humsafar chahiye, hujoom nahi ik musafir hi qaafilaa hai mujhe. tu mohabbat se koyi chaal toh chal haar jaane ka hausla hai mujhe.
113 notes · View notes
annagxx · 2 months ago
Text
Main jo sabka dil rakhta hoon,
suno, main bhi toh dil rakhta hoon.
100 notes · View notes
kaashni-words · 10 days ago
Text
Tu milya, Rabb milya
تو ملا، رب ملا
(When I found you, I found God.)
Mere sabar da mainu sabab milya
میرے سبب کا مجھے سبب ملا
(I found the reason behind my existence.)
Aaj milya, bhave kal milya
آج ملا، بھاوی کل ملا
(Whether I found you today or tomorrow, it doesn’t matter.)
Siveyan tak teri rooh nal miln da haq milya
سیویاں تک تیری روح سے ملنے کا حق ملا
(Till the graveyard, I got the right to connect with your soul.)
Tu har haneri raat da chanan banke
تو ہر اندھیری رات کا چاند بن کے
(You became the light of every dark night.)
Meri rooh vich aa ke aiwe ral milya
میر�� روح میں آ کے یوں ہی گھل ملا
(You merged into my soul, blending seamlessly.)
54 notes · View notes
themoonsaid · 6 months ago
Text
'jadoo ki jhappi'
(n.) (phr.) lit. "a magical hug"; feminine
a hug which will ease all your pain, the discomfort you are going through and will make you feel like you are at home.
76 notes · View notes
stfu-gurl · 2 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media
He (Allah) will say 'kun' and you will be saved from falling.
وہ کُن کہے گا اور تم گرتے گرتے سنبھل جاؤ گے
Wo kun kahega aur tum girte girte sambhal jaogy.
261 notes · View notes
maintohoonpagal · 1 month ago
Text
People leave, but their Whatsapp stickers stay.....
115 notes · View notes
maihonhassan · 11 months ago
Text
i love 𝐔𝐫𝐝𝐮 because instead of saying "My schedule is swamped" you say "Kuch kaam hain apni marzi ke, kuch kaam faqat majboori hain, phir waqt bohat hi thora hai aur saare kaam zaroori hain."
444 notes · View notes
mehreenkhan · 11 months ago
Text
Tumblr media Tumblr media
ye khwab hai khushbu hai ki jhonka hai ki pal hai
ye dhund hai baadal hai ki saya hai ki tum ho
Tumblr media
ye umr-e-gurezan kahin thehre to ye jaanun
har sans mein mujh ko yahi lagta hai ki tum ho
Ahmad Faraz احمد فراز
155 notes · View notes